MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRaj
HomeRaj
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jamma jamma jammai jamma poda needalo katha penchuko abbay guvva avvay chuvva pedavanduko sudha panchuko neeventa vasthunna chaitralu pushya raagalu theesenule kreeganta kaasthunna greeshmalu varsha geethalu raasenu naalo jamma jamma jammai jamma poda needalo katha penchuko abbay guvva avvay chuvva pedavanduko sudha panchuko nee nayanaalu kurise valape naa paruvamlo alalai kalale kadipe avi ee madhumaasapu raathrulalona rasa deshalennenno pariche prema anede aalapanaithe jeevana raagale preyasi meeda kaavyaalu raase champaka haarale aarani ee janma gandhaalu puvvula daachukoda theerani ee thene daahalu thummedai dochukona jamma jamma jammai jamma poda needalo katha penchuko abbay guvva avvay chuvva pedavanduko sudha penchuko ee nimishaana gathame thalache prema puraanam nijamai edute niliche adi naa udayaaniki oopiri posi mruthuraagalennenno palike ee edabaate kaalaalu daati cherenu kougille aa virahaala naa dhyanamantha chindenu kannelle sandhelo nee saptha click here
jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap mere manva jap re preet ki mala hoye jap re preet ki mala jap jap jap jap jap re preet hai devi preet hai devi preet shivaala jap re preet ki mala jap jap jap jap jap re hoye jap re hoye jap re jap re jap re preet se badh kar meet naa koi preet se aage reet naa koi preet se badh kar meet naa koi preet se aage reet naa koi chhod jagat ko jogi ban jaa chhod jagat ko jogi ban jaa odh ke preet dushala haan jap re preet ki mala jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap jap prem nagar ka baasi ho jaa doob ke iss sagar mein kho jaa prem nagar ka baasi ho jaa doob ke iss sagar mein kho jaa agar lagan hai teri saanchi darshan degi baala ho darshan degi baala jap re preet ki mala jap jap jap jap jap re jap jap jap jap jap jap jap click here
khudara yun na dil todo ladakpan ki ye zid chhodo jawaan ho mashaalla tum jawaan ho mashaalla tum jawaan ho khudara yun na dil todo ladakpan ki ye zid chhodo jawaan ho mashaalla tum jawaan ho mashaalla tum jawaan ho agar tum chaand se mathe pe apni zulf lehra do to mera dil dua dega agar tum chaand se mathe pe apni zulf lehra do to mera dil dua dega agar apni kamar ko ek zara hole se lachka do jo mangogi khuda dega khuda ne hi jawaani di jawaani ka na haq chheeno jawaan ho mashaalla tum jawaan ho mashaalla tum jawaan ho khudara yun na dil todo ladakpan ki ye zid chhodo jawaan ho mashaalla tum jawaan ho mashaalla tum jawaan ho suna to hoga tumne zindgi ek baar milti hai dubara mil nahin sakti jawaani ki kali bhi umr mein ek baar khilti hai dubara khil nahin sakti mohabbat ke yahi din hain mohabbat ko na thukrao jawaan ho mashaalla tum jawaan ho mashaalla tum jawaan ho khudara yun na dil todo ladakpan ki ye zid chhodo jawaan ho mashaalla tum jawaan ho mashaalla tum click here
jawaan ho ya budhiya ya nanhi se gudiya kuchh bhi ho aurat zehar ki hai pudiya jawaan ho ya budhiya ya nanhi se gudiya kuchh bhi ho aurat zehar ki hai pudiya maare pistol se na kaate talwaar se mard ko gulaam ye banaye bade pyaar se are maare pistol se na kaate talwaar se mard ko gulaam ye banaye bade pyaar se kabhi iqraar se kabhi inkaar se kabhi iqraar se kabhi inkaar se kajre ki dhaar se ya baalon ke singaar se isliye kehta hoon daro daro naar se daro daro naar se jawaan ho ya budhiya ya nanhi se gudiya kuchh bhi ho aurat zehar ki hai pudiya ho nahin sakta ye kaam bhagwan ka nuskha jaroor ye to hoga saitaan ka ho nahin sakta ye kaam bhagwan ka nuskha jaroor ye to hoga saitaan ka chaar bunde nakhra aath bunde jhagra chaar bunde nakhra aath bunde jhagra jhooth bara bunden to sola bunden lafda wah wah wah wah kaisa banaya tune ragda banaya tune ragda jawaan ho ya budhiya ya nanhi se gudiya kuchh bhi ho aurat zehar ki hai pudiya chalne mein tej jaise sui ghadiyal ki click here
aaaaaaaa aaa aaaa aaa aaaaaa aaa aaa aaaa aa aaaa aaaa jeene ka agar andaaz aaye to kitni haseen hai zindagi jeene ka agar andaaz aaye to kitni haseen hai zindagi marne ke liye jeena hai agar to kuchh bhi nahi hai zindagi kuchh log yahan phoolon ki jagah kaanton ki tamanna karte hain kuchh log yahan phoolon ki jagah kaanton ki tamanna karte hain jeete hai na jeene dete hain hasti ko wo ruswa karte hain hasti ko wo ruswa karte hain jeene ka agar andaaz aaye to kitni haseen hai zindagi marne ke liye jeena hai agar to kuchh bhi nahi hai zindagi shabnam ki chamak suraj ki kiran kaliyon ki hansi dekhi hi nahi shabnam ki chamak suraj ki kiran kaliyon ki hansi dekhi hi nahi yeh zindagi kitni dilkash hai afsos kabhi dekhi hi nahin afsos kabhi dekhi hi nahin jeene ka agar andaaz aaye to kitni haseen hai zindagi marne ke liye jeena hai agar to kuchh bhi nahi hai zindagi ye jeena bhi koi jeena hai jeete bhi rahe marte bhi rahe ye jeena bhi koi jeena hai jeete bhi rahe marte click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jeevan ki bagiyaa mehkegi lehkegi hmm hmm hmm jeevan ki bagiyaa mehkegi lehkegi chehkegi khushiyon ki kaliyaan jhoomengi jhoolengi phoolengi jeevan ki bagiya wo mera hoga wo sapna tera hoga miljul ke maanga wo tera mera hoga jab jab woh muskurayega apna savera hoga wo mera hoga wo sapna tera hoga miljul ke maanga wo tera mera hoga jab jab wo muskurayega apna savera hoga thoda humara thoda tumhaara aayega phir se bachpan humara jeevan ki bagiyaa mehkegi hmmm lehkegi hmmm chehkegi khushiyon ki kaliyaan jhoomengi jhoolengi phoolengi jeevan ki bagiya hum aur bandhenge hum tum kuchh aur bandhenge hoga koi beech to hum tum aur bandhenge baandhega dhaaga kachchaa hum tum tab aur bandhenge kuchh aur bandhenge hum tum kuchh aur bandhenge hoga koi beech to hum tum aur bandhenge baandhega dhaaga kachchaa hum tum tab aur bandhenge thoda humara thoda tumhaara aayega phir se bachpan humara jeevan ki bagiyaa mehkegi lehkegi chehkegi khushiyon ki click here
jeevan path par pyaar ne chhedi madhur madhur sargam jeevan path par pyaar ne chhedi madhur madhur sargam aaaa aaa bhool chale hain saari duniya preet ki dhun mein hum jeevan path par pyaar ne chhedi madhur madhur sargam mehke huye nazaare kehte hain aao pyaare kab se saja rahe hain hum raaste tumhare hum raaste tumhare der se aayi inn raahon mein payal ki chham chham jeevan path par pyaar ne chhedi madhur madhur sargam jeevan path par pyaar ne chhedi madhur madhur sargam ab apna aashiyana phoolon ke darmiyan hai ab ye zameen hai apni apna hi aasman hai apna hi aasman hai duniya bhar mein aaj basa de pyaar ki khushboo hum jeevan path par pyaar ne chhedi madhur madhur sargam jeevan path par pyaar ne chhedi madhur madhur sargam soyi huyi tamanna angdaayi le rahi hai ab to milan ki manzil aawaaz de rahi hai aawaaz de rahi hai dekh zamaane saath chale hain sath chalenge hum jeevan path par pyaar ne chhedi madhur madhur sargam bhool chale hain saari duniya preet ki dhun click here
jhoom jhoom kar chali akeli aaj na jaane kahaan naveli mast nazar sharmaaye ho gaya ho gaya hai pyaar ka jaadu naagin si bal khaye jhoom jhoom kar chali akeli aaj na jaane kahaan naveli mast nazar sharmaaye ho gaya ho gaya hai pyaar ka jaadu naagin si bal khaye mastaani hai chaal gulaabi gaal umariya baali mastaani hai chaal gulaabi gaal umariya baali ghunghar waale baal sunehri jaal nazariya matwaali door door se jhalak dikhaye saanwariya jab paas bulaaye chham chham badhti jaaye ho gaya ho gaya hai pyaar ka jaadu naagin si bal khaye jhoom jhoom kar chali akeli aaj na jaane kahaan naveli mast nazar sharmaaye ho gaya ho gaya hai pyaar ka jaadu naagin si bal khaye albeli magroor nashe mein choor chali lehraati albeli magroor nashe mein choor chali lehraati dekho karti maan chalaati baan hai dil ko tadpaati aag laga kar aankh churaaye saanwariya jab paas bulaaye chham chham badhti jaaye ho gaya ho gaya hai pyaar ka jaadu naagin si bal khaye jhoom jhoom kar chali click here
jhoom ke dil ne pukaara samjho mausam ka ishaara dhalta jaaye aanchal mujhko kare pagal behki meri dhadkan chala ek jaadu aisi rut mein rahega dil pe kaise kaabu jhoom ke dil ne pukaara samjho mausam ka ishaara bheegi bheegi rut hansi karun kya main humnasheen tu bataaa ooo chhaya hai kaisa ye nasha mujhe kuchh hone laga saajna aaa hum hain jawaan behka sama dil ye kehta hai sanam tootne do har kasam barse hai paani magar badhti jaaye ye agan aa bhi jaao mere priyatma jhoom ke dil ne pukaara samjho mausam ka ishaara dhalta jaaye aanchal mujhko kare pagal behki meri dhadkan chala ek jaadu aisi rut mein rahega dil pe kaise kaabu khoyi khoyi aankhen meri jaagi jaagi raaten meri kyun bhala man ki lagi jo badhi tan mein ja ke wo lagi saathiya phool khile hum jo mile sharmaayi si ye kali bhanware se aake mili lab pe aa ke hain ruki baat dil se jo chali tu hi tu hai mera rehnuma jhoom ke dil ne pukaara samjho mausam ka ishaara dhalta jaaye aanchal mujhko kare paagal behki click here
jhoom ke gaa yun aaj mere dil raat to guzre suboh naa aaye jhoom ke gaa yun aaj mere dil raat to guzre suboh naa aaye jaise koi bachpan ki kahaani yaad bhi ho aur bhool bhi jaayen jhoom ke gaa yun aaj mere dil raat to guzre suboh naa aaye jaise koi bachpan ki kahaani yaad bhi ho aur bhool bhi jaayen jhoom ke gaa yun aaj mere dil parda utha de husn ki zid hai parda gira de ishq ki zid hai parda utha de husn ki zid hai parda gira de ishq ki zid hai dil hai humara aisa diya jo jal bhi naa paaye bhujh bhi naa paaye jhoom ke gaa yun aaj mere dil raat to guzre suboh naa aaye jaise koi bachpan ki kahaani yaad bhi ho aur bhool bhi jaayen jhoom ke gaa yun aaj mere dil hansti mitaa de khud ko bhula de apna safinaa aap dubaa de hansti mitaa de khud ko bhula de apna safinaa aap dubaa de dhundh kinaara wo ke jahaan par chain to aaye hosh naa aaye jhoom ke gaa yun aaj mere dil raat to guzre suboh naa aaye jaise koi bachpan ki kahaani yaad bhi ho aur bhool bhi jaayen jhoom ke gaa click here
jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar ye nazar chheen kar le gayi karaar ye nazar chheen kar le gayi karaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar hum hain azaad panchhi fizaaon ke haath na aa sake hum hawaaon ke waade karte nahin hum wafaaon ke phir bhi kyun jaanun dil tum pe hai nisaar ye nazar chheen kar le gayi karaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar main tere husn ke geet gaaunga ishq ki aarzu lab pe laaunga main tujhe dhadkanon mein basaaunga ek hai dil jismein hain hasraten hazaar ye nazar chheen kar le gayi karaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar meri har saans mein tera pyaar hai meri har saans mein tera pyaar hai tu mere baag e dil ki bahaar hai tu mere baag e dil ki bahaar hai tu meri zindagi ka singaar hai o sanam tu mere dil ki hai pukaar ye nazar chheen kar le gayi karaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar tum humein hum tumhein dekhte rahe tum humein hum tumhein dekhte rahe haal e dil ho yaa lab na kuchh kahen click here
jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun mein masti ka paigaam sunaayen gali gali duniyaa waalon duniyaa waalon pa dhaa pa dha pa dha pa dha ga re ga re ga re ga re sa ni sa ni sa re ga re ga ma pa ma pa dha pa duniyaa waalon ye duniyaa hai basti kiske baap ki aaj agar hai kal naa hogi yahaan zarurat aap ki yahaan zarurat aap ki jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun mein masti ka paigaam sunaayen gali gali naa jaane ye murakh duniyaa paise ki kyun daas hai chaar rotiyaan ek langotii baaki sab baqavaas hai baaki sab baqavaas hai jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun mein masti ka paigaam sunaayen gali gali aag pet ki kya kya maange roti ke do tukade roti ke do tukade bade log phir kyon karte hain chhoton ke sau tukade deewaane ko mastaane ko baat ye dil ki kehne do mehalon waalon mehal ke niche kutiyaa ko bhi rehne do kutiyaa ko bhi rehne do jhoom jhoom ke do deewaane gaate jaayen gali gali apni dhun click here
jhumka gira re haai jhumka gira re bareli ke baazar mein jhumka gira re bareli ke baazar mein jhumka gira jhumka gira jhumka gira haai haai haai jhumka gira re bareli ke baazar mein jhumka gira re saiyaan aaye nain jhukaaye ghar mein chori chori saiyaan aaye nain jhukaaye ghar mein chori chori bole jhumka main pehna doon aajaa baan ki chhori main boli na na na baba na kar jora jori laakh chhudaya saiyaan ne kalaiyaa naahin chhodi kalaiyaa naahin chhodi phir kya hua phir phir jhumka gira re hum dono ki taqraar mein jhumka gira re hum dono ki taqraar mein jhumka gira re bareli ke baazar mein jhumka gira re ghar ki chhat pe main khadi gali mein dilbar jaani ghar ki chhat pe main khadi gali mein dilbar jaani hans ke bole neeche aa ab neeche aa deewani ya angoonthi phenk apni ya chhalla de nishani ghar ki chhat pe khade khade main huyi sharm se paani main huyi sharm se paani phir kya hua daiyya phir jhumka gira re hum dono ke iss pyaar mein jhumka gira re hum dono ke click here
jidhar bhi main dekhun udhar tu hi tu hai udhar tu hi tu hai jidhar bhi main dekhun udhar tu hi tu hai udhar tu hi tu hai yeh meri kahaani meri zindgani meri kahaani meri zindgaani teri aarzoo hai jidhar bhi main dekhun udhar tu hi tu hai udhar tu hi tu hai mohabbat se aayi ye kaisi tabaahi kaisi tabaahi mohabbat se aayi ye kaisi tabaahi kaisi tabaahi qayamat se pahle qayamat ye aayi qayamat se pahle qayamat ye aayi qayamat se pahle qayamat ye aayi jo tujhko pukaare wo kiska lahu hai kiska lahu hai yeh meri kahaani meri zindgani meri kahaani meri zindgani teri aarzoo hai jidhar bhi main dekhun udhar tu hi tu hai udhar tu hi tu hai mariya mariya mariya mohabbat ka dushman zamaana hua hai zamaana hua hai mohabbat ka dushman zamaana hua hai zamaana hua hai koi aaj humse deewana hua hai koi aaj humse deewana hua hai koi aaj humse deewana hua hai deewane ko hardum teri justzu hai teri justzu hai yeh meri kahaani meri zindgani yeh meri kahaani meri zindgani teri aarzoo click here
jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyooooo salli ji salli ji jab main pyaar sikhlaaun tum door door rahiyooooo jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyoooooo salli ji salli ji jab main pyaar sikhlaaun tum door door rahiyoooooo bholi bhali meri didi pyaar vyaar na jaane bholi bhali meri didi pyaar vyaar na jaane apne aapko kuchh na samjhe tumko swaami maane ha tumko swaami maane swami ji swami ji ye to badi natkhat hai iski baaton mein na aayioooooo jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyooooo tu to aadha ang hai mera main deepak tu baati tu to aadha ang hai mera main deepak tu baati tera mera dharm ka naata phir kaahe sharmaati phir kaahe sharmaati sajni ji sajni ji jo hua so hua ab aur na tarsaiyoooooo jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyooooo chhoti saali ka ye haq hai rang mein bhang milaaye chhoti saali ka ye haq hai rang mein bhang milaye chup ri apne ji jaa ji se laaj tujhe na aaye laaj tujhe click here
jinke liye main deewaana bana wo bhi kehte hain deewaana mujhe jinke liye main deewaana bana wo bhi kehte hain deewaana mujhe ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda jinke liye main deewaana bana wo bhi kehte hain deewaana mujhe mam shaab cigarette afsaana chaahte the afsaana ban gaya deewaana chahte the deewaana ban gaya afsaana chaahte the afsaana ban gaya deewaana chahte the deewaana ban gaya wo to shamma na bane marzi ye unki main to huzoor dekho parwaana ban gaya ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda jinke liye main deewaana bana wo bhi kehte hain deewaana mujhe muft mein naam khoya dil bhi ganva baithe ishq bura ho tera rog laga baithe muft mein naam khoya dil bhi ganva baithe ishq bura ho tera rog laga baithe jaayen to jaayen kahaan koi thikaana nahin duniya ko chhod tere dar pe aa baithe ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda jinke liye main deewaana bana wo bhi kehte hain deewaana mujhe mam shaab salaaam bhoole se poochh kabhi deewaane click here
Jis Din Is Duniya Se Nafrat click here
jitni likhi thi muqaddar mein hum utni pee chuke jitni likhi thi muqaddar mein hum utni pee chuke ab to din marne ke hain jeena tha jitna jee chuke jitni likhi thi muqaddar mein hum utni pee chuke aye zamaane ab naa aana humko samjhaane kabhi aye zamaane ab naa aana humko samjhaane kabhi apni keh li sab ki sun li honth ab to see chuke apni keh li sab ki sun li honth ab to see chuke ab to din marne ke hain jeena tha jitna jee chuke jitni likhi thi muqaddar mein hum utni pee chuke ab humari khushkh aankhon mein naa kuchh dhundhe koi ab humari khushkh aankhon mein naa kuchh dhundhe koi ashq jitne inmein the hum pee chuke hum pee chuke ashq jitne inmein the hum pee chuke hum pee chuke ab to din marne ke hain jeena tha jitna jee chuke jitni likhi thi muqaddar mein hum utni pee chuke zindagi aur maut dono ek hai apne liye zindagi aur maut dono ek hai apne liye ab kisi ko kya bataayen mar chuke yaa jee chuke ab kisi ko kya bataayen mar chuke yaa jee chuke ab to din marne click here
jiya le gayo ji mora sanwariyaa jiya le gayo ji mora sanwariyaa laagi mann mein lagan huyi baanwariya jiya le gayo ji mora sanwariyaa jiya le gayo ji mora sanwariyaa pa ni ni ni re re re ma ma ma dha pa ma pa re ni re re re ma ma ma dha dha dha sa ni sa ni sa o papihe o papihe tumne papihe nahin dekhe more sainyaa dekhe to le lega unki balainyaa tumne papihe nahin dekhe more sainyaa dekhe to le lega unki balainyaa jaa re deewaane maar na taane piya ki sun jaa ke baansuriya jiya le gayo ji mora sanwariyaa jiya le gayo ji mora sanwariyaa aa aa aa aa aa saamne aaye to main aankhon mein chhupa loon thaam ke bainyaan unhein dil mein bitha loon saamne aaye to main aankhon mein chhupa loon thaam ke bainyaan unhein dil mein bitha loon shaam savere saath hon mere gori ke sang jaise gaagariya jiya le gayo ji mora sanwariyaa laagi mann mein lagan huyi baanwariya jiya le gayo ji mora sanwariyaa click here
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jo dil mein khushi ban kar aaye jo dil mein khushi ban kar aaye wo dard basa kar chale gaye haye chale gaye jo shamma jalaane aaye the jo shamma jalaane aaye the wo shamma bujha kar chale gaye haye chale gaye jo dil mein khushi ban kar aaye jo dil mein khushi ban kar aaye jeevan ke doraahe par koi ye poochh raha hai kismat se jeevan ke doraahe par koi ye poochh raha hai kismat se haye kismat se kyun aankh milane aaye the kyun aankh milane aaye the jo aankh chura kar chale gaye haye chale gaye jo dil mein khushi ban kar aaye jo dil mein khushi ban kar aaye o rone waale ik tu hi barbad nahin hai ulfat mein o rone waale ik tu hi barbad nahin hai ulfat mein haye ulfat mein iss raah mein lakhon toote dil iss raah mein lakhon toote dil aaye aur aa kar chale gaye haye chale gaye jo dil mein khushi ban kar aaye jo dil mein khushi ban kar aaye wo dard basa kar chale gaye haye chale gaye jo dil mein khushi ban kar aaye jo dil mein click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jamma Jamma Keechurallu (1991) 05:06 36353
 
Poster of Keechurallu (1991)
 
Category
Telugu
Year- 
1991
Lyricist
Yogaraj Bhat
Music Director- 
Ilaiyaraaja
Singer- 
K S Chithra, Mano
On Screen Actors- 
Bhanu Chander, Shobhana
Duration : 05:06   Song Number : 36353   

Jap Jap Jap Jap Re Sharada (1957) 03:29 14232
 
Poster of Sharada (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 14232   

Jawaan Ho Mashaalla Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966) 04:35 38041
 
Poster of Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Saira Banu, Joy Mukherjee
Duration : 04:35   Song Number : 38041   

Jawaan Ho Ya Budhiya Bhabhi (1957) 03:27 12895
 
Poster of Bhabhi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jagdeep
Duration : 03:27   Song Number : 12895   

Jeene Ka Agar Andaaz Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966) 04:50 14438
 
Poster of Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Saira Banu
Duration : 04:50   Song Number : 14438   

Jeevan Ki Bagiyaa Tere Mere Sapne (1971) 04:18 18113
 
Poster of Tere Mere Sapne (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Mumtaj
Duration : 04:18   Song Number : 18113   

Jeevan Path Par Pyaar Ek Shriman Ek Shrimati (1969) 05:26 13240
 
Poster of Ek Shriman Ek Shrimati (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Babita
Duration : 05:26   Song Number : 13240   

Jhoom Jhoom Kar Chali Taj (1956) 03:21 17205
 
Poster of Taj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 03:21   Song Number : 17205   

Jhoom Ke Dil Ne The Gentleman (1994) 05:49 37545
 
Poster of The Gentleman (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Rajan Khera
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Chiranjeevi, Juhi Chawla
Duration : 05:49   Song Number : 37545   

Jhoom Ke Gaa Patanga (1971) 05:15 20672
 
Poster of Patanga (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:15   Song Number : 20672   

Jhoomti Hai Nazar Hatimtai (1956) 03:57 40346
 
Poster of Hatimtai (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
Paidi Jairaj, Shakila
Duration : 03:57   Song Number : 40346   

Jhum Jhoom Ke Do Deewaane Gate Jaayen Mastana (1954) 03:28 32252
 
Poster of Mastana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Moti Lal, Romi
Duration : 03:28   Song Number : 32252   

Jhumka Gira Re Mera Saaya (1966) 03:40 11943
 
Poster of Mera Saaya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Yaman
Duration : 03:40   Song Number : 11943   

Jidhar Bhi Main Dekhun Tu Hi Meri Zindagi (1965) 04:52 37745
 
Poster of Tu Hi Meri Zindagi (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
Rono Deb Mukherjee
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Niveditha
Duration : 04:52   Song Number : 37745   

Jijaji Meri Didi Hai Ponga Pandit (1975) 05:53 40202
 
Poster of Ponga Pandit (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 05:53   Song Number : 40202   

Jinke Liye Main Aao Pyar Karen (1964) 04:41 15029
 
Poster of Aao Pyar Karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Saira Banu
Duration : 04:41   Song Number : 15029   

Jis Din Is Duniya Se Nafrat Maa Baap (1960) 04:37 38249
 
Poster of Maa Baap (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:37   Song Number : 38249   

Jitni Likhi Thi Nai Roshni (1967) 06:15 13820
 
Poster of Nai Roshni (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Duration : 06:15   Song Number : 13820   

Jiya Le Gayo Ji Mora Anpadh (1962) 03:24 20685
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:24   Song Number : 20685   

Jo Dil Mein Khushi Ban Kar Aaye Badi Bahen (1950) 03:31 36254
 
Poster of Badi Bahen (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:31   Song Number : 36254   
Karaoke Songs of raj, Sad Songs of raj, Love Songs of raj, Dance Songs of raj, Hip-hop songs of raj, Best songs of raj, Super hit songs of raj, hit songs of raj, duet songs of raj, solo songs of raj, old songs of raj, famous songs of raj, Hindi Karaoke Songs of raj, Hindi Sad Songs of raj, Hindi Love Songs of raj, Hindi Dance Songs of raj, Hindi Hip-hop songs of raj, best Hindi songs of raj, super hit Hindi songs of raj, hit Hindi songs of raj, duet Hindi songs of raj, solo Hindi songs of raj, old Hindi songs of raj, famous Hindi songs of raj, Sing Along Songs of raj, Sing Along Sad Songs of raj, Sing Along Love Songs of raj, Sing Along Dance Songs of raj, Sing Along Hip-hop songs of raj, Sing Along Best songs of raj, Sing Along Super hit songs of raj, Sing Along hit songs of raj, Sing Along duet songs of raj, Sing Along solo songs of raj, Sing Along old songs of raj, Sing Along famous songs of raj