MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dance dance lets dance dance dance lets dance ye raat mein jo maza hai maza ye kuchh naya naya hai ye dil ko aaj kya hua hai ke jhoomta hi ja raha hai jhoom jhoom jhoom baba jhoom jhoom jhoom baba jhoom jhoom jhoom babaaa oooo ye raat mein jo maza hai maza ye kuchh naya naya hai ye dil ko aaj kya hua hai ke jhoomta hi ja raha hai jhoom jhoom jhoom baba jhoom jhoom jhoom baba jhoom jhoom jhoom babaaa oooo dil mein khwab jaage jaage hain nigahen khoi khoi dance dance aaj khushnaseeb wo hi jiski bahon mein hai koi dance dance dil mein khwab jaage jaage hain nigahen khoi khoi dance dance aaj khushnaseeb wo hi jiski bahon mein hai koi dance dance hum jawaan hain tum jawaan ho dil jawaan hai dhadkane jawaan hum jawaan hain tum jawaan ho dil jawaan hai dhadkane jawaan jhoom jhoom jhoom baba jhoom jhoom jhoom baba jhoom jhoom jhoom babaaa oooo ye raat mein jo maza hai maza ye kuchh naya naya hai ye dil ko aaj kya hua hai ke jhoomta hi ja raha hai jhoom jhoom jhoom baba
jhoom jhoom dhalti raat jhoom jhoom dhalti raat le ke chalee mujhe apne saath jhoom jhoom dhalti raat jaane kahan le jaayen dard bhara ye dil jaise sada deti hai khoi huyi manzil jaane kahan le jaayen chhodo piya mera chhodo haath jhoom jhoom dhalti raat jhoom jhoom dhalti raat haal ye hai masti ka saans lagi thamne utne rahe pyaase hum jitni bhi pee humne utne rahe pyaase hum ghum ko badha gayee ghum ki maar jhoom jhoom dhalti raat jhoom jhoom dhalti raat jiss ko koi samjhe naa baat naa wo dohraaa mera tera jeevan kya chhaaya hua kohraa mera tera jeevan kya kis ne suni kabhi dil ki baat jhoom jhoom dhalti raat le ke chalee mujhe apne saath jhoom jhoom dhalti raat jhoom jhoom dhalti raat
jhoom jhoom kar chali akeli aaj na jaane kahaan naveli mast nazar sharmaaye ho gaya ho gaya hai pyaar ka jaadu naagin si bal khaye jhoom jhoom kar chali akeli aaj na jaane kahaan naveli mast nazar sharmaaye ho gaya ho gaya hai pyaar ka jaadu naagin si bal khaye mastaani hai chaal gulaabi gaal umariya baali mastaani hai chaal gulaabi gaal umariya baali ghunghar waale baal sunehri jaal nazariya matwaali door door se jhalak dikhaye saanwariya jab paas bulaaye chham chham badhti jaaye ho gaya ho gaya hai pyaar ka jaadu naagin si bal khaye jhoom jhoom kar chali akeli aaj na jaane kahaan naveli mast nazar sharmaaye ho gaya ho gaya hai pyaar ka jaadu naagin si bal khaye albeli magroor nashe mein choor chali lehraati albeli magroor nashe mein choor chali lehraati dekho karti maan chalaati baan hai dil ko tadpaati aag laga kar aankh churaaye saanwariya jab paas bulaaye chham chham badhti jaaye ho gaya ho gaya hai pyaar ka jaadu naagin si bal khaye jhoom jhoom kar chali
ye hawa ye fiza ye sama aaj hai kis kadar hasin jahan sham hai jaam hai saathi hai sun bhi le dil ki tu daastaan jhoom jhoom ke jaam choom ke aa dil ki mehfil mein aa jhoom jhoom ke jaam choom ke aa dil ki mehfil mein aa husn ki ye meherbaniyan phir kahan husn ki ye meherbaniyan phir kahan ishq ki rangee kahaniyaan phir kahan phir kahan ye sama ye sama phir kahan aa dil ki mehfil mein jhoom jhoom ke jaam choom ke aa dil ki mehfil mein aa jhoom jhoom ke jaam choom ke aa dil ki mehfil mein aa ye nigaah ye dil ki mastiyaan ye ada ye nigaah ye dil ki mastiyaan ye ada tez hai kuchh aaj dhadkanon ki sada ye sada sun zara sun zara ye sada aa dil ki mehfil mein jhoom jhoom ke jaam choom ke aa dil ki mehfil mein aa jhoom jhoom ke jaam choom ke aa dil ki mehfil mein aa
jhoom jhoom ke naacho aaj naacho aaj gaao khushi ke geet ho gaao khushi ke geet aaj kisi ki haar hui hai aaj kisi ki jeet ho gaao khushi ke geet ho o koi kisi ki aankh ka taara jeevan saathi saajan pyaraa aur koi taqdeer ka maraa dhoond raha hai dil ka sahara kisi ko dil ka dard mila hai kisi ko mann ka meet ho gaao khushi ke geet ho o jhoom jhoom ke naacho aaj naacho aaj gaao khushi ke geet ho o gaao khushi ke geet ho o dekho to kitna khush hai zamaanaa dil mein umangein lab pe taranaa dil jo dukhe aansu na bahanaa ye to yahan ka dhang puraanaa iss ko mitaana uss ko banaana iss nagri ki reet ho gaao khushi ke geet ho o jhoom jhoom ke naacho aaj naacho aaj gaao khushi ke geet ho o gaao khushi ke geet ho o
shyam reee ee shyam re ik pal darash dikha ja jhoom jhoom manmohan re murali madhur suna jaa jhoom jhoom manmohan re murali madhur suna jaa jhoom jhoom manmohan re murali madhur suna jaa jhoom jhoom manmohan re murali madhur suna ja tere darash ke pyase naina ik pal darash dikha jaa jhoom jhoom manmohan re murali madhur suna ja gokul soona mathura sooni soone brij ke jhoole soone brij ke jhoole bhool gaya tu hamko mohan hum naa tujhko bhoole hum naa tujhko bhoole phir panghat pe jamuna ke tat pe aa ke raas racha ja re ghanshyam raadhe shyam ghanshyam raadhe shyam ghanshyam phir panaghat pe jamuna ke tat pe aake raas racha jaa jhoom jhoom manmohan re murali madhur suna ja hum jaise to lakhon jag mein tujhsa kaun hai data tujhsa kaun hai data tod ke saare naate hamne joda tujh sang naata joda tujh sang naata bhanwar mein naiya padi khevaiya ab to paar laga ja re ghanshyam raadhe shyam ghanshyam raadhe shyam ghanshyam bhanwar mein naiyya padi khevaiyya abb toh paar
jhoom jhoom naache hum kismat huyi hai roshan daulat jo mil gayee to jeewan sanwar len hum rupiya jo paas mein ho duniya khareed len hum daulat jo mil gayi to jeewan sanwar len hum jhoom jhoom naache hum kismat huyi hai roshan daulat jo mil gayi to jeewan sanwar len hum rupiya jo paas mein ho duniya khareed len hum daulat jo mil gayi to jeewan sanwar len hum apna hi aasmaan ho uss mein sada ude hum humsafar ban ke mere hardam hi saath mein rehna tum phoolon ke yeh zameen ho uss par sada chalen hum mastiyon ka yeh aalam ho gaate rahe geet hum aur tum gulsitan khilta rahe yeh kaarwan chalta rahe swarg mein ab yeh zameen badlenge hum pyaar ke rang mein tumhen rang denge hum rupiya jo paas mein ho duniya kareed len hum daulat jo mil gayi to jeewan sanwar len hum jhoom jhoom naache hum kismat huyi hai roshan daulat jo mil gayi to jeewan sanwar len hum yuddh na ho kahin pe sukh shanti ho iss zameen pe pyaar ki baat se saathi duniya ko badlenge hum aur tum bhukh na ho
jhoom ke dil ne pukaara samjho mausam ka ishaara dhalta jaaye aanchal mujhko kare pagal behki meri dhadkan chala ek jaadu aisi rut mein rahega dil pe kaise kaabu jhoom ke dil ne pukaara samjho mausam ka ishaara bheegi bheegi rut hansi karun kya main humnasheen tu bataaa ooo chhaya hai kaisa ye nasha mujhe kuchh hone laga saajna aaa hum hain jawaan behka sama dil ye kehta hai sanam tootne do har kasam barse hai paani magar badhti jaaye ye agan aa bhi jaao mere priyatma jhoom ke dil ne pukaara samjho mausam ka ishaara dhalta jaaye aanchal mujhko kare pagal behki meri dhadkan chala ek jaadu aisi rut mein rahega dil pe kaise kaabu khoyi khoyi aankhen meri jaagi jaagi raaten meri kyun bhala man ki lagi jo badhi tan mein ja ke wo lagi saathiya phool khile hum jo mile sharmaayi si ye kali bhanware se aake mili lab pe aa ke hain ruki baat dil se jo chali tu hi tu hai mera rehnuma jhoom ke dil ne pukaara samjho mausam ka ishaara dhalta jaaye aanchal mujhko kare paagal behki
jhoom ke gaa yun aaj mere dil raat to guzre suboh naa aaye jhoom ke gaa yun aaj mere dil raat to guzre suboh naa aaye jaise koi bachpan ki kahaani yaad bhi ho aur bhool bhi jaayen jhoom ke gaa yun aaj mere dil raat to guzre suboh naa aaye jaise koi bachpan ki kahaani yaad bhi ho aur bhool bhi jaayen jhoom ke gaa yun aaj mere dil parda utha de husn ki zid hai parda gira de ishq ki zid hai parda utha de husn ki zid hai parda gira de ishq ki zid hai dil hai humara aisa diya jo jal bhi naa paaye bhujh bhi naa paaye jhoom ke gaa yun aaj mere dil raat to guzre suboh naa aaye jaise koi bachpan ki kahaani yaad bhi ho aur bhool bhi jaayen jhoom ke gaa yun aaj mere dil hansti mitaa de khud ko bhula de apna safinaa aap dubaa de hansti mitaa de khud ko bhula de apna safinaa aap dubaa de dhundh kinaara wo ke jahaan par chain to aaye hosh naa aaye jhoom ke gaa yun aaj mere dil raat to guzre suboh naa aaye jaise koi bachpan ki kahaani yaad bhi ho aur bhool bhi jaayen jhoom ke gaa
jhoom le hans bol le pyaari agar hai zindagi jhoom le hans bol le pyaari agar hai zindagi saans ke bas ek jhonke ka safar hai zindagi jhoom le hans bol le pyaari agar hai zindagi der hi bante bigadte kuchh ise lagti nahin aa der hi bante bigadte kuchh ise lagti nahin phool ki deewaar par shabnam ka ghar hai zindagi phool ki deewaar par shabnam ka ghar hai zindagi saans ke bas ek jhonke ka safar hai zindagi jhoom le hans bol le ajnabi haalaat se bhi hans ke milna chahiye ajnabi haalaat se bhi hans ke milna chahiye ajnabi haalaat se bhi hans ke milna chahiye har kadam par mudne waali rehguzar hai zindagi har kadam par mudne waali rehguzar hai zindagi saans ke bas ek jhonke ka safar hai zindagi jhoom le hans bol le zindagi mein jo bhi karna chahta hai kar guzar aa zindagi mein jo bhi karna chahta hai kar guzar kya khabar barson ki hai ya lamha bhar hai zindagi kya khabar barson ki hai ya lamha bhar hai zindagi saans ke bas ek jhonke ka safar hai zindagi jhoom le hans
jhoome jhoome dil mera jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera jhoome jhoome dil mera jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera angdaai aane lagi masti bhi gaane lagi aankhon mein pyaar liye raat bhi jaane lagi aankhon mein pyaar liye raat bhi jaane lagi chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera jhoome jhoome dil mera jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera main naachun pyaar naache mera singaar naache taaron ne saaz chheda dil ki pukaar naache taaron ne saaz chheda dil ki pukaar naache chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera jhoome jhoome dil mera jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani mein jhoome jhoome dil mera chanda ki chandani
jhoome dil mera tere pyaar mein jaage chaandni intezaar mein aankhon se aankhon ko mila ja chori chori chori beeti huyi yaaden sataati hain mujhe dil ki sadaayen bulaati hain tujhe beeti huyi yaaden sataati hain mujhe dil ki sadaayen bulaati hain tujhe chali na jaayen dekho ye raaten gori gori aankhon se aankhon ko mila ja chori chori chori yun to hai suhaana bahaaron ka sama yahi to kami hai nahin hai tu yahaan yun to hai suhaana bahaaron ka sama yahi to kami hai nahin hai tu yahaan mujhe tadpaaye dekho ye raaten gori gori aankhon se aankhon ko mila ja chori chori chori
jhoome re kali bhanwra ulajh gaya kaanton mein jhoome re kali bhanwra ulajh gaya kaanton mein van ban dhundhe pawan sharaabi van ban dhundhe pawan sharaabi gagan kahe gagan kahe chupke se phool khila kaanton mein jhoome re kali bhanwra ulajh gaya kaanton mein shaam sawere dil ko ghere kaun mujh pe jaadu phere sab samjhawen preet buri hai sab samjhawen preet buri hai lagan kahe lagan kahe jeevan ka chain chhupa kaanton mein jhoome re kali bhanwra ulajh gaya kaanton mein mann mein aake chain chura ke jo chhup jaaye neend udaake mann mein aake chain chura ke jo chhup jaaye neend udaake jab main unka naam pukaarun jab main unka naam pukaarun nazar kahe nazar kahe aanchal mein puchh pata kaanton mein jhoome re kali bhanwra ulajh gaya kaanton mein jhoome re kali bhanwra ulajh gaya kaanton mein van ban dhundhe pawan sharaabi van ban dhundhe pawan sharaabi gagan kahe gagan kahe chupke se phool khila kaanton mein jhoome re kali bhanwra ulajh gaya kaanton mein
jhoome reeeeee neela ambar jhoome dharti ko choome reee tujhko yaad kar ke mera dil bhi jhoome mera dil bhi jhoome hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa jhoome reeeeee neela ambar jhoome dharti ko choome reee tujhko yaad kar ke mera dil bhi jhoome mera dil bhi jhoome hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa kiss ke ishaare mujhko yahaan le aaye kiss ke ishaare mujhko yahaan le aaye kiss ki hansi ne raah mein phool khilaaye ambuaa ki daali daali gaaye koyal kaali ambuaa ki daali daali gaaye koyal kaali mera dil bhi jhoome mera dil bhi jhoome hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aise mein jo milta baahon ko sahaara aise mein jo milta baahon ko sahaara aur machal uthtaa ye nadi kinaara nadiyaa kaa paani suntaa pyaar ki kahaani nadiyaa kaa paani suntaa pyaar
aao bachcho main tumhen bahut hi achchhi kahaani sunaata hoon kya jhoomo tum naacho main gaata hoon jhoomo tum naacho main gaata hoon sabko ek kahaani main sunaata hoon ek taara tha bada pyaara tha hmm hmm hmm hmm bada nyaara tha jhoomo tum naacho main gaata hoon sabko ek kahaani main sunaata hoon ek taara tha bada pyaara tha hmm hmm hmm hmm bada nyaara tha kaali kaali raaton mein jab wo chamakta tha aasmaan ki pariyon ka bhi dil dhadakta tha kaali kaali raaton mein jab wo chamakta tha aasmaan ki pariyon ka bhi dil dhadakta tha sitaare nazaare sab usse jalte the main bataata hoon kya ek taara tha bada pyaara tha hmm hmm hmm hmm bada nyaara thha maine usse pucha tum kya kaam karte ho maine usse poocha tum kya kaam karte ho jag mag jag mag tim tim subha shaam karte ho maine usse poocha tum kya kaam karte ho jag mag jag mag tim tim subha shaam karte ho to dola wo bola tumko meethe sapne main dikhaata hoon kya ek taara tha bada pyaara tha la la la la la bada nyaara tha
jhoomta mausam mast mahina chaand si gori ek haseena aankh mein kaajal munh pe pasina yaa allah yaa allah dil le gayi yaa allah yaa allah dil le gayi koi rangeela sapnon mein aa ke ek nazar se apna bana ke pyaar ka jaadoo hum pe chalaa ke yaa allah yaa allah dil le gaya yaa allah yaa allah dil le gaya thandi sadak neem tale teer e nazar khoob chale hooo tum bhi udhar zakhmi huye hum bhi idhar zakhmi huye laal chunariya chaal niraali sar pe jhoomar kaan mein baali haath mein chudiyaan motiyon waali yaa allah yaa allah dil le gayi yaa allah yaa allah dil le gayi koi rangeela sapnon mein aa ke ek nazar se apna bana ke pyaar ka jaadoo hum pe chalaa ke yaa allah yaa allah dil le gaya yaa allah yaa allah dil le gaya tum bhi yahaan hum bhi yahaan aisa milan hoga kahaan teri kasam jaane jahaan dil hai wahin tu hai jahaan dil ka maalik ik matwaala iss jahaan mein sabse niraala pyaar ka sooraj din ka ujaala yaa allah yaa allah dil le gaya yaa allah yaa allah dil le gaya
jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya maine jo tujhko chhuaa dil beimaan hua saanson ka taar jhan jhanaya barkha ne pyaar barsaaya hooo oooo jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya baahon mein chori seeee tumko utha loonga honthon se thodi siiii laali chura loongaaaa humko bulaate bhi ho aankhen churate bhi ho aakhir deewana kyun banaaya barkha ne pyaar barsaaya jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya bandhan tere mereeeee ab tak kunwaare hain ban jaa dulhan dil neeee sapne sanwaare hain dil ko behlaana hoga badla chukaana hoga kyun humen raaton ko jagaaya barkha ne pyaar barsaaya jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya maine jo tujhko chhuaa dil beimaan hua saanson ka taar jhan jhanaya barkha ne pyaar barsaaya hooo oooo jhoomta saawan dekho aaya barkha ne pyaar barsaaya dekho barkha ne pyaar barsaaya dekho barkha ne pyaar barsaaya dekho barkha ne pyaar barsaaya
jhoomti bahaaron ka samaa pyaar ki umangen hain jawaan honthon pe taraane chale hain do deewaane pyaar ki basaane duniya jhoomti bahaaron ka samaa pyaar ki umangen hain jawaan honthon pe taraane chale hain do deewaane pyaar ki basaane duniya jhoomti bahaaron ka samaa geet koi pyaar ka sunaati hai hawa aaj mere sang sang gaati hai hawa geet koi pyaar ka sunaati hai hawa aaj mere sang sang gaati hai hawa dil se dil mile phool se khile muskuraati hain vaadiyaan jhoomti bahaaron ka samaa pyaar ki umangen hain jawaan honthon pe taraane chale hain do deewaane pyaar ki basaane duniya jhoomti bahaaron ka samaa aa aaaa aa aaaa oo oooo aa aaaa dil se mile dil to ikraar ho gaya aaj humein zindagi se pyaar ho gaya dil se mile dil to ikraar ho gaya aaj humein zindagi se pyaar ho gaya dil ne jo kahi dil ne jo suni khatm na ho wo daastaan jhoomti bahaaron ka samaa pyaar ki umangen hain jawaan honthon pe taraane chale hain do deewaane pyaar ki basaane duniya jhoomti bahaaron ka
jhoomti chali hawa jhoomti chali hawa yaad aa gaya koi bhujhti bhujhti aag ko phir jala gaya koi jhoomti chali hawa kho gayi hain manzilen mit gaye hain raasten kho gayi hain manzilen mit gaye hain raasten gardishen hi gardishen ab hain mere waaste ab hain mere waaste aur aise mein mujhe phir bula gaya koi jhoomti chali hawa chup hain chaand chaandni chup ye aasmaan hai chup hain chaand chaandni chup ye aasmaan hai meethi meethi neend mein so rahaa jahaan hai so rahaa jahaan hai aaj aadhi raat ko kyun jaga gaya koi jhoomti chali hawa yaad aa gaya koi bhujhti bhujhti aag ko phir jala gaya koi jhoomti chali hawa yaad aa gaya koi yaad aa gaya koi
jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar ye nazar chheen kar le gayi karaar ye nazar chheen kar le gayi karaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar hum hain azaad panchhi fizaaon ke haath na aa sake hum hawaaon ke waade karte nahin hum wafaaon ke phir bhi kyun jaanun dil tum pe hai nisaar ye nazar chheen kar le gayi karaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar main tere husn ke geet gaaunga ishq ki aarzu lab pe laaunga main tujhe dhadkanon mein basaaunga ek hai dil jismein hain hasraten hazaar ye nazar chheen kar le gayi karaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar meri har saans mein tera pyaar hai meri har saans mein tera pyaar hai tu mere baag e dil ki bahaar hai tu mere baag e dil ki bahaar hai tu meri zindagi ka singaar hai o sanam tu mere dil ki hai pukaar ye nazar chheen kar le gayi karaar jhoomti hai nazar jhoomta hai pyaar tum humein hum tumhein dekhte rahe tum humein hum tumhein dekhte rahe haal e dil ho yaa lab na kuchh kahen
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jhoom Jhoom Baba Kasam Paida Karne Wale Ki (1984) 05:25 38767
 
Poster of Kasam Paida Karne Wale Ki (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Salma Agha
On Screen Actors- 
Smita Patil
Duration : 05:25   Song Number : 38767   

Jhoom Jhoom Dhalti Kohraa (1964) 05:01 13564
 
Poster of Kohraa (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Biswajit Chatterjee
Duration : 05:01   Song Number : 13564   

Jhoom Jhoom Kar Chali Taj (1956) 03:21 17205
 
Poster of Taj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 03:21   Song Number : 17205   

Jhoom Jhoom Ke Coffee House (1957) 03:26 37002
 
Poster of Coffee House (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Geeta Bali
Duration : 03:26   Song Number : 37002   

Jhoom Jhoom Ke Nacho Aaj Andaz (1949) 03:15 20671
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:15   Song Number : 20671   

Jhoom Jhoom Manmohan Re Biraj Bahu (1954) 03:26 32560
 
Poster of Biraj Bahu (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Abhi Bhattacharya
Duration : 03:26   Song Number : 32560   

Jhoom Jhoom Naachen Hum Chor Chor (1995) 04:43 13005
 
Poster of Chor Chor (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
P K Mishra
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Anu Aggarwal, Prashant, Anand, Heera
Duration : 04:43   Song Number : 13005   

Jhoom Ke Dil Ne The Gentleman (1994) 05:49 37545
 
Poster of The Gentleman (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Rajan Khera
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Chiranjeevi, Juhi Chawla
Duration : 05:49   Song Number : 37545   

Jhoom Ke Gaa Patanga (1971) 05:15 20672
 
Poster of Patanga (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:15   Song Number : 20672   

Jhoom Le Hans Bol Le Hariharan 06:32 19858
 
Poster of Hariharan
 
Category
Indipop
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:32   Song Number : 19858   

Jhoome Dil Mera Poonam (1952) 03:08 13970
 
Poster of Poonam (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:08   Song Number : 13970   

Jhoome Dil Mera Tere Pyaar Mein Police Detective (1960) 03:02 39068
 
Poster of Police Detective (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:02   Song Number : 39068   

Jhoome Re Kali Bhanwara Naukri (1954) 02:49 18433
 
Poster of Naukri (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Sheela Ramani, Kishore Kumar
Duration : 02:49   Song Number : 18433   

Jhoome Re Neela Amber Jhoome Ek Gaon Ki Kahani (1957) 03:35 15152
 
Poster of Ek Gaon Ki Kahani (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 03:35   Song Number : 15152   

Jhoomo Tum Naacho Humshakal (1974) 04:54 12056
 
Poster of Humshakal (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:54   Song Number : 12056   

Jhoomta Mausam Mast Mahina Ujala (1959) 04:20 11870
 
Poster of Ujala (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Shammi Kapoor
Duration : 04:20   Song Number : 11870   

Jhoomta Saawan Dekho Aaya Do Khiladi (1976) 04:51 16082
 
Poster of Do Khiladi (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 04:51   Song Number : 16082   

Jhoomti Bahaaron Ka Dahleez (1986) 04:44 39927
 
Poster of Dahleez (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Smita Patil
Duration : 04:44   Song Number : 39927   

Jhoomti Chali Hawa Sangeet Samrat Tansen (1962) 03:43 12050
 
Poster of Sangeet Samrat Tansen (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Sohini
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:43   Song Number : 12050   

Jhoomti Hai Nazar Hatimtai (1956) 03:57 40346
 
Poster of Hatimtai (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
Paidi Jairaj, Shakila
Duration : 03:57   Song Number : 40346