MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRaj
HomeRaj
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ek wo bhi diwaali thi ek ye bhi diwaali hai ujdaa hua gulshan hai rotaa hua maali hai ek wo bhi diwaali thi ek ye bhi diwaali hai ujdaa hua gulshan hai rotaa hua maali hai baahar to ujaala hai magar dil mein andheraa samjho na ise raat ye hai ghum kaa savera baahar to ujaala hai magar dil mein andheraa samjho na ise raat ye hai ghum kaa savera kyaa deep jalaayen hum taqdeer hi kaali hai ujdaa hua gulshan hai rotaa hua maali hai aise na kabhi deep kisi dil ka bujhaa ho main to wo musaafir hoon jo raste mein lutaa ho aise na kabhi deep kisi dil ka bujhaa ho main to wo musaafir hoon jo raste mein lutaa ho ae maut tu hi aa jaa dil teraa sawaali hai ujdaa hua gulshan hai rotaa hua maali hai click here
hmmmmmm mmmm hmm hmm hmmm hmmm faasla rahe na aaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen faasla rahe na aaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen maine teri dhadkanon ko sun liya jaanam maine teri dhadkanon ko sun liya jaanam maine tujhko meet apna chun liya jaanam kuchh bhi soche ye samaaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen waqt jo guzra abhi tak bojh sa guzra waqt jo guzra abhi tak bojh sa guzra mil ke tujhse zindagi ka karz to utra aaj se apne mizaaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen dhoop mein saaya banu saaye mein humsaya dhoop mein saaya banu saaye mein humsaya shukriya tera mere zakhmo ko sehlaya kyun rahe thodi bhi laaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen faasla rahe na aaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen aaaaaaa aaaaaaa hmmmmmmmm aaaaaaa aaaaaaa hmmmmmmmm click here
gaal gulaabi kis ke hain nain sharaabi kis ke hain baalon mein kis ke raat base dekh ke kis ko subah hanse bolo kaun kaun kaun kaun kaun gaal gulaabi kis ke hain nain sharaabi kis ke hain lambi baahen kis ki hain tez nigaahen kis ki hain choom ke kis ko hawaa chale dekh ke kis ko chaand jale bolo kaun kaun kaun kaun kaun lambi baahen kis ki hain tez nigaahen kis ki hain phool baraste baaton se dil ko loote ghaaton se jyot jali to sharmaaye dekh paseena aa jaaye bolo kaun kaun kaun kaun kaun phool baraste baaton se dil ko loote ghaaton se rang damakta kis ka hai ang chamakta kis ka hai jalwaa jaadu karta hai shimla jis pe marta hai bolo kaun kaun kaun kaun kaun rang damakta kis ka hai ang chamakta kis ka hai gaal gulaabi nain sharaabi lambi baahen tez nigaahen rang damakta ang chamakta bolo bolo bolo bolo kaun click here
gana naa aaya bajana naa aaya dilbar ko apna banana naa aaya gana naa aaya bajana naa aaya dilbar ko apna banana naa aaya haan kahin sa hai kahin re hai kahin ga ma pa dha ni hai hmm an an an kahin bhaageswari ki behan kahin jai jayanti ki naani hai aaaaa aaaaaa aaaaa ye bhojha saat sur ka humse baap re uthta bhi to kyun uthta haannnnnnnnnnn humen ek sur bhi hilanaa naa aaya humen ek sur bhi hilanaa naa aaya dilbar ko apna banana naa aaya gana naa aaya bajana naa aaya dilbar ko apna banana naa aaya haan gana naa aaya bajana naa aaya dilbar ko apna banana naa aaya are dhatt teri ki sadak tedi hai desi raag ki eeee eee eee eeee eee eeee eeee eeee eeee chal mod le tam tam ch ch ch ch hm hm hm gale ko garm kar le hmm hmm aah ha ha gale ko garm kar le chhod angrezi mein ek atom chhod angrezi mein ek atom chhod angrezi mein ek atom ta tara pa papa ta tata ra rarara ra tara pa papa ta tata o my sita papplu papita o my sita papplu papita aye ki tu kitaaaaaa sorryieee click here
bol siyavar raamchandra ki jai pawansut hanumaan ki jai har har mahadev ki jai paarvati ke pati bhagwati pandey ji ki jai ganga ghaat ka paani piya hai ganga ghaat ka paani piya hai ab sabko main paani pila dunga ganga ghaat ka paani piya hai ab sabko main paani pila dunga mujhko bhala samajhte ho kya tumhen haridwaar pahuncha dunga ganga ghaat ka paani piya hai ab sabko main paani pila dunga haa pyaar ki baani bolne waala ban jaaye ek tamaasha is duniya mein to chalti hai bas laathi ki bhaasha re pyaar ki baani bolne waala ban jaaye ek tamaasha is duniya mein to chalti hai bas laathi ki bhaasha kaun hai tola kaun hai maasha ye bhed abhi samjha dunga ganga ghaat ka paani piya hai ab sabko main paani pila dunga haa do shabdon mein keh deta hoon is duniya ki kahaani bhole ko jag moorkh samjhe aur chatur ko gyaani re do shabdon mein keh deta hoon is duniya ki kahaani bhole ko jag moorkh samjhe aur chatur ko gyaani bhola hoon main nirbal nahin din ko bhi taare dikha click here
naa main sindhi naa main marathi naa main hoon gujrati naa to hai ik bhashaa meri naa meri ik jaati aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa ganga meri maa ka naam baap ka naam himaala ganga meri maa ka naam baap ka naam himaala ab tum khud hi faisla kar lo main kiss soobe waala ganga meri maa ka naam baap ka naam himaala ab tum khud hi faisla kar lo main kiss soobe waala ganga meri maa ka naam baap ka naam himaala jiss dharti ka main beta hoon uss ke mausam chaar jiss dharti ka main beta hoon uss ke mausam chaar garmi sardi patjhad aur albeli ritu bahaar jahaan saveraaaaaa jahaan saveraa gaata aaye raat bajaaye sitaar raat bajaaye sitaar ganga meri maa ka naam baap ka naam himaala ab tum khud hi faisla kar lo main kiss soobe waala ganga meri maa ka naam baap ka naam himaala main wo panchhi jiss ki niss din laakhon kos udaan main wo panchhi jiss ki niss din laakhon kos udaan uttar dakshin poorab pachhim goonje meri taan desh vishaal haiiiiiiiii desh vishaal hai mera jiska click here
gar tum bura na maano to main tumse pyaar kar loon mujhe tum daga na doge kaho aitbaar kar loon gar tum bura na maano to main tumse pyaar kar loon mujhe tum daga na doge kaho aitbaar kar loon gar tum bura na maano aaha ha ha ha ha ha ha haaaaa jo nazar ki aarzoo hai bade shouk se kaho tum ae bahaar zindagaani mere saamne raho tum main tumhaari har jhalak par dilo jaan nisaar kar loon aaaaaa mujhe tum daga na doge kaho aitbaar kar loon gar tum bura na maano mera dil bhi jaan bhi haazir aahaa jo chalaaye teer aankhen aaaaaa huyi mere dil ki dushman ooohooo teri ye shareer aankhen aaaaaa tu nazar ke teer barsa ooo hooo main jigar ke paar kar loon mujhe tum daga na doge kaho aitbaar kar loon gar tum bura na maano aaha ha ha ha ha ha ha haaaa meri hasraton ko tune haa haaa diya pyaar ka sahaara hmmmm teri ek hansi ki khaatir aa ha haa mujhe kya nahin ganwaara hmmmm tera ghum bhi ho to usko main gale ka haar kar loon mujhe tum daga na doge kaho aitbaar kar loon gar tum click here
gardish mein hon taare na ghabraana pyaare gar tu himmat na haare to honge waare niyaare gardish mein hon taare na ghabraana pyaare gar tu himmat na haare to honge waare niyaare gardish mein hon taare na ghabraana pyaare mujh ko meri aasha deti hai dilaasa mujh ko meri aasha deti hai dilaasa aayengi bahaarein chali jaayengi fiza o aasmaan ye neela neela kare hai ishaare gardish mein hon taare na ghabraana pyaare duniyaan hai saraaye rehne ko hum aaye duniyaan hai saraaye rehne ko hum aaye aaye hain to hansi khushi reh le to yahaan wo soorma hai zindagi jo kaanton mein gujaare gardish mein hon taare na ghabraana pyaare baajuon mein dum hai phir kaahe ka ghum hai baajuon mein dum hai phir kaahe ka ghum hai aaheli iraade hain umeingein hain jawaan o muskilein kahaan hain unhein mera dil pukaare gardish mein hon taare na ghabraana pyaare gar tu himmat na haare to honge waare niyaare gardish mein hon taare na ghabraana pyaare click here
gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena ho garmi ya sardi paseena paseena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena ho garmi ya sardi paseena paseena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena jo paida huye bhookh dar pe khadi thi gareebi ki paanv mein bedi padi thi jo paida huye bhookh dar pe khadi thi gareebi ki paanv mein bedi padi thi tha shaayad wo ramjaan ka hi maheenaaa tha shaayad wo ramjaan ka hi maheena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena mere saath kab se sadak chal rahi hai bekhabo khatar bedhadak chal rahi hai mere saath kab se sadak chal rahi hai bekhabo khatar bedhadak chal rahi hai hai donon ki kismat mein patthar ka seenaaa hai donon ki kismat mein patthar ka seena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena mukaddar ka likha kiye ja rahe hain is ummeed par hum jiye ja rahe hain mukaddar ka likha kiye ja rahe hain is ummeed par hum jiye ja rahe hain milegi kabhi maut ki bhi haseenaaa milegi kabhi maut ki bhi haseena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena ho garmi ya click here
garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai yeh paani bahate bahate keh raha hai kabhi wo din bhi aayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai yeh bunden dekh lena ek din tufaan laayengi zameen toh hai zameen yeh aasman ko bhi hilayengi garibon ke gharon tak chal ke khud bhagwan aayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai sitam ka had se badh jana tabahi ki nishaani hai badalte hain sabhi ke din purani yeh kahaani hai zamana ek din girte huon ko khud uthaayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai agar jal kar kisi majboor ne fariyaad kar daali toh kudrat ke khazane dekhna ho jayenge khaali zameen phat jayegii zameen phat jayegi suraj ka gola toot jaayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai click here
ga ga ga gayeja aur muskuraye ja jab tak ke fursat de ye zamana ga ga ga gayeja aur muskuraye ja jab tak ke fursat de ye zamana jitna khushi se dil ko lagana jitna khushi se dil ko lagana utna hi ghum se rishta nibhana gayeja gayeja aur muskuraye ja jab tak ke fursat de ye zamana ga ga ga gayeja hona hai jo kuchh ho ke rahega waqt ka dariya pyaare bahega hona hai jo kuchh hoke rahega waqt ka dariya pyaare bahega iss zindagi mein kiske liye kya likha hua hai kisne ye jana ga ga ga gayeja aur muskuraye ja jab tak ke fursat de ye zamana ga ga ga gayeja duniya mein jeena apni adaa se koi kahe kya apni balaa se duniya mein jeena apni adaa se koi kahe kya apni balaa se aandhi ka zor ho tufaan ka shor ho rukne ka naam nahin badte hi jana ga ga ga gayeja aur muskuraye ja jab tak ke fursat de ye zamana ga ga ga gayeja ye wo safar hai jisme ke dosti kitni bhi raat ho deti hai roshni ye wo safar hai jisme ke dosti kitni bhi raat ho deti hai roshni iss roshni ki ek ek kiran se click here
o o aa oo oo oo oo oo aa aa oo oo oo oo oo oo oo oo oooo geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon tu bhi mera saathi ban ja main teri humraaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon tu bhi mera saathi ban ja main teri humraaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon ho aaja mil ke baant le ho kya khushiyaan kya ghum ho o aaja mil ke baant le ho kya khushiyaan kya ghum tanhaa tanhaa tanhaayi ka zehar peeyein kyun hum tu mere jeevan ka panchhi main teri parvaaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon tu bhi mera saathi ban ja main teri humraaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon do din ka saath nahin ho saari umar ka hai saath ho o do din ka saath nahin ho saari umar ka hai saath jeete jee na honge juda ye aaj mile jo haath tu meri saanson ka maalik main teri dumsaaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon tu bhi mera saathi ban ja main teri humraaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon geet tere saaz ka teri click here
ho gentleman gentleman gentleman hey gentleman gentleman gentleman main hoon babu gentleman aa mila le mujh se nain london se aaya main ban than ke hey landon se aaya main ban than ke gentleman gentleman gentleman ooooooo pardesiyaa ho angrejiyaa hooo oo oooo pardesiyaa ho angrejiyaa main gori gaaon ki tere haath na aaungi main gori gaaon ki tere haath na aaungi hey gentleman gentleman gentleman hey dekh mera topaa hey dekh mera topaa ye dekh mera tombaa ye dekh mera sopa hai made in japan baby o n japan ye fine fine suitaa ye long long boota ye pipe waala hookaa ye suita boota boota sootaa hookaa bookaa very very good i like you meri jaaaaaaan you like you laaya videshi cheezen udhar ke kadar jaane na mere pyaar ki kadar jaane na mere pyaar ki mujhko to bhaayen desi adaayen desi adaayen mere yaar ki topi waale dildaar ki ho very good very good very good main hoon mister very good naam hain mera robinhood london se aaya main ban than ke hey london se aaya main ban click here
tang tang tang tang tang tang tang tang tang tang tang tang tang tang ho jogiya tang tang tang tang tang ho jogiya tang tang tang tang tang jo na karna tha kar gai main bhi kitt jaa ke marr gai jo na karna tha kar gai main bhi kitt jaa ke marr gai achchhi khasi jatt ni changi ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani roz savere ae ae neem andhere ae ae ghar se bhaagi main bhaagi ghar se thaare waaste bina baat ke ke ke beech raat ke neend se jaagi main jaagi neend se thaare waaste duniya ke bole tu jaan de mere dil ki jaan le main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani jo na karna tha kar gai main bhi kitt jaa ke marr gai achchhi khaasi jatt ni changi ghani bawri ho gai re ghani click here
ghodi pe ho ke sawaar chala hai dulhaa yaar kamria main bandhe talwaar akadta hai chhaila mili hai aisi lailaa ye jodi hai nehele pe dehela akadta hai chhaila mili hai aisi lailaa ye jodi hai nehele pe dehela ghodi pe ho ke sawaar chala hai dulhaa yaar kamria main bandhe talwaar kal tak bechaara hum saa kunwaara phirtaa thaa gali gali maara maara kal tak bechaara hum saa kunwaara phirtaa thaa gali gali maara maara ek ik chhokari pholoon ki tokari bolaa dil thaam ke main haara haara yaar ko mubaarak ho mohabbat ki baazi yaar ko mubaarak ho mohabbat ki baazi miya bibi raazi to kyaa karega kaazi sadaa phoole phale donoon ka pyaar ghodi pe ho ke sawaar chala hai dulhaa yaar kamria main bandhe talwaar dulhan ki dhun hai kaisa magan hai hoga milan dekho abhi abhi dulhan ki dhun hai kaisa magan hai hoga milan dekho abhi abhi shaadi ki masti lagti hai sasti padti hai mahangi bhi kabhi kabhi ye baat mat bhulnaa pyaar ki bahaarein ye baat mat bhulnaa pyaar ki bahaarein nanhe click here
gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain dekh ke jinko neend udd jaaye wo matwaali aankhen hain gore gore munh se palla kya sarkaana munh se palla kya sarkaana iss baadal mein bijli hai door hi rehna door hi rehna door hi rehna inn se qayamat dhaane waali aankhen hain gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain gore gore be jinke andher hai sab kuchh be jinke andher hai sab kuchh aisi baat hai inn mein kya aankhen aankhen aankhen aankhen aankhen aankhen sab hai barabar kaun niraali aankhen hain gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain gore gore be dekhe aaraam nahin hai be dekhe aaraam nahin hai dekhen to dil kaa chain gaya dekhne waale dekhne waale dekhne waale yun kehte hain bholi bhaali aankhen hain dekh ke jinko neend udd jaaye wo matwaali aankhen hain gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain gore gore click here
gore gore o baanke chore kabhi meri gali aaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo gore gore o baanke chore kabhi meri gali aaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo roz roz mulaaqat achchhi nahin pyaar mein aisi baat achchhi nahin thoda thoda milna thodi si judaai sada chandni raat achchhi nahin chhodo chhodo jiya na todo kisi aur ko jalaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo gore gore o baanke chore kabhi meri gali aaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo choti si baat par ye ladaai pyaar ki duhaai hai pyaar ki duhaai ankhiyon mein ankhiyan daal ke to dekho chehre pe gussa hai dil mein safaai ghadi ghadi o badi badi achchhi baatein na banaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo gore gore o banke chore kabhi meri gali aaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo click here
oye hoye gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo tumhari kanwari kalayi ko daag na lageeeeee gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo jaaneman inn haathon mein to mehndi ka rang lagna hai haaye pyaar ki rangat se tera naazuk ang ang sajna hai hai kaun si aisi majboori jo husn kare ye majdoori tumhari kanwari kalayi ko daag na lageeeeee gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo mehlon ki tum raani ho main preet nagar ka shehzaada baant len hum kyun na dono dhan apna aadha aadha hum kaam karen tum raaz karo manzoor to haath pe haath dharo tumhari kanwari kalayi ko daag na lageeeeee gore haa thon par na zulm karo haazir hai ye banda huqm karo gusse mein jo uljhi hai aao to wo latt main suljha doon haaye chheden jo zulfen teri uss shokh hawaa ko rukwaa doon dekho naa yun aankhen mal mal ke click here
gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja tere bina o gori kaise bajegi mori baansuriyaa manaaye tera saanwriya maan bhi ja gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja ruk ja o jaanewali dil tadpanewali tod ke kisi ka dil jaana hai bura ruk ja o jaanewali dil tadpanewali tod ke kisi ka dil jaana hai bura itna bhi maan kaisa roop ka guman kaisa dekho ji ye baan chalana hai bura dekho ji ye baan chalana hai bura baali umar tu hai baanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja tere bina o gori kaise bajegi mori baansuriyaa manaaye tera saanwriya maan bhi ja gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja chhod bhi de zidd raani baat jo na meri maani ik din tujhe pachhatana padega chhod bhi de zidd raani baat jo na meri maani ik din tujhe pachhatana padega akhiyaan jhukaaye huye mukhda chhupaye huye haar click here
govinda aala re aa la zara matki sambhal brijbaala arre ek do aur teen chaar sang paanch chhe saat hain gwaala govinda aala re aa la zara matki sambhal brijbaala o aayi maakhan ke choron ki saina ho zara bach ke sambhal ke ji rehna badi natkhat hai fauj kahin aayi jo mauj badi natkhat hai fauj kahin aayi jo mauj nahin bachne ka nahin bachne ka koi bhi taala govinda aala re aa la zara matki sambhal brijbaala ho kaisi nikli hai jhoom ke ye toli ho aaj khelegi doodh se ye holi bheege kitna bhi ang thandi ho na umang bheege kitna bhi ang thandi ho na umang pade inse o pade inse kisi ka na paala paala govinda aala re aa la zara matki sambhal brijbaala arre ek do aur teen chaar sang paanch chhe saat hain gwaala govinda aala re aa la zara matki sambhal brijbaala click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Wo Bhi Diwaali Thi Nazrana (1961) 03:20 31047
 
Poster of Nazrana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Vyjayanthimala
Duration : 03:20   Song Number : 31047   

Faasla Rahe Na Aaj Akarshan (1988) 03:45 16535
 
Poster of Akarshan (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Rajesh Johari
Music Director- 
Ajeet Singh, Bappi Lahiri
Duration : 03:45   Song Number : 16535   

Gaal Gulaabi Kis Ke Hain Love In Simla (1960) 02:40 13619
 
Poster of Love In Simla (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 02:40   Song Number : 13619   

Gana Na Aaya Miss Mary (1957) 04:47 13754
 
Poster of Miss Mary (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 04:47   Song Number : 13754   

Ganga Ghaat Ka Paani Ponga Pandit (1975) 06:26 40876
 
Poster of Ponga Pandit (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 06:26   Song Number : 40876   

Ganga Meri Maa Ka Naam Tumse Achha Kaun Hai (1969) 06:04 14364
 
Poster of Tumse Achha Kaun Hai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 06:04   Song Number : 14364   

Gar Tum Bura Na Maano Mehlon Ke Khwab (1960) 04:13 19953
 
Poster of Mehlon Ke Khwab (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Music Director- 
S Mohindar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Madhu Bala
Duration : 04:13   Song Number : 19953   

Gardish Mein Hon Taare Reshmi Roomal (1961) 03:17 14077
 
Poster of Reshmi Roomal (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Music Director- 
Babul
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 03:17   Song Number : 14077   

Gareebon Ka Jeena Bhi Hai Koi Jeena Nai Roshni (1967) 04:02 38764
 
Poster of Nai Roshni (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anwar Husain
Duration : 04:02   Song Number : 38764   

Garibon Ka Paseena Beh Raha Hai Naya Aadmi (1956) 03:57 36172
 
Poster of Naya Aadmi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
N T Rama Rao, Anjali Devi
Duration : 03:57   Song Number : 36172   

Gayeja Aur Muskuraye Ja Professor Pyarelal (1981) 04:49 18559
 
Poster of Professor Pyarelal (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:49   Song Number : 18559   

Geet Tere Saaz Ka Intaqam (1969) 05:58 12029
 
Poster of Intaqam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 05:58   Song Number : 12029   

Gentleman Gentleman Gopi (1970) 04:59 13291
 
Poster of Gopi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Sayra Banu
Duration : 04:59   Song Number : 13291   

Ghani Bawri Tanu Weds Manu Returns (2015) 04:10 37280
 
Poster of Tanu Weds Manu Returns (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Raj
Music Director- 
Krsna
Singer- 
Jyoti Nooran
On Screen Actors- 
Kangana Ranaut, R Madhavan
Duration : 04:10   Song Number : 37280   

Ghodi Pe Ho Ke Sawaar Ghulam Begum Badshah (1973) 05:00 11811
 
Poster of Ghulam Begum Badshah (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha
Duration : 05:00   Song Number : 11811   

gore gore chaand Anita (1967) 04:22 12687
 
Poster of Anita (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Raag- 
Khamaj
Duration : 04:22   Song Number : 12687   

Gore Gore O Baanke Chore Samadhi (1950) 03:02 20480
 
Poster of Samadhi (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Nalini, Kuldeep Kaur
Duration : 03:02   Song Number : 20480   

Gore Haathon Par Pyar Kiye Jaa (1966) 05:17 20481
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:17   Song Number : 20481   

Gori Bulaye Tera Taj (1956) 03:26 14310
 
Poster of Taj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:26   Song Number : 14310   

Govinda Aala Re Aa La Bluff Master (1963) 05:54 12923
 
Poster of Bluff Master (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:54   Song Number : 12923   
Karaoke Songs of raj, Sad Songs of raj, Love Songs of raj, Dance Songs of raj, Hip-hop songs of raj, Best songs of raj, Super hit songs of raj, hit songs of raj, duet songs of raj, solo songs of raj, old songs of raj, famous songs of raj, Hindi Karaoke Songs of raj, Hindi Sad Songs of raj, Hindi Love Songs of raj, Hindi Dance Songs of raj, Hindi Hip-hop songs of raj, best Hindi songs of raj, super hit Hindi songs of raj, hit Hindi songs of raj, duet Hindi songs of raj, solo Hindi songs of raj, old Hindi songs of raj, famous Hindi songs of raj, Sing Along Songs of raj, Sing Along Sad Songs of raj, Sing Along Love Songs of raj, Sing Along Dance Songs of raj, Sing Along Hip-hop songs of raj, Sing Along Best songs of raj, Sing Along Super hit songs of raj, Sing Along hit songs of raj, Sing Along duet songs of raj, Sing Along solo songs of raj, Sing Along old songs of raj, Sing Along famous songs of raj