Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tum mere main teri tere charan kamal ki pheri janam janam ki teri pujaaran laayi bhar ke tera pyaar salone saiyaan isko karo swikaar tum mere main teri ik praan do tan hai humare jug jug ke hum saathi ik praan do tan hai humare jug jug ke hum saathi sang sang hai aise piya hum jaise diya aur baati asha mili asha mili nayi kaliyaan khili dekho jeevan mein aayi bahaar salone saiyaan isko karo swikaar tum mere main teri dekhi dukh ki wo andhiyaari ghadiyaan jo tu haath se phenke dekhi dukh ki wo andhiyaari ghadiyaan jo tu haath se phenke haathon mein kangnaa khan khan kare mere maathe bindiyaa damke sab dukhde bhule sab dukhde bhule godi mein jhule sapnon ka ye sansaar salone saiyaan isko karo swikaar tum mere main teri
tum mere saath ho aaha haha tum mere saath ho aaha haha yun chhup chhup mohabbat ki baat ho aaha haha tum mere saath ho aaha hahaa aisi shaam roz roz hmmm aisi shaam roz roz pyaar leke aaye do dilon ko roz roz is jagah milaye aisi shaam roz roz pyaar leke aaye do dilon ko roz roz is jagah milaye yun aankhon mein aankhen ho haathon mein haath ho ho ho tum mere saath ho aaha haha tum mere saath ho aaha haha yun chhup chhup mohabbat ki baat ho aaha haha tum mere saath ho aaha hahaa dil ki main kitaab kholun padh ke tum sunao meri dhadkanon ke geet gungunaati jao dil ki main kitaab kholun padh ke tum sunao meri dhadkanon ke geet gungunaati jao zamana na samjhe nigaahon se baat ho ho ho tum mere saath ho aaha haha tum mere saath ho aaha haha yun chhup chhup mohabbat ki baat ho aaha haha tum mere saath ho aaha hahaa mere aur tumhaare pyaar ki ho ek kahaani sunke jisko jhoom jhoom jaaye har jawaani mere aur tumhaare pyaar ki ho ek kahaani sunke jisko jhoom jhoom jaaye har
Maana Maine Maana
tum mere swaami antaryaami maat pita tum mere tum mere tan man tum mere jeevan bandhu sakha tum mere tum mere swaami antaryaami mere man ki tu hi jaane jaaun kise main aur sunaane aaaa aa aa aa aa mere man ki tu hi jaane jaaun kise main aur sunaane dukhiya man ki karun kahaani tu hi ek sune re tum mere swaami antaryaami chaaron or uthi hai aandhi chaaron or uthi hai aandhi ajab saadhna maine saadhi aanchal mein ek deep chhupaaya kabhi na haaye bujhe re tum mere swaami antaryaami maat pita tum mere tum mere tan man tum mere jeevan bandhu sakha tum mere tum mere swaami antaryaami
hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum mere swami main tumri daasii tum bin na reh sakungi piya ghar ki pooja karungi piya ghar ko mandir kahungi piya tum mere swami main tumri daasi tum bin na reh sakungi piya ghar ki pooja karungi piya ghar ko mandir kahungi piya aa aa aaa aa aa aaaa duniya ka dastoor purana mausam sang badle zamaana duniya ka dastoor puranaa mausam sang badle zamaana hum tum na badlenge badle jag sara waada raha ye hamara tumharaa tum mere swami main tumri daasi tum bin na reh sakungi piya ghar ki pooja karungi piya ghar ko mandir kahungi piya hairaan hoon main aur pareshan itni ho sundar meri jaan hairaan hoon main aur pareshan itni ho sundar meri jaan yuhin pyaar ki tujhpe chhaya karunga suraj kiran ko bhi chhune na dunga tu preet meri main meet tera sang sang rahenge hum yuhin sadaa ghar ki pooja karungi piya ghar ko mandir kahungi piya aa aa aaa aa aa aaa mere sajan ka ye aangan tulsi ke jitna hai pawan mere sajan ka ye aangan tulsi ke jitna hai pawan
Tum
tum meri ho mere siwaa kisi ki nahin khaati ho kasam khaati hoon kasam tum meri ho mere siwaa kisi ki nahin khaati ho kasam khaati hoon kasam main teri hoon tere siwaa kisi ki nahin khaati hoon kasam khaati hoon kasam iltezaa pyaar ki itni hai agar maano tum iltezaa pyaar ki itni hai agar maano tum waasta mera tumhen dil se laga lo mujhko madbhara aaj ka mausam bhi yahi kehta hai ab to inn reshami zulfon mein chhupa lo mujhko tum meri ho mere siwaa kisi ki nahin khaati ho kasam khaati hoon kasam main teri hoon tere siwaa kisi ki nahin khaati hoon kasam khaati hoon kasam ab juda koi tumhen mujhse naa kar paayega ab juda koi tumhen mujhse naa kar paayega aisa baandha hai tumhen pyaar ki inn baahon se pyaar ki raah mein mitt jaaunga chaahat ki kasam poochh lena ye kisi roz inhin raahon se tum meri ho mere siwaa kisi ki nahin khaati ho kasam khaati hoon kasam main teri hoon tere siwaa kisi ki nahin khaati hoon kasam khaati hoon kasam mere waade hain ye paani ki
beshak tum meri muhabbat ho haaye beshak tum meri muhabbat ho dil hai deewaana tumko hi chaahe tum meri chaahat ho o o o beshak tum meri muhabbat ho haaye beshak tum meri muhabbat ho dil hai deewaana tumko hi chaahe tum meri chaahat ho o o o beshak tum meri muhabbat ho haaye beshak tum meri muhabbat ho dil pe kisi ka ikhtiyaar hota kahaan hai dil pe kisi ka ikhtiyaar hota kahaan hai darne se duniyaan mein pyaar hota kahaan hai ik pal na dekhun to chain aaye nahin ab to doori sanam sahi jaaye nahin sach much tum meri zarurat ho o o o beshak tum meri muhabbat ho haaye beshak tum meri muhabbat ho maine kiya hai tumse pyaar karti rahungi maine kiya hai tumse pyaar karti rahungi saare jahaan ke aage mein khul ke kahungi maine waada kiya maine li hai kasam chaahungi main tumhen jab tak hai dum mein dum meri duwa tum meri amaanat ho o o o beshak tum meri muhabbat ho haaye beshak tum meri muhabbat ho dil hai deewaana tumko hi chaahe tum mere chaahat ho o o o beshak tum
hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm tum meri zindagi mein kuchh iss tarah se aaye bhula sa khaab jaise sach ho ke muskuraaye hooo ooo oooo oooo tum meri zindagi mein hooo hoooo kuchh iss tarah se aaye hooo ooo oooo oooo bhula sa khaab jaise oooo hooooo sach ho ke muskuraaye bhooli bisari kitni yaaden aaj gale milne aayi hain anjaane baaghon se chun kar kaliyaan daaman mein laayi hain itne suhaane safar ki kabhi manzil naa aane paayen hooo ooo oooo oooo tum meri zindagi mein hmmm hmmm kuchh iss tarah se aaye hooo ooo oooo oooo bhula sa khaab jaise hmmm hmmm sach ho ke muskuraaye rukti badhti dil ki dhadkan kehti hai kitne afsaane dil ke saagar kitne gehre dil hi samjhe dil hi jaane aaye samjh mein ye raaz tab jab umr beet jaaye hooo ooo oooo oooo tum meri zindagi mein hooo hoooo kuchh iss tarah se aaye hooo ooo oooo oooo bhula sa khaab jaise oooo hooooo sach ho ke muskuraaye
khwabon bina nigaahen meri jee rahi thi koi nahin tha yeh akeli meri thi zindagi hu hoo o o yeah khamosh tha honthon pe baat nahin thi koi nahin tha yeh akeli meri thi zindagi tum mile to mil gaya ye jahaan tum mile to har pal hai naya tum mile to sabse hai faaslaaaa tum mile to jaadoo chhaa gaya tum mile to jeena aa gaya tum mile to maine paya hai khudaaaa kal ki neenden chahat meri so rahi thi khushboo hawaon mein thi maine nahin mehsoos ki uu uu uuuu jaane kaha baharen meri khil rahi thi khushboo hawaon mein thi maine nahin mehsoos ki tum mile to mehki barishen tum mile to jaagi khwaishen tum mile to rangon ka hai silsilaaaa tum mile to jaadoo chhaa gaya tum mile to jeena aa gaya tum mile to maine paya hai khudaaaa tune duaayen suni dil ki sudaayen suni tujh se main maangu aur kya tujh bin adhoora hoon main tere sang poora hoon main karta hoon tera shukriya kaise kahoon kaise kahoon oo oo oo ye ye ye yeah kaise kahoon lamhe mujhe chhoo rahe hain aisa laga hai
tu hi meri hai saari zameen chaahe kahin se chalun tujh pe hi aa ke rukun tere siva main jaun kahan koi bhi raah chunun tujh pe hi aake ruku tum mile to lamhe tham gaye tum mile to saare ghum gaye tum mile to muskhurana aa gayaa tum mile to jadoo chhaa gaya tum mile to jeena aa gaya tum mile to maine paya hai khudaa tujh mein kinara dikhe dil ko sahara dikhe aa meri dhadkan thaam le teri taraf hi mude yeh saas tujh se jude har pal yeh tera naam le tum mile to abb kya hai kami tum mile to duniya mil gayi tum mile to mil gaya aasraa tum mile to jadoo chhaa gaya tum mile to jeena aa gaya tum mile to maine paya hai khudaa din mere tujh se chale raatein bhi tujh se dhale hai waqt tere haath mein ho tu hi shehar hai mera tujh mein hi ghar hai mera rehta hai tere saath mein tum mile to mil gaya humsafar tum mile to khud ki hai khabar tum mile to rishta sa ban gayaa tum mile to jadoo chhaa gaya tum mile to jeena aa gaya tum mile to maine paya hai khudaa
tum mile pyaar se mujhe jeena gawaara hua tum huye jo mere mera sab kuchh tumhaara hua tum mile haa aa pyaar se haa aa mujhe jeena gawaara hua aa aa tum huye jo mere mera sab kuchh tumhaara hua zindagi jod di maine teri zindagi se zindagi jod di maine teri zindagi se hum chhupaate rahe tha pyaar humko tujhi se jeevan sanwaara tune hamaara tune hamaara jeevan sanwaara suniyaan se pyaara tu humein tum mile haa aa pyaar se haa aa mujhe jeena gawaara hua aa aa tum huye ho o o jo mile ho o o mera sab kuchh tumhaara hua tere saathi hain hum har baat pe saath denge tere saathi hain hum har baat pe saath denge ye kinaare hain kya toofaan mein sang sang chalenge ye jag saara tujh pe waara tujh pe waara ye jag saara pyaar se pyaara tu humein tum mile haa aa pyaar se haa aa mujhe jeena gawaara hua aa aa tum huye jo mere mera sab kuchh tumhaara hua
hey hey hey hey hey tum mujhe bas yunhi pyaar karti raho tum mujhe bas yunhi pyaar karti raho to khushi mere darr se kahaan jaayegi umr saari guzaarenge hum baahon mein umr saari guzaarenge hum baahon mein zindagi mere darr se kahaan jaayegi naam honthon pe tera suboh shaam hai naam honthon pe tera suboh shaam hai bandagi mere dil se kahaan jaayegi aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa tumse pehle koi bhi humara naa tha aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa tumse pehle koi bhi humara naa tha pyaar ka dil mein koi sitara naa tha chandani ban ke tum ab to ghar aa gayi chandani ban ke tum ab to ghar aa gayi roshini mere darr se kahaan jaayegi heyyyy hey hey hey hey kitna masoom hai pyaar ka silsilaaa hoo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hoo kitna masoom hai pyaar ka silsilaaa jo mere dil ko hai tere dil se mila dil se dil ki isi dosti ki kasam dil se dil ki isi dosti ki kasam dosti mere dil se kahaan jaayegi tum mujhe bas yunhi pyaar karti raho to
tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko meri baat aur hai maine to muhabbat ki hai tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko mere dil ki mere jazbaat ki keemat kya hai uljhe uljhe se khayaalaat ki keemat kya hai maine kyun pyaar kiya tumne na kyun pyaar kiya in pareshaan sawaalat ki keemat kya hai tum jo ye bhi na bataao to ye haq hai tumko meri baat aur hai maine to muhabbat ki hai tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko zindagi sirf muhabbat nahin kuchh aur bhi hai zulfon rukhsaar ki jannat nahin kuchh aur bhi hai bhook aur pyaas ki maari hui iss duniyaa mein ishq hi ek haqeekat nahin kuchh aur bhi hai tum agar ankh churaao to ye haq hai tumko maine tumse hi nahin sabse muhabbat ki hai tum agar ankh churaao to ye haq hai tumko tumko duniyaa ke ghumon dard se fursat na sahi sabse ulfat sahi mujhse hi muhabbat na sahi main tumhaari hoon yahi mere liye kya kum hai tum mere hoke raho ye meri kismat na sahi aur bhi dil ko jalaao to ye haq hai tumko meri
tum mujhe yun bhula naa paaoge haan tum mujhe yun bhula naa paaoge jab kabhi bhi sunoge geet mere sang sang tum bhi gungunaaoge haan tum mujhe yun bhula naa paaoge ho tum mujhe yun wo bahaaren wo chandani raaten humne ki thin jo pyaar ki baaten wo bahaaren wo chandani raaten humne ki thin jo pyaar ki baaten unn nazaaron ki yaad aayegi jab khayaalon mein mujhko laaoge haan tum mujhe yun bhula naa paaoge ho tum mujhe yun mere haathon mein tera chehra tha jaise koi gulaab hota hai mere haathon mein tera chehra tha jaise koi gulaab hota hai aur sahaara liya tha baahon kaa wo samaa kiss trah bhulaaoge haan tum mujhe yun bhula naa paaoge ho tum mujhe yun mujhko dekhe bina qaraar naa tha ek aisa bhi daur guzraa hai mujhko dekhe bina qaraar naa tha ek aisa bhi daur guzraa hai jhooth maano to poochh lo dil se main kahunga to ruth jaaoge haan tum mujhe yun bhula naa paaoge jab kabhi bhi sunoge geet mere sang sang tum bhi gungunaaoge haan tum mujhe yun bhula naa paaoge ho tum
tum mujhe yun bhula na paaoge haan tum mujhe yun bhula na paaoge jab kabhi bhi sunoge geet mere sang sang tum bhi gungunaaoge haan tum mujhe yun bhula na paaoge haan tum mujhe yun beeti baaton ka kuchh khayaal karo kuchh to bolo kuchh hum se baat karo beeti baaton ka kuchh khayaal karo kuchh to bolo kuchh hum se baat karo raaz e dil main tumhein bataa doongi main tumhaari hoon maan jaaoge haan tum mujhe yun bhula na paaoge haan tum mujhe yun meri khaamoshiyon ko samjho tum zindagi yaad mein guzaari hai meri khaamoshiyon ko samjho tum zindagi yaad mein guzaari hai main mitti hoon tumhaari chaahat mein aur kitnaa mujhe mittaoge haan tum mujhe yun bhula na paaoge haan tum mujhe yun dil hi dil mein tumhin se pyaar kiyaa apne jeevan ko bhi nisaar kiyaa dil hi dil mein tumhin se pyaar kiyaa apne jeevan ko bhi nisaar kiyaa kaun tadpaa tumhaari raahon mein jab ye sochoge jaan jaaoge haan tum mujhe yun bhula na paaoge jab kabhi bhi sunoge geet mere sang sang tum bhi
tum mujhko bhool jaao tum mujhko bhool jaao ab hum na mil sakenge ab hum na mil sakenge daali se phool toote daali se phool toote ab kaise khil sakenge ab kaise khil sakenge tum mujhko bhool jaao tum mujhko bhool jaao ik roz to chakori dekhegi chaand pyaara ik roz to melega har lehar ko kinaara hum dekhte rahenge hum dekhte rahenge ro ro ke ye kahenge ab hum na mil sakenge ab hum na mil sakenge tum mujhko bhool jaao tum mujhko bhool jaao shehnaaiyaan bajengi aur dulhanen sajengi haathon mein mal ke mehndi saajan ke ghar chalengi hum dekhte rahenge hum dekhte rahenge ro ro ke ye kahenge ab hum na mil sakenge ab hum na mil sakenge tum mujhko bhool jaao tum mujhko bhool jaao ab hum na mil sakenge ab hum na mil sakenge tum mujhko bhool jaao tum mujhko bhool jaao
aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi main thi anjaan jee ki baaton se anjaani pyaar ki baaraton se main thi anjaan jee ki baaton se anjaani pyaar ki baaraton se doli banane chali thi main arthi bani mere haathon se tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa socha tha pyaar karke chori se main tumko baandh loongi dori se socha tha pyaar karke chori se main tumko baandh loongi dori se kya tha pata chhup jaayega chanda yun ruth ke chakori se tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi kya meri preet birah ki maari aansun mein doob gayi chingari kya meri preet birah ki maari aansun mein doob gayi chingari main tum se haar gayi tum jeete tum mujhse jeet gaye main haari tum mujhse
tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye hum bhari duniyaan mein tanha ho gaye tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye maut bhi aati nahin aas bhi jaati nahin dil ko ye kya ho gaya koi sheh bhaati nahin loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan tum kahaan tum kahaan tum kahaan aaaaa tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye ek jaan aur laakh ghum ghut ke reh jaaye naa dam aao tumko dekh len doobti nazron se hum loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan tum kahaan tum kahaan tum kahaan aaaaa tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye hum bhari duniyaan mein tanha ho gaye tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye
namaami brahm namaami vishnu namaami maheshwra tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse bheege ghunghat bheege aanchal bheege naina bheege kaajal pran pran tarsee tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse ga re sa ni ni re ma ga pa ma ma re dha pa ga ma pa ma re ga sa ga re ni dha pa ni re pa ma ma re pa ma dha pa ni dha ma re sa ude gandh swar disha disha mein bhed rahe na usha nisha mein bhuwan bhuwan sar se tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse ghungroo thirke aangan aangan ran ran ni ne nupur dhun gun gun swar mridang garje aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa swar mridang garje tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse barse tum naacho ras barse
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tum Mere Main Teri Navrang (1959) 03:18 13851
 
Poster of Navrang (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sandhya
Raag- 
Pahadi
Duration : 03:18   Song Number : 13851   

Tum Mere Saath Ho Miya Bibi Razi (1960) 03:22 40369
 
Poster of Miya Bibi Razi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 03:22   Song Number : 40369   

Tum Mere Sapnon Mein Aana Chhod Do Madhavi (1969) 06:00 38637
 
Poster of Madhavi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Deepa
Duration : 06:00   Song Number : 38637   

Tum Mere Swaami Antaryaami Chhote Babu (1957) 03:13 19971
 
Poster of Chhote Babu (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Pyarelal Santoshi
Music Director- 
Madan Mohan
Duration : 03:13   Song Number : 19971   

Tum Mere Swami Kaamchor (1982) 05:00 13480
 
Poster of Kaamchor (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Jaya Prada
Duration : 05:00   Song Number : 13480   

Tum Meri Baahon Mein Na Tum Jaano Na Hum (2002) 05:53 39712
 
Poster of Na Tum Jaano Na Hum (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kamaal Khan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan
Duration : 05:53   Song Number : 39712   

Tum Meri Ho Aan Baan (1972) 04:45 16195
 
Poster of Aan Baan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Rakhi
Duration : 04:45   Song Number : 16195   

Tum Meri Muhabbat Ho Sangram (1993) 05:25 18763
 
Poster of Sangram (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Karishma Kapoor
Duration : 05:25   Song Number : 18763   

Tum Meri Zindagi Mein Kuchh Bombay To Goa (1972) 03:24 15712
 
Poster of Bombay To Goa (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Aruna Irani
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 03:24   Song Number : 15712   

Tum Mile Tum Mile (2009) 05:43 17016
 
Poster of Tum Mile (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Kumar
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Neeraj Shridhar
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 05:43   Song Number : 17016   

Tum Mile (Love Reprise) Tum Mile (2009) 05:05 17015
 
Poster of Tum Mile (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Kumar
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Javed Ali
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Soha Ali Khan
Duration : 05:05   Song Number : 17015   

Tum Mile Pyaar Se Apradh (1972) 03:47 11857
 
Poster of Apradh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 03:47   Song Number : 11857   

Tum Mujhe Bas Yun Hi Aetbaar (2004) 06:05 16738
 
Poster of Aetbaar (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Nasir Faraaz
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
John Abraham, Bipasha Basu
Duration : 06:05   Song Number : 16738   

Tum Mujhe Bhool Bhi Jao Didi (1959) 03:39 13087
 
Poster of Didi (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Shobha Khote, Sunil Dutt
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:39   Song Number : 13087   

Tum Mujhe Yun Bhula (Male) Pagla Kahin Ka (1970) 04:37 13895
 
Poster of Pagla Kahin Ka (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:37   Song Number : 13895   

Tum Mujhe Yun Bhula Na Paaoge (Female) Pagla Kahin Ka (1970) 04:32 13894
 
Poster of Pagla Kahin Ka (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:32   Song Number : 13894   

Tum Mujhko Bhool Jaao Bari Behen (1949) 03:02 15111
 
Poster of Bari Behen (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Suraiya, Ulhas
Duration : 03:02   Song Number : 15111   

Tum Mujhse Door Chale Ishq Par Zor Nahin (1970) 05:05 12090
 
Poster of Ishq Par Zor Nahin (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 05:05   Song Number : 12090   

Tum Naa Jaane Kis Jahaan Sazaa (1951) 03:13 21364
 
Poster of Sazaa (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:13   Song Number : 21364   

Tum Naacho Ras Barse Sati Naari (1965) 03:27 32342
 
Poster of Sati Naari (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Pt Shiv Ram
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Aneeta Guha, Various
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 03:27   Song Number : 32342