Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeFazali
HomeFazali
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


nazar se phool chunti hai nazar nazar se phool chunti hai nazar aahista aahista aahista aahista muhabbat rang laati hai magar muhabbat rang laati hai magar aahista aahista aahista aahista duwaaen de rahen hain ped mausam jogiyaa sa hai tumhaara saath hai jab se har ek manzar naya sa hai duwaaen de rahen hain ped mausam jogiyaa sa hai tumhaara saath hai jab se har ek manzar naya sa hai hasin lagne lagi har rehguzar hasin lagne lagi har rehguzar aahista aahista aahista aahista muhabbat rang laati hai magar muhabbat rang laati hai magar aahista aahista aahista aahista bahot achchhe ho tum bahot achchhe ho tum phir bhi humen tum se haya kyun hai tumhin bolo humare darmiyaan ye faaslaa kyun hain bahot achchhe ho tum phir bhi humen tum se haya kyun hai tumhin bolo humare darmiyaan ye faaslaa kyun hain mazaa jab hai ke tai ho ye safar mazaa jab hai ke tai ho ye safar aahista aahista aahista aahista muhabbat rang laati hai magar muhabbat rang laati hai magar aahista
are paise ka khel nirala o paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye saathi sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye sathi yeh chabi aisi pyaare jo khole har tala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye saathi yeh chabi aisi pyaare jo khole har tala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala yaari kare to hansaaye ho roothe to bhooka sulaye yaari kare to hansaaye ho roothe to bhooka sulaye naam isi ka hai data hai yehi toh vidhata naam isi ka hai data hai yehi toh vidhata are paise bina ghume nahin jogi ki maala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye saathi yeh chabi aisi pyaare jo khole har tala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala hooo oooo ooooo oooo oooo oooooo la la la la lalalalala daulat se chahat badi hai duniya isi pe khadi hai hoo ooo daulat se chahat badi hai duniya isi pe khadi hai
sadiyon se duniyaa mein yahi to kissa hai sadiyon se duniyaa mein yahi to kissa hai ek hi to ladki hai ek hi to ladka hai jab bhi ye mil gaye pyaar ho gayaa sadiyon se duniyaa mein yahi to kissa hai ek hi to ladki hai ek hi to ladka hai jab bhi ye mil gaye pyaar ho gayaa mohan ki raadha hai majnu ki hai laila har yug mein lagta hai dil waalon ka mela mohan ki raadha hai majnu ki hai laila har yug mein lagta hai dil waalon ka mela ek se do huye pyaar ho gaya are sadiyon se duniyaa mein yahi to kissa hai ek hi to ladki hai ek hi to ladka hai jab bhi ye mil gaye pyaar ho gayaa pathar ki masjid ho yaa chaandi ki murat duniyaa mein pyaar bina koi nahin tirath pathar ki masjid ho yaa chaandi ki murat duniyaa mein pyaar bina koi nahin tirath dil se dil jab mile pyaar ho gaya sadiyon se duniyaa mein yahi to kissa hai ek hi to ladki hai ek hi to ladka hai jab bhi ye mil gaye pyaar ho gayaa saagar ki or chale nadiyaa ghunghat khole bhanwaraa bhi kaliyon ke aage peechhe dole
raat bhar deeda e nam naak mein lehraate rahe saans ki tarah se aap aate rahe jaate rahe shab ke jaage huye taaron ko bhi neend aane lagi haaye aapke aane ki ik aas thi ab jaane lagi shab ke jaage huye taaron ko bhi neend aane lagi haaye aapke aane ki ik aas thi ab jaane lagi khush the hum apni tamannaaon kaa khaab aayega khush the hum apni tamannaaon kaa khaab aayega nazren neechi kiye sharmaaye huye aayega kaa kule chehre pe bikhraaye huye aayega kaa kule chehre pe bikhraaye huye aayega pattiyaan khadki to hum samjhe ke aap aa hi gaye haaye sajde masjood ke maamood ko hum paa hi gaye shab ke jaage huye taaron ko bhi neend aane lagi haaye aapke aane ki ik aas thi ab jaane lagi subah ne sej se uthte huye li angdaayi subah ne sej se uthte huye li angdaayi aye subah tu bhi jab aayi to akeli aayi meri mehboob mere hosh udaane waali meri masjood meri rooh pe chhaane waali aa bhi jaa taaki mere sajdon ka armaan nikle haaye aa bhi jaa taaki tere kadmon pe meri jaan nikle
tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai ye aasmaan ye baadal ye raaste ye hawa ye aasmaan ye baadal ye raaste ye hawa har ek cheez hai apni jagaah thikaane se kayi dinon se shikaayat nahin zamaane se ye zindagi hai safar tu safar ki manzil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tere bagair jahaan mein koi kamin si thi tere bagair jahaan mein koi kamin si thi bhatak rahi thi jawaani andheri raahon mein sukun dil ko mila aa ke teri baahon mein main ek khoyi huyi mauz hoon tu saahil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tere zamaal se roshan hai kaaynaat meri tere zamaal se roshan hai kaaynaat meri meri talaash teri dilkashi rahe baaki khuda kare ke ye deewaangi rahe baaki teri wafa hi meri har khushi ka haasil hai
tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai jahaan bhi jaaun ye lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai ye aasamaan ye baadal ye raaste ye hawaa ye aasamaan ye baadal ye raaste ye hawaa har ek cheez hai apni jagah thikaane se kai dinon se shikaayat nahin zamaane se ye zindagi hai safar tu safar ki manzil hai jahaan bhi jaaun ye lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai har ek phool kisi yaad sa mehktaa hai har ek phool kisi yaad sa mehktaa hai tere khayaal se jaagi huyi fizaayen hain ye sabz ped hai yaa pyaar ki duwaayen hain tu paas ho ke nahin phir bhi tu muqaabil hai jahaan bhi jaaun ye lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai har ek sheh hai muhabbat ke noor se roshan har ek sheh hai muhabbat ke noor se roshan ye roshni jo naa ho zindagi adhuri hai rahe wafaa mein koi humsafar zaruri hai ye raasta kahin tanhaa kate to
hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmmmm lala la la laa laa lala la la laa laa lala la la laa laa lala la la laa laa tumhaari palkon ki chilmanon mein ye kya chhupa hai sitaare jaisa haseen hai ye humare jaisa shareer hai ye tumhare jaisa tumare khaabon ke aaine mein ye kya chhupa hai humare jaisa jawaan hai ye humare jaisa haseen hai ye tumhare jaisa tumhari baahon mein chhup ke humne tumhin ko tum se chura liya hai tumhari baahon mein chhup ke humne tumhin ko tum se chura liya hai churaane wale ke haath humne jo kho diya tha wo paa liya hai tumhare hontho ki khamoshi mein ye kya chhupaa hai ishaare jaisa tumhare hontho ki khamoshi mein ye kya chhupaa hai ishaare jaisa haseen hai ye humare jaisa shareer hai ye tumhare jaisa naye musafir ke kaun hain hum naye musafir ko ye bata do naye musafir ke kaun hain hum naye musafir ko ye bata do wo tum se khud hi karega baaten kareeb aa ke isse jagaa do tumhari sharmeeli
tumse mil ke zindagi ko yun laga jaise humko saari duniyaa mil gayi dil mein jaagi dhadkanon ki raagini har tamanna phool ban ke khil gayi tumse mil ke zindagi ko yun laga jaise humko saari duniyaa mil gayi dil mein jaagi dhadkanon ki raagini har tamanna phool ban ke khil gayi lala lala lala lala la lalaa honthon se waade likhe aankhon se aankhen padhen honthon se waade likhe aankhon se aankhen padhen toote na ye chaahton ka silsila tumse mil ke zindagi ko yun laga jaise humko saari duniyaa mil gayi ho dil mein jaagi dhadkanon ki raagini har tamanna phool ban ke khil gayi lala lala lala lala la lalaa lala laaa lala lala laaa baagon mein mausam khule khaabon ke chehre dhule baagon mein mausam khule khaabon ke chehre dhule tumse pehle har khushi thi bewajah tumse mil ke zindagi ko yun laga jaise humko saari duniyaa mil gayi dil mein jaagi dhadkanon ki raagini har tamanna phool ban ke khil gayi tumse mil ke zindagi ko yun laga lala lala lala lala la lala
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Nazar Se Phool Chunti Hai Ahista Ahista (1981) 05:46 18410
 
Poster of Ahista Ahista (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Suresh Chatwal
Duration : 05:46   Song Number : 18410   

Paise Ka Khel Nirala Biwi O Biwi (1981) 06:00 37881
 
Poster of Biwi O Biwi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Yogita Bali
Duration : 06:00   Song Number : 37881   

Sadiyon Se Duniyaa Mein Biwi O Biwi (1981) 04:42 21204
 
Poster of Biwi O Biwi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 04:42   Song Number : 21204   

Shab Ke Jaage Huye Tamanna (1996) 06:45 15678
 
Poster of Tamanna (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Paresh Rawal
Duration : 06:45   Song Number : 15678   

Tu Is Tarah Aap To Aise Na The (1980) 06:44 12589
 
Poster of Aap To Aise Na The (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Fazali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Babbar
Raag- 
Durga
Duration : 06:44   Song Number : 12589   

Tu Iss Tarah (Female) Aap To Aise Na The (1980) 07:33 12588
 
Poster of Aap To Aise Na The (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Fazali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Ranjeeta Kaur, Raj Babbar
Raag- 
Durga
Duration : 07:33   Song Number : 12588   

Tumhaari Palkon Ki Chilmanon Mein Nakhuda (1981) 04:44 15639
 
Poster of Nakhuda (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Swaroop Sampat, Raj Kiran
Duration : 04:44   Song Number : 15639   

Tumse Mil Ke Chor Police (1983) 03:53 16216
 
Poster of Chor Police (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Parveen Babi, Shatrughan Sinha
Duration : 03:53   Song Number : 16216   
Karaoke Songs of fazali, Sad Songs of fazali, Love Songs of fazali, Dance Songs of fazali, Hip-hop songs of fazali, Best songs of fazali, Super hit songs of fazali, hit songs of fazali, duet songs of fazali, solo songs of fazali, old songs of fazali, famous songs of fazali, Hindi Karaoke Songs of fazali, Hindi Sad Songs of fazali, Hindi Love Songs of fazali, Hindi Dance Songs of fazali, Hindi Hip-hop songs of fazali, best Hindi songs of fazali, super hit Hindi songs of fazali, hit Hindi songs of fazali, duet Hindi songs of fazali, solo Hindi songs of fazali, old Hindi songs of fazali, famous Hindi songs of fazali, Sing Along Songs of fazali, Sing Along Sad Songs of fazali, Sing Along Love Songs of fazali, Sing Along Dance Songs of fazali, Sing Along Hip-hop songs of fazali, Sing Along Best songs of fazali, Sing Along Super hit songs of fazali, Sing Along hit songs of fazali, Sing Along duet songs of fazali, Sing Along solo songs of fazali, Sing Along old songs of fazali, Sing Along famous songs of fazali