MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


apne dil se badi dushmani thi kis liye maine tum se dosti ki apne dil se badi dushmani thi kis liye maine tum se dosti ki apne dil ko jalaa ke roshni ki kis liye maine tum se dosti ki apne dil ko jalaa ke roshni ki kis liye maine tum se dosti ki apne dil se badi dushmani thi kis liye maine tum se dosti ki tum ne achhaa saharaa diya besaharaa mujhe kar diya kal galle se lagaaya mujhe aaj thukraa diya bewafaa aaj thukraa diya bewafaa tum ne achhee sanam dillagi ki kis liye maine tum se dosti ki apne dil se badi dushmani thi kis liye maine tum se dosti ki aasmaan ban gayi ye zameen mere humdum mere hum nashin tum ne dekhi meri berukhi bebasi meri dekhi nahin bebasi meri dekhi nahin main hoon tasveer ik bekasi ki kis liye maine tum se dosti ki apne dil ko jalaa ke roshni ki kis liye maine tum se dosti ki har khushi bas paraayi huee meri dushman khudaayi huee mujhko affsos hai pyaar mein mujh se ye bewafai huee mujh se ye bewafai huee maine tum pe fida zindagi ki kis
apne haathon ki lakiron mein basa le mujhko apne haathon ki lakiron mein basa le mujhko main hoon tera to naseeb apna bana le mujhko mujhse tu poochhne aaya hai wafa ke maani mujhse tu poochhne aaya hai wafa ke maani ye teri saada dili maar na daale mujhko ye teri saada dili maar na daale mujhko khud ko main baant na daalon kahin daaman daaman khud ko main baant na daalon kahin daaman daaman kar diya tune agar mere hawaale mujhko kar diya tune agar mere hawaale mujhko vaada fir vaada hai main zehar bhi pee jaaon qateel vaada fir vaada hai main zehar bhi pee jaaon qateel shart ye hai koi baahon mein sambhaale mujhko apne haathon ki lakiron mein basa le mujhko main hoon tera to naseeb apna bana le mujhko
apne haathon ki lakiron mein sajaa le mujhko apne haathon ki lakiron mein sajaa le mujhko main hoon tera main hoon tera main hoon tera tu naseeb apna bana le mujhko apne haathon ki lakiron mein sajaa le mujhko apne haathon ki main jo kaantaa main jo kaantaa hoon to chal mujh se bachakar daaman main jo kaantaa main jo kaantaa hoon to chal mujh se bachakar daaman main hoon gar phool to jude mein sajaa le mujhko main hoon gar phool to jude mein sajaa le mujhko apne haathon ki main khule dar ke kisi ghar ka hoon saamaa pyaare main khule dar ke kisi ghar ka hoon saamaa pyaare tu dabe paanw kabhi aa ke chura le mujhko apne haathon ki kal ki baat aur hai kal ki baat aur hai main ab sa rahoon ya na rahoon kal ki baat aur hai main ab sa rahoon ya na rahoon kal ki baat aur hai main ab sa rahoon ya na rahoon jitna jee chaahe tera aaj sata le mujhko jitna jee chaahe tera aaj sata le mujhko apne haathon ki
hoooo hooo hoooo hooo hoooo hooo hoooooo apne honthon ki apne honthon ki bansi bana le mujhe meri saanson mein teri saans ghul jaaye aarzoo to humari bhi hai ye magar darr hai mausam kahin naa badal jaaye apne honthon ki bansi bana le mujhe meri saanson mein teri saans ghul jaaye dekha tujhe chadha ye kaisa nasha chali ye kaisi hawaa bhoole hum ghar ka pataa hooo oooo dekha tujhe chadha ye kaisa nasha chali ye kaisi hawaa bhoole hum ghar ka pataa ab to nahin humse hona juda apni baahon ka ghunghat udha de mujhe pyaar ki ye naa doli nikal jaaye aarzoo to humari bhi hai ye magar darr hai mausam kahin naa badal jaaye hoo hoo hoo hoo hooo ye to bata kahaan rakhun ye kanwal zindgani hai meri ret ka ek mehal hoo hooo ye to bata kahaan rakhun ye kanwal zindgani hai meri ret ka ek mehal yaad jaise ho koi aadhi ghazal apni raaton ka deepak bana le mujhe ye sulagti huyi shaam jal jaaye apne honthon ki bansi bana le mujhe meri saanson mein teri saans ghul jaaye paas to aa ye
apne hothon par sajaana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon aa tujhe main gungunana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon koi aansoon tere daaman par gira kar koi aansoon tere daaman par gira kar boond ko moti banana chaahta hoon boond ko moti banana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon thak gaya main karte karte yaad tujhko thak gaya main karte karte yaad tujhko ab tujhe main yaad aana chaahta hoon ab tujhe main yaad aana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon chha raha hai saari basti mein andhera chha raha hai saari basti mein andhera roshani ko ghar jalana chaahta hoon roshani ko ghar jalana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon aakhri hichki tere zano pe aaye aakhri hichki tere zano pe aaye maut bhi main shairana chaahta hoon maut bhi main shairana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon aa tujhe main gungunana chaahta hoon apne hothon par sajaana chaahta hoon hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
apne apne huye paraye kismat ne kya din dikhlaye kuchh socho aur kuchh ho jaaye haye re dheeraj kaun bandhaye apne apne huye paraye kismat ne kya din dikhlaye kuchh socho aur kuchh ho jaaye haye re dheeraj kaun bandhaye apne apne huye paraye andhi jo taqdeer na hoti to itni beteer na hoti dil par itna bojh na hota pairon mein zanjeer na hoti apne apne huye paraye kismat ne kya din dikhlaye kuchh socho aur kuchh ho jaaye haye re dhiraj kaun bandhaye apne apne huye paraye jin raahon se koi na aaye baithe unpe naina bichaye din nadan kahe jata hai shayad wo shayad laut aaye apne apne huye paraye kaun hain hum kyun jane koi apna humein kyun mane koi behtar hai iss badhaali mein ab na humein pahchane koi apne apne huye paraye kismat ne kya din dikhlaye kuchh socho aur kuchh ho jaaye haye re dheeraj kaun bandhaye apne apne huye paraye
khud garz duniyaa mein yeh insaan ki pehchaan hai jo paraayi aag mein jal jaaye wo insaan hai apne liye jeeye to kya jeeye apne liye jeeye to kya jeeye tu jee aye dil zamaane ke liye apne liye jeeye to kya jeeye baazaar se zamaane ke kuchh bhi naa hum kharidenge baazaar se zamaane ke kuchh bhi naa hum kharidenge haan bech kar khushi apni logon ke ghum kharidenge bhujhte diye jalaane ke liye bhujhte diye jalaane ke liye tu jee aye dil zamaane ke liye apne liye jeeye to kya jeeye apni khudi ko jo samjha uss ne khuda ko pehchaana apni khudi ko jo samjha uss ne khuda ko pehchaana aazaad fitraten insaan andaaz kyun gulaamaana sar ye nahin jhukaane ke liye sar ye nahin jhukaane ke liye tu jee aye dil zamaane ke liye apne liye jeeye to kya jeeye himmat buland hain apni pathar si jaan rakhte hain himmat buland hain apni pathar si jaan rakhte hain kadmon tale zameen to kya hum aasmaan rakhte hain girte huon ko uthane ke liye girte huon ko uthane ke liye tu jee aye dil
apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do ban jaye yaadgaar jo ban jaye yaadgaar jo aisa payam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do ab tak kati ye zindagi ghum ki andheri raat mein likhe huye the ghum hi ghum kismat ne mere haath mein aaj isi haath mein koi aaj isi haath mein koi rang bhari shaam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do dil mein tumhare aayega aakhir koi to khushnaseeb nazren karam jo mujh pe ho aaj aaun main zara kareeb mere naseeb mein hi tum mere naseeb mein hi tum honthon ke jaam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do aashiq hazaron aur bhi aayenge iss makaam pe likhenge apne naam wo saath hamare naam ke aaj unhin aashiqon ke naam aaj unhin aashiqon ke naam mera salaam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do ban jaye yaadgaar jo ban jaye yaadgaar jo aisa payam likh do apne naam ke kareeb mera
apne nainon ko samjha de ye baat inhen tu batla de apne nainon ko samjha de ye baat inhen tu batla de chain churaate hain mera ye nain tere matwaale apne nainon ko samjha de ye baat inhen tu batla de chain churaate hain mera ye nain tere matwaale apne nainon ko samjha de neend meri loot li re teri aankhon ne zamaane se main keh doongi bahaane se main keh doongi tu chakor hai mera tu chitchor hai mera hosh mere loote hain teri zulfon ne bahaaron se main keh doonga ishaaron se main keh doonga ho oo paas bulaate hain mujhko ye honth tere matwaale apne nainon ko samjha de ye baat inhen tu batla de chain churaate hain mera ye nain tere matwaale apne nainon ko samjha de laa laa la laa laa la lalalala lalalalalala khwaab tere meri raaton mein aate hain manaa kar de nadanon ko na chheden ye armaanon ko inko rok de zara tu inko tok de zara geet tere mere honthon pe aate hain manaa kar de nadanon ko na chheden ye armaanon ko aag lagaati hain dil mein har baat tere dil waale
piya charan ki babhuut ramaai preet ki pahani maala ab kaahe ka darna jag se man mein hua ujaalaa aaaaaaaaaaaaaaaaaaaa apne piya ki main to bani re joganiya apne piya ki main to bani re joganiya hansi udaae chaahe saari duniyaa main to bani re joganiya apne piya ki main to bani re joganiya saanwariya ke rang mein chunariya rangaaungi saanwariya ke rang mein chunariya rangaaungi chandrama ka jhumka pehan piya aaungi jhan jhan baaje mori hooooooooo jhan jhan baaje mori jhaanjhariyaa main to bani re joganiya apne piya ki main to bani re joganiya hansi udaae chaahe saari duniyaa main to bani re joganiya apne piya ki main to bani re joganiya tere liye maine to sharam laaj chhodi re tere liye maine to sharam laaj chhodi re tere sang jodi to jagat sang todi re tu hai mohan meraa hoooo ooo ooooo tu hai mohan main teri mohaniyaa main to bani re joganiya apne piya ki main to bani re joganiya hansi udaae chaahe saari duniyaa main to bani re joganiya apne piya ki main to bani
apne piya ki prem pujaran kar ke baithi singaar hooo aaj aaye piya more dwaar hoo ooo aaj aaye piya more dwaar apne piya ki prem pujaran kar ke baithi singaar hooo aaj aaye piya more dwaar hoo ooo aaj aaye piya more dwaar jab jab unko saamne paaun apne hirday ka phool chadhaun jab jab unko saamne paaun apne hirday ka phool chadhaun unn charnon par sab kuchh arpan ankhiyaan meenchun aur kho jaaun apne piya ki prem pujaran kar ke baithi singaar hooo aaj aaye piya more dwaar hoo aaj aaye piya more dwaar door se dekhun laage sapna paas se dekhun laage apna door se dekhun laage sapna paas se dekhun laage apna jaan gayi main ankhiyan bhaasha seekh gaya mann khud hi dhadakna apne piya ki prem pujaran kar ke baithi singaar hooo aaj aaye piya more dwaar hoo aaj aaye piya more dwaar meri unki ek kahaani janam janam ki preet purani meri unki ek kahaani janam janam ki preet purani unn bin mora jeevan patjhad saath rahe to duniyaa suhaani apne piya ki prem pujaran kar ke baithi
apne pyaar ke sapne sach huye aaaaaa haaaaaaa oooooo hooooooo apne pyaar ke sapne sach huye honton pe geeton ke phool khil gaye saari duniyaa chhod ke mann meet mil gaye apne pyaar ke sapne sach huye apne pyaar ke sapne sach huye pal bhar ko milen jo ankhiyaan dekhun main suni hai jo batiyaan padh loon tore nainon ki patiyaan pal bhar ko milen jo ankhiyaan dekhun main suni hai jo batiyaan bina dekhe tum dekho meri aankhon se apne pyaar ke sapne sach huye apne pyaar ke sapne sach huye kaanton se bhari thi jo galiyaan unn mein khili hain ab kaliyaan jhoomon naachon manao rangraliyaan kaanton se bhari thi jo galiyaan unn mein khili hain ab kaliyaan chalo sajna kahin chal ke saare logon se apne pyaar ke sapne sach huye apne pyaar ke sapne sach huye jab jab mile jeevan o sajna tum hi mujhe pehnao kangnaa teri doli ruke mere angnaa hoooo ooooo jab jab mile jeevan o sajna tum hi mujhe pehnao kangnaa mera ghungtaa tum kholo apne haathon se apne pyaar ke sapne sach huye
Apne Saiyan Se Naina Ladaibe
haan aa aa hoo aa hoo oo oooo oo oo oo oo oo apne saaye se bhi ashqon ko chhupa kar rona jab bhi rona ho charaagon ko bujha kar rona jab bhi rona ho charaagon ko bujha kar rona apne saaye se bhi ashqon ko chhupa kar rona jab bhi rona ho charaagon ko bujha kar rona jab bhi rona ho charaagon ko bujha kar rona haath bhi jaate huye wo toh milakar na gaya haath bhi jaate huye wo toh milakar na gayaa maine chaaha jise seene se laga kar rona jab bhi rona ho charaagon ko bujha kar rona jab bhi rona ho charaagon ko bujha kar rona tere deewane ka kya haal kiya hai ghum ne tere deewane ka kya haal kiya hai ghum ne muskuraate huye logon mein bhi jaa kar rona jab bhi rona ho charaagon ko bujha kar rona jab bhi rona ho charaagon ko bujha kar rona log padh lete hain chehre pe likhi tehriren log padh lete hain chehre pe likhi tehriren kitna dushwaar hai logon se chhupa kar rona jab bhi rona ho charaagon ko bujha kar rona jab bhi rona ho charaagon ko bujha kar rona apne saaye se
apne suron mein mere suron ko basa lo apne suron mein mere suron ko basa lo ye geet amar ho jaaye ye geet amar ho jaaye apne suron mein mere suron ko basa lo ye geet amar ho jaaye ye geet amar ho jaaye bol raseele hoton pe aise saja lo ye geet amar ho jaaye ye geet amar ho jaaye apne suron mein mere suron ko basa lo jaadu jaage sur sargam ka aashaon ka roop khileee jaadu jaage jaadu jaage sur sargam ka aashaon ka roop khileee do nainon mein sukh sapnon ki har pal sheetal dhoop khile tum sangeet ko jeevan meet bana lo aa aa aa tum sangeet ko jeevan meet bana lo ye geet amar ho jaaye ye geet amar ho jaaye apne suron mein mere suron ko basa lo jhoom uthe ye saanjh ki bela jhoom uthe ye saanjh ki bela ras ki boonden barsaao o lehke mehke jeevan bagiya aisi kaliyaan bikhrao saawan ke tum saare rang chura lo hoo oo oo saawan ke tum saare rang chura lo ye geet amar ho jaaye ye geet amar ho jaaye apne suron mein mere suron ko basa lo dheemi dheemi lay par vyakul dhadkan ko
apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai kitna aasaan hai tasveer banaana unki kitna aasaan hai tasveer banaana unki khud ko bas ek aaina rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai tumne mandir dekhen honge ye mera aangan hai tumne mandir dekhen honge ye mera aangan hai ek diya bhi jalta rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai chullu mein ho dard ka dariyaa dhyaan mein uske hon chullu mein ho dard ka dariyaa dhyaan mein uske hon yun bhi khud ko pyaasa rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai
hooo oooo ooooo ooooo hooo ooooooo ooooooo aaaa aaaaaa haaannn haan apni aankhon ke jharokon mein bitha lo mujhko apni ankhon ke jharokon mein bitha lo mujhko ya kisi aur tarah apna bana lo mujhko apni aankhon ke jharokon mein bitha lo mujhko ladkhadata hua aaya hoon badi door se main ladkhadata hua aaya hoon badi door se main apne kabil jo samjhte ho sambhalo mujhko apni ankhon ke jharokon mein bitha lo mujhko ya kisi aur tarah apna bana lo mujhko apni aankhon ke jharokon mein bitha lo mujhko la la lla la la lala la la oh oh la la lla la la lala aaa haaa oh ho la la lla la la lala aaa haaa oh ho la la lla la la lala oh ho aaa haaa bekhudi aaj mujhe le ke wahan aayi hai bekhudi aaj mujhe le ke wahan aayi hai laa sake tum naa jahaan mere khayalon mujhko apni aankhon ke jharokhon mein bitha lo mujhko ya kisi aur tarah apna bana lo mujhko apni aankhon ke jharokon mein bitha lo mujhko roshni yaad dilati hai ghum e duniya ki roshni yaad dilati hai ghum e duniya ki apni
apni aankhon ke samander mein utar jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de tera mujrim hoon mujhe doob ke marr jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de aye naye dost main samjhunga tujhe bhi apna aye naye dost main samjhunga tujhe bhi apna pehle maajhi kaa koi zakhm to bhar jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de tera mujrim hoon mujhe doob ke marr jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de aag duniyaa ki laggayi huyi bhujh jaayegi aag duniyaa ki laggayi huyi bhujh jaayegi koi aansun mere daaman pe bikhar jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de zakhm kitne teri chaahat se mile hain mujhko zakhm kitne teri chaahat se mile hain mujhko sochtaa hoon ke kahun tujhse magar jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de tera mujrim hoon mujhe doob ke marr jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de
apni aankhon ke sitaaron mein chhupaa le humdum apni aankhon ke sitaaron mein chhupaa le humdum apni aankhon ke sitaaron mein chhupaa le humdum pyaar ke gaaon mein ghar apna banaa le humdum pyaar ke gaaon mein ghar apna banaa le humdum apni aankhon ke sitaaron mein chhupaa le humdum zamaana chod ke ek tujhse mohabbat ki hai maine chaaha hi nahin teri ibaadat ki hai maine chaaha hi nahin teri ibaadat ki hai main to sajde mein padaa hoon tu uthaa le humdum main to sajde mein padaa hoon tu uthaa le humdum pyaar ke gaaon mein ghar apna banaa le humdum apni aankhon ke sitaaron mein chhupaa le humdum main kis zubaan se kahoon tu mujhe kya lagta hai kasam khuda ki mujhe tu khuda sa lagta hai kasam khuda ki mujhe tu khuda sa lagta hai tu khudaai ki tarah dil mein basaa le humdum tu khudaai ki tarah dil mein basaa le humdum pyaar ke gaaon mein ghar apna banaa le humdum apni aankhon ke sitaaron mein chhupaa le humdum log janmon ke nibhaane ki baat karte hain pyaar mein mitne
apni aankhon mein basaa kar koi iqraar karoon apni aankhon mein basaa kar koi iqraar karoon jee mein aata hai ke jee bhar ke tujhe pyaar karoon apni aankhon mein basaa kar koi iqraar karoon maine kab tujhse zamaane ki khushi maangi hai ek halki si mere lab ne hansi maangi hai ek halki si mere lab ne hansi maangi hai saamne tujhko bitha kar tera deedar karoon jee mein aata hai ke jee bhar ke tujhe pyaar karoon apni aankhon mein basaa kar koi iqraar karoon saath chhute naa kabhi tera ye kasam le loon har khushi de ke tujhe tere sanam ghum le loon har khushi de ke tujhe tere sanam ghum le loon haaye main kiss tarah se pyaar kaa izhaar karoon jee mein aata hai ke jee bhar ke tujhe pyaar karoon apni aankhon mein basaa kar koi iqraar karoon
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Apne Dil Se Badi Betaab (1983) 05:29 12882
 
Poster of Betaab (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amrita Singh, Suny Deol
Duration : 05:29   Song Number : 12882   

Apne Haathon Ki Lakiron Mein Jagjit Singh 04:04 19210
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Manhar Udhas
Duration : 04:04   Song Number : 19210   

Apne Haathon Ki Lakiron Mein Manhar Udhas 06:43 18330
 
Poster of Manhar Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Manhar Udhas
Duration : 06:43   Song Number : 18330   

Apne Honthon Ki Bansi Gambler (1971) 03:50 18360
 
Poster of Gambler (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zaheera
Duration : 03:50   Song Number : 18360   

Apne Honthon Par Sajaana Jagjit Singh 05:54 11273
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:54   Song Number : 11273   

Apne Huye Paraye Apne Huye Paraye (1964) 03:59 36893
 
Poster of Apne Huye Paraye (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:59   Song Number : 36893   

Apne Liye Jiye To Kya Badal (1966) 06:17 12792
 
Poster of Badal (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Javed Anwar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 06:17   Song Number : 12792   

Apne Naam Ke Kareeb Mera Bhi Naam Raat Ke Andhere Mein (1969) 04:05 35860
 
Poster of Raat Ke Andhere Mein (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Kumar
Duration : 04:05   Song Number : 35860   

Apne Nainon Ko Samjha De Maa Aur Mamta (1970) 04:15 32692
 
Poster of Maa Aur Mamta (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mumtaj, Jitendra
Duration : 04:15   Song Number : 32692   

Apne Piya Ki Main Bani Re Kan Kan Mein Bhagwan (1963) 03:17 13514
 
Poster of Kan Kan Mein Bhagwan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Shiv Ram
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Aneeta Guha, Mahipal
Duration : 03:17   Song Number : 13514   

Apne Piya Ki Prem Pujaran Aman (1967) 05:34 15546
 
Poster of Aman (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 05:34   Song Number : 15546   

Apne Pyaar Ke Sapne Barsaat Ki Ek Raat (1981) 05:25 11578
 
Poster of Barsaat Ki Ek Raat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rakhi, Amitabh Bachchan
Duration : 05:25   Song Number : 11578   

Apne Saiyaan Se Naina Ladai Be Ardhangini (1959) 02:49 39924
 
Poster of Ardhangini (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 02:49   Song Number : 39924   

Apne Saye Se Bhi Parvez Mehdi 06:58 40917
 
Poster of Parvez Mehdi
 
Category
Ghazal
Singer- 
Parvez Mehdi
Duration : 06:58   Song Number : 40917   

Apne Suron Mein Mere Suron Ko Basa Lo Dil Ki Rahen (1973) 05:56 36073
 
Poster of Dil Ki Rahen (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rehana Sultan, Rakesh Pandey
Duration : 05:56   Song Number : 36073   

Apni Aag Ko Zinda Rakhna Jagjit Singh & Chitra Singh 07:18 15752
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 07:18   Song Number : 15752   

Apni Aankhon Ke Man Ka Meet (1968) 06:24 32506
 
Poster of Man Ka Meet (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Som Dutt, Leena Chandraavarkar
Duration : 06:24   Song Number : 32506   

Apni Aankhon Ke Samander Mein Jagjit Singh 06:17 14687
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:17   Song Number : 14687   

Apni Aankhon Ke Sitaaron Mein Police Aur Mujrim (1992) 07:28 20145
 
Poster of Police Aur Mujrim (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Dalip Tahil
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Avinash Wadhawan, Nagma
Duration : 07:28   Song Number : 20145   

Apni Aankhon Mein Basaa Kar Thokar (1974) 04:11 31152
 
Poster of Thokar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Sajan Dehalvi
Music Director- 
Shyamji Ghanshyamji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Baldev Khosala, Alka
Duration : 04:11   Song Number : 31152