Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm dil aisa kisi ne mera toda barbadi ki taraf aisa moda dil aisa kisi ne mera toda barbadi ki taraf aisa moda ek bhale manush ko amanush bana ke chhoda dil aisa kisi ne mera toda barbadi ki taraf aisa moda saagar kitna mere paas hai mere jeevan mein phir bhi pyaas hai saagar kitna mere paas hai mere jeevan mein phir bhi pyaas hai hai pyaas badi jeevan thoda amanush bana ke chhoda dil aisa kisi ne mera toda barbadi ki taraf aisa moda kehten hain ye duniya ke raaste koi manzil nahin tere waaste kehten hain ye duniya ke raaste koi manzil nahin tere waaste nakamiyon se naataa mera joda amanush bana ke chhoda dil aisa kisi ne mera toda barbadi ki taraf aisa moda dooba suraj phir se nikale rehta nahin hai andhera mera suraj aisa rootha dekha na maine savera ujaalon ne saath mera chhoda amanush bana ke chhoda dil aisa kisi ne mera toda barbadi ki taraf aisa moda
dil aise naa samjhna ke tu hai akela mushkil mod sahi hum rahe the kabhi na kabhi yahaan par thodi der aur sahi iss pal aayen hain phir kab jaayenge kehne sunne aaye the samjh ke jaayengeeee mera naa koi hai pata iss jagah par yun to hai mera ye jahaan laaya kya maine kab mera hai yahaan par shaayad ho pehle se basta basas yahaan agar bhi thehra hai abhi kehkashaan par phaila hai dekho yahaan wahaaaaan mil ke barastaa ye chala hai jahaan par issi ki marzi hai ho tum aur hum bhi yahaan jab nahin tha jahaan tab se hi koi yahaan to dil kyun na mil ke rahen waqt rahe naa sadaa yun guzar jaayega dil ek saaye mein mil reh jaayengi yaaden do baaten jab chala jaayega chala jaayega sunne waale ne kehne waale ko wo baaten sunaayi samjhane waalon ko taare bhi kaise timtimaate raaton mein koi naa tanha hai wahaan chale hi jaate hain ye dil ko lubhaa ke inhin ke jaate hi aaye savera yahaan dil aise naa samjhna ke tu hai akela mushkil mod nahin
dil akhir dil hai dil akhir dil hai kis ko sunayen haal e dil haal e dil dil akhir dil hai dil akhir dil hai kis ko sunayen haal e dil haal e dil dil akhir dil hai nazuk to tha ye aina socha na tha lekin kabhi kuchh iss tarha todegi dil bus ek nazar ki berukhi kis ko sunayen haal e dil haal e dil dil akhir dil hai dil akhir dil hai patthar kaho sheesha kaho chaahe koi bhi naam do ye pyaar ke kabil nahin dil ko na ye ilzaam do kis ko sunayen haal e dil haal e dil dil akhir dil hai dil akhir dil hai gul bhi khile ghulshan khila harsu huyi rangeen fiza ae kaash ye poochhe koi veeraan kyun hai dil mera kis ko sunayen haal e dil haal e dil dil akhir dil hai dil akhir dil hai kis ko sunayen haal e dil haal e dil dil akhir dil hai dil akhir dil hai
dil apna aur preet paraayi kisne hai ye reet banaayi aandhi mein ek deep jalaaya aur paani mein aag lagaayi dil apna aur preet paraayi kisne hai ye reet banaayi dil apna hai dard aisa ke sehna hai mushkil duniya waalon se kehna hai mushkil ghir ke aaya hai tufaan aisa bach ke saahil pe rehna hai mushkil ghir ke aaya hai tufaan aisa bach ke saahil pe rehna hai mushkil dil apna aur preet paraayi kisne hai ye reet banaayi aandhi mein ek deep jalaaya aur paani mein aag lagaayi dil apna dil ko sambhala na daaman bachaya faili jab aag tab hosh aaya ghum ke maare pukaare kise hum humse bichhda humara hi saaya ghum ke maare pukaare kise hum humse bichhda humara hi saaya dil apna aur preet paraayi kisne hai ye reet banaayi aandhi mein ek deep jalaaya aur paani mein aag lagaayi dil apna
dil beqaraar sa hai hum ko khumaar sa hai jab se tumhen dekha sanam dil beqaraar sa hai hum ko khumaar sa hai jab se tumhen dekha sanam dil beqaraar sa hai jab tak nighahon se teri dil ki mulaaqaten naa thi jeene ko jeete the magar ye rang ye baaten naa thi ab humne jaana baat kya hai inn nighaahon ki kasam dil beqaraar sa hai hum ko khumaar sa hai jab se tumhen dekha sanam dil beqaraar sa hai jitne huye hum se khafaa utne hi tum pyaare huye hum to isi andaaz par baithe hain dil haare huye ab humne jaana pyaar kya hai inn adaao ki kasam dil beqaraar sa hai hum ko khumaar sa hai jab se tumhen dekha sanam dil beqaraar sa hai hum ko khumaar sa hai jab se tumhen dekha sanam dil beqaraar sa hai
aaaa haa haaa haaa haaa aaaa oooo oooo hoooo hmm hmmm hmmm dil beqaraar saa hai humko khumaar saa hai jab se tumhen dekha sanam dil beqaraar saa hai humko khumaar saa hai jab se tumhen dekha sanam dil beqaraar saa hai mausam nashen mein choor hai kuchh pee ke aayi hai ghata bas kuchh naa poochhoo aaj kya paigaam laayi hai ghataa ab maine jaana pyaar kya hai teri zulfon ki kasam dil beqaraar saa hai humko khumaar saa hai jab se tumhen dekha sanam haaye dil beqaraar saa hai haathon mein aanchal thaam ke ye sar jhukaane ki adaa deewana kar degi mujhe yun muskuraane ki adaa haaye ab maine jaana pyaar kya hai teri zulfon ki kasam dil beqaraar saa hai humko khumaar saa hai jab se tumhen dekha sanam dil beqaraar saa hai humko khumaar saa hai jab se tumhen dekha sanam dil beqaraar saa hai
tum ko apniiii zindagi kaa aasraa samjhe the hum bewafaa nikle ho tum kab bewafaa samjhe the hum dil beqraar hai mera dil beqaraar hai uss beqadar kaa teer mere dil ke paar hai samjhe huye the hum jise ulfat ki chaand raat ulfat ki chaand raat hum ko jala rahi hai uss bewafaa ki baat bigde huye bigde huye naseeb pe kya ikhtiyaar hai dil beqraar hai mera dil beqaraar hai duniyaa ke saath saath ab wo bhi badal gaye wo bhi badal gaye aankhon se aansunon ke janaaje nikal gaye aankhon se aansunon ke janaaje nikal gaye taqdeer ki taqdeer ki nazar lagi har phool haar hai dil beqraar hai mera dil beqaraar hai uss beqadar kaa teer mere dil ke paar hai
dil chahe kisi se pyaar karun dil chahe kisi se pyaar karun phir sochun woh beiman to nahin dil chahe kisi sang bhaag chalun dil chahe kisi sang bhaag chalun phir sochun main nadaan to nahin dil chahe kisi se pyaar karun phir sochun woh beiman to nahin kore kagaz pe haan likh dun main uske naam ye jaan likh dun kore kagaz pe haan likh dun main uske naam ye jaan likh dun jo bole yaar jahan likh dun hooo dil chahe ye dil ka sauda karun dil chahe ye dil ka sauda karun phir sochun kuchh nuksan to nahin dil chahe kisi se pyaar karun phir sochun woh beiman to nahin chunari main zara si chunari main zara si sarka dun uss zulmi ka uss zulmi ka dil dhadka dun phansi pe use main latka dun dil chahe kisi ki jaan le lun dil chahe kisi ki jaan le lun phir sochun wo meri jaan to nahin dil chahe kisi se pyaar karun phir sochun woh beiman to nahin dil chahe kisi sang bhaag chalun phir sochun main nadaan to nahin woh beiman to nahin ho main nadaan to nahin
dil cheez hai kya jaana ye jaan bhi tumhari hai dil cheez hai kya jaana ye jaan bhi tumhari hai teri baahon mein dam nikle teri baahon mein dam nikle hasrat ye humari hai dil cheez hai kya jaana ye jaan bhi tumhari hai roti hoon tadapti hoon katti hi nahin zaalim roti hoon tadapti hoon katti hi nahin zaalim roti hoon tadapti hoon katti hi nahin zaalim roti hoon tadapti hoon katti hi nahin zaalim ik raat judaai ki ik raat judaai ki sau raat se bhaari hai dil cheez hai kya jaana ye jaan bhi tumhari hai phoolon ki kadar poochho uss dard ke maare se phoolon ki kadar poochho uss dard ke maare se phoolon ki kadar poochho uss dard ke maare se phoolon ki kadar poochho uss dard ke maare se jiss shaks ne kaanton pe jiss shaks ne kaanton pe ik umr guzaari hai dil cheez hai kya jaana ye jaan bhi tumhari hai ghum ishq muhabbat ke chalo poochh le saadiq se ghum ishq muhabbat ke chalo poochh le saadiq se ghum ishq muhabbat ke chalo poochh le saadiq se ghum ishq muhabbat ke chalo
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye bas ek baar mera kahaa bas ek baar mera kahaa maan lijiye bas ek baar mera kahaa maan lijiye dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye iss anjuman mein aap ko iss anjuman mein aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa iss anjuman mein aap ko iss anjuman mein aap ko aana hai baar baar aana hai baar baar deewaro dar ko gaur se deewaro dar ko gaur se pehchaan lijiye deewaro dar ko gaur se pehchaan lijiye dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye maana ke doston ko nahin dostoooon doston ko nahin maana ke doston ko nahin dosti ka paas lekin ye kya ke gair ka lekin ye kya ke gair ka ehsaan lijiye lekin ye kya ke gair ka ehsaan lijiye dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye kahiye to kahiye to aasmaaaaan ko kahiye to aasmaan ko zameen par utaar laayen mushkil nahin hai kuchh bhi mushkil nahin hai kuchh bhi agar thaan lijiye mushkil nahin hai kuchh bhi agar thaan lijiye
chhed koi aisa nagma geeton mein zamana kho jaaye dil chhed koi aisa nagma ye aah meri duniyaa ke liye ye aah meri duniyaa ke liye khushiyon ka tarana ho jaaye dil chhed koi aisa nagma aawaz mere toote dil ki duniyaa ke dilon ko tadpa de aawaz mere toote dil ki duniyaa ke dilon ko tadpa de pather ka jigar bhi sun ke jise ik baar to paani ho jaaye dil chhed koi aisa nagma hai jisne humen ye dard diya hai jisne humen ye dard diya hum usko duyaaen dete hain ye dard dawaa ban jaayega ik din jo puraana ho jaaye dil chhed koi aisa nagma hai tujhko kasam aye dil ki jalan aankhon mein naa aansun aa jaayen hai tujhko kasam aye dil ki jalan aankhon mein naa aansun aa jaayen aisa na ho tere rone se mehfil mein tamasha ho jaaye dil chhed koi aisa nagma geeton mein zamana kho jaaye dil chhed koi aisa nagma
dil chheena chain churaaya dil chheena chain churaaya waah dhongi khoob taine dhong rachaaya waah dhongi khoob taine dhong rachaaya haa dil chheena chain churaaya haa dil chheena chain churaaya haa waah dhongi khoob taine dhong rachaaya haa waah dhongi khoob taine dhong rachaaya haye raam kiya naam badnaam subah shaam aise munh fer lena yaaron ko dhokha dena mushkil hai ye bada kaam haye raam kiya naam badnaam subah shaam papapa pa pa pa pa papapapa papapa aise mauke lena yaaron ko dhokha dena mushkil hai ye bada kaam haye raam kiya naam badnaam subah shaam badli badli teri nazren kehti hain tere dil ka fasaana rang badla roop banaaya rang badla roop banaaya waah dhongi khoob taine dhong rachaaya haa waah dhongi khoob taine dhong rachaaya haye raam kiya naam badnaam subah shaam maine pehchaan liya keh de bas maan liya sar pe na le ilzaam haye raam kiya naam badnaam subah shaam papapa pa pa pa pa papapapa papapa maine pehchaan liya keh de bas maan liya sar pe na le
mere dilbar mere jaanam maine tumse pyaar kiyaa re bechaini badhati jaati hai toone kaisaa dard diyaa re maine pyaar tumhin se kiyaa re maine pyaar tumhin se kiyaa dil churaa liyaa dil churaa liyaa dil churaa liyaa dil churaa liyaa teri pehli nazar ne meraa chaen churaayaa teraa khaab jo aayaa raaton ko jagaayaa teri pyaas ko maine honthon pe sajaayaa chaahat kaisi hai toone mujhko bataayaa dil churaa liyaa dil churaa liyaa dil churaa liyaa dil churaa liyaa paanw zamin pe padte nahin ab main udne lagi hoon kushboo ban ke bikhari padi hai teri zulfein aaj fizaa mein toone jaadoo ye kaisaa kiyaa re toone jaadoo ye kaisaa kiyaa dil churaa liyaa dil churaa liyaa dil churaa liyaa dil churaa liyaa teri in baanhon mein mujhko ab to jeenaa marnaa hai soch liyaa hai had se ziyaadaa ab ishq tujhe karnaa hai maine maana tujhe hi piyaa re maine maana tujhe hi piyaa dil churaa liyaa dil churaa liyaa dil churaa liyaa dil churaa liyaa teri pehli nazar ne meraa chaen churaayaa
dil de kar dard liya maine maine maine dil de kar dard liya maine maine maine tere naam ki khaatir sajni apne ko badnaam kiya maine dil de kar dard liya teri khushi mein khushi hai merii teri hansi ab hansi hai meri teri khushi mein khushi hai merii teri hansi ab hansi hai meri yahi soch kar aansoo piya hai aansoo piya maine dil de kar dard liya mere gagan par chamke the jo taare tere ghar ke deep bane deep bane hain saare mere gagan par chamke the jo taare tere ghar ke deep bane deep bane hain saare apni duniyaa ko lutake mehfil ko teri basa ke apni duniyaa ko lutake mehfil ko teri basa ke apna haal badal diya hai badal diya maine dil de kar dard liya maine maine maine
dil de ke sanam tumhen pachhtaaye hum mil gaya ghum hi ghum aur khushi naa mili jahaan hum aur tum mil ke ho jaayen gum wo muhabbat bhari zindagi naa mili dil ko naahak muhabbat ka josh aa gaya dil ko naahak muhabbat ka josh aa gayaaaaa josh aa gaya bewafaa tumko paaya to hosh aa gayaa hosh aa gaya meri kismat mein tha haaye andhera likha chaand to mil gaya chandani naa mili dil de ke sanam tumhen pachhtaaye hum mil gaya ghum hi ghum aur khushi naa mili ghum ke baadal hain iss dil pe chhaaye huye ghum ke baadal hain iss dil pe chhaaye huye chhaaye huye meri aankhon mein aansoon hain aaye huye aaye huye mujhe dhoka diya mere dil ne ye kya ashq to mil gaye aur hansi na mili dil de ke sanam tumhen pachhtaaye hum mil gaya ghum hi ghum aur khushi naa mili
o hooo lala lala lala lala lala hmm hmm hmm hmm hmm o hoo hoo oooo dil deewaana bin sajna ke maane naa dil deewaana bin sajna ke maane naa ye pagla hai samjhaane se samjhe naa ye pagla hai samjhaane se samjhe naa dhak dhak bole itt utt dole din rainaa ye pagla hai samjhaane se samjhe naa ye pagla hai samjhaane se samjhe naa duniyaa maange apni muraaden main to maangun saajan hoo hoo hoo hoooo oooooo duniyaa maange apni muraaden main to maangun saajan rahe salaamat mera sajnaa aur sajnaa kaa aangan iss ke siva dil rabb se kuchh bhi chaahe naaaa ye pagla hai samjhaane se samjhe naa ye pagla hai samjhaane se samjhe naa o hooo o hoo ooooo oooooo o hooo o hoo hooo hooo hoooooo jee ye chaahe bana ke aanchal tumko lapetun tann pe hoo hoo hoo hoooo oooooo jee ye chaahe bana ke aanchal tumko lapetun tann pe kabhi ye sochun main udd jaaun tumko liye gagan pe aur bhi kuchh hai dil ke iraade kya kehnaaa ye pagla hai samjhaane se samjhe naa ye pagla hai samjhaane se samjhe naa
dil deewana bin sajnaa ke maane naa dil deewana bin sajnaa ke maane naa ye pagla hai samjhane se samjhe naa ye pagla hai samjhane se samjhe naa dhak dhak bole itt utt dole din rainaa ye pagla hai samjhane se samjhe naa ye pagla hai samjhane se samjhe naa dard e judaai kya hota hai tum jaano main jaanun hoooo hoooo hooo hoooo hoooo oooo dard e judaai kya hota hai tum jaano main jaanun pyaar bulaaye duniyaa roke kiss ka kehna maanun tum se mile bin dil ko kuchh bhi soojhe naaaa ye pagla hai samjhane se samjhe naa ye pagla hai samjhane se samjhe naa ooooo hooooo hooo hoooo hooo hooo hooo hooo ooooo hooooo hooo hoooo hooo hooo hooo hooo ban ke lahoo nas nas mein muhabbat duade aur pukaare hoooo hoooo hoooo hoooo hoooo ooooo ban ke lahoo nas nas mein muhabbat duade aur pukaare pyaar mein sab kuchh haar diya par himmat kaise haare keh do duniyaa dil ka rasta roke naaaa ye pagla hai samjhane se samjhe naa ye pagla hai samjhane se samjhe naa dil deewana bin sajnaa ke maane
dil deewana dil mastana mane na lagi bujhana bura zamana jane na soona soona pehlu hai dildar kahan bheegi bheegi raaton ka woh pyaar kahan ho oo ooo ho oo ooo dil deewana dil mastana mane na lagi bujhana bura zamana jane na soona soona pehlu hai dildar kahan bheegi bheegi raaton ka woh pyaar kahan ho oo ooo ho oo ooo raste mein teri meri pehli mulaqaat huyi ankhiyon se ankhiyon ki woh jo ek baat huyi raste mein teri meri pehli mulaqaat huyi ankhiyon se ankhiyon ki woh jo ek baat huyi hoooo ussi meethi baat se ye dil aabaad hai ussi meethi baat se ye dil aabaad hai hooo ooooooooooo pyaar ka jo dukh uthaya apna hi kusoor hai tera koi dosh nahin dil majboor hai pyaar ka jo dukh uthaya apna hi kusoor hai tera koi dosh nahin dil majboor hai hooo apna jahan to apne hathon barbaad hai apna jahan to apne hathon barbaad hai ho oo oo oo dil deewana dil mastana mane na lagi bujhana bura zamana jane na soona soona pehlu hai dildar kahan bheegi bheegi raaton ka woh pyaar kahan
dil deewana ye kahe teri baahon mein rahe o sajnaaa shaam suhaani ye kahe iss dil mein tu rahe hamesha ye dil ye aye aye aye aye haaa haaa haaa hmmm hmmm hmmm ye aye aye aye aye haaa haaa haaa dil deewana ye kahe teri baahon mein rahe o sajnaaa shaam suhaani ye kahe iss dil mein tu rahe hamesha dil ye aye aye aye aye haaa haaa haaa dil deewana ye kahe teri baahon mein rahe o sajnaaa shaam suhaani ye kahe iss dil mein tu rahe hamesha dil ye aye aye aye aye haaa haaa haaa karte hain tumse pyaar kitna kaise kahen marr jaayenge tum bin mere sajnaa kaise kahen karte hain tumse pyaar kitna kaise kahen marr jaayenge tum bin mere sajnaa kaise kahen dil deewana ye kahe teri baahon mein rahe o sajnaaa shaam suhaani ye kahe iss dil mein tu rahe hamesha dil deewana ye kahe teri baahon mein rahe o sajnaaa dil ye aye aye aye aye haaa haaa haaa dil ye aye aye aye aye haaa haaa haaa ye aye aye aye aye haaa haaa haaa ye aye aye aye aye haaa haaa haaa tum chaaho dikha den tumko apna
dil deke dekho dil deke dekho dil deke dekho ji dil lene waalon dil dena seekho ji hoo dil lene waalon dil dena seekho ji dil deke dekho dil deke dekho dil deke dekho ji dil lene waalon dil dena seekho ji hooo dil lene waalon dil dena seekho ji poochhoo poochhoo poochhoo parwaane se zara dheere dheere jalne mein kaisa hai mazaa oo poochhoo poochhoo poochhoo parwaane se zara dheere dheere jalne mein kaisa hai mazaa hooo hoooo hooo tum bhi dil de ke jal jaana seekho ji haaa haaa haaa tum bhi dil de ke jal jaana seekho ji kaise dil deke dekho dil deke dekho dil deke dekho ji dil lene waalon dil dena seekho ji hoo dil lene waalon dil dena seekho ji samjho samjho samjho deewane ki zabaan pyaar jo naa hota naa hota ye jahaan oooo samjho samjho samjho deewane ki zabaan pyaar jo naa hota naa hota ye jahaan hooo hoooo hooo tum bhi dil de ke ye gaana seekho ji haaa haaa haaa tum bhi dil de ke ye gaana seekho ji kya dil deke dekho dil deke dekho dil deke dekho ji dil lene
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Aisa Kisi Ne Mera Toda Amanush (1975) 05:04 20345
 
Poster of Amanush (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shyamal Mitra
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Uttam Kumar
Duration : 05:04   Song Number : 20345   

Dil Aise Naa Samjhna Lucky Ali 05:24 16795
 
Poster of Lucky Ali
 
Category
Indipop
Lyricist
Aslam Noor
Music Director- 
Lucky Ali
Singer- 
Lucky Ali
Duration : 05:24   Song Number : 16795   

Dil Akhir Dil Hai Dil Akhir Dil Hai (1982) 04:38 18348
 
Poster of Dil Akhir Dil Hai (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anil Mohile
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi
Duration : 04:38   Song Number : 18348   

Dil Apna Aur Preet Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 04:03 20346
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal, Hinch
Duration : 04:03   Song Number : 20346   

Dil Beqaraar (Female) Ishaara (1964) 03:11 13379
 
Poster of Ishaara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Dilip Sen
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Vyjayanthimala
Duration : 03:11   Song Number : 13379   

Dil Beqaraar (Male) Ishaara (1964) 03:39 13378
 
Poster of Ishaara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Dilip Sen
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:39   Song Number : 13378   

Dil Beqarar Hai Nagina (1951) 03:04 31558
 
Poster of Nagina (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nutan, Hira Lal
Duration : 03:04   Song Number : 31558   

Dil Chahe Kisi Se Deewana Mastana (1997) 03:40 33043
 
Poster of Deewana Mastana (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Juhi Chawla
Duration : 03:40   Song Number : 33043   

Dil Cheez Bally Sagoo 06:45 16869
 
Poster of Bally Sagoo
 
Category
Indipop
Singer- 
Bally Sagoo
Duration : 06:45   Song Number : 16869   

Dil Cheez Kya Umrao Jaan (1981) 06:13 14378
 
Poster of Umrao Jaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 06:13   Song Number : 14378   

Dil Chhed Koi Aisa Nagma Inspector (1956) 03:22 16445
 
Poster of Inspector (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:22   Song Number : 16445   

Dil Chheena Chain Churaaya Dhongee (1979) 04:20 39609
 
Poster of Dhongee (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Neetu Singh
Duration : 04:20   Song Number : 39609   

Dil Chura Liya Qayamat (City Under Threat) (2003) 06:09 18613
 
Poster of Qayamat (City Under Threat) (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan, Ranjeet Barot
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Neha Dhupia
Duration : 06:09   Song Number : 18613   

Dil De Kar Dard Liya Maine Jagmohan Sursagar 03:07 37159
 
Poster of Jagmohan Sursagar
 
Category
Hindi Non Film
Duration : 03:07   Song Number : 37159   

Dil De Ke Sanam Amber (1952) 03:18 12651
 
Poster of Amber (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:18   Song Number : 12651   

Dil Deewaana Bin Sajna Ke Maane Naa Maine Pyar Kiya (1989) 05:53 20347
 
Poster of Maine Pyar Kiya (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Salman Khan
Duration : 05:53   Song Number : 20347   

Dil Deewana (Male) Maine Pyar Kiya (1989) 05:22 13663
 
Poster of Maine Pyar Kiya (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bhagya Shri
Duration : 05:22   Song Number : 13663   

Dil Deewana Dil Mastana Mane Na Aawaz (1956) 03:25 35925
 
Poster of Aawaz (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Ziya Sarhadi
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Usha Kiran
Duration : 03:25   Song Number : 35925   

Dil Deewana Ye Kahe Anamika 04:45 10696
 
Poster of Anamika
 
Category
Indipop
Lyricist
Anamika
Music Director- 
Julius Packiam
Singer- 
Anamika
Duration : 04:45   Song Number : 10696   

Dil Deke Dekho Dil Deke Dekho (1959) 04:17 12167
 
Poster of Dil Deke Dekho (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 04:17   Song Number : 12167