MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKaifi Azmi
HomeKaifi Azmi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


huye tum meherbaan phir dil ke saare taar tharraaye mere roothhe huye sab geet sab nagmein palat aaye tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafaa main parwaana gulshan gulshan mehfil mehfil mera tera afsaana tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafaa main parwaana tu shokh kali meri pehli pyaas hai tu aas hai tu vishwaas hai tu tab se dil ne dhadaknaa seekha jab se dil ke paas hai tu man bhi tera man bhi tera tan bhi tera le le le le nazraanaa tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafaa main parwaana tu shokh kali dil ko dil pehchaan gayaa pyaar ki baaten maan gayaa neechi aankhen kya kehti hain main bejaane jaan gayaa dhalke dhalke dhalke dhalke masti dhalke chhalke chhalke paimaanaa tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafaa main parwaana tu shokh kali hardam aankhen chaar karein hardam sau ikraar karein nafrat duniyaa se mit jaaye hum tum aisaa pyaar karein mehke machlen hardam zulfein hardam behke deewaanaa click here
hoo ooo ooo aaa aaaa aaaa tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafa main parvaana oooo gulshan gulshan gulshan gulshan mehfil mehfil tera mera afsaana tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafa main parvaana aaa haaa hahaa haa haaaaaa lara laa la lala lalaa aa ha ha ha ha ha aaaa meri pehli pyaas hai tu aas hai tu vishvaas hai tu jab se dil ne dhadakna seekha jab se dil ke paas hai tu tan bhi tera achchha gulshan gulshan mehfil mehfil mera tera afsaana tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafa main parvaana la lala la laaaaa hmmm hmm hmmm oh ho ho ho ho ho hoooo dil ko dil pehchaan gaya pyaar ki baatein maan gaya aaye haye haay haye haye dil ko dil pehchaan gaya pyaar ki baatein maan gaya neechi aankhen kya kehti hain main bejaane jaan gaya dhalke dhalke hmm hmmm oye hoye dhalke dhalke masti dhalke chhalke chhalke paimaana tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafa main parvaana laara la la la la laaaa laara la la la ra la la la la la laara la la la click here
hoo tujhe mili roshni mujhko andhera tujhe mili roshni mujhko andhera saara jahaan hai badgumaan koi nahin mera yahaan tujhe mili roshni mujhko andheraa chale the basaane do dil ek din jawaan jawaan nayi nayi duniya mujhe to mila na rasta koi hoo tumhi badhe chale gaye tanha ab tu kahaan aur main kahaan main hoon zamin tu aasmaan tujhe mili roshni mujhko andheraa tujhe mili roshni mujhko andheraa ghadi ghadi chaha main mar jaaun ghadi ghadi tune mujhe roka aayi teri yaaden aise chhup ke kabhi kabhi hua tera dhokha dekha jahaan tera nishaan gaane lagi tanhaiyaan tujhe mili roshni mujhko andheraa tujhe mili roshni mujhko andheraa saara jahaan hai badgumaan koi nahin mera yahaan tujhe mili roshni mujhko andheraa click here
Tujhko Yoon Dekha click here
aaaa aaaaa aa aa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa tum bin jeevan kaisa jeevan tum bin jeevan kaisa jeevan phool khile to dil murjhaye phool khile to dil murjhaye aag lage jab barse saawan tum bin jeevan kaisa jeevan tum bin jeevan roothe tum jab se piya roothe tum jab se soona sa hai man ka dera bairi hai duniya bairi hai duniya baante koi kyun dukh mera apne aansoo apna hi daaman tum bin jeevan kaisa jeevan tum bin jeevan kaise dil behle aye ye aye ye ye ye ye ye kaise dil behle hasna chaahoon rona aaye dhoondha jag saara dhoondha jag saara kuchh na soojhe kuchh na bhaaye tod gaye tum man ka darpan tum bin jeevan kaisa jeevan tum bin jeevan kis ko samjhaaun kis ko samjhaaun guzari kya kya beeti kya kya poochhe ye duniya poochhe ye duniya kis ke haathon ye dil toota haal hua ye kis ke kaaran tum bin jeevan kaisa jeevan phool khile to dil murjhaye phool khile to dil murjhaye aag lage jab barse saawan tum bin jeevan kaisa jeevan tum bin jeevan click here
tum itna jo muskuraa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho aankhon mein nami hansi labon par aankhon mein nami hansi labon par kya haal hai kya dikha rahe ho kya haal hai kya dikha rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho ban jaayenge zehar peete peete ban jaayenge zehar peete peete ye ashq jo peete ja rahe ho ye ashq jo peete ja rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho jin zakhmon ko waqt bhar chala hai jin zakhmon ko waqt bhar chala hai tum kyun unhein chhede ja rahe ho tum kyun unhein chhede ja rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho rekhaaon ka khel hai muqaddar rekhaaon ka khel hai muqaddar rekhaaon se maat kha rahe ho rekhaaon se maat kha rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho click here
tum jo mil gaye ho to ye lagta hai ke jahaan mil gaya ke jahaan mil gaya ek bhatke huye raahi ko carvaan mil gaya tum jo mil gaye ho to ye lagta hai ke jahaan mil gaya ke jahaan mil gaya baitho na door humse dekho khafa na ho baitho na door humse dekho khafa na ho kismat se mil gaye ho milke juda na ho kismat se mil gaye ho milke juda na ho meri kya khata hai hota hai ye bhi ke zameen se bhi kabhi aasma mil gaya ke jahaan mil gaya hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum kya jaano tum kya ho ek surila nagma ho bheegi raaton mein masti tapte din mein saaya ho tum kya jaano tum kya ho ab jo aa gaye ho jaane na doonga ke mujhe ik hasin mehrbaan mil gaya ke jahaan mil gaya hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum jo mil gaye ho to ye lagta hai ke jahaan mil gaya ke jahaan mil gaya tum bhi thei khoye khoye main bhi bujha bujha tum bhi the khoye khoye main bhi bujha bujha tha ajnabi zamaana apna koi na tha tha ajnabi zamaana apna koi na tha dil ko click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin hai tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin hai kya jaane tumhen khauf e khuda hai ke nahin hai tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin jeene ka hunar sab ko seekhata hai yahi ishq insaan ko insaan banaata hai yahi ishq iss ishq ki tauhin e khata hai ke nahin hai tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin maana hai badi dard bhari ishq ki rooh daad hoti nahin mit kar bhi muhabbat kabhi barbaad har daur mein majnu huye har daur mein farhaad har saaz mein aaj unki sadaa hai ke nahin hai tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin ghum phool mein palne kaa bhula kar kabhi dekho sar ishq ke kadmon pe jhuka kar kabhi dekho ghar baar muhabbat mein loota kar kabhi dekho khone mein bhi paane ka mazaa hai ke nahin hai tum poochhte ho ishq bala hai ke nahin jab ho hi gaya pyaar to sansaar ka darr kya hai kaun bhala kaun bura kisi ki khabar kya dil mein naa utar jaaye to ulfat ki nazar kya hum dil ke pujaari hai pata hai click here
tumhaari zulf ke saaye mein shaam kar loonga tumhaari zulf ke saaye mein shaam kar loonga safar ik umr ka pal mein tamaam kar loonga nazar milaayi to poochoonga ishq ka anjaam nazar milaayi to poochoonga ishq ka anjaam nazar jhukaayi to khaali salaam kar loonga nazar jhukaayi to khaali salaam kar loonga tumhaari zulf ke saaye mein shaam kar loonga jahaan e dil pe huqoomat tumhein mubaarak ho jahaan e dil pe huqoomat tumhein mubaarak ho rahi shikast to wo apne naam kar loonga rahi shikast to wo apne naam kar loonga tumhaari zulf ke saaye mein shaam kar loonga safar ik umr ka pal mein tamaam kar loonga click here
tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin wo pehli pehli mulakaat yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin machal rahi thi mere seene par ghani zulfein machal rahi thi mere seene par ghani zulfein pighal gayi thi jawaan raat yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin diye the jab mere hathon mein tumne haath apne diye the jab mere hathon mein tumne haath apne laraz rahe the hasin haath yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin sitaare sun ke jise jhenp jhenp jaate the sitaare sun ke jise jhenp jhenp jaate the nigaah kehti thi wo baat yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin wo pehli pehli mulakaat yaad hai ke nahin yaad hai ke nahin hain yaad hai click here
tumhin ne dil ko dil samjha nahin hai tumhin ne dil ko dil samjha nahin hai koi armaan na ho aisa nahin hai koi armaan na ho aisa nahin hai dhuwaan dekha kisi ne aur na shola dhuwaan dekha kisi ne aur na shola kabhi aise koi jalta nahin hai kabhi aise koi jalta nahin hai haseen aanchal mein hain kitne sitaare haseen aanchal mein hain kitne sitaare hain kitne sitaare koi mera hai inmein yaa nahin hai koi mera hai inmein yaa nahin hai tumhi ne dil ko dil samjha nahin hai mere seene mein apna dard bhar do mere seene mein apna dard bhar do tum apna dard bhar do akele bojh ye uthta nahin hai akele bojh ye uthta nahin hai akele bojh ye uthta nahin hai meri baahon meri baahon se aage jaa rahi ho meri baahon se aage jaa rahi ho tum aage jaa rahi ho magar aage koi duniyaan nahin hai magar aage koi duniyaan nahin hai tumhin ne dil ko dil samjha nahin hai hmm hmm hmmmm hmm hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmm hmm hmm hmmmm hmm hmmmm hmmm hmmmm hmm hmm click here
tumse bichhad ke chain kahaan hum paayenge hoge jahaan tum hum bhi wahin aa jaayenge poochhon kyun haan haan haan haan poochhon kyun hum ye kahenge ke tum ho humari manzil tumse bichhad ke chain kahaan hum paayenge hoge jahaan tum hum bhi wahin aa jaayenge poochhon kyun haan haan haan haan poochhon kyun hum ye kahenge ke tum ho humari manzil tumse bichhad ke chain kahaan hum paayenge dil humen laaya yahaan hum aa gaye dil humen laaya yahaan hum aa gaye dekh kar tum hum ko kyun ghabraa gaye raaz tum hum raazdaar saath jaise jism o jaan chhup ke jaaoge kahaan nazren churaoge aur nazar hum aayenge hum aayenge hum aayenge tumse bichhad ke chain kahaan hum paayenge kitna dilkash hai ye ruhon ka safar kitna dilkash hai ye ruhon ka safar paanv kaanton par hai phoolon par nazar dar hai kya deewaar kya jeet kya hai haar kya ruk sakega pyaar kya phool to kya hai kaanton ko hum mehkaayenge mehkaayenge mehkaayenge tumse bichhad ke chain kahaan hum paayenge naam honthon par click here
waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya beqaraar dil iss tarha mille jis tarha kabhi hum juda na thei beqaraar dil iss tarha mille jis tarha kabhi haan juda na thei tum bhi kho gaye hum bhi kho gaye ek raah par chal ke do kadam waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya jaayenge kahan soojhta nahin chal pade magar raasta nahin jaayenge kahan soojhta nahin chal pade magar raasta nahin kya talaash hai kuchh pata nahin bun rahe hain dil khaab dum ba dum waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya hmm hmm hmm hmm hmm ra ra la la la hmm hmm hmm hmm beqaraar dil is tarah mile jis tarah kabhi hum juda naa the beqaraar dil is tarah mile jis tarah kabhi hum juda naa the tum bhi kho gaye hum bhi kho gaye ek raah par chal ke do kadam waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya hmm hmm hmm ra ra ra ra ra hmm hmm hmm jaayenge kahaan soojhta nahin chal pade magar raasta nahin jaayenge kahaan soojhta nahin chal pade magar raasta nahin kya talaash hai kuchh pata nahin bun rahe hain dil khwaab dam badam waqt ne kiya kya haseen sitam tum rahe na tum hum rahe na hum waqt ne kiya hmm hmm hmm ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra click here
wo nazar leke wo nazar leke rahi dil tana na haiya hu wo nazar leke rahi dil tana na haiya hu lut gaye lut gaye hum sare mehfil tana na haiya hu uuuuu hay thaam ke baithe hain jo dil tana na haiya hu thaam ke baithe hain jo dil tana na haiya hu hai yahi hai yahi to mere kaatil tana na haiya hu uuu hay wo nazar leke rahi dil tana na haiya hu kis liye tez hawaaon mein jalaya hai charag kabhi paoge na tum khoye huye dil ka surag uska pana to hai mushkil uska pana to hai mushkil tana na haiya hu uuuu hay wo nazar leke rahi dil tana na haiya hu aaaa aaaa aaaaa aapke dil me nazar aate the yun hi kai daag aise daagi ka bhala payenge kya aap surag wo na tha wo na tha pyaar ke kaabil tana na haiya hu uuuu hay thaam ke baithe hain jo dil tana na haiya hu unko dekho koi aur unki adayen dekho ek zara sar ko jo sharma ke jhukayen dekho bijliyaan kyun na wo hans hans ke girayen dekho unpe kurbaan hai mehfil unpe kurbaan hai mehfil tana na haiya hu uuuu hay wo nazar leke rahi dil click here
woh saadgi kahen ise deewangi kahen woh saadgi kahen ise deewangi kahen unka badha jo haath yahaan dil luta diya unka badha jo haath yahaan dil luta diya pehle pehal ke dard ki lazzat na poochhiye pehle pehal ke dard ki lazzat na poochhiye lazzat na poochhiye uthi jo dil mein hook to main muskura diya uthi jo dil mein hook to main muskura diya unka badha jo haath yahaan dil luta diya unka badha jo haath yahaan dil luta diya ye kaun sochta hai ke sajda kubool hoooooo ye kaun sochta hai ke sajda kubool ho sajda kubool ho ye kaun dekhta hai kahaan sar jhuka diya ye kaun dekhta hai kahaan sar jhuka diya unka badha jo haath yahaan dil luta diya unka badha jo haath yahaan dil luta diya aanchal ki oth ho ke na ho ab naseeb mein aanchal ki oth ho ke na ho ab naseeb mein ab naseeb mein maine charaag aaj hawaa mein jala diya maine charaag aaj hawaa mein jala diya unka badha jo haath yahaan dil luta diya unka badha jo haath yahaan dil luta diya woh saadgi kahen ise deewangi click here
yaa dil ki suno duniyaa waalo yaa mujhko abhi chup rehne do main ghum ko khushi kaise keh doon jo kehte hain unko kehne do yaa dil ki suno duniyaa waalo yaa mujhko abhi chup rehne do main ghum ko khushi kaise keh doon jo kehte hain unko kehne do yaa dil ki suno duniyaa waalo ye phool chaman mein kaisa khilaa ye phool chaman mein kaisa khilaa maali ki nazar mein pyaar nahin hanste huye kyaa kyaa dekh liyaa ab behte hain aansoon behne do yaa dil ki suno duniyaa waalo ek khaab khushi ka dekha nahin ek khaab khushi ka dekha nahin dekhaa jo kabhi to bhool gaye maangaa huaa tum kuchh de naa sake jo tumne diyaa wo sehne do yaa dil ki suno duniyaa waalo kyaa dard kisi ka legaa koi kyaa dard kisi ka legaa koi itna to kisi mein dard nahin behte huye aansoon aur bahen ab aisi tasalli rehne do yaa dil ki suno duniyaa waalo yaa mujhko abhi chup rehne do main ghum ko khushi kaise keh doon jo kehte hain unko kehne do yaa dil ki suno duniyaa waalo click here
ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin kis ko sunaaun haal dil e bekaraar ka bujhta hua charaag hoon apne majaar ka aye kaash bhool jaaun magar bhoolta nahin kis dhoom se utha tha janaaza bahaar ka ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin apna pataa mile na khabar yaar ki mile dushman ko bhi na aisi sajaa pyaar ki mile unko khuda mile hai khuda ki jinhein talaash mujh ko bas ek jhalak mere dildaar ki mile ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin sehraa mein aake bhi mujh ko thikaana na milaa ghum ko bhoolaane ka koi bahaana na milaa dil tarse jis mein pyaar ko kyaa samjhun us sansaar ko ek jeetee baaji haar ke main dhoondhon bichhade yaar ko ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin o o o o o o o o o door click here
haaye tauba tauba ye jawaani ye jawaani ka guroor ishq ke saamne sar phir bhi jhukaana hi pada ke aisa kehte the ke na aayenge na aayenge magar dil ne iss tarah pukaara tumhein aana hi pada ye maana meri jaan muhabbat sazaa hai ye maana meri jaan muhabbat sazaa hai mazaa iss mein itna magar kis liye hai mazaa iss mein itna magar kis liye hai wo ik beqaraari jo ab tak idhar thi wohi beqaraari udhar kis liye hai abhi tak to idhar thi udhar kis liye hai kis liye hai haan kis liye hai ye maana meri jaan muhabbat sazaa hai mazaa iss mein itna magar kis liye hai mazaa iss mein itna magar kis liye hai behlna na jaane badlna na jaane tamanna machal ke sambhalna na jaane haann tamanna machal ke sambhalna na jaane behlna na jaane haaye badlna na jaane haa ye tamanna machal ke sambhalna na jaane ho ho ho behlna na jaane badlna na jaane tamanna machal ke sambhalna na jaane haan tamanna machal ke sambhalna na jaane karib aur aao kadam to badhao jhuka doon na main sar to sar kis click here
ye nayan darre darre ye jaam bhare bhare zaraa peene do kal ki kis ko khabar ik raat ho ke nidar mujhe jeene do hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm raat haseen ye chaand haseen tu sabse haseen mere dilbar raat haseen ye chaand haseen tu sabse haseen mere dilbar aur tujhse haseen aur tujhse haseen tera pyaar tu jaane na ye nayan darre darre ye jaam bhare bhare zaraa peene do ye nayan darre darre hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm pyaar mein hai jeevan ki khushi deti hai khushi kai ghum bhi pyaar mein hai jeevan ki khushi deti hai khushi kai ghum bhi main maan bhi loon main maan bhi loon kabhi haar tu maane na ye nayan darre darre ye jaam bhare bhare zaraa peene do kal ki kis ko khabar ik raat ho ke nidar mujhe jeene do hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tu Shokh Kali Main Mast Pawan Main Suhagan Hoon (1964) 03:13 38238
 
Poster of Main Suhagan Hoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Lachchhi Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Ajit
Duration : 03:13   Song Number : 38238   

Tu Shokh Kali Main Mast Pawan Main Suhagan Hoon (1964) 04:08 20010
 
Poster of Main Suhagan Hoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Lachhi Ram
On Screen Actors- 
Ajit, Mala Sinha
Duration : 04:08   Song Number : 20010   

Tujhe Mili Roshni Apna Haath Jagannath (1960) 03:18 13704
 
Poster of Apna Haath Jagannath (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:18   Song Number : 13704   

Tujhko Yoon Dekha Chand Grahan (Unreleased) (1970) 04:24 40021
 
Poster of Chand Grahan (Unreleased) (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:24   Song Number : 40021   

Tum Bin Jeevan Kaisa Bawarchi (1972) 05:41 12861
 
Poster of Bawarchi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Raag- 
Hemant
Duration : 05:41   Song Number : 12861   

Tum Itna Jo Arth (1982) 05:48 21359
 
Poster of Arth (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Shabana Azmi
Duration : 05:48   Song Number : 21359   

Tum Jo Mil Gaye Ho Hanste Zakhm (1973) 08:41 21360
 
Poster of Hanste Zakhm (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal
Duration : 08:41   Song Number : 21360   

Tum Poochhte Ho Ishq Nakli Nawab (1962) 04:27 13833
 
Poster of Nakli Nawab (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:27   Song Number : 13833   

Tumhaari Zulf Ke Saaye Mein Shaam Kar Loonga Naunihal (1967) 03:41 13844
 
Poster of Naunihal (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 03:41   Song Number : 13844   

Tumhen Wo Bheegi Huyi Raat Ooperwaala Jaane (1977) 04:58 38406
 
Poster of Ooperwaala Jaane (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Rehana Sultan
Duration : 04:58   Song Number : 38406   

Tumhin Ne Dil Ko Chand Grahan (Unreleased) (1970) 05:12 39377
 
Poster of Chand Grahan (Unreleased) (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Mukesh
Duration : 05:12   Song Number : 39377   

Tumse Bichhad Ke Maharaja (1970) 05:47 21387
 
Poster of Maharaja (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 05:47   Song Number : 21387   

Waqt Ne Kiya Kya Kagaz Ke Phool (1959) 04:15 21406
 
Poster of Kagaz Ke Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:15   Song Number : 21406   

Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam 102 Not Out (2018) 04:56 16801
 
Poster of 102 Not Out (2018)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2018
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Rohan, Vinayak
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rishi Kapoor
Duration : 04:56   Song Number : 16801   

Wo Nazar Leke Suraag (1982) 05:52 32524
 
Poster of Suraag (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 05:52   Song Number : 32524   

Woh Saadgi Kahen Ise Shama (1961) 04:09 14222
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vijay Dutt
Duration : 04:09   Song Number : 14222   

Yaa Dil Ki Suno Duniyaa Waalo Anupama (1966) 04:36 21416
 
Poster of Anupama (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:36   Song Number : 21416   

Ye Duniyaa Ye Mehfil Heer Raanjha (1970) 07:09 21438
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Duration : 07:09   Song Number : 21438   

Ye Maana Meri Jaan Hanste Zakhm (1973) 08:12 12182
 
Poster of Hanste Zakhm (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal, Yunus Parvez
Duration : 08:12   Song Number : 12182   

Ye Nayan Darre Darre Kohraa (1964) 04:39 12000
 
Poster of Kohraa (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:39   Song Number : 12000   
Karaoke Songs of kaifi azmi, Sad Songs of kaifi azmi, Love Songs of kaifi azmi, Dance Songs of kaifi azmi, Hip-hop songs of kaifi azmi, Best songs of kaifi azmi, Super hit songs of kaifi azmi, hit songs of kaifi azmi, duet songs of kaifi azmi, solo songs of kaifi azmi, old songs of kaifi azmi, famous songs of kaifi azmi, Hindi Karaoke Songs of kaifi azmi, Hindi Sad Songs of kaifi azmi, Hindi Love Songs of kaifi azmi, Hindi Dance Songs of kaifi azmi, Hindi Hip-hop songs of kaifi azmi, best Hindi songs of kaifi azmi, super hit Hindi songs of kaifi azmi, hit Hindi songs of kaifi azmi, duet Hindi songs of kaifi azmi, solo Hindi songs of kaifi azmi, old Hindi songs of kaifi azmi, famous Hindi songs of kaifi azmi, Sing Along Songs of kaifi azmi, Sing Along Sad Songs of kaifi azmi, Sing Along Love Songs of kaifi azmi, Sing Along Dance Songs of kaifi azmi, Sing Along Hip-hop songs of kaifi azmi, Sing Along Best songs of kaifi azmi, Sing Along Super hit songs of kaifi azmi, Sing Along hit songs of kaifi azmi, Sing Along duet songs of kaifi azmi, Sing Along solo songs of kaifi azmi, Sing Along old songs of kaifi azmi, Sing Along famous songs of kaifi azmi