MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun saamne tu hai tujhe dekh ke ab kya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun raat zulfon mein teri din tere rukhsaron mein raat zulfon mein teri din tere rukhsaron mein ek hi wakt pe din raat ka jalwa dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere jalwon ki baharen bhi tamashayi hain tere jalwon ki baharen bhi tamashayi hain main bhi dil thaam ke kab tak ye tamasha dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun dekhta hoon ke nazare bhi tujhe dekhte hain dekhta hoon ke nazare bhi tujhe dekhte hain tu hi batlaa de ke main kis ka nazara dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun saamne tu hai tujhe dekh ke ab kya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun
tere chehre se tere chehre se nazar nahin hatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen tujhe milke bhi tujhe milke bhi pyaas nahin ghatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen pighle badan teri tapti nigaahon se sholon ki aanch aaye barfili raahon se la la la la la la pighle badan teri tapti nigaahon se sholon ki aanch aaye barfili raahon se lage kadmon se lage kadmon se aag lipatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen tujhe milke bhi tujhe milke bhi pyaas nahin ghatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen rangon ki barkha hai khushboo ka saath hai kisko pataa hai ab din hai ke raat hai la la la la la la rangon ki barkha hai khushboo ka saath hai kisko pataa hai ab din hai ke raat hai lage duniya hi lage duniya hi aaj simatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen tere chehre se tere chehre se nazar nahin hatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen palkon pe phaila teri palkon ka saaya hai chehre ne tere mera chehra
niss din sumirann hi karuun ram ram shri raam tere dar ko chhod ke kis dar jaun main tere dar ko chhod ke kis dar jaun main dekh liya jag sara maine tere jaisa meet nahin dataa tere jaisa meet nahin tere jaisa sabal saharaa teri jaisi preet nahin kin shabdon mein aapki mahimaa gaon main tere dar ko chhod ke kis dar jaun main tere dar ko chhod ke kis dar jaun main apne patth par aap chalun main mujhme itna gyaan nahin dataa mujhme itna gyaan nahin hoon matimandh nain ka andhaa bhala bura pahchaan nahin haath pakad kar le chalo thokar khaun main tere dar ko chhod ke kis dar jaun main tere dar ko chhod ke kis dar jaun main
tere dar pe aaya hoon kuchh kar ke jaaunga jholi bhar ke jaaunga yaa mar ke jaaunga main tere dar pe aaya hoon kuchh kar ke jaaunga jholi bhar ke jaaunga yaa mar ke jaaunga tere dar pe aaya hoon kuchh kar ke jaaunga jholi bhar ke jaaunga yaa mar ke jaaunga main tere dar pe aaya hoon tu sab kuchh jaane hai har ghum pehchaane hai tu sab kuchh jaane hai har ghum pehchaane hai jo dil ki uljhan hai sab tujh pe roshan hai ghayal parwaana hoon wehshi deewana hoon ghayal parwaana hoon wehshi deewana hoon teri shohrat sun sun ke umeeden laaya hoon tere dar pe main tere dar pe aaya hoon kuchh kar ke jaaunga jholi bhar ke jaaunga yaa mar ke jaaunga main tere dar pe aaya hoon dil ghum se hairaan hai meri dunyaan viraan hai dil ghum se hairaan hai meri dunyaan viraan hai nazron ki pyaas bhuja mera bichhada yaar mila ab yaa ghum chhutega warna dam tootega ab yaa ghum chhutega warna dam tootega ab jeena mushkil hai fariyaaden laaya hoon tere dar pe main tere dar pe aaya hoon
tere dar pe aaya hoon fariyaad le kar tere dar pe aaya hoon fariyaad le kar zubaan par ghum e dil ki ruh daad le kar tere dar pe aaya pareshaan hai dil ghadi bhar ko aa jaa pareshaan hai dil ghadi bhar ko aa jaa zara meri sun jaa aur apni sunaa jaa kahaan jaaun main haal e barbaad le kar tere dar pe aaya hoon fariyaad le kar zubaan par ghum e dil ki ruh daad le kar tere dar pe aaya mere dard e dil se nahin bekhabar tu mere dard e dil se nahin bekhabar tu bane meri kismat jo kar de nazar tu muhabbat se naaqamiyaan chhaa gayin hain umeedon ki kaliyaan bhi murjha gayin hain kahin mar naa jaaun teri yaad le kar tere dar pe aaya hoon fariyaad le kar zubaan par ghum e dil ki ruh daad le kar tere dar pe aaya
tere dard se dil aabaad raha tere dard se dil aabaad raha kuchh bhool gaye kuchh yaad raha kuchh yaad raha tere dard se dil aabaad raha kuchh bhool gaye kuchh yaad raha kuchh yaad raha naseeba bhi kya rang laaya kahaan laake hum ko milaaya naseeba bhi kya rang laaya kahaan laake hum ko milaya apni wafaa ke gul khil na paaye mil ke bhi tujh se hum mil na paaye dard e dil hum kaise sahein door bhi hum kaise rahein tera ghum tere jaane ke baad raha tera ghum tere jaane ke baad raha kuchh bhool gaye kuchh yaad raha kuchh yaad raha jaan e wafa tujh ko kya de dil keh raha hai dua de jaan e wafa tujh ko kya de dil keh raha hai dua de armaan bujhe hain sapne dhuaan hain marr marr ke hum to zinda yahaan hain bekhudi mein hum kho gaye phir judaa tujh se ho gaye chahat ka jahaan barbaad raha chahat ka jahaan barbaad raha kuchh bhool gaye kuchh yaad raha kuchh yaad raha tere dard se dil aabaad raha kuchh bhool gaye kuchh yaad raha kuchh yaad raha tere dard se dil aabaad raha
Tere Daya Dharam Nahin Man Mein
tere dil ka makaan saiyyan bada aalishaan bolo bolo meri jaan hai kiraya kitna khali dil ka makaan banke aaja mehmaan yeh naa puchho meri jaan hai kiraya kitna jadugar shoukeen bajaye meethi meethi been jadugar shoukeen bajaye meethi meethi been geet chhed rangeen liya mera chhota sa dil chheen teri beena ki yeh taan saiyyan badi aalishaan bolo bolo meri jaan hai kiraya kitna khali dil ka makaan banke aaja mehmaan yeh naa puchho meri jaan hai kiraya kitna chhed doon aisa raag laga doon tan mann mein ek aag zulf teri ke naag bhi jaayen tadap tadap ke jaag meri been ki tum ho taan mere jadu ki ho shaan yeh naa puchho meri jaan hai kiraya kitna tere dil ka makaan saiyyan bada aalishaan bolo bolo meri jaan hai kiraya kitna chheda aisa geet ke jaise jadu ka sangeet ek din ki pehchaan ban gayi janam janam ki preet teri pehli ye pehchaan saiyyan badi aalishaan bolo bolo meri jaan hai kiraya kitna khali dil ka makaan banke aaja mehmaan yeh naa puchho meri jaan hai kiraya
tere dil ki tu jaane uuuu uuu uuuu tere dil ki tu jaane main apne dil ki jaanun main tujhpe marti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon tere dil ki tu jaane main apne dil ki jaanun main tujhpe marti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon tere dil ki tu jaane tera jaane kya hai iraada hooooo tera jaane kya hai iraada ho tu nahin karta koi waada teri marzi tu jaane teri marzi tu jaane main apni marzi jaanun main waada karti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon tere dil ki tu jaane main apne dil ki jaanun main tujhpe marti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon pyaar ka pehla saal hai mera hoo ab se hi ye haal hai mera pyaar ka pehla saal hai mera ab se hi ye haal hai mera teri haalat tu jaane teri haalat tu jaane main apni haalat jaanun main aahein bharti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon tere dil ki tu jaane main apne dil ki jaanun main tujhpe marti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon naam tere sab kuchh likh jaaun tere
tere dil mein zara si jagah agar mile aaaaaa oooo ooooo oooo ooo ooooo oooooo ooooo ooooo aaaaaa oooo ooooo oooo ooo ooooo oooooo ooooo tere dil mein zara si jagah agar mile tere dil mein zara si jagah agar mile kaisi zameen phir mera kadam aakaash par mile tere dil mein zara si jagah agar mile phir ye duniyaa chaahe naa mujhe saari umar mile paas aa tujhe apna banaa loon sajna re sajna baanh khol ke dil se lagaa loon sajna re sajna nazron mein tum ho sapnon mein tum ho tum ho mann mein phool se khile aaaaaa oooo ooooo oooo ooo ooooo oooooo ooooo tere dil mein zara si jagah agar mile phir ye duniyaa chaahe naa mujhe saari umar mile chal kahin chalen ke bahaar kaa ye kehna hai kehna rang rang se ab sang sang rehna hai rehna gali gali behke rutt rutt mehke mehke aaj mil ke gale aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa tere dil mein zara si jagah agar mile kaisi zameen phir mera kadam aakaash par mile kya kahun sajan dil beqraar kitna tha kitna tum mile mujhe
tere dwaar khada bhagwaan hoooo tere dwaar khada bhagwaan bhagat bhar de re jholi tere dwaar khada bhagwaan bhagat bhar de re jholi tera hoga bada ehsaan ki jug jug teri rahegi shaan bhagat bhar de re jholi tere dwaar khada bhagwaan bhagat bhar de re jholi o bhagat bhar de re jholi dol uthi hai saari dharti dekh re dola gagan hai saara dol uthi hai saari dharti dekh re dola gagan hai saara bheekh maangne aaya tere ghar jagat ka paalan haara re jagat ka paalan haara main aaj tera mehmaan kar le re mujh se zara pehchaan bhagat bhar de re jholi tere dwaar khada bhagwaan bhagat bhar de re jholi o bhagat bhar de re jholi aaj loota de re sarvatr apna maan le kehna mera aaj loota de re sarvatr apna maan le kehna mera mit jaayega pal mein tera janam janam ka phera re janam janam ka phera tu chhod sakal abhimaan amar kar le re tu apna daan bhagat bhar de re jholi tere dwaar khada bhagwaan bhagat bhar de re jholi o bhagat bhar de re jholi
kaashi dekhi mathura dekhi dekhe teerath saare kahin na mann ka meet mila to aaya tere dwaare tere dwaar khada ek jogi tere dwaar khada ek jogi na maange ye sona chaandi maange darshan devi tere dwaar khada ek jogi tere dwaar khada ek jogi kar ke jatan aaya mann mein lagan laaya ankhiyon mein darshan pyaas kar ke jatan aaya mann mein lagan laaya ankhiyon mein darshan pyaas preet ki bhiksha prem ki shiksha maang raha ye daas maang raha ye daas na maange ye sona chaandi maange darshan devi tere dwaar khada ek jogi tere dwaar khada ek jogi duniyaa se mukh moda tere liye jag chhoda chhod diya ghar baar duniyaa se mukh moda tere liye jag chhoda chhod diya ghar baar ban ban chhana maine tujhe devi maana maine sun le meri pukaar sun le meri pukaar na maange ye sona chaandi maange darshan devi tere dwaar khada ek jogi tere dwaar khada ek jogi na maange ye sona chaandi maange darshan devi tere dwaar khada ek jogi tere dwaar khada ek jogi
tere gesuon ka saaya meri jaan jisne paaya tere gesuon ka saaya meri jaan jisne paaya use mil gayi khudaayi use mil gayi khudaayi wo naseeb le ke aaya tere gesuon ka saaya meri jaan jisne paaya use mil gayi khudaayi wo naseeb le ke aaya tere gesuon ka saaya iss dil ki ye khata hai ke ye tujh pe marr mita hai iss dil ki ye khata hai ke ye tujh pe marr mita hai isse kaise main sambhalun isse kaise main sambhalun ye to ho gaya paraaya tere gesuon ka saaya meri jaan jisne paaya use mil gayi khudaayi wo naseeb le ke aaya tere gesuon ka saaya mere dil mein dard bhar de yaa jala ke khaak kar de mere dil mein dard bhar de yaa jala ke khaak kar de meri khaak bhi kahegi meri khaak bhi kahegi mujhe yaar ne mitaaya tere gesuon ka saaya meri jaan jisne paaya use mil gayi khudaayi wo naseeb le ke aaya tere gesuon ka saaya
ho mere humraaz kaisa hai ye raaz bulaati hai aur kho jaati hai tere ghungroo ki aawaaz tere ghungroo ki aawaaz ho mere humraaz kaisa hai ye raaz bulaati hai aur kho jaati hai tere ghungroo ki aawaaz tere ghungroo ki aawaaz sitaaron ne sajaayi thi dagar hawaaon ne jhulaaya bhi magar hmmm hmm hmm sitaaron ne sajaayi thi dagar hawaaon ne jhulaaya bhi magar jalaa daale jalaa daale pankh naseebon ne reh gayi hasrat e parwaaz tere ghungroo ki aawaaz ho mere humraaz kaisa hai ye raaz bulaati hai aur kho jaati hai tere ghungroo ki aawaaz tere ghungroo ki aawaaz andheron mein chhupi hai kiran milan hai par ye kaisa milan hmmm hmm hmmm andheron mein chhupi hai kiran milan hai par ye kaisa milan adhoora hai adhoora hai geet jeevan ka aur toota toota saaz tere ghungroo ki aawaaz ho mere humraaz kaisa hai ye raaz bulaati hai aur kho jaati hai tere ghungroo ki aawaaz tere ghungroo ki aawaaz tere ghungroo ki aawaaz
tere haathon mein pehnaa ke chudiyaan ho chudiyaan haathon mein pehnaa ke chudiyaan tere haathon mein pehnaa ke chudiyaan ke mauj banjaara le gaya hai ke mauj banjaara le gaya le gayaa tere haathon mein pehnaa ke chudiyaan tune dil tak to mera le liya ho le liya dil tak to mera le liya tune dil tak to mera le liya ke wo kya bechaara le gaya haaye ke wo kya bechaara le gaya le gaya tune dil tak to mera le liya mere saamne hi koi begaana mere saamne hi koi begaana ke roop ka nazaara le gaya haaye ke roop ka nazaara le gaya le gaya tu jalta hai kyun re deewane deewane tu jalta hai kyun re deewane ke wo kya tumhaara le gaya haaye ke wo kya tumhaara le gaya le gaya tere haathon mein pehnaa ke chudiyaan hooooo isse mere hi tu naam lagaa de isse mere hi tu naam lagaa de jawaani tere kiss kaam ki isse mere hi tu naam lagaa de jawaani tere kiss kaam ki dil lega koi mera dilwaala ye baat nahin tere bas ki bas ki aaj husn ka jalwa de de aaj husn ka jalwa de de to kal se main
kal the miley phir kyun lage aise tumse miley arsaa hua jaise ab tu bataa jo ho pataa tere binaa lamha lamha jiyenge kaise teri baahon ka ghera bada mehfooz lage hai badi bekhauf jagah hai ye oo oo inme hi rehna chaahein teri panaahein jab tak hai jeena chahenge oo oo tere ho ke rahenge oo oo dil zid pe adaa hai oo oo tere ho ke rahenge oo oo tera shauk chadha hai oo oo ooo oooo oooo oooo oo oooo aankhon mein sapnon ko rakh le mere inko naa jag tod de phir meri kismat ko jaise ho dil waisa hi tu mod de tu hi toh hai hausla chaahat ka tu hai sila jeete jee na jee sakein kahin ab jo tu naa milaa oo oo tere ho ke rahengay oo oo dil zidd pe adaa hai oo oo tere ho ke rahenge oo oo tera shauk chadha hai oooooo oo oo oooo oo oo oo oo oo oo oooooo
tere honthon ke do phool pyaare pyaare tere honthon ke do phool pyaare pyaare mere pyaar ki bahaaron ke nazaare ab mujhe chaman se kya lena kya lena teri aankhon ke do taare pyaare pyaare meri raaton ke chamakte sitaare ab mujhe gagan se kya lena kya lena tere honthon ke do phool pyaare pyaare teri kaaya kanchan kanchan kirnon kaa hai jiss mein savera teri saansen mehki mehki teri zulfon mein khushboo kaa dera tera mehke ang ang jaise sone mein sughandh mujh chandan ban se kya lena kya lena teri aankhon ke do taare pyaare pyaare meri raaton ke chamakte sitaare maine dekha jab se tujhko mere sapne huye sindoori tujhe paa ke mere jeevan dhan har kami huyi meri poori piya ek tera pyaar mere solah singaar mujhe ab darpan se kya lena kya lena tere honthon ke do phool pyaare pyaare mere pyaar ki bahaaron ke nazaare tera mukhda damke chamke jaise saagar pe damke savera teri baahen pyaar ke jhule teri baahon mein jhule mann mera teri meethi har baat ras ki hai barsaat
tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko teri angdaai mein mila doon teri angdaai mein mila doon bolo to geet bana doon tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko zulfon ke aawara saawan mein zulfon ke aawara saawan mein tere ang ang ke darshan mein tere man ke kore darpan mein apni tasveer saja doon apni tasveer saja doon bolo to geet bana doon tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko bindiya ki chanchal chitwan se bindiya ki chanchal chitwan se baanhon ke khanakte kangan se paayal ki jhanakti chan chan se apni aawaz mila doon apni aawaz mila doon bolo to geet bana doon tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko teri angdaai mein mila doon bolo to geet bana doon tere honthon ko teri laali ko tere yauvan ki hariyaali ko
tere honton ko salaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam jinn se chhoo jaane ko tarsen kai saagar kai jaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam inn gulabon pe jale jab se tabbasum ke diye inn gulabon pe jale jab se tabbasum ke diye thik uss din se meri pyaas bhujhane ke liye tere honton ke kinaare hain mere dil ka qayaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam tu jab inn honton ko daaton mein daba leti hai tu jab inn honton ko daaton mein daba leti hai ye teri chup kisi toofaan ka pata deti hai pyaas jo inn mein chhupi hai ise kar de mere naam tere honton ko salaam tere honton ko salaam main bhi pyaasa hoon bahot pyaas lagi hai mujhko main bhi pyaasa hoon bahot pyaas lagi hai mujhko teri ummeed teri aas lagi hai mujhko kab karenge mere honton se tere hont qalaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam jinn se chhoo jaane ko tarsen kai saagar kai jaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam
tere hum o sanam tu jahaan main wahaan sooraj tu zarra main tu kahaan main kahaan tere hum o sanam kya khabar hai tujhe dil tera ho gaya pyaar ki raah mein dil mera kho gaya kya khabar thi mujhe aisa din aayega mahal ka chand bhi mera ban jayega pyaar mein fark kya tu jahaan dil wahaan sooraj tu zarra main tu kahaan main kahaan tere hum o sanam aapki baat ka kaise aaye yakin kaise nazren uthen itni himmat nahin pyaar mein ek hai kya zamin kya gagan hona kya hai yahaan main na janun sajan kya kahega jahaan soch le meharbaan tere hum o sanam tu jahaan main wahaan kya khabar hai tujhe dil tera ho gaya pyaar ki raah mein dil mera kho gaya kya khabar thi mujhe aisa din aayega mahal ka chaand bhi mera ban jayega pyaar mein fark kya tu jahaan dil wahaan sooraj tu zarra main tu kahaan main kahaan tere hum o sanam
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tere Chehre Se Hate Aankh To Pyar Ka Sapna (1969) 05:22 33007
 
Poster of Pyar Ka Sapna (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 05:22   Song Number : 33007   

Tere Chehre Se Nazar Nahin Kabhi Kabhie (1976) 05:05 21287
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Rakhi
Duration : 05:05   Song Number : 21287   

Tere Dar Ko Chhod Ke (Ramstuti) Hari Om Sharan 02:58 32459
 
Poster of Hari Om Sharan
 
Category
Devotional
Singer- 
Hari Om Sharan
Duration : 02:58   Song Number : 32459   

Tere Dar Pe Aaya Laila Majnu (1976) 03:33 13587
 
Poster of Laila Majnu (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 03:33   Song Number : 13587   

Tere Dar Pe Aaya Hoon Fariyad Le kar Chor Bazar (1954) 03:28 15571
 
Poster of Chor Bazar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:28   Song Number : 15571   

Tere Dard Se Dil Aabaad Raha Deewana (1992) 04:52 18710
 
Poster of Deewana (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Kumar Sanu
Duration : 04:52   Song Number : 18710   

Tere Daya Dharam Nahin Man Mein Purushottam Das Jalota 06:07 38793
 
Poster of Purushottam Das Jalota
 
Category
Devotional
Duration : 06:07   Song Number : 38793   

Tere Dil Ka Makaan Do Ustad (1959) 03:33 37361
 
Poster of Do Ustad (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Madhu Bala
Duration : 03:33   Song Number : 37361   

Tere Dil Ki Tu Jaane Naam (1986) 04:51 38919
 
Poster of Naam (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Poonam Dhillon, Kumar Gaurav
Duration : 04:51   Song Number : 38919   

Tere Dil Mein Zara Si Anokhi Ada (1973) 05:23 12712
 
Poster of Anokhi Ada (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 05:23   Song Number : 12712   

Tere Dwaar Khada Waman Avtar (1955) 03:47 14403
 
Poster of Waman Avtar (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Avinash Vyas
Singer- 
Pradeep
On Screen Actors- 
Roop Kumar, Bipin Gupta
Duration : 03:47   Song Number : 14403   

Tere Dwar Khada Ek Nagin (1954) 03:00 13816
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:00   Song Number : 13816   

Tere Gesuon Ka Saaya Love & Murder (1966) 03:37 15619
 
Poster of Love & Murder (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Azeez Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Prithviraj Kapoor
Duration : 03:37   Song Number : 15619   

Tere Ghungroo Ki Aawaaz Ghungroo Ki Awaaz (1981) 04:54 18226
 
Poster of Ghungroo Ki Awaaz (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Vijay Anand
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vijay Anand
Duration : 04:54   Song Number : 18226   

Tere Haathon Mein Jaani Dushman (1979) 06:02 13391
 
Poster of Jaani Dushman (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Neetu Singh
Duration : 06:02   Song Number : 13391   

Tere Ho Ke Rahenge Raja Natwarlal (2014) 04:04 37322
 
Poster of Raja Natwarlal (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Yuvan Shankar Raja
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 04:04   Song Number : 37322   

Tere Honthon Ke Do Paras (1971) 05:30 21289
 
Poster of Paras (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Rakhi
Duration : 05:30   Song Number : 21289   

Tere Honthon Ko Tere Laali Ko Deedar (1970) 03:39 36420
 
Poster of Deedar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dheeraj Kumar, Anjana
Duration : 03:39   Song Number : 36420   

Tere Honton Ko Salaam Ashok Khosla 05:49 18103
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 05:49   Song Number : 18103   

Tere Hum O Sanam Bachpan (1963) 05:30 38107
 
Poster of Bachpan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
Duration : 05:30   Song Number : 38107