MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSunil
HomeSunil
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hooo mere liye soona soona saara jahaan soona soona hoo oo o mere liye soona soona saara jahaan soona soona mera kahin koi nahin jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan mere liye soona soona saara jahaan soona soona mera kahin koi nahin jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan chaand jaaye sooraj aaye le ke ye savera chaand jaaye sooraj aaye le ke ye savera hai meri zindagi mein har pal andhera dekhun jahaan chhaya dhuwaan jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan mere liye soona soona saara jahaan soona soona mera kahin koi nahin jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan kho ke tujhko tanha maine kaise din bitaaye kho ke tujhko tanha maine kaise din bitaaye jiske dil pe beete ye wo hi jaan paaye soun jahaan jaagun jahaan tujhe pukaarun wahaan main wahaan main wahaan mere liye soona soona saara jahaan soona soona mere liye soona soona saara jahaan soona soona mera kahin koi nahin jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan click here
taj tere liye ek mazhar e ulfat hi sahi tujhko iss waadiye rangeen se akeegat hi sahi meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob anginat logon ne duniyan mein mohabbat ki hai anginat logon ne duniyan mein mohabbat ki hai kaun kehta hai ke sadiq na the zazbe unke lekin unke liye tashheer ka samaan nahin kyuke wo log bhi apni hi tarah muflis the meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob ye chaman zar ye jamuna ka kinara ye mahal ye chaman zar ye jamuna ka kinara ye mahal ye mulakash dar o deewar ye mehraaw ye taak ik shehnshaah ne daulat ka sahara le kar hum gareebon ki mohabbat ka udaya hai mazaak meri mehboob meri mehboooob meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob click here
mere mehboob tere dam se hai duniyaa pe bahaar warna iss ghum se bhari duniyaa mein kya rakha hai warna iss ghum se bhari duniyaa mein kya rakha hai mere mehboob tere dam se hai duniyaa pe bahaar warna iss ghum se bhari duniyaa mein kya rakha hai warna iss ghum se bhari duniyaa mein kya rakha hai mere mehboob tere dam se apne geeton mein tera husn nazar aaya hai isliye dil teri mehfil mein mujhe laaya hai raasta bhool gaya yaa meri manzil hai yahi raasta bhool gaya yaa meri manzil hai yahi koi batlaaye ke kya khoya hai kya paaya hai mere mehboob tere dam se hai duniyaa pe bahaar warna iss ghum se bhari duniyaa mein kya rakha hai warna iss ghum se bhari duniyaa mein kya rakha hai mere mehboob tere dam se teri aankhon mein nazar aayi hai jannat mujhko meri jannat teri aankhon ke siwaa koi nahin main tasavur mein tere jhoom liya karta hoon main tasavur mein tere jhoom liya karta hoon meri daulat teri chaahat ke siwaa koi nahin mere mehboob tere dam se hai duniyaa pe click here
are heyeee aye lalalalalala lalalalalala lalalalalala lalala laaaa hmmm hey hey mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai afsos ye hai ke wo humse kuchh ukhda ukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai jis roz se dekha hai usko hum shamma jalana bhool gaye dil thaam ke aise baithen hain kahin aana jaana bhool gaye ab aath pahar in aankhon mein wo chanchal mukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai barsaat bhi aakar chali gayi baadal bhi garaj kar baras gaye barsaat bhi aakar chali gayi baadal bhi garaj kar baras gaye par uski ek jhalak ko hum aye husn ke maalik taras gaye kab pyaas bujhegi aankhon ki din raat ye dukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai afsos ye hai ke wo humse kuchh ukhda ukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai click here
mubaraq ho sab ko samaa ye suhaana main khush hoon mere aansuon pe na jaana main to deewana deewana deewana main to deewana deewana deewana mubaraq ho sab ko samaa ye suhaana main khush hoon mere aansuon pe na jaana main to deewana deewana deewana main to deewana deewana deewana hazaron tarha ke ye hote hain aansun hazaron tarha ke ye hote hain aansun agar dil mein ghum ho to rote hain aansun khushi mein bhi aankhen khushi mein bhi aankhen bhigote hain aansun inhen jaan sakta nahin ye zamaana main khush hoon mere aansuon pe na jaana main to deewana deewana deewana main to deewana deewana deewana ye shehnaiyaan de rahi hain duhaayi ye shehnaiyaan de rahi hain duhaayi koi cheez apni huyi hai parayi kisi se milan hai kisi se milan hai kisi se judaayi naye rishton ne toda nataa purana main khush hoon mere aansuon pe na jaana main to deewana deewana deewana main to deewana deewana deewana ye bole samay ki nadi ka bahaav ye bole samay ki nadi ka bahaav ye babul ki click here
mujhe gale se laga lo bahut udaaas hoon main ghum e jahan se chhuda lo bahut udaaas hoon main mujhe gale se laga lo yun intezaar ka dukh ab saha nahin jaata tadap rahi hai mohabbat raha nahin jaata tum apne paas bula lo bahut udaas hoon main ghum e jahan se chhuda lo bahut udaaas hoon main mujhe gale se laga lo bhatak chuki hoon bahut zindagi ki raahon mein mujhe ab aake chhupa lo tum apni baahon mein mera sawaal na taalo bahut udaaas hoon main ghum e jahan se chhuda lo bahut udaaas hoon main mujhe gale se laga lo har ek saans mein milne ki pyaas palti hai sulag raha hai badan aur rooh jalti hai bacha sako to bacha lo bahut udaaas hoon main ghum e jahan se chhuda lo bahut udaaas hoon main mujhe gale se laga lo click here
mujhe gale se laga lo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main mujhe gale se laga lo nazar mein teer se chubhte hain ab nazaaron se main thak gayi hoon sabhi tootte sahaaron se ab aur bojh na daalo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main mujhe gale se laga lo bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo kareeb hai shab e ghum ki sehar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa sitam ke haath ki talwaar toot jaayegi ye oonch neech ki deewar toot jaayegi tujhe qasam hai meri humsafar udaas na hoo tujhe qasam hai meri humsafar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa na jaane kab ye tareeka ye taur badlega sitam ka ghum ka musibat ka daur badlega mujhe jahaan se utha lo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo kareeb hai shab e ghum ki sehar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa click here
mujhe ye phool na de tujhko dilbari ki kasam dilbari ki kasam ye kuchh nahin ye kuchh nahin ye kuchh nahin tere honthon ki taazgi ki kasam taazgi ki kasam nazar hansi ho to jalve haseen lagte hain nazar hansi ho to jalve haseen lagte hain main kuchh nahin main kuchh nahin main kuchh nahin hoon mujhe mere husn hi ki kasam husn hi ki kasam mujhe ye phool na de tu ek saaz hai chheda nahin kisi ne jise tu ek saaz hai chheda nahin kisi ne jise tere badan mein chhupi naram raagini ki kasam raagini ki kasam ye raagini tere dil mein hai mere tan mein nahin ye raagini tere dil mein hai mere tan mein nahin parakhne waale mujhe teri saadgi ki kasam saadgi ki kasam mujhe ye phool na de gazal ka loch hai tu nazm ka shabaab hai tu gazal ka loch hai tu nazm ka shabaab hai tu yakeen kar mujhe meri shaayri ki kasam shaayri ki kasam parakhne waale mujhe teri saadgi ki kasam mujhe ye phool na de tujh ko dilbari ki kasam ye kuchh nahin tere honthon ki taazgi ki kasam taazgi ki kasam click here
Na Jaane Kyon click here
na main bhagwan hoon na main shaitan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon mujh mein bhalaayi bhi mujh mein buraayi bhi laakhon hain mael dil mein thodi safaayi bhi mujh mein bhalaayi bhi mujh mein buraayi bhi laakhon hain mael dil mein thodi safaayi bhi thoda sa nek hoon thoda beimaan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon na main bhagwan hoon na main shaitan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon na koi raaj hai na sar pe taaj hai phir bhi humare dum se dharti ki laaj hai na koi raaj hai na sar pe taaj hai phir bhi humare dum se dharti ki laaj hai tann ka garib hoon mann ka dhanwaan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon na main bhagwan hoon na main shaitan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon jeevan ka geet hai sur mein na taal mein uljhi hai saari duniyaan roti ke jaal mein jeevan ka geet hai sur mein na taal mein uljhi hai saari duniyaan roti ke jaal mein kaisa andher hai main bhi hairaan hoon click here
aa aa aa aa aa aa na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo gamon ka daur bhi aaye to muskura ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo ghata mein chhup ke sitare fanna nahin hote ghata mein chhup ke sitare fanna nahin hote andheri raat ke andheri raat ke dil mein diye jala ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo gamon ka daur bhi aaye to muskura ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo na jaane kaun sa pal maut ki amanat ho na jaane kaun sa pal maut ki amanat ho har ek pal ki har ek pal ki khushi ko gale laga ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo gamon ka daur bhi aaye to muskura ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo ye zindagi kisi manzil pe ruk nahin sakti ye zindagi kisi manzil pe ruk nahin sakti har ik makam se har ik makam se aage kadam badha ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na click here
nainon waali ne haaye mera dil loota nainon waali bholi bhaali ek matwaali ne haaye mera dil loota nainon waali ne wo bhooli bhaali ne dil mera loota dil mera loota dil mera haaye haaye haaye haaye nainon waali ne haaye mera dil loota muskaati ithlaati gaati aayi julfen khole muskaati ithlaati gaati aayi julfen khole koyaliya chup ho jaaye jab uski payal bole mujhe dikha ke pyaar bhare do naina bhole bhole nainon waale aa haa nainon waale ek matwaale ne haaye mera dil loota nainon waale ne haaye mera dil loota qaid mein uski jo aa jaaye wo qaidi na chhute qaid mein uski jo aa jaaye wo qaidi na chhute laakhon bandhan toote lekin ye bandhan na toote neend chura li mujhse kar ke waade jhoote jhoote bholi bhaali haaye bholi bhaali nainon waale ne haaye mera dil loota nainon waale ne haaye mera dil loota naazo ada se chaand ke aage ghunghat jab sarkaaye naazo ada se chaand ke aage ghunghat jab sarkaaye chaand tadap kar uske gore kadmon par gir jaaye taare puchhe hua hai click here
nainon waali tere naina jaadoo kar gaye nainon waali tere naina jaadoo kar gaye jaadoo kar gaye ho naina jaadoo kar gaye teer ban ke mere seene mein utar gaye ho nainon waali tere naina jaadoo kar gaye ho nainon waali tere naina jaadoo kar gaye jaadoo kar gaye ho naina jaadoo kar gaye teer ban ke mere seene mein utar gaye nainon waali tere naina jaadoo kar gaye jhuki jhuki wo sharaabi aankhen gulaab jaisi gulaabi aankhen jhuki jhuki wo sharaabi aankhen gulaab jaisi gulaabi aankhen nazar mili to jaane hum kidhar kidhar gaye hum kidhar kidhar gaye hum kidhar kidhar gaye chaand par utar gaye nainon waali tere naina jaadoo kar gaye nainon waali tere naina jaadoo kar gaye jaadoo kar gaye ho naina jaadoo kar gaye teer ban ke mere seene mein utar gaye nainon waali tere naina jaadoo kar gaye naa door jaa tu haseen saaye naa ajnabi tu naa hum paraaye naa door jaa tu haseen saaye naa ajnabi tu naa hum paraaye ke zindagi ke raaste sanwar sanwar gaye ho sanwar gaye gaye ho click here
oooooo ooooo oooo oooooo oooo oooo oooooo hoooo hoooo oooo hooo hooo neel gagan par udte baadal aa aa aa dhoop mein jalta khet humara kar de tu chhaaya chhupe huye o chanchal panchhi jaa jaa jaa dekh abhi hai kachcha daana pak jaaye to khaa neel gagan par udte baadal aa aa aa dhoop mein jalta khet humara kar de tu chhaaya chhupe huye o chanchal panchhi jaa jaa jaa dekh abhi hai kachcha daana pak jaaye to khaa behta behta kyaariyon mein tanda tanda paani behta behta kyaariyon mein tanda tanda paani chum naa le kahin paanv tere o kheton ki raani chum ke maile paanv mere wo bhi hoga maila main hoon kheton ki daasi tu kheton kaa raaja neel gagan par udte baadal aa aa aa dhoop mein jalta khet humara kar de tu chhaaya hari bhari inn khetiyon ki raam kare rakhwaali hari bhari inn khetiyon ki raam kare rakhwaali wo chaahe to laakhon daane degi ik ik baali mehnat waalon ki suntaa hai wo upar waala khol ke rakhiyo apni jholi bhar dega daata chhupe huye o chanchal panchhi jaa click here
hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle aise hi jag mein aati hain subahein aise hi shaam dhhalle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle shabnam ke moti phoolon pe bikhre dono ki aas phalle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle balkhaati bellen masti mein khellen pedon se mil ke galle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle nadiya ka paani dariya se mil ke saagar ki aur challe hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle aise hi jag mein aati hain subahein aise hi shaam dhhalle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle aa aa aa aa aa aa aa aa hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle lara la lara lara la lara la la la la click here
hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye soya hua sansaar hai soya hua sansaar soya hua sansaar hai soya hua sansaar main jaagu yahaan tu jaage wahaan ik dil mein dard dabaaye hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye ik beech mein deewaar hai ik beech mein deewaar ik beech mein deewaar hai ik beech mein deewaar main tadpun yahaan tu tadpe wahaan haaye chain jeeya nahin paaye hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye click here
o gaadi waale gaadi dheere haank re jeeya udha jaaye lade aankh re hoye dil khaaye hichkole gaadi le chal haule haule hooo bindiyaa mori gir gir jaaye nathni haale dole o dekh nazar naa laage gori kaahe mukhda khole ho nainon waali ghunghat se naa jhaank re hoye hawaa mein udd gayi mori chunariyaa mil gayi tose ankhiyaan hooooo ooooo gora badan mora tharr tharr kaanpe dhadkan laagi chhatiyaa o albeli beech dagriyaa naa kar aisi batiyaan o sune sab logvaa kate naak re hoye hoye o gaadi waale gaadi dheere haank re click here
pari hoon main pari hoon main pari hoon main pari hoon main pari hoon main mujhe shahar ke ladke pari pari bulaayen chalun main aage aage ladke peechhe hi pad jaayen pari hoon main mujhe shahar ke ladke pari pari bulaayen chalun main aage aage ladke peechhe hi pad jaayen har ladka mera deewana kaanon mein ye keh jaaye chal meri jaan kahin jaaye lekin only you and i only you and i only you and i hey upar neela sky neeche only you and i only you and i baby only you and i shola hoon shabnam hoon barkhaa hoon paani hooon shola hoon shabnam hoon barkhaa hoon paani hooon main sabka sapna hoon sapnon ki raani hoon raani hoon raani hoon pari hoon main mujhe shahar ke ladke pari pari bulaayen chalun main aage aage ladke peechhe hi pad jaayen har ladka mera deewana kaanon mein ye keh jaaye chal meri jaan kahin jaaye lekin only you and i only you and i only you and i hey upar neela sky neeche only you and i only you and i baby only you and i love me hold me feel me jispe main click here
phoolon se dosti hai kaanton se yaari hai aise maze ki hoye aise maze ki pyaare zindagi humari hai phoolon se dosti hai kaanton se yaari hai aise maze ki pyaare zindagi humari hai samjha khushi ko khushi ghum ko naa ghum maut ke bhi naam se naa ghabraayen hum samjha khushi ko khushi ghum ko naa ghum maut ke bhi naam se naa ghabraayen hum kashti sadaa hi majhdhaar mein utaari hai aise maze ki hoye aise maze ki pyaare zindagi humari hai phoolon se dosti hai kaanton se yaari hai aise maze ki pyaare zindagi humari hai chaahe zameen ho yaa ho aasmaan thokar mein apni hai donon jahaan jitni guzaari isi shaan se guzaari hai aise maze ki hoye aise maze ki pyaare zindagi humari hai phoolon se dosti hai kaanton se yaari hai aise maze ki pyaare zindagi humari hai apni khataaon pe bhi naaz hai juda saari duniyaa se andaaz hai apni khataaon pe bhi naaz hai juda saari duniyaa se andaaz hai pee bhi nahin hai aur phir bhi khumari hai aise maze ki hoye aise maze ki pyaare zindagi click here
piya tune kya kiya kiya tune kya piya piya tune kya kiya re o piya tune kya piya re piya tune kya kiya re kiya tune kya piya re tere bin laage naa jiyaaaaaaaa re piya tune kya kiya re naiyya khaaye jyun hichkole haule haule manwa dole purbaiyaa jor se chale naiyya khaaye jyun hichkole haule haule manwa dole purbaiyaa jor se chale jiya tune kya kiya reeee liya tune kya diya re jiya tune kya liya reeee liya tune kya diya re tere bin laage naa jiyaaaaaaaa re piya tune kya kiya re madbhari tori ankhiyaan rang bhari mori batiyaan hum tum hosh mein nahin madbhari tori ankhiyaan rang bhari mori batiyaan hum tum hosh mein nahin piya maine kya kiya reeee piya tune kya kiya re piya maine kya kiya reeee piya tune kya piya re tere bin laage naa jiyaaaaaaaa re piya tune kya kiya re piya tune kya kiya click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mere Liye Soona Soona Anand Aur Anand (1984) 04:30 10674
 
Poster of Anand Aur Anand (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sunil Anand, Dev Anand
Duration : 04:30   Song Number : 10674   

Mere Mehboob Kahin Aur Gazal (1964) 03:53 16241
 
Poster of Gazal (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:53   Song Number : 16241   

Mere Mehboob Tere Bhai Bhai (1970) 05:39 12905
 
Poster of Bhai Bhai (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 05:39   Song Number : 12905   

Mere Saamne Waali Khidki Mein Padosan (1968) 02:53 20934
 
Poster of Padosan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Sunil Dutt, Sayra Banu
Duration : 02:53   Song Number : 20934   

Mubarak Ho Sab ko Milan (1967) 05:20 13739
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nutan
Duration : 05:20   Song Number : 13739   

Mujhe Gale Se (Female) Aaj Aur Kal (1963) 03:42 37834
 
Poster of Aaj Aur Kal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nanda, Sunil Dutt
Duration : 03:42   Song Number : 37834   

Mujhe Gale Se Laga Lo Aaj Aur Kal (1963) 04:45 12043
 
Poster of Aaj Aur Kal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nanda
Raag- 
Asavari
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:45   Song Number : 12043   

Mujhe Ye Phool Na De Gazal (1964) 04:38 40005
 
Poster of Gazal (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Sunil Dutt
Duration : 04:38   Song Number : 40005   

Na Jaane Kyun Officer (2001) 07:38 39258
 
Poster of Officer (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Deepak Chowdhari
Music Director- 
Deepak Chaudhary
On Screen Actors- 
Sunil Shetty, Raveena Tandon
Duration : 07:38   Song Number : 39258   

Na Main Bhagwan Hoon Mother India (1957) 03:27 13775
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:27   Song Number : 13775   

Na Munh Chhupa Hamraaz (1967) 05:05 21009
 
Poster of Hamraaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vimi
Duration : 05:05   Song Number : 21009   

Nainon Waali Ne Haaye Mera Dil Loota Mera Saaya (1966) 03:48 13714
 
Poster of Mera Saaya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Sadhna
Duration : 03:48   Song Number : 13714   

Nainon Waali Tere Naina Beti Bete (1964) 03:37 12887
 
Poster of Beti Bete (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:37   Song Number : 12887   

Neel Gagan Par Udta Khandan (1965) 04:10 13544
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Nutan, Sunil Dutt
Duration : 04:10   Song Number : 13544   

Neele Gagan Ke Talle Hamraaz (1967) 03:29 21037
 
Poster of Hamraaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vimi
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:29   Song Number : 21037   

Neend Na Mujhko Aaye Post Box 999 (1958) 03:57 21039
 
Poster of Post Box 999 (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
P L Santoshi
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Shakeela
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:57   Song Number : 21039   

O Gaadi Waale Gaadi Dheere Mother India (1957) 03:02 20460
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Chanchal
Duration : 03:02   Song Number : 20460   

Pari Hoon Main Officer (2001) 05:06 31544
 
Poster of Officer (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Deepak Chowdhari
Music Director- 
Deepak Chaudhary
On Screen Actors- 
Raveena Tandon, Sunil Shetty
Duration : 05:06   Song Number : 31544   

Phoolon Se Dosti Hai Duniyaa Jhukti Hai (1960) 03:10 12339
 
Poster of Duniyaa Jhukti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:10   Song Number : 12339   

Piya Tune Kya Kiya Zindagi Zindagi (1972) 04:09 12534
 
Poster of Zindagi Zindagi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 04:09   Song Number : 12534   
Karaoke Songs of sunil, Sad Songs of sunil, Love Songs of sunil, Dance Songs of sunil, Hip-hop songs of sunil, Best songs of sunil, Super hit songs of sunil, hit songs of sunil, duet songs of sunil, solo songs of sunil, old songs of sunil, famous songs of sunil, Hindi Karaoke Songs of sunil, Hindi Sad Songs of sunil, Hindi Love Songs of sunil, Hindi Dance Songs of sunil, Hindi Hip-hop songs of sunil, best Hindi songs of sunil, super hit Hindi songs of sunil, hit Hindi songs of sunil, duet Hindi songs of sunil, solo Hindi songs of sunil, old Hindi songs of sunil, famous Hindi songs of sunil, Sing Along Songs of sunil, Sing Along Sad Songs of sunil, Sing Along Love Songs of sunil, Sing Along Dance Songs of sunil, Sing Along Hip-hop songs of sunil, Sing Along Best songs of sunil, Sing Along Super hit songs of sunil, Sing Along hit songs of sunil, Sing Along duet songs of sunil, Sing Along solo songs of sunil, Sing Along old songs of sunil, Sing Along famous songs of sunil