Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


maru mallelo ee jagamanta viriyaga prati udayamalo saanti kosame tapanaga baanaaledo bhoomiki merupugaa mandaaraale mattunu vadalagaa kanulaa tadi tudiche vodilo pasi paapayi chilike chiru nagave cheekati talliki vekuvaa maru mallelo ee jagamanta viriyaga prati udayamalo saanti kosame tapanaga baanaaledo bhoomiki merupugaa mandaaraale mattunu vadalagaa kanulaa tadi tudiche vodilo pasi paapayi chilike chiru nagave cheekati talliki vekuvaa maru mallelo ee jagamanta viriyaga gaali paatalaa sadi vaana jaavalee adi mounamla dooram avunaa mena maatale vivarinchalenidi tadi kannulla ardam avunaa maru mallelo ee jagamanta viriyaga prati udayamalo saanti kosame tapanaga baanaaledo bhoomiki merupugaa mandaaraale mattunu vadalagaa leta baasalaa chiru navvu totake digi vastaava sirula vennelaa veera bhoomilo savaraalu maarite vinipinche naa swarame koyilaa maru mallelo ee jagamanta viriyaga prati udayamalo saanti kosame tapanaga baanaaledo bhoomiki merupugaa mandaaraale
kodi malaigalile kodukkum malai endha malai kongu mani nattinile kulirndha malai endha malai thedi vandhor illamellam sezhikkum malai endha malai dhevadhi dhevarellam thedi varum marudhamalai aa aa aa aa aa aaaaaa marudhamalai marudhamalai muruga marudhamalai mamaniye murugaiya marudhamalai mamaniye murugaiya dhevarin kulam kakkum velaiya aiya marudhamalai mamaniye murugaiya dhevarin kulam kakkum velaiya aiya marudhamalai mamaniye murugaiya manamigu sandhanam azhagiya kungumam manamigu sandhanam azhagiya kungumam aiya unadhu mangala mandhirame marudhamalai mamaniye murugaiya dhevarin kulam kakkum velaiya aiya marudhamalai mamaniye murugaiya thaippusa nannalil therudan thirunalum bakthargal kondadum kandhaiya aa aa aaaa thaippusa nannalil therudan thirunalum bakthargal kondadum kandhaiya aa aa aaa marudhamalai mamaniye murugaiya dhevarin kulam kakkum velaiya aiya marudhamalai mamaniye murugaiya kodigal kuvindhalum komaganai maraven aa aa aa aa aaaaa aa aa aa aa a
Mary Had A Little Lamb
allaaaaaaaaahhhhhh allaaaaaaaaahhhhhh gumsum chaandani ho naazneen ho ya koi hoor ho dilnasheen ho dilkashi ho yaa jannat ka noor ho masha allah masha allah masha allah gumsum chaandani ho naazneen ho ya koi hoor ho dilnasheen ho dilkashi ho yaa jannat ka noor ho masha allah masha allah masha allah tum saba ho yaa ghata ho kehkasha ho saibaa ho subah ki pehli kiran ke jaise bebaak alhad pawan ke jaisi khushbuyen tum lootati ho masti mein choor choor masha allah masha allah masha allah haaaaaan haaaaaaa haaaaaaaaa tum hayaa ho tum rida ho tum wafaa ho tum nasha ho khaamosh nazren sadaaon jaisi tumhaari baaten duwaanon jaisi har nafaz mein tum samaayin ho phir bhi ho itni door masha allah masha allah masha allah gumsum chaandani ho naazneen ho ya koi hoor ho dilnasheen ho dilkashi ho yaa jannat ka noor ho masha allah masha allah masha allah
heyyyy mashriq se jo aaye magrib mein kho gaye are achchhe khaase log the deewane ho gaye ye achchhe khaase log the deewane ho gaye are poorab se jo nikle pashchim mein kho gaye are achchhe khaase log the deewane ho gaye ye achchhe khaase log the deewane ho gaye hosh mein wo sun sakte to unsen itna kehna tha sharm wafaa har aurat ka ek parda tha ek gehna tha desh inhone chhod diya lekin ghar mein to rehna tha haaan are ghar se jo nikle wo galiyon mein kho gaye are achchhe khaase log the deewane ho gaye ye achchhe khaase log the deewane ho gaye inn ko kuchh bhi yaad nahin ye har reet bhula baithe apni jaan ke ye dushman apne meet bhula baithe shyam ki bansi raadha ke saare geet bhula baithe are ye ganga ke maajhi madira mein kho gaye are achchhe khaase log the deewane ho gaye ye achchhe khaase log the deewane ho gaye maana aur watan hai ye apna hindustaan nahin iss mein aise log bhi hain jinki kuchh pehchaan nahin jinki kuchh tehzeeb nahin jinki koi zubaan nahin are
Masoom Chehra
masoom chehra nigaahen farebi labon pe hansi aur dil mein daga hai masoom chehra nigaahen farebi labon pe hansi aur dil mein daga hai mile dost jisko yahaan tere jaisa mile dost jisko yahaan tere jaisa use dushmano ki zarurat hi kya hai masoom chehra nigaahen farebi labon pe hansi aur dil mein daga hai dil tod diya kyun itna bata de phir baad mein bewafaa jo chaahe mujh ko saza de dil tod diya kyun itna bata de phir baad mein bewafaa jo chaahe mujh ko saza de teri berukhi se pareshaan hoon main teri berukhi se pareshaan hoon main na aaye samjh mein ye kya maajra hai masoom chehra nigaahen farebi labon pe hansi aur dil mein daga hai kya usko kahen jo kasmon ko bhule apno se kar ke jaffaaa gairon ki bhaahon mein jhule aaaaaaa aaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaa nazar mein basa ke nazar pher lena nazar mein basa ke nazar pher lena ye kaisi muhabbat ye kaisi wafa hai masoom chehra nigaahen farebi labon pe hansi aur dil mein daga hai jo bharta nahin wo zakham diya hai mujh ko
masoom chehra ye qaatil adaayen ke bemaut maare gaye hum bichaare saagar se gehri tumhaari nighaahen doobo de naa humko ye laa kar kinaare saagar se gehri hua saamnaa kya ke sau teer khaaye ajab teer the wo nazar bhi naa aaye hua saamnaa kya ke sau teer khaaye ajab teer the wo nazar bhi naa aaye kya humpe guzri tumhen kya bataayen ke bemaut maare gaye hum bichaare saagar se gehri tumhaari nighaahen doobo de naa humko ye laa kar kinaare saagar se gehri muhobbat ki unchaayi par aa chuke hum ke ab raah ki dhul hai dono aalam muhobbat ki unchaayi par aa chuke hum ke ab raah ki dhul hai dono aalam magar keh rahi hain ye dil ki sadaayen doobo de naa humko ye laa kar kinaare masoom chehra ye qaatil adaayen ke bemaut maare gaye hum bichaare masoom chehra diyaa zakhm tumne bada khubsoorat liya daag humne bada khubsoorat diyaa zakhm tumne bada khubsoorat liya daag humne bada khubsoorat salaamat rehen aap ki ye jafaayen ke bemaut maare gaye hum bichaare saagar se gehri
zameen bhi chup aasmaan bhi chup hai kisi ki duniyaa ujad rahi haiiiii bata aye maalik ye kaisi kismat jo bante bante bigad rahi hai masoom dil ki haan pe naa keh diya kisi ne aur bas isi bahaane ghum de diya kisi ne baad e sabaa jo aayi aur phool muskuraaye phool muskuraaye baad e sabaa jo aayi aur phool muskuraaye phool muskuraaye sehlaa ke zakhm mere behlaa diya kisi ne aur bas isi bahaane ghum de diya kisi ne maloom kya tha humko hai ranj o ghum ki duniyaaaa ranj o ghum ki duniyaa maloom kya tha humko hai ranj o ghum ki duniyaaaa ranj o ghum ki duniyaa sau sau sitam uthaaye do din ki zindagi mein aur bas isi bahaane ghum de diya kisi ne masoom dil ki haan pe naa keh diya kisi ne
anna kallerrabadi atte choostene ala bhoome foodavadira mass anna kalettimari atta adugeste ika adde yevadostadura mass manchiga vunte manchini panche manishe taananta maayalu cheste yevvadikaina makkela dampudu tappadu pommanta ogulu bigulu segulu abulu adugu pedite vizilu vizilu ogulu bigulu segulu abulu modalu pidata pagulu pagulu chinde chirunavvuto ila penchukune snehalato saativarikandariki prema panchara aa premakinka pranamaina pranamu pettara vaste o mithrudila istu vastanuila dosti addestadira mass chese aa kashtamila postu potunte ika shasti chesestadira mass manchiga vunte manchini panche manase mass anta maayalu cheste yevvadikaina maddala dampudu tappadu pommanta ogulu bigulu segulu abulu adugu pedite vizilu vizilu ogulu bigulu segulu abulu modalu pidata pagulu oooo maato maro guru are guntalaka chilakammaro dhoolupeta addagadi naatu sarukuro chalo balakapeta balupudaka dummu dulaparo atta che pattukoni panine choopettamani lolle petteyyadura mass
mast aankhon mein mast aankhon mein sharaarat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi yun hi sharmaane ki aadat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi hoooo ooooo ooooo koi bijli hai ke nas nas mein jo lehraati hai mujhe kya jaane kahaan le ke udi jaati hai mujhe kya jaane kahaan le ke udi jaati hai shokh angdaayi qayaamat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi dil dhadakta hai to chehre pe nikhaar aata hai wo to wo hai mujhe apne pe pyaar aata hai wo to wo hai mujhe apne pe pyaar aata hai jaisi ab hai meri haalat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi hoooo ooooo ooooo behki behki huyi nazron ka salaam aata hai dil e betaab thehar unka paiyaam aata hai dil e betaab thehar unka paiyaam aata hai hai jo ab mujh pe inaayat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi mast aankhon mein mast aankhon mein sharaarat kabhi aisi to na thi
huu huu huu mast baharon ka main aashiq main jo chahe yaar karun chahe gulon ke saye se khelun chahe kali se pyar karun hun sara jahan mere liye mere liye hun mast baharon ka main aashiq main jo chahe yaar karun chahe gulon ke saye se khelun chahe kali se pyar karun hun sara jahan hai mere liye mere liye main hun wo diwana jiske sab diwane han main hun wo diwana jiske sab diwane han kisko hai zarurat teri aye zamane han mera apna rasta duniyan se kya vasta mere dil mein tamannaaon ki duniyan jahan mere liye mere liye huu mast baharon ka main aashiq main jo chahe yaar karun chahe gulon ke saye se khelun chahe kali se pyar karun sara jahan mere liye mere liye meri aankhon se zara aankhen to mila de han meri aankhon se zara aankhen to mila de han meri rahen rok le nazren to bichade han teri sar ki hai kasam main jo chala gaya sanam to ye rut bhi chali jayegi ye to yahan hai mere liye mere liye huu mast baharon ka main aashiq main jo chahe yaar karun chahe gulon ke
mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai masti ki barsaat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai masti ki barsaat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai dil ki basti viraan hai tu man ke meet kahaan hai meri duniya aaj jawaan hai bechain papihe ke honthon par mere dil ki baat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai masti ki barsaat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai ye rut ye rangeela mausam aur birha mein tadpen hum kyun bichhad gaye ho baalam nazar mila kar nazar chura le ye bhi koi baat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai masti ki barsaat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai aaja ab dil toot na jaaye sabar ka daaman chhoot na jaaye kismat humse rooth na jaaye preet ka rog lagaane waale laaj tere haath hai preet ka rog lagaane waale laaj tere haath hai
mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale ishq mein jo dete hain jaan hum hain wohi matwaale mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale ishq mein jo dete hain jaan hum hain wohi matwaale dekha ye husn jab se mera dil hi kho gaya hai mere dost poochhaten hain kya tumko ho gaya hai dekha ye husn jab se mera dil hi kho gaya hai mere dost poochhaten hain kya tumko ho gaya hai mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale ishq mein jo dete hain jaan hum hain wohi matwaale gairon se hans ke baaten hum se nazar churaana mujhe maar hi naa daale tera rukh ye qaatilaana gairon se hans ke baaten hum se nazar churaana mujhe maar hi naa daale tera rukh ye qaatilaana mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale teri ek nazar pe zaalim kismat kaa faislaa hai jeene ki aarzoo hai marne kaa haunsala hai mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale ishq mein jo dete hain jaan hum hain wohi matwaale
mast pawan dole re dole re dole re mast pawan dole re dole re dole re mora jiya uda jaaye jaise barkha mein mor lehraaye haaay mast pawan dole re dole re dole re ae ae ae ae dole pawan aur odhaniya udaaye dole pawan aur odhaniya udaaye odhaniya sambhaalun to ghunghat uthaaye ghunghat bachaaun to aanchal giraaye dole pawan aur odhaniya udaaye kahaan jaake chhupe haaye mora jiya uda jaaye haaye mast pawan dole re dole re dole re ae ae ae ae jhonka jo aaye to jiya mora sanke jhonka jo aaye to jiya mora sanke paayal kare shor bichhua bhi chhanke khole na bairi ye bhed kahin mann ke jhonka jo aaye to jiya mora sanke isse koi samjhaye mora jiya uda jaaye haaye mast pawan dole re dole re dole re ae ae ae ae chun chun ke madhuban se kaliyaan main laayi chun chun ke madhuban se kaliyaan main laayi naam unka le le ke bindiya lagaayi kesar mein tori chunriya rangaayi chun chun ke madhuban se kaliyaan main laayi koi pee ka sandesha laaye mora jiya uda jaaye haaye mast pawan
ooo oo oo oo oo oo oo oo oo oo ooo oo oo oo oo oo oo oo mast pawan hai chanchal dhaara mast pawan hai chanchal dhaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara aaj sama hai kitna pyaara aa aa aaa aa aaj sama hai kitna pyaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara man mein hain bechain umangein jaise moujen saagar ki man mein hain bechain umangein jaise moujen saagar ki dena mujhko aur sahaara dena mujhko aur sahaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara meet bina jeevan beete na raah kate bin saathi ke ooooooo meet bina jeevan beete na raah kate bin saathi ke raah kate bin saathi ke dhoond rahi hoon koi kinaara dhoond rahi hoon koi kinaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara aaj sama hai kitna pyaara aa aa aaa aa aaj sama hai kitna pyaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara
mastaana piye ja yun hi mastaana piye ja mastaana piye ja yun hi mastaana piye ja paimaana to kya cheez hai maikhaana piye ja mastaana piye ja yun hi mastaana piye jaa kar garq e mao jaam ghum e gardish e ayyaam aaaa re na aaaaa kar garq e mao jaam ghum e gardish e ayyaam haan haan haan aye dil e naakaam hakeemaana piye ja mastaana piye ja yun hi mastaana piye ja mai noshee ke aadaab se aagah nahin tu tuuuu tuuuu tuuuuuu mai noshee ke aadaab se aagah nahin tu jis tarah kahe saaqi e maikhaana piye ja mastaana piye ja yun hi mastaana piye jaa is makr ki basti mein hai masti hi se hasti haaan aaaa aaaa is makr ki basti mein hai masti hi se hasti deewana ban aur baa dil e deewana piye ja mastaana piye ja yun hi mastaana piye jaa maikhaane ke hungaame hain kuchh der ke mehmaan kuchh der ke mehmaan maikhaane ke hungaame hain kuchh der ke mehmaan hai subho qaareeb akhtar e deewana piye ja hai subho qaareeb akhtar e deewana piye ja mastaana piye ja yun hi mastaana piye ja
aa aa ee ee aa aa ee ee master ji ki aa gayi chithi chithi mein se nikli billi chithi mein se nikli billi billi khaye zarda paan kaala chashmaa peele kaan are billi khaye zarda paan kaala chashmaa peele kaan aahaa aa aa ee ee aa aa ee ee masterji ki aa gayi chithi chithi mein se nikli billi are chithi mein se nikli billi kaan mein jhumka naam mein batti kaan mein jhumka naam mein batti haath mein jalti agarbatti agarbatti kachhuwa chhaap aag pe baitha paani taap agar ho batti kachhuwa chhaap aag pe baitha paani taap taap chade to kambale taan v i p underwear baniyaan v i p underwear baniyaan aa aa ee ee aa aa ee ee masterji ki aa gayi chithi chithi mein se nikla machhchhar are chithi mein se nikla machhchhar machhchhar ki do lambi munchhe munchh pe baandhe do do pathar machhchhar ki do lambi munchhe munchh pe baandhe do do pathar pathar pe ek aam kaa jhaad munchh pe le kar chale pahaad pahaad pe baitha budha jogi jogi ki ek jogan hogi gathari mein laga chor musafir
masti aur jawaani ho umar badi mastaani ho aur dil mein beimaani ho to phir pyaar bhi hoga bilkul ikraar bhi hoga bilkul didaar bhi hoga aji bilkul masti aur jawaani ho umar badi mastaani ho aur dil mein beimaani ho to phir pyaar bhi hoga bilkul ikraar bhi hoga bilkul didaar bhi hoga bilkul jab anjaan mohabbat ka dil mein ho armaan chhupa jab anjaan mohabbat ka dil mein ho armaan chhupa idhar bhi ho tufaan chhupa udhar bhi ho tufaan chhupa tanhayi ka aalam ho waqt bada hi zaalam ho paas mein koi baalam ho to phir pyaar bhi hoga bilkul ikraar bhi hoga bilkul didaar bhi hoga bilkul masti aur jawaani ho ho umar badi mastaani ho ho aur dil mein beimaani ho to phir pyaar bhi hoga bilkul ikraar bhi hoga bilkul didaar bhi hoga bilkul dhadkan jab khamosh rahe sehma sehma josh rahe dhadkan jab khamosh rahe sehma sehma josh rahe nashe se palken bhari bhari madhoshi mein hosh rahe husn pe ek qayamat ho nakhra naaz nazaqat ho aankhon mein ek dawat ho to phir pyaar bhi hoga
masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa neelee aankh milaa lo jee dil mein aaj chhupaa lo jee neelee aankh milaa lo jee dil mein aaj chhupaa lo jee baahon mein baanhe daalo jee gir na jaaye sambhaalo jee bheegi hawaaon mein aisi fizaaon mein hosh mujhe hai kahaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa pyaar se pyaar sajaaye chal mann ki pyaas bujhaaye chal pyaar se pyaar sajaaye chal mann ki pyaas bujhaaye chal pyaar ka raag sunaaye chal dil ka saaz bajaaye chal panchhi bhi gaayenge sab ko sunaayenge teri meri daastaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Marumallelo Amrutha (2002) 05:13 10261
 
Poster of Amrutha (2002)
 
Category
Telugu
Year- 
2002
Lyricist
Veturi
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
R Madhavan, Simran
Duration : 05:13   Song Number : 10261   

Maruthamalai Maamaniye Deivam (1972) 06:58 14510
 
Poster of Deivam (1972)
 
Category
Telugu
Year- 
1972
Lyricist
Kannadasan
Duration : 06:58   Song Number : 14510   

Mary Had A Little Lamb Nursery Rhymes (English) 02:41 39537
 
Poster of Nursery Rhymes (English)
 
Duration : 02:41   Song Number : 39537   

Masha Allah Saawariya (2007) 05:39 16949
 
Poster of Saawariya (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Monty
Raag- 
Yaman
Duration : 05:39   Song Number : 16949   

Mashriq Se Jo Aaye Aashiq Hoon Baharon Ka (1977) 05:13 18341
 
Poster of Aashiq Hoon Baharon Ka (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:13   Song Number : 18341   

Masoom Chehra Ansh (The Deadly Part) (2002) 05:17 39086
 
Poster of Ansh (The Deadly Part) (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Shama Sikander, Abbas Ali
Duration : 05:17   Song Number : 39086   

Masoom Chehra Talaash (2003) 06:17 18748
 
Poster of Talaash (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Sanjeev Darshan
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Kareena Kapoor
Duration : 06:17   Song Number : 18748   

Masoom Chehra Ye Dil Tera Deewana (1962) 05:21 13116
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Shammi Kapoor
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Jhaptal
Duration : 05:21   Song Number : 13116   

Masoom Dil Ki Haan Pe Mashuqa (1953) 03:26 31076
 
Poster of Mashuqa (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Suraiya, Kuldeep Kaur, Mukesh
Duration : 03:26   Song Number : 31076   

Mass Mass (2004) 04:11 10131
 
Poster of Mass (2004)
 
Category
Telugu
Year- 
2004
Lyricist
Sahithi
Music Director- 
Devi Sri Prasad
Singer- 
Mano, Ravi Varma
On Screen Actors- 
Nagarjuna Akkineni, Charmy Kaur
Duration : 04:11   Song Number : 10131   

Mast Aankhon Mein Shama (1961) 03:27 14223
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:27   Song Number : 14223   

Mast Baharon Ka Main Aashiq Farz (1967) 05:53 20892
 
Poster of Farz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra, Aruna Irani, Babita
Duration : 05:53   Song Number : 20892   

Mast Chandni Jhoom Rahi Hai Pyar Ki Baten (1951) 03:06 38594
 
Poster of Pyar Ki Baten (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
M L Khanna
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Geeta Dutt, Mukesh
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:06   Song Number : 38594   

Mast Nazar Dekh Idhar Ek Dil Sau Afsane (1963) 04:05 13212
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Waheeda Rehman
Duration : 04:05   Song Number : 13212   

Mast Pawan Dole Re Bawarchi (1972) 04:51 41015
 
Poster of Bawarchi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:51   Song Number : 41015   

Mast Pawan Hai Chanchal Dhaara Jeet (1949) 02:55 18223
 
Poster of Jeet (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suraiya Chaudhari
Duration : 02:55   Song Number : 18223   

Mastaana Piye Ja Ghulam ali 05:57 32816
 
Poster of Ghulam ali
 
Category
Ghazal
Lyricist
Ghulam Ali
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 05:57   Song Number : 32816   

Master Ji Ki Aa Gayi Kitaab (1977) 03:18 13555
 
Poster of Kitaab (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Raju Child Artist, Others
Duration : 03:18   Song Number : 13555   

Masti Aur Jawaani Ho Dil Daulat Duniya (1972) 04:39 37040
 
Poster of Dil Daulat Duniya (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Helen
Duration : 04:39   Song Number : 37040   

Masti Bhara Hai Sama Parvarish (1958) 03:54 11866
 
Poster of Parvarish (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Mala Sinha
Duration : 03:54   Song Number : 11866