Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Teri Soorat Jo Bhari Rehti Hai
teri soorat se nahin milti kisi ki soorat teri soorat se nahin milti kisi ki soorat hum jahaan mein teri tasveer liye phirte hain teri soorat se nahin milti kisi ki soorat khoob chehra hai tera donon jahaan hain paagal saamne tere hai pheeka wo haseen taaj mahal teri zulfon ne sanam dil mera baandh liya tune ae jaan e sitam pyaar ka jaam diya zulf ki hum jawaan zanjeer liye phirte hain teri soorat se nahin milti kisi ki soorat hum jahaan mein teri tasveer liye phirte hain teri soorat se nahin milti kisi ki soorat ye to duniya hai yahaan ek nahin laakh haseen jo adaa dekhi hai tujh mein wo kisi mein bhi nahin saamna tera jab hoga to qayaamat bhi hogi aankh jab tujhse milegi to mohabbat bhi hogi pyaar ki hum ajab taaseer liye phirte hain teri soorat se nahin milti kisi ki soorat hum jahaan mein teri tasveer liye phirte hain teri soorat se nahin milti kisi ki soorat chaandni raat bhi zaalim teri parchhaayi hai aur sooraj ne tere gaalon se chamak paayi hai gar tujhe
hmmmm aa jaa ree aa jaa aa jaa aa jaa kho diye hai sanam teri talaash mein pichhle kayi janam kho diye hai sanam teri talaash mein pichhle kayi janam aa jaa ree aa jaa ree aa jaa aa jaa aa jaa iss dil ko dard ki wo aag tune di sadiyon se ye chitaa jal kar nahi bujhi jal kar nahi bujhi kho diye hai sanam teri talaash mein pichhle kayi janam aa jaa ree aa jaa ree aa jaa aa jaa aa jaa aankhon se ashq e ghum sukhe nahi abhi aa jaa ke baant len shikwe gile sabhi shikwe gile sabhi kho diye hai sanam teri talaash mein pichhle kayi janam aa jaa ree aa jaa ree aa jaa aa jaa aa jaa tere liye mila ye aakhri janam mumkin kahan mile phir iske baad hum phir iske baad hum kho diye hai sanam teri talaash mein pichhle kayi janam aa jaa ree aa jaa ree aa jaa aa jaa aa jaa
heyyyy ae mehfil mein hum kya aaye wo lage dil thaamne husn kab tik saka hai jawaani ke saamne haan aa aa aa hoga wo ek laakhon mein hoga wo ek laakhon mein jise apna banayenge teri tarah to mehfil mein aayenge jaayenge wo honge koi aur jo wo honge koi aur jo aayenge jaayenge hum jo yahaan pe aaye hain tujhe le ke hi jaayenge hum jo yahaan pe aaye hain tujhe le ke hi jaayenge kahin chale hai chhoori chakku kahin chale hai goli ab talak to lag na paayi mere roop ki boli kahin chale hai chhoori chakku kahin chale hai goli ab talak to lag na paayi mere roop ki boli humko to jo bhi bhaaya hai humne ussi ko paaya hai apni ye shaan jo lenge thaan wo kar dikhayenge are hum jo yahaan pe aaye hain tujhe le ke hi jaayenge hum jo yahaan pe aaye hain tujhe le ke hi jaayenge koi kahe hai mujhko shabnam koi kahe hai shola jab se aayi ye jawaani sabhi ka dil hai dola koi kahe hai mujhko shabnam koi kahe hai shola jab se aayi ye jawaani sabhi ka dil hai dola yunhi nahin garajte
teri tasveer bhi tujh jaisi haseen hai lekin iss pe qurbaan meri jaan e hazin hai lekin ye meri zakhmin umangon ka madaawaa to nahin haal e dil iss bute kaafir ko sunaaun kaise iske rukhsaaron ke shaadaabi ko chhedun kyun kar iss ke honthon ke tabasuum ko jagaaun kaise teri tasveer bhi tujh jaisi haseen hai lekin zabt kitaab naa kehne ka salikaa mujhko uss pe ye zulm ke khaamosh hai tasveer teri ghutt ke marr jaaun magar iss ko khabar tak bhi naa ho kaisi chattaan se takraayi hai taqdeer meri ye hi tasveer tasavvur mein utar jaane par chaand ki kirnon se go bad ke nikhar jaati hai dard palkon se lipat jaata hai aansoo ban kar mere ehsaas ke duniyaa hi bikhar jaati hai isliye tere tasavvur se nahin khud tujh se iltezaa karta hoon bas itna bata de mujhko kya mere dil ki tadap ka tujhe ehsaas bhi hai kya mere dil ki tadap ka tujhe ehsaaaaaas bhi hai warna phir meri hi vehshat mein sula de mujhko teri tasveer bhi tujh jaisi haseen hai lekin iss pe qurbaan meri jaan e
pothi padh padh jag muaa pandit bhayaa na koy dhaai akshar prem kaa padhe so pandit hoy aa aa aa aaaaa aa aa aa aaa aa aa aa aa aa aa aaaa teri tasveer ko seene se lagaa rakhaa hai teri tasveer ko seene se lagaa rakhaa hai teri tasveer ko seene se lagaa rakhaa hai humne duniyaa se alag gaanw basaa rakhaa hai teri tasveer ko seene se lagaa rakhaa hai meri kismat ki lakeeron ko sajaayaa tune meri kismat ki lakeeron ko sajaayaa tune ek naacheez ko fankaar banaayaa tune maine har bol teraa dil mein sajaa rakhaa hai humne duniyaa se alag gaanw basaa rakhaa hai teri tasveer ko seene se lagaa rakhaa hai maine geeton se chhavi teri banayi barson maine geeton se chhavi teri banayi barson door reh kar tujhe aawaaz sunaayi barson kis liye tune mujhe gair banaa rakhaa hai humne duniyaa se alag gaanw basaa rakhaa hai teri tasveer ko seene se lagaa rakhaa hai oo oo oo oo oo oo tujh ko din raat khayaalon mein hai pooja maine tujh ko din raat khayaalon mein hai pooja maine tere
ye meri zindagi bejaan laash thi barsoon se pyaar ko teri talaash thi ye meri zindagi bejaan laash thi barsoon se pyaar ko teri talaash thi bas aaj meri khoyi takdeer mil gayi teri tasveer mil gayi teri tasveer mil gayi mil gayi mil gayi teri tasveer mil gayi ab ke bahaar mein iss intezaar mein dil ka wo haal tha mushkil ye saal tha ab ke bahaar mein iss intezaar mein dil ka wo haal tha mushkil ye saal tha deewane ke liye ik zanzeer mil gayi teri tasveer mil gayi teri tasveer mil gayi mil gayi mil gayi teri tasveer mil gayi ho ho o o aa aa aa aa tasveer mein magar ye kaun hai bataa is ko zara utha mujhko yahaan bitha tasveer mein magar ye kaun hai bataa is ko zara utha mujhko yahaan bitha kya kaam iska raanjhe ko heer mil gayi teri tasveer mil gayi teri tasveer mil gayi mil gayi mil gayi teri tasveer mil gayi aayi hai toot kar tujh par jawaaniyaa bachpan ki hai magar saari nishaaniyaa aayi hai toot kar tujh par jawaaniyaa bachpan ki hai magar saari nishaaniyaa mere
hmm hmm hmmm hmm hmm hmhmm teri tasveer se aankhen meri kyun hatti nahin teri tasveer se aankhen meri kyun hatti nahin sochata hoon ke isse kehte na hon pyaar kahin haye meethi meethi si hai bechainiyaan aur chain nahin sochti hoon ke ise kehte na hon pyaar kahin meethi meethi si hai bechainiyaan aur chain nahin din guzar jaaye yunhi raat bhi kat jaaye yun jee yahi chaahe tasavvur mein tere baithi rahoon beqarari mein hi ab mujhko qaraar aata hai chain kehte hain jisse mere liye chain nahin teri tasveer se aankhen meri kyun hatti nahin gar yahi pyaar hai iss pyaar pe pyaar aaye humen aur tadpaaye humen aur bhi tadpaaye humen dil ye kehta hai mohabbat ka ye dastoor nahin teri bechainiya tham jaaye ye manzoor nahin teri tasveer se aankhen meri kyun hatti nahin
aa aa aa teri to chaand sitaaron mein baat hoti hai teri to chaand sitaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein bahaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein mere junoon se wo shohrat hai tere jalwon ki mere junoon se wo shohrat hai tere jalwon ki jidhar bhi jaao hazaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein sitam wo karte hain jis par badi tavajjoh se sitam wo karte hain jis par badi tavajjoh se ye uske unche mukaddar ki baat hoti hai chaman chaman mein tere shabaab ko dekha sharaab chhoot gayi tere shabaab ko dekha sharaab chhoot gayi yehi sharaab ke maaron mein baat hoti hai teri to chaand sitaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein bahaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein
teri umar ki phulwari mein khila naya ek phool mubarak saalgirah mubarak saalgirah ooooo teri umar ki phulwari mein khila naya ek phool saal ye guzre hanste hanste nache jhoome bawan hafte khushiyaan tere paaon ko choomein gali gali aur raste raste phir se isi din aate baras ko khile naya ek phool mubarak saalgirah hooooo teri umar ki phulwari mein khila naya ek phool hooo hooo hooo hooooo nanhi munni behna pyaari tujh par jaaun wari wari jab tak chamke chaand sitare bani rahe ye preet humari isi tarah har saal saal ko khile pyaar ke phool hoooo teri umar ki phulwari mein khila naya ek phool mubarak saalgirah
hey hey ho ho hey hey ho ho hey hey aa haa haa teri teri umar nadaan hai thehra hua toofan hai main bhi jawaan hoon tu bhi jawaan hai mausam ka dil meharbaan hai haye haye haye teri umar nadaan hai thehra hua toofan hai main bhi jawaan hoon tu bhi jawaan hai mausam ka dil meharbaan hai haye haye haye teri umar nadaan hai bholepan pe gore tann pe o tune pehni hai boondon ki maala aisi jachti aise lagti o jaise mehaki huyi madhushala bholepan pe gore tann pe o tune pehni hai boondon ki maala aisi jachti aise lagti o jaise mehaki huyi madhushala jaaga jaaga hua armaan hai thehra hua toofan hai haan main bhi jawaan hoon tu bhi jawaan hai mausam ka dil meharbaan hai haye haye haye teri umar nadaan hai o kabhi machle o kabhi phisle o tera kajara bada harjaai tu bulaaye mann ye chaahe tere sapnon se kar loon sagayi o kabhi machle o kabhi phisle o tera kajara bada harjaai tu bulaaye mann ye chaahe tere sapnon se kar loon sagayi kaliyon kaliyon ki tu muskaan hai thehra hua
teri ummeed tera intezaar karte hain teri ummeed tera intezaar karte hain teri ummeed tera intezaar karte hain teri ummeed tera intezaar karte hain ae sanam hum to sirf tumse pyaar karte hain ae sanam hum to sirf tumse pyaar karte hain jaaneman hum bhi tumpe jaan nisaar karte hain jaaneman hum bhi tumpe jaan nisaar karte hain ae sanam hum to sirf tumse pyaar karte hain ae sanam hum to sirf tumse pyaar karte hain khwaab aankhon mein ab nahin aate ab to palkon mein tum samaaye ho har ghadi saath saath rehte ho dil ki duniya mein ghar basaaye ho dil ki duniya mein ghar basaaye ho teri har baat pe hum aitbaar karte hain teri har baat pe hum aitbaar karte hain ae sanam hum to sirf tumse pyaar karte hain ae sanam hum to sirf tumse pyaar karte hain humko jis ki thi wo talaash ho tum khushboo saanson ki dil ki pyaas ho tum tere aashiq tere deewane hain saari duniya se hum begaane hain saari duniya se hum begaane hain jaan hum pyaar tumhe beshumaar karte hain jaan hum pyaar
teri wo chaal hai ke tauba aisa kamaal hai ke tauba mera wo haal hai ke tauba teri wo chaal hai ke tauba aisa kamaal hai ke tauba mera wo haal hai ke tauba teri wo chaal hai ke tauba teri har adaa mastaani meri har nighaah deewani teri har adaa mastaani meri har nighaah deewani wallah jaane kasam samjhe to sanam wallah jaane kasam samjhe to sanam dono ka ik hai fasaana dono ka ik hai fasaana teri wo chaal hai ke tauba aisa kamaal hai ke tauba mera wo haal hai ke tauba teri wo chaal hai ke tauba hum se bhali ye raahen jinpe teri hai nighaahen hum se bhali ye raahen jinpe teri hai nighaahen tu ek nazar to dekh idhar tu ek nazar to dekh idhar ye dil hai tera deewana ye dil hai tera deewana teri wo chaal hai ke tauba aisa kamaal hai ke tauba mera wo haal hai ke tauba teri wo chaal hai ke tauba
yaad aa rahi hai yaad aa rahi hai yaad aa rahi hai yaad aa rahi hai teri yaad aa rahi hai teri yaad aa rahi hai yaad aane se tere jaane se jaan jaa rahi hai yaad aa rahi hai teri yaad aa rahi hai yaad aane se tere jaane se jaan jaa rahi hai yaad aa rahi hai teri yaad aa rahi hai pehle ye na jaana tere baad ye jaana pyaar mein pehle ye na jaana tere baad ye jaana pyaar mein jeena mushkil kar dega ye dil deewana pyaar mein jaane kaise saans ye aise aa jaa rahi hai yaad aa rahi hai teri yaad aa rahi hai bante bante dulhan preet humaari uljhan ban gayee bante bante dulhan preet humaari uljhan ban gayee mere dil ki dhadkan meri jaan ki dushman ban gayee kuchh keh keh ke mujhe reh reh ke tadpa rahi hai yaad aa rahi hai teri yaad aa rahi hai ye rut ki rang raliyaan ye phoolon ki galiyaan ro padin ye rut ki rang raliyaan ye phoolon ki galiyaan ro padin mera haal suna to mere saath ye kaliyaan ro padin ek nahin tu duniyaan aansoo barsa rahi hai yaad aa rahi hai teri yaad aa
jab tak gam ke parvat apani jagah se hil na jayen aur hum mil na jayen koi fariyaad na karna tu mujhko yaad na karna tu mujhko yaad na karna haai kya karu hothon pe fariyaad aati hai nahin rukti nahin rukti teri yaad aati hai teri yaad aati hai jab tak apne armanon ke gulshan khil na jayen aur hum mil na jayen neenden barbad na karna tu mujhko yaad na karna tu mujhko yaad na karna haai kya karu hothon pe fariyaad aati hai nahin rukti nahin rukti teri yaad aati hai teri yaad aati hai teri yaad aati hai haai aag lage rasmon ko main tod dun sab kasmon ko bas ginti jaa tu zakhmon ko jitne zakham lage hain jab tak saare sil na jayen aur hum mil na jayen koi fariyaad na karna tu mujhko yaad na karna tu mujhko yaad na karna haai kya karu hothon pe fariyaad aati hai nahin rukti nahin rukti teri yaad aati hai teri yaad aati hai teri yaad aati hai prem hai koi rog ya jogi ka jog pyaar ke dushman log ooooooooooo aaaa aa aaaa aaaa aaaaaa oooooooo prem hai koi rog ya jogi ka
teri yaad dil se bhulaane chala hoon ke khud apni hasti mitaane chala hoon ke khud apni hasti mitaane chala hoon teri yaad dil se bhulaane chala hoon teri yaad dil se ghataaon tumhen saath dena padega ghataaon tumhen saath dena padega main phir aaj aansoon bahaane chala hoon bahaane chala hoon teri yaad dil se bhulaane chala hoon ke khud apni hasti mitaane chala hoon teri yaad dil se kabhi jiss jagah khaab dekhe the maine kabhi jiss jagah khaab dekhe the maine wahin khaak apni udaane chala hoon udaane chala hoon teri yaad dil se bhulaane chala hoon ke khud apni hasti mitaane chala hoon teri yaad dil se ghum e ishq le phoonk de mera daaman ghum e ishq le phoonk de mera daaman main apni lagi yun bhujhaane chala hoon bhujhaane chala hoon teri yaad dil se bhulaane chala hoon ke khud apni hasti mitaane chala hoon teri yaad dil se
teri yaad ka deepak jalta hai teri yaad ka deepak jalta hai din raat mere veeraane mein teri yaad ka deepak jalta hai wo paagalpan jo pehle tha paagalpan jo pehle tha ab bhi hain tere deewaane mein dewaane mein teri yaad ka deepak jalta hai din raat mera ghum badhta gaya din raat mera ghum badhta gaya par teri mohabbat kam na huyi jo lutf tadapne mein paaya jo lutf tadapne mein paaya wo baat kahaan mar jaane mein teri yaad ka deepak jalta hai ik aag sulagti rehti hai ik aag sulagti rehti hai har waqt mera dil jalta hai hai shauq magar kuchh aur abhi hai shauq magar kuchh aur abhi jalne ka tere parwaane mein teri yaad ka deepak jalta hai din raat mere veeraane mein teri yaad ka deepak jalta hai
teri yaad mein jal kar dekh liya ab aag mein jal kar dekhenge teri yaad mein jal kar dekh liya ab aag mein jal kar dekhenge iss raah mein apni maut sahi ye raah bhi chal kar dekhenge teri yaad mein jal kar dekh liya ab aag mein jal kar dekhenge deepak ki chamak mein aag bhi hai duniyaa ne kaha parwanon se deepak ki chamak mein aag bhi hai duniyaa ne kaha parwanon se parwane magar ye kehne lage deewane to jal kar dekhenge teri yaad mein jal kar dekh liya ab aag mein jal kar dekhenge
teri yaad na dil se ja saki teri yaad na dil se ja saki aati thi neend kabhi kabhi aaj to woh bhi na aa saki teri yaad na dil se ja saki teri yaad na dil se ja saki taaron ke saaye mein kitne sapne dekhe the milke humne tumne taaron ke saaye mein kitne sapne dekhe the milke humne tumne rooth gaye tum sapne bhi ruthe unko bhi main na mana saki teri yaad na dil se ja saki aati thi neend kabhi kabhi aaj to woh bhi na aa saki teri yaad na dil se ja saki teri yaad na dil se ja saki raaten woh raaten na din woh din hain manzil hai mushkil raahen kathin hain raaten woh raaten na din woh din hain manzil hai mushkil raahen kathin hain nis din roke bhi main apne man ki aag na haye bujha saki teri yaad na dil se ja saki aati thi neend kabhi kabhi aaj to woh bhi na aa saki teri yaad na dil se ja saki teri yaad na dil se ja saki
mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara khaamosh zamana soye ik mera hi dil roye ik mera hi dil roye khaamosh zamana soye ik mera hi dil roye ik mera hi dil roye aur dil par teer chalaaye aur dil par teer chalaaye ik jhilmil karta taara haaye teri yaad ne maara mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara naa bane baat kuchh keh ke aur jale jiya chup reh ke aur jale jiya chup reh ke naa bane baat kuchh keh ke aur jale jiya chup reh ke aur jale jiya chup reh ke bas chupke chupke tadpe bas chupke chupke tadpe majboor koi bechaara haaye teri yaad ne maara mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara ankhiyon se neendiya bhaagi palkon mein rimjhim laagi palkon mein rimjhim laagi ankhiyon se neendiya bhaagi palkon mein rimjhim laagi palkon mein rimjhim laagi ab aan milo o
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Teri Soorat Jo Bhari Rehti Hai Jagjit Singh 04:59 39297
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:59   Song Number : 39297   

Teri Soorat Se Nahin Ziddi (1964) 04:13 19339
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:13   Song Number : 19339   

Teri Talaash Mein Teri Talash Mein (1968) 05:25 16330
 
Poster of Teri Talash Mein (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Sapan, Jagmohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Indira
Duration : 05:25   Song Number : 16330   

Teri Tarah To Mehfil Mein Shiva Shakti (1988) 04:29 37576
 
Poster of Shiva Shakti (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Govinda
Duration : 04:29   Song Number : 37576   

Teri Tasveer Bhi Tujh Jaisi Haseen Kinare Kinare (1963) 04:18 16263
 
Poster of Kinare Kinare (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Nyay Sharma
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:18   Song Number : 16263   

Teri Tasveer Ko Seene Se Laga Rakha Hai Sawan Ko Aane Do (1979) 05:59 14177
 
Poster of Sawan Ko Aane Do (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajkamal
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Arun Govil
Raag- 
Kedar
Duration : 05:59   Song Number : 14177   

Teri Tasveer Mil Gayi Betaab (1983) 04:42 12883
 
Poster of Betaab (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Shabbir Kumar
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Amrita Singh
Duration : 04:42   Song Number : 12883   

Teri Tasveer Se Aankhen Meri Kyun Samay Bada Balwan (1969) 03:26 38855
 
Poster of Samay Bada Balwan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Usha Khanna
Duration : 03:26   Song Number : 38855   

Teri To Chaand Sitaaron Mein Mohd Rafi 03:35 40565
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:35   Song Number : 40565   

Teri Umar Ki Phulwari Rakhwala (1971) 03:50 32486
 
Poster of Rakhwala (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Leena Chandraavarkar
Duration : 03:50   Song Number : 32486   

Teri Umar Nadaan Hai Aankhon Aankhon Mein (1972) 05:27 32313
 
Poster of Aankhon Aankhon Mein (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Rakhi
Duration : 05:27   Song Number : 32313   

Teri Umeed Tera Intezaar Deewana (1992) 06:18 18711
 
Poster of Deewana (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Duration : 06:18   Song Number : 18711   

Teri Wo Chaal Hai Ke Tauba Mehndi Lagi Mere Haath (1962) 03:08 31144
 
Poster of Mehndi Lagi Mere Haath (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Nanda
Duration : 03:08   Song Number : 31144   

Teri Yaad Aa Rahi Hai Love Story (1981) 05:35 21310
 
Poster of Love Story (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:35   Song Number : 21310   

Teri Yaad Aati Hai Saudagar (1991) 07:32 14168
 
Poster of Saudagar (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
On Screen Actors- 
Vivek Mushran, Manisha Koirala
Duration : 07:32   Song Number : 14168   

Teri Yaad Dil Se Hariyali Aur Rasta (1962) 04:25 21311
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Tilak-Kamod
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:25   Song Number : 21311   

Teri Yaad Ka Deepak Gawaiya (1954) 02:49 41026
 
Poster of Gawaiya (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Ram Ganguly
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 02:49   Song Number : 41026   

Teri Yaad Mein Jalkar Nagin (1954) 02:26 13817
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 02:26   Song Number : 13817   

Teri Yaad Na Dil Se Ja Saki Chand Aur Suraj (1965) 03:26 38380
 
Poster of Chand Aur Suraj (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Tanuja
Duration : 03:26   Song Number : 38380   

Teri Yaad Ne Maara Albela (1951) 03:51 12634
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajinder Krishan
On Screen Actors- 
Bhagwan, Geeta Bali
Duration : 03:51   Song Number : 12634