MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRaj
HomeRaj
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise lut gaye hosh to phir hosh mein aaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise main nigaahein chhaa rahi thi teri mehki hui zulfon ki ghata teri aankhon ne teri aankhon ne pilaadi to main peeta hi gaya tauba tauba tauba tauba tauba tauba wo nasha hai ke bataaoon kaise main nigaahein shokh nazren ye sharaarat se na baaz aayengi kabhi ruthengi kabhi ruthengi kabhi milke palat jaayengi tujh se nibh jaayegi nibh jaayegi tujh se nibh jaayegi main inse nibhaaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise lut gaye hosh to phir hosh mein aaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise main nigaahein click here
main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re paglepan ki peer wo jaane bichhade jiska meet re main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re main paagal kahe ye duniyaa main deewana din ko dekhun sapne deewani duniyaa kya jaane deewani duniyaa kya jaane ye sapne hain apne ye sapne hain apne ghaayal mann ki hansi udaaye ye duniyaa ki reet re main paagal chhupi huyi meri kaaya mein raakh kisi parwaane ki chhupi huyi meri kaaya mein raakh kisi parwaane ki ye mera dukhiyaa jeevan hai hoonk kisi deewaane ki mann ke toote taar bajaa kar gaaun apne geet re main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re main paagal click here
main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya are masti bhari aankhon se do jaam chura laaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya masti meri aankhon ne botal se nahin li hai saaki se nahin maangi chullu se nahin pee hai behosh nahin phir bhi main hosh ganwaa aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya jeena kise kehte hain jee kar bhi nahin samjha jeena kise kehte hain jee kar bhi nahin samjha peene ka mazaa kya hai pee kar bhi nahin samjha pyaala mere honthon tak aa kar bhi nahin aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya apne hi khayalon ko maikhaana banaya hai apne hi khayalon ko maikhaana banaya hai toote huye ik dil se paimana banaya hai saawan ki ghataaon ko aankhon mein chhupa laaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya click here
main pyaar ka raahi hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thehar jaaun tum ek musaafir ho kab chhod ke chal doge ye soch ke ghabraaun main pyaar ka raahi hoon tere bin jee lage na akele ho sake to mujhe saath lele naazni tu nahin ja sakegi chhod kar zindagi ke jhamele naazni naazni tu nahin ja sakegi chhod kar zindagi ke jhamele jab bhi chhaye ghata yaad karna zara saat rangon ki umr kahaani main pyaar ka raahi hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thehar jaaun tum ek musaafir ho kab chhod ke chal doge ye soch ke ghabraaun main pyaar ka raahi hoon pyaar ki bijliyaan muskuraaye dekhiye aap par gir na jaaye dil kahe dekhta hi rahoon mein saamne baith kar ye adaayein haai dil kahe dil kahe dekhta hi rahoon mein saamne baith kar ye adaayein na main hoon nazni na main hoon mahaazbi aap ki hi nazar hai diwaani main pyaar ka raahi hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thehar jaaun tum ek musaafir ho kab chhod ke chal doge ye soch ke ghabraaun main pyaar ka raahi hoon click here
main pyaasa tum saawan main pyaasa tum saawan main dil tum meri dhadkan ho na hoon to ho ho na hoon to main pyaasi tum saawan main pyaasi tum saawan main dil tum meri dhadkan ho na hoon to ho ho na hoon to aankhon ko jab band karoon main aankhon ko jab band karoon main sapne tumhaare aayen hooo pyaar bina ye jeevan phikaa sapne ye samjhaayen mann se mann ki dori ka tumhin to ho bandhan ho na hoon to ho ho na hoon to maine jab jab anjaane se maine jab jab anjaane se dekhi haath ki rekha main batlaa doon uss rekha mein tumne mujhe hi dekha main to ik parchhayee hoon tumhin ho mere darpan ho na hoon to ho ho na hoon to main pyaasa tum saawan main pyaasa tum saawan main dil tum meri dhadkan ho na hoon to ho ho na hoon to click here
main pyaasa tum saawan main pyaasa tum saawan main dil tum meri dhadkan ho naa hoon toh ho ho naa hoon toh main pyaasa tum saawan aankhon ko jab band karoon main sapne tumhaare aaye pyaar bina yeh jeevan pheeka sapne yeh samjhaye mann se mann ki dori ka tumhin to ho bandhan ho naa hoon toh ho ho naa hoon toh main pyaasa tum saawan main jab chhedun dil ke taraane chup ke se sun lena yeh nagmein hain pyaar ki kaliyaan dheere se chunn lena tera mera rishta jaise khushboo aur chandan hai naa hai toh hai hai naa hai toh main pyaasa tum saawan click here
main sunata hoon tujhe ek kahani sunle o mere laal zara meri zubaani sunle mere nanne mere munne meri aulaad hai tu maine bhagwaan se jo ki thi wo fariyaad hai tu baap hoon tera magar tujhko khila sakta nahin dono haathon se kabhi tujhko utha sakta nahin tu agar chahe ke ban jaaun main tera ghoda jo na ban paaun to dukh hoga tujhe bhi thoda lekin ik baat mere bachche tujhe yaad rahe lekin ik baat mere bachche tujhe yaad rahe dil teri maa ka tere pyaar se aabaad rahe tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala badkismat ke ghar mein hua hai paida kismatwala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala tere do haathon ki taqat hi taqdeer hai teri tere do haathon ki taqat hi taqdeer hai teri mehnat jiska naam hai beta wo jagir hai teri har mushkil se lad sakta hai do do haathon wala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala click here
main teri nazar ka suroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho tere paas reh ke bhi door hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon mujhe aankh se to gira diya kaho dil se bhi kya bhula diya mujhe aankh se to gira diya kaho dil se bhi kya bhula diya teri aashiqui ka guroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon teri zulf hai mera haath hai ke tu aaj bhi mere saath hai teri zulf hai mera haath hai ke tu aaj bhi mere saath hai tere dil mein main bhi zuroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho tere paas reh ke bhi door hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon click here
pa ma re ni sa re ma pa ni pa ma pa ni pa pa ni sa ni ni sa re sa main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare wahaan sanwla salona ek jaadugar aati jaati pe jaadu daare main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare honthon se jab jab wo murli lagaaye honthon se jab jab wo murli lagaaye jamuna ki ik ik lahar ruk jaaye jamuna ki ik ik lahar ruk jaaye sakhi ri phir tu hi bata sakhi ri phir tu hi bata dil kaise na koi haare main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare kitna bhi koi manwa ko roke kitna bhi koi manwa ko roke reh jaaye bansi ki dhun mein wo kho ke reh jaaye bansi ki dhun mein wo kho ke sakhi ri koi bas na chale sakhi ri koi bas na chale jab mohan ki murali pukaare main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare wahaan sanwla salona ek jaadugar aati jaati pe jaadu daare main to jaaun na jamuna kinaare main to jaaun na jamuna kinaare aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa click here
kaun rokega ab pyaar ka raasta main to pi ki nagariya jaane lagi main to pi ki nagariya jaane lagi aaj baithe bithaaye ye kya ho gaya dil ki har baat aankhon mein aane lagi dil ki har baat aankhon mein aane lagi main to pi ki nagariya jaane lagi aa gaye aa gaye muskuraane ke din aa gaye aa gaye muskuraane ke din ladkhadaane ke din gungunaane ke din ladkhadaane ke din gungunaane ke din maine paayal to paanvon mein baandhi nahin aur aavaaz aur aavaaz ghungharu ki aane lagi aur aavaaz ghungharu ki aane lagi main to pi ki nagariya jaane lagi koi raahon mein kaliyaan bichhaane laga koi raahon mein kaliyaan bichhaane laga aur ishaaron se mujh ko bulaane laga aur ishaaron se mujh ko bulaane laga maine darpan abhi tak to dekha nahin meri bindiya magar jhilmilaane lagi meri bindiya magar jhilmilaane lagi main to pi ki nagariya jaane lagi aaj kaisi chali bheegii bhiigi pavan aaj kaisi chali bheegii bhiigi pavan lehlahaane laga mera naazuk badan lehlahaane laga mera naazuk click here
main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna kyun jhoothe se preet lagayee kyun jhoothe se preet lagayee kyun chhaliye ko meet banaaya kyun aandhi mein deep jalaaya main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna sapne mein jo baagh lagaayee neend khuli to veeraane the hum bhi kitne deewane the main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna na milti ye bairan ankhiyan na milti ye bairan ankhiyan chain na jaata dil bhi na rota kaash kisi se pyaar na hota main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna click here
main wohi wohi baat main wohi wohi baat mere liye to har din naya din har raat nayi raat main wohi wohi baat main wohi achhchhi yaa kharaab pee lee jaisi mili sharaab pee li saaki naya hai jaam puraana saaki naya hai jaam puraana rang naya hai naam puraana naam puraana subah ho yaa shaam mujhe masti se kaam kyunke har din naya din har raat nayi raat main wohi wohi baat main wohi huuuuu huuuuu huuuu huuuuu huuuuuu apna hi lahoo pee raha hoon marne ke liye jee raha hoon dil apna hai ghum apne hai dil apna hai ghum apne hai duniyaa paraayi hum apne hai hum apne hai mujhe aaye naa qaraar main rahoon beqaraar kyunke har din naya din har raat nayi raat main wohi click here
maine apni shama bujha kar teri shama jala di hai khoon hua hai armaanon ka phir bhi tujhe dua di hai maine apni shama bujha kar jaa manzil ko jaane waale tera saathi saath hai tere tera saathi saath hai tere pyaar hua tha kabhi mujhe bhi baat wo maine bhula di hai khoon hua hai armaanon ka phir bhi tujhe dua di hai maine apni shama bujha kar ek din bheegi shaam ko maine jo tasveer banai thi jo tasveer banai thi aaj mohabbat ki wo nishani apne aap mita di hai khoon hua hai armaanon ka phir bhi tujhe dua di hai maine apni shama bujha kar teri shama jala di hai khoon hua hai armaanon ka phir bhi tujhe dua di hai click here
maine dekha tujhe tune dekha mujhe maine dekha tujhe tune dekha mujhe aankhon aankhon mein donon ke dil mil gaye dil se dil jo mile chal pade silsile dil se dil jo mile chal pade silsile sharm aur shokhiyon ke kamal khil gaye maine dekha tujhe tune dekha mujhe phool milne lage chhupke shaakhon tale aa aa aa aa phool milne lage chhupke shaakhon tale maine sooraj ki jalti kiran choom li saare gulshan mein charche chhide pyaar ke saare gulshan mein charche chhide pyaar ke prem ke dhaage mein do jism sil gaye maine dekha tujhe tune dekha mujhe parvaton pe baraf ka pighalta badan aa aa aa aa parvaton pe baraf ka pighalta badan dharti aur ye gagan ka tadapta milan ye hawaaon ki galiyaan jame raaste ye hawaaon ki galiyaan jame raaste saans bante hain saanson mein ghul mil gaye maine dekha tujhe tune dekha mujhe preet ke gaaon mein dhoop mein chhaon mein baandh kar manzilon ko chale paon mein raat ke munh pe humne saveraa kiya raat ke munh pe humne saveraa kiya baat kuchh click here
maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li jiya mera chaahe main bhi khelun o sajanwaa holi aiseeee raadha ne kanhaiyaa se prem ki holi kheli jaiseeee prem ke main rang phenkun prem ke main rang phenkun bin tumhaare kuchh naa dekhun maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li jaldi se aa meri baanwari ankhiyaan teri pyaasiiiii charnon mein tere piya swarg basa le teri daasiiii tum bata do mere kya ho tum bata do mere kya ho main to jaanun devta ho maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li click here
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal chaahe jahaan le chal majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal jee chaahe jahaan le chal aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ye sunhari shaam aayi rang le kar pyaar ka ab pata mujh ko chala hai apni pehli haar ka apni pehli haar ka keh sake na saamne hum keh rahe hain door se ho gaye hum dil ke haathon ab to kuchh majboor se majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal chaahe jahaan le chal aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tu hi mere dil ki manzil tu hi mera humsafar zindagi se badh ke mujh ko teri ik meethi nazar teri ik meethi nazar teri aankhon mein rahon main tu mere dil mein rahe zindagi bhar pyaar ki ye naaw aise hi bahe majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal chaahe jahaan le chal majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal chaahe jahaan le chal aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa click here
mama camdamama vinarava na katha mama camdamama vinarava na katha vimte manasu umte kalisevu na jata mama camdamama ni rupamu oka dipamu gatileni pedaku ni rupamu oka dipamu gatileni pedaku ni kalale satileni pathalu premaku nuvu leka nuvu raka vidalevu kaluvalu jabilli ni hayi papalaku jolalu mama camdamama vinarava na katha vimte manasu umte kalisevu na jata mama camdamama mimtipaina nivu omtigadivai amdariki vennela pamca reyamta tiragali imtilona nenu omtigadinai amdariki sevalu ceya reyi pavalu tiragali leru manaku bamdhuvulu leru tallidamdrulu leru manaku bamdhuvulu leru tallidamdrulu mananu cusi ayyopapam anevaru evvaru anevaru evvaru mama camdamama vinarava na katha vimte manasu umte kalisevu na jata mama camdamama click here
thapu thappuuuuu maava maava maavaaaa maava maava maavaaaa yeme yeme bhamaaa yeme yeme bhamaaa pattukunte kandipovu panduvante thinnadunte chuttu chuttu thiruguthaaru mariyaada pattukunte kandipovu panduvante thinnadunte chuttu chuttu thiruguthaaru mariyaada thaali kattakunda muttukunte thappu kaadaaa maava maava maavaa maava maava maavaa vaalu vaalu choopulatho gaalamesi laagi laagi premaloki dimpu vaallu meeru kaada vaalu vaalu choopulatho gaalamesi laagi laagi premaloki dimpu vaallu meeru kaada cheyyi veyyabothe beduruthaaru vinthakaada yeme yeme bhamaaa yeme yeme bhamaaa neevallu naavallu raakane manaku netti meeda akshanthalu padakaneeee neevallu naavallu raakane manaku netti meeda akshanthalu padakane siggu daachi siggu daachi okarokaru sigalu poolu kattukoni tingu ranga janta ooru thiragosthunnam lokam thelusukoka magavallu melakosthunnam maava maava maavaaaa maava maava maavaaaa kallu kallu kalusukonu raaka munde aha kappukunna siggu jaari pokamunde kallu click here
mann mein kisi ki preet basaa le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le kisi ko mann ka meet bana le meet bana le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le is duniyaa mein kisi ka hoja kisi ko kar le apna is duniyaa mein kisi ka hoja kisi ko kar le apna preet bana le ye jeewan ko ek suhaana sapna ek suhaana sapna jeewan mein yeh jyot jagaa le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le preet sataaye preet rulaaye jiya mein aag lagaaye preet sataaye preet rulaaye jiya mein aag lagaaye jalne waala hanste hanste phir bhi jalta jaaye phir bhi jalta jaaye preet ke hain andaaz niraale oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le click here
Aa Man Se Man Ki Dor click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Nigaahein Tere Chehre Se Aap Ki Parchhaiyan (1964) 03:18 20861
 
Poster of Aap Ki Parchhaiyan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:18   Song Number : 20861   

Main Paagal Mera Ashiana (1952) 03:36 12743
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Kedar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:36   Song Number : 12743   

Main Pee Ke Nahin Aaya Kavi (1954) 03:14 15611
 
Poster of Kavi (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:14   Song Number : 15611   

Main Pyaar Ka Raahi Ek Musafir Ek Hasina (1962) 03:27 20864
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhana
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:27   Song Number : 20864   

Main Pyaasa Tum (Duet) Faraar (1975) 04:04 18208
 
Poster of Faraar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Amitabh Bachchan
Duration : 04:04   Song Number : 18208   

Main Pyaasa Tum Saawan Faraar (1975) 03:10 18212
 
Poster of Faraar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:10   Song Number : 18212   

Main Sunata Hoon Tujhe Khandan (1965) 05:37 13543
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 05:37   Song Number : 13543   

Main Teri Nazar Ka Suroor Hoon Jahan Ara (1964) 03:01 20871
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Mala Sinha
Duration : 03:01   Song Number : 20871   

Main To Jaaun Na Jamuna Kinaare Baap Bete (1959) 03:41 38281
 
Poster of Baap Bete (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:41   Song Number : 38281   

Main To Pi Ki Nagariya Ek Kali Muskayee (1968) 05:27 13218
 
Poster of Ek Kali Muskayee (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meera
Raag- 
Des
Duration : 05:27   Song Number : 13218   

Main To Tum Sang Nain Mila ke Man Mauji (1962) 03:37 11848
 
Poster of Man Mauji (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 03:37   Song Number : 11848   

Main Wohi Wohi Baat Naya Din Nai Raat (1974) 03:29 13858
 
Poster of Naya Din Nai Raat (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 03:29   Song Number : 13858   

Maine Apni Shama Bujha Kar Nazrana (1961) 02:56 19983
 
Poster of Nazrana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Raj Kapoor
Duration : 02:56   Song Number : 19983   

Maine Dekha Tujhe Karm (1977) 04:53 13523
 
Poster of Karm (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Vidhya Sinha
Duration : 04:53   Song Number : 13523   

Maine Rang Li Aaj Dulhan Ek Raat Ki (1966) 03:32 13195
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 13195   

Majhi Meri Kismat Ke Hum Hindustani (1960) 05:05 13349
 
Poster of Hum Hindustani (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 05:05   Song Number : 13349   

Mama Chandamama Sambarala Rambabu (1970) 04:34 32510
 
Poster of Sambarala Rambabu (1970)
 
Category
Telugu
Year- 
1970
Lyricist
Rajashri
Music Director- 
V Kumar
On Screen Actors- 
Chalam, Sharada
Duration : 04:34   Song Number : 32510   

Mama Mama Mama Manchi Manasulu (1962) 05:58 15307
 
Poster of Manchi Manasulu (1962)
 
Category
Telugu
Year- 
1962
Music Director- 
K V Mahadevan
On Screen Actors- 
Anr, Savitri
Duration : 05:58   Song Number : 15307   

Man Mein Kisi Ki Preet Basa Le Aaram (1951) 03:36 17190
 
Poster of Aaram (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:36   Song Number : 17190   

Man Se Man Ki Dor Maalik (1972) 04:28 40134
 
Poster of Maalik (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 04:28   Song Number : 40134   
Karaoke Songs of raj, Sad Songs of raj, Love Songs of raj, Dance Songs of raj, Hip-hop songs of raj, Best songs of raj, Super hit songs of raj, hit songs of raj, duet songs of raj, solo songs of raj, old songs of raj, famous songs of raj, Hindi Karaoke Songs of raj, Hindi Sad Songs of raj, Hindi Love Songs of raj, Hindi Dance Songs of raj, Hindi Hip-hop songs of raj, best Hindi songs of raj, super hit Hindi songs of raj, hit Hindi songs of raj, duet Hindi songs of raj, solo Hindi songs of raj, old Hindi songs of raj, famous Hindi songs of raj, Sing Along Songs of raj, Sing Along Sad Songs of raj, Sing Along Love Songs of raj, Sing Along Dance Songs of raj, Sing Along Hip-hop songs of raj, Sing Along Best songs of raj, Sing Along Super hit songs of raj, Sing Along hit songs of raj, Sing Along duet songs of raj, Sing Along solo songs of raj, Sing Along old songs of raj, Sing Along famous songs of raj