ek matwaala aaj chala apni manzil ko ek matwaala aaj chala apni manzil ko kismat ne aasaan kiya hai har mushkil ko in aankhon mein jhoom rahe hain sapne gale milenge hans hans kar sab apne aaj ye dil paalega apnon ki mehfil ko ek matwaala aaj chala apni manzil ko aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jisne in aankhon ko pyaar sikhaaya jisne in aankhon ko pyaar sikhaaya jisne pyaar ka pehla geet sunaaya aaj uske kadmon pe rakh dunga is dil ko ek matwaala aaj chala apni manzil ko toofaanon ki god mein kismat kheli khoob ladi maujon se jaan akeli chaar kadam par dekh raha hoon ab saahil ko ek matwaala aaj chala apni manzil ko kismat ne aasaan kiya hai har mushkil ko
Ek Matwala Aaj Chala
Aap Ki Parchhaiyan (1964)