Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hooooo hooooo hoooooo hoooo hoooo hooooo hooooo hoooooo hooooo hooooo hoooooo hooooo hooooo hooooo hoooooo hooooo hooooo do din ke liye mehmaan yahaan maaloom nahin manzil hai kahaan armaan bhara dil to hai magar jo dil se mile wo dil hai kahaan ik phool jala ik phool khila kuchh apna luta kuchh unko mila ik phool jala ik phool khila kuchh apna luta kuchh unko mila kaise karen kismat se gila hum kaise karen kismat se gila rangeen har ik mehfil hai kahaan do din ke liye mehmaan yahaan maaloom nahin manzil hai kahaan duniyaan mein savera hone laga duniyaan mein savera hone laga iss dil mein andhera hone laga har zakham sisak ke rone laga har zakham sisak ke rone laga kis munh se kahe qaatil hai kahaan do din ke liye mehmaan yahaan maaloom nahin manzil hai kahaan jalta hai jigar uthta hai dhuwaan aankhon se meri aansoon hain rawaan jalta hai jigar uthta hai dhuwaan aankhon se meri aansoon hain rawaan marne se ho jaaye aasaan jo marne se ho jaaye aasaan aisi ye meri
hey do din ki jawaani mein bhi agar do din ki jawaani mein bhi agar jeene ka maza na liya to phir kya kiya to phir kya kiya to phir kya kiya zulfon ke haseen saaye mein sanam har pal ko tu rangin bana baahon ke jawan ghere mein zara aa jhoom ke tu aa bhi ja dil akhir wo kis kaam ka haiiiii dil akhir wo kis kaam ka hai jo kabhi diya na liya na liya to phir kya kiya to phir kya kiya jeene ko yahan jeete hain sabhi par wo jeete jee mar gaye jo pyaar kisi se kar na sake aur duniya se jo dar gaye is pyaar ko duniya jurm kaheee is pyaar ko duniya jurm kahe kya badon ne wo nahin kiya nahin kiya to phir kya kiya to phir kya kiya to phir kya kiya
do din ki mohabbat mein humne kuchh khoya hai kuchh paaya hai do ghum ke aansoo humko mile jeene ka chain ganwaaya hai do din ki mohabbat mein humne armaan hain jo nikle hi nahin kuchh aansoon hai jo bahe nahin kuchh aise bhi afsaane hai jo humne kisi se kahe nahin kuchh hansi mein badle hain aansoon aur apna dard chhupayaa hai do din ki mohabbat mein humne aye dil tu humen tadpaata tha le humne rulaaya hai tujhko aye dil ki lagi tu jalaati thi le humne jalaaya hai tujhko iss dard ko wo jaane jisne ghar apna kabhi jalaaya hai do din ki mohabbat mein humne kiss baat pe khush hai deewana mere zakhm kisi ke kaam aaye kiss baat pe khush hai deewana mere zakhm kisi ke kaam aaye ik rog naya humen de ke kya jaane kab aaraam aaye aye dil itna betaab naa ho jab ghum ko gale lagaaya hai do din ki mohabbat mein humne
do din ki zindagi kaisi hai zindagi do din ki zindagi kaisi hai zindagi koi naa ye jaane hooo ooo ooo ooo bheetar andhera hai bahar hai roshni dekhe naa parwane do din ki zindagi kaisi hai zindagi armaan ki basti jaane kaisi hai basti utni hi suni hooo oooo ooooo utni hi suni jitni chhayi hai masti nazron mein baankpan aanhon mein sau chaman seene mein veeraaane do din ki zindagi kaisi hai zindagi pehle to kya kya sapne dikhlaaye duniyaa phir khud hi toota hoooo ooo oooo phir khud hi toota sapna ban jaaye duniyaa duniyaa ki chaah ki naghmon ki aah ki jhoothe hain afsaane do din ki zindagi kaisi hai zindagi hoooo oooo oooo oooo oooo hoooo ooooooo pholoon ne dekha khil ke murjhana dil ka taaron ne dekha hoooo oooo oooo taaron ne dekha jal ke bhujh jana dil ka the kal jo meharbaan the kal jo raazdaan nikle wo begaane do din ki zindagi kaisi hai zindagi hmm hmm hmm hmm hmm hmmm
do din ki zindagi mein dukhde hain beshumaar dukhde hain beshumaar do din ki zindagi mein dukhde hain beshumaar dukhde hain beshumaar hai zindagi ussi ki jo hans hans ke de guzaar hans hans ke de guzaar ubhrenge phir sitaare chamkega phir se chaand chamkega phir se chaand ubhrenge phir sitaare chamkega phir se chaand chamkega phir se chaand ujde huye chaman mein aayegi phir bahaar aayegi phir bahaar hai zindagi ussi ki jo hans hans ke de guzaar hans hans ke de guzaar hai dhoop kahin chhaayaaaa hai dhoop kahin chhaayaa ye zindagi ki reet ye zindagi ki reet hai aaj teri haar to phir kal hai teri jeet hai aaj teri haar to phir kal hai teri jeet har saans tujhse bas yahi kehti hai baar baar kehti hai baar baar hai zindagi ussi ki jo hans hans ke de guzaar hans hans ke de guzaar marne ke sau bahaane jeene ko sirf ek jeene ko sirf ek marne ke sau bahaane jeene ko sirf ek jeene ko sirf ek ummeed ke suron mein bajte hain dil ke taar bajte hain dil ke taar hai zindagi ussi
hmm mmm mmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmmm do ghadi baitho tumhara roop aankhon mein basaa loon aaj thodi der mein bhi pyaar ke sapne sajaa loon do ghadi baitho tumhara roop aankhon mein basaa loon laaj ke is reshmi aanchal mein mat mukhada chhupaao pyaar ki madira chhalakne do na yun palkein jhukaao aaj to do pal adhoori pyaas aankhon ki bujhaa loon do ghadi baitho tumhara roop aankhon mein basaa loon aaj chandan ki mehak madhosh saanson mein basi hai kaanpte honthon pe pehle pyaar ki sehmi hansi hai aaj main kaise bhala is manchale man ko sambhaloon do ghadi baitho tumhara roop aankhon mein basaa loon aaj thodi der mein bhi pyaar ke sapne sajaa loon do ghadi baitho tumhara roop aankhon mein basaa loon
do ghadi behla gayin parchhaiyaan do ghadi behla gayin parchhaiyaan phir wahi hum hain wahi tanhaaiyaan tanhaaiyaan do ghadi behla gayin parchhaiyaan rasmasata jism poonam ki chhata ye ghanere baal saawan ki ghata tum jo hans kar baadlon ko dekh lo tum jo hans kar baadlon ko dekh lo bijliyaan lene lage angdaaiyaan phir wahi hum hain wahi tanhaaiyaan tanhaaiyaan do ghadi behla gayin parchhaiyaan jo bhi inn aankhon mein khoya kho gaya jo tumhara ho gaya bas ho gaya jo bhi inn aankhon mein khoya kho gaya jo tumhara ho gaya bas ho gaya doobne waala na phir ubhraa kabhi doobne waala na phir ubhraa kabhi uff nigaah e naaz ki gehraaiyaan phir wahi hum hain wahi tanhaaiyaan tanhaaiyaan do ghadi behla gayin parchhaiyaan tum meri duniyaa mera imaan bhi ho tum meri hasrat tumhin armaan bhi ho tum jo ho to har taraf sangeet hai tum jo ho to har taraf sangeet hai tum nahin to zehar hai shehnaaiyaan phir wahi hum hain wahi tanhaaiyaan tanhaaiyaan do ghadi behla gayin
do ghadi wo jo paas aa baithe do ghadi wo jo paas aa baithe hum zamaane se door jaa baithe hum zamaane se door jaa baithe do ghadi wo jo paas aa baithe bhool ki unka humnasheen ho ke royenge dil ko umr bhar kho ke bhool ki unka humnasheen ho ke royenge dil ko umr bhar kho ke haaye kya cheez thi loota baithe do ghadi wo jo paas aa baithe dil ko ik din zuroor jaana tha wahin pahunchaa jahaan thikaana tha dil ko ik din zuroor jaana tha wahin pahunchaa jahaan thikaana tha dil wohi dil jo dil mein jaa baithe do ghadi wo jo paaas aa baithe ek dil hi tha ghum gusaar apna meharbaan khaas raazdaar apna ek dil hi tha ghum gusaar apna meharbaan khaas raazdaar apna gair ka kyun use bana baithe do ghadi wo jo paas aa baithe hum zamaane se door jaa baithe do ghadi wo jo paas aa baithe
do ghoont chai pee aur sair duniya ki dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya main sair karke aa gaya do ghunt chai pee aur sair duniya ki dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya main sair karke aa gaya duniya hi jannat hai jannat mein kya hoga dekhe yahan lakhon wahan to ek khuda hoga aadam hi aadam hai is baat mein kam hai isko banaya kyun khuda ko bhi yehi ghum hai apne kiye par aap hi dekho khuda pachhta gaya pachhta gaya do ghunt chai pee aur sair duniya ki dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya main sair karke aa gaya mehfil ghadi bhar ki phir bhi suhani hai kitni hasin kitni jawan mana ke faani hai apni adaa se ji jab tak hai dum baaki tu aap hi paimana ban aur aap hi saaqi zinda wo duniya mein raha duniya ko jo thukra gaya thukra gaya do ghunt chai pee aur sair duniya ki dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya main sair karke aa gaya yaaro idhar aao mujhse na ghabrao mujhko khila sakte nahin to mujhse kuchh khao khaane khilane se kuchh kam nahin hota
do ghoonth mujhe bhi pila de sharaabi dekh phir hota hai kya hooo do ghoonth mujhe bhi pila de sharaabi dekh phir hota hai kya baalmaaa reeeeee zaalmaaaa are are are are aag paani mein laga de zara si dekh phir hota hai kya hooo do ghoonth mujhe bhi pila de sharaabi dekh phir hota hai kya gaaungi re naachungi re tere liye aaj se main aaye sharam lekin balam marr jaaungi laaj se main gaaungi re naachungi re tere liye aaj se main aaye sharam lekin balam marr jaaungi laaj se main baalmaaa reeeeee zaalmaaaa are are are are laaj ka ye ghunghat utha de sharaabi dekh phir hota hai kya hooo do ghoonth mujhe bhi pila de sharaabi dekh phir hota hai kya kis kaam ka ye jaam hai iss mein mazaa wo nahin hai bhar ke bhi ye khaali sa hai iss mein nasha wo nahin hai kis kaam ka ye jaam hai iss mein mazaa wo nahin hai bhar ke bhi ye khaali sa hai iss mein nasha wo nahin hai saakiyaa reeeeeeee saathiyaaaa are are are are pyaar thoda is mein mila de sharaabi dekh phir hota hai kya
do hanson ka joda bichhad gayo re gajab bhayo raama julam bhayo re gajab bhayo raama julam bhayo re do hanson ka joda bichhad gayo re gajab bhayo raama julam bhayo re mora sukh chein bhi jeevan bhi mora chheen liya paapi sansaar ne saajan bhi mora chheen liya piya bin tarpe jiyaa ratiyaan bitaayon kaise birhaa ki agni ko asuwan se bujhaayon kaise jiyaa mora muskil mein pad gayo re gajab bhayo raama julam bhayo re gajab bhayo raama julam bhayo re raat ki aas gayi din ka sahaara bhi gaya mora sooraj bhi gaya mora sitaara bhi gaya preet kar ke kabhi preetam se na bichhade koi jaisi ujadi hoon mein aise bhi na ujade koi bana khel mora bigad gayo re gajab bhayo raama julam bhayo re gajab bhayo raama julam bhayo re jeete je chhodungi saiyaan na dagariyaa tori beet jaayegi yunhin saari umariyaa mori nainon se hoti rahegi yunhin barsaat balam yaad mein roti rahongi teri din raat balam nagar more mann ka ujad gayo re gajab bhayo raama julam bhayo re gajab bhayo raama julam
do honth hile ek geet suna mehke phoolon ki jawani jhoom gayi teri payal ka sangeet suna bahte jharnon ki jawani jhoom gayi do honth hile ek geet suna mehke phoolon ki jawani jhoom gayi rimjhim ras barse sunahari zulf ki chanv mein naach uthi gori hata kar mehandi panv mein ke nagme bikhre fizaon mein do honth hile ek geet suna mehke phoolon ki jawani jhoom gayi teri payal ka sangeet suna bahte jharnon ki jawani jhoom gayi teri sanson mein saje hain meethe sur aise bin chhede koi sureela saaz baje jaise na bhaye sang tera kaise do honth hile ek geet suna mehke phoolon ki jawani jhoom gayi teri payal ka sangeet suna bahte jharnon ki jawani jhoom gayi do honth hile ek geet suna mehke phoolon ki jawani jhoom gayi
In the morning you go gunning For the man who stole your water Then you fight till he is dying But they catch you at the border And the mourners are all singing As they drag you by your feet But the hangman isn''t hanging And they put you on the street You go back, jack, do it again Wheels turning round and round You go back, jack, do it again When you know she''s no high climber Then you find your only friend In a room with your two timer And you''re sure you''re near the end Then you love a little wild one but She brings you only sorrow All the time you know she''s smiling You''ll be on your knees tomorrow You go back, jack, do it again Wheels turning round and round You go back, jack, do it again Now you swear when kicking vegas That you are not a gambling man Then you find you''re back in vegas With a handle in your hand No black cards can make you money So you hide them when you''re able In the land of milk and honey You must put them on the table You go back,
do jasoos karen mehsoos ke duniyaa badi kharaab hai kaun hai sachcha kaun hai jhoota har chehre pe naqaab hai zara socho zara samjho zara sambhal ke rahiyo ji zara socho zara samjho zara sambhal ke rahiyo ji do jasoos karen mehsoos ke duniyaa badi kharaab hai pyaas lage to dhoodh piyo dhoodh mein paani milta hai mandir mein bhi aaj diya naqli ghee ka jalta hai naa asli mithai hai naa asli malaai hai maava hai singhade ka kya zaalim halwaai hai aate mein mitti chaaval mein kankar behisaab hai kaun hai sachcha kaun hai jhoota har chehre pe naqaab hai zara socho zara samjho zara sambhal ke rahiyo ji zara socho zara samjho zara sambhal ke rahiyo ji do jasoos karen mehsoos ke duniyaa badi kharaab hai zehar dawaa mein shaamil hai zehar dawaa se behtar hai zehar bhi naqli milta hai marna bhi ab dubhar hai desh ke sachche dushman hai ye jo milawat karte hain inki badolat kitne log maut se pehle marte hain aise logon ko pakdana sabse bada sawaab hai kaun hai sachcha kaun
do jawan dilon ka ghum dooriyan samajhati hain do jawan dilon ka ghum dooriyan samajhati hain kaun yaad karta hai hichkiyan samajhati hain kaun yaad karta hai hichkiyan samajhati hain tum to khud hi qaatil ho tum ye baat kya jaano tum to khud hi qaatil ho tum ye baat kya jaano tum to khud hi qaatil ho tum ye baat kya jaano kyun hua main deewaana bediyan samajhati hain kyun hua main deewaana bediyan samajhati hain do jawan dilon ka ghum dooriyan samajhati hain baam se utarati hai jab haseen doshiza baam se utarati hai jab haseen doshiza baam se utarati hai jab haseen doshiza jism ke nazakat ko sidiyan samajhati hain jism ke nazakat ko sidiyan samajhati hain do jawan dilon ka ghum dooriyan samajhati hain yun to sair e gulashan ko kitne log aate hain yun to sair e gulashan ko kitne log aate hain phool kaun todega daliyan samajhati hain phool kaun todega daliyan samajhati hain do jawan dilon ka ghum dooriyan samajhati hain jisne kar liya dil mein pehali bar ghar danish
do kadam tum bhi chalo do kadam hum bhi chalen do kadam tum bhi chalo do kadam hum bhi chalen do kadam tum bhi chalo do kadam hum bhi chalen manzilen pyaar ki manzilen phir pyaar ki aayengi chalte chalte do kadam tum bhi chalo do kadam hum bhi chalen kal tak to anjaan thin hum se raahen pyaar ki hum se raahen pyaar ki lekin apni ho gayin ab to baahen pyaar ki ab to baahen pyaar ki ab humen ye jahaan ab humen to ye jahaan dekhega jalte jalte do kadam tum bhi chalo do kadam hum bhi chalen do kadam tum bhi chalo do kadam hum bhi chalen meri jo bhi soch thi uss kaa hi tum roop ho uss kaa hi tum roop ho main hoon nadiyaa tum ghata main chhaya tum dhoop ho main chhaya tum dhoop ho pyaar ye ho jawaan pyaar ab ye ho jawaan aankhon mein palte palte do kadam tum bhi chalo do kadam hum bhi chalen do kadam tum bhi chalo do kadam hum bhi chalen aisi hi ik shaam thi dekha tha jab aapko dekha tha jab aapko tum iss dhalti shaam ko roko to kuchh baat ho roko to kuchh baat ho jaan
do kadam tum naa chale do kadam hum naa chale do kadam tum naa chale do kadam hum naa chale aarzoon ke diye bhujh gaye jalte jalte do kadam tum naa chale do kadam hum naa chale hum to aankhon mein basa lenge tumhare ghum ko hum to aankhon mein basa lenge tumhare ghum ko tum kabhi bhool ke bhi yaad naa karna hum ko apni manzil tumhen mil jaayegi chalte chalte do kadam tum naa chale do kadam hum naa chale aarzoon ke diye bhujh gaye jalte jalte do kadam tum naa chale do kadam hum naa chale waqt ne zehar bhara pyaar ke paimaanon mein waqt ne zehar bhara pyaar ke paimaanon mein ho gaye khwaab sulagte huye veeranon mein jaan se jaayenge hum dard ke dhalte dhalte do kadam tum naa chale do kadam hum naa chale aarzoon ke diye bhujh gaye jalte jalte do kadam tum naa chale do kadam hum naa chale
la la la la la la la la la la la lala la la la la lala la la la la la la la la la la la la la la laaa aamore miyon to vai saitu dis torchar kandhro tai soro miyon hmm hmm la la la la la laaa do lafzon ki hai dil ki kahaani yaa hai mohabbat yaa hai jawaani do lafzon ki hai dil ki kahaani yaa hai mohabbat yaa hai jawaani la la la la la la la la la la dil ki baaton ka matlab na poochho kuchh aur hum se bas ab na poochho dil ki baaton ka matlab na poochho kuchh aur hum se bas ab na poochho la la la la la la la la la la jis ke liye hai duniya diwani yaa hai mohabbat yaa hai jawani ye kashtiwala kya gaa rahaa tha koi isse bhi yaad aa rahaa tha ye kashtiwala kya gaa rahaa tha koi isse bhi yaad aa rahaa tha la la la la la la la la la la kisse puraane yaaden purani yaa hai mohabbat yaa hai jawani iss zindagi ke din kitne kam hain kitni hain khushiyaan aur kitne ghum hain iss zindagi ke din kitne kam hain kitni hain khushiyaan aur kitne ghum hain la la la la la la la la la
aa aa aaaa aa aa aaaa aa aa aaaa aa aa aa aaaa do lafzon mein likh di maine apni prem kahaani tu mere dil ka raaja ban jaa main tere dil ki raani do lafzon mein likh di maine apni prem kahaani tu mere dil ka raaja ban jaa main tere dil ki raani jeeta tha pehle bhi magar yun tha lagta jeene mein shayad kahin kuchh kami hai milen hum to jaana dil ne bhi mana tu hi sanam meri aashiqui hai kabhi hona na juda kabhi hona na khafa kabhi hona na juda kabhi hona na khafa bhola bhala dil jo mera kar baithe naadaani tu mere dil ka raaja ban jaa main tere dil ki raani do lafzon mein likh di maine apni prem kahaani main tere dil ka raaja ban gayaa tu mere dil ki raani hoo hoo hoooo hoo hoo hoooo aa aa aaaa aa aa aa aaaa mujhe apne rang mein rang ke deewaani kisne banaayi woh teri nazar hai hone lagi main khud se begaani sanam tere pyaar ka kaisa asar hai kabhi hona na juda kabhi hona na khafa kabhi hona na juda kabhi hona na khafa dil deewana deewane ne kab kis ki hai maani
do mastaane do deewaane ik main hoon ik tu thuru thu thuru thu thuru thu thuru thu thuru thu thuru thu thuru thu do matwaale do dilwaale ik main hoon ik tu kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku saath chale hum yun jaise saath patang ki door chhod ke pichhe duniyaa ko jaane chale kis oor oooo saath chale hum yun jaise saath patang ki door chhod ke pichhe duniyaa ko jaane chale kis oor oooo raahi akele do albele ik main hoon ik tu kuru ku ku kuru ku ku kuru ku ku kuru ku ku kuru ku ku kuru ku ku kuru kuu do mastaane do deewane ik main hoon ik tu kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku ab chaahe ye sapna ho maine to sach maana aa tu hi mera saajan hai maine tujhe pehchaanaa aaaa ab chaahe ye sapna ho maine to sach maana aa tu hi mera saajan hai maine tujhe pehchaana deepak baati jeevan saathi ik main hoon ik tu kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku do mastaane do deewane ik main hoon ik tu kuru ku kuru ku kuru ku
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Do Din Ke Liye Mehmaan Badal (1951) 03:59 12785
 
Poster of Badal (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:59   Song Number : 12785   

Do Din Ki Jawaani Adalat (1976) 02:39 37035
 
Poster of Adalat (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
K J Yesudas
Duration : 02:39   Song Number : 37035   

Do Din Ki Mohabbat Mein Humne Chhote Babu (1957) 03:22 15568
 
Poster of Chhote Babu (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shekhar
Duration : 03:22   Song Number : 15568   

Do Din Ki Zindagi Satyakam (1969) 04:20 12130
 
Poster of Satyakam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 04:20   Song Number : 12130   

Do Din Ki Zindagi Mein Poonam (1952) 03:13 13969
 
Poster of Poonam (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:13   Song Number : 13969   

Do Ghadi Baitho Tumhara Roop Mohd Rafi 03:29 36896
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:29   Song Number : 36896   

Do Ghadi Behla Gayin Yeh Nazdeekiyan (1982) 06:18 14426
 
Poster of Yeh Nazdeekiyan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
G B Srivastava
Music Director- 
Raghu Nath Seth
Singer- 
Bhupendra
On Screen Actors- 
Marc Zuber
Duration : 06:18   Song Number : 14426   

Do Ghadi Wo Jo Paas Aa Baithe Gateway Of India (1957) 03:00 11900
 
Poster of Gateway Of India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Duration : 03:00   Song Number : 11900   

Do Ghoont Chai Pee Sanjog (1961) 04:13 37736
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Om Prakash
Duration : 04:13   Song Number : 37736   

Do Ghoonth Mujhe Bhi Jheel Ke Us Paar (1973) 04:51 20394
 
Poster of Jheel Ke Us Paar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Duration : 04:51   Song Number : 20394   

Do Hanson Ka Joda Ganga Jumna (1961) 03:09 20395
 
Poster of Ganga Jumna (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Hinch
Duration : 03:09   Song Number : 20395   

Do Honth Hile Ek Geet Suna Nai Duniya Naye Log (1973) 04:22 35902
 
Poster of Nai Duniya Naye Log (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Reena Roy, Danny Denzongappa
Duration : 04:22   Song Number : 35902   

Do It Again In the Style of Steely Dan 05:45 10933
 
Poster of Steely Dan
 
Category
English
Singer- 
Steely Dan
Duration : 05:45   Song Number : 10933   

Do Jasoos Karen Do Jasoos (1975) 04:52 13146
 
Poster of Do Jasoos (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Raj Kapoor
Duration : 04:52   Song Number : 13146   

Do Jawan Dilon Ka Ghum Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 06:06 32805
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Lyricist
Danish Aligari
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 06:06   Song Number : 32805   

Do Kadam Tum Bhi Chalo Ek Hasina Do Diwane (1972) 05:37 13214
 
Poster of Ek Hasina Do Diwane (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Qafil Azar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Jeetendra, Babita
Duration : 05:37   Song Number : 13214   

Do Kadam Tum Naa Chale Ek Hasina Do Diwane (1972) 04:26 13215
 
Poster of Ek Hasina Do Diwane (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Namvar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Jeetendra, Babita, Vinod Khanna
Duration : 04:26   Song Number : 13215   

Do Lafzon Ki Hai Dil The Great Gambler (1979) 05:59 20396
 
Poster of The Great Gambler (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Neetu Singh
Duration : 05:59   Song Number : 20396   

Do Lafzon Mein Dhaai Akshar Prem Ke (2000) 05:09 31545
 
Poster of Dhaai Akshar Prem Ke (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
Duration : 05:09   Song Number : 31545   

Do Mastaane Do Deewaane Main Sundar Hoon (1971) 04:54 13658
 
Poster of Main Sundar Hoon (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 04:54   Song Number : 13658