MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChitra
HomeChitra
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


pyaar ka hai mausam hum hain akele tujhko pukaare ye din albele aise mein aa bhi jaa aise mein aa bhi jaa pyaar ka hai mausam hum hain akele tujhko pukaare ye din albele aise mein aa bhi jaa aise mein aa bhi jaa jhoom raha masti mein gagan jaag uthi mere dil ki lagan jhoom raha masti mein gagan jaag uthi mere dil ki lagan kaha to nahin jaaye magar dil chahe koi mere zulfon se khele o o ooo pyaar ka hai mausam hum hain akele tujhko pukaare ye din albele aise mein aa bhi jaa aise mein aa bhi jaa kaise katega akele safar dhunde tujhe meri khoyi nazar kaise katega akele safar dhunde tujhe meri khoyi nazar main gir gir jaaun sambhal nahin paaun zara paas baahon mein le le o o ooo pyaar ka hai mausam hum hain akele tujhko pukaare ye din albele aise mein aa bhi jaa aise mein aa bhi jaa pyaar ka hai mausam hum hain akele tujhko pukaare ye din albele aise mein aa bhi jaa aise mein aa bhi jaa aise mein aa bhi jaa click here
aaaaa aaaaaa pyaase huye nain sulag gayi shaam jab jab hothon se laga hai tera naam pyaase huye nain sulag gayi shaam jab jab hothon se laga hai tera naam pyaase huye nain yaad teri aayi to khwab ye dikhaaya door hi se chhu raha hai tan ko tera saaya yaad teri aayi to khwab ye dikhaaya door hi se chhu raha hai tan ko tera saaya uski bujhe aag kahaan jisko pada teri yaad se kaam pyaase huye nain sulag gayi shaam jab jab hothon se laga hai tera naam pyaase huye nain chandni mein khoyi pukaarti hain baahein pyaas meri baadlon mein dhundti hain raahen chandni mein khoyi pukaarti hain baahein pyaas meri baadlon mein dhundti hain raahen uski mite pyaas kahaan jisko pada teri yaad se kaam pyaase huye nain sulag gayi shaam jab jab hothon se laga hai tera naam pyaase huye nain click here
Raat Gai Kar Tara Tara click here
rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi yaad meri unko bhi aati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi yaad meri unko bhi aati to hogi oooooooo oooo ooooo pyaar ki khushboo kahaan aati thi kaliyon se ho ke aayi hai hawaa bhi unki galiyon se pyaar ki khushboo kahaan aati thi kaliyon se ho ke aayi hai hawaa bhi unki galiyon se chhoo ke unke daaman ko aati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi oooooooo oooo ooooo ye bahaaren ye samaa sab uske dam se hai wo piya kuchh kuchh khafaa rehta jo humse hai jaan kuchh kuchh uski bhi jaati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi oooooooo oooo ooooo jaa ri aye titli nagariya pee ki tu jaana ho bhala tera khabar kuchh unki le aana jaa ri aye titli nagariya pee ki tu jaana ho bhala tera khabar kuchh unki le aana tu wahaan par waise bhi jaati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi click here
lu lu lu lu yaa ee yaa ee yaa ee lu lu lu lu yaa ee yaa ee yaa ee rona tera ghadi ghadi mujhe rula na de so ja mere noor e nazar bahut saza na de rona tera ghadi ghadi mujhe rula na de so ja mere noor e nazar bahut saza na de maa banke lori sunaun tujhe baahon mein jhula jhulaaun tujhe maa banke lori sunaun tujhe baahon mein jhula jhulaaun tujhe is yug mein jo bhi na karna pade samjha de kaise manaaun tujhe main bhi tanha tu bhi tanha ghum ko hawa na de rona tera ghadi ghadi mujhe rula na de so ja mere noor e nazar bahut saza na de dil mein mohabbat bhi gussa bhi hai kuchh tujhpe adhikaar mera bhi hai dil mein mohabbat bhi gussa bhi hai kuchh tujhpe adhikaar mera bhi hai ziddi meri baat sunta nahin maa jaisi waisa hi beta bhi hai soye armaan soye tufaan tu phir jagaa na de rona tera ghadi ghadi mujhe rula na de so ja mere noor e nazar bahut saza na de duniya ke dil ki tamanna bane mujhsa nahin mujh se achchha bane duniya ke dil ki tamanna bane mujhsa nahin mujh se click here
Saathi Hai Albela click here
sajnaa sajnaa aaa kaahe bhool gaye din pyaar ke sajnaa sajnaa aaa main to haar gayi re pukaar ke sajnaa hoo oooo baithi rahi main sapne saja ke bindiya laga ke piya mehendi racha ke baithi rahi main sapne saja ke bindiya laga ke piya mehendi racha ke taras na khaaya toone gaya tadpa ke sajnaa aaaa sajnaa aaaa kaahe bhool gaye din pyaar ke sajnaa hoo oooo baat takun main saanjh savere auron ki to raatein mere din bhi andhere baat takun main saanjh savere auron ki to raatein mere din bhi andhere saara jag soona soona laage bin tere sajnaa aaaa sajnaa aaaa kaahe bhool gaye din pyaar ke sajnaa hoo oooo duniya ne to dard na jaana tu bhi hua hai kaahe mujhse begana duniya ne to dard na jaana tu bhi hua hai kaahe mujhse begana aaja re bulaaye tujhe guzra zamana sajnaa aaaa sajnaa aaaa kaahe bhool gaye din pyaar ke sajnaa hoo oooo click here
aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa salle allah zulf kaali kaali salle allah zulf kaali kaali hum dardmandon ke waali waali hum dardmandon ke waali waali salle allah zulf kaali kaali tumpe khuli aasmaanon ki raahen tum se mili click here
hooooooo ooooo oooooo oooooo hooooooo ooooo oooooo oooooo oooooooo ooooo oooooo shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali hai yahi dard ke jal jaaye patanga naa kahin shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali usne chaaha ke mera chaahne waala to rahe usne chaaha ke mera chaahne waala to rahe main rahun yaa naa rahun ghar ka ujaala to rahe apne preetam ke liye chhod di preetam ki gali shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali bhool kar sab ko bas ek apni wafaa saath liye bhool kar sab ko bas ek apni wafaa saath liye apne hi ashkon mein bheegi huyi ek raat liye ghum ke toofan mein gheeri thokaren khaati nikli shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali apne begaane chhute lakht e jigar chhut gaya apne begaane chhute lakht e jigar chhut gaya ghum ke sholon mein chhupi aisi ke ghar chhut gaya doobne aayi hai paani mein naseebon ki jali shamma bujhne ko chali click here
sonwa ke pinjra mein band bhayil haaye raam chirayi ke jiyawa udaas toot gayil daaliya chhitar gayil khotwa toot gayil daaliya chhitar gayil khotwa chhoot gayil neel re akaash sonwa ke pinjra mein band bhayil haaye raam chirayi ke jiyawa udaas chal chal naina nihaare chup chirayi chal li bideswa re mayiaa ke dularoyi chal chal naina nihaare chup chirayi chal li bideswa re mayiaa ke dularoyi aansuwa ke motiya nisaani more babula aansuwa ke motiya nisaani more babula dhar gayini hum tore paas sonwa ke pinjra mein band bhayil haaye raam chirayi ke jiyawa udaas bilkhat rahi gayili sang ke saheliya le gayil bandh ke nithur re baheliya bilkhat rahi gayili sang ke saheliya le gayil bandh ke nithur re baheliya more mann mitwa bhula de ab humra ke more mann mitwa bhula de ab humra ke chhod de milan ke tu aas sonwa ke pinjra mein band bhayil haaye raam chirayi ke jiyawa udaas click here
Suna Suna Lage Veraj Ka Dham Gokal Ko Chod click here
aa haa aaaa oo hoo hoo ho ho suniye jaana kya pyaar mein sharmaana kuchh hum bhi sunaayen kuchh tum bhi kaho halke halke chilman ke kareeb aana kuchh hum bhi sunaayen kuchh tum bhi kaho suniye jaana kya pyaar mein sharmaana kuchh hum bhi sunaayen kuchh tum bhi kaho armaan tha hum kehte jo bhi tamanna hoti armaan tha hum kehte jo bhi tamanna hoti deewaar ban jaati hai zaalim teri khamoshi zaahir mein khamoshi parde mein ek afsaana halke halke chilman ke kareeb aana kuchh hum bhi sunaayen kuchh tum bhi kaho ek dil mila hai dekho ek dil se pehle pehle ek dil mila hai dekho ek dil se pehle pehle wo dil bahek na jaaye manzil se pehle pehle chaahat ki manzil hai dil aur nazar mil jaana suniye jaana kya pyaar mein sharmaana kuchh hum bhi sunaayen kuchh tum bhi kaho halke halke chilman ke kareeb aana kuchh hum bhi sunaayen kuchh tum bhi kaho click here
suniye suniye hamara fasaana dil naa jaane kahaan kho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya suniye suniye hamara fasaana dil naa jaane kahaan kho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya humko bharosa tha apne dil par kaise tumhara hua hai humko bharosa tha apne dil par kaise tumhara hua hai hota hai kya kya dekhoge aage ye to abhi ek khata hai roz raaton ko taare ginoge rog dil ka tumhen ho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya suniye suniye hamara fasaana dil naa jaane kahaan kho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya kitne musaafir bhoole hain manzil ulfat ke raste na jaana kitne musaafir bhoole hain manzil ulfat ke raste na jaana jitna bhi chaho hamko sata lo ye hai tumhara zamaana hum bhi ek roz tum par hansenge pyaar tumko agar ho gaya bhool jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya suniye suniye hamara fasaana dil naa jaane kahaan kho gayaa bhool jao ji tum apne dil ko click here
sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai haathon mein aaya na haath piya ka kahe ko mehandi rachayi sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai bikhar gayi sehre ki kaliyaan haar singaar bhi pad gaya feeka bikhar gayi sehre ki kaliyaan haar singaar bhi pad gaya feeka ghunghat hi ki aot se paya chaar ghadi bas darshan pee ka toot gaye sab sunder sapne raat milan ki naa aayi sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai kal tak thi rangeen baharein aaj kapas hai aur zanjeerein kal tak thi rangeen baharein aaj kapas hai aur zanjeerein taaron ki gardish ke aage kaam na aayi kuchh tadbeerein hasrat thi dil ko melon ki aur mili hai tanhayi sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki click here
tadpaoge tadpa lo hum tadap tadap kar bhi tumhaare geet gaayenge thukraoge thukraa lo hum thokar khaa kar bhii tumhaare dar pe aayenge tadpaoge tadpa lo kab tak jaanegaa naa chandaa dard chakori ka kab tak jaanegaa naa chandaa dard chakori ka ek din to ye phool sunegaa bulbul kaa shikavaaa bewafaa pyaar mein kab talaq ye parda tadpaoge tadpa lo hum tadap tadap kar bhi tumhaare geet gaayenge tadpaoge tadpa lo jin ki khatir hum phirte hain deewane ban ke jin ki khatir hum phirte hain deewane ban ke wo humse jab milte hain to begaane ban ke ishq mein reh gaye hum fasaane ban ke tadpaoge tadpa lo hum tadap tadap kar bhi tumhaare geet gaayenge tadpaoge tadpa lo dekh nishane par rakha hai kab se maine dil dekh nishane par rakha hai kab se maine dil teer chala kya soch raha hai o bhole qaatil kya pata maut hi pyaar ki ho manzil tadpaoge tadpa lo hum tadap tadap kar bhi tumhaare geet gaayenge thukraoge thukraa lo hum thokar khaa kar bhii tumhaare dar pe aayenge tadpaoge click here
tera jaadu na chalega o sapere kaahe maare meri galiyon ke phere mera rasiya to man mein hai mere tu hai kaun mera rasta jo ghere tera jaadu na chalega o sapere kaahe maare meri galiyon ke phere dekh tu mujhko na haath laga jhoom ke main das lungi dekh tu mujhko na haath laga jhoom ke main das lungi aag lage teri nas nas mein aisa zehar bhar dungi o kahin tadpo na shaam savere tera jaadu na chalega o sapere kaahe maare meri galiyon ke phere mera rasiya to man mein hai mere tu hai kaun mera rasta jo ghere ek tha dil jo main de hi chuki kya tum lene aaye ek tha dil jo main de hi chuki kya tum lene aaye nainon mein jab chitchor base koi na aur samaaye o nahin aane waali haath main tere tera jaadu na chalega o sapere kaahe maare meri galiyon ke phere mera rasiya to man mein hai mere tu hai kaun mera rasta jo ghere click here
tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun saamne tu hai tujhe dekh ke ab kya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun raat zulfon mein teri din tere rukhsaron mein raat zulfon mein teri din tere rukhsaron mein ek hi wakt pe din raat ka jalwa dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere jalwon ki baharen bhi tamashayi hain tere jalwon ki baharen bhi tamashayi hain main bhi dil thaam ke kab tak ye tamasha dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun dekhta hoon ke nazare bhi tujhe dekhte hain dekhta hoon ke nazare bhi tujhe dekhte hain tu hi batlaa de ke main kis ka nazara dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun saamne tu hai tujhe dekh ke ab kya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun click here
o oooo oooo oooo oooo ooooo aaaa aaaa haaa aaaa teri aankhon mein pyaar maine dekh liya gori tu laakh chhupa tu bhi hai beqaraar maine dekh liya saiyan na baat bana teri aankhon mein pyaar maine dekh liya gori tu laakh chhupa tu bhi hai beqaraar maine dekh liya saiyan na baat bana jhuki jhuki palkein uthavo zara gori akhiyaan na dalo saiyaan akhiyon mein mori jhuki jhuki palkein uthavo zara gori akhiyaan na dalo saiyaan akhiyon mein mori ab to main jaan gaya gori teri chori teri aankhon mein pyaar maine dekh liya gori tu laakh chhupa tu bhi hai beqaraar maine dekh liya saiyan na baat bana dheere dheere chalna ye rahein anjaani bachpan beeta kaise beetegi jawaani dheere dheere chalna ye rahein anjaani bachpan beeta kaise beetegi jawaani main hoon nadaan main na jaanun ye kahaani tu bhi hai beqaraar maine dekh liya saiyan na baat bana teri aankhon mein pyaar maine dekh liya gori tu laakh chhupa kaahe teri batiyaan lage hain badi pyaari maine bhi to tere liye sudh hai click here
teri duniya se door chale hoke majboor hamein yaad rakhana teri duniya se door chale hoke majboor hamein yaad rakhana jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa teri duniya se door aayengi bahaarein to tere hi fasaane sunaengi hamein aayengi bahaarein to tere hi fasaane sunaengi hamein hogi tanhaai to aake teri yaadein rulaaengi hamein rulaengi hamein tadpaengi hamein kabhi dekhi thi bahaar kabhi hum se tha pyaar zara yaad rakhana jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa teri duniya se door le jaa janewale duwaein mere dil ki kisi se kya gila le jaa janewale duwaein mere dil ki kisi se kya gila teri hi khata hai na meri hi khata hai jo hona tha hua jo hona tha hua hai kisi se kya gila dekho roye mera pyar kahe dil ki pukar hamein yaad rakhana teri duniya se door chale hoke majboor hamein yaad rakhana jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa click here
teri shokh nazar ka ishara meri veeran raaton ka taara teri shokh nazar ka ishara teri baahon ka jab hai sahara piya majhdhaar bhi hai kinaara teri baahon ka jab hai sahara teri shokh nazar ka ishara meri veeran raaton ka taara teri shokh nazar ka ishara niklen hain raahi masti mein doobe manzil ka kya hai mile naa mile niklen hain raahi masti mein doobe manzil ka kya hai mile naa mile tum saath ho to kismat pe apni shikwe kahan ke kahan ke gile hoo ji hooooo teri shokh nazar ka ishara meri veeran raaton ka taara teri shokh nazar ka ishara teri baahon ka jab hai sahara piya majhdhaar bhi hai kinaara teri baahon ka jab hai sahara ik khaab sa hai yaa hai kahani kuchh hai yakeen kuchh yakeen bhi nahin ik khaab sa hai yaa hai kahani kuchh hai yakeen kuchh yakeen bhi nahin hum to ye jaane sach hai ya sapna jo tum nahin ho to hum bhi nahin hoo ji hooooo teri baahon ka jab hai sahara piya majhdhaar bhi hai kinaara teri baahon ka jab hai sahara teri shokh nazar ka ishara click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Pyaar Ka Hai Mausam Baazigar (1959) 03:13 36609
 
Poster of Baazigar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Dutt
Duration : 03:13   Song Number : 36609   

Pyase Huye Nain Sulag Gayi Afsana (1966) 03:35 15570
 
Poster of Afsana (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini
Duration : 03:35   Song Number : 15570   

Raat Gayi Kar Taara Taara Jagjit Singh 03:27 38977
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Punjabi
Lyricist
Shiv Kumar Batalvi
Music Director- 
Jagjit Singh, Chitra Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:27   Song Number : 38977   

Rang Dil Ki Dhadkan Patang (1960) 03:23 12422
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:23   Song Number : 12422   

Rona Tera Ghadi Ghadi Hamara Adhikar (1970) 05:13 38961
 
Poster of Hamara Adhikar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaif Irfani
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishal Anand, Kumud Chhugani
Duration : 05:13   Song Number : 38961   

Saathi Hai Albela Hum Matwale Naujawan (1961) 03:17 39438
 
Poster of Hum Matwale Naujawan (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sayeeda Khan, Pradeep Kumar
Duration : 03:17   Song Number : 39438   

Sajnaa Kaahe Bhool Gaye Chand Mere Aja (1960) 03:27 37554
 
Poster of Chand Mere Aja (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:27   Song Number : 37554   

Salle Allah Zulf Kaali Kaali Kabli Khan (1963) 04:21 15607
 
Poster of Kabli Khan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ajit, Mukri
Duration : 04:21   Song Number : 15607   

Shamma Bujhne Ko Chali Ganga Ki Lahren (1964) 03:40 12350
 
Poster of Ganga Ki Lahren (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:40   Song Number : 12350   

Sonwa Ke Pinjra Mein Ganga Maiya Tohe Piyari Chadhaibo (1962) 03:33 39623
 
Poster of Ganga Maiya Tohe Piyari Chadhaibo (1962)
 
Category
Bhojpuri
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 03:33   Song Number : 39623   

Soona Soona Laage Biraj Ka Dhaam Neel Mani (1957) 05:44 39354
 
Poster of Neel Mani (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:44   Song Number : 39354   

Suniye Jaana Kya Pyaar Mein Aakash Deep (1965) 03:06 39694
 
Poster of Aakash Deep (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Dharmendra, Nanda
Duration : 03:06   Song Number : 39694   

Suniye Suniye Hamara Fasana Daughter of Sindbad (1958) 02:57 37518
 
Poster of Daughter of Sindbad (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Anjum Jaipuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Nadira, Tripathi
Duration : 02:57   Song Number : 37518   

Sur Badle Kaise Kaise Barkha (1959) 05:52 37177
 
Poster of Barkha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anand Kumar, Shobha Khote
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:52   Song Number : 37177   

Tadpaoge Tadpa Lo Barkha (1959) 03:28 12839
 
Poster of Barkha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shobha Khote
Duration : 03:28   Song Number : 12839   

Tera Jaadu Na Chalega O Sapere Guest House (1959) 03:22 12199
 
Poster of Guest House (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 03:22   Song Number : 12199   

Tere Chehre Se Hate Aankh To Pyar Ka Sapna (1969) 05:22 33007
 
Poster of Pyar Ka Sapna (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 05:22   Song Number : 33007   

Teri Aankhon Mein Pyaar Maine Chand Mere Aja (1960) 03:20 37589
 
Poster of Chand Mere Aja (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Nanda, Bharat Bhushan
Duration : 03:20   Song Number : 37589   

Teri Duniya Se Door Zabak (1961) 03:27 21306
 
Poster of Zabak (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Mahipal, Shyama
Duration : 03:27   Song Number : 21306   

Teri Shokh Nazar Ka Patang (1960) 03:30 13931
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:30   Song Number : 13931   
Karaoke Songs of chitra, Sad Songs of chitra, Love Songs of chitra, Dance Songs of chitra, Hip-hop songs of chitra, Best songs of chitra, Super hit songs of chitra, hit songs of chitra, duet songs of chitra, solo songs of chitra, old songs of chitra, famous songs of chitra, Hindi Karaoke Songs of chitra, Hindi Sad Songs of chitra, Hindi Love Songs of chitra, Hindi Dance Songs of chitra, Hindi Hip-hop songs of chitra, best Hindi songs of chitra, super hit Hindi songs of chitra, hit Hindi songs of chitra, duet Hindi songs of chitra, solo Hindi songs of chitra, old Hindi songs of chitra, famous Hindi songs of chitra, Sing Along Songs of chitra, Sing Along Sad Songs of chitra, Sing Along Love Songs of chitra, Sing Along Dance Songs of chitra, Sing Along Hip-hop songs of chitra, Sing Along Best songs of chitra, Sing Along Super hit songs of chitra, Sing Along hit songs of chitra, Sing Along duet songs of chitra, Sing Along solo songs of chitra, Sing Along old songs of chitra, Sing Along famous songs of chitra