MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChitra
HomeChitra
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


thandi thandi chale re hawa ho thandi thandi chale re hawa o sajna jiyara mora lehraaye re ud ud jaaye sar se chunariya mukh se nikal jaaye haaye re thandi thandi chale re hawa ho thandi thandi chale re hawa o sajna jiyara mora lehraaye re aa aaaa aaa aaaa koi rasiya koi chhaliya mere man ko bhane laga koi rasiya koi chhaliya mere man ko bhane laga is milan mein is lagan mein ik maza sa aane laga aage aage lagan mere man ki jaane kya rang laaye re thandi thandi chale re hawa ho thandi thandi chale re hawa o sajna jiyara mora lehraaye re ho lat jo uljhi phir na suljhi aa sajan suljha de zara lat jo uljhi phir na suljhi aa sajan suljha de zara main na jaanun bhed man ke tu hi ab samjha de zara yun to laage nazar tori pyaari phir bhi kyun tadpaaye re thandi thandi chale re hawa ho thandi thandi chale re hawa o sajna jiyara mora lehraaye re ud ud jaaye sar se chunariya mukh se nikal jaaye haaye re thandi thandi chale re hawa ho thandi thandi chale re hawa o sajna click here
tie lagaa ke tie lagaa ke maana ban gaye janaab hero rahe padhayi ya likhayi mein to zero zero tie lagaa ke maana ban gaye janaab hero rahe padhayi ya likhayi mein to zero zero paapad hazaar belo koi bhi chaal khelo paapad hazaar belo koi bhi chaal khelo thodi kahin se par akal udhaar lelo thodi kahin se par akal udhaar lelo chashma chadha ke chashma chadha ke maana ban gaye janaab hero rahe padhayi ya likhayi mein to zero zero laa la la la la laaa laa la la la la laaa ohhooo ooooo oooo maana diler bhi ho sheron ke sher bhi ho maana diler bhi ho sheron ke sher bhi ho bura na maano to main keh doon ke bater bhi ho bura na maano to main keh doon ke bater bhi ho sola laga ke sola laga ke maana ban gaye janaab hero rahe padhayi ya likhayi mein to zero zero karte ho pet pooja aaye na kaam dooja karte ho pet pooja aaye na kaam dooja isiliye to bheja rehta hai ji sooja sooja isiliye to bheja rehta hai ji sooja sooja rasgulla kha ke rasgulla kha ke maana ban gaye janaab click here
tum chaand ke saath chale aao ye raat suhaani ho jaaye kuchh tum keh do kuchh hum keh de aur ek kahaani ho jaaye tum chaand ke saaaaaaaath khamosh kinaare soye hain hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm khamosh kinaare soye hain chup chaap hain nadiyaa ki lehren ithlaate huye tum aa jaao lehron mein rawaani ho jaaye tum chaand ke saath chale aao ye raat suhaani ho jaaye kuchh tum keh do kuchh hum keh de aur ek kahaani ho jaaye tum chaand ke saaaaaaaath beeti huyi ghadiyon ki yaaden hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm beeti huyi ghadiyon ki yaaden aise mein agar hum dohraayen masoom muhabbat muskaaye bedaar jawaani ho jaaye tum chaand ke saath chale aao ye raat suhaani ho jaaye kuchh tum keh do kuchh hum keh de aur ek kahaani ho jaaye tum chaand ke saaaaaaaath click here
tum hi ho mata pita tum hi ho tum hi ho bandhu sakha tum hi ho tum hi ho saathi tum hi sahaare koi naa apna sivaa tumhare tum hi ho saathi tum hi sahaare koi naa apna sivaa tumhare tum hi ho naiyya tum hi khiwaiyya tum hi ho bandhu sakha tum hi ho jo khil sake naa wo phool hum hain tumhare charnon ki dhool hum hain jo khil sake naa wo phool hum hain tumhare charnon ki dhool hum hain daya ki drishti sada hi rakhna tum hi ho bandhu sakha tum hi ho click here
tumne hansi hi hansi mein kyun dil churaaya jawaab do tumne hansi hi hansi mein kyun dil churaaya jawaab do aankhon se tumne bhi kitni neenden churaayi hisaab do aankhon se tumne bhi kitni neenden churaayi hisaab do tumne mere masoom dil par kaisa jaadu kar diya tumne mere masoom dil par kaisa jaadu kar diya tumne meri zindagi ko pyaar se kyun bhar diya baaton hi baaton mein kaise jaadu jagaaya jawaab do aankhon se tumne bhi kitni neenden churaayi hisaab do tumko shayad maaloom hoga tum humaare kaun ho tumko shayad maaloom hoga tum humaare kaun ho hum tumhare jo bhi honge tum hamaare kaun ho pehle bhi aisi hi kitni baaten chhupaayi hisaab do tumne hansi hi hansi mein kyun dil churaaya jawaab do jab mile the hum pehle pehle tum to kuchh aise na the jab mile the hum pehle pehle tum to kuchh aise na the tumse mil kar ho gaye yun warna hum aise na the dil mein muhabbat ka tufaan kisne uthaaya jawaab do tumne hansi hi hansi mein kyun dil churaaya jawaab do aankhon se click here
tumne mujhe dekha karaar mera tum ho tumne mujhe chaaha ke pyaar mera tum ho sanam phir kaho ek baar hoo tumne mujhe dekha karaar mera tum ho tumne mujhe chaaha ke pyaar mera tum ho sanam phir kaho ek baar hoo tumne mujhe dekha dekh tumhen aayi sabha dekh tumhen aayi sabha daaman thaam ne aur mujhe chahiye kya tum ho saamne beech main agar hai to nain ki deewaar nain ki deewaar tumne mujhe dekha karaar mera tum ho tumne mujhe chaaha ke pyaar mera tum ho sanam phir kaho ek baar hoo tumne mujhe dekha door rahe hum se nazar door rahe hum se nazar ab sansaar ki nazuk si tum ho kali mere pyaar ki chhu liya jo tumne main ho gai gulzaar ho gayi gulzaar tumne mujhe dekha karaar mera tum ho tumne mujhe chaaha ke pyaar mera tum ho sanam phir kaho ek baar hoo tumne mujhe dekha karaar mera tum ho tumne mujhe chaaha ki pyaar mera tum ho sanam phir kaho ek baar hoo tumne mujhe dekha click here
tumse kuchh kehna hai gar tum kuchh kehne do aji bole bina hum jaane rehne do ji rehne do inn aankhon mein rehna hai gar pyaar se rehne do pehle dil ko nazron ke kuchh teer to sehne do hans hans ke seh lenge bade shauk se teer chalao hans hans ke seh lenge bade shauk se teer chalao ye fasaana hai purana koi baat nayi farmao chalo jhooth sahi par baat meri ek baar ji sunn to lo tumse kuchh kehna hai gar tum kuchh kehne do aji bole bina hum jaane rehne do ji rehne do dil dole kuchh bole bhala kaun ye samjhe ishaare dil dole kuchh bole bhala kaun ye samjhe ishaare ho ishaara jo tumhara to main tod ke laa doon sitaare aji tumpe yakeen kuchh hum ko nahin zara hosh ki baat karo tumse kuchh kehna hai gar tum kuchh kehne do aji bole bina hum jaane rehne do ji rehne do kuchh din se mere dil mein koi ban ke khyaal aata hai kuchh din se mere dil mein koi ban ke khyaal aata hai baaton se behlana tumko ye kamaal aata hai sach kehte hain hum chalo khaao kasam chahe apni kasam le click here
pyaar hi se pyaar ki kismat bana li jaayegi tum ye mat samjho meri fariyaad khaali jaayegi uthegi tumhari nazar dheere dheere uthegi tumhari nazar dheere dheere uthegi tumhari nazar dheere dheere muhabbat karegi asar dheere dheere muhabbat karegi asar dheere dheere ye maana khalish hai abhi halki halki ye maana khalish hai abhi halki halki khabar bhi nahin hai tumko mere dard e dil ki mere dard e dil ki khabar ho rahegi magar dheere dheere uthegi tumhari nazar dheere dheere muhabbat karegi asar dheere dheere milega jo koi haseen chupke chupke milega jo koi haseen chupke chupke meri yaad aa jaayegi wahin chupke chupke wahin chupke chupke sataayega dard e jigar dheere dheere uthegi tumhari nazar dheere dheere muhabbat karegi asar dheere dheere sulagte hain kab se isi chaah mein hum sulagte hain kab se isi chaah mein hum pade hain nighaahen daale isi raah mein hum isi raah mein hum ke aaoge tum bhi idhar dheere dheere uthegi tumhari nazar dheere dheere muhabbat karegi click here
Wo Chaand Chamka click here
wo to jaate jaate humse khafa ho gaye hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye wo to jaate jaate humse khafa ho gaye hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye yun hi raahon mein unki baahon ko jab hum lage thaamne lehraaye se balkhaye se wo ruke mere saamne yun hi raahon mein unki baahon ko jab hum lage thaamne lehraaye se balkhaye se wo ruke mere saamne phir bhi rukte rukte wo to hawa ho gaye hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye wo to jaate jaate humse khafa ho gaye hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye aankhon aankhon mein baaton baaton mein maine chhedi jo raagini ye na puchhiye kaise roothi hai gore mukhde ki chaandni aankhon aankhon mein baaton baaton mein maine chhedi jo raagini ye na puchhiye kaise roothi hai gore mukhde ki chaandni gesu bikhre bikhre kaali ghata ho gaye hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye wo to jaate jaate humse khafa ho gaye hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye kaisa hasna ji kaisa milna ji nahin puchha mijaaz bhi dil bhi hai wohi click here
woh door jo nadiya behti hai wahaan ek albeli rehti hai woh door jo nadiya behti hai wahaan ek albeli rehti hai sun bhaiya wahin meri bhabhi hai gora mukhda hai gaal gulaabi hai gora mukhda hai gaal gulaabi hai dekho uss peepal ke neeche koi mast khada hai aakhiyaan meeche ho dekho uss peepal ke neeche koi mast khada hai aakhiyaan meeche mat dekh utha ke le jaayega tujhe apna bana ke le jaayega tujhe apna bana ke le jaayega dekho woh baadal aawaara phirta hai ye kyun maara maara dekho woh baadal aawaara phirta hai ye kyun maara maara main jaan gayi ye bechara hai mere bhaiya jaisa kunwaara hai mere bhaiya jaisa kunwaara hai woh panchhi jo udta jaata hai meethi dhun mein kuchh gaata hai woh panchhi jo udta jaata hai meethi dhun mein kuchh gaata hai kehta hai tu pee ghar jaayegi phir bhaiya ko yaad na aayegi phir bhaiya ko yaad na aayegi chal aisi zubaan par baat na la hanste hanste pee ke ghar ja chal aisi zubaan par baat na la hanste hanste pee ke ghar ja teri click here
ye maana dil jise dhunde badi mushkil se milta hai ye maana dil jise dhunde badi mushkil se milta hai magar jo thokaren khaye wohi manzil se milta hai chalo baithe ho kya bekaar kismat ke doraahe par chalo baithe ho kya bekaar kismat ke doraahe par wohi rasta hai seedha jo tumhaare dil se milta hai ye maana dil jise dhunde badi mushkil se milta hai magar jo thokaren khaye wohi manzil se milta hai agar dushman koi tofaan uthaye bhi to kya parwaah agar dushman koi tofaan uthaye bhi to kya parwaah safina rond kar tufaan ko saahil se milta hai ye maana dil jise dhunde badi mushkil se milta hai magar jo thokaren khaye wohi manzil se milta hai click here
ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan zara si zulf khol do fizaa mein itr ghol do zara si zulf khol do fizaa mein itr ghol do nazar jo baat keh chuki wo baat munh se bol do ke jhoom uthe nighaah mein bahaar kaa samaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan ye chup bhi ek sawaal hai ajeeb dil ka haal hai ye chup bhi ek sawaal hai ajeeb dil ka haal hai har ek khayaal kho gaya bas ab yahi khayaal hai ke faaslaa naa kuchh rahe humare darmiyaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan ye roop rang ye phaban chamakte chaand sa badan ye roop rang ye phaban chamakte chaand sa badan bura naa maano tum agar to click here
yeh duniyaa patang nit badale ye rang koi jaane na udaane wala kaun hai yeh duniyaa patang nit badale ye rang koi jaane na udaane wala kaun hai sab apni udaayen ye jaan na paayen kab kis ki chadhe kis ki kat jaaye ye hai kisko pata rukh badle hawa aur dor idhar se udhar hat jaaye ho wo dor ya kamaan ya zameen aasmaan koi jaane na banane wala kaun hai ude akad akad dhan walon ki patang sada dekha hai gareeb se hi pench lade hai guroor ka huzoor sar niche sada jo bhi jitna uthaaye use utne pade kis baat ka gumaan bhala kare insaan jab jaane na banane wala kaun hai click here
yeh hawaa yeh fizaa yeh hawaa yeh fizaa yeh samaa hosh aise mein dil ko kahaan le chalo humko chaahe jahaan yeh hawaa yeh fizaa yeh samaa hosh aise mein dil ko kahaan le chalo humko chaahe jahaan jagmagaati dahakti huyi chaah mein do musafir kuchh aise mile raah mein jagmagaati dahakti huyi chaah mein do musafir kuchh aise mile raah mein aankhein mili takra gaye dil dhadkan ne kholi zubaan yeh hawaa yeh fizaa yeh samaa hosh aise mein dil ko kahaan le chalo humko chaahe jahaan pyaar ki mauj par baadlon ki kali door lekar kahin dil ki nayya chali pyaar ki mauj par baadlon ki kali door lekar kahin dil ki nayya chali toofan ko bhooli lehron mein jhooli khwabon ki ye kashtiyaan yeh hawaa yeh fizaa yeh samaa hosh aise mein dil ko kahaan le chalo humko chaahe jahaan do dilon ne jo li saath angdayiyaan door bajne lagin jaise shehnaayiyaan do dilon nein jo li saath angdayiyaan door bajne lagin jaise shehnaayiyaan masti mein khokar dil tha zamin par jhukne laga aasmaan yeh click here
ye ras teri baaton ka chocolate ye jaadu teri aankhon ka aamlate ye ghera teri zulfon ka baby dil ko gaya lapet ye ras teri baaton ka chocolate ye jaadu teri aankhon ka aamlate ye ghera teri zulfon ka baby dil ko gaya lapet honth tere hain ya kaliyaan ya misri ki do daliyaan honth tere hain ya kaliyaan ya misri ki do daliyaan naak teri hai chaurangi aankhein peras ki galiyaan ye ras teri baaton ka chocolate ye jaadu teri aankhon ka aamlate ye ghera teri zulfon ka baby dil ko gaya lapet shirin hai ya heer hai tu husn ki ek tasveer hai tu shirin hai ya heer hai tu husn ki ek tasveer hai tu dekh ke tujhko chain pade shimla ya kashmir hai tu ye ras teri baaton ka chocolate ye jaadu teri aankhon ka aamlate ye ghera teri zulfon ka baby dil ko gaya lapet ek chhalakta jaam hai tu ya ke avadh ki shaam hai tu ek chhalakta jaam hai tu ya ke avadh ki shaam hai tu husn tera tauba tauba daal se tapka aam hai tu ye ras teri baaton ka chocolate ye jaadu teri aankhon ka aamlate ye click here
zara sambhaliye adayen aapki ke mere haath se dil mera jaane laga zara sambhaliye adayen aapki ke mere haath se dil mera jaane laga na aise rokiye nigaahen pyaar ki ke zindagi mein ab kuchh nasha aane laga na aise rokiye nigaahen pyaar ki khili khili chandani jagmagati rahe har ghadi pyaar ki muskuraati rahe khili khili chandani jagmagati rahe har ghadi pyaar ki muskuraati rahe suhaani chandani mein dil ye kahin kho jaaye na zara sambhaliye adayen aapki ke mere haath se dil mera jaane laga na aise rokiye nigaahen pyaar ki ruki ruki saans hai behke behke kadam kaisi manzil hai ye kis jahaan mein hain hum ruki ruki saans hai behke behke kadam kaisi manzil hai ye kis jahaan mein hain hum wo kaun hai jo sanam aaj tera ho jaaye na na aise rokiye nigaahen pyaar ki ke zindagi mein ab kuchh nasha aane laga zara sambhaliye adayen aapki chalo chalen pyaar ko hum badhate huye saari duniyaa ki nazren jhukaate huye chalo chalen pyaar ko hum badhate huye saari duniyaa ki nazren click here
zindagi ae zindagi humse mat kar dillagi husn ki mehfil mein hum kyun ban gaye hain ajnabi zindagi ae zindagi humse mat kar dillagi husn ki mehfil mein hum kyun ban gaye hain ajnabi zindagi ae zindagi humse mat kar dillagi naachti hain husn ki parchhaiyaan naachti hain husn ki parchhaiyaan le rahi hain aarzu angdaaiyaan mere hisse mein hain kyun tanhaaiyaan sooni sooni kyun mere dil ki gali zindagi ae zindagi humse mat kar dillagi jagmagaati jaagti jungle ki raat jagmagaati jaagti jungle ki raat gungunaati naachti aanchal ki raat dil mein utri hain mere hulchal ki raat jaise mehfil mein kisi ki hai kami zindagi ae zindagi humse mat kar dillagi phool se chehre ye baahon ke chaman phool se chehre ye baahon ke chaman jhoomte hain lehlahaate se badan bas humin bhoole hain jeene ka chalan bas humin se kyun hai teri dushmani zindagi ae zindagi humse mat kar dillagi husn ki mehfil mein hum kyun ban gaye hain ajnabi zindagi ae zindagi click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Thandi Thandi Chale Re Hawa Guest House (1959) 03:15 19943
 
Poster of Guest House (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:15   Song Number : 19943   

Tie Laga Ke Bhabhi (1957) 03:28 40714
 
Poster of Bhabhi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Duration : 03:28   Song Number : 40714   

Tum Chaand Ke Saath Ashiana (1952) 03:38 12745
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitra, Jagjit Singh
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:38   Song Number : 12745   

Tum Hi Ho Mata Pita Main Chup Rahungi (1962) 02:55 13649
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bablu
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:55   Song Number : 13649   

Tumne Hansi Hi Hansi Mein Kyun Ghar Basake Dekho (1963) 03:44 19158
 
Poster of Ghar Basake Dekho (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Rajshree
Duration : 03:44   Song Number : 19158   

Tumne Mujhe Dekha Maa (1968) 03:02 12208
 
Poster of Maa (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Duration : 03:02   Song Number : 12208   

Tumse Kuchh Kehna hai Guest House (1959) 03:55 13294
 
Poster of Guest House (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Ajeet, Shakeela
Duration : 03:55   Song Number : 13294   

Uthegi Tumhari Nazar Dheere Dheere Ek Raaz (1963) 03:47 16235
 
Poster of Ek Raaz (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pran, Lalita Pawar
Duration : 03:47   Song Number : 16235   

Wo Chaand Chamka Son Of Sinbad (1958) 02:54 36618
 
Poster of Son Of Sinbad (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Bhagwan Dada, Jubeen, Prem Nath
Duration : 02:54   Song Number : 36618   

Wo To Jaate Jaate Humse Aankh Micholi (1962) 04:07 20796
 
Poster of Aankh Micholi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:07   Song Number : 20796   

Woh Door Jo Nadiya Behti Hai Barkha (1959) 03:44 10387
 
Poster of Barkha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Jagdeep, Nanda
Duration : 03:44   Song Number : 10387   

Ye Maana Dil Jise Dhunde Zimbo (1958) 02:54 17212
 
Poster of Zimbo (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 02:54   Song Number : 17212   

Ye Parbaton Ke Vaasna (1968) 05:34 11833
 
Poster of Vaasna (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Kumud Chhugani
Duration : 05:34   Song Number : 11833   

Yeh Duniyaa Patang Patang (1960) 03:09 32738
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Om Prakash
Duration : 03:09   Song Number : 32738   

Yeh Hawa Yeh Fiza Yeh Sama Taxi Stand (1958) 04:00 19477
 
Poster of Taxi Stand (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:00   Song Number : 19477   

Yeh Ras Teri Baaton Ka Chocolate Ghar Basake Dekho (1963) 03:41 40643
 
Poster of Ghar Basake Dekho (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johnny Walker
Duration : 03:41   Song Number : 40643   

Zara Sambhaliye Adayen Aapki Bada Aadmi (1961) 03:52 37543
 
Poster of Bada Aadmi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Vijaya Choudhury, Sheikh Mukhtar
Duration : 03:52   Song Number : 37543   

Zindagi Ae Zindagi Do Shikaari (1979) 05:37 38991
 
Poster of Do Shikaari (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee
Duration : 05:37   Song Number : 38991   
Karaoke Songs of chitra, Sad Songs of chitra, Love Songs of chitra, Dance Songs of chitra, Hip-hop songs of chitra, Best songs of chitra, Super hit songs of chitra, hit songs of chitra, duet songs of chitra, solo songs of chitra, old songs of chitra, famous songs of chitra, Hindi Karaoke Songs of chitra, Hindi Sad Songs of chitra, Hindi Love Songs of chitra, Hindi Dance Songs of chitra, Hindi Hip-hop songs of chitra, best Hindi songs of chitra, super hit Hindi songs of chitra, hit Hindi songs of chitra, duet Hindi songs of chitra, solo Hindi songs of chitra, old Hindi songs of chitra, famous Hindi songs of chitra, Sing Along Songs of chitra, Sing Along Sad Songs of chitra, Sing Along Love Songs of chitra, Sing Along Dance Songs of chitra, Sing Along Hip-hop songs of chitra, Sing Along Best songs of chitra, Sing Along Super hit songs of chitra, Sing Along hit songs of chitra, Sing Along duet songs of chitra, Sing Along solo songs of chitra, Sing Along old songs of chitra, Sing Along famous songs of chitra