MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmmmm ek ladki bheegi bhaagi si soti raaton mein jaagi si mili ek ajnabi se koi aage naa pichhe tum hi kaho ye koi baat hai hmmmmm ek ladki bheegi bhaagi si soti raaton mein jaagi si mili ek ajnabi se koi aage naa pichhe tum hi kaho ye koi baat hai hmmmmm dil hi dil mein jali jaati hai bigdi bigdi chali aati hai dil hi dil mein jali jaati hai bigdi bigdi chali aati hai jhunjhlaati huyi bal khaati huyi saawan ki sooni raat mein mili ek ajnabi se koi aage naa pichhe tum hi kaho ye koi baat hai hmmmmm ek ladki bheegi bhaagi si soti raaton mein jaagi si mili ek ajnabi se koi aage naa pichhe tum hi kaho ye koi baat hai hmmmmm dag mag dag mag lahki lahki bhooli bhatki behki behki dag mag dag mag lahki lahki bhooli bhatki behki behki machli machli ghar se nikli pagli si kaali raat mein mili ek ajnabi se koi aage naa pichhe tum hi kaho ye koi baat hai hmmmmm ek ladki bheegi bhaagi si soti raaton mein jaagi si mili ek ajnabi se koi aage naa pichhe tum hi kaho ye koi baat
ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya woh tumhi ho o naazani woh tumhi ho o mehjabi ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya woh tumhi ho o naazani woh tumhi ho o mehjabi ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya oye hoye ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya har ada jhumati qaayamat hai khubasurat bala hai aafat hai paas reh kar bhi door rehati ho dil kuchalna puraani aadat hai paas reh kar bhi door rehati ho dil kuchalna puraani aadat hai ek ladki hai ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya woh tumhi ho o naazani woh tumhi ho o mehjabi ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya oye hoye ek ladki hai jisne jeena mushkil kar diya khud to aankhon se katl karti ho apna ilzaam hum pe dharti ho saari duniya ko maar daala hai baat puchho to bas mukarti ho saari duniya ko maar daala hai baat puchho to bas mukarti ho ek ladki hai ek ladki
hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga ek ladki ko dekha to aisa laga jaise khilta gulaab jaise shaayar ka khwaab jaise ujli kiran jaise ban mein hiran jaise chaandni raat jaise narmi ki baat jaise mandir mein ho ek jalta diyaaaaa hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga ek ladki ko dekha to aisa laga jaise subahon ka roop jaise sardi ki dhoop jaise beena ki taan jaise rangon ki jaan jaise balkhaaye bel jaise lehron ka khel jaise khushboo liye aaye thandi hawaaaaaaaaaa hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga ek ladki ko dekha to aisa laga jaise naachta mor jaise resham ki dor jaise pariyon ka raag jaise sandal ki aag jaise sola singaar jaise ras ki phuhaar jaise aahista aahista badhta nashaaaaaaa hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga ek ladki ko dekha to aisa laga
Ek Ladki Ko Dekha Toh
sunne waalo ek maje ki baat suniye ek romantic picture dekh ke main ghar aa raha tha raaste mein rd burman ka ek gaana gaa raha tha ki achanak wo mil gai ek ladki le gayi dil de gayi wo dhokha wo deewaani ek na maani laakh maine roka haa ek ladki le gayi dil de gayi vo dhokha wo deewaani ek na maani laakh maine roka haa is shahar ki har ek sadak par maine usko dhundha us hasin ka jaldi mein maine naam bhi na puchha is shahar ki har ek sadak par maine usko dhundha us hasin ka jaldi mein maine naam bhi na puchha aise aayi aise gayi jaise hawa ka jhonka wo deewaani ek na maani laakh maine roka haa ek ladki le gayi dil de gayi wo dhokha wo deewaani ek na maani laakh maine roka haa kar saka na main apne dil ki baat usse koi isse pehle ke main sambhalta bheed mein wo khoi kar saka na main apne dil ki baat usse koi isse pehle ke main sambhalta bheed mein wo khoi ab na jaane phir kab milega ye sunehri mouka haan wo deewaani ek na maani laakh maine roka haa ek ladki le gayi
ek ladki mera naam jo le sharmaye bhi ghabraye bhi chupke chupke meri gali wo aaye bhi chali jaye bhi ek ladka mera naam jo le sapno mein mere aaye bhi dil kyun mera usko chahe chahe bhi ghabraye bhi ek ladki mera naam jo le ek ladka mera naam jo le kitni nazuk kitni komal kitni bholi bhali pariyon jaisi lagti hai wo roshan chehre wali aankh se bole honth na khole apna pyaar chhupaye chaand bhi uska chehra dekhe dekhe aur lalchaye hmmm dushman hai wo mere dil ka aur ye dil usko chahe bhi chupke chupke meri gali wo aaye bhi chali jaye bhi ek ladka mera naam jo le ek ladki mera naam jo le hoo piyu mera mani zara raah mein banglo mera ho raam kasam aa jana piyu mera mani zara dhadakta hai dil dhadakne de tadapta hai dil tadapne de kuchh ho raha hai hone de jo ho raha hai hone de wo phoolon par kyun shabnam se naam mera likhta hai dekh ke mujhko thandi thandi aahen kyun bharta hai chupkar dekhe khat bhi na bheje lagta hai wo deewana mujhse milne ki khatir wo dhoondhe
ek lafz e mohabbat ka adnaa e fasaana hai ek lafz e mohabbat ka adnaa e fasaana hai simte to dil e aashiq phaile to zamaana hai ek lafz e mohabbat kaa kya husn ne samjha hai kya ishq ne jaana hai kya husn ne samjha hai kya ishq ne jaana hai hum khaak nashinon ki thokar mein zamaana hai simte to dil e aashiq phaile to zamaana hai ek lafz e mohabbat kaa ye ishq nahin aasan itna hi samajh leeje ye ishq nahin aasan itna hi samajh leeje ik aag ka dariya hai aur doob ke jaana hai simte to dil e aashiq phaile to zamaana hai ek lafz e mohabbat kaa aansu to bahut se hain aankhon mein jigar lekin aansu to bahut se hain aankhon mein jigar lekin bandh jaae so moti hai rah jaae so daana hai simte to dil e aashiq phaile to zamaana hai ek lafz e mohabbat ka adnaa e fasaana hai ek lafz e mohabbat ka adnaa e fasaana hai simte to dil e aashiq phaile to zamaana hai ek lafz e mohabbat kaa
ek lajra na sajra mukhda chandravani phulala ga ek lajra na sajra mukhda chandravani phulala ga raja madan hastoy kasa ki jeev majha bhulala ga ya ekantacha tula ishara kalala ga laaj aadvi yete mala ki jeev majha bhulala ga nako rani nako laju laajmadhe nako bhiju itha nako titha jau adoshyala ubha rahu ka baghtyat ek lajra na sajra mukhda chandravani phulala ga raja madan hastoy kasa ki jeev majha bhulala ga reshim vilkha ghalun sajna naka ho kavlun dharu ka lukluk dol karun bhol baghat phulpakharu kasa milava punha sajni moka asala ga laaj aadvi yete mala ki jeev majha bhulala ga nako rani nako laju laajmadhe nako bhiju itha nako titha jau adoshyala ubha rahu ka baghtyat ek lajra na sajra mukhda chandravani phulala ga ek lajra na sajra mukhda chandravani phulala ga raja madan hastoy kasa ki jeev majha bhulala ga raja madan hastoy kasa ki jeev majha bhulala ga bezaar jhale soda sajna shirshiri aali anga ka madhacha theva lutata lutata baghtoy chavat bhunga manaat
aaaa aaaa aaaaa meethi meethi madhur madhur jaise hi gunji taan kachche dhage se bandh ke lo aaye kisi ke praan ek lali ghar se chali ek lali ghar se chali tan sanwaar ke kajra daar ke tan sanwaar ke kajra daar ke apne shaam ki kunj gali ek lali ghar se chali ek lali ghar se chali shyam virah ko seh na saki wo gup chup ghar mein reh na saki wo aaaaaa aaaaa aaaaaaaa shyam virah ko seh na saki wo gup chup ghar mein reh na saki wo man mein jo meethe sapne the man mein jo meethe sapne the apne munh se keh na saki wo apne munh se keh na saki wo chali daud ke laaj chhod ke chali daud ke laaj chhod ke jab madhuban mein shaam dhali ek lali ghar se chali ek lali ghar se chali gaalon pe poonam ki chhata thi baalon mein sawan ki ghata thi gaalon pe poonam ki chhata thi baalon mein sawan ki ghata thi kaari kajraari do akhiyan kaari kajraari do akhiyan jaise neel kamal ki pankhiyan jaise neel kamal ki pankhiyan gol ang tha gora rang tha gol ang tha gora rang tha chanda ki
jod jod jodiyan ek nahin do jod jod jodiyan ek nahin do bolo guru bolo guru bolo hoga kya ek ek cheez ki jodi hoti to ghar mein ek biwiyon ki jodi hoti to bolo guru bolo guru bolo hota kya paanw ki bediyaan bhi ek nahin do haath ke hathkadi bhi ek nahin do raat din japta main yamon yamon yamon le yamon yamon yamon le yamon yamon yamon yamon le yamon yamon yamon le yamon yamon yamon le tulsi ben ek nahin do jod jod jodiyan ek nahin do jod jod jodiyan ek nahin do bolo guru bolo guru bolo hota kya ho ho ho ho babu bhai pranaam raju bhai salaam golo golo golo golo golo golo golo chand bhi chaand hote do din mein ek hota to ek raat ko load shedding mein chaand jalaate log baag bolte kaise hua yeh laat padi bhaang chadi aise hua re guru ek ek cheez ki jodi hoti to ghar mein ek biwiyon ki jodi hoti to bolo guru bolo hota kya hmmm teri akal phooti re teri shakal tooti re teri nakal jhooti re teri akal phooti re teri shakal tooti re teri nakal jhooti re tu bhaang waang
ek mahal ho sapnon ka ek mahal ho sapnon ka phoolon bhara aangan ho aur saath ho apnon ka ek mahal ho sapnon ka phoolon bhara aangan ho aur saath ho apnon ka ek mahal ho sapnon ka aaaaaaaaa ooooooooo udte baadal farsh bane aur dhundh ki ho deewaaren udte baadal farsh bane aur dhundh ki ho deewaaren chhat ke jhilmil taare tera mera naam pukaaren ek mahal ho sapnon ka ek mahal ho sapnon ka sapnon ke is mahal mein bikhre muskaanon ke moti mere pyaar ki khushboo phaile tere roop ki jyoti sapnon ke is mahal mein bikhre muskaanon ke moti mere pyaar ki khushboo phaile tere roop ki jyoti ek mahal ho sapnon ka ek mahal ho sapnon ka main tere nainon par kar doon apna sab kuchh waari main teri baahon mein chhup kar bhuloon duniyaan saari main tere nainon par kar doon apna sab kuchh waari main teri baahon mein chhup kar bhuloon duniyaan saari ek mahal ho sapnon ka ek mahal ho sapnon ka
ek mahal ma chham chham karti rehti duyi shehzaadi ek ho tan ki sone jaisi dooji man ki chaandi hey ek mahal ma chham chham karti rehti duyi shehzaadi ek ho tan ki sone jaisi dooji man ki chaandi aaha ek mahal mein chham chham karti rehti do shehzaadi ek hai tan ki sone jaisi doosri man ki chaandi ek surili bansuri jaisi pancham sur ma bole ek surili bansuri jaisi pancham sur ma bole doosri hamre man ma chhupke madham sur ma bole pehle hamka ghar lai jao pehle hamka ghar lai jao pehle hamka ghar lai jao hum hai ghar ki baandhi ek ho tan ki sone jaisi dooji man ki chaandi aaha ek mahal mein chham chham karti rehti do shehzaadi ek hai man ki sone jaisi dusri man ki chaandi la la laaaa la la la aaa aaa aaaa ek badi teekhi nakhrili har baat pe fu faan bole hoooo ek badi teekhi nakhrili har baat pe fu faan bole dooji kuchh aisi sharmeeli mushkil se hun haan bole humko hun haan bhali lage humko fu faan bhali lage re humko hun haan bhali lage tum le jao fu faan aandhi ek
ek main aur ek tu dono mile is tarah ek main aur ek tu dono mile is tarah aur jo tan mann mein ho raha hai ye to hona hi tha ek main aur ek tu dono mile is tarah ek main aur ek tu dono mile is tarah aur jo tan mann mein ho raha hai ye to hona hi tha yun nahin milte hain yaar yaar se de mujhe pyaar ka jawaab pyaar se dhadkane huyi jawaan waqt bhi hai mehrbaan phir ye kaisi dooriyaan bolo bolo bolo bolo bolo ek main aur ek tu dono mile is tarah ho o ek main aur ek tu dono mile is tarah aur jo tan mann mein ho raha hai ye to hona hi tha lala la la lara lala lala la la lala lala hooo dooriyaan waqt aane pe mitaayenge ek din itna paas paas aayenge intezaar tab talak beqaraar tab talak yunhi pyaar tab talak bolo bolo bolo bolo bolo bolo ek main aur ek tu dono mile is tarah haan ek main aur ek tu dono mile is tarah aur jo tan mann mein ho raha hai ye to hona hi tha dillagi ban gayi hai dil ki lagi hey zindagi naam hai isi ka zindagi ho khel khel main sanam aa gaye jahan
aaa haan hmm aaa haan hmm hmm aaa hmm aaa haaan aaaa ek main hoon ek main hoon ouuuu ek tu ouuuu aur kya chahiye ouu hum tum mein ouuuu halka sa parda chahiye ek main hoon ouuuu ek tu ouuuu aur kya chahiye ouu hum tum mein ouuuu halka sa parda chahiye mohabbat mein parde ki zarurat nahin hai shararat hai ye koi sharafat nahin hai chhodo bahaana baaton se behlaana mousam hai ouuuu dilkash ouuuu aur kya chahiye ouuuu tum humko ouuuu na chhedoge wada chahiye ek main hoon ouuuu ek tu ouuuu aur kya chahiye ouu hum tum mein ouuuu halka sa parda chahiye hamein aap chhodenge deewana bana ke hey nazar kyun churaate ho nishaana bana ke ho bechain jaisa ye pyaar hai kaisa hum donon ouuuu khush hain ouuuu aur kya chahiye hum tum mein ouuuu thoda sa jhagda chahiye ek main hoon ouuuu ek tu ouuuu aur kya chahiye ouuuu hum tum mein ouuuu halka sa hmm chahiye la la hmm aaha hmm hmm aaa hmm aaa haaa aa hmm aaa haa hmm hmm aaaa hmmm aahaaa aaja hmmm aahaa hmm hmm aaa hmm aahaa
ek manzil raahi do phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho saath mile jab dil to phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho hum bhi wo hi hai dil bhi wo hi hai dhadkan magar nayi hai aa aa dekho to meet aankhon mein preet kyaa rang bhar gayi hai haan kyaa rang bhar gayi hai ek manzil raahi do phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho nikale hain dhoon mein apni lagan mein manzil bulaa rahi hai thandi hawa bhi ab to milan ke nagmein suna rahi hai ho o o nagmein suna rahi hai ek manzil raahi do phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho dekho wo phool duniyaan se door aa kar kahaan khila hai aa aa aa meri tarah yeh khush hai jaroor is ko bhi kuchh milaa hai haan is ko bhi kuchh milaa hai ek manzil raahi do phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho saath mile jab dil to phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho
main aaj pawan mein paaun aaj pawan mein paaun ek meethi si chubhan ek thandi si agan main aaj pawan mein paaun mann hi mann main naach rahi hoon mann hi mann main naach rahi hoon mann hi mann muskaaun kyuki meethi meethi si chubhan thandi thandi si agan main aaj pawan mein paaun jaag utha hai pyaar jhoome sab sansaar jaag utha hai pyaar jhoome sab sansaar angdaai lete hain sapne angdaai lete hain sapne dhar ke roop hazaar naach utha hai pyaar aaj mera jhoom raha sansaar aaj mera jhoom raha sansaar mann ka aangan jo suna tha mann ka aangan jo suna tha aayi hai us mein bahaar kangna paayal kangnwa khanke paayal chhamke lat uljhi suljhaaun sharmaaun muskaaun kyuki meethi meethi si chubhan ik thandi si agan main aaj pawan mein paaun aaj pawan mein paaun aye mere bhagwaan itna kar ehsaan ae mere bhagwaan itna kar ehsaan ye raswanti hawaa kaheen na ye raswanti hawaa kaheen na ban jaaye toofaan pyaar mera nadaan mann bhi hai anjaan jal na jaaye bair agan mein jal na
la la la la la la laa la la la la la la laa la la la la la la laa ek mehboobaa ek mehboob tha ek doosre mein pyaar bhi khoob tha utri thi hasina jaise aasmaan se boli aazmaane ko naujawaan se maa ka dil nikaal kar jab tum laaoge mera pehla pehla pyaar tab tum paaoge ek mehboobaa ek mehboob tha ek doosre mein pyaar bhi khoob tha husn ke deewaane ka dekho to housla cheer ke seena maa ka dil nikaal kar chala gir pada wo raaste mein thokar jo khayi girte hi maa ke dil se aawaaz ye aayi chot to nahin aayi tujhko aye mere laal phool si jaan hai teri tu rakhna apna khayaal jaldi se dil leke mera ja tu uske paas hone waali bahu meri hogi tanha udaas ek mehboobaa ek mehboob tha ek doosre mein pyaar bhi khoob tha la la la la la la la laa la la la la la la la laa maa ne apne khoon se jis poudhe ko seencha kaat diya us poudhe ne hi ghar ka bageecha pyaar pe haq hai patni ka to maa bhi hai haqdaar ek hi daaman mein na bhare koi apna saara pyaar laadli biwi ki bas baahon mein
ek musaafir ko duniyaa mein kya chahiyee sirf thodi si dil mein jagah chahiye ek musaafir ko duniyaa mein kya chahiyee sirf thodi si dil mein jagah chahiye baith jaaun koi baitha koi leta magar khade hum ye kaisi khudgarji ye kaisa hai sitam koi baitha koi leta magar khade hum ye kaisi khudgarji ye kaisa hai sitam khisak zara pyare sarak zara pyare khisak zara pyare sarak zara pyare saath milkar hamein baithna chahiye ek musaafir ko duniyaa mein kya chahiyee sirf thodi si dil mein jagah chahiye baith jaaun o mote lala tune kiya hai kaisa chhal ticket tera single magar tu double o mote lala tune kiya hai kaisa chhal ticket tera single magar tu double khisak zara pyare sarak zara pyare khisak zara pyare sarak zara pyare aisi body mein dil bhi bada chahiye ek musaafir ko duniyaa mein kya chahiyee sirf thodi si dil mein jagah chahiye baith jaaun o naqali daadhi wale tu gussa mat kar hamein bhi jagah de de khudaa se zara darr o naqali daadhi wale tu gussa mat kar hamein
aaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaa ek na ek shamma andhere mein jalaaye rakhiye ek na ek shamma andhere mein jalaaye rakhiye suboh hone ko hai maahole banaaye rakhiye ek na ek shamma jinn ke haathon se humen zakhm e nihaa pahunche hain jinn ke haathon se humen zakhm e nihaa pahunche hain wo bhi kehte hain ke zakhmon ko chhupaaye rakhiye ek na ek shamma kaun jaane ke wo kiss raah guzar se guzre kaun jaane ke wo kiss raah guzar se guzre har guzar gaah ko phoolon se sajaaye rakhiye ek na ek shamma daaman e yaar ki zeenat naa bane har aansoon daaman e yaar ki zeenat naa bane har aansoon apni palkon ke liye kuchh to bachaaye rakhiye ek na ek shamma andhere mein jalaaye rakhiye ek na ek shamma
yaar mile dildaar mile tab yaar ila vandachas hai kaafir hai jo yaar kar ke phir ye kahe meri bas hai ek nahin do nahin sau sau baaaaar kahun main zamaane se tumse hai pyaar ek nahin do nahin sau sau baaaaar kahun main zamaane se tumse hai pyaar ek nahin sau nahin laakhon baaaaar hum bhi kahenge tumse hai pyaar yaara o yaara jaana meri jaana hmm yaara o yaara jaana meri jaana deewane ka deewana jab saath nibhaaye waqt meharbaan ho ke yunhi tham jaaye saari duniyaa se pyaara hai pyaar tera tu hi darpan tu hi hai singaar mera hoooo baalmaa saajnaa aajaaa baahon mein pyaar duwaa pyaar wafaa pyaar ek baar kahun main zamaane se tumse hai pyaar yaara o yaara jaana meri jaana hmm yaara o yaara jaana meri jaana tere mere pyaar ke charche rahen sadaa main dharti tu ambar honge kaise judaa pedon ke saaye mein hum tum pyaar karen dhalte sooraj ke aage iqraar karen hooo laajawaab ye shabaab aajaa baahon mein dhoop kahin chhanv kahin chhaaya hai khumaar kahun main zamaane se
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Ladki Bheegi Bhaagi Si Chalti Ka Naam Gaadi (1958) 04:02 20440
 
Poster of Chalti Ka Naam Gaadi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Madhu Bala
Duration : 04:02   Song Number : 20440   

Ek Ladki Hain Gumnaam (1965) 04:39 19219
 
Poster of Gumnaam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:39   Song Number : 19219   

Ek Ladki Ko Dekha To 1942 A Love Story (1993) 04:39 20442
 
Poster of 1942 A Love Story (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Manisha Koirala
Duration : 04:39   Song Number : 20442   

Ek Ladki Ko Dekha Toh Ek Ladki Ko Dekha Toh Aisa Laga (2019) 02:34 40312
 
Poster of Ek Ladki Ko Dekha Toh Aisa Laga (2019)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2019
Lyricist
Gurpreet Saini
Music Director- 
Rochak Kohli
On Screen Actors- 
Rajkumar Rao, Sonam Kapoor
Duration : 02:34   Song Number : 40312   

Ek Ladki Le Gayi Dil De Gayi Naya Nasha (1973) 04:10 40684
 
Poster of Naya Nasha (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Sapan Chakraborty
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Nanda, Ranjit Mallick
Duration : 04:10   Song Number : 40684   

Ek Ladki Mera Naam Daraar (1996) 07:22 35994
 
Poster of Daraar (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Rahat Indori
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Juhi Singh
Duration : 07:22   Song Number : 35994   

Ek Lafz E Mohabbat Ka Sudhir Narain 05:40 39299
 
Poster of Sudhir Narain
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Muzaffar Ali
Duration : 05:40   Song Number : 39299   

Ek Lajra Na Sajra Mukhda Arun Sarnaik & Usha Mangeshkar 03:15 15901
 
Poster of Arun Sarnaik & Usha Mangeshkar
 
Category
Marathi
Duration : 03:15   Song Number : 15901   

Ek Lali Ghar Se Chali Cha Cha Cha (1964) 06:01 36816
 
Poster of Cha Cha Cha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, helen
Duration : 06:01   Song Number : 36816   

Ek Lo Ek Muft Guru (2007) 05:00 16925
 
Poster of Guru (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
A R Rahman
Duration : 05:00   Song Number : 16925   

Ek Mahal Ho Sapnon Ka Ek Mahal Ho Sapno Ka (1975) 03:31 19827
 
Poster of Ek Mahal Ho Sapno Ka (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Sharmila Tagore
Duration : 03:31   Song Number : 19827   

Ek Mahal Mein Chham Chham Karti Swayamvar (1980) 04:38 37469
 
Poster of Swayamvar (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 04:38   Song Number : 37469   

Ek Main Aur Ek Tu Khel Khel Mein (1975) 04:54 20444
 
Poster of Khel Khel Mein (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 04:54   Song Number : 20444   

Ek Main Hoon Ek Tu Darling Darling (1977) 04:17 33039
 
Poster of Darling Darling (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman, Dheeraj Kumar
Duration : 04:17   Song Number : 33039   

Ek Manzil Raahi Do Sanjog (1961) 04:04 12038
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Anita Guha, Pradeep Kumar
Duration : 04:04   Song Number : 12038   

Ek Meethi Si Chubhan Reshma Aur Shera (1971) 04:04 14076
 
Poster of Reshma Aur Shera (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Udhav Kumar
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:04   Song Number : 14076   

Ek Mehbooba Ek Mehboob Tha Pyaasi Aankhen (1983) 04:35 40856
 
Poster of Pyaasi Aankhen (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amol Palekar
Duration : 04:35   Song Number : 40856   

Ek Musaafir Ko Door Ki Awaz (1964) 04:20 13173
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 04:20   Song Number : 13173   

Ek Na Ek Shamma Andhere Mein Jalaaye Rakhiye Chitra Singh 04:38 16021
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Tariq Badayuni
Singer- 
Chitra
Duration : 04:38   Song Number : 16021   

Ek Nahin Do Nahin Biwi O Biwi (1981) 05:11 12921
 
Poster of Biwi O Biwi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Poonam Dhillon
Duration : 05:11   Song Number : 12921