Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSunil
HomeSunil
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hey hey ae hey hey hey hey ae hey hey hey hey ae hey hey aa aa aa aa aa aa aa aa aksar iss duniya mein anjaane milte hain aksar iss duniya mein anjaane milte hain anjaani raahon mein milke kho jaate hain lekin hamesha wo yaad aate hain aksar iss duniya mein anjaane milte hain anjaani raahon mein milke kho jaate hain lekin hamesha wo yaad aate hain aksar iss duniya mein aankhon se baat hoti hai dhadkan bhi saath hoti hai koi na samjhe ye ishq ki zubaan aankhon se baat hoti hai dhadkan bhi saath hoti hai koi na samjhe ye ishq ki zubaan du ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru dheere dheere se wo dil mein bas jaate hain dheere dheere se wo dil mein bas jaate hain chori chori se wo dil ko churaate hain phir ek din wo bichhad jaate hain aksar iss duniya mein ye dil to pyaar maange hai sachcha dildaar maange hai jaane mohabbat mile usse kahaan ye dil to pyaar maange hai sachcha dildaar maange hai jaane mohabbat mile usse kahaan du ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru
oooo hooooooo hoooooo ooooooo aaaaaaaahaaaaa haaaaa aaaaaaaaaaaaaa aawaara maajhi aawaara maajhi jaayega kahaan uska to saahil tum ho jahaan chaahe dubo do chaahe bachaa lo aawaara maajhi jaayega kahaan uska to saahil tum ho jahaan ubhraa hai yahi se armaanon bhara dil armaanon bhara dil doobega yahin pe chaahe dubo do chaahe bachaa lo aawaara maajhi jaayega kahaan uska to saahil tum ho jahaan chaahe aaj mujhse meri hasraton se gusse mein naa kije mil jaane kaa waada aye jaane muhabbat ab to dil ne tum pe mar ke kar liya hai jeene ka iraada chaahe dubo do chaahe bachaa lo aawaara maajhi jaayega kahaan uska to saahil tum ho jahaan
everybody now join me in the song clap your hands and shake on ur waist and move on ur feeet still on everybody now join me in the song clap your hands and shake on ur waist and move on ur feeet still on everybody now join me in the song aao yaaron jashn mana lo lets just carry on ishq karne ka maazaa hain ishq ke izhaar mein dekhta hoon mein khuda bhi na khuda pyaar mein baamulaiza baamulaiza baa adab ho baamulaiza aa gaye lo yeh husn wale ishq walon karo salam baamulaiza baamulaiza baa adab ho baamulaiza aa gaye lo yeh husn wale ishq walon karo salam pehna hai pehna hai mene pyaar tumhara teri hi to khwaishon mein khud ko yaar sawara rehne de rehne de bahon ke ghere mein mein bhi haari ashiqui mein dil bhi mera hara hooo ashiqui mein haar kaisi paas jab dil daar aisi tu na jeeti mein na haaara pyaar ki takraar kaisi baamulaiza baamulaiza baa adab ho baamulaiza aa gaye lo yeh husn wale ishq walon juke tammam baamulaiza baamulaiza baa adab ho baamulaiza aa gaye lo
aaaaaaaaaa aaaaaaaaa bachcho tum taqdeer ho kal ke hindustaan ki baapu ke vardaan ki nehru ke armaan ki bachcho tum taqdeer ho kal ke hindustaan ki baapu ke vardaan ki nehru ke armaan ki bachcho tum taqdeer ho aaj ke toote khandharon par tum kal kaa desh basaaoge jo ham logon se na huaa vo tum kar ke dikhlaaoge tum nanhi buniyaaden ho tum nanhi buniyaaden ho duniyaa ke naye vidhaan ki bachcho tum taqdeer ho deen dharam ke naam pe koi beej phoot kaa boye naa jo sadiyon ke baad mili hai vo aazadi khoye naa har mazhab se unchi hai har mazhab se unchi hai keemat insaani jaan ki bachcho tum taqdeer ho phir koi jaichand na ubhre phir koi jaafar na uthe gairon kaa dil khush karne ko apnon par khanjar na uthe dhan daulat ke laalach mein dhan daulat ke laalach mein tauheen na ho imaan ki bachcho tum taqdeer ho naari ko is desh ne devi keh kar daasi jaana hai jisko kuchh adhikaar na ho vo ghar ki raani maana hai tum aisa aadar mat lena tum aisa aadar mat lena aad ho jo
o o o o o o o o badi der bhai nandlala teri raah take brijbala gwaal baal ek ek se poochhe kahaan hai murli waala re koi na jaaye kunj galin mein tujh bin kaliyaa chunne ko taras rahe hain taras rahe hain jamuna ke tat dhun murli ki sunne ko ab to daras dikha de natkhat kyun dubidha mein daala re sankat mein hai aaj wo dharti jis par tune janam liya pura kar de o o o o o pura kar de aaj wachan wo geeta mein jo toone diya koi nahin hai tujh bin mohan bharat ka rakhwaala re gwaal baal ek ek se poochhe kahaan hai murli waala re
bhool jaa sapne suhaane bhool jaa bhool jaa sapne suhaane bhool jaa kaise tujhko bhulaaun saajnaa saajnaa saajnaa main tumse door dil ghum se choor mere dil ko sajan samjha ja kaise tujhko bhulaaun saajnaa ek toofaan idhar hoooo ek toofaan udhar hoooo fir bhi milke rahegi nazar se nazar fir bhi milke rahegi nazar se nazar aaj milke rahegi nazar kaise tujhko bhulaaun saajnaa bhool jaa sapne suhaane bhool jaa mujhe teri kasam hoooo nahin marne ka ghum hoooo ghum ye hai bichhad jaayenge tumse hum ghum ye hai bichhad jaayenge tumse hum ho bichhad jaayenge tumse hum bhool jaa sapne suhaane bhool jaa kaise tujhko bhulaaun saajnaa aayi lehron ka seena sanam cheer ke hooo aayi lehron ka seena sanam cheer ke hooo jeetna hai tujhe aaj takdeer se jeetna hai tujhe aaj takdeer se aaj takdeer se o sanam kaise tujhko bhulaaun saajnaa bhool jaa sapne suhaane bhool jaa kaise tujhko bhulaaun saajnaa bhool jaa sapne suhaane bhool jaa kaise tujhko bhulaaun saajnaa
bhor hote kaaga pukaare kaahe raam kaun pardesi aayega mere gaaon bhor hote kaaga pukaare kaahe raam kaun pardesi aayega mere gaaon bhor hote kaaga pukaare kaahe raam kaun pardesi aayega mere gaaon hoye ee ee ee uth ke savere main to angna buharoon phir paniya bharoon haye raam ji mujhko kya aaye koi chahe na aaye kaaga main kya karun haye raam ji haan haan haan tujhe aur kahin koi kaam nahin bas aankh khuli pahuncha mere dham bhor hote kaaga pukaare kaahe raam kaun pardesi aayega mere gaaon hoye eee hoye eee julmi sataaye kaahe udd jaa re udd jaa haye peechha to chhod mere raam ji babu jo aaya mere donon ye pankh tere dungi marod sach raam ji haye haye yahin paas mere baitha shor kare batlaye nahin uska koi naam bhor hote kaaga pukaare kaahe raam kaun pardesi aayega mere gaaon bhor hote kaaga pukaare kaahe raam kaun pardesi aayega mere gaaon bhor hote kaaga pukaare kaahe raam kaun pardesi aayega mere gaaon oye eee hoye eee
bol gori bol tera kaun piya bol gori bol tera kaun piya kaun hai wo tune jise pyaar kiya bol gori bol tera kaun piya are tu jaane na uska naam har subah har shaam duniyaa ne ussi ka naam liya bol tuhi bol tuhi bol mera kaun piya bol gori bol tera kaun piya hai kaun saare jag se niraala koi nishaani batlaao baala uski nishaani woh bhola bhala uski nishaani uske gale mein sarpon ki maala wo kai hai jiske roop kahin chhanv kahin dhoop tera saajan hai yaa behroopiya bol gori bol tuhi bol mera kaun piya mann uska mandir praan pujaari mann uska mandir praan pujaari ghoda na haathi are bail savaari kailaash parbat ka wo to jogi achha wohi dar dar ka bhikaari haan woh hai bhikhaari thik le ke bhakti ki bheekh badle mein jagat ko moksh diya bol tuhi
bol sajna mujhe chhod ke yahaan dil tod ke mera kahaan jaaye kahaan jaaye kahaan jaaye sajna bol sajna mujhe chhod ke yahaan dil tod ke mera kahaan jaaye kahaan jaaye kahaan jaaye sajna jaane se pehle itna samajh le jaane se pehle itna samajh le dil roz roz nahin aaye sajna bol sajna mujhe chhod ke yahaan dil tod ke mera kahaan jaaye kahaan jaaye kahaan jaaye sajna kahaan jaaye kahaan jaaye kahaan jaaye sajna chaahne waale tujhe laakhon milenge yahaan aare aare re bujhne waala koi mujhsa milega kahaan aare aare re daasi hoon saiyaan teri padti hoon paiyaan teri oo oo daasi hoon saiyaan teri e e e padti hoon paiyaan teri kaahe mera jiya tadpaaye bol sajna mujhe chhod ke yahaan dil tod ke mera kahaan jaaye kahaan jaaye kahaan jaaye sajna kahaan jaaye kahaan jaaye kahaan jaaye sajna kab tak yun tarsaayegaa aur khud bhi tarsega tu aare aare re kab tak ghataa ki tarha dil pe na barsega tu aare aare re naata na todungi main pichha na chhodungi main oo oo naata na todungi
bujha do deepak hoon andhera kar do bujha do deepak hoon andhera kar do utha do ghunghat haai savera kar do bujha do deepak hoon andhera kar do utha do ghunghat haai savera kar do bujha do deepak sharam ke maare haathon se yeh chehra dhanp ke sharam ke maare haathon se yeh chehra dhanp ke naa door door jao darr se kanp kanp ke koi ghum hai to haay wo meraa kar do bujha do deepak badal lo roop apna aaj mere pyaar se badal lo roop apna aaj mere pyaar se saja do meri sooni sej ko bahaar se isse khushiyon kaa haaye basera kar do bhuja do deepak
chaahe aaj mujhe naa pasand karo chaahe dwaar hridaye ke band karo aakhir mein tumhen mera hi hona hoga aakhir mein tumhen mera hi hona hoga chaahe aaj mujhe naa pasand karo chaahe dwaar hridaye ke band karo aakhir mein tumhen mera hi hona hoga aakhir mein tumhen mera hi hona hoga bachpan ke pyaar ki mitti nahin nishaani bachpan ke pyaar ki mitti nahin nishaani jitna hi mitaana chaahe isse jawaani jahaan yaad meri soyi hoooo jahaan yaad meri soyi ho duja naa aur koi ho koi dil ka tumhare aisa bhi kona hoga aakhir mein tumhen mera hi hona hoga main kya se kya ban gaya tumhare kaaran main kya se kya ban gaya tumhare kaaran auron ki tarah mera pyaar nahin saadharan naa samjho ise dikhawaaaaa naa samjho ise dikhawaa hai ye mere pyaar ka daawaa mere hansne pe hansna rone pe rona hoga aakhir mein tumhen mera hi hona hoga chaahe aaj mujhe naa pasand karo chaahe dwaar hridaye ke band karo aakhir mein tumhen mera hi hona hoga aakhir mein tumhen mera hi hona hoga
chaand jaane kahaan kho gaya chaand jaane kahaan kho gaya tumko chehre se parda hatana na tha chaandani ko yeh kya ho gaya chaandani ko yeh kya ho gaya tumko bhi iss tarah muskurana na tha chaand jaane kahaan kho gaya pyaar kitna jawaan raat kitni haseen aaj chalte huye tham gayi hai zameen tham gayi hai zameen aankh taare jhapakne lage aankh taare jhapakne lage aisi ulfat ka jaadoo jagana na tha chaand jaane kahaan kho gaya pyaar mein bekhabar hum kahaan aa gaye meri aankhon mein sapne se kyun chhaa gaye pyaar mein bekhabar hum kahaan aa gaye meri aankhon mein sapne se kyun chhaa gaye kyun chhaa gaye do dilon ki hai manzil yahaan do dilon ki hai manzil yahaan tum na aate to hum ko bhi aana na tha tumko bhi iss tarah muskurana na tha chaand jaane kahaan kho gaya chaand jaane kahaan kho gaya
chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne aaj yahaan kal jaane kahaan chaand bada harjai hai phir bhi pagle panchhi ne chaand se preet lagaayi hai haaye chaand se preet lagaayi hai chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne tum jo bano ek shamma main parwana ban jaun ek ishara tum kar do main deewana ban jaun main deewana ban jaun chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne behlaao yun na sanam pyaar ki jhuthi kasmon se hum anjane lakh sahi wakif hain in rasmon se haye wakif hain in rasmon se chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni
chaand sa mukhda kyun sharmaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil bhabraya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil bhabraya chaand sa mukhda kyun sharmaaya jhuk gaye chanchal naina ik jhalki dikhla ke o jhuk gaye chanchal naina ik jhalki dikhla ke bolo gori kya rakha hai palkon mein chhupa ke tujhko re saanwariya tujhse hi chura ke tujhko re saanwariya tujhse hi chura ke nainon mein sajaaya maine kajra bana ke neend churaayi tune dil bhi churaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil ghabraya chaand sa mukhda kyun sharmaaya ye bheege nazaare karte hain ishaare ye bheege nazaare karte hain ishaare milne ki ye rut hai gori din hain humaare sun lo piya pyaare kya kehte hain taare sun lo piya pyaare kya kehte hain taare humne to bichhadte dekhe kitnon ke pyaare kabhi na alag huyi kaya se kaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya
natkhat taaro humein na nihaaro humari ye preet nayi chaand sa mukhda kyun sharmaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil ghabraaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil ghabraaya haai chaand sa mukhda kyun sharmaaya jhuk gaye chanchal naina ek jhalaki dikhla ke arre jhuk gaye chanchal naina ek jhalaki dikhla ke bolo gori kya rakha hai palkon mein chhupa ke tujhko re sanvariya tujhse hi churaa ke tujhko re sanvariya tujhse hi churaa ke nainon mein sajaaya maine kajra banaa ke neend churayi tune dil bhi churaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil ghabraaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya ye bheege nazaare karte hain ishaare ye bheege nazaare karte hain ishaare milne ki yeh rut hai gori din hain humaare sun lo piya pyaare kya kehte hain taare sun lo piya pyaare kya kehte hain taare humne to bichhadte dekhe kitnon ke pyaar chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil ghabraaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya
chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali naina banvariya mann mein sanvariya chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali naina banvariya mann mein sanvariya chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali daar ke kajra latt bikhra ke daar ke kajra latt bikhra ke dhalte din ko raat bana ke kangna khankaati bindiya chamkaati kangna khankaati bindiya chamkaati chham chham dole sajna ki gali chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali naina banvariya mann mein sanvariya chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali komal tan hai sau bal khaya ho gayi bairan apni hi chaaya komal tan hai sau bal khaya ho gayi bairan apni hi chaaya ghoonghat khole na mukh se bole na ghoonghat khole na mukh se bole na raah chalat samhali samhali chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali naina banvariya mann mein sanvariya chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se
chali meri dulhan ki doli oye chali meri dulhan ki doli saath hai jeevan saathi kya karne hain baarati chali meri dulhan ki doli oye chali meri dulhan ki doli iss mast pawan ke ye jhonkeee sang ban ke aaj kahaar chaleeeeee baabul ke ghar se gori ko le ke saajan ke dwaar chale sang ye badriyaa bhi ho li ho li chali meri dulhan ki doli chali meri dulhan ki doli duniyaa deewani kehti thiiiiii patjhar ke phool nahin khilte hatte nahin parbat raste se dharti aakhaash nahin milte duniyaa hai ye kitni bholi bholi chali meri dulhan ki doli oye chali meri dulhan ki doli phoolon ke nahin armaanon keeee main haar tujhe pehnaaunga kaliyon se nahin aashaaon se main teri sejj sajaaunga mere humraahi humjoli humjoli chali meri dulhan ki doli saath hai jeevan saathi kya karne hain baarati chali meri dulhan ki doli oye chali meri dulhan ki doli doli chali meri dulhan ki doli
Chalo Chale Re Sajan Dheere Dheere
chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono na main tum se koi ummeed rakhoon dil navazi ki na tum meri taraf dekho galat andaaz nazron se na mere dil ki dhadkan ladkhadaye meri baaton mein na zaahir ho tumhari kashmkash ka raaz nazron se chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono tumhe bhi koi uljhan rokti hai pesh kadmi se mujhe bhi log kehte hain ki ye jalve paraaye hai mere humrah bhi rusvaeeyan hain mere maazi ki mere humrah bhi rusvaeeyan hain mere maazi ki tumhare saath bhi guzari huyi raton ke saaye hain chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono taaruff rog ho jaaye to uss ko bhoolna behtar taalluk bojh ban jaaye to uss ko todna achchhaa wo afsaana jise anjaam tak laana na ho mumkin wo afsaana jise anjaam tak laana na ho mumkin use ik khoobsurat mod de kar chhodna achchha chalo ik baar phir se
chandni tu hai kahan chandni tu hai kahan maine tere liye kya kya sapne bune tu hi bata kuchh toh bataaa kaise hua ye kya hua maine tere liye kya kya sapne bune tu hi bata kuchh to bata aa kaise hua ye kya hua maine tere liye aaaaa aaaa ho oooo mere dil mein tu raha hai mere dil mein tu rahega main tujhko bhool jaaun kabhi ye na ho sakega ye to socha na tha milke honge juda kaise hua ye kyun hua aa tu hi bata kuchh to bata maine tere liye aaa aaaa ho oooo mere bas mein kuchh nahin tha mere bas mein kuchh nahin hai main tujhse phir milungi mere dil ko ye yakeen hai chandni tu hai kahan chandni tu hai kahan chandni tu hai kahan chandni tu hai kahan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aksar Iss Duniya Mein Dhadkan (2000) 05:32 18681
 
Poster of Dhadkan (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Alka Yagnik, Chorus
Duration : 05:32   Song Number : 18681   

Awara Majhi Jayega Kahan Pyasi Sham (1969) 03:08 14023
 
Poster of Pyasi Sham (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:08   Song Number : 14023   

Baamulaiza De Dana Dan (2009) 04:50 18839
 
Poster of De Dana Dan (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
Duration : 04:50   Song Number : 18839   

Bachcho Tum Taqdeer Ho Didi (1959) 03:25 39861
 
Poster of Didi (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Datta Naik
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Shobha Khote
Duration : 03:25   Song Number : 39861   

Badi Der Bhai Nandlala Khandan (1965) 03:55 13542
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:55   Song Number : 13542   

Bhool Jaa Sapne Suhaane Rajdhani (1956) 04:35 39391
 
Poster of Rajdhani (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Hansraj Behl
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nimmi
Duration : 04:35   Song Number : 39391   

Bhor Hote Kaaga Chirag (1969) 03:57 37497
 
Poster of Chirag (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Sunil Dutt
Duration : 03:57   Song Number : 37497   

Bol Gori Bol Tera Milan (1967) 04:39 13738
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nutan
Duration : 04:39   Song Number : 13738   

Bol Sajna Mujhe Chhodke Yahaan Paapi (1977) 04:55 12223
 
Poster of Paapi (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Kulwant Jani
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Reena Roy
Duration : 04:55   Song Number : 12223   

Bujha Do Deepak Darpan (1970) 03:26 20238
 
Poster of Darpan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 03:26   Song Number : 20238   

Chaahe Aaj Mujhe Naa Pasand Karo Darinda (1977) 04:21 16218
 
Poster of Darinda (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:21   Song Number : 16218   

Chaand Jaane Kahaan Main Chup Rahungi (1962) 02:53 11889
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Sunil Dutt
Duration : 02:53   Song Number : 11889   

Chaand Nikla Bhi Nahin Aur Bhai Bahen (1969) 03:53 16418
 
Poster of Bhai Bahen (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nutan
Duration : 03:53   Song Number : 16418   

Chaand Sa Mukhda Insaan Jaag Utha (1959) 03:16 12106
 
Poster of Insaan Jaag Utha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Sunil Dutt
Duration : 03:16   Song Number : 12106   

Chaand Sa Mukhda (Long Version) Insaan Jaag Utha (1959) 03:39 40070
 
Poster of Insaan Jaag Utha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Madhubala
Duration : 03:39   Song Number : 40070   

Chali Gori Pee Se Ek Hi Raasta (1956) 04:12 13217
 
Poster of Ek Hi Raasta (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari, Sunil Dutt
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:12   Song Number : 13217   

Chali Meri Dulhan Ki Darpan (1970) 05:24 20264
 
Poster of Darpan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 05:24   Song Number : 20264   

Chalo Chalen Re Sajan Dheere Dheere Payal (1957) 03:08 40225
 
Poster of Payal (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Hemanta Mukherjee
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Padmini
Duration : 03:08   Song Number : 40225   

Chalo Ik Baar Gumrah (1963) 04:41 20266
 
Poster of Gumrah (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Mala Sinha
Duration : 04:41   Song Number : 20266   

Chandni Tu Hai Kahan Faasle (1985) 02:52 37374
 
Poster of Faasle (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Shiv Hari
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Rekha
Duration : 02:52   Song Number : 37374   
Karaoke Songs of sunil, Sad Songs of sunil, Love Songs of sunil, Dance Songs of sunil, Hip-hop songs of sunil, Best songs of sunil, Super hit songs of sunil, hit songs of sunil, duet songs of sunil, solo songs of sunil, old songs of sunil, famous songs of sunil, Hindi Karaoke Songs of sunil, Hindi Sad Songs of sunil, Hindi Love Songs of sunil, Hindi Dance Songs of sunil, Hindi Hip-hop songs of sunil, best Hindi songs of sunil, super hit Hindi songs of sunil, hit Hindi songs of sunil, duet Hindi songs of sunil, solo Hindi songs of sunil, old Hindi songs of sunil, famous Hindi songs of sunil, Sing Along Songs of sunil, Sing Along Sad Songs of sunil, Sing Along Love Songs of sunil, Sing Along Dance Songs of sunil, Sing Along Hip-hop songs of sunil, Sing Along Best songs of sunil, Sing Along Super hit songs of sunil, Sing Along hit songs of sunil, Sing Along duet songs of sunil, Sing Along solo songs of sunil, Sing Along old songs of sunil, Sing Along famous songs of sunil