MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRaj
HomeRaj
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


krishna krishna bolo krishna radhe radhe krishna krishna moha maaya ke tod ke taale isi naam se preet laga le mann mandir mein jyot jaga le mit jaayegi trishna krishna krishna bolo krishna radhe radhe krishna krishna moha maaya ke tod ke taale isi naam se preet laga le mann mandir mein jyot jaga le mit jaayegi trishna krishna krishna bolo krishna radhe radhe krishna krishna bansi ki dhun mein kho jaa re bansi ki dhun mein kho jaa re mohan muraari ka ho jaa re mohan muraari ka ho jaa re tan tera ban jaaye bansi gaaye krishna krishna krishna krishna bolo krishna radhe radhe krishna krishna krishna krishna bolo krishna radhe radhe krishna krishna jogan banungi main to sanware ki jogan banungi jogan jogan banungi main to sanware ki yeh hai lagan man banware ki yeh hai lagan man banware ki gunj galiyan mein sham sawere gaun krishna krishna krishna krishna bolo krishna radhe radhe krishna krishna krishna krishna bolo krishna radhe radhe krishna krishna govind ke sang click here
kuchh kahen to khafaa chup rahen to khafaa kuchh kahen to khafaa chup rahen to khafaa haaye kaise sitamgar se paala pada paas aane naa de ho door jaane naa de kaise anjaan dilbar se paala pada kuchh kahen to khafaa ye aankhon ka surror naya naya hai ye jawaani ka guroor naya naya hai ye aankhon ka surror naya naya hai ye jawaani ka guroor naya naya hai abhi baali umr ka hai aakhiri kadam yahi soch ke sitam sahe jaate hain hum yahi soch ke sitam sahe jaate hain hum kuchh kahen to khafaa kuchh kahen to khafaa chup rahen to khafaa haaye kaise sitamgar se paala pada paas aane naa de ho door jaane naa de kaise anjaan dilbar se paala pada kuchh kahen to khafaa ye maana ke huzur hain jaan e chaman badh ke kali se hai naazuk badan ye maana ke huzur hain jaan e chaman badh ke kali se hai naazuk badan kadar dilwaalon ki kuchh kijiye karam kijiye aur dua lijiye karam kijiye aur dua lijiye kuchh kahen to khafaa kuchh kahen to khafaa chup rahen to khafaa haaye kaise sitamgar se click here
kurisindi vana na gundelona ne chupule jallugaa kurisindi vana na gundelona ne chupule jallugaa musire meghalu kosare ragalu kurisindi vana na gundelona ne chupule jallugaa allari chese aashalu nalo pallavi paadenu tolakari vayasu gadasari manasu ne jata koreenu allari chese aashalu nalo pallavi paadenu chaligali veeche giliginta toche kurisindi vana na gundelona ne chupule jallugaa urakalu vese vuhalu nalo gusagusaladenu katalanu telipe katuka kanulu kaipulu repenu urakalu vese vuhalu nalo gusagusaladenu biguvu inkela dariki ravela kurisindi vana na gundelona ne chupule jallugaa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm click here
kya ajab saaz hai ye shehnai do hi sur ka ye khel sara hai kya ajab saaz hai ye shehnai do hi sur ka ye khel sara hai ek sur zindagi ka sahil hai doosra maut ka kinara hai ek sur zindagi ka sahil hai doosra maut ka kinara hai kya ajab saaz hai ye shehnai do hi sur ka ye khel sara hai ye baje to hayat ki mehfil poore joban pe aa ke jam jaye zindagi ek khwaab ho jaye ye agar bajate bajate tham jaye ye kabhi chaand choudhvin ka hai aur kabhi subha ka sitara hai ye kabhi chaand choudhvin ka hai aur kabhi subha ka sitara hai kya ajab saaz hai ye shehnai do hi sur ka ye khel sara hai aah aur waah ka ye sangam hai soz aur saaz ki jawaani hai aah aur waah ka ye sangam hai soz aur saaz ki jawaani hai hai agar ye shabaab ka kissa ek bewa ki bhi kahani hai kehkahon ka hi abshar nahin aansuon ka bhi ek dhara hai kehkahon ka hi abshar nahin aansuon ka bhi ek dhara hai kya ajab saaz hai ye shehnai do hi sur ka ye khel sara hai click here
kya itna bhi adhikaar nahin dhoondh sakun nazaron mein teri apna khoyaa pyaar dekh sakun dekh sakun jee bhar ke tujhko door khada ek baar door khada ek baar kya itna bhi adhikaar nahin kabhi kahin jaane anjaane kar loon main lachaar jhoom sakun jhoom sakun main sun kar teri payal ki jhankaar payal ki jhankaar kya itna bhi adhikaar nahin karun tere sapnon pe apni raaton ka shingaar chhed sakun chhed sakun man ki veena par tere geet hazaar tere geet hazaar kya itna bhi adhikaar nahin nain bichha main raah niharun prem nagar ke dwaar poochh sakun poochh sakun main tujh se apne jeene ka aadhaar jeene ka aadhaar kya itna bhi adhikaar nahin click here
Kya Kya Na Sitam click here
kya saath mera doge tum pyaar ki raahon mein jeena tere kadmon mein marna teri baahon mein kya saath mera doge tum pyaar ki raahon mein jeena tere kadmon mein marna teri baahon mein kya saath mera doge kahdo ki na badloge tum apne irade ko kahdo ki na badloge tum apne irade ko likha hua dil par hai is pyaar ke wade ko aati hai nazar dil ki tasveer nigahon mein jeena tere kadmon mein marna teri baahon mein kya saath mera doge iqraar ye nazuk hai tootega to kya hoga iqraar ye nazuk hai tootega to kya hoga hamse to nahin hoga auron se hua hoga bhoole se bhi ye nagma badlega na ahon mein jeena tere kadmon mein marna teri baahon mein kya saath mera doge tum pyaar ki raahon mein jeena tere kadmon mein marna teri baahon mein kya saath mera doge click here
aaaaa kya yaad tumhen hum aayenge itni si baat bataayenge kya yaad tumhen hum aayenge jab gore badan ko chumengi chanda ki kirnen ithla kar tum apna aap chhupaogi kuchh sharma kar kuchh muska kar thandi hawa ke jhonke jab anchal ko tere lehraayenge kya yaad tumhen hum aayenge itni si baat bataayenge kya yaad tumhen hum aayenge jab solwaan saawan aayega raaton ki neend churaane ko majboor karengi sab sakhiyaan pritam ka naam bataane ko youvan ke bankepan mein tere kuchh sapne ulajh reh jaayenge kya yaad tumhen hum aayenge itni si baat bataayenge kya yaad tumhen hum aayenge click here
tere pehlu mein chala aaya hoon main zindagi ke ghum se ghabraaya hua kya kahun tujh bin ye mera haal hai jaise koi phool dundhlaaya hua mujhko is duniya mein kuchh bhaata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon kyun mere dil ko karaar aata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon meri har ek saans tera geet hai dil nahin ye dhadkanon ka saaz hai meri har ek saans tera geet hai dil nahin ye dhadkanon ka saaz hai maine yeh khamosh nagme sun liye do dilon ki ek hi aawaaz hai har taraf sangeet lehraata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon kyun mere dil ko karaar aata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon gar khuda bhi door se aawaaz de main na jaaun tera daaman chhod ke tujhse gar bichhdi to main mar jaaungi dekh le ulfat ke naate tod ke zindagi se kuchh mera naata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon kyun mere dil ko karaar aata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon click here
lala lala lala chanda jaa chanda jaa re jaa re chanda jaa chanda jaa re jaa re kaahe aaya hai akela tujhe maanu albela mere piya ko bhi sang le aaaa chanda jaa chanda jaa re jaa re chanda jaa chanda jaa re jaa aa tujhko pehchaan bata doon wo lagtaa hai kaisa nadiyaa mein mukh dekh le apna wo bhi hoga waisa wo jo aaye to bindiyaa sajaa loon kaali kaali ye latt bikhraa loon mera itna sandesaa de aa chanda jaa chanda jaa re jaa re kaahe aaya hai akela tujhe maanu albela mere piya ko bhi sang le aaaa chanda jaa chanda jaa re jaa dekh use kehna meri neendiyaa ho gayi sautan meri mere sang sang bairan wo bhi baat takat hai teri chanda dena tu meri gawaahi hum dono hai pyaar ke raahi bas itna to saath nibhaa chanda jaa chanda jaa re jaa re kaahe aaya hai akela tujhe maanu albela mere piya ko bhi sang le aaaa chanda jaa chanda jaa re jaa re chanda jaa chanda jaa re jaa click here
ladi aankh se aankh ladi aankh se aankh mohabbat ho gayi pada gaal pe haath hajaamat ho gayi haaye hajaamat ho gayi ladi aankh se aankh mohabbat ho gayi pada gaal pe haath hajaamat ho gayi haaye hajaamat ho gayi baabu ji ke gore gaal haaye haaye dekho ho gaye laal baabu ji ke gore gaal haaye haaye dekho ho gaye laal jal gayi haandi gali naa daal baithe reh gaye baanke laal jal gayi haandi gali naa daal baithe reh gaye baanke laal laga tamaacha zor se laga tamaacha zor se ji achhi daawat ho gayi pada gaal pe haath hajaamat ho gayi haaye hajaamat ho gayi aaahaaa ladi aankh se aankh mohabbat ho gayi pada gaal pe haath hajaamat ho gayi haaye hajaamat ho gayi aisa chhuta ek pataakha bade zor ka hua dhamaka aisa chhuta ek pataakha bade zor ka hua dhamaka kehne waale sach keh gaye pyaar hai bada ladaaka kehne waale sach keh gaye pyaar hai bada ladaaka bade badon ki pyaar ke haathon bade badon ki pyaar ke haathon aji maramat ho gayi pada gaal pe haath hajaamat ho gayi click here
haan pehli pehli baar dekha aisa jalwa ho aisa jalwa ye ladki hai yaa shola ye ladki hai yaa shola hoooooo shola hai shola shole se darna marna tu thande paani mein marna reham jawaani pe khaa o mundeyaa reham jawaani pe khaa loote naa jawaani mein jo sholon ka mazaa ho sholon ka mazaa to bolo wo aadmi hai kya to bolo wo aadmi hai kya aayi hai nayi nayi zulmi jawaani karta hai badhke baaten deewani khair tu dil ki manaa o babuaa kahir tu dil ki manaa dil jaisi cheez ki manaaun khair kya ho manaaun khair kya main donon jahaan se gaya ho main to donon jahaan se gaya jaa re shikaari tera jaal puraana aur kahin pe jaa ke daal ye daana chidiyaa phanse naa lambuaa o lambuaa kudi phanse naa lambuaa door kaise hoga tera mera faasla tera mera faasla rabb jaane yaa dil mera o rabb jaane yaa dil mera oooooo abhi to dekha hai jalwa door kaa haal bura hai kaisa mere hazoor kaa haath pakad ke dikha o soneyaa haath pakad ke dikha pakdi kalaai to naa chhodunga kabhi naa chhodunga click here
lag jaa gale ke phir ye haseen raat ho naa hoo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye humko mili hain aaj ye ghadiyaan naseeb se jee bhar ke dekh lijiye humko kareeb se phir aap ke naseeb mein ye baat ho naa hooo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye paas aaiye ke hum nahin aayenge baar baar baahen gale mein daal ke hum ro len zaar zaar aankhon se phir ye pyaar ki barsaat ho naa hooo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale ke phir ye haseen raat ho naa hoo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye click here
lagan tose laagi balma lagan tose laagi balma dhare dil pe haath taaron ke saath saari rain jaagi balma lagan tose laagi balma lagan tose laagi balma chamak chamak kar doobe taare ek ek kar ke saare chamak chamak kar doobe taare ek ek kar ke saare ghat te ghat te ghat gayi baatein feeke pade ujiyare chalte chalte thak gaya chanda thake na pyaar ke maare lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa neend ke mathi duniya saari sapnon mein thi khoyi neend ke mathi duniya saari sapnon mein thi khoyi ruki ruki thi mast hawayen lehar lehar thi soyi main nindiya se door rahi kyun ye na jaane koi lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa chand ne kitna mujhse poochha baat koi to hogi chand ne kitna mujhse poochha baat koi to hogi kis ke karan jog liya hai kaun hai tera jogi main bas munh se ik na boli preet ki hoon main rogi lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa dhare dil pe haath taaron ke saath saari rain click here
lahoo ko lahoo pukaarega lahoo ko lahoo pukaarega lahoo ko lahoo pukaarega janam janam ka bandhan rag rag mein maujen maarega lahoo ko lahoo pukaarega lahoo ko lahoo pukaarega ik soorat ke ho sakte hain kaise do begaane ik soorat ke ho sakte hain kaise do begaane aankhen to pehchaan rahi hain lekin dil naa maane sach to sach hai sach to sach hai jhooth kahaan tak apne paanv pisaarega lahoo ko lahoo pukaarega lahoo ko lahoo pukaarega kahaan bichhadi aur kahaan pe aaj mili santaan kahaan bichhadi aur kahaan pe aaj mili santaan dil hi dil mein umad raha hai mamtaa ka toofan aansoon toooo aansoon to pee jaaye koi jee ko kaise maarega lahoo ko lahoo pukaarega lahoo ko lahoo pukaarega khoon ki do boondon ka sangam raakhi ka hai bandhan khoon ki do boondon ka sangam raakhi ka hai bandhan ye kya jaane ek goad mein khela inka bachpan ab tak jeeeeet hooo ab tak jeet samay ki lekin samay bhi ik din haarega lahoo ko lahoo pukaarega lahoo ko lahoo pukaarega click here
dil tera le legi jaan teri le legi imaan tera le legi o laila teri o laila teri o laila teri le legi tu likh ke le le o laila teri le legi tu likh ke le le ek nazar dekhegi teer woh phenkegi ek nazar dekhegi teer woh phenkegi mousam badal degi o laila teri le legi tu likh ke le le o laila teri le legi tu likh ke le le sheesha e dil ye uchhale tevar hain iske niraale dekhe to madhosh kar de kabhi kabhi behosh kar de lutte phiren dilwaale ho na jaane kya kar degi o laila teri le legi tu likh ke le le o laila teri le legi tu likh ke le le o laila ki nazrein nasheeli are har ik adaa hai rangeeli aisi sexy chaal hai tauba husn se maalamal hai tauba uff ye kamar lachkeeli qayamat hi kar degi o laila teri le legi tu likh ke le le o laila teri le legi tu likh ke le le o laila teri le legi tu likh ke le le o laila teri le legi tu likh ke le le o laila teri le legi tu likh ke le le click here
laila ki ungliyaan bechoon majnu ki pasliyaan bechoon aao dilwaalo khao dilwaalo naram kakdiyaan bechoon laila ki ungliyaan bechoon majnu ki pasliyaan bechoon are aao dilwaalo khao dilwaalo naram kakdiyaan bechoon ho laila ki ungliyaan bechoon majnu ki pasliyaan bechoon oo lala ji o babu ji kyun bhukhe rehkar jeete ye jeena bhi kya jeena dam nikle khate peete oye dam nikle khate peete oo lala ji o babu ji kyun bhukhe rehkar jeete ye jeena bhi kya jeena dam nikle khate peete oye dam nikle khate peete pyas bujha lo garmi mein sawan ki badliyaan bechoon laila ki ungliyaan bechoon majnu ki pasliyaan bechoon aao dilwaalo khao dilwaalo naram kakdiyaan bechoon ho laila ki ungliyaan bechoon majnu ki pasliyaan bechoon murgon par na chhuri chalana le bakron ki haye khoon kisi ka kyun peena peele sharbat ya chai are peele sharbat ya chai haaa murgon par na chhuri chalana le bakron ki haye khoon kisi ka kyun peena peele sharbat ya chai are peele sharbat ya chai rog mita aur click here
aaaa aa aaaa aaaa aaaa aaaa aa aaaa aa aaaa aa laut gaya ghum ka zamaana aayi khushi lahraati laut gaya ghum ka zamaana laut gaya ghum ka zamaana aayi khushi lehraati laut gaya ghum ka zamaana door gagan mein dekho chamke aashaon ke taare aashaon ke taare jhilmil pyaare pyaare badli mein chhupkar taaron ke sang badli mein chhupkar taaron ke sang chanda kare ishaare chanda kare ishaare kiski lagan mein aaj pavan hai baagon mein ithlaati laut gaya ghum ka zamaana aayi khushi lehraati laut gaya ghum ka zamaana raat nayi har baat nayi hai naya naya hai zamaana raat nayi har baat nayi hai naya naya hai zamaana kaisa sama suhaana kaisa sama suhaana gaaye chandaniya dheere dheere gaaye chandaniya dheere dheere preet bhara afsaana preet bhara afsaana aaj mere chhote se man mein aasha hai muskaati laut gaya ghum ka zamaana aayi khushi lehraati laut gaya ghum ka zamaana click here
le gaya zalim ghadi samajh ke mera dhadakta dil dhadakta dil dhadakta dil le gaya zalim ghadi samajh ke mera dhadakta dil dhadakta dil dhadakta dil na koi sauda na koi keemat na parchi na bill le gaya zalim ghadi samajh ke mera dhadakta dil dhadakta dil dhadakta dil ek din yaaro humein bhi duniya kehti thi dilwaala ek din yaaro humein bhi duniya kehti thi dilwaala kismat footi pad gaya ek nakhre waali se paala gaya haath se dil aisa hum ho gaye munsi bedil le gaya zalim ghadi samajh ke mera dhadakta dil dhadakta dhadak dhadakta dil gaya chor bazaar wo zaalim bhaav bhada ek aana mahange daam kharide koi kyun kar maal puraana aakhir aashiq ka dil tha na tha dilbar ka dil le gaya zalim ghadi samajh ke mera dhadakta dil dhadakta dhadak dhadakta dil maal bika na jab chori ka to dilbar pachhtaaya oho are maal bika na jab chori ka to dilbar pachhtaaya ho kar aakhir sharmsaar dil waapas karne aaya humne kar kar dedi kya jab gaya jagah se dil le gaya zalim ghadi samajh ke click here
Lele Gori click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Krishna Krishna Bolo Naya Din Nai Raat (1974) 05:28 32394
 
Poster of Naya Din Nai Raat (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Jaya Bachchan
Duration : 05:28   Song Number : 32394   

Kuchh Kahen To Khafa Ek Shriman Ek Shrimati (1969) 05:07 20804
 
Poster of Ek Shriman Ek Shrimati (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:07   Song Number : 20804   

Kurusindhi Vaana Bullemma Bullodu (1972) 03:32 32886
 
Poster of Bullemma Bullodu (1972)
 
Category
Telugu
Year- 
1972
Lyricist
Rajashri
Music Director- 
Satyam
On Screen Actors- 
Chalam, Vijaya Lalita
Duration : 03:32   Song Number : 32886   

Kya Ajab Saaz Hai Shehnai (1964) 04:05 14242
 
Poster of Shehnai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:05   Song Number : 14242   

Kya Itna Bhi Adhikaar Nahin Talat Mahmood 03:19 38023
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Hindi Non Film
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:19   Song Number : 38023   

Kya Kya Na Sitam Mohini (1957) 03:24 39864
 
Poster of Mohini (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Nirupa Roy, Shahu Modak
Duration : 03:24   Song Number : 39864   

Kya Saath Mera Samundar (1957) 03:41 38068
 
Poster of Samundar (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Beena Roy, Prem Nath
Duration : 03:41   Song Number : 38068   

Kya Yaad Tumhen Hum Aayenge Mohd Rafi 03:10 19856
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Year- 
1986
Music Director- 
Vinod Chatterjee
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:10   Song Number : 19856   

Kyun Mere Dil Ko Qaraar Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967) 03:48 40229
 
Poster of Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mala Sinha
Duration : 03:48   Song Number : 40229   

La La La La Chanda Jaa Man Mauji (1962) 03:33 13679
 
Poster of Man Mauji (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 03:33   Song Number : 13679   

Ladi Aankh Se Aankh (Hum Jaan Lada Denge) Pocket Maar (1956) 04:13 13962
 
Poster of Pocket Maar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Gop, Sheela Kashmeeri, Dev Anand
Duration : 04:13   Song Number : 13962   

Ladki Hai Yaa Shola Silsila (1981) 03:54 12115
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rekha
Duration : 03:54   Song Number : 12115   

Lag Jaa Gale Woh Kaun Thi (1964) 04:28 11973
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:28   Song Number : 11973   

Lagan Tose Laagi Balma Dekh Kabira Roya (1957) 04:09 37482
 
Poster of Dekh Kabira Roya (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anita Guha, Jawahar Kaul
Raag- 
Tilang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:09   Song Number : 37482   

Lahoo Ko Lahoo Pukaarega Part 1 Geetaa Mera Naam (1974) 04:36 18361
 
Poster of Geetaa Mera Naam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 04:36   Song Number : 18361   

Laila Shootout At Wadala (2013) 03:35 32386
 
Poster of Shootout At Wadala (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
John Abraham, Sunny Leone, Various
Duration : 03:35   Song Number : 32386   

Laila Ki Ungliyaan Bechoon Ghar Ki Laaj (1960) 04:05 36998
 
Poster of Ghar Ki Laaj (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sohrab Modi, Nirupa Roy, Kumkum
Duration : 04:05   Song Number : 36998   

Laut Gaya Ghum Ka Zamaana Naya Aadmi (1956) 03:31 39019
 
Poster of Naya Aadmi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
M S Viswanathan, T K Ramamoorthy
Duration : 03:31   Song Number : 39019   

Le Gaya Zalim Ghadi Samajh Ke Bombay Race Course (1965) 03:20 38951
 
Poster of Bombay Race Course (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:20   Song Number : 38951   

Le Le Gori Pehan Le Chhori Paapi (1953) 02:52 39877
 
Poster of Paapi (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 02:52   Song Number : 39877   
Karaoke Songs of raj, Sad Songs of raj, Love Songs of raj, Dance Songs of raj, Hip-hop songs of raj, Best songs of raj, Super hit songs of raj, hit songs of raj, duet songs of raj, solo songs of raj, old songs of raj, famous songs of raj, Hindi Karaoke Songs of raj, Hindi Sad Songs of raj, Hindi Love Songs of raj, Hindi Dance Songs of raj, Hindi Hip-hop songs of raj, best Hindi songs of raj, super hit Hindi songs of raj, hit Hindi songs of raj, duet Hindi songs of raj, solo Hindi songs of raj, old Hindi songs of raj, famous Hindi songs of raj, Sing Along Songs of raj, Sing Along Sad Songs of raj, Sing Along Love Songs of raj, Sing Along Dance Songs of raj, Sing Along Hip-hop songs of raj, Sing Along Best songs of raj, Sing Along Super hit songs of raj, Sing Along hit songs of raj, Sing Along duet songs of raj, Sing Along solo songs of raj, Sing Along old songs of raj, Sing Along famous songs of raj