Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRaj
HomeRaj
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin tere daaman mein mere waaste kya kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin mere in haathon ki chaho to talaashi le lo mere in haathon ki chaho to talaashi le lo mere haathon mein lakeeron ke siwa kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin humne dekha hai kayi aise khudaon ko yahaan humne dekha hai kayi aise khudaon ko yahaan saamne jinke wo sach much ka khuda kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin ya khuda ab ke ye kis rang mein aayi hai bahaar ya khuda ab ke ye kis rang mein aayi hai bahaar zard hi zard hai pedon pe hara kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin dil bhi ek zid pe ada hai kisi bachche ki tarah dil bhi ek zid pe ada hai kisi bachche ki tarah ya to sab kuchh hi ise chahiye ya kuchh bhi nahin zindagi tune lahoo leke diya kuchh bhi nahin tere daaman mein mere waaste kya kuchh bhi nahin
zindagi wo kya naa pyaar jismein ho saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai zindagi wo kya naa pyaar jismein ho saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai akele tum ho akele hum hain akele tum ho akele hum hain saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai zindagi wo kya naa pyaar jismein ho saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai akele tum ho akele hum hain akele tum ho akele hum hain saath agar ho saathi dil ka maza safar mein hai ho ja ho ja ae dil kisi ka ho ja kisi ka ho ja jahaan bhi dekhe aankh ki masti kho jaa nadaan kho jaa hai pyaar ki fursat kitni bas raat jawaan hai jitni ho ho ho ho oo oo ho akele tumho akele tumho akele hum akele hum hain baant na len kyun aapas mein jo dard jigar mein hai sehmi sehmi kyu hai dhadkan dil ki main na jaanu pad na gayi hon aankh kisi qatil ki main na jaanu jab chal jaata hai jaadu phir dil par kaisa kaabu ho ho ho ho oo ho ho akele tumho akele tum akele hum akele hum hain honton par bhi le aao jo
zulf bikhrati chali aayi ho aye ji socho to zara badli ka kya hoga haaan haaan badli ka kya hoga haaye zulf bikhrati chali aayi ho aye ji socho to zara badli ka kya hoga haaan haaan badli ka kya hoga honth ye naazuk naazuk jaise kanwaari kaliyaan haan haaa haaan honth ye naazuk naazuk jaise kanwaari kaliyaan saamne inke phiki baagh ki saari kaliyaan haan haaa haaan saamne inke phiki baagh ki saari kaliyaan yun jo muskaati chali aayi hoooo yun jo muskaati chali aayi hoooo yun jo muskaati chali aayi hoooo aye ji socho to zara phoolon ka kya hogaaa zulf bikhrati chali aayi ho aankh sharabi teri haaye uss mein gulaabi dore dore dore aankh sharabi teri uss mein gulaabi dore sharm ke maare dehken gaal ye gore gore gore gore sharm ke maare dehken gaal ye gore gore aag bhadkaati chali aayi hoooo aag bhadkaati chali aayi hoooo aag bhadkaati chali aayi hoooo aye ji socho to zara sholon ka kya hogaaa zulf bikhrati chali aayi ho le baithi hain humko ye anjaan adaayen haaaann
zulf lehraayi teri aur meri taqdeer bani koi dekhe zara kya pyaar ki tasveer bani jab kabhi badhne lage shaam ke thande saaye tere dhehke huye rukhsaar wahaan kaam aaye gardish e daher ne jab jab bhi uchchhala mujhko teri makhmoor nighaahon ne sambhala mujhko koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho mere pyaar ki ek haseen iltezaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho mere pyaar ki ek haseen iltezaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho mere dil ne sajde mein gir ke jo maangi mere dil ne sajde mein gir ke jo maangi muhabbat ki wo pehli pehli duwaaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho taranumm ko bhi rashk aata hai jiss per mere dil ki waadi mein tum wo sadaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho meri zindagani agar ek chaman hai meri zindagani agar ek chaman hai to phir jaaneman tum bhi baad e sabaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho mere pyaar ki ek haseen iltezaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho meri khaamosh si duniyaa mein hai kyun aaj
aaaa haaa haaa haaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa zulfon ki ghata le kar saawan ki pari aayi zulfon ki ghata le kar saawan ki pari aayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi zulfon ki ghata le kar machale huye iss dil mein armaan hazaaron hain machale huye iss dil mein armaan hazaaron hain betaab nighaahon mein toofan hazaaron hain betaab nighaahon mein toofan hazaaron hain tujhse naa bichhadne ki tujhse naa bichhadne ki iss dil ne kasam khaayi zulfon ki ghata le kar saawan ki pari aayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi zulfon ki ghata le kar aati ho to aankhon mein bijli si chamakati hai aati ho to aankhon mein bijli si chamakati hai shayad ye muhabbat hai aankhon se chhalakti hai shayad ye muhabbat hai aankhon se chhalakti hai chhodun naa tera daaman chhodun naa tara daaman main hoon tera saudaayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi zulfon ki ghata
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Zindagi Tune Lahoo Leke Diya Jagjit Singh 06:24 39763
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Rajesh Reddy
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:24   Song Number : 39763   

Zindagi Wo Kya Jawab (1970) 03:15 13428
 
Poster of Jawab (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Leena Chandraavarkar
Duration : 03:15   Song Number : 13428   

Zulf Bikhrati Chali Ek Kali Muskayee (1968) 06:30 13219
 
Poster of Ek Kali Muskayee (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 06:30   Song Number : 13219   

Zulf Lehraayi Teri (Koi Mujhse Puche Ke Tum Mere Kya Ho) Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963) 08:22 14433
 
Poster of Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 08:22   Song Number : 14433   

Zulfon Ki Ghata Le kar Reshmi Roomal (1961) 03:27 14079
 
Poster of Reshmi Roomal (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Music Director- 
Babul
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Shakila
Duration : 03:27   Song Number : 14079   
Karaoke Songs of raj, Sad Songs of raj, Love Songs of raj, Dance Songs of raj, Hip-hop songs of raj, Best songs of raj, Super hit songs of raj, hit songs of raj, duet songs of raj, solo songs of raj, old songs of raj, famous songs of raj, Hindi Karaoke Songs of raj, Hindi Sad Songs of raj, Hindi Love Songs of raj, Hindi Dance Songs of raj, Hindi Hip-hop songs of raj, best Hindi songs of raj, super hit Hindi songs of raj, hit Hindi songs of raj, duet Hindi songs of raj, solo Hindi songs of raj, old Hindi songs of raj, famous Hindi songs of raj, Sing Along Songs of raj, Sing Along Sad Songs of raj, Sing Along Love Songs of raj, Sing Along Dance Songs of raj, Sing Along Hip-hop songs of raj, Sing Along Best songs of raj, Sing Along Super hit songs of raj, Sing Along hit songs of raj, Sing Along duet songs of raj, Sing Along solo songs of raj, Sing Along old songs of raj, Sing Along famous songs of raj