MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRaj
HomeRaj
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mere watan ka hai tu wo ratan jiske lahu se khila ye chaman mere watan ka hai tu wo ratan jiske lahu se khila ye chaman mere watan ka hai tu wo ratan jaan e zindagi so nahin abhi zindagi ne tujhe di sada jaan e zindagi so nahin abhi zindagi ne tujhe di sada teer e nazar kho gaya tu kahaan lut jayega tere bin kaarvan mere watan ka hai tu wo ratan maut se tujhe chheen lungi main deke ye apna khoon apni jaan maut se tujhe chheen lungi main deke ye apna khoon apni jaan click here
meri aankhon se koi neend liye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai door se pyaar ka paigaam diye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai raat bhar jaagenge hum tumse chhup chhup ke sanam raat bhar jaagenge hum tumse chhup chhup ke sanam aankh jhapke naa kabhi chaand taaron ki kasam dil mera aaj ye iqraar kiye jaata hai door se pyaar ka paigaam diye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai baat jo unse chali wo idhar aake ruki baat jo unse chali wo idhar aake ruki naam jab unka liya ek khushboo si udi ik tasavvur hai jo madhosh kiye jaata hai door se pyaar ka paigaam diye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai click here
sunsan jamuna ka kinaraa pyaar ka antim sahaara chandni ka kafan odhe so raha kismat ka maara kisse poochun main bhala ab dekha kahin mumtaaz ko meri bhi ik mumtaaz thi meri bhi ik mumtaaz thi pattharon ki ot mein mehki huyi tanhaaiyan kuchh nahin kehti daaliyon ki jhumti aur dolti parchaiyan kuchh nahin kehti khelti saahil pe lehar le rahi angdaayiaan kuchh nahin kehti yeh jaan ke chup chap hain mere muqaddar ki tarha humne to inke saamne khola tha dil ke raaz ko kisse poochun main bhala ab dekha kahin mumtaaz ko meri bhi ik mumtaaz thi meri bhi ik mumtaaz thi yeh zameen ki god mein kadmon ka dhundla sa nishan khamosh hai yeh rupehla aasman madham sitaron ka jahan khamosh hai ye khoobsurat raat ka khilta hua gulshan jawaan khamosh hain rangeeniyan madhosh hain apni khushi mein doob kar kis tarah inko sunaun ab meri awaaz ko kisse poochun main bhala ab dekha kahin mumtaaz ko meri bhi ik mumtaaz thi meri bhi ik mumtaaz thi meri bhi ik mumtaaz thi meri bhi ik mumtaaz click here
meri daastaan mujhe hi mera dil sunaa ke roye kabhi ro ke muskuraaye kabhi muskuraa ke roye meri daastaan mujhe hi mile ghum se apne fursat to main haal poochhun iss ka hooo oooo mile ghum se apne fursat to main haal poochhun iss ka shab e ghum se koi keh de kahin aur jaa ke roye meri daastaan mujhe hi mera dil sunaa ke roye kabhi ro ke muskuraaye kabhi muskuraa ke roye meri daastaan mujhe hi wo jo aazmaa rahe the meri beqaraariyon ko hooo oooo wo jo aazmaa rahe the meri beqaraariyon ko mere saath saath wo bhi mujhe aazmaa ke roye meri daastaan mujhe hi mera dil sunaa ke roye kabhi ro ke muskuraaye kabhi muskuraa ke roye meri daastaan mujhe hi click here
teri yaadon ke charagon ka ujala hai yahan varna duniya mein andheron ke siwa kuchh bhi nahin dilruba dilruba o meri dilruba meri dilruba tujhko aana padega meri dilruba tujhko aana padega rasm e wafa ko nibhana padega meri dilruba meri dilruba tujhko aana padega koi ho jo aahat dhadakta hai dil uthi aarzoo tu phir aa ke mil koi ho jo aahat dhadakta hai dil uthi aarzoo tu phir aa ke mil tujhe naaz e mausam uthana padega meri dilruba meri dilruba tujhko aana padega zamane se ye pyaar uncha rahe qayamat talak ye zamana kahe zamane se ye pyaar uncha rahe qayamat talak ye zamana kahe zamane ko sar bhi jhukanaa padega meri dilruba aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaa click here
aa aaaa aa aaaa aaaa aa aaaa aa aaaa aaaa meri veena tum bin roye meri veena tum bin roye sajna sajna sajna meri veena tum bin roye sanvariyaa tum jahaan base ho main wo gaon na jaanon bitegi kab birhaa ki yeh paapan shaam na jaanon haai madhur milan kab hoye sajna sajna sajna meri veena tum bin roye tujh bin mere geet adhoore honton pe sharmaaye saaz uthaun taar na baaje tadap tadap reh jaaye meri peer na jaane koye sajna sajna sajna meri veena tum bin roye haaye roye haaye roye click here
meri yaad mein tum na aansoo bahana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana samajhna ke tha ek sapna suhana woh guzra zamaana mujhe bhool jaana meri yaad mein juda meri manzil juda teri raahen juda meri manzil juda teri raahen milengi na ab teri meri nigahen mujhe teri duniya se hai door jaana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana meri yaad mein yeh ro ro ke kehta hai toota hua dil yeh ro ro ke kehta hai toota hua dil nahin hoon main teri muhabbat ke qaabil mera naam tak apne lab pe na laana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana meri yaad mein tum na aansoo bahana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana samajhna ke tha ek sapna suhana woh guzra zamaana mujhe bhool jaana meri yaad mein click here
meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diyaa meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diya tere raaste ki main khaak hoon mujhe aaj tune bata diyaa meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diyaa meri zindagi ke charaag ko tujhe paa ke bhi teri justzoo tujhe mil ke bhi teri aarzoo tujhe paa ke bhi teri justzoo tujhe mil ke bhi teri aarzoo tujhe mil ke bhi teri aarzoo tere paas laa ke naseeb ne mujhe kitni door hata diya tere raaste ki main khaak hoon mujhe aaj tune bata diyaa meri zindagi ke charaag ko tu wo phool jismein wafaa nahin main wo dard jiski dawa nahin tu wo phool jismein wafaa nahin main wo dard jiski dawa nahin main wo dard jiski dawa nahin tujhe dekh kar jo ye lab hanse teri aarzoo ne rula diya tere raaste ki main khaak hoon mujhe aaj tune bata diyaa meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diyaa meri zindagi ke charaag ko click here
meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri humsafar na ghabra nahin door ab kinaara nahin door ab kinaara meri zindagi ki kashti tu kahe to main bichha doon teri raah mein sitaare teri raah mein sitaare teri ek hansi ki khatir mujhe kya nahin gawaara mujhe kya nahin gawaara meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri zindagi ki kashti mera ishq ek tadap hai tera husn ek kashish hai tera husn ek kashish hai main safar hoon tu hai manzil main hoon mauj tu kinaara main hoon mauj tu kinaara meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri humsafar na ghabra nahin door ab kinaara nahin door ab kinaara meri zindagi ki kashti click here
mile mile do badan khile khile do chaman ye zindagi kam hi sahi koi ghum nahin mile mile do badan khile khile do chaman ye zindagi kam hi sahi koi ghum nahin koi ghum nahin der se aayi aayi to bahaar angaaron pe so kar jaaga pyaar toofanon mein phool khilaaye toofanon mein phool khilaaye kaisa ye milan mile mile do badan khile khile do chaman ye zindagi kam hi sahi koi ghum nahin koi ghum nahin honth wahi hain hai wahi muskaan ab tak kyun kar dabe rahe armaan beete dinon ko bhool hi jaayen beete dinon ko bhool hi jaayen ab hum tum sajan mile mile do badan khile khile do chaman ye zindagi kam hi sahi koi ghum nahin koi ghum nahin koi ghum nahin click here
milti hai agar nazron se nazar sharmaate ho kyun hmm ae ji maine kahaa duniya ka hai darr nazron se nazar takraate ho kyun haay ae ji maine kahaa milti hai agar nazron se nazar sharmaate ho kyun aa haan ae ji maine kahaa duniya ka hai darr nazron se nazar takraate ho kyun haay haay ae ji maine kahaa milte hi nigaahen deewaane kyun machal gaya dil tera hai bas ye samjho ek bhanwre ne tumhen phool samajh ke ghera hai tum phool agar bhanwra ban kar tarsaate ho kyun kyun ae ji maine kahaa duniya ka hai darr nazron se nazar takraate ho kyun kyun ae ji maine kahaa jaao jee hum nahin dil dete hum dekhenge kya kar loge ye achchhi tarah hum jaan gaye tum koi bahaana kar loge dekho dekho mujhe ladki samajh behkaate ho kyun kyun ae ji maine kahaa duniya ka hai darr nazron se nazar takraate ho kyun kyun ae ji maine kahaa jaao jaao aage jaao humen tum jaison se kya lenaa ae ji hum bhi tumse baaz aaye na dil lena na dil dena phir ban thhan ke ik ladki ke paas aate ho kyun kyun click here
mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain chale aao chale aao fursaten pyaar ki kam hai mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain talwaron ki chaanw mein jab ishq jawaan hota hai talwaron ki chaanw mein jab ishq jawaan hota hai jo pyaar kare wo jane wo kaisa sama hota hai badi khubsurat hai masoom si nadani mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain dil humne lutaya hai ab jaan luta denge dil humne lutaya hai ab jaan luta denge yun marte hain ulfat mein hum marke dikha denge aashiq ki maut to hai husn ki jawani mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain chale aao chale aao fursaten pyaar ki kam hai mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain mohabbat hi mohabbat hai jahan tum ho jahan hum hain click here
udhar se tum chale aur hum idhar se udhar se tum chale aur hum idhar se mohabbat ho gayi mohabbat ho gayi bas ek nazar se mohabbat ho gayi bas ek nazar se bas ek nazar se mohabbat ban ke jo barsi hai dil par mohabbat ban ke jo barsi hai dil par na jaane wo ghata aayi kidhar se na jaane wo ghata aayi kidhar se mohabbat ho gayi mohabbat ho gayi bas ek nazar se mohabbat ho gayi bas ek nazar se bas ek nazar se are dil ki khushi keh dene wale are dil ki khushi keh dene wale bohot din hum teri ulfat ko tarse bohot din hum teri ulfat ko tarse mohabbat ho gai mohabbat ho gayi bas ek nazar se mohabbat ho gayi bas ek nazar se bas ek nazar se hooo chhupa rakha tha seene mein abhi tak hoooo chhupa rakha tha seene mein abhi tak tumhaare pyaar ko duniya ke dar se tumhaare pyaar ko duniya ke dar se mohabbat ho gayi mohabbat ho gayi bas ek nazar se mohabbat ho gayi bas ek nazar se bas ek nazar se click here
mohabbat ke dhoke mein koi na aaye koi na aaye mohabbat ke dhoke mein koi na aaye koi na aaye ye ek din hansaaye to sau din rulaaye sau din rulaaye ye ek din hansaaye to sau din rulaaye sau din rulaaye mohabbat ke dhoke mein koi na aaye koi na aaye mujhe jab kisi se mohabbat nahin thi mohabbat nahin thi to aankhon ko rone ki aadat nahin thi aadat nahin thi mohabbat ne aankhon mein aansu basaaye aansu basaaye mohabbat ke dhoke mein koi na aaye koi na aaye ye ek din hansaaye to sau din rulaaye sau din rulaaye mohabbat ke dhoke mein koi na aaye koi na aaye mere dil ko dekho jo dhoke mein aaya dhoke mein aaya mohabbat ka ek geet bhoole se gaaya bhoole se gaaya magar raat din ab kare haay haay kare haay haay mohabbat ke dhoke mein koi na aaye koi na aaye ye ek din hansaaye to sau din rulaaye sau din rulaaye mohabbat ke dhoke mein koi na aaye koi na aaye click here
Mohabbat Ki Zubaan Chup Hai click here
muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat ki aankhon se ashqon ko chun kar kisi ne falak par sitaare sajaaye kisi ne falak par sitaare sajaaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye banaaya tha ik aashiyaan do dilon ne zamaane ki aandhi ne tinke udaaye zamaane ki aandhi ne tinke udaaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat jo ki hai to fariyaad naa kar fariyaad naa kar muhabbat pe ilzaam aane na paaye muhabbat pe ilzaam aane na paaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye click here
meri taqdeer mujhe aaj kahaan laayi hai sheesha sheesha jahaan mera hi tamaashaai hai mujhe ilzaam na dena meri behoshi ka aaaaa mujhe ilzaam na dena meri behoshi ka aa meri majboor muhabbat ki yeh ruswaai hai mohabbat mein aise qadam dagmagaaye zamaana ye samjha ke hum pee ke aaye pee ke aaye mohabbat mein aise qadam dagmagaaye zamaana ye samjha ke hum pee ke aaye pee ke aaye jise kaam ho raat din aansuon se jise kaam ho raat din aansuon se use huqm ye hai hanse aur hansaaye use huqm ye hai hanse aur hansaaye zamaana ye samjha ke hum pee ke aaye pee ke aaye kisi ki muhabbat mein majboor ho kar kisi ki muhabbat mein majboor ho kar hum un tak to pahunche wo hum tak na aaye hum un tak to pahunche wo hum tak na aaye zamaana ye samjha ke hum pee ke aaye pee ke aaye wo jinke liye zindgaani luta di eeee eeee eeee ee wo jinke liye zindgaani luta di ye baithe huye hain mera dil churaaye ye baithe huye hain mera dil churaaye zamaana ye samjha ke hum pee ke aaye pee ke aaye click here
mohe chhod gaya mora saanwariya meri aasha toot gayi mohe chhod gaya mora saanwariya meri aasha toot gayi mohe chhod gaya mora saanwariya meri aasha toot gayi haaye re meri aasha toot gayi aaj meri majboor muhabbat ro ro tumhen pukaare ae aaj meri majboor muhabbat ro ro tumhen pukaare pyaar bhara dil tod ke saajan tum kis or sidhaare mukh mod gaya mora saanwariya meri aasha toot gayi mohe chhod gaya mora saanwariya meri aasha toot gayi haaye re meri aasha toot gayi kaun sune mere man ki batiyaan koi nahin mera apna aa aa kaun sune mere man ki batiyaan koi nahin mera apna preet abhaagan aaj huyi hai ek adhoora sapna dil tod gaya mora saanwariya meri aasha toot gayi mohe chhod gaya mora saanwariya meri aasha toot gayi haaye re meri aasha toot gayi click here
aaj sakhi ri sun li maine baansuriya ki taan baansuriya ki taan marte marte phir se aa gayi phir se aa gayi jaan mein meri jaan mor boley chakor boley ari kahaan boley sun to sahi mor boley chakor boley aaj raadha ke nainon mein shyaam doley mor boley chakor boley aaj raadha ke nainon mein shyaam doley mor bole chakor boley shyaam meri pheeki pheeki akhiyon ka kajra wahi meri sooni sooni bahiyon ka gajra shyaam meri pheeki pheeki akhiyon ka kajra wahi meri sooni sooni bahiyon ka gajra mere jeewan mein ras ki phuhaar boley mor boley chakor boley aaj raadha ke nainon mein shyaam doley mor bole chakor boley door se kanhaiya ne mujhko pukaara murli ki dhun mein kiya hai ishaara door se kanhaiya ne mujhko pukaara murli ki dhun mein kiya hai ishaara mere sapnon ki veena ke taar boley mor boley chakor boley aaj raadha ke nainon mein shyaam doley mor bole chakor boley aaj mere man ki lagan rang laayi pyaar ka sandesa bhi sang sang laayi aaj mere man ki lagan rang laayi click here
more paayal geet sunaye din preet milan ke aaye ye mann mora jhum raha matwaara more paayal geet sunaye din preet milan ke aaye ye mann mora jhum raha matwaara more paayal geet sunaye preeti ki bagiyaa mehki mehki preeti ki bagiyaa mehki mehki chaal chalun main behki behaki chaal chalun main behki behaki jiya lehraye kabhi nazar sarmaye kabhi ye mann mera jhume jhume matwaara more paayal geet sunaye more paayal geet sunaye saajan aaye more dware aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa saajan aaye more dware jhuk gaye naina laaj ke maare jhuk gaye naina laaj ke maare kabhi ghabraaun sakhi kabhi muskaaun sakhi ye mann mera jhume jhume matwaara more paayal geet sunaye din preet milan ke aaye ye mann mora jhum raha matwaara more paayal geet sunaye click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mere Watan Ka Hai Tu Wo Ratan Tu Hi Meri Zindagi (1965) 04:22 37754
 
Poster of Tu Hi Meri Zindagi (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
Rono Deb Mukherjee
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:22   Song Number : 37754   

Meri Aankhon Se Koi Pooja Ke Phool (1964) 03:30 20938
 
Poster of Pooja Ke Phool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Jaijaiwanti
Duration : 03:30   Song Number : 20938   

Meri Bhi Ik Mumtaaz Thi (Geet) Manna Dey 04:11 16533
 
Poster of Manna Dey
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Manna Dey
Singer- 
Manna Deyy
On Screen Actors- 
Manna Dey
Duration : 04:11   Song Number : 16533   

Meri Dastan Mujhe Aao Pyar karen (1964) 03:18 12580
 
Poster of Aao Pyar karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 03:18   Song Number : 12580   

Meri Dilruba Tujhko Tarana (1979) 04:58 36870
 
Poster of Tarana (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Tilak Raj Thapar
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Ranjeeta, Mithun Chakravarti
Duration : 04:58   Song Number : 36870   

Meri Veena Tum Bin Roye Dekh Kabira Roya (1957) 02:59 13045
 
Poster of Dekh Kabira Roya (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ameeta, Anita Guha
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:59   Song Number : 13045   

Meri Yaad Mein Tum Madhosh (1951) 03:02 12190
 
Poster of Madhosh (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Manahar
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:02   Song Number : 12190   

Meri Zindagi Ke Charaag Jaal (1967) 04:08 11928
 
Poster of Jaal (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:08   Song Number : 11928   

Meri Zindagi Ki Kashti Bhumika (1977) 03:40 38269
 
Poster of Bhumika (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
C H Atma
Duration : 03:40   Song Number : 38269   

Mile Do Badan Black Mail (1973) 05:04 17878
 
Poster of Black Mail (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rakhi, Dharmendra
Duration : 05:04   Song Number : 17878   

Milti Hai Agar Nazron Se Nazar Do Dilon Ki Dastan (1966) 03:41 40729
 
Poster of Do Dilon Ki Dastan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:41   Song Number : 40729   

Mohabbat Hi Mohabbat Hai Geetaa Mera Naam (1974) 03:47 32511
 
Poster of Geetaa Mera Naam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 03:47   Song Number : 32511   

Mohabbat Ho Gayi Bas Sagai (1951) 03:30 37737
 
Poster of Sagai (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
On Screen Actors- 
Vijayalakshmi, Prem Nath
Duration : 03:30   Song Number : 37737   

Mohabbat Ke Dhoke Mein Badi Bahen (1950) 04:12 35875
 
Poster of Badi Bahen (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rahman
Duration : 04:12   Song Number : 35875   

Mohabbat Ki Zubaan Chup Hai Lagan (1955) 03:26 38803
 
Poster of Lagan (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 03:26   Song Number : 38803   

Mohabbat Mein Aise Sagai (1951) 03:03 14109
 
Poster of Sagai (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Rehana, Prem Nath
Duration : 03:03   Song Number : 14109   

Mohabbat Mein Aise Kadam Anarkali (1953) 05:04 39617
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bina Rai
Duration : 05:04   Song Number : 39617   

Mohe Chhod Gaya Taj (1956) 03:25 32855
 
Poster of Taj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayantimala
Duration : 03:25   Song Number : 32855   

Mor Bole Chakor Bole Aaj Gauri (1968) 04:33 17542
 
Poster of Gauri (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 04:33   Song Number : 17542   

Mori Paayal Geet Sunaye Baap Bete (1959) 03:27 16570
 
Poster of Baap Bete (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Chitra
Raag- 
Kafi
Duration : 03:27   Song Number : 16570   
Karaoke Songs of raj, Sad Songs of raj, Love Songs of raj, Dance Songs of raj, Hip-hop songs of raj, Best songs of raj, Super hit songs of raj, hit songs of raj, duet songs of raj, solo songs of raj, old songs of raj, famous songs of raj, Hindi Karaoke Songs of raj, Hindi Sad Songs of raj, Hindi Love Songs of raj, Hindi Dance Songs of raj, Hindi Hip-hop songs of raj, best Hindi songs of raj, super hit Hindi songs of raj, hit Hindi songs of raj, duet Hindi songs of raj, solo Hindi songs of raj, old Hindi songs of raj, famous Hindi songs of raj, Sing Along Songs of raj, Sing Along Sad Songs of raj, Sing Along Love Songs of raj, Sing Along Dance Songs of raj, Sing Along Hip-hop songs of raj, Sing Along Best songs of raj, Sing Along Super hit songs of raj, Sing Along hit songs of raj, Sing Along duet songs of raj, Sing Along solo songs of raj, Sing Along old songs of raj, Sing Along famous songs of raj