MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm dil jo naa keh sakaa wohi raaz e dil kehne ki raat aayi dil jo naa keh sakaa wohi raaz e dil kehne ki raat aayi dil jo naa kah sakaa nagma sa koi jaag uthaa badan mein jhankaar ki si tharthari hai tann mein jhankaar ki si tharthari hai tann mein ho pyaar ki inhi dhadakti dhadakti fizaaon mein rahne ki raat aayi dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayi ab tak dabee thi ek mauj e armaan lab tak jo aayi ban gayi hai toofaan lab tak jo aayi ban gayi hai toofaan ho baat pyaar ki behakti behakti nigaahon se kehne ki raat aayi dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayi guzrein na ye shab khol doon ye julfein tumko chupaa loon moond ke ye palkein tumko chupaa loon moond ke ye palkein ho bekaraar si larajti larajti si chaaon mein rehne ki raat aayi dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayi dil jo na keh sakaa
dil ka bhanwar kare pukaar pyaar ka raag suno pyaar ka raag suno re hu hu hu phool tum gulab ka kya jawaab aap ka jo ada hai wo bahar hai aaj dil ki bekali aa gayee zuban par baat ye hai tum se pyaar hai dil tumhin ko diya re pyaar ka raag suno re hu hu hu dil ka bhanwar kare pukaar pyaar ka raag suno pyaar ka raag suno re hu hu hu chahe tum mitaana par na tum girana aansoon ki tarah nigaah se pyaar ki unchaai ishq ki gehraai poochh lo humari aah se aasmaan chhoo liya re pyaar ka raag suno re hu hu hu dil ka bhanwar kare pukaar pyaar ka raag suno pyaar ka raag suno re hu hu hu iss hasin utaar pe hum na baithe haar ke saaya ban ke saath hum chale aaj mere sang tu goonje dil ki aarzu tujhse meri aankh jab mile jaane kya kar diya re pyaar ka raag suno re hu hu hu dil ka bhanwar kare pukaar pyaar ka raag suno pyaar ka raag suno re hu hu hu hu hu hu hu hu hu
jiyaa jaayeeeee piyaa aa jaa jiyaa jaayeeeee piyaa aa jaa jiyaa jaayeeeee piyaa aa jaa dil ka dard naa jaane ye duniyaa jaane dil tadpaana pyaar ke do bolon ke badle dushman hua zamaana haaye re haaye dushman hua zamaana dil ka dard naa jaane ye duniyaa jaane dil tadpaana umeed ne thokar khaayi hai dil de ke judaayi paayi hai tera ghum hai meri tanhaayi hai pehle se naa tha ye jaanaaaaaaa pehle se naa tha ye jaana ke dil ka aana hai jee se jaana haaye re haaye dushman hua zamaana dil ka dard naa jaane ye duniyaa jaane dil tadpaana pyaar ke do bolon ke badle dushman hua zamaana haaye re haaye dushman hua zamaana aankhon mein jo aansun aayenge tasveer teri dikhlaayenge hum tham ke dil reh jaayenge pehle se naa tha ye jaana pehle se naa tha ye jaana ke dil ka aana hai jee se jaana haaye re haaye dushman hua zamaana dil ka dard naa jaane ye duniyaa jaane dil tadpaana pyaar ke do bolon ke badle dushman hua zamaana haaye re haaye dushman hua zamaana dil ka dard naa jaane
dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein soye nagmen jaag uthe honthon ki shehnaayi mein dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein pyaar armaanon ka darr khatkaaye khaab jaagi aankhon se milne ko aaye pyaar armaanon ka darr khatkaaye khaab jaagi aankhon se milne ko aaye kitne saaye dol pade suni si angnaayi mein dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein ek hi nazar mein nikhar gayi main to aaina jo dekha sanwar gayi main to ek hi nazar mein nikhar gayi main to aaina jo dekha sanwar gayi main to tann pe ujaala phail gaya pehli hi angdaayi mein dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein kaanpte labon ko main khol rahi hoon bol wahi jaise ke bol rahi hoon kaanpte labon ko main khol rahi hoon bol wahi jaise ke bol rahi hoon bol jo doobe se hain kahin iss dil ki gehraayi mein dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein dil ka diya
oo oo oo oo oo hoy dil ka haal sune dil waala dil ka haal sune dil waala seedhi si baat na mirch masaala kehke rahega kehne waala dil ka haal sune dil waala dil ka haal sune dil waala seedhi si baat na mirch masaala kehke rahega kehne waala dil ka haal sune dil waala chhote se ghar mein gareeb ka beta main bhi hoon maa ke naseeb ka beta o chhote se ghar mein gareeb ka beta main bhi hoon maa ke naseeb ka beta ranj o ghum bachpan ke saathi aandhiyon mein jali jeewan baati bhukh ne hai bade pyaar se paala dil ka haal sune dil waala seedhi si baat na mirch masaala kehke rahega kehne waala dil ka haal sune dil waala haai karon kya soorat aisi gaanth ke poore chor ke jaisi o haai karon kya soorat aisi gaanth ke poore chor ke jaisi chalta phirta jaanke ek din bin dekhe pehchaan ke ek din baandh ke le gaya police waala dil ka haal sune dil waala seedhi si baat na mirch masaala kehke rahega kehne waala dil ka haal sune dil waala budhe daaroga ne chashme se dekha budhe
aaaaaa aaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa toot gaya dil ka khilona haaye toot gaya dil ka khilona haaye toot gaya koi looteraa aa ke loot gaya haaye koi looteraa aa ke loot gaya haaye dil ka khilona haaye toot gaya dil ka khilona haaye toot gaya hua kya kusoor aisa saiyaan humara hua kya kusoor aisa saiyaan humara jaate huye jo tune humen naa pukaara jaate huye jo tune humen naa pukaara ulfat kaa taar toda humen majdhaar chhoda hum to chale the le ke tera hi sahaara saathi humara humse chhut gaya dil ka khilona haaye toot gaya koi looteraa aa ke loot gaya haaye koi looteraa aa ke loot gaya haaye dil ka khilona haaye toot gaya dil ka khilona haaye toot gaya aaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa kaisi pardesi tune preet lagaayi kaisi pardesi tune preet lagaayi chain bhi khoya humne neend ganwaayi chain bhi khoya humne neend ganwaayi tera aitbaar kar ke haaye intezaar kar ke khushiyon ke badle ghum
apni kaho kuchh meri suno kya dil ka lagaana bhool gaye kya bhool gaye rone ki aadat aisi padi hansne ka taraana bhool gaye haan bhool gaye kaali raaten beet gayin phir chaandani raaten aayi hain phir chaandani raaten aayi hain dil mein nahin ujiyaala mere ghum ki ghataayen chhayi hain ghum ki ghataayen chhayi hain preet ke waade yaad karo kya preet nibhaana bhool gaye kya bhool gaye bhoola huya hai raah musaafir bichhada hua hai manzil se bichhada hua hai manzil se khoye huye raste kaa pata tum poochh lo khud apne dil se tum poochh lo khud apne dil se chalte chalte itna thake manzil ka thikana bhool gaye haan bhool gaye nazdik badha nazdik badha ye mausam nahin phir aane kaa ye mausam nahin phir aane kaa nazdik shamma ke jaane se kya haal hua parwaane ka kya haal hua parwaane ka mitne ka fasaana yaad raha jalne ka fasaana bhool gaye kya bhool gaye apni kaho kuchh meri suno kya dil ka lagaana bhool gaye kya bhool gaye
Dil Ka Lagaana Iss Duniya Mein
dil ka lena dena humne dil ka lena dena humne chhoda vaada toda humne sun le sabhi dildaar nahin karte kisi se hum pyaar nahin karte kisi se hum aaaahhhhhaaa humse to haseena ye na kehana bach ke rahna humse dekhen jo hum ek baar tumhen ho jaaye humse pyaar tumhen ho jaaye humse pyaar sharmili aankhon waali kyaa baat hai bolo raat hai ya din hai yeh raat hai sach sharmili aankhon waali haan raat hai ye kaali aise kaali raaton mein kahin bhool se yuhin baaton baaton mein kahin bhool se tumse ho jaaye aankhen chaar tumhe ho jaaye humse pyaar tumhe ho jaaye humse pyaar ufff dil ka lena dena humne chhoda vaada toda humne sun le sabhi dildaar nahin karte kisi se hum pyaar nahin karte kisi se hum pyaar tera dil hai kya dewaana jarurr hai naa baad mein pachhtaana manjoor hai tera dil hai kya dewaana na baad mein pachhtaana karnaa hota pyaar to bata dete hum teer koi aankhon se chala dete hum jaao chhod diya tumhen yaar nahin karte kisi se hum pyaar nahin karte kisi se hum
ruk ruk ke kehte hain jhuk jhuk ke rehte hain ruk ruk ke kehte hain jhuk jhuk ke rehte hain dil ka mizaaj ishqiyaa dil ka mizaaj ishqiyaa tanha hain logon mein logo mein tanhaayi dil ka mizaaj ishqiyaa dil ka mizaaj ishqiyaa choten bhi khaaye aur gungunaaye aisa hi tha ye aisa hi hai ye masti mein rehta hai mastaana saudayi dil ka mizaaj ishqiyaa are dil ka mizaaj ishqiyaa sharmeela sharmeela parde mein rehta hai dardon ke jhonke bhi chupke se sehta hai nikalta nahin hai gali se kabhi nikal jaaye to dil bhatak jaata hai arey bachcha hai aakhir bahek jaata hai khwaabon mein rehta hai bachpan se harjaai dil ka mizaaj ishqiyaa dil ka mizaaj ishqiyaa gusse mein bal khana gairon se jal jaana mushkil mein aaye to waadon se tal jaana ulajhne ki isko yun aadat nahin magar bewafa ri sharafat nahin ye jazbaati ho ke chhalak jaata hai ishq mein hoti hai thodi si garmaayi dil ka mizaaj ishqiyaa are dil ka mizaaj ishqiyaaaaaa ruk ruk ke ishqiyaa jhuk jhuk ke ishqiyaa ruk ruk ke
oooooooooo ooo oooo ooooo oooo hooooo ooooo ooooo oo ooo dil ka na karnaa aitbaar koi hoooo bhule se bhi na karnaa pyaar koi dil ka na karnaa aitbaar koiiii dil ka na karnaa aitbaar koi hoooo bhule se bhi na karnaa pyaar koi laakh manaaya dil na maana jaan ke dhokhe mein aaya deewana jaan ke dhokhe mein aaya deewana aaya deewana kiska hua hai dil e daar koi hoooo kiska hua hai dil e daar koi dil ka na karnaa aitbaar koiiii dil ka na karnaa aitbaar koi hoooo bhule se bhi na karnaa pyaar koi kyun kehte ho pyaar kiya tha keh do kisi se dard liya tha keh do kisi se dard liya tha dard liya tha badle mein la gaya qaraar koi hoooo badle mein la gaya qaraar koi dil ka na karnaa aitbaar koiiii dil ka na karnaa aitbaar koi hoooo bhule se bhi na karnaa pyaar koi doobe sitaare khoye nazaare phir na milenge dil ke sahaare phir na milenge dil ke sahaare dil ke sahaare karta rahega intazaar koi hoooo karta rahega intazaar koi dil ka na karnaa aitbaar koiiii dil ka na karnaa
dil ka nazraana le o dildaar le dil ka nazraana le o dildaar le ye sachcha pyaar hai mera pyaar le ye sachcha pyaar hai mera pyaar le dil ki nishani le mere yaar le dil ki nishani le mere yaar le ye sachcha pyaar hai mera pyaar le ye sachcha pyaar hai mera pyaar le dil ka nazraana le le le aasmaan to nahin jo badal jaaunga pyaar ka rang kachcha nahin maine dekhe yahaan pe hazaaron sanam baat ka koi sachcha nahin haan hum to wo nahin kar lo yakeen mere wafaaon ka ye sachcha pyaar hai mera pyaar le ye sachcha pyaar hai mera pyaar le dil ka nazraana le le le daaliyaan sar jhukaati hain mere liye chaand suraj ki mujh pe nazar tere kadmon tale in bahaaron ka dil koi tujhsa kahan jaadugar haan dhadke hai ye dil teri kasam tere khayaalon mein ye sachcha pyaar hai mera pyaar le ye sachcha pyaar hai mera pyaar le dil ki nishani le hum gale mil ke aao ye waada karen zindagi bhar na honge juda ab tumhin sab kuchh ho humaare liye jaan o dil se hai tum pe fida o sanam main hoon
are dil ka rishta jod diya hai tujhse o dilli waali tujhse o dilli waali are dil ka rishta jod diya hai tujhse o dilli waali pyaar tera le aaya mujhpe laal kile ki laali de taali mili pyaar ki aazaadi chat mangni te pat shaadi arre mili pyaar ki aazaadi chat mangni te pat shaadi dil ka rishta jod diya hai tujhse o dilli waali pyaar tera le aaya mujhpe laal kile ki laali de taali mili pyaar ki aazaadi chat mangni te pat shaadi arre mili pyaar ki aazaadi chat mangni te pat shaadi chaandani chwok mein chaand sa chehra sang chalega mere are sang chalega mere dekh ke hamko log kahenge ho gaye door andhere aaja donon milke le lein kutubminaar ke phere kutubminaar ke phere phir toh saare dilli waale ho jaayenge tere kyun ki mili pyaar ki aazaadi chat mangni te pat shaadi are mili pyaar ki aazaadi chat mangni te pat shaadi mughal baag ke phoolon ka tu sehra baandh ke aana sehra baandh ke aana doli mein bithlaa ke mujhko apne ghar le jaana dilli jaise aaj saji hai aise khud
dil kaaaaa soonaa saaz taranaaa dhundhegaa dil ka soona saaz taranaaa dhundhegaa teer e nighahen naaz nishanaa dhundhegaa mujhko mere baad zamaana dhundhegaa dil ka soona saaz taranaaa dhundhegaa teer e nighahen naaz nishanaa dhundhegaa mujhko mere baad zamaana dhundhegaa dil ka soona saaz taranaaa dhundhegaa log mere khaabon ko chura ke dhaalenge afsaanon mein mere dil ki aag bategi duniyaa ke parwaanon mein waqt mere geeton ka khazaana dhundhegaa dil ka soona saaz taranaaa dhundhegaa teer e nighahen naaz nishanaa dhundhegaa saathi mujhko yaad karenge bheegi bheegi shaamon mein lekin ik masoom sa dil bhi inn saare hangaamon mein chhup chhup ke rone ka bahana dhundhegaa dil ka soona saaz taranaaa dhundhegaa teer e nighahen naaz nishanaa dhundhegaa hooooooooo ooooo oooo oooooo oooooo aas ka sooraj saath rehega jab saanson ki raahon mein ghum ke andhere chhat jaayenge manzil hogi baahon mein pyaar dhadakte dil ka thikana dhundhegaa dil ka soona saaz taranaaa
ooooooooooooo oooooooo kaise samjhayen tujhe sun mitva kaise samjhayen tujhe sun mitva dil ka to kya haal hai oo kar diya behaal hai tu hi tu nazar aaye charon disha tu hi tu nazar aaye charon disha dil ka to kya haal hai haaye kar diya behaal hai pehli mohhabbat ka ye pyaara sa ehsaas hai tu jo mere paas hai to saara jahaan paas hai pehli mohhabbat ka ye pyaara sa ehsaas hai tu jo mere paas hai to saara jahaan paas hai man mein tu hi hai tan mein tu hi hai dil ki har dhadkan mein tu hi hai kar diya be haal hai kaise samjhayen tujhe sun mitva kaise samjhayen tujhe sun mitva dil ka to kya haal hai oo kar diya behaal hai dil ka to kya haal hai oo kar diya behaal hai oooooooooo oooooooooo aao banaa lein hum tum pyaar ka aisa jahaan khushiyaan hi khushiyaan jahaan hon na ho ghamon ke nishan aao banaa lein hum tum pyaar ka aisa jahaan khushiyaan hi khushiyaan jahaan hon na ho ghamon ke nishan saans mein tu har aas mein tu hai jeevan ki har pyaas mein tu hai kar diya
hmmm hmmm hmmmm hmmmmm dil kaa dard niraala dil kaa dard niraala kisko sunaun koi nahin hai aaj samajhne wala kisko sunaun koi nahin hai aaj samajhne wala dil kaa dard niraala dil kaa dard niraala khilte huye ek phool ko jaise apni mahek maloom naa ho jalte huye ek deep ko jaise apni chamak maloom naa ho khilte huye ek phool ko jaise apni mahek maloom naa ho jalte huy e ek deep ko jaise apni chamak maloom naa ho dil mein yun hi tere pyaar kaa tha ek anjana ujiyalaa dil kaa dard niraala dil kaa dard niraala main hoon sanam apradhi tera maut bhi hai manzoor mujhe par woh saza main seh naa sakunga kar de jo tujhse door mujhe main hoon sanam main hoon sanam apradhi tera maut bhi hai manzoor mujhe par woh saza main seh naa sakunga kar de jo tujhse door mujhe dil se bhula de meri khatayen tod de ghum kaa jala dil kaa dard niraala dil kaa dard niraala bikhre huye hum taar to kaise dil ka sunayen saaz koi door ho man ka meet to kaise geet bane aawaaz koi bikhre huye hum
dil kaanton mein uljhaaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai dil kaanton mein uljhaaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai shola shabnam mein lehraaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai dil kaanton mein jaadu sa chalne laga hai mausam badalne laga hai jaadu sa chalne laga hai mausam badalne laga hai lagta hai mere seene se dil baahar nikalne laga hai sheesha patthar se takraaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai dil kaanton mein uljhaaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai dil kaanton mein na paas aane diya hai na door hone diya hai na paas aane diya hai na door hone diya hai na hothon ko hansne diya hai na aankhon ko rone diya hai bada zalim ne tadpaaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai dil kaanton mein uljhaaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai dil kaanton mein aisa sitamgar kaise saiyan bana re na jaane jab tak ho saka ye hamse hum roothe rahe nahin maane yahi gussa ye rang laaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai dil kaanton mein uljhaaya hai ke ek
dil kabhi tumne diya tha ye tumhen yaad rahe dil kabhi tumne diya tha ye tumhen yaad rahe pyaar tumne bhi kiya tha ye tumhen yaad rahe dil kabhi tumne diya tha ye tumhen yaad rahe tumko shayad mere gh
hooo hoooo hoooooo hoooo oooo dil kahe ruk jaa re ruk jaaa yahin pe kahin jo baat iss jagah hai kahin par nahin jo baat jo baat iss jagah hai kahin par nahin dil kahe ruk jaa re ruk jaaa yahin pe kahin jo baat iss jagah hai kahin par nahin ooooo hooooooo parbat upar khidki khole jhaanke sunder bhor chale pawan suhaani nadiyon ke ye raag rasile jharnon ka ye shor bahe jhar jhar paani mad bhara mad bhara samaa ban dhula dhula har kali sukh pale yahaan ras ghula ghula to dil kahe ruk jaa re ruk jaaa yahin pe kahin jo baat iss jagah hai kahin par nahin jo baat jo baat iss jagah hai kahin par nahin neeli neeli jheel mein jhalke neel gagan ka roop bahe rang ke dhaare unche unche ped ghanere chhanti jinse dhoop khade baanh pasaare champai champai fizaa din khila khila daali daali chidiyon ki sadaa sur mila mila to dil kahe ruk jaa re ruk jaaa yahin pe kahin jo baat iss jagah hai kahin par nahin jo baat jo baat iss jagah hai kahin par nahin pariyon ke ye jamghat jinke
iss saadgi pe kaun na mar jaaye aye khuda iss saadgi pe kaun na mar jaaye aye khuda ladte hain aur haath mein talwaar bhi nahin ye aur baat milne ka waada nahin kiya ye aur baat milne ka waada nahin kiya waise to unke honthon par inkaar bhi nahin dil kaise tod dete hain samjha diya ke yoon dil kaise tod dete hain samjha diya ke yoon patthar ko usne sheeshe se takra diya ke yoon dil kaise tod dete hain samjha diya ke yoon poochha ke chaand din mein nikalta hai kiss tarah poochha ke chaand din mein nikalta hai kiss tarah poochha ke chaand din mein nikalta hai kiss tarah aanchal ko usne chehre se sarka diya ke yoon aanchal ko usne chehre se sarka diya ke yoon patthar ko usne sheeshe se takra diya ke yoon dil kaise tod dete hain samjha diya ke yoon poochha ghataayein dhoop mein chhaati hain kiss tarah poochha ghataayein dhoop mein chhaati hain kiss tarah poochha ghataayein dhoop mein chhaati hain kiss tarah usne hawa mein zulfon ko lehra diya ke yoon usne hawa mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Jo Na Keh Saka (Female) Bheegi Raat (1965) 04:43 36052
 
Poster of Bheegi Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:43   Song Number : 36052   

Dil Ka Bhanwar Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:40 20359
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:40   Song Number : 20359   

Dil Ka Dard Na Jane Naujawan (1951) 04:12 13840
 
Poster of Naujawan (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 04:12   Song Number : 13840   

Dil Ka Diya Jala ke Gaya Aakash Deep (1965) 03:37 12627
 
Poster of Aakash Deep (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:37   Song Number : 12627   

Dil Ka Haal Sune Dil Waala Shree 420 (1955) 04:55 20360
 
Poster of Shree 420 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 04:55   Song Number : 20360   

Dil Ka Khilona Haaye Goonj Uthi Shehnai (1959) 04:13 21319
 
Poster of Goonj Uthi Shehnai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Amita
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:13   Song Number : 21319   

Dil Ka Lagaana Bhool Gaye Parchhain (1952) 03:06 15730
 
Poster of Parchhain (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Noor Lakhnavi
On Screen Actors- 
Sandhya, V Shanta Ram
Duration : 03:06   Song Number : 15730   

Dil Ka Lagaana Iss Duniya Mein Smuggler (1966) 05:14 13200
 
Poster of Smuggler (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Ganesh
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 05:14   Song Number : 13200   

Dil Ka Lena Dena Humne Chhoda Maryada (1971) 04:32 16274
 
Poster of Maryada (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Helen
Duration : 04:32   Song Number : 16274   

Dil Ka Mizaaj Ishqiya Dedh Ishqiya (2014) 06:19 39667
 
Poster of Dedh Ishqiya (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Duration : 06:19   Song Number : 39667   

Dil Ka Na Karna Halaku (1956) 04:52 13306
 
Poster of Halaku (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Helen
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:52   Song Number : 13306   

Dil Ka Nazrana Le Chalaak (1973) 05:13 12957
 
Poster of Chalaak (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ganesh
On Screen Actors- 
Kiran Kumar, Radha Saluja
Duration : 05:13   Song Number : 12957   

Dil Ka Rishta Anjane Mein (1978) 05:11 40484
 
Poster of Anjane Mein (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Kapoor
Duration : 05:11   Song Number : 40484   

Dil Ka Soona Saaz Ek Nari Do Roop (1973) 04:37 16436
 
Poster of Ek Nari Do Roop (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ganesh
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha
Duration : 04:37   Song Number : 16436   

Dil Ka To Kya Haal Hai Nitin Mukesh & Anuradha Paudwal 06:18 40210
 
Poster of Nitin Mukesh & Anuradha Paudwal
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Arun Bhairav
Music Director- 
Vaishnav Deva
Duration : 06:18   Song Number : 40210   

Dil Kaa Dard Niraala Kaise Kahoon (1964) 06:00 36787
 
Poster of Kaise Kahoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Sachin Dev Verma
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Nanda
Duration : 06:00   Song Number : 36787   

Dil Kaanton Mein Uljhaaya Hai Barood (1976) 04:36 38071
 
Poster of Barood (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shoma Anand, Rishi Kapoor
Duration : 04:36   Song Number : 38071   

Dil Kabhi Tumne Diya Tha Rocky Mera Naam (1973) 05:03 20414
 
Poster of Rocky Mera Naam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:03   Song Number : 20414   

Dil Kahe Ruk Ja Re Man Ki Ankhen (1970) 06:08 20361
 
Poster of Man Ki Ankhen (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 06:08   Song Number : 20361   

Dil Kaise Tod Dete Hain Pankaj Udhas 08:58 18492
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 08:58   Song Number : 18492