Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGulzar
HomeGulzar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


roll roll makunisha makunisha dobara roll roll makunisha makunisha dobara are dum nikal na jaaye zara dum laga aa haa aa haa haa roll roll makunisha makunisha dobara haal bura hai chaal bhali door hai meri pee ki gali haal bura hai chaal bhali door hai meri pee ki gali chaar kadam ki manzil hai saari umar ka chalna hai are hey bali ne are hey telu re chal pada caravan samne hai jahaan dheeme dheeme dheeme chalo gori paaun matak na jaaye re are chaudi chaudi chaudi karte hain ye paaun patak na jaaye baraati laaye hain yaaro ye dulhaa laaye hain yaaro ye bolo baraati laaye hain yaaro ye dulhaa laaye hain yaaro
rone do jiya kare hmmm rone do jiya kare rone do naa jee bhar ke rone do jiya kare rone do naa jee bhar ke khaali nahin hote kabhi naina mere rone do jiya kare jiya kare rone do aise bhar aaye aankhen piyaa sadiyaan rulaaye aankhen hoo aise bhar aaye aankhen piyaa sadiyaan rulaaye aankhen tap tap girte hain barsaaten do patte rote hain dekh bahaar mein jeene waalo ke bhi ghum hote hain dard nayaa de koi piyaa re phir se sujaa le aankhen rona hai to rone do rone do naaa jee bhar keee jab tu alag hoga dard bahut hoga hoo jab tu alag hoga piya dard bahut hoga dard guzar jaaye jab had se dard nahin hota re shaakh se toot ke sabsa koi dard nahin hota re chot kahin hogi piya zakhm kahin hoga rona to hai rone do rone do naa jee bhar ke khaali nahin hote kabhi naina mere
roz akeli aaye roz akeli jaaye roz akeli aaye roz akeli jaaye chand katora liye bhikaran raat roz akeli aaye roz bichari jaaye motiyon jaise taare aanchal mein hain saare motiyon jaise taare aanchal mein hain saare haaye re phir kya maange bhikaran raat roz akeli aaye roz akeli jaaye chand katora liye bhikaran raat roz akeli aaye roz bichari jaaye jogan jaisi laage naa soye na jaage jogan jaisi laage naa soye na jaage gali gali mein jaaye bhikaran raat roz akeli aaye roz akeli jaaye chand katora liye bhikaran raat roz akeli aaye roz bichari jaaye roz lagaaye phera hai koi nanha savera roz lagaaye phera hai koi nanha savera god mein bhar do aayi bhikaran raat roz akeli aaye roz akeli jaaye chand katora liye bhikaran raat roz akeli aaye roz bichari jaaye
roz roz aankhon tale roz roz aankhon tale lala la lala la lala la la la la la roz roz aankhon tale ek hi sapna chale raat bhar kaajal jale aankh mein jis tarah khaab ka diya jale ho roz roz aankhon tale ek hi sapna chale raat bhar kaajal jale aankh mein jis tarah khaab ka diya jale ho roz roz aankhon tale jab se tumhare naam ki misri hont lagaayi hai meetha sa ghum hai aur meethi si tanhaayi hai jab se tumhare naam ki misri hont lagaayi hai meetha sa ghum hai aur meethi si tanhaayi hai roz roz aankhon tale ek hi sapna chale raat bhar kaajal jale aankh mein jis tarah khaab ka diya jale ho roz roz aankhon tale chhoti si dil ki uljhan hai ye suljha do tum jeena to seekha hai mar ke marna seekha do tum chhoti si dil ki uljhan hai ye suljha do tum jeena to seekha hai mar ke marna seekha do tum roz roz aankhon tale roz roz aankhon tale lala la lala la lala la la la la la roz roz aankhon tale ek hi sapna chale raat bhar kaajal jale aankh mein jis tarah khaab ka diya jale
roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara baanwara roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara kaliyon ke naam koi likhe paigaam koi kaliyon ke naam koi likhe paigaam koi baanwara bhanwara baanwara roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara baanwara beete huye mausam ki koi nishani hogi pa ma pa ma ga ma ga re ga ni re ni ma ga re pa beete huye mausam ki koi nishani hogi dard puraana koi yaad puraani hogi dard puraana koi yaad puraani hogi koi to daastaan hogi na roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara baanwara hoga koi waada hoga waada nibhata hoga haaannnnn hoga koi waada hoga waada nibhata hoga shaakhon pe likh kar yaad dilaata hoga shaakhon pe likh kar yaad dilaata hoga yaad to aati hi hogi na roz roz dali dali roz roz dali dali roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara baanwara
tu mere rubaru hai tu mere rubaru hai meri aankhon ki ibaadat hai yeh zamin hai muhabbat ki yahaan mana hai khata karna sirf sajade mein girna hai aur adab se duwa karna tu mere rubaru hai tu mere rubaru hai meri aankhon ki ibaadat hai bas itni ijaazat de kadmon pe jabin rakh doon hoo phir sar na uthe mera yeh jaan bhi wahin rakh doon ik baar toh deedaar de mere saamne reh ke bhi tu ojhal hai tu poshida hai mere haal se haabida hai bas itni ijaazat de kadmon pe jabin rakh doon phir sar na uthe mera yeh jaan bhi wahin rakh doon ek maasum si dil ki tajjabiz hai ishq mein jaan de de badi cheez hai deewaana bana apna deewaangi yun bhi hai pairon mein padi gardish aur sar mein junoon bhi hai jaan saunp de jaan waar de iss baar to deedaarde gar tu nahin yeh zindagi kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin yeh bandagi kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin yeh zindagi kuchh bhi nahin yeh zindagi kuchh bhi nahin yeh bandagi kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin
ruke ruke se kadam ruk ke baar baar chale ruke ruke se kadam ruk ke baar baar chale qaraar le ke tere dar se beqaraar chale ruke ruke se kadam ruk ke baar baar chale ruke ruke se kadam subah na aayi kayi baar neend se jaage subah na aayi kayi baar neend se jaage thi ek raat ki ye zindagi guzaar chale thi ek raat ki ye zindagi guzaar chale ruke ruke se kadam uthaye phirte the ehsaan dil ka seene par uthaye phirte the ehsaan dil ka seene par le tere kadmon mein ye karz bhi utaar chale le tere kadmon mein ye karz bhi utaar chale qaraar le ke tere dar se beqaraar chale ruke ruke se kadam ruk ke baar baar chale ruke ruke se kadam
rutt albeli mast sama saath haseen har baat jawaan hawa ka aanchal bada hai chanchal dheere dheere gaaye mann teri kasam are rutt albeli mast sama saath haseen har baat jawaan hawa ka aanchal bada hai chanchal dheere dheere gaaye mann teri kasam inn machalte paaniyon mein sunn gungunaate saahilon ki dhun rutt haseen hai hum jawaan haaye tauba haa haa haa haa naazneen jo koi hans padi motiyon ki khul gayi ladi laajawaab hai kya shabaab haaye tauba reshami nazar pad gayi jidhar khil gayi duniyaa are rutt albeli mast sama saath haseen har baat jawaan hawa ka aanchal bada hai chanchal dheere dheere gaaye mann teri kasam ye mehal naa dekhe kahin aasmaan ko chume zameen kya khayaal hai bemisaal haaye tauba aarzoo liye nighaah mein manzilen bulaayen raah mein intezaar mein beqaraar haaye tauba khaab to nahin ye zameen kahin khoob hai duniyaa are rutt albeli mast sama saath haseen har baat jawaan hawa ka aanchal bada hai chanchal dheere dheere gaaye mann teri kasam are
saare ke saare gaama ko lekar gaate chale saare ke saare gaama ko lekar gaate chale paapa nahin hain dhaani si didi didi ke saath hain saare saare ke saare gaama ko lekar gaate chale ae sanju ae birju ae munni tum bhi gaao lala laa la la lala laa la la la la la la aise nahin bolon mein gaao saare ke saare gaama ko lekar gaate chale paapa nahin hain dhaani si didi didi ke saath hain saare saare ke saare gaama ko lekar gaate chale saa se nikle roz savera door kare andhiyaara re se reshmi kirnon ne khoob kiyaa ujiyaara saa se nikle roz savera door kare andhiyaara re se reshmi kirnon ne khoob kiyaa ujiyaara la la lala lala laa lala la la lala lala laa lala sooraj ki roshn kirnon se saare gaate chale lala laa la la lala laa la la la la la la paapa nahin hain dhaani si didi didi ke saath hain saare lala laa la la lala laa la la la la la la paapa nahin hain dhaani si didi didi ke saath hain saare saare ke saare gaama ko lekar gaate chale gaa se gungun ga ga ga maa se
saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do are saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do inqilaab zindabaad inqilaab zindabaad aap bhi boliye inqilaab zindabaad inqilaab zindabaad khaao piyo mazaa karo khilkhilaa kar hansaa karo ha ha ha ha haaa khaao piyo mazaa karo khilkhilaa kar hansaa karo kal ki chinta karenge kal aaj ko aaj hi jiya karo isliye saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do are saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do inqilaab zindabaad hmmmm inqilaab zindabaad bolo chhee chhee chhee chhee chhee hat din ke chaubees ghanton mein aath ghante hain sone ke aur chaar hain khaana peenaa do hain rone dhone ke kuchh kapde badal ke katate mein kul baaki chhe hi bachte hain in mein kitna kaam karein khelein yaa aaraam karein isliye saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do ae saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do inqilaab zindabaad inqilaab zindabaad jis
dabi dabi saans mein suna tha maine bole bina mera naam aaya palken jhukin aur uthne lagin to haule se uska salaam aaya hmm dabi dabi saans mein suna tha maine bole bina mera naam aaya palken jhukin aur uthne lagin to haule se uska salaam aaya jab bole wo jab bole uski aankh mein rab bole jab bole wo jab bole uski aankh mein rab bole paas paas hi rehna tum aankh aankh mein kehna tum dekha tumhe to aaram aaya dabi dabi saans mein suna tha maine bole bina mera naam aaya palken jhukin aur uthne lagin to haule se uska salaam aaya roz hi dil ki aag utha kar haath pe lekar chalna hai tere bina bina tere boond boond ab raat raat bhar jalna hai tu mile na mile ye haseen silsile waqt ke sakht hain ab ye katte nahin haan tere bina saans bhi chalti hai tere bina dil bhi dhadakta hai yaad nahin tha yaad aaya dabi dabi saans mein suna tha maine bole bina mera naam aaya haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan din ki
samay o dheere chalo bujh gayi raah se chhaaon door hai door hai pee ka gaaon dheere chalo dheere chalo ji ko behla liya tune aas niraash ka khel kiyaa tune aas niraash ka khel kiyaa chaar dinon mein koi jiya na jiya chaar dinon mein koi jiya na jiya zehar ye saans ka piya na piya zehar ye saans ka piya na piya ye hawa sab le gayi kaarvaan ke nishaan bhi uda le gai kaarvaan ke nishaan bhi uda le gai udati hawaaon waale milenge kahaan udati hawaaon waale milenge kahaan koi bata do mere piya ka nishaan koi bata do mere piya ka nishaan samay o dheere chalo bujh gayi raah se chhaaon door hai door hai pee ka gaaon dheere chalo dheere chalo
sanware sunao bansuri sanware sunao vrindabani radha banu duniya kahe baawri sanware sunao bansuri ho vrindabani radha banu duniya kahe baanwri sanware sunao bansuri apne aangan beej re apne ang mein apne rang mein jo seench le ho ho ho apne aangan beej re apne ang mein apne rang mein jo seench le aisi falun teri gali duniya kahe saanwri sanware sunao bansuri ho vrindabani radha banu duniya kahe baanwri sanware sunao bansuri tere mandir deep main tu jo bhar de apni jyoti is seep mein ho ho ho tere mandir deep main tu jo bhar de apni jyoti is seep mein tere charan aise padun jaise pade saankli sanware sunao bansuri ho vrindabani radha banu duniya kahe baanwri sanware sunao bansuri
sapne mein milti hai o kudi meri sapne mein milti hai saara din ghunghtein mein band pudiya si oye oye oye oye saara dil ghunghtein mein band pudiya si ankhiyon mein khulti hai sapne mein milta hai o munda mera sapne mein milta hai saare din sadkon pe khaali rikshe sa haai saare din sadkon pe khaali rikshe sa pichhe pichhe chalta hai oye hoy kori hai karaari hai bhun ke utaari hai kabhi kabhi milti hai ho kudi meri ve ooncha lamba kad hai chauda bhi had hai door se dikhata hai o munda mera haan haan haan dekhne mein tagda hai jangal se pakda hai seeng dikhata hai hai paaji hai sharier hai ghumti lakeer hai chakraa ke chalti hai kache pakke beroon se chori ke sheron se dil behlata hai ve munda mera munda mera haaye gora chitta rang hai chaand ka palang hai chaandani mein dhoolti hai o kudi meri aa aa aa aa aa a o a kudi meri aa aa haa haa doodh ka ubaal hai hansi to kamaal hai motiyon mein tulti hai neem sarifon ke avye lateefon ke kisse sunaata hai sapne mein milta
tu hi tu tu hi tu satrangi re tu hi tu tu hi tu mann rangi re tu hi tu tu hi tu satrangi re tu hi tu tu hi tu mann rangi re dil ka saaya hum saaya satrangi re mann rangi re koi noor hai tu kyun door hai tu jab paas hai tu ehsaas hai tu koi khaab hai ya parchhayi hai satrangi reeeeeeee satrangi re is baar bata munh zor hawaa thaihre ki kahan aankhon ne kuchh aise chhuwa halka halka uns hua halka halka uns hua dil ko mehsoos hua tu hi tu tu hi tu jeene ki saari khushboo tu hi tu tu hi tu aarzoo aarzoo tere jism ki aanch ko chhute hi mere saans sulagne lagte hain mujhe ishq dilaase deta hai mere dard bilakhne lagte hain tu hi tu tu hi tu jeene ki saari khushboo tu hi tu tu hi tu aarzoo aarzoo chhooti hai mujhe sargoshi se aankhon mein ghuli khamoshi se main farsh pe sajde karta hoon kuchh hosh main kuchh behoshi se dil ka saaya hum saaya satrangi re mann rangi re koi noor hai tu kyun door hai tu jab paas hai tu ehsaas hai tu koi khaab hai ya parchhayi hai satrangi
sawan mein barkha sataaye pal pal chhin chhin barse tere liye mann tarse tere liye mann tarse tu hi bata de sawan samjh na aaye agan lagaaye kahin agni bujhaaye tu hi bata de sawan samjh na aaye agan lagaaye kahin agni bujhaaye barkha raseeli jaise teri haseen ho hans de zara ras barse tere liye mann tarse tere liye mann tarse sawan mein barkha sataaye pal pal chhin chhin barse tere liye mann tarse aaj to barasne de in baadlon ko gori mili hai koi in saanwlon ko aaj to barasne de in baadlon ko gori mili hai koi in saanwlon ko barkha rangili jaise nain hon tere nain mila rang barse tere liye mann tarse tere liye mann tarse sawan mein barkha sataaye pal pal chhin chhin barse tere liye mann tarse tere liye mann tarse
shaam se aaj saans bhaari hai beqaraari hai beqaraari hai aapke baad har ghadi humne aapke saath hi guzaari hai sehma sehma dara sa rehta hai sehma sehma dara sa rehta hai jaane kyun ji bhara sa rehta hai jaane kyun ji bhara sa rehta hai sehma sehma dara sa rehta hai ishq mein aur kuchh nahin hota ishq mein aur kuchh nahin hota aadmi banwara sa rehta hai aadmi banwara sa rehta hai jaane kyun ji bhara sa rehta hai jaane kyun ji bhara sa rehta hai sehma sehma dara sa rehta hai ek pal dekh loon to uthta hoon ek pal dekh loon ek pal dekh loon to uthta hoon jal gaya sab zara sa rehta hai jal gaya sab zara sa rehta hai jaane kyun ji bhara sa rehta hai jaane kyun ji bhara sa rehta hai sehma sehma dara sa rehta hai chaand jab aasmaan pe aa jaaye chaand jab aasmaan pe aa jaaye aapka aasra sa rehta hai aapka aasra sa rehta hai jaane kyun ji bhara sa rehta hai jaane kyun ji bhara sa rehta hai sehma sehma dara sa rehta hai sehma sehma dara sa rehta hai
shaam se aankh mein nami si hai shaam se aankh mein nami si hai aaj phir aapki kami si hai ho shaam se aankh mein nami si hai aaj phir aapki kami si hai ho shaam se aankh mein nami si hai dafn kardo humein to saans aaye dafn kardo humein to saans aaye dafn kardo humein to saans aaye der se saans kuchh thami si hai ho shaam se aankh mein nami si hai kaun pathra gaya hai aankhon mein kaun pathra gaya hai aankhon mein kaun pathra gaya hai aankhon mein barf palkon par kyun jami si hai ho shaam se aankh mein nami si hai shaam se aankh mein nami si hai aaj phir aapki kami si hai ho shaam se aankh mein nami si hai
sa sa sa sa sa sa sa sa sa re ga sa ni sa re ni sa pa ga ma pa ni sa ga pa pa pa pa dha pa dha pa pa ma ga re sa chudiyon ki tokri phoolon ka chhaaba haai chudiyon ki tokri phoolon ka chhaaba ho chudiyon ki tokri phoolon ka chhaaba doli mein bhar ke noor behisaaba veera di ghodi tap gayi veera di ghodi tap gayi duaba baaje aangan mein dholak baaje aangan mein dholak mere veer ne chadhna ghodi te ghodi thai thai naache mere veer ne chadhna ghodi te ghodi thai thai naache chal ghodi ko daale ghunghroo aur aage aage dhaf baaje veera di ghodi tap gayi veera di ghodi tap gayi duaba baaje aangan mein dholak baaje aangan mein dholak mere veer ne chadhna ghodi ghodi na khaaye daana mere veer ne chadhna ghodi ghodi na khaaye daana khaaye to choor ke laddoo pista baadam bhai laana veera di ghodi tap gayi veera di ghodi tap gayi duaba baaje aangan mein dholak baaje aangan mein dholak kikliyaan daalo kikliyaan kikliyaan daalo kikliyaan arre jalti bhujti titliyaan behno ne
sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya neeli nadi ke pare geela sa chaand khil gaya sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya tumse mili jo zindagi humne abhi boyi nahin tumse mili jo zindagi humne abhi boyi nahin tere siwaa koi na thaa tere siwaa koi nahin sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya ooooooooooo aaaaaaaaaaaa jaane kahan kaise shehar leke chala ye dil mujhe jaane kahan kaise shehar leke chala ye dil mujhe tere bageir din na jala tere bageir shabh na bhujhe sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya jitne bhi tay karte gaye badhte gaye ye faasalen jitne bhi tay karte gaye badhte gaye ye faasalen millon se din chhod aaye saalo se raat le ke chalen sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya neeli nadi ke pare geela sa chaand khil gaya la la la laaaa la la laaaaa la la la laaaa la la laaaaaaaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Roll Roll Khatta Meetha (1977) 03:39 18416
 
Poster of Khatta Meetha (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Various
Duration : 03:39   Song Number : 18416   

Rone Do Maqbool (2003) 05:03 19163
 
Poster of Maqbool (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
Singer- 
Rekha Vishal
On Screen Actors- 
Tabu
Duration : 05:03   Song Number : 19163   

Roz Akeli Aaye Mere Apne (1971) 04:44 12390
 
Poster of Mere Apne (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Vinod Khanna
Duration : 04:44   Song Number : 12390   

Roz Roz Aankhon Tale Jeeva (1986) 08:17 10687
 
Poster of Jeeva (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Sajid, Wajid
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Mandakini
Duration : 08:17   Song Number : 10687   

Roz Roz Dali Dali Angoor (1982) 04:05 12268
 
Poster of Angoor (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Deven Verma
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:05   Song Number : 12268   

Ru Ba Ru Maqbool (2003) 05:56 40669
 
Poster of Maqbool (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
On Screen Actors- 
Imran Khan, Tabu
Duration : 05:56   Song Number : 40669   

Ruke Ruke Se Kadam Mausam (1975) 03:45 12381
 
Poster of Mausam (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 03:45   Song Number : 12381   

Rutt Albeli Mast Sama Shriman Satyawadi (1960) 03:46 12501
 
Poster of Shriman Satyawadi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Gulzar Deenawi
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:46   Song Number : 12501   

Saare Ke Saare Parichay (1972) 06:34 12420
 
Poster of Parichay (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sanjeev Kumar, Jaya Bachchan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:34   Song Number : 12420   

Saare Niyam Tod Do Khubsoorat (1980) 05:02 11826
 
Poster of Khubsoorat (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 05:02   Song Number : 11826   

Salaam Aaya Veer (2009) 04:51 37216
 
Poster of Veer (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Sajid Wajid
On Screen Actors- 
Salman Khan, Zareen Khan
Duration : 04:51   Song Number : 37216   

Samay O Dheere Chalo Rudaali (1993) 04:43 10686
 
Poster of Rudaali (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Bhoopen Hazarika
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dimple Kapadia
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:43   Song Number : 10686   

Sanware Sunao Bansuri Baseraa (1981) 04:23 37134
 
Poster of Baseraa (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi, Rekha
Duration : 04:23   Song Number : 37134   

Sapne Mein Milti Hai Satya (1998) 05:24 18695
 
Poster of Satya (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal
Duration : 05:24   Song Number : 18695   

Satrangi Re Dil Se (1998) 07:20 18631
 
Poster of Dil Se (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Manisha Koirala
Duration : 07:20   Song Number : 18631   

Sawan Mein Barkha Biwi Aur Makan (1966) 03:24 12288
 
Poster of Biwi Aur Makan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Ajeet Chatarji
Duration : 03:24   Song Number : 12288   

Sehma Sehma Jagjit Singh 06:03 39298
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Gulzar
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:03   Song Number : 39298   

Shaam Se Aankh Mein Asha Bhosle 04:25 39321
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Ghazal
Year- 
1987
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:25   Song Number : 39321   

Shaba Ni Shaba Pinjar (2003) 05:42 12238
 
Poster of Pinjar (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Uttam Singh
On Screen Actors- 
Isha Koppikar, Sanjay Suri
Duration : 05:42   Song Number : 12238   

Sili Hawaa Chhoo Gayi Libaas (1988) 05:43 21241
 
Poster of Libaas (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Naseeruddin Shah
Duration : 05:43   Song Number : 21241   
Karaoke Songs of gulzar, Sad Songs of gulzar, Love Songs of gulzar, Dance Songs of gulzar, Hip-hop songs of gulzar, Best songs of gulzar, Super hit songs of gulzar, hit songs of gulzar, duet songs of gulzar, solo songs of gulzar, old songs of gulzar, famous songs of gulzar, Hindi Karaoke Songs of gulzar, Hindi Sad Songs of gulzar, Hindi Love Songs of gulzar, Hindi Dance Songs of gulzar, Hindi Hip-hop songs of gulzar, best Hindi songs of gulzar, super hit Hindi songs of gulzar, hit Hindi songs of gulzar, duet Hindi songs of gulzar, solo Hindi songs of gulzar, old Hindi songs of gulzar, famous Hindi songs of gulzar, Sing Along Songs of gulzar, Sing Along Sad Songs of gulzar, Sing Along Love Songs of gulzar, Sing Along Dance Songs of gulzar, Sing Along Hip-hop songs of gulzar, Sing Along Best songs of gulzar, Sing Along Super hit songs of gulzar, Sing Along hit songs of gulzar, Sing Along duet songs of gulzar, Sing Along solo songs of gulzar, Sing Along old songs of gulzar, Sing Along famous songs of gulzar