MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRaj
HomeRaj
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera puri kab hogi aashaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera jab se maine dekha tujhe mera dil nahin raha mera de de apna haath mere haathon mein kya jaaye tera jab se maine dekha tujhe mera dil nahin raha mera de de apna haath mere haathon mein kya jaaye tera ab to naa todon aashaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera zindagi hai meri ek daanw tu hai haar jeet meri aise waise kaise bhi tu khel humse jaisi marzi teri zindagi hai meri ek daanw tu hai haar jeet meri aise waise kaise bhi tu khel humse jaisi marzi teri kitni hai bholi aashaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera pata nahin kaun hoon main kya hoon aur kahaan mujhe jaana apni wo kahaani jo aajaani hoke ban gayi fasaana pata nahin kaun hoon main kya hoon aur kahaan mujhe jaana apni wo kahaani jo aajaani hoke ban gayi fasaana jeevan kya hai tamaasha mera mann tera mera mann tera click here
aye abdul rehmaan duuueesheee hey hey mera naam abdul rehman pishtaa waala main hoon pathaan khaane waale ka dil hota gul gul waah re waah re waah waah mera naam abdul rehman pishtaa waala main hoon pathaan khaane waale ka dil hota gul gul waah re waah re waah waah leo ji bhai shaab humra pishtaa bahot achchhaa leo ji mem shaab humra pishtaa nahin kachchaa leo ji shab log khaayenga aap ka baal bachchaa khaa ke dekho very very good mera charlie badaam pishtaa mera naam abdul rehman pishtaa waala main hoon pathaan khaane waale ka dil hota gul gul waah re waah re waah waah abdul rehmaan ki main abdul rehmanniyaaa abdul rehmaan ki main abdul rehmanniya yahi mera sona chaandi yahi meri duniyaa abdul rehmaan ki main abdul rehmanniyaaa abdul rehmaan ki main abdul rehmanniya hooooo ooooo ooooooo ooooooooo aaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaa hooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo khush hoon main chaahe mujhe rakhe jiss haal meinnnnn khush hoon main chaahe mujhe rakhe jiss haal mein click here
mera qaraar le jaa mujhe beqraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mere din guzar rahen hain teri yaad ke sahaare mere din guzar rahen hain teri yaad ke sahaare mera dil tadap rahaa hai teri aarzoo ke maare mera dil tadap rahaa hai teri aarzoo ke maare bechain mere dil ko bas ek baar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mujhe ik jhalak dikhaa ke pardon mein chhupne waale mujhe ik jhalak dikhaa ke pardon mein chhupne waale kab tak lage rahenge khamoshiyon ke taale kab tak lage rahenge khamoshiyon ke taale nazaren churane waale nazaren to chaar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa click here
aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa meri zindagi ki raaten aa dard se basaa de meri zindagi ki raaten aa dard se basaa de dil soz se hai khaali ik aag si laga de meri khushi ka daaman aa taar taar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa chhayi huyi ghataa mein jaise chhupa ho paani chhayi huyi ghataa mein jaise chhupa ho paani tunjh mein chhupi huyi hai meri bhi zindgani main to hoon saath tere ye aetbaar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa click here
tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera saaya kabhi mujhko yaad kar ke jo bahenge tere aansoon kabhi mujhko yaad kar ke jo bahenge tere aansoon to wahin pe rok lenge unhe aake mere aansoon tu jidhar ka rukh karega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera saaya tu agar udaas hoga to udaas hongi main bhi tu agar udaas hoga to udaas hongi main bhi nazar aaoon ya na aaoon tere paas hongi main bhi tu kahin bhi jaa rahega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera saaya main agar bichhad bhi jaaun kabhi mera ghum na karna main agar bichhad bhi jaaun kabhi mera ghum na karna mera pyaar yaad kar ke kabhi aankh nam na karna tu jo mud ke dekh lega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera click here
mera sundar sapna beet gayaa main prem mein sab kuchh haar gayi bedard zamaana jeet gayaa mera sundar sapna beet gayaa kyun kaali badariya chaayi hai kyun kali kali muskayi hai kyun kaali badariya chaayi hai kyun kali kali muskayi hai meri prem kahani khatm hui mere jeewan ka sangeet gayaa mera sundar sapna beet gayaa oooo chhod ke jaane wale aa dil tod ke jaane wale aa oooo chhod ke jaane wale aa dil tod ke jaane wale aa aankhein aansuan mein doob gayin doob gayin aankhein aansuan mein doob gayin hansne ka zamaana beet gayaa mera sundar sapna beet gayaa har raat meri diwali thi main piya ki hone wali thi har raat meri diwali thi main piya ki hone wali thi is jeewan ko ab aag lage aag lage is jeewan ko ab aag lage mujhe chhod ke jeewan meet gayaa mera sundar sapna beet gayaa main prem mein sab kuchh haar gayi bedard zamaana jeet gayaa mera sundar sapna beet gayaa mera sundar sapna beet gayaa mera sundar sapna beet gayaa click here
hmm la lai dmm la lai hmm la lai dmm la lai mere bhole balam mere pyaare re balam mera jeevan tere binaa o mere piyaa hai wo diya ke jis mein tel na ho ke jis mein tel na ho mera jeevan tere bina wo ek baag hai bahaar jise hatkar guzre door door se guzre mujhe apna bana le o bhole apna bana le haai re bhole apna bana le hey tere kadmon mein mera pyaar mera sansaar meri kismat hai mujhe apna bana le tere kadmon mein mera pyaar mera sansaar meri kismat hai mujhe apna bana le pyaari bindu meri bholi ri bindu meri matheri bindu meri sindoori bindu meri binduri bindu meri prem ki naiyaa beech bhanwar mein gud gud gote khaaye jhat pat paar laga de jhat pat paar laga de apni baiyaan galle mein daar ban ja mere galle ka haar jhoole prem hindole o jhoole prem hindole mere jeevan ki aashaa padh le mere nainon ki bhaasha mujhe mann mein basaa le pal pal palkon mein chhupa le tu jhat pat aakar chhat pat mere andhe kuen mein deep jalaa ke kar de ujaala o zara kar de ujaala click here
mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayega mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayega aha haa ha haa haan ha la la la la la la la lala laaa mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayegaa ae beqrar ab intezar kuchh rang la raha hai ae beqrar ab intezar kuchh rang la raha hai kahta hai pyaar tera raazdar tere pass aa raha haiiiii mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayega mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayegaa hogi haseen wo chand raat hum saath saath honge hogi haseen wo chand raat hum saath saath honge barsega noor khushiyon mein choor haathon mein haath honge mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayega mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayegaa badlega daur kuchh der aur tu ghum ka zehar pee le badlega daur kuchh der aur tu ghum ka zehar pee le hoga milap phir apne aap jaise bhi chahe jee le mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayega aha haa ha haa haan ha la click here
mere dil mein aane waale mujhko pyaar sikhane waale mere dil ki taraf se many many thanks meethe baan chalane waale meri neend churane waale mere dil ki taraf se many many many many thanks teri zulfon ke naag mujhe das gaye mere khwabon mein tum bhi to bas gaye teri zulfon ke naag mujhe das gaye mere khwabon mein tum bhi to bas gaye aji hum tumse tum hamse fans gaye meethe baan chalane waale meri neend churane waale mere dil ki taraf se many many many many thanks oh mere dil mein aane waale mujhko pyaar sikhane waale mere dil ki taraf se many many many many thanks jaadu nazron ka dil furr ho gaya ek chutki mein pehlu se wo kho gaya jaadu nazron ka dil furr ho gaya ek chutki mein pehlu se wo kho gaya chalo achha hua jo bhi ho gaya mere dil mein aane waale mujhko pyaar sikhane waale mere dil ki taraf se many many thanks meethe baan chalane waale meri neend churane waale mere dil ki taraf se many many many many thanks hum to bhukhe hain duniya mein pyaar ke hum bhi click here
mere dil se aa ke lipat gayi ye haseen nigaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi aji haan nazar ne kiya to hai ye haseen gunaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi ye nazar ki bijliyan toot ke kahin le gayi humen loot ke ye nazar ki bijliyan toot ke kahin le gayi humen loot ke karen kya ke apni khushi se bhi huye hum tabaah kabhi kabhi aji haan nazar ne kiya to hai ye haseen gunaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi tu hai saamne to qaraar hai teri berukhi se bhi pyaar hai tu hai saamne to qaraar hai teri berukhi se bhi pyaar hai jab bhi rooth rooth ke rok li teri humne raah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi tujhe dekh loon main kareeb se tujhe maang loon main naseeb se tujhe dekh loon main kareeb se tujhe maang loon main naseeb se teri shokh zulf ke saaye mein jo mile panaah kabhi kabhi aji haan nazar ne kiya to hai ye haseen gunaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi ye haseen nigaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi click here
mere geeton ka singaar ho tum jeevan ka pehlaa pyaar ho tum jeevan ka pehlaa pyaar ho tum mere geeton ka singaar ho tum nainon mein milan ka sapnaa jeene ka sahaara apnaa nainon mein milan ka sapnaa jeene ka sahaara apnaa kyaa keh kar tujhe pukaaroon aasha ki nayi bahaar ho tum mere geeton ka singaar ho tum jeevan ka pehlaa pyaar ho tum jeevan ka pehlaa pyaar ho tum mere geeton ka singaar ho tum ye sheetal pawan jhakoley kaanon mein amrit gholey ye sheetal pawan jhakoley kaanon mein amrit gholey aa kab se baat nihaaroon meri khushiyon ka aadhaar ho tum mere geeton ka singaar ho tum jeevan ka pehlaa pyaar ho tum jeevan ka pehlaa pyaar ho tum mere geeton ka singaar ho tum click here
mere gunaah maaf kar mera zameer saaf kar mere gunaah maaf kar mera zameer saaf kar mere yesu mere khuda o mere parmaatmaa dekhe jo husn e zindagi aisi mujhe nighaah de aaya hoon sharmsaar main ab to mujhe panaah de ab to mujhe panaah de mere gunaah maaf kar mera zameer saaf kar mere yesu mere khuda o mere parmaatmaa koi bhi imtehaan le kaise bhi mujhko aazmaa apne karam se ab magar apna hi raasta dikha apna hi raasta dikha mere gunaah maaf kar mera zameer saaf kar mere yesu mere khuda o mere parmaatmaa auron ke waaste jiyun apne liye to jee chuka khoon e jigar bhi ab piyun khushiyon ke jaam pee chuka khushiyon ke jaam pee chuka mere gunaah maaf kar mera zameer saaf kar mere yesu mere khuda o mere parmaatmaa o mere parmaatmaa o mere parmaatmaa click here
kahaan ho kahaan mere jeevan sahaare tumhen dil pukaare tumhen dil pukaare bahaate hain aansun judaai mein teri ye armaan bechare ye armaan bechare kahaan ho kahaan mere jeevan sahaare tumhen dil pukaare tumhen dil pukaare nazar se gira ke chale jaane waale nazar se gira ke chale jaane waale o tadpaane waale ye dil dhundhta hai tumhaare ishaare tumhaare ishaare tumhaare ishaare ye dil dhundhta hai tumhaare ishaare tumhaare ishaare tumhaare ishaare tadpte hain aankhon mein armaan dekho tadpte hain aankhon mein armaan dekho ye toofan dekho chale aao rota hai dil ghum ke maare ye dil ghum ke maare ye dil ghum ke maare chale aao rota hai dil ghum ke maare ye dil ghum ke maare ye dil ghum ke maare kahaan ho kahaan mere jeevan sahaare tumhen dil pukaare tumhen dil pukaare kahaan ho kahaaaaaan click here
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole zakhmon mein aaj kis ka reh reh ke pyaar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole kis ke khayaal mein ye nazrein jhuki jhuki hain kis ke khayaal mein ye nazrein jhuki jhuki hain dekho idhar bhi lab par aahein ruki ruki hain dekho idhar bhi lab par aahein ruki ruki hain tum ho qaraar jis dil ka tum ho qaraar jis dil ka wahi beqraar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole dil ko lagan hai uski meethi nazar hai jiski dil ko lagan hai uski meethi nazar hai jiski hum paas hain tumhaare phir dil mein aas hai kiski hum paas hain tumhaare phir dil mein aas hai kiski tum jo nazar milaao tum jo nazar milaao dil mein bahaar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole kab se khade huye hain keh do to laut jaayein kab se click here
mere peechhe ek deewana kuchh albela mastaana koi roko ree mujhko sataaye hai mere aage ek deewani hai jiska naam jawaani koi dekho reee dil ko churaaye hai mere peechhe ek deewanaa machle jo dil tera kya hai kasoor mera chhodo ji chhodo pichha ab to huzoor mera machle jo dil tera kya hai kasoor mera chhodo ji chhodo pichha ab to huzoor mera aisi adaaon pe to koi luta jaaye hai mere peechhe ek deewana kuchh albela mastaana koi roko ree mujhko sataaye hai mere peechhe ek deewanaa aisi bhi jaldi kya hai humko bhi saath le lo jaane do gussa ab to haathon mein haath le lo aisi bhi jaldi kya hai humko bhi saath le lo jaane do gussa ab to haathon mein haath le lo dekho deewana kaisi batiyaan banaaye hai mere aage ek deewani hai jiska naam jawaani koi dekho reee dil ko churaaye hai mere peechhe ek deewana mujh mein janaab bolo aisi kya baat dekhi gaalon mein din dekha baalon mein raat dekhi mujh mein janaab bolo aisi kya baat dekhi gaalon mein din dekha baalon mein raat click here
mere peechhe ek ladki ek ladki pagli si aawaara titli si ghoom rahi hai jhoom rahi hai dil de doon issko kaise mere peechhe ek ladki ek ladki pagli si aawaara titli si ghoom rahi hai jhoom rahi hai dil de doon issko kaise mere peechhe ek ladki heyy heyyy heyy heyy heyy haaye dil ki dushman jaan ki dushman dil ki dushman jaan ki dushman ye bhi naa samjhaaye kyun saaye ki tarah ye mere peechhe peechhe aaye main ladka seedha saadha main ladka seedha saadha kya jaanun iska iraada munh se to ye kuchh na bole aankhon se bole jyaada mere peechhe ek ladki ek ladki pagli si aawaara titli si ghoom rahi hai jhoom rahi hai dil de doon issko kaise mere peechhe ek ladki haaye deewani se pyaar kare to are deewani se pyaar kare to deewane kehlaayen baahon mein aa jaaye to hum shaayad maan bhi jaayen hai mausam mast gulaabi tara rara ruru ruru ru hai mausam mast gulaabi dil kaise ho na sharabi pyaar zara sa kar le to hai iss mein kaun kharaabi mere peechhe ek ladki ek ladki pagli click here
mere piya mere piya gaye rangoon kiya hai wahaan se telephoon tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai mere piya gaye rangoon kiya hai wahaan se telephoon tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai hum chhod ke hindustaan bahot pachhtaaye bahot pachhtaaye hum chhod ke hindustaan bahot pachhtaaye bahot pachhtaaye huyi bhool jo tumko saath na le kar aaye huyi bhool jo tumko saath na le kar aaye hum barma ki galiyon mein aur tum ho dehradun tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai mere piya gaye rangoon kiya hai wahaan se telephoon tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai meri bhookh pyaas bhi kho gayi ghum ke maare ghum ke maare meri bhookh pyaas bhi kho gayi ghum ke maare ghum ke maare main admuhi si ho gayi ghum ke maare main admuhi si ho gayi ghum ke maare tum bin saajan january february ban gaye may aur june click here
mere piya se koi jaa ke keh de jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai mere piya se koi jaa ke keh de jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai daaman na tera chhodun main tujhse na muh modun daaman na tera chhodun main tujhse na muh modun ho din ya raat teri yaad saat ye reet kabhi na todun mere piya se koi jaa ke keh de jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai rut aaye chali jaaye meri preet na murjhaaye rut aaye chali jaaye meri preet na murjhaaye chali jaye bahar tera intezar mere dil se kabhi na jaaye mere piya se koi jaa ke keh de jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai raaton ko ginu taare dil tadap tadap haare raaton ko ginu taare dil tadap tadap haare chale gham ke teer dil dhare na dheer kahe aao mere pyaare mere piya se koi jaa ke keh de jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai click here
are heyeee aye lalalalalala lalalalalala lalalalalala lalala laaaa hmmm hey hey mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai afsos ye hai ke wo humse kuchh ukhda ukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai jis roz se dekha hai usko hum shamma jalana bhool gaye dil thaam ke aise baithen hain kahin aana jaana bhool gaye ab aath pahar in aankhon mein wo chanchal mukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai barsaat bhi aakar chali gayi baadal bhi garaj kar baras gaye barsaat bhi aakar chali gayi baadal bhi garaj kar baras gaye par uski ek jhalak ko hum aye husn ke maalik taras gaye kab pyaas bujhegi aankhon ki din raat ye dukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai afsos ye hai ke wo humse kuchh ukhda ukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai click here
aa aaa aaaaa aaaa aaa aaaaa mere sahib mere sahib mere sahib mere sahib tu main maan nimaanee tu main maan nimaanee ardaas kari prabhu apne aage sun sun jeevaan teri baani sun sun jeevaan teri baani mere sahib mere sahib thudhh chith aaye mehaa anandha jiss visarehi so mar jaaye dayal hoye jis upar karathe so thudh sadha dhiaaye so thudh sadha dhiaaye mere sahib mere sahib tu mehmaan nimaan ee tu mehmaan nimaan ee charan dhoor tere jan ki hovaan tere darsan ko bal jayen amrit vacham redaye dhari to kripaa te sang paaye antar ke gath tudh pehi sari tudh jeevadd avar na koi jisn nu laye laihi so lagai bhagat tuhara soi bhagat tuhara soi mere sahib mere sahib tu main maan nimaanee tu main maan nimaanee dhue jorr jod mangu ik dana sahib thuthai paavan sans saans nanak aaradhe aath paher gun gavaan aath paher gun gavaan mere sahib mere sahib tu main maan nimaanee tu main maan nimaanee mere sahib mere sahib click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mera Mann Tera Pyaasa Gambler (1971) 04:20 18054
 
Poster of Gambler (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Shatrughan Sinha
Raag- 
Gara
Duration : 04:20   Song Number : 18054   

Mera Naam Abdul Rehman Bhai Bhai (1956) 05:18 12901
 
Poster of Bhai Bhai (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Nimmi, Kishore Kumar
Duration : 05:18   Song Number : 12901   

Mera Qaraar Ashiana (1952) 03:18 12741
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:18   Song Number : 12741   

Mera Quraar (Female) Ashiana (1952) 03:32 12740
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:32   Song Number : 12740   

Mera Saaya Saath Hoga Mera Saaya (1966) 06:22 21325
 
Poster of Mera Saaya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Nand
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:22   Song Number : 21325   

Mera Sundar Sapna Beet Gayaa Do Bhai (1947) 03:33 13141
 
Poster of Do Bhai (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Raag- 
Yaman
Duration : 03:33   Song Number : 13141   

Mere Bhole Balam Padosan (1968) 03:25 13892
 
Poster of Padosan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:25   Song Number : 13892   

Mere Dil Kabhi To Koi Main Chup Rahungi (1962) 03:54 32557
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 03:54   Song Number : 32557   

Mere Dil Mein Aane Waale Baap Bete (1959) 03:40 36997
 
Poster of Baap Bete (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Jagdeep, Chitra
Duration : 03:40   Song Number : 36997   

Mere Dil Se Aa Ke Lipat Neela Akash (1965) 04:29 11890
 
Poster of Neela Akash (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mala Sinha
Duration : 04:29   Song Number : 11890   

Mere Geeton Ka Singaar Ho Tum Mohd Rafi 03:10 39871
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Mohammed Zahur Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:10   Song Number : 39871   

Mere Gunaah Maaf Sachaai (1969) 04:28 14102
 
Poster of Sachaai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:28   Song Number : 14102   

Mere Jeevan Sahaare Sangdil (1952) 03:53 16311
 
Poster of Sangdil (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Sazzad Husain
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:53   Song Number : 16311   

Mere Mann Ka Baawra Amar Deep (1958) 04:01 12650
 
Poster of Amar Deep (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:01   Song Number : 12650   

Mere Peechhe Ek Deewana Nazrana (1961) 04:10 32728
 
Poster of Nazrana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Vyjayantimala
Duration : 04:10   Song Number : 32728   

Mere Peechhe Ek Ladki Banarsi Babu (1973) 04:03 17943
 
Poster of Banarsi Babu (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Rakhi
Duration : 04:03   Song Number : 17943   

Mere Piya Gaye Rangoon Patanga (1949) 04:22 20932
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Shyam, Gopi, Nigar Sultana, Purnima
Duration : 04:22   Song Number : 20932   

Mere Piya Se Koi Ye Ashiana (1952) 04:04 12744
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitra, Jagjit Singh
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 04:04   Song Number : 12744   

Mere Saamne Waali Khidki Mein Padosan (1968) 02:53 20934
 
Poster of Padosan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Sunil Dutt, Sayra Banu
Duration : 02:53   Song Number : 20934   

Mere Sahib Mere Sahib Nanak Nam Jahaz Hai (1969) 04:11 15505
 
Poster of Nanak Nam Jahaz Hai (1969)
 
Category
Punjabi
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Vimi
Duration : 04:11   Song Number : 15505   
Karaoke Songs of raj, Sad Songs of raj, Love Songs of raj, Dance Songs of raj, Hip-hop songs of raj, Best songs of raj, Super hit songs of raj, hit songs of raj, duet songs of raj, solo songs of raj, old songs of raj, famous songs of raj, Hindi Karaoke Songs of raj, Hindi Sad Songs of raj, Hindi Love Songs of raj, Hindi Dance Songs of raj, Hindi Hip-hop songs of raj, best Hindi songs of raj, super hit Hindi songs of raj, hit Hindi songs of raj, duet Hindi songs of raj, solo Hindi songs of raj, old Hindi songs of raj, famous Hindi songs of raj, Sing Along Songs of raj, Sing Along Sad Songs of raj, Sing Along Love Songs of raj, Sing Along Dance Songs of raj, Sing Along Hip-hop songs of raj, Sing Along Best songs of raj, Sing Along Super hit songs of raj, Sing Along hit songs of raj, Sing Along duet songs of raj, Sing Along solo songs of raj, Sing Along old songs of raj, Sing Along famous songs of raj