MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMala Sinha
HomeMala Sinha
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tumhin to meri pooja ho aaaaaaa aaaaa aaaaaa tumhin to meri pooja ho tumhen dil mein basaaya hai tumhin to meri duniyaa ho haan haaan haaaan haaan tumhin to meri duniyaa ho tumhen dil se lagaaya hai tumhin to meri duniyaa ho ibaadat hai nigaahon ki tujhi ko dekh ko sehna teri har baat ko sehna tumhin to mere saathi ho tumhen apna banaaya hai tumhin to meri pooja ho tamanna hai inn aankhon ki tumhaare hi nazaaren hon jahaan dekhun tumhen dekhun haseen jalwe tumhaare hon haseen jalwe tumhaare hon tumhin ne meri manzil ko bahaaron se sajaaya hai tumhin to meri duniyaa ho tumhare haath mein hai ab humari laaj ka aanchal naa beh jaaye kahin dekho humari aankh ka kaajal humari aankh ka kaajal tumhin to meri pooja ho aaaaaaa aaaaa aaaaaa tumhin to meri pooja ho tumhen dil mein basaaya hai tumhin to meri duniyaa ho haan haaan haaaan haaan tumhin to meri duniyaa ho tumhen dil se lagaaya hai tumhin to meri duniyaa ho tumhin to meri pooja ho click here
tumi bina ae phagun biphale jaay biphale jaay saathi biphale jaay tumi bina ae phagun biphale jaay biphale jaay saathi biphale jaay tumi bina ae phagun biphale jaay achhe phul achhe gaan achhe madhuraati raati achhe phul achhe gaan achhe madhuraati raati neend hara raate naai nishi jagar saathi achhe madhuraati britha madhuraati golap dakiya dhire bole malayaay tumi bina ae phagun biphale jaay tumi bina ae phagun biphale jaay biphale jaay saathi biphale jaay tumi bina ae phagun biphale jaay praanero banshite baaje basanto bahaar tumi chhara ae jeebane ki achhe chaowar bolo ki achhe chaowar hriday sudhay bhora tabu trisha jaage jaage aeka thaka kaare bole bujhini to aage aage tabu trisha jaage mone mone aek tabu aeka dujanaay tumi bina phagun biphale jaay tumi bina ae phagun biphale jaay biphale jaay saathi biphale jaay tumi bina ae phagun biphale jaay click here
umr huyi tumse mile phir bhi jaane kyun aise lage jaise pehli baar mile hain umr huyi baagh saje phir bhi jaane kyun aise lage phool pehli baar khile hain roop jaga yun bin sanware saajna main sanwar gayi roop jaga yun bin sanware saajna main sanwar gayi aaj laga yun aaj laga yun motiyon se meri maang bhar gayi kajra chhalke aachra dhalke aise lage jaise pehli baar mile hain umr huyi tumse mile phir bhi jaane kyun aise lage jaise pehli baar mile hain sang tumhara meri zindagi ko raas aa gaya sang tumhara meri zindagi ko raas aa gaya paa ke sahaara paa ke sahaara door tha main apne paas aa gaya duniyaa saari laage nyaari aise lage jaise pehli baar mile hain umr huyi tumse mile phir bhi jaane kyun aise lage jaise pehli baar mile hain jhoom utha tann mann mein ek aisi baat aa gayi jhoom utha tann mann mein ek aisi baat aa gayi jiss ki thi lagan jiss ki thi lagan aaj wo milan ki raat aa gayi alke lehken ankhiyaan behken aise lage jaise pehli baar mile hain umr huyi click here
wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe bekaar hi ulfat kaa izhaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe aisi to naa thi kismat apna bhi koi hota aisi to naa thi kismat apna bhi koi hota apna bhi koi hota kyun khud ko mohabbat ka haqdaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe royen to bhala kaise khole to jabaan kyun kar royen to bhala kaise khole to jabaan kyun kar khole to jabaan kyun kar darten hai ke jaane kya sansaar samajh baithe bekaar hi ulfat kaa izhaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe click here
aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa wo haseen dard de do jise main gale laga loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon wo nighaah mujh pe daalo ke main zindagi bana loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon tumhe tum se maangti hoon zara apna haath de do mujhe aaj zindagi ki wo suhaag raat de do jise le ke kuchh naa maangu aur maang mein sazaa loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon wo nighaah mujh pe daalo ke main zindagi bana loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa meri aarzoo to dekho ho tumhe saamne bitha kar kabhi dil ke paas laa kar kabhi dilrubaa bana kar koi daastaan sun loon koi daastaan suna loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon wo nighaah mujh pe daalo ke main zindagi bana loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon maine pyaar ke alaawa kabhi tumse kuchh naa maanga tumhe jaane kya click here
woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain jo baat kar len aaaa aaaa aaaa aaaa jo baat kar len to bhujhte chiraag jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain kaho bhujhe ke jalen hum apni raah chalen yaa tumhaari raah chalen kaho bhujhe ke jalen bhujhen to aise ke jaise kisi gareeb ka dil kisi gareeb ka dil jalen to aise ke jaise chiraag jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain ye khoyi khoyi nazar kabhi to hogi idhar yaa sadaa rahegi udhar ye khoyi khoyi nazar udhar to ek sulagta hua hai veerana hai ek veerana magar idhar to bahaaron mein baagh jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain jo ashq pee bhi liye jo honth see bhi liye to sitam ye kiss pe kiye jo ashq pee bhi liye kuchh aaj apni sunaao kuchh aaj meri suno kuchh aaj meri suno khaamoshiyon se to dil aur dimaag jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain jo baat kar len to bhujhte chiraag jalte hain woh click here
ye hariyali aur ye raasta ye hariyali aur ye raasta in raahon par tera mera jeevan bhar ka waasta ye hariyali aur ye raasta ye hariyali aur ye raasta in raahon par tera mera jeevan bhar ka waasta ye hariyali aur ye raasta phula phala hai preet ka angana gaati hoon tere pyaar ki rachna dil ki ye baatein dil mein na rakhna dil ki ye baatein dil mein na rakhna kah do jo kahna hai o more sajna ye hariyali aur ye raasta ye hariyali aur ye raasta in raahon par tera mera jeevan bhar ka waasta ye hariyali aur ye raasta tum rahte ho mere man mein jaise ujala chand ke tan mein jaise khushboo phool badan mein jaise khushboo phool badan mein jaise ye thandak hai mast pawan mein ye hariyali aur ye raasta ye hariyali aur ye raasta in raahon par tera mera jeevan bhar ka waasta ye hariyali aur ye raasta aag ulfat ki dil mein lagi hai dheere dheere badti rahi hai pyaasi koyaliya jalti rahi hai pyaasi koyaliya jalti rahi hai jal jal ke tujhse ye kehti rahi hai ye hariyali aur ye click here
ye kis manzil pe le aayi ye kis manzil pe le aayi meri badkismati mujhko jahaan hasrat se mud kar dekhti hai zindagi mujhko ye kis manzil pe le aayi mere daaman mein kaante rakh diye phoolon ke badle mein phoolon ke badle mein mere daaman mein kaante rakh diye phoolon ke badle mein phoolon ke badle mein mere maalik bata aisi saza kyun di gayi mujhko ye kis manzil pe le aayi dil e nadan teri baton mein aakar lut gaya hoon main lut gaya hoon main dil e nadan teri baton mein aakar lut gaya hoon main lut gaya hoon main bahut tadpa rahi hai aaj meri bekashi mujhko ye kis manzil pe le aayi meri ye zindagi hai ya andheri raat sawan ki raat sawan ki meri ye zindagi hai ya andheri raat sawan ki raat sawan ki nazar aati nahin ab door tak bhi roshni mujhko ye kis manzil pe le aayi ye kis manzil pe le aayi meri badkismati mujhko jahaan hasrat se mud kar dekhti hai zindagi mujhko ye kis manzil pe le aayi click here
ye samaa ye rut ye nazaare dil mera machalne laga jaane wafaa aye dilrubaa aise mein aa meri baahon mein aa rok le nigaahon ke ishaare tan mera pighalne laga main hoon teri tu hai mera aa meri dil ki panaahon mein aa shaane pe mere gira de zulfen aankhon pe meri bichha de zulfen shaane pe mere gira de zulfen aankhon pe meri bichha de zulfen aisa jagaa de pyaar ka jaadu saare jahaan pe chhaye nasha rok le nigaahon ke ishaare tan mera pighalne laga main hoon teri tu hai mera aa meri dil ki panaahon mein aa ye samaa ye rut ye nazaare dil mera machalne laga jaane wafaa aye dilrubaa aise mein aa meri baahon mein aa la lala la la la lala la la la la lalalalala la la lala la la la lala la la la la lalalalala la aankhon ne aankhon ki padh li jubaan mere bhi dil mein umangen hain jawaan aankhon ne aankhon ki padh li jubaan mere bhi dil mein umangen hain jawaan shauk se badh kar thaam le baaju jaan gayi tere dil mein hai kya ye samaa ye rut ye nazaare dil mera machalne laga click here
zara thehar zara thehar tujhe samjhaun zindagi kya hai jo aaj tak naa mili tujhko wo khushi kya hai dil todna kisi ka ye zindagi nahin hai dil todna kisi ka ye zindagi nahin hai ghum doosre ka le le kya ye khushi nahin hai chal iss tarah ke jaise chalti hain ye hawaayen chal iss tarah ke jaise chalti hain ye hawaayen phoolon ko ye khilaayen baaghon ko ye hasayen apne liye jiyen jo wo aadmi nahin hai dil todna kisi ka ye zindagi nahin hai jiss par udaasiyaan hon uss honth ko hansi de jiss par udaasiyaan hon uss honth ko hansi de de kar qaraar apnaaa badle mein bekali le tera dil hai ik khazaana tujhe kuchh kami nahin hai dil todna kisi ka ye zindagi nahin hai wo chaand ho yaa shola donon mein noor dekha wo chaand ho yaa shola donon mein noor dekha lekin jise bhi dekha shole se door dekha jo phoonk de kisi ko wo roshni nahin hai dil todna kisi ka ye zindagi nahin hai ghum doosre ka le le kya ye khushi nahin hai click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tumhin To Meri Pooja Ho Suhagan (1964) 04:32 11831
 
Poster of Suhagan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:32   Song Number : 11831   

Tumi Bina A Phagun Prithibi Amare Chay (1957) 04:12 20769
 
Poster of Prithibi Amare Chay  (1957)
 
Year- 
1957
Lyricist
Pronab Roy
Music Director- 
Nachiketa Ghosh
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:12   Song Number : 20769   

Umr Huyi Tumse Mile Bahurani (1963) 03:20 12804
 
Poster of Bahurani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Mala Sinha
Duration : 03:20   Song Number : 12804   

Wo Hans Ke Mile Hum Se Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) 04:16 11908
 
Poster of Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Tanuja, Dharmendra
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:16   Song Number : 11908   

Wo Haseen Dard De Do Humsaya (1968) 04:07 11919
 
Poster of Humsaya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:07   Song Number : 11919   

Woh Chup Rahen To Jahan Ara (1964) 04:40 13401
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Bahar
Duration : 04:40   Song Number : 13401   

Ye Hariyali Aur Ye Hariyali Aur Rasta (1962) 05:11 32968
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:11   Song Number : 32968   

Ye Kis Manzil Pe Le Aayi Main Suhagan Hoon (1964) 03:41 33013
 
Poster of Main Suhagan Hoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Lachchhi Ram
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Ajit
Duration : 03:41   Song Number : 33013   

Ye Samaa Ye Rut Do Kaliyan (1968) 04:14 13147
 
Poster of Do Kaliyan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Mala Sinha
Duration : 04:14   Song Number : 13147   

Zara Thehar Tujhe Pooja Ke Phool (1964) 03:39 13965
 
Poster of Pooja Ke Phool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:39   Song Number : 13965   
Karaoke Songs of mala sinha, Sad Songs of mala sinha, Love Songs of mala sinha, Dance Songs of mala sinha, Hip-hop songs of mala sinha, Best songs of mala sinha, Super hit songs of mala sinha, hit songs of mala sinha, duet songs of mala sinha, solo songs of mala sinha, old songs of mala sinha, famous songs of mala sinha, Hindi Karaoke Songs of mala sinha, Hindi Sad Songs of mala sinha, Hindi Love Songs of mala sinha, Hindi Dance Songs of mala sinha, Hindi Hip-hop songs of mala sinha, best Hindi songs of mala sinha, super hit Hindi songs of mala sinha, hit Hindi songs of mala sinha, duet Hindi songs of mala sinha, solo Hindi songs of mala sinha, old Hindi songs of mala sinha, famous Hindi songs of mala sinha, Sing Along Songs of mala sinha, Sing Along Sad Songs of mala sinha, Sing Along Love Songs of mala sinha, Sing Along Dance Songs of mala sinha, Sing Along Hip-hop songs of mala sinha, Sing Along Best songs of mala sinha, Sing Along Super hit songs of mala sinha, Sing Along hit songs of mala sinha, Sing Along duet songs of mala sinha, Sing Along solo songs of mala sinha, Sing Along old songs of mala sinha, Sing Along famous songs of mala sinha