Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tum kya janooo tum kya jano tumhari yaad mein hum kitna royeee hum kitna roye rain guzaari taare gin gin rain guzaari taare gin gin chain se jab tum soyee hum kitana roye kitni kaliyaan khili chaman mein khil ke phir murajha gayi birahan ke is bhole mann ko baar baar samajha gayi ro ke jawaani kaati jisne ro ke jawaani kaati jisne preet ke beej ye boyee hum kitna roye tum kya jano tumhari yaad mein hum kitna royeee hum kitna roye kitne baadal ghire gagan mein ghir ke phir naa barse pyaas daba kar dil hi dil mein itna tadape tarse dard humara dil jaane ya dard humara dil jaane ya naina khoye khoyee hum kitna roye tum kya jano tumhari yaad mein hum kitna roye hum kitna roye
hum kitne khushnaseeb hain ye jaante hain hum hum kitne khushnaseeb hain ye jaante hain hum ehsaan tera ae naseeb maante hain hum hum kitne khushnaseeb hain ye jaante hain hum ehsaan tera ae naseeb maante hain hum hum kitne khushnaseeb hain ashqon ko taraanon mein badalna to aa gaya ashqon ko taraanon mein badalna to aa gaya ashqon ko taraanon mein badalna to aa gaya badalna to aa gaya kya ghum ko darbadar ki khaak chhante hain hum ehsaan tera ae naseeb maante hain hum hum kitne khushnaseeb hain kuchh door tak jo saath chale unka shukriya kuchh door tak jo saath chale unka shukriya kuchh door tak jo saath chale unka shukriya haan unka shukriya bichhde wo humsafar kyun ye jaante hain hum ehsaan tera ae naseeb maante hain hum hum kitne khushnaseeb hain dekha hai zindagi ko bahut hi kareeb se dekha hai zindagi ko bahut hi kareeb se dekha hai zindagi ko bahut hi kareeb se bahut hi kareeb se har chehra zindagi ka pehchante hain hum ehsaan tera ae naseeb maante hain hum
hum kitne naadan the yaaron aaj ye samjhe aaj ye jaana hum kitne naadan the yaaron aaj ye samjhe aaj ye jaana sach hai agar to ek muhabbat jhooth hai baaki sara fasaana hum kitne naadan the yaaron aaj ye samjhe aaj ye jaana pad gaye jaise inn aankhon pe zulm ke nafrat ke parde pad gaye jaise inn aankhon pe zulm ke nafrat ke parde zindagi tera mujrim hoon main ho sake to maaf kar de andhi raah ke andhe safar mein beet gaya jeene ka zamaana hum kitne naadan the yaaron aaj ye samjhe aaj ye jaana ab ye muhabbat ka ehsaan hai ye jo thodi jaan hain mujh mein ab ye muhabbat ka ehsaan hai ye jo thodi jaan hain mujh mein aap hi main jiss ka qaatil hoon zinda wo insaan hai mujh mein ab dil ke armaan hai kya kya ye to abhi dekhega zamaana hum kitne naadan the yaaron aaj ye samjhe aaj ye jaana sach hai agar to ek muhabbat jhooth hai baaki sara fasaana hum kitne naadan the yaaron aaj ye samjhe aaj ye jaana
hooooooo hooooooo ooooooo hum ko bhi ghum ne maara tum ko bhi ghum ne maara hum sab ko ghum ne maara iss ghum ko maar daalo ho ho ho ho ho ho ho ho hum ko bhi ghum ne maara tum ko bhi ghum ne maara hum sab ko ghum ne maara iss ghum ko maar daalo ho ho ho ho ho ho ho ho aaa ooo hooooo hum ko bhi ghum ne maara tum ko bhi ghum ne maara hum sab ko ghum ne maara iss ghum ko maar daalo iss ghum ko maar daalo yeh ghum kabhi khushi ka armaan banke aaya hanste huye yeh dil mein mehmaan ban ke aaya yeh ghum kabhi khushi ka armaan banke aaya hanste huye yeh dil mein mehmaan ban ke aaya ghar se ise nikaalo iss ghum ko maar daalo hum ko bhi ghum ne maara tum ko bhi ghum ne maara hum sab ko ghum ne maara iss ghum ko maar daalo iss ghum ko maar daalo din ko tadapte hain woh raaton ko jaagte hain nadaan hain bade woh jo ghum se bhaagte hain din ko tadapte hain woh raaton ko jaagte hain nadaan hain bade woh jo ghum se bhaagte hain hans kar gale lagaa lo iss ghum ko maar daalo hum
hum ko mann ki shakti denaa mann vijay karein dusron ki jay se pehle khud ko jay karein hum ko mann ki shakti denaa mann vijay karein dusron ki jay se pehle khud ko jay karein hum ko mann ki shakti denaa bhedbhaav bhedbhaav apne dil se saaf kar sakein bhedbhaav apne dil se saaf kar sakein doston se bhool ho to maaf kar sakein doston se bhool ho to maaf kar sakein joothh se bache rahein sach kaa dum bharein joothh se bache rahein sach kaa dum bharein dusron ki jay se pehle khud ko jay karein hum ko mann ki shakti denaa mann vijay karein dusron ki jay se pehle khud ko jay karein hum ko mann ki shakti denaa mushkilen padein to hum pe itnaa karm kar mushkilen padein to hum pe itnaa karm kar saath dein to dharm kaa chalein to dharm par saath dein to dharm kaa chalein to dharm par khud pe hauslaa rahe badee se naa darein khud pe hauslaa rahe badee se naa darein dusron ki jay se pehle khud ko jay karein hum ko mann ki shakti denaa mann vijay karein dusron ki jay se pehle
hum kya bataayen tumse hum kya bataayen tumse kyun door ho gaye hain kyun door ho gaye hain kismat se tang aakar kismat se tang aakar majboor ho gaye hain majboor ho gaye hain kuchh baat hai ke jisne milne ki aas todi kuchh baat hai ke jisne milne ki aas todi duniya humaare dil ki barbaad karke chhodi duniya humaare dil ki barbaad karke chhodi tum ye samajh na lena tum ye samajh na lena magroor ho gaye hain majboor ho gaye hain fariyaad kar rahi hai ujdi hui mohabbat fariyaad kar rahi hai ujdi hui mohabbat hum tum hain ghum ke maare donon ki hai ye haalat hum tum hain ghum ke maare donon ki hai ye haalat aankhen taras gayi hain aankhen taras gayi hain dil choor ho gaye hain majboor ho gaye hain hum kya bataayen tumse kyun door ho gaye hain kyun door ho gaye hain
hum kya hain ye tumne jaan liya hoo tum kya ho ye humne jaan liya hum kya hain ye tumne jaan liya hoo tum kya ho ye humne jaan liya jaise bichhadi do ruhon ne ek dooje ko pehchaan liya hum kya hain tumne jaan liya hoo tum kya ho ye humne jaan liya do saanson ki mitt gayi doori bujh gayi man ki pyaas adhuri do saanson ki mitt gayi doori bujh gayi man ki pyaas adhoori hoo do saanson ki mitt gayi doori bujh gayi man ki pyaas adhoori takdeer ne do deewanon par itna bada ehsaan kiya aa hum kya hain tumne jaan liya hoo tum kya ho ye humne jaan liya lala lala yunhi gale se tumko laga ke jeena hai saari duniya bhulake yun hi gale se tumko laga ke jeena hai saari duniya bhula ke hoo yun hi gale se tumko laga ke jeena hai saari duniya bhula ke ab aandhi chale toofaan uthe jo thaan liya so thaan liya hum kya hain ye tumne jaan liya hoo tum kya ho ye humne jaan liya
paase sabhi ulat gaye dushman ki chaal ke akshar sabhi palat gaye bhaarat ke bhaal ke manzil pe aaya mulq har balaa ko taal ke sadiyon ke baad phir ude baadal gulaal ke hum laaye hain toofan se kishti nikaal ke iss desh ko rakhna mere bachchon sambhal ke hum laaye hain toofan se kishti nikaal ke iss desh ko rakhna mere bachchon sambhal ke tum hi bavishya ho mere bhaarat vishaal ke iss desh ko rakhna mere bachchon sambhal ke hum laaye hain toofan se kishti nikaal ke iss desh ko rakhna mere bachchon sambhal ke dekho kahin barbaad naa hove ye bagichaa dekho kahin barbaad naa hove ye bagichaa iss ko hriday ke khoon se baapu ne hai seencha rakha hai ye cheerag shaheedon ne baal ke iss desh ko rakhna mere bachchon sambhal ke hum laaye hain toofan se kishti nikaal ke iss desh ko rakhna mere bachchon sambhal ke duniyaa ke daanv pench se rakhna naa vaastaa duniyaa ke daanv pench se rakhna naa vaastaa manzil tumhaari door hai lamba hai raastaa bhatkaa naa de koi tumhen
hmmmmmm hmmm hmmm hmmm looog kehte hain ke hum lafange hain log kehte hain ke hum lafange hain hum lafange nahin hain patenge hain hum lafange nahin hain patenge hain lafange nahin hum patenge hain looog kehte hain ke hum lafange hain apne kayi roop hai isliye apne kayi roop hai isliye log humko kehte hain behrupiye chehre se humko na pehchaaniye hum kitne rangon mein range hain hain hain looog kehte hain ke hum lafange hain apne khayaalon mein jo hai haseen apne khayaalon mein jo hai haseen ik din milegi kahin naa kahin kismat buri hai bure hum nahin hum insaan dil ke change hain looog kehte hain ke hum lafange hain hooooo hoooooooo hooooo hoooo hoooo hooooo hooooo hoooo hoooo hooooo yaaron ki khaali duwaa chaahiye yaaron ki khaali duwaa chaahiye apne liye humko kya chaahiye unke dukho ki dawaa chaahiye pyaase hain jo bhookhe nange hain looog kehte hain ke hum lafange hain log kehte hain ke hum lafange hain hum lafange nahin hain patenge hain hum lafange nahin
hum manmauji raahi mastaane raahon mein rukna na jaanen hum manmauji raahi mastaane raahon mein rukna na jaanen apne iraadon ke aage mushkil ko mushkil na maanen ek safar hai apni zindagi raah mein ghum hai aur khushi bhi jo bhi mile hum yun apnaayen jaise humein ho chaah ussi ki saathi re saathi re hum hain ummeedon ke afsaane hum manmauji raahi mastaane raahon mein rukna na jaanen apne iraadon ke aage mushkil ko mushkil na maane pyaar ke pyaase saare jahaan ko hum to sada apna hi samjhe ye hai apna wo hai paraaya in baaton mein kabhi na uljhe saathi re saathi re hum to hain aise deewaane hum manmauji raahi mastaane raahon mein rukna na jaanen apne iraadon ke aage mushkil ko mushkil na maane
hum matwaale naujawaan manzilon ke ujaale log karen badnaami kaise ye duniyaan waale karen bhalaayi hum burre bane hardum iss jahaan ki reet niraali pyaar ko samjhe haai re haai sitam hum matwaale naujawaan hum dhool mein lipte sitaare hum zarre nahin hain angaare naadaan hain jahaan samjhega kahaan hum naujawaan ke ishaare jab jab jhoom ke nikle hum jaan ke pad jaayen laale log karen badnaami kaise ye duniyaan waale hum matwaale naujawaan hum rote dilon ko hansa den dukh dard ki aag bujhaa den bechain nazar betaab jigar hum sab ko gale se laga lein hum manmauji sehjaade dukhiyon ke rakh waale log karen badnaami kaise ye duniyaan waale karen bhalaayi hum burre bane hardum iss jahaan ki reet niraali pyaar ko samjhe haai re haai sitam hum matwaale naujawaan manzilon ke ujaale log karen badnaami kaise ye duniyaan waale
hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe sirf jazbaat hai jazbaaat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe kiski taqdeer mein hai unke mehakate gesun kiske ghar failega uss mast nazar ka jaadu kiski taqdeer mein hai unke mehakate gesun kiske ghar failega uss mast nazar ka jaadu inn pareshan sawaalat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe itna deewana na ban ae dil e betaab sambhal woh agar mil bhi liye tujhse to itna na machal itna deewana na ban ae dil e betaab sambhal woh agar mil bhi liye tujhse to itna na machal be taalukh si mulaaqat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe muskurahat ko mohabbat ka ishara na samajh mil liye honge woh yunhi unhe apna na samajh muskurahat ko mohabbat ka ishara na samajh mil liye honge woh yunhi unhe apna na samajh aise nadaan khayalaat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena
hum mein hi thi na koi baat yaad na tum ko aa sake hum mein hi thi na koi baat yaad na tum ko aa sake tumne humein bhula diya hum na tumhen bhula sake tum hi na sun sako agar kissa e ghum sunega kaun tum hi na sun sako agar kissa e ghum sunega kaun kis ki zubaan khulegi phir hum na agar suna sake raunaq e bazm ban gaye lab pe hi kaayaten rahin raunaq e bazm ban gaye lab pe hi kaayaten rahin dil mein shikaayaten rahin lab na magar hila sake shauq e bisaal hai yahaan lab pe sawaal hai yahaan shauq e bisaal hai yahaan lab pe sawaal hai yahaan kis ki majaal hai yahaan hum se nazar mila sake
la la la la la la la la la la la la laa hum na hum rahen tum na tum raho hum na hum rahen tum na tum raho ek doosre ke hoke ek doosre mein kho ke hum sada ke liye doob jaayen hum na hum rahen tum na tum raho ek doosre ke hoke ek doosre mein kho ke hum sada ke liye doob jaayen hum na hum rahen tum na tum raho dekhte hi tumhen meri aankhon mein kyun ye diye jhilmilaane lage tez kyun ho gayi dil ki ye dhadkanen kyun kadam dagmgaane lage tum mile to humein jaane kya ho gaya hum na hum rahen tum na tum raho ek doosre ke hoke ek doosre mein kho ke hum sada ke liye doob jaayen hum na hum rahen tum na tum raho madbhari chandni dil jalaane lagi udd rahi tan se chingaariyaan meri har saans ki jal uthi aaj yoon na kahin aag hai na dhuaan jaan ye le na le ye jalan dilruba hum na hum rahen tum na tum raho ek doosre ke hoke ek doosre mein kho ke hum sada ke liye doob jaayen hum na hum rahen tum na tum raho chaar din ko mili umr ye pyaar ki pyaar mein doob jaayen na kyun pyaas jo
hum na jaibe balam ghar ho bhabhi hum na jaibe balam ghar ho hum na jaibe balam ghar ho bhabhi hum na jaibe balam ghar ho hum ko laage bahut dar haay haay bahut dar ho bhabhi hum na jaibe balam ghar ho bhabhi hum na jaibe balam ghar ho pa ke akeli jo chhedega saiyaan pa ke akeli jo chhedega saiyaan ghunghta utha ke marodega baiyaan jab vo bulayega kar ke ishaare haaye raam jab vo bulayega kar ke ishaare jaungi kaise palang par haye haye palang par ho bhabhi hum na jaibe balam ghar ho bhabhi hum na jaibe balam ghar ho hum na jaibe balam ghar ho bhabhi hum na jaibe balam ghar ho maine to sabki nazar se chhupa ke maine to sabki nazar se chhupa ke rakhi thi kori umariya bacha ke lut na jaaun kahin sasuraal ja ke haye raam lut na jaaun kahin sasuraal ja ke dil mera kaanpe thar thar haay haay re thar thar ho bhabi hum na jaibe balam ghar ho bhabhi hum na jaibe balam ghar ho hum na jaibe balam ghar ho bhabhi hum na jaibe balam ghar ho hote hain ye mard sab ek jaise hote
hum na kabhi honge juda maut humen aaye to kya hum na kabhi honge juda maut humen aaye to kya phir janam lenge hum phir janam lenge hum hoo oo hum na kabhi honge juda maut humen aaye to kya phir janam lenge hum phir janam lenge hum hooo ho ho ho ho hoo hooo ho hooooo ek hai jaan do badan ek mehek do suman ek hai jaan do badan ek mehek do suman seeta hoon main raam tu radha hoon main shyaam tu ho oo hum na kabhi honge juda maut humen aaye to kya phir janam lenge hum phir janam lenge hum pehle bhi the saathi hum aaj bhi tera saath hai pehle bhi the saathi hum aaj bhi tera saath hai ek do janam kuchh nahin sadiyon ki ye baat hai hoo oo hum na kabhi honge juda maut humen aaye to kya phir janam lenge hum phir janam lenge hum hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
hum naa rahenge tum naa rahoge yeh pyaar hamara hamesha rahega hum na rahenge hum naa rahenge tum naa rahoge yeh pyaar hamara hamesha rahega pyaar kaa aisa fasana rachenge yaad hamari zamana karega pyaar kaa aisa fasana rachenge yaad hamari zamana karega hum na rahenge suraj dhartee chanda jaisa apna naata hai sadiyon purana chalte chalte chahe yeh ruk jaye phir bhi rahega yeh rishta suhana aandhi ya tufaan aandhi ya tufaan chahe jo bhi aaye ye karavan hamara toh chalta rahega hum naa rahenge tum naa rahoge yeh pyaar hamara hamesha rahega hum naa rahenge janam maran kaa saath hamara har jeevan hum saath rahenge chamkenge kabhi ban ke sitare phool banke kabhi hum sab khilenge samay kaa sagar samay kaa sagar sookh bhi jaye preet kaa kamal khilta rahega hum naa rahenge tum naa rahoge yeh pyaar hamara hamesha rahega hum naa rahenge
hum nahin tere dushmanon mein hum nahin tere dushmanon mein kyun humko deewana banaaya banaaya kyun humko deewana banaaya hum to hain tere doston mein hum to hain tere doston mein kyun tune mera dil churaaya churaaya kyun tune mera dil churaaya hum kahin ek din yun yak ba yak mil gaye the ishq ke pyaar ke mastaane gul khil gaye the faasle mit gaye nazdik aane lage hum bekhudi yun badhi saanson pe chhane lage hum hum nahin tere qaatilon mein hum nahin tere qaatilon mein kyun zulfon mein humko phansaaya phansaaya kyun zulfon mein humko phansaaya haaaaaaa aaaaa aaaaaa hum to hain tere doston mein hum to hain tere doston mein kyun tune mera dil churaaya churaaya kyun tune mera dil churaaya ye mera dil gaya bas dillagi dillagi mein bhool ke do jahaan dooba teri aashiquie mein sochtaa hoon sanam iqraar kaise karun main pyaar ke dard ka izhaar kaise karun main hum to hai teri dhadkanon mein hum to hai teri dhadkanon mein khun dard e jigar ko badhaya badhaya khun dard e
jis ghar ke logon ko subah jhagadte dekha hai shaam huyi ke ghar wahi ujadte dekha hai are banti nahin hai baat jhagde se kabhi yaaro bante bante baat ko bigadte dekha hai are hum panchhi ek daal ke ek daal ke hum panchhi ek daal ke ek daal ke hoy sang sang dolen ji sang sang dolen sang sang dolen ji sang sang dolen boli apni apni bolen boli apni apni bolen ji bolen ji bolen haan sang sang dolen ji sang sang dolen hum panchhi ek daal ke ek daal ke din ke jhagde din ko bhoolen ho din ke jhagde din ko bhoolen raat ko sapnon mein hum jhoolen dharti bichhaunaa neeli chadariyaa meethi neenden so len ji so len ji so len haan sang sang dolen ji sang sang dolen sang sang dolen ji sang sang dolen boli apni apni bolen boli apni apni bolen ji bolen ji bolen haha sang sang dolen ji sang sang dolen hum panchhi ek daal ke ek daal ke
hum panchhi mastane hum panchhi mastane ek hi dhun hai ek hi manzil pyaar ke hum dewaane hum panchhi mastane hum panchhi mastane dharti ko chhod kar peechhe baadal ke paar jana hai dharti ko chhod kar peechhe baadal ke paar jana hai chun chun ke shokh taaron ko ek aashiyaan banaana hai ek lagan hai ek hi masti ek jaise afsaane hum panchhi mastane hum panchhi mastane dil ki lagi yeh kehti hai rukne ka naam mat lena dil ki lagi yeh kehti hai rukne ka naam mat lena tufaan rasta roke jhukne ka naam mat lena pyaar shamma hai hum dil wale usi ke hain parwaane hum panchhi mastane hum panchhi mastane ek saath chal pade hain to manzil ko dhund hi lenge ek saath chal pade hain to manzil ko dhund hi lenge jis dil mein ghar banana hai us dil ko dhoond hi lenge hum albele aaj chale hain duniya nayi basane hum panchhi mastane hum panchhi mastane ek hi dhun hai ek hi manzil pyaar ke hum dewaane hum panchhi mastane hum panchhi mastane
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hum Kitna Roye Shin Shinaki Boobla Boo (1952) 03:47 14249
 
Poster of Shin Shinaki Boobla Boo (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
P L Santoshi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana
Duration : 03:47   Song Number : 14249   

Hum Kitne Khushnaseeb Hain Teesra Kinara (1986) 04:55 37629
 
Poster of Teesra Kinara (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Shyam Sagar
Singer- 
Shabbir Kumar
Duration : 04:55   Song Number : 37629   

Hum Kitne Naadan The Yaaron Sitamgar (1985) 04:22 16323
 
Poster of Sitamgar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:22   Song Number : 16323   

Hum Ko Bhi Ghum Ne Maara Aas Paas (1980) 05:21 20539
 
Poster of Aas Paas (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 05:21   Song Number : 20539   

Hum Ko Mann Ki Shakti Denaa Guddi (1971) 04:31 20564
 
Poster of Guddi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Vani Jayaram
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan, Group Song
Raag- 
Kedar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:31   Song Number : 20564   

Hum Kya Bataayen Tumse Jan Pehchan (1950) 03:55 40811
 
Poster of Jan Pehchan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Khem Chandra Prakash, Manna Dey
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:55   Song Number : 40811   

Hum Kya Hain Ye Tumne Jaan Anand Aur Anand (1984) 04:22 37864
 
Poster of Anand Aur Anand (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sunil Anand, Natasha Sinha
Duration : 04:22   Song Number : 37864   

Hum Laaye Hain Toofan Jagriti (1954) 04:59 20540
 
Poster of Jagriti (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Abhi Bhattacharya
Duration : 04:59   Song Number : 20540   

Hum Lafange Hain Lafange (1975) 05:10 13573
 
Poster of Lafange (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 05:10   Song Number : 13573   

Hum Manmauji Raahi Mastaane Dagabaaz (1970) 03:39 38652
 
Poster of Dagabaaz (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
B D Mishra
Music Director- 
Dilip Ray
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dev Kumar
Duration : 03:39   Song Number : 38652   

Hum Matwaale Naujawaan Shararat (1959) 03:19 12010
 
Poster of Shararat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:19   Song Number : 12010   

Hum Mein Hai Kya Nawab Sahib (1978) 04:44 32123
 
Poster of Nawab Sahib (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Parikshit Sahni
Duration : 04:44   Song Number : 32123   

Hum Mein Hi Thi Na Koi Baat Jagjit Singh & Chitra Singh 04:55 20218
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Hafeez Jalandhari
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 04:55   Song Number : 20218   

Hum Na Hum Rahen Muqaddar Ka Faisla (1987) 07:01 39733
 
Poster of Muqaddar Ka Faisla (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Meenakshi Seshadri
Duration : 07:01   Song Number : 39733   

Hum Na Jaibe Balam Ghar Dwaar (1985) 05:40 20170
 
Poster of Ghar Dwaar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Shoma Anand
Duration : 05:40   Song Number : 20170   

Hum Na Kabhi Honge Juda Phir Janam Lenge Hum (1977) 04:30 36945
 
Poster of Phir Janam Lenge Hum (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Bhavana Bhatt, Adil Amen
Duration : 04:30   Song Number : 36945   

Hum Na Rahenge Tum Na Rahoge Jaan Haazir Hai (1975) 03:16 35971
 
Poster of Jaan Haazir Hai (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Shaili Shailendra
Music Director- 
Jay Paarte
On Screen Actors- 
Prem Kishan, Natasha
Duration : 03:16   Song Number : 35971   

Hum Nahin Hungama (2003) 05:58 18600
 
Poster of Hungama (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Duration : 05:58   Song Number : 18600   

Hum Panchhi Ek Daal Ke Hum Panchhi Ek Daal Ke (1957) 02:51 40324
 
Poster of Hum Panchhi Ek Daal Ke (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
P L Santoshi
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 02:51   Song Number : 40324   

Hum Panchhi Mastane Dekh Kabira Roya (1957) 04:17 37517
 
Poster of Dekh Kabira Roya (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shobha Khote, Anita Guha
Duration : 04:17   Song Number : 37517