MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShailendra
HomeShailendra
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tum bin sajan barse nayan jab jab baadal barse tum bin sajan barse nayan jab jab baadal barse majboor hum majboor tum dil milne ko tarse majboor hum majboor tum dil milne ko tarse naagin si ye raat andheri baithi hai dil ko gher ke naagin si ye raat andheri baithi hai dil ko gher ke ruthe jo tum sab chal diye mukh pher ke tum bin sajan barse nayan jab jab baadal barse majboor hum majboor tum dil milne ko tarse ye dil tere pyaar ki khaatir jag se begaana ho gaya ye dil tere pyaar ki khaatir jag se begaana ho gaya ik khawaab tha sab loot gaya sab kho gaya tum bin sajan barse nayan jab jab baadal barse majboor hum majboor tum dil milne ko tarse pyaase pyaase nain humare ro ro ke haare saajna pyaase pyaase nain humare ro ro ke haare saajna aathon pehar barse gagan iss aangnaa tum bin sajan barse nayan jab jab baadal barse tum bin sajan barse nayan jab jab baadal barse majboor hum majboor tum dil milne ko tarse majboor hum majboor tum dil milne ko tarse click here
tum hi tum ho mere jeevan mein phool hi phool hain jaise chaman mein tum hi tum ho mere jeevan mein phool hi phool hain jaise chaman mein ek ho mere tum is jahaan mein ek hai chanda jaise gagan mein ek ho mere tum is jahaan mein ek hai chanda jaise gagan mein tum hi tum ho tum hi tum ho tum mile mujhe nayaa jahaan mil gaya jhoomti zamin ko aasmaan mil gaya tum hi tum ho mere jeevan mein phool hi phool hain jaise chaman mein ek ho mere tum is jahaan mein ek hai chanda jaise gagan mein tum hi tum ho tum hi tum ho tumse dil ka chain hai tumhin se hai qaraar tum na roothna ki rooth jaayegi bahaar ek ho mere tum is jahaan mein ek hai chanda jaise gagan mein tum hi tum ho mere jeevan mein phool hi phool hain jaise chaman mein tum hi tum ho tum hi tum ho tum ho mere kaun zindagi hai kyun haseen sun lo meri dhadkanein to aayega yakeen ek ho mere tum is jahaan mein ek hai chanda jaise gagan mein tum hi tum ho mere jeevan mein phool hi phool hain jaise chaman mein tum hi tum click here
tum jo humaare meet na hote geet ye mere geet na hote hans ke jo tum ye rang na bharte khaab ye mere khaab na hote tum jo humaare tum jo na sunte kyun gaata main tum jo na sunte kyun gaata main bebas ghut ke reh jaata main tum jo humaare meet na hote geet ye mere geet na hote tum jo humaare ji karta hai ud kar aaoon ji karta hai ud kar aaoon saamne baithun aur doharaoon tum jo humaare meet na hote geet ye mere geet na hote hans ke jo tum ye rang na bharte khaab ye mere khaab na hote tum jo humaare click here
tum kahan le chale ho sajan albele ye kaun saa jahaan hai bataao to bataao to ye safar anjaana ye pyaar ki hain raahen zara sang mere tum aavo to tum aavo to tum kahan le chale ho tumne aankhon se kya jaadoo daala mann mera hua matwaala sajan tumne aankhon se kya jaadoo daala mann mera hua matwaala saanwariyaa behke hum tum dam bhar kahin ruk jaao to ye safar anjaana ye pyaar ki hain raahen zara sang mere tum aavo to tum aavo to tum kahan le chale ho abhi jhoomengi dekhna fizaayen gungunaane lagengi hawaayen sanam abhi jhoomengi dekhna fizaayen gungunaane lagengi hawaayen zara tum pyaar ka ye taraana mere sang gaavo to tum kahan le chale ho sajan albele ye kaun saa jahaan hai bataao to bataao to ye safar anjaana ye pyaar ki hain raahen zara sang mere tum aavo to tum aavo to tum kahan le chale ho aaaahaaaa haaaaa haaaa haaaa haaaaaa aaaahaaaa haaaaa haaaa haaaa haaaaaa haaaaa chhup jaayegi shaam suhaani ban jaayegi ek kahaani lajjaa ke chhup jaayegi shaam suhaani click here
tum mere saath ho aaha haha tum mere saath ho aaha haha yun chhup chhup mohabbat ki baat ho aaha haha tum mere saath ho aaha hahaa aisi shaam roz roz hmmm aisi shaam roz roz pyaar leke aaye do dilon ko roz roz is jagah milaye aisi shaam roz roz pyaar leke aaye do dilon ko roz roz is jagah milaye yun aankhon mein aankhen ho haathon mein haath ho ho ho tum mere saath ho aaha haha tum mere saath ho aaha haha yun chhup chhup mohabbat ki baat ho aaha haha tum mere saath ho aaha hahaa dil ki main kitaab kholun padh ke tum sunao meri dhadkanon ke geet gungunaati jao dil ki main kitaab kholun padh ke tum sunao meri dhadkanon ke geet gungunaati jao zamana na samjhe nigaahon se baat ho ho ho tum mere saath ho aaha haha tum mere saath ho aaha haha yun chhup chhup mohabbat ki baat ho aaha haha tum mere saath ho aaha hahaa mere aur tumhaare pyaar ki ho ek kahaani sunke jisko jhoom jhoom jaaye har jawaani mere aur tumhaare pyaar ki ho ek kahaani sunke jisko jhoom jhoom jaaye har click here
tum pyaar se dekho hum pyaar se dekhen tum pyaar se dekho hum pyaar se dekhen jeevan ke andhere mein bikhar jaaye ujaala tum pyaar se dekho hum pyaar se dekhen jeevan ke andhere mein bikhar jaaye ujaala hum tum pe jo bhaari the wo din beet gaye hain matvaali dagar pe jo mile meet naye hain khushiyon ki lehar aur chhor daud gayi hai hum pyaar karne waalon ki duniya hi nayi hai hum pyaar karne waalon ki duniya hi nayi hai duniya hi nayi hai tum pyaar se dekho hum pyaar se dekhen jeevan ke andhere mein bikhar jaaye ujaala phir aaj dhadakta hua dil bol raha hai phir se kahin udd jaane ko par khol raha hai nagri javaan armaanon ki ye premnagar hai har dil uchhal raha hai mohabbat ka asar hai har dil uchhal raha hai mohabbat ka asar hai mohabbat ka asar hai tum pyaar se dekho hum pyaar se dekhen jeevan ke andhere mein bikhar jaaye ujaala ye raat hai rangeen ye rangeen nazaare dharti pe utar aaye hain aakash ke taare ye raat hai rangeen ye rangeen nazaare dharti pe utar click here
tum sang preet lagayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi bedardi tere pyaar mein tum sang preet lagayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi bedardi tere pyaar mein gori gori raat ke gore gore chand ki tujhko kasam raaja laut ke aaja oye pehle milan ki rang bhari shaam ko kaise bhulaun sainya tu hi bata ja oye mausam ne li angdaayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi oo soniya tere pyaar mein tum sang preet lagayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi bedardi tere pyaar mein jhilmil taare karen jab ishare aadhi raat ko jaage jaage sajna yaad karun teri har baat ko tab se neend na aayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi oo chan ve tere pyaar mein tum sang preet lagayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi bedardi tere pyaar mein click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum to dil ke taar chhed kar ho gaye bekhabar chaand ke tale jalenge hum aye sanam raat bhar tum to dil ke taar chhed kar tum ko neend aayegi tum to so hi jaaoge tum ko neend aayegi tum to so hi jaaoge kiska le liya hai dil ye bhi bhool jaaoge ye to keh do ek baar khawaab mein to aaoge ye to keh do ek baar khawaab mein to aaoge khawaab mein to aaoge tum to dil ke taar chhed kar ho gaye bekhabar tum to dil ke taar chhed kar apni ek aur raat uljhanon mein jaayegi apni ek aur raat uljhanon mein jaayegi shokh shokh wo adaa humko yaad aayegi mast mast har nazar dard ban ke chhayegi mast mast har nazar dard ban ke chhayegi dard ban ke chhayegi tum to dil ke taar chhed kar ho gaye bekhabar tum to dil ke taar chhed kar aaj sabr ka bhi haath humse chhotne laga aaj sabr ka bhi haath humse chhotne laga ab to baat baat par dil bhi ruthne laga kya gazab hai har koi humko lootne laga kya gazab hai har koi humko lootne laga humko lootne laga click here
jai jai tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai na tum haare na hum haare tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai na tum haare na hum haare safar saath jitna tha ho hi gaya tai na tum haare na hum haare tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai yaad ke phool ko hum to apne dil se rahenge lagaaye yaad ke phool ko hum to apne dil se rahenge lagaaye aur tum bhi hans lena jab ye deewana yaad aaye milenge jo phir se mila de sitaare na tum haare na hum haare tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai waqt kahan rukta hai to phir tum kaise ruk jaate waqt kahan rukta hai to phir tum kaise ruk jaate aakhir kisne chaand chooaa hai hum kyun haath badhaate jo us paar ho tum to hum is kinaare na tum haare na hum haare tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai tha to bahut kehne ko lekin ab to chup behtar hai tha to bahut kehne ko lekin ab to chup behtar hai ye duniyaan hai ek saraaye jeevan ek safar hai ruka bhi hai koi kisi ke pukaare na tum haare na hum haare safar saath jitna click here
tumhen dil se chaha tumhen dil diya hai ye wada karo ke bhula to na doge tumhi tum ho meri nigahon mein lekin nigahon se mujhko gira to na doge tumhen dil se chaha tumhen dil diya hai ye wada karo ke bhula to na doge tumhi tum ho meri nigahon mein lekin nigahon se mujhko gira to na doge tera khayaal teri hi baat rehte hain dil mein din ho ke raat tera khayaal teri hi baat rehte hain dil mein din ho ke raat kahin mujhko iski saza to na doge tumhi tum ho meri nigahon mein lekin nigahon se mujhko gira to na doge tumhen dil se chaha tumhen dil diya hai ye wada karo ke bhula to na doge dharti pe hai khushiyon ka raaj ik geet meetha sa jeewan hai aaj dharti pe hai khushiyon ka raaj ik geet meetha sa jeewan hai aaj bharam hi sahi par mita to na doge tumhen dil se chaha tumhen dil diya hai ye wada karo ke bhula to na doge tumhi tum ho meri nigahon mein lekin nigahon se mujhko gira to na doge ghir ke jab aayegi jeewan ki shaam ho jayega jab fasana tamaam ghir ke jab aayegi click here
tumhen kaise kahun main dil ki baat kehte huye main sharmaaun akhiyon se tumko samjhaaun bolo samajh gaye hmm bolo samajh gaye na hooooo tumhen kaise kahun main dil ki baat kehte huye main sharmaaun akhiyon se tumko samjhaaun bolo samajh gaye bolo samajh gaye na hooooo tumhen kaise kahun main dil ki baat tumne piya kya na diya phir bhi jeevan mein hai kuchh kami aisi kali tumse chahun mahek uthe ye zindagi aasha ye man ki poori ho aaj mita do doori ko tumhen kaise kahun main dil ki baat kehte huye main sharmaaun akhiyon se tumko samjhaaun bolo samajh gaye bolo samajh gaye na hooooo tumhen kaise kahun main dil ki baat saawan aaye barkha laaye pyaasi dharti ki pyaas bujhaye saath tera paa ke sajan mera jeevan bhi khil jaaye aasha ye man ki poori ho aaj mita do doori ko tumhen kaise kahun main dil ki baat kehte huye main sharmaaun akhiyon se tumko samjhaaun bolo samajh gaye bolo samajh gaye na hooooo tumhen kaise kahun main dil ki baat click here
tumhen yaad karte karte jaayegi rain saari tum le gaye ho apne sang neend bhi humari tumhen yaad karte karte jaayegi rain saari tum le gaye ho apne sang neend bhi humari tumhen yaad karte karte mann hai ke jaa basaa hai anjaan ik nagar mein kuchh khojta hai pagal khoyi huyi dagar mein itne bade mahal mein ghabraon main bechari tum le gaye ho apne sang neend bhi humari tumhen yaad karte karte birha ki iss chita se tumhi mujhe nikalo jo tum na aa sako to mujhe swapn mein bula lo mujhe aise mat jalao meri preet hai kunwari tum le gaye ho apne sang neend bhi humari tumhen yaad karte karte jaayegi rain saari tum le gaye ho apne sang neend bhi humari tumhen yaad karte karte tumhen yaad karte karte tumhen yaad karte karte click here
Tumko Sanam Pukar Ke click here
tuneeeeee hoooooo oooooooo tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya door hoon main teri duniyaa se door hoon main teri duniyaa se kyun chhuaa tha mann mera tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneeeeee hoooooo oooooooo main pyaar ki chandani raat hoon main pyaar ki chandani raat hoon uljhi huyi dard ki baat hoon uljhi huyi dard ki baat hoon tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneeeeee hoooooo oooooooo soona tha ghar koi rehne laga soona tha ghar koi rehne laga darr ke magar dil ye kehne laga darr ke magar dil ye kehne laga tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneeeeee hoooooo oooooooo tuneeeeee hoooooo oooooooo tuneeeeee hoooooo oooooooo click here
unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil nazaare kar gaye jaadu nigaahen de gayin dhokha nigaahen de gayin dhokha nazaare kar gaye jaadu nigaahen de gayin dhokha nigaahen de gayin dhokha uthe toofaan kuchh aise ke doobe pyaar ke saahil unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil hazaaron aarzuon se basaaya jis ko pehlu mein hazaaron aarzuon se basaaya jis ko pehlu mein jise samajhe the hum dilbar woh nikla sangdil qaatil unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil na jaane kaisi raahon par chali hai zindagi meri chali hai zindagi meri na jaane kaisi raahon par chali hai zindagi meri chali hai zindagi meri ke jeenaa hi nahin ab to mera marna bhi hai mushkil unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil click here
unse pyaar ho gaya unse pyaar ho gaya dil mera kho gaya dil unka kho gaya dil dil se mil gaya unse pyaar ho gaya unse pyaar ho gaya dil mera kho gaya dil unka kho gaya dil dil se mil gaya unse pyaar ho gaya dard mitaye tune teer chubha ke dard mitaye tune teer chubha ke aag bhujaayi ek aag laga ke aag bhujaayi ek aag laga ke unse pyaar ho gaya unse pyaar ho gaya dil mera kho gaya dil unka kho gaya dil dil se mil gaya unse pyaar ho gaya nainon se nain mile badle zamaane nainon se nain mile badle zamaane samjhe samjhane waale aur naa jaane samjhe samjhane waale aur naa jaane aur naa jaane koi aur naa jaane aur naa jaane koi aur naa jaane unse pyaar ho gaya unse pyaar ho gaya dil mera kho gaya dil unka kho gaya dil dil se mil gaya unse pyaar ho gaya ulfat ki dekho kaisi ajab kahaani ulfat ki dekho kaisi ajab kahaani aaye naa baadal phir bhi barsa hai paani aaye naa baadal phir bhi barsa hai paani unse pyaar ho gaya unse pyaar ho gaya dil mera kho gaya dil unka kho click here
wahaan kaun hai tera musafir jaayegaa kahaan dam le le ghadi bhar ye chhaniyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera musafir jaayegaa kahaan wahaan kaun hai tera beet gaye din pyaar ke palchhin sapnaa bani wo raaten bhool gaye wo tu bhi bhoola de pyaar ki wo mulaqaaten pyaar ki wo mulaqaaten tab door andheraa tab door andheraa musafir jaayegaa kahaan dam le le dam le le dam le le ghadi bhar ye chhaniyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera koi bhi teri raah naa dekhe nain bichhaye naa koi dard se tere koi naa tadpaa aankh kisi ki naa royi aankh kisi ki naa royi kahe kiss ko tu mera kahe kiss ko tu mera musafir jaayegaa kahaan dam le le ghadi bhar ye chhaniyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera hooooo ooooo musaafirrrrrr tu jaayegaa kahaannnnnn kehte hai gyaani duniyaa hai phaani paani pe likhi likhaayi hai sab ki dekhi hai sab ki jaani haath kisi ke naa aayi haath kisi ke naa aayi kuchh tera naa mera kuchh tera naa mera musafir jaayegaa kahaan dam le le dam le le click here
wahaan kaun hai tera musaafir jaayegaa kahaan dam lele ghadi bhar ye chhaiyyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera musaafir jaayegaa kahaan wahaan kaun hai tera beet gaye din pyaar ke palchhin sapna bani wo raaten bhool gaye wo tu bhi bhulaa de pyaar ki wo mulaaqaaten pyaar ki wo mulaaqaten sab door andhera sab door andhera musaafir jaayega kahaan dam lele dam lele dam lele ghadi bhar ye chhaiyyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera koi bhi teri raah na dekhe nain bichhaaye na koi dard se tere koi na tadpaa aankh kisi ki naa royi aankh kisi ki naa royi kahe kisko tu mera kahe kisko tu mera musaafir jaayega kahaan dam lele ghadi bhar ye chhaiyyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera musaafir jaayegaa kahaan wahaan kaun hai tera ohh ho ho ooo toone to sabko raah bataayi tu apni manzil kyun bhoolaa suljha ke raaja auron ki uljhan kyun kachche dhaagon mein jhoolaa kyun kachche dhaagon mein jhoolaa kyun naache sapera kyun naache sapera musaafir jayega kahaan dam lele click here
tara rara rara rara rara rara rara rara ra tara rara ra ha haha haha haha haha haha haha haha haha haha haha ha la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la aaaa ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha wo mere pichhe haath dho ke pada hai bacha le mujhe bacha le mujhe wo mere pichhe haath dho ke pada hai bacha le mujhe bacha le mujhe wo ek nighah kya mili tabiyaten machal gayi wo ek nighah kya mili tabiyaten machal gayi zara wo muskura diye shamayen jaise jal gayin zara wo muskura diye shamayen jaise jal gayin wo ek nighah kya mili tabiyaten machal gayi wo ek nighah kya mili tabiyaten machal gayi haaaaa haaa haaa haaaa haaaa haaa haaaa hey hey hey hey hey hey hey hey hey kab se dil ko iss ghadi ka intezaar tha shaam o sehar mera pyaar beqaraar tha kab se dil ko iss ghadi ka intezaar tha shaam o sehar mera pyaar beqaraar tha hey hey sitaara wo chamak utha to kismaten badal gayin sitaara wo chamak utha to kismaten badal gayin wo ek nighah kya click here
oh zindagi ae meri bebasi oh zindagi ae meri bebasi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai oh zindagi ae meri bebasi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai hum sailaani ghar na gharaana kaam humaara chalte jaana kaam humaara chalte jaana apni kabhi koi manzil na thi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai aankh se jo ek boond giri hai har sapne ka mol yahi hai har sapne ka mol yahi hai ae dil ki kari koi kimat na thi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai jo ye sapne sach ho jaate to ye sapne kyun kehlaate to ye sapne kyun kehlaate aur iss ghadi neend kyun tootti apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai oh zindagi ae meri bebasi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai oh zindagi ae meri bebasi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tum Bin Sajan Barse Gaban (1966) 04:34 11977
 
Poster of Gaban (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Sadhana
Duration : 04:34   Song Number : 11977   

Tum Hi Tum Ho Ek Dil Sau Afsane (1963) 03:58 11888
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Waheeda Rehman
Duration : 03:58   Song Number : 11888   

Tum Jo Humaare Meet Aashiq (1962) 03:01 11984
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:01   Song Number : 11984   

Tum Kahan Le Chale Poonam Ki Raat (1965) 03:26 13972
 
Poster of Poonam Ki Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nandini
Duration : 03:26   Song Number : 13972   

Tum Mere Saath Ho Miya Bibi Razi (1960) 03:22 40369
 
Poster of Miya Bibi Razi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 03:22   Song Number : 40369   

Tum Pyaar Se Dekho Sapnon Ka Saudagar (1968) 05:06 36216
 
Poster of Sapnon Ka Saudagar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda, Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Hema Malini, Tanuja
Duration : 05:06   Song Number : 36216   

Tum Sang Preet Lagayi Rasiya New Delhi (1956) 03:54 13656
 
Poster of New Delhi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:54   Song Number : 13656   

Tum To Dil Ke Taar Chhed Kar Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1961) 03:25 14081
 
Poster of Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:25   Song Number : 14081   

Tumhari Bhi Jai Jai Diwana (1967) 04:35 13040
 
Poster of Diwana (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 04:35   Song Number : 13040   

Tumhen Dil Se Chaha Chand Aur Suraj (1965) 05:08 38379
 
Poster of Chand Aur Suraj (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Dharmendra, Tanuja
Duration : 05:08   Song Number : 38379   

Tumhen Kaise Kahun Main Dil Ki Baat Aangan Ki Kali (1979) 05:14 10383
 
Poster of Aangan Ki Kali (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Shaili Shailendra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Lakshmi
Duration : 05:14   Song Number : 10383   

Tumhen Yaad Karte Karte Amrapali (1966) 03:38 21377
 
Poster of Amrapali (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:38   Song Number : 21377   

Tumko Sanam Pukaar Ke Diwana (1967) 04:29 37626
 
Poster of Diwana (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
Duration : 04:29   Song Number : 37626   

Tune Haaye Mere Zakhm E Jigar Ko Nagina (1951) 03:46 15638
 
Poster of Nagina (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Asavari
Duration : 03:46   Song Number : 15638   

Unhen Tu Bhool Jaa Ae Dil Naya Ghar (1953) 03:53 15641
 
Poster of Naya Ghar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shekhar
Duration : 03:53   Song Number : 15641   

Unse Pyaar Ho Gaya Badal (1951) 02:53 12789
 
Poster of Badal (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 02:53   Song Number : 12789   

Wahaan Kaun Hai Tera Guide (1965) 04:50 21405
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:50   Song Number : 21405   

Wahaan Kaun Hai Tera (Long Version) Guide (1965) 06:00 38565
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:00   Song Number : 38565   

Wo Ek Nighah Kya Mili Half Ticket (1962) 04:13 13308
 
Poster of Half Ticket (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Madhu Bala
Duration : 04:13   Song Number : 13308   

Woh Zindagi Ae Meri Bebasi Sapnon Ka Saudagar (1968) 07:10 14147
 
Poster of Sapnon Ka Saudagar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 07:10   Song Number : 14147   
Karaoke Songs of shailendra, Sad Songs of shailendra, Love Songs of shailendra, Dance Songs of shailendra, Hip-hop songs of shailendra, Best songs of shailendra, Super hit songs of shailendra, hit songs of shailendra, duet songs of shailendra, solo songs of shailendra, old songs of shailendra, famous songs of shailendra, Hindi Karaoke Songs of shailendra, Hindi Sad Songs of shailendra, Hindi Love Songs of shailendra, Hindi Dance Songs of shailendra, Hindi Hip-hop songs of shailendra, best Hindi songs of shailendra, super hit Hindi songs of shailendra, hit Hindi songs of shailendra, duet Hindi songs of shailendra, solo Hindi songs of shailendra, old Hindi songs of shailendra, famous Hindi songs of shailendra, Sing Along Songs of shailendra, Sing Along Sad Songs of shailendra, Sing Along Love Songs of shailendra, Sing Along Dance Songs of shailendra, Sing Along Hip-hop songs of shailendra, Sing Along Best songs of shailendra, Sing Along Super hit songs of shailendra, Sing Along hit songs of shailendra, Sing Along duet songs of shailendra, Sing Along solo songs of shailendra, Sing Along old songs of shailendra, Sing Along famous songs of shailendra