MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aansoo thi meri zindagi aankhon ne jo baha diya roti hai mujhpe bekasi hasraton ne mita diya hasraton ne mita diya mil ke bichhad gaye ho tum ban ke bigad gaye hain hum ban ke bigad gaye hain hum apni khushi ke waaste tumne humen mitaa diya tumne humen mitaa diya sun ke koi kahega kya toote dilon ka maajra toote dilon ka maajra roya hai phoot phoot kar humne jise suna diya humne jise suna diya wo jo tumhara pyaar tha maut ki neend so gaya maut ki neend so gaya ab usse dhoondhte ho kya khaak mein jab mila diya khaak mein jab mila diya meri khushi bhi chheen li hans ke mujhe rula diya hans ke mujhe rula diya tum to mera naseeb the tumne mujhe ye kya diya tumne mujhe ye kya diya
aansoo to nahin hain aankhon mein pehlu mein magar dil jalta hai dil jalta hai boondon pe lahu hai hasrat ka aara sa jigar par chalta hai dil jaltaa hai jaag uthta hai jab ghum kya kahiye jaag uthta hai jab ghum us waqt ka aalam kya kahiye us waqt ka aalam kya kahiye jis raat gaye dheere dheere jab koi kaleja malta hai dil jaltaa hai aye dard e jigar ye baat hai kya ye baat hai kya ye aakhri apni raat hai kya ye aakhri apni raat hai kya hoti hai kasak har dhadkan mein har saans mein khanjar chalta hai dil jaltaa hai hum haar gaye hain tere ghum se hum haar gaye dekha hi nahin jaata humse dekha hi nahin jaata humse jalta hai patanga jab koi aur shamma ka aansoo dhalta hai dil jaltaa hai
aansuon ko thaam le sabr se jo kaam le aafaton se na dare mushkilon ko hal kare apne man ki jiske haath mein lagaam hai aadmi usika naam hai aadmi usika naam hai ho oo aansuon ko thaam le sabr se jo kaam le aafaton se na dare mushkilon ko hal kare apne man ki jiske haath mein lagaam hai aadmi usika naam hai ho oo aadmi usika naam hai besahaara hoke bhi sahaara dhoondh le besahaara hoke bhi sahaara dhoondh le cheer ke bhanwar ko jo kinaara dhoondh le zindagi sangraam hai sangraam mein laga rahe phal ki aasha chhod ke jo kaam mein laga rahe aaram jiske waaste sada haraam hai aadmi usika naam hai ho oo aadmi usika naam hai yeh zamaana chaahe jiske haathon mein na haath de yeh zamaana chaahe jiske haathon mein na haath de khud ba khud hi chal pade agar koi na saath de waqt se dare nahin kya kehna uski shaan ke waqt ka muqaabla kare jo seenaa taan ke jiski har ek saans deti pyaar ka paighaam hai aadmi usika naam hai aadmi usika naam hai ho oo aansuon ko thaam le sabr se
kya jaano tum bin thi kya dil ko beqarari mehfil ki mehfil ki deewaani si tumhari chain aaya jab dekhi ye surat pyari pyari aao aao jane jahan aao aao jane jahan dil ne dhundha tumhe kahan kahan aao hum bhi aaye hain baahon ke haar le ke hothon pe ek nagma aankhon mein pyaar le ke iss dil ke sheeshe mein tasveer e yaar le ke aao aao jane jahan dil ne dhundha tumhe kahan kahaaan aao aao jane jahan ulfat hai ya kyaa hai kuchh kam hai dil ki uljhan pehle thi khoyi si ab chanchal hai ye chitwan tum chhu lo kuchh aise lehraye mera tan mann aao aao jane jahan dil ne dhundha tumhe kahan kahaaan aao aao jane jahan
teee ree leee leee lunnnn tere leee leee leee teeeereee leeeeee teereee leeeee leee luunnnnn uuuuu uuuuuuu teeeereeee leeee leeeeee teeeeereeee leeeee leeeee waanga waanga hoooo oooo ooooo ooooo aaooo aaooo sooni re sajariyaaaaa saanwariya saanwariya haaye aao aao aao saanwariya haan saanwariya haaye aao aao aao saanwariya tu kya jaane piya jale mora jiya tu kya jaane piya piya piyaaa piya reeee tu kya jaane piyaa tu kya jaane tu kya jaane tu kya jaane tu kya jaane jale mora jiya tu kya jaane tu kya jaane tu kya jaane tu kya jaane piya jale mora jiya mori nazariyaa tori atariyaa ayi yi yo atki re atki re atki ooooo oooo aaaaooo waanga aao saanwariya aaan saanwariya hoye aao aao aao saanwariya jaagun saari ratiyaan sochun tori batiyaan jaagun saari ratiyaan sochun tori batiyaan tori batiyaaan batiyaaaan tori batiyaan haan haan tori batiyaan aji tori batiyaan tori batiyaan tori pa ni nin nin nin nin nin nin nin nin nin nin nin pa ni sa sa sa sa dha dha dha dha dha
aaa aaa ooo oooo aaaa aao aise mohabbat karen aao aise mohabbat karen mar bhi jayen to zinda rahen mar bhi jayen to zinda rahen aao aise mohabbat karen aao aise mohabbat karen mar bhi jayen to zinda rahen mar bhi jayen to zinda rahen phool kahete hain hans kar jeeyo khushbuon ko lutate raho phool kahete hain hans kar jeeyo khushbuon ko lutate raho bulbulon ki tarah ae sanam bulbulon ki tarah ae sanam pyaar ke geet gaate rahen pyaar ke geet gaate rahen zindagi hai wahi zindagi jo mohabbat mein doobi rahi zindagi hai wahi zindagi jo mohabbat mein doobi rahi ho na paye juda ae sanam ho na paye juda ae sanam aao hum aaj aise milen aao hum aaj aise milen aaa aaa ooo oooo aaaa kasht karta rahen asmaan naaz hum par kare do jahan kasht karta rahen asmaan naaz hum par kare do jahan daastanen humari sanam daastanen humari sanam mehfilon mein hamesha rahen mehfilon mein hamesha rahen daastanen humari sanam mehfilon mein hamesha rahen mehfilon mein hamesha rahen aao aise
aao bachchon tumhen dikhaayen jhaanki hindustaan ki iss mitti se tilak karo ye dharti hai balidaan ki aao bachchon tumhen dikhaayen jhaanki hindustaan ki iss mitti se tilak karo ye dharti hai balidaan ki ye hai apna raajputana naaz ise talwaaron pe isne saara jeevan kaata barchhi teer karaaton pe ye prataap ka watan pala hai aazaadi ke naaron pe kood padi thi yahaan hazaaron padminiyaan angaaron pe bol rahi hai kan kan se qurbaani raajasthaan ki iss mitti se tilak karo ye dharti hai balidaan ki dekho mulk maraaton kaa ye yahaan shivaaji dola tha mughlon ki taaqat ko jisne talwaaron pe tola tha har parvat pe aag jali thi har pathar ek shola tha boli har har mahadev ki bachchaa bachchaa bola tha gher shivaaji ne rakhi thi laaj humari shaan ki iss mitti se tilak karo ye dharti hai balidaan ki jaliyaan waalon baag ye dekho yahin chali thi goliyaan ye mat poochhoo kisne kheli yahaan khoon ki holiyaan ek taraf bandooke dan dan ek taraf thi doliyaan marne waale bol rahe
hum se roshan hai chaand aur taare hum ko daaman samajhayie gairat ka uth gaye hum agar zamaane se naam mit jaayega muhabbat ka dil hai naazuk kali se phoolon se ye na toote khayaal rakhiyega aur agar aapse ye toot gaya jaaneja itna hi samjhiyega phir koi baanwari muhabbat ki apni zulfein nahin sanwaaregi aarti phir kisi kanhaiya ki koi raadha nahin utaaregi aao huzoor tum ko sitaaron mein le chaloon dil jhoom jaaye aisi bahaaron mein le chaloon aao huzoor tum ko sitaaron mein le chaloon dil jhoom jaaye aisi bahaaron mein le chaloon aao huzoor aao hamraaz hum khayaal to ho hum nazar bano tay hoga zindagi ka safar hamsafar bano hamraaz hum khayaal to ho hum nazar bano tay hoga zindagi ka safar hamsafar bano aa haa haa aa aa oo oo o o o o haa haa aa ha ha aa haa haa chaahat ke ujle ujle nazaaron mein le chaloon dil jhoom jaaye aisi bahaaron mein le chaloon aao huzoor aao likh do likh do kitaabe dil pe koi aisi daastaan jiski misaal de na sake saaton aasmaan likh do
waadiyon mein kho jaayen hum tum aao inn waadiyon mein kho jaayen hum tum hum tum ye sama hai suhaana haanji haanji suhaana ho jaayen gumsum ho ho ho waadiyon mein kho jaayen hum tum aao inn waadiyon mein kho jaayen hum tum hum tum ye sama hai suhaana haanji haanji suhaana ho jaayen gumsum mujhe donon jahaan ki mil gayi hain khushiyaan tum jo mere hum raahi mile dil ka ye chaman phir laga muskuraane armaanon ke hain phool khile sahaara tum hi to ho sahaara haan ji haan tum hi sahaara chalte jaayen hum pyaara ye samaa hai mausam bhi jawaan hai chaaron taraf husn ki daastaan hai mujhe lagta hai jaise humein dekh kar ye laga muskuraane zameen aasmaan hai deewaana pyaar mein hoke deewaana jaise ye saara zamaana apni dhun mein gum haan haan haan waadiyon mein kho jaayen hum tum aao inn waadiyon mein kho jaayen hum tum hum tum ye sama hai suhaana haanji haanji suhaana ho jaayen gum sum haan haan haan waadiyon mein kho jaayen hum tum la la la la la la la la la la la la
heyyyyy heyyyyyy hey hey hey hey aao jhoomen gayein mil ke dhoom machayen hoooo oooo aao jhoomen gayein mil ke dhoom machayen chunn len ghum ke kaante khushiyon ke phool khilayen lal laaaaa lala lala lal lal la la lal lal la lal la lal la lal la la ye mitti chamke aise aaaaaaa aaaaa aaaaa o chamke re sona jaise hooo sundar apna gaanv thandi thandi chhanv gaayen mast hawaayen aao jhoomen gayein mil ke dhoom machayen hoooo oooo aao jhoomen gayein mil ke dhoom machayen aaaaaaa aaaaaaa aaaa kina ki aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaa kina ki aaaaaaa lal laaaaaa lala lala la lala lal laaaaaa lala lala laaaa la lal lal la lal la lal la lal la la ye galiyaan jag se nyaari aaaaaa ye kaliyaan pyaari pyaari hooooo aisi hai ye basti iss basti mein pardesi aaye to naa jaaye aao jhoomen gayein mil ke dhoom machayen hoooo oooo aao jhoomen gayein mil ke dhoom machayen aaaaaaaa lala lala la lala la lal laaaaaa lala lala laaaa la lal lal la lal la lal la lal la la hariyaali tum ye laaye
apnon ko kab hey shyaam apnon ko kab hey shyaam mukh dikhlaaogeeeee aise mein aaye naaa phir kab aaoge ekal bekal panth nihaare ekal bekal panth nihaare tumhre daras ke pyaase tamaam ke din se ho gayi shaaaaam aao kanhaayi mere dhaam ke din se ho gayi shaam ban mein aur basti mein dekha hai chahun ore tab tum se baandhi hai aashaaon ki doooor ab uljhaao yaa suljhaoo ab uljhaao yaa suljhao aan pada hai tum se hi kaam ke din se ho gayi shaaaaam aao kanhaayi mere dhaam ke din se ho gayi shaam iss mann mein aa jaaooo nainon ke patt khooool saanson mein dhadkan mein mohan tumhre booool tum ko nahin to kiss ko pukaarun tum ko nahin to kiss ko pukaarun mujh ko to aave ek hi naam ke din se ho gayi shaaaaam aao kanhaayi mere dhaam ke din se ho gayi shaaaaam aao kanhaayi mere dhaam ke din se ho gayi shaam
aao koi baat karen pyaar ki pyaar ki vyaar ki bahaar ki ab kaahe ko zulfon jaise balkhaye ho are aise kaise tum jaaoge jaaoge jaaoge ye socho to kis mushkil se haath aaye ho are aise kaise tum jaaoge jaaoge jaaoge do pal to thehriye is gore gaal pe til hai ya dil mera chhu kar to dekh loon hmmm honthon ke jaam ko honthon se na sahi aankhon se hi zara pee kar toh dekh loon aisa mouka jaane jahaan aage mile jaane kahaan haaye kaisi shaam hai bahaar ki ab kaahe ko zulfon jaise balkhaye ho are aise kaise tum jaaoge jaaoge jaaoge hmmm thodi si pyaar ki maine ki dillagi tum to ghabra gaye tum bhi kya khoob ho heyyy achchha to lo sanam khata hoon main kasam tum mere pyaar ho mere mehboob ho bura hoon aawaara hoon jaisa bhi hoon tumhaara hoon ab to nazar daalo pyaar ki ab kaahe ko zulfon jaise balkhaye ho are aise kaise tum jaaoge jaaoge jaaoge
hmm hmm hoooo hey hey aao manayen jashn e muhabbat jaam uthaye jaam ke baad shaam se pehle kaun ye soche kya hona hai shaam ke baad aao manayen humari tammna tumhen pyaar karna humen aur karna kya humen aur karna kya muhabbat mein ruswaa huye bhi to kya hai duniyaan se darna kya aage koi ilzaam nahin hai chaahat ke ilzaam ke baad aao manayen jashn e muhabbat jaam uthaye jaam ke baad aao manayen ye aalam hai jaise udaa jaa raha ho tumhen leke baahon mein tumhen leke baahon mein tumhare labon se humare labon tak nahin koi raahon mein kaise koi ab dil ko sambhale itne hasin paigaam ke baad aao manayen jashn e muhabbat jaam uthaye jaam ke baad shaam se pehle kaun ye soche kya hona hai shaam ke baad aao manayen
Aao Mere Paas
bachaao aao mere yaaro aao aao meri jaan bachaao are aao mere yaaro aao aao meri jaan bachaao dekha usse main kho gaya jaane mujhe kya ho gaya aao mere yaaro aao aao meri jaan bachaao are aao mere yaaro aao aao meri jaan bachaao aankhon se jo dekha wo na dekha kabhi khaab mein maano koi bheega hua phool tha sharaab mein aankhon se jo dekha wo na dekha kabhi khaab mein maano koi bheega hua phool tha sharaab mein jiska jawaab nahin uske jawaab mein kis ka main naam lun bataao kis ka main naam lun bataao are aao mere yaaro aao aao meri jaan bachaao band karwa do sab dukaanen bazaar mein jaa ke ye khabar chhapwa do akhbaar mein are band karwa do sab dukaanen bazaar mein jaa ke ye khabar chhapwa do akhbaar mein aaj subah ek aur maara gaya pyaar mein are meri tasveer le jaao meri tasveer le jaao are aao mere yaaro aao aao meri jaan bachaao mera nahin koi aitbaar bhejo kisi ko khat likho nahin nahin taar bhej kisi ko mera nahin koi aitbaar bhejo kisi ko khat likho nahin
aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah ek ho jaayen aaaaaa aaaaaaa ek ho jaayen chalo jaan aur badan ki tarah aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah ek ho jaayen chalo jaan aur badan ki tarah aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah dil ke mandir mein sajaa rakhi hai murat teri mere jeene ki to soorat hai ye soorat teri dil ke mandir mein sajaa rakhi hai murat teri mere jeene ki to soorat hai ye soorat teri raat din saath rahoooooooo raat din saath raho seene mein dhadkan ki tarah aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah ek ho jaayen chalo jaan aur badan ki tarah aao mil jaayen hum sugandh aur suman ki tarah ek jeevan ki khushi tumne di ik ik pal mein bhar diya saare jag ka pyaar mere aanchal mein ek jeevan ki khushi tumne di ik ik pal mein bhar diya saare jag ka pyaar mere aanchal mein pyaar ka ek bhi
jale jale jale diye se jal rahi saari zindagi oooooo jale jale jale diye se jal rahi saari zindagi oooooo nahin bujhe bujhe nahin hawa se bujhe nahin saari zindagi oooooo ek phoonk se miyan sab udd gaya dhuaan woh jo saans ki ik phaans thi woh nikal gayi jo kharaash thi ab seene ki woh khalish gayi beqaraariyan beemaariyan gayin ab to aao jaan meri so bhi jao arey aao na ki jaan gayi jahan gaya kho jao arey aao na ke thak gayi hai zindagi so jao arey aao na ki jaan gayi jahan gaya kho jao arey aao na ke thak gayi hai zindagi so jao na chand na savera andhera hi andhera na chand na savera andhera hi andhera hai roohon ka basera so jao hawa the hawa the hawa hawa the hawa hue baaki to khala hawa the hawa the hawa hawa the hawa hue baaki to khala ooooooo kabhi the to kabhi nahin kabhi dekha bhi nahin baaki to khuda ooooooo yeh kaajal se tha uske fazal se tha bada kaam tha jo zameen par woh to likh diya najabeen par jo guzar gayi woh guzar gayi bewajah yahan na raho
aao naa pyaar kare hum aur tum raaj kare aao aao naa aao naa pyaar kare hum aur tum raaj kare aao aao naa ghum bhulo kaam chhodo aake mere paas raho dukh bhulo kaam chhodo aaoo pal do pal ka mela hai jhoomo gaao aish karo pal do pal ka mela hai aaoo jhoomo naa gaao naa jhoomo naa haaaaaa aao naa pyaar kare hum aur tum raaj kare aao aao naa aao naa pyaar kare hum aur tum raaj kare aao aao naa kuchh din ki hai zindagi darr darr ke jeena kya kuchh din ki hai zindagi aaoo mauj manayenge sabhi chup chup aansoon peena kya mauj manayenge sabhi aaoo jhoomo naa gaao naa jhoomo naa haaoooooo aao naa pyaar kare hum aur tum raaj kare aao aao naa aao naa pyaar kare hum aur tum raaj kare aao aao naa aao naa pyaar kare hum aur tum raaj kare aao aao naa aao naa pyaar kare hum aur tum raaj kare aao aao naa aao naa pyaar kare hum aur tum raaj kare aao aao naa
aye aao naa gale lagaa lo naa lagi bhujha do naa o jaane jaan tumne jo agan lagaayi hai to chhoo ke dekho naa kahaan kahaan dekho seene mein kaisi hulchal machi hai o sajanaaa papa pap pa pa dekho seene mein kaisi hulchal machi hai o sajanaaa hmmm hmmm ru ru ruru ru ru ru ru aao naa gale lagaa lo naa lagi bhujha do naa o jaane jaan tumne jo agan lagaayi hai to chhoo ke dekho naa kahaan kahaan dekho seene mein kaisi hulchal machi hai o sajanaaa papa pap pa pa dekho seene mein kaisi hulchal machi hai o sajanaaa kaise sharmile ho jaani aa jaa aa jaa aa jaa naa lehraa keee duniyaa se darte ho to main saare deepak aayi hoon bhujha keeee ab to nayi baahen ek tum ho ek hum tara taaaaa tara ta pap pa pap pa pap pa pap aaaa haaaa hoooo hooo hooo hooo hoooo hoooo hooo aao naa gale lagaa lo naa lagi bhujha do naa o jaane jaan tumne jo agan lagaayi hai to chhoo ke dekho naa kahaan kahaan dekho seene mein kaisi hulchal machi hai o sajanaaa papa pap pa pa dekho seene mein kaisi
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aao naye sapne bunen kahin chhup ke sitaare chunen hoooo aao naye sapne bunen kahin chhup ke sitaare chunen dole hawa bole fizaa dole hawa bole fizaa kaliyon ki baaten sune hooo oooo ooo aao naye sapne bunen kahin chhup ke sitaare chunen dole hawa bole fizaa kaliyon ki baaten sune hooo oooo ooo aao naye sapne bune toote nahin mann ki lagan sadaa rahe apna milan judi rahe chanda se kiran jaise dulha dulhan hooo ooooo toote nahin mann ki lagan sadaa rahe apna milan judi rahe chanda se kiran jaise dulha dulhan chehra khule mausam dhule chehra khule mausam dhule aanchal se kirnen chhane hooo oooo ooo aao naye sapne bunen kahin chhup ke sitaare chunen oooo ooo oooo aao naye sapne bunen dil se mile dil jahaan gaayen zameen aasmaan dil se mile dil jahaan gaayen zameen aasmaan mere tere dam se jaane jaan hai ye rangeen samaan sangat ke pal khilte kanwal sangat ke pal khilte kanwal baahon mein raaten dhale hooo oooo ooo aao naye sapne bunen
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aansoo Thi Meri Zindagi Bikhre Moti (1951) 03:29 12916
 
Poster of Bikhre Moti (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Akhtar-Ul-Iman
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal, Jeevan
Duration : 03:29   Song Number : 12916   

Aansoo To Nahin Hain Aankhon Mein Daera (1953) 03:19 15573
 
Poster of Daera (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jamal Sen
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Nasir Khan
Duration : 03:19   Song Number : 15573   

Aansuon Ko Thaam Le Chhota Baap (1977) 06:39 36417
 
Poster of Chhota Baap (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Romesh Sharma, Bindiya Goswami
Duration : 06:39   Song Number : 36417   

Aao Aao Jane Jahan Gomti Ke Kinare (1972) 03:36 13286
 
Poster of Gomti Ke Kinare (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Mumtaz, Others
Duration : 03:36   Song Number : 13286   

Aao Aao Saanwariya Padosan (1968) 04:49 13891
 
Poster of Padosan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Mahmood, Sayra Banu
Duration : 04:49   Song Number : 13891   

Aao Aise Mohabbat Karen Bhupinder Singh & Mitali 05:54 32810
 
Poster of Bhupinder Singh & Mitali
 
Category
Ghazal
Duration : 05:54   Song Number : 32810   

Aao Bachchon Tumhen Jagriti (1954) 03:05 20059
 
Poster of Jagriti (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Pradeep
On Screen Actors- 
Abhi Bhattacharya
Duration : 03:05   Song Number : 20059   

Aao Huzoor Tum Ko Kismat (1968) 05:38 11923
 
Poster of Kismat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Babita, Biswajit Chatterjee
Duration : 05:38   Song Number : 11923   

Aao In Waadiyon Mein Kho Jaayen Aarambh (1976) 04:29 39828
 
Poster of Aarambh (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Harish Bhadani
Music Director- 
Anand Shankar
Duration : 04:29   Song Number : 39828   

Aao Jhoomen Gayen Paraya Dhan (1971) 06:36 13918
 
Poster of Paraya Dhan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Hema Malini
Duration : 06:36   Song Number : 13918   

Aao Kanhaayi Mere Dhaam Mere Jeevan Saathi (1972) 04:39 13722
 
Poster of Mere Jeevan Saathi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:39   Song Number : 13722   

Aao Koi Baat Karen Ek Aur Ek Gyarah (1981) 05:09 16806
 
Poster of Ek Aur Ek Gyarah (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 05:09   Song Number : 16806   

Aao Manayen Jashn E Muhabbat Doosara Aadmi (1977) 03:15 13179
 
Poster of Doosara Aadmi (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 03:15   Song Number : 13179   

Aao Mere Paas Kaun Kaisey (1983) 03:55 15184
 
Poster of Kaun Kaisey (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Deepak Parashar
Duration : 03:55   Song Number : 15184   

Aao Mere Yaaro Aao Rocky (1981) 04:20 32288
 
Poster of Rocky (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Various
Duration : 04:20   Song Number : 32288   

Aao Mil Jaayen Prem Geet (1981) 04:48 18019
 
Poster of Prem Geet (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Anita Raj
Raag- 
Marwa
Duration : 04:48   Song Number : 18019   

Aao Na Haider (2014) 04:37 37624
 
Poster of Haider (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Vishal Dadlani
On Screen Actors- 
Shahid Kapoor
Duration : 04:37   Song Number : 37624   

Aao Naa Disco Deewane (1980) 04:11 15031
 
Poster of Disco Deewane (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Music Director- 
Biddu
Singer- 
Nazia Hassan
On Screen Actors- 
Nazia Hassan
Duration : 04:11   Song Number : 15031   

Aao Naa Gale Lagaa Lo Naa Mere Jeevan Saathi (1972) 05:05 12025
 
Poster of Mere Jeevan Saathi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Tanuja, Rajesh Khanna
Duration : 05:05   Song Number : 12025   

Aao Naye Sapne Bunen Main Qatil Hoon (1984) 05:32 16271
 
Poster of Main Qatil Hoon (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Basudev Rath
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Amjad Khan
Duration : 05:32   Song Number : 16271