Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAsha
HomeAsha
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaa aaa aaa aaa aaa ooo oh ho ooooo zindagi mein pehla pehla toone mujhko pyaar diya hai zindagi mein pehla pehla toone mujhko pyaar diya hai main tujhko pasand tu mujhko pasand toone jeewan sanwaar diyaaaa hai hey aey hey zindagi mein pehla pehla toone mujhko pyaar diya hai main tujhko pasand tu mujhko pasand toone jeewan sanwaar diyaaaaa hai hey aey hey zindagi mein pehla pehla toone mujhko pyaar diya hai naina tere jaise kiran roshan hua mera to mann ras ke bhare tere vachan arpan kiya tujhko jeevan naina tere jaise kiran roshan hua mera to mann are ras ke bhare tere vachan arpan kiya tujhko jeevan deedar se ikraar se toone sapna sakaar kiya hai zindagi mein pehla pehla toone mujhko pyaar diya hai main tujhko pasand tu mujhko pasand toone jeevan sanwaar diyaaaa hai hey aey hey zindagi mein pehla pehla toone mujhko pyaar diya hai soorat teri aisi khili chandan mein jyun chaandi mili toone diye wo hausle donon jahan mujhko mile soorat teri aisi khili chandan mein
la lala la lala la la lala laaaaa lala lala lala lala lala lala lala lala lala laaaa zindagi mein pyaar karna sikh le jisko jeena ho marna sikh le zindagi mein pyaar karna sikh le jisko jeena ho marna sikh le o kisi gala pisi dala niki daba yola o kisi gala pisi dala niki daba yola o kisi gala pisi dala niki daba yola o kisi gala pisi dala niki daba yola o kisi gala pisi dala niki daba yola o kisi gala pisi dala niki daba yola jeene waale zindagi ka ghum na kar aa mohabbat hi mohabbat hai idhar jeene waale zindagi ka ghum na kar aa mohabbat hi mohabbat hai idhar humse dil mein rang bharna seekh le jisko jeena ho marna sikh le zindagi mein pyaar karna sikh le jisko jeena ho marna sikh le o kisi gala pisi dala niki daba yola o kisi gala pisi dala niki daba yola zulf koi tujhpe jab lehraayegi pyaar ki manzil tujhe mil jaayegi zulf koi tujhpe jab lehraayegi pyaar ki manzil tujhe mil jaayegi dil ki raahon se guzarna seekh le jisko jeena ho marna sikh le zindagi mein
zindagi pehle kabhi itni haseen kahaan raasten hai sab wahi badla hai bas jahaan raat to guzar gayi hai aa gayi subah kis ko khabar thi ye humen le aayegi yahaan dil mein tamannaon ko len chaahton ki khaatir hum to jiyen tanhaa akele chalte rahen diye zindagi ke jalte rahen ho ho aise achaanak sab mil gayaa toofan ko saahil jaise mil gayaa zindagi pehle kabhi itni haseen kahaan raasten hai sab wahi badla hai bas jahaan raat to guzar gayi hai aa gayi subah kisko khabar thi ye humen le aayegi yahaan humne suna tha ab ye jaane khushiyaan to dhundhe bas bahaane itne hai jaane kitne jaane kuchh kho gaye sapne kuchh hain paane hooooo hum naa kisi ko rulaa paayenge chaahe ye duniyaa bhi bhool jaaye hoooo ooooo oooo zindagi pehle kabhi itni haseen kahaan raasten hai sab wahi badla hai bas jahaan raat to guzar gayi hai aa gayi subah kisko khabar thi ye humen le aayegi yahaan kuchh dooriyaan kuchh faaslen jeevan mein hai yahaan door ho kar paas hai samjhaa koi kahaan har
aaaaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaaa zindagi hai chaar din chaar din bhi to kuchh kam nahin zindagi hai chaar din chaar din bhi to kuchh kam nahin chaar din jhoom ke jee to le hoga phir maut ka ghum nahin ho oo zindagi hai chaar din chaar din bhi to kuchh kam nahin jaane waala kal tha kaisa aane waala kal kya hoga jo pal hai mila wo pal jeele jaane agla pal kya hoga aaj ka din kate mauj se kal ki baaton mein kuchh dum nahin oo oo zindgi hai chaar din chaar din bhi to kuchh kam nahin hungaamon mein har din guzre rang raliyon mein har raat dhale yahi saaz baje yahi raag chhide yahi dhoom mache yahi daur chale jo khushi na mili na mili jo mili wo khushi kam nahin oo oo zindagi hai chaar din chaar din bhi to kuchh kam nahin chaar din jhoom ke jee to le hoga phir maut ka ghum nahin oo oo zindagi hai chaar din chaar din bhi to kuchh kam nahin
hey jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo haa jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai ye jawaani ye zamana hum bhi hain jawaan husn wale humnasheen hain chhayi mastiyan hey hey hey ye jawaani ye zamana hum bhi hain jawaan husn wale humnasheen hain chhayi mastiyan hey hey hey jeene ka ye daur to abhi hua hai shuru zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai hmm hmmm sheeshe ke hain jaam wo paani ka hai wo nasha jogi kya hai jog kya tumhe kahan ye pata peeke bhi ho pyase tum pyasi pyasi zindagi zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai ye jawaani chaar din mein daaman chhod de hoo husn jaane kis kadam pe nazren mod le laaye tumhe hosh mein aisa koi jaam pee zindagi ye kaisi hai jaise jiyo
zuby zuby jalembu zuby zuby jalembu zuby zuby jalembu zuby zuby jalembu aa gaye shukriya o mere meharbaan sun ke jaana sanam pyaar ki daastaan aa gaye shukriya o mere meharbaan mera kya haal hai ye to na puchiye mehfil hai aapki mehfil mein baithiye mera kya haal hai ye to na puchiye mehfil hai aapki mehfil mein baithiye jaldi hai kaun si aaye ho door se julfon ki chanv mein dam to le leejiye zuby zuby jalembu zuby zuby jalembu aa gaye shukriya o mere meharbaan aaye mere liye mujhpe ehsaan hai dil to kya jaan bhi tumpe kurbaan hai aaye mere liye mujhpe ehsaan hai dil to kya jaan bhi tumpe kurbaan hai ek baar pyaar se mujhko bhi dekh lo jindagi mein mera yehi armaan hai zuby zuby jalembu zuby zuby jalembu aa gaye shukriya o mere meharbaan sun ke jaana sanam pyaar ki daastaan aa gaye shukriya o mere meharbaan
zulf ki chhaon mein chehre ka ujaala le kar teri veeran si raaton ko sajaayaa humne meri raaton mein jalaaye tere jalwon ne charaag teri raaton ke liye dil ko jalaaya humne ye tere garm se lab ye tere jalte rukhsaar ye tere garm se lab ye tere jalte rukhsaar dekh hum ko ke banaaya hai inhin dil kaa qaraar kaise angaaron ko seene se lagaaya humne teri raaton ke liye dil ko jalaaya humne humne har dil ko sikhaya hai dhadakne ka chalan humne har dil ko sikhaya hai dhadakne ka chalan de ke ulfat ki tadap de ke muhabbat ki jalan tujh se deewane ko insaan banaaya humne teri veeran si raaton ko sajaayaa humne seekh le rasm e wafaa husn bhi deewano se seekh le rasm e wafaa husn bhi deewano se daastaan apni bhari hai inhi afsaano se rakh diya sir ko jahaan phir naa uthaaya humne teri raaton ke liye dil ko jalaaya humne zulf ki chhaon mein chehre ka ujaala le kar teri veeran si raaton ko sajaayaa humne meri raaton mein jalaaye tere jalwon ne charaag teri raaton ke liye dil
aaaa haaa haaa haaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa zulfon ki ghata le kar saawan ki pari aayi zulfon ki ghata le kar saawan ki pari aayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi zulfon ki ghata le kar machale huye iss dil mein armaan hazaaron hain machale huye iss dil mein armaan hazaaron hain betaab nighaahon mein toofan hazaaron hain betaab nighaahon mein toofan hazaaron hain tujhse naa bichhadne ki tujhse naa bichhadne ki iss dil ne kasam khaayi zulfon ki ghata le kar saawan ki pari aayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi zulfon ki ghata le kar aati ho to aankhon mein bijli si chamakati hai aati ho to aankhon mein bijli si chamakati hai shayad ye muhabbat hai aankhon se chhalakti hai shayad ye muhabbat hai aankhon se chhalakti hai chhodun naa tera daaman chhodun naa tara daaman main hoon tera saudaayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi zulfon ki ghata
zulfon ko aap yun naa sanwaara karo ishq warna kisi din behak jaayega nazron se aap yun naa ishaara karo husn warna kisi din behak jaayega nazron se aap yun naa ishaara karo jahaan bhi jab bhi nazar aate ho gazab karte ho sitam dhaate ho to kaun kehta hai ke aap chhup chhup ke nazaara karooooo to kaun kehta hai ke aap chhup chhup ke nazaara karooooo zulfon ko aap yun naa sanwaara karo ishq warna kisi din behak jaayega nazron se aap yun naa ishaara karo aaaaaa haaaaaa aaaaaa haaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaa tumhare liye tooooo muhabbat hogiiii humare liye woooo qayamat hogi jo pyaar karna hai to ranj bhi khushi se ganwaara karoooo jo pyaar karna hai to ranj bhi khushi se ganwaara karoooo nazron se aap yun naa ishaara karo husn warna kisi din behak jaayega zulfon ko aap yun naa sanwaara karo ye haalat dekhoooo huyi jaati hai naa chain aata hai haaye naa neend aati hai jo haal hai tumhaara wo haal naa humara khudaara karooooo jo haal hai tumhaara wo haal naa humara khudaara
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Zindagi Mein Pehla Pehla Mohabbat (1985) 05:13 36943
 
Poster of Mohabbat (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Vijeta, Anil Kapoor
Duration : 05:13   Song Number : 36943   

Zindagi Mein Pyaar Karna Phool Aur Patthar (1966) 06:08 13960
 
Poster of Phool Aur Patthar (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashikala
Duration : 06:08   Song Number : 13960   

Zindagi Pehle Kabhi Prashant Tamang 05:26 16954
 
Poster of Prashant Tamang
 
Category
Indipop
Singer- 
Prashant Tamang
Duration : 05:26   Song Number : 16954   

Zindagi To Hai Chaar Din Teri Meri Kahani (1981) 03:45 39000
 
Poster of Teri Meri Kahani (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Hemant Bhosale
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:45   Song Number : 39000   

Zindagi Ye Kaisi Hai Swami Dada (1982) 08:02 35857
 
Poster of Swami Dada (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Duration : 08:02   Song Number : 35857   

Zuby Zuby Jalembu An Evening In Paris (1967) 03:29 39333
 
Poster of An Evening In Paris (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 03:29   Song Number : 39333   

Zulf Ki Chhaon Mein Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963) 03:16 13955
 
Poster of Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Joy Mukherjee
Duration : 03:16   Song Number : 13955   

Zulfon Ki Ghata Le kar Reshmi Roomal (1961) 03:27 14079
 
Poster of Reshmi Roomal (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Music Director- 
Babul
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Shakila
Duration : 03:27   Song Number : 14079   

Zulfon Ko Aap Yun Chandan Ka Palna (1967) 05:13 11948
 
Poster of Chandan Ka Palna (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Meena Kumari
Duration : 05:13   Song Number : 11948   
Karaoke Songs of asha, Sad Songs of asha, Love Songs of asha, Dance Songs of asha, Hip-hop songs of asha, Best songs of asha, Super hit songs of asha, hit songs of asha, duet songs of asha, solo songs of asha, old songs of asha, famous songs of asha, Hindi Karaoke Songs of asha, Hindi Sad Songs of asha, Hindi Love Songs of asha, Hindi Dance Songs of asha, Hindi Hip-hop songs of asha, best Hindi songs of asha, super hit Hindi songs of asha, hit Hindi songs of asha, duet Hindi songs of asha, solo Hindi songs of asha, old Hindi songs of asha, famous Hindi songs of asha, Sing Along Songs of asha, Sing Along Sad Songs of asha, Sing Along Love Songs of asha, Sing Along Dance Songs of asha, Sing Along Hip-hop songs of asha, Sing Along Best songs of asha, Sing Along Super hit songs of asha, Sing Along hit songs of asha, Sing Along duet songs of asha, Sing Along solo songs of asha, Sing Along old songs of asha, Sing Along famous songs of asha