MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya ke jiss zaalim ne tadpaya ussi par mujhko pyaar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya badi mushkil se iraade chhutne waale na arman tootne wale iraade chhutne waale na arman tootne wale mujhe tujh par yakeen hai aye mera dil lootne wale mujhe tujh par yakeen hai aye mera dil lootne wale tujhe meri muhabbat tujhe meri muhabbat ka naa ab tak aitbaar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya badi mushkil se muhabbat raaz hai ye raaz baaton mein na khul jaaye muhabbat raaz hai ye raaz baaton mein na khul jaaye bahot roka bohat chaha na labb par dil ki baat aaye bahot roka bohat chaha na labb par dil ki baat aaye magar phir bhi tumhara magar phir bhi tumhara naam labb par baar baar aaya badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aaya ke jiss zaalim ne tadpaya ussi par mujhko pyaar aaya
badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai dhadak aahista se aye dil dhadak aahista se aye dil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai koi sun le na ye kissa bahut dar lagta hai koi sun le na ye kissa bahut dar lagta hai magar darne se kya haasil magar darne se kya haasil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai batana bhi nahin aasaan chhupana bhi kathin hai batana bhi nahin aasaan chhupana bhi kathin hai khudaya kis kadar mushkil khudaya kis kadar mushkil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai hooo ooo oooo ujaale dil ke phaile hain chale aao na jaanam chale aao na jaanam bahut hi pyaar ke kaabil bahut hi pyaar ke kaabil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai dhadak aahista se aye dil aye dil aye dil mohabbat ka safar hai badi naazuk hai ye
Badi Pyaari Kahani Hai
badi sooni sooni hai zindagi ye zindagi badi sooni sooni hai zindagi ye zindagi main khud se hoon yahaan ajnabi ajnabi badi sooni sooni hai kabhi ek pal bhi kahin ye udaasi dil mera bhoole kabhi muskura kar dabe paanv aa kar dukh mujhe chhoo le na kar mujhse ghum mere dillagi ye dillagi badi sooni sooni hai kabhi main na soya kahin mujh se khoya sukh mera aise pata naam likh kar kahin yunhi rakh kar bhoole koi jaise ajab dukh bhari hai ye bebasi ye bebasi badi sooni sooni hai
badkamma badkamma badkamma badkamma ekad patora ekad patora ekada ekada raa aare yenkana yenkana yenkana yenkana ekad patora ekad patora ekada ekada raa ae chinnma chinnmma chinnma chinnmma ekad patora ekad patora ekada ekada raa aare yenkana yenkana yenkana yenkana ekad patora ekad patora ekada ekada raa oye jaane paasa badkamma badkamma ram jaane paasa badkamma badkamma main aaj bajane wala hun tere dil ka taasa badkamma dil ka taasa badkamma badkamma yenkana yenkana badkamma badkamma yenkana yenkana yenkana yenkana ekad patora ekad patora ekada ekada raa hey badkamma badkamma badkamma badkamma ekad patora ekad patora ekda ekada raa mere hosh udade yenkanna yenkanna aankhon se pilade yenkanna yenkanna masti mein dubakar dil ko meri deewana banade yenkana deewana banade yenkana yenkanna badkamma badkamma yenkana yenkana badkamma badkamma badkamma badkamma ekad patora ekad patora ekada ekada raa aare yenkana yenkana yenkana yenkana ekad patora ekad patora ekada
aye rooh e raqeeb tu hai maut ke qareeb tu aye rooh e raqeeb tu maut ke qareeb tu sun le kaafir hoon teri khatir badla badla main badla badla dil badla hai mera khuda sab badla badla jab badla badla khud badla hai mera khudaaaa badla badla main badla badla dil badla hai mera khuda sab badla badla jab badla badla khud badla hai mera khuda khurdure se seene mein tera kya kaam hai suna hai pare duniya ke bada aaraam hai ohh khurdure se seene mein tera kya kaam hai ohh suna hai pare duniya ke bada aaraam hai aye mere raqeeb tu hai maut ke kareeb tu aye mere raqeeb tu maut ke kareeb tu sun le kaafir hoon teri khatir badla badla main badla badla dil badla hai mera khuda sab badla badla jab badla badla khud badla hai mera khudaaaa badla hai mera khuda aaaa aaaa aaaa badla hai mera khuda
suno suno hey pandat logon suno suno maulana are apna ye sansar hua hai kyaa bilkul pagal khana aaa aaa badla sara zamana babu badla sara zaamanaa badla sara zamana babu badla sara zaamanaa satyanarayan ki katha mein ab to bajta filmi gana o filmi gana o filmi gana badla sara zamana babu badla sara zaamanaa aaaaaaaa aaj ka majnu seekh gaya hai haan kya laila ke paon dabana hooo paon dabana hooo paon dabana badla sara zamana babu badla sara zaamanaa badla sara zamana babu badla sara zaamanaa are gazab bhaya re bhayi haye haye hayee chela guru ko chuna lagaye janta ko jyotishi ullu banaye are dhudh wala dhud mein pani milaye jiss ko na jhadu pakdna bhi aaye wo beta apna hi jhanda udaye aadmi bhi kaisa kaazi hai haye mauka mile to bahgwan bechh khaye haan mauka mile to bhagwan bechh khaye haye haye haye aaa aaaa kuchh logon ka dhanda hua hai kya mandir mein jute churana o chapal churana o boot churana badla sara zamana babu badla sara zaamanaa ho badla sara zamana
badle badle mere sarkaar nazar aate hain badle badle mere sarkaar nazar aate hain ghar ki barbaadi ke aasaar nazar aate hain badle badle mere sarkaar nazar aate hain badle badle doobe rehte the mere pyaar mein jo shaam o sahar doobe rehte the mere pyaar mein jo shaam o sahar mere chehre se naa hatti thi kabhi jinki nazar meri soorat se wo bezaar nazar aate hain meri soorat se wo bezaar nazar aate hain ghar ki barbaadi ke aasaar nazar aate hain badle badle mere sarkaar nazar aate hain badle badle wo jo badle to zamaane ki hawa bhi badali wo jo badle to zamaane ki hawa bhi badali dil ki khushiyan bhi gayi ghar ki fazaa bhi badali sooni sooni daro deewaar nazar aate hain sooni sooni daro deewaar nazar aate hain ghar ki barbaadi ke aasaar nazar aate hain badle badle mere sarkaar nazar aate hain badle badle mere maalik ne mohabbat ka chalan chhod diya mere maalik ne mohabbat ka chalan chhod diya kar ke barbaad mere dil ka chaman chhod diya phool bhi ab to mujhe khaar
badle badle rang zamaana pal mein hansaaye pal mein rulaaye nahin jiska nahin jiska koi thikaana re badle sau sau jatan kare man murat unche mahal banaye sau sau jatan kare man murat unche mahal banaye par kismat ki ik thokar se par kismat ki ik thokar se sab maati mein mil jaaye re badle badle rang zamaana pal mein hansaaye pal mein rulaaye nahin jiska nahin jiska koi thikaana re badle hans hans jeevan kaat le manwa hans hans jeevan kaat le manwa sukh ko khel tu dukh ko jhel tu are oooooh ooh oohoh jagmag jagmag kabhi deewali kabhi hai ghor andhera jagmag jagmag kabhi deewali kabhi hai ghor andhera iss jhute jag mein ae manwa iss jhute jag mein ae manwa kya tera kya mera re badle badle rang zamaana pal mein hansaaye pal mein rulaaye nahin jiska nahin jiska koi thikana re badle
hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm badli badli duniyaa hai meri badli badli duniyaa hai meri jaadoo hai ye kya tere nainan kaa badli badli duniyaa hai meri jaadoo hai ye kya tere nainan kaa ban ke kajraa ankhiyon mein raha ik sunder sapna bachpan kaa ban ke kajraa ankhiyon mein raha ik sunder sapna bachpan kaa badli badli duniyaa hai meri kehti thi sadaa dil ki dhadkan kehti thi sadaa dil ki dhadkan tu baith bitha ke apne naiyan sachchi hai agar ye teri lagan laut aayega saathi jeevan kaa badli badli duniyaa hai meri iss raat ko chaand tale ye milan iss raat ko chaand tale ye milan chup dekh raha hai neel gagan dohraayega ye madmast pawan sangeet humari dhadkan kaa badli badli duniyaa hai meri jaadoo hai ye kya tere nainan kaa badli badli duniyaa hai meri
badli hai zamaane ki nazar dekhiye kya ho badli hai zamaane ki nazar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho badli hai zamaane ki nazar ye raat to dilkash thi bade khush the sitaare tum paas humaare the to hum paas tumhaare ab aayi hai nazdeek sehar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho badli hai zamaane ki nazar ye kashti chali jaati thi maujon ke sahaare socha tha pahunch jaayenge ik roz kinaare par saamne aaya hai bhanwar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho badli hai zamaane ki nazar mushkil mein sabhi dete hain us dar pe sadaayen sunte hain ke sunta hai khuda sabki duwaayen par apni duwaaon ka asar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho hona to hai kuchh aaj magar dekhiye kya ho badli hai zamaane ki nazar
badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai humne bhi suna hai jaati huyi ek geet naya aayi hawa hai humne bhi suna hai ye rang bhari raat ye chaanda ye sitaare ye rang bhari raat ye chaanda ye sitaare ek saath humen dekh ke karte hain ishaare kehte hai jameen par koi dil dil se mila hai humne bhi suna hai badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai humne bhi suna hai do chaand chamakte hai main kis chaand ko dekhun do chaand chamakte hai main kis chaand ko dekhun uss chaand ko main chhod ke uss chaand ko dekhun wo chaand to duniya ka hai ye chaand mera hai humne bhi suna hai badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai humne bhi suna hai mat dekh mere chaand ko oh chaand jalan se mat dekh mere chaand ko oh chaand jalan se main tod ke rakh dungi tujhe neel gagan se milte huye dil dekh ke ye chaand jala hai humne bhi suna hai badli mein chhupe chaand ne kuchh mujhse kaha hai humne bhi suna hai
badli se nikla hai chaand pardesi piya laut ke tu ghar aajaa ghar aa jaa badli se nikla hai chaand pardesi piya laut ke tu ghar aajaa ghar aa jaa badli se nikla hai chaand poochhe pata tera thandi hawaayen chup mujhe dekh ke chup ho jaayen poochhe pata tera thandi hawaayen chup mujhe dekh ke chup ho jaayen laayen to kaise tujhe dhundh ke laaye hooo oooo dhundh ke laaye badli se nikla hai chaand pardesi piya laut ke tu ghar aajaa ghar aa jaa badli se nikla hai chaand aa ke guzar gayin kitni bahaaren aur baras gayin kitni phuhaaren aa ke guzar gayin kitni bahaaren aur baras gayin kitni phuhaaren aa jaa tujhe hum kab se pukaaren hooo oooo kab se pukaaren badli se nikla hai chaand pardesi piya laut ke tu ghar aajaa ghar aa jaa badli se nikla hai chaand pardesi piya laut ke tu ghar aajaa ghar aa jaa badli se nikla hai chaand
badli teri nazar to nazaare badal gaye wo chaandni wo chaand sitaare badal gaye badli teri nazar to nazaare lehron se pooch leejiye saahil bhi hai gawaah lehron se pooch leejiye saahil bhi hai gawaah saahil bhi hai gawaah kashti meri dubo ke wo dhaare badal gaye kashti meri dubo ke wo dhaare wo khwaab wo khayaal wo armaan wo hasratein wo armaan wo hasratein badle jo tum to saare ke saare badal gaye badle jo tum to saare ke saare main bhi wahi hoon meri wafaayein bhi hain wahi wafaayein bhi hain wahi phir kyun teri nazar ke ishaare badal gaye phir kyun teri nazar ke ishaare badal gaye wo chaandni wo chaand sitaare badal gaye badli teri nazar
badnaam mere pyaar kaa afsaana hua hai badnaam mere pyaar kaa afsaana hua hai deewane bhi kehte hain ke deewana hua hai badnaam mere pyaar kaa afsaana hua hai deewane bhi kehte hain ke deewana hua hai rishta tha tabhi to kisi bedard ne toda rishta tha tabhi to kisi bedard ne toda apna tha tabhi to koi begaana hua hai deewane bhi kehte hain ke deewana hua hai badnaam mere pyaar kaa afsaana hua hai deewane bhi kehte hain ke deewana hua hai baadal ki tarah aa ke baras jaayie ek din baadal ki tarah aa ke baras jaayie ek din dil aapke hote huye veerana hua hai deewane bhi kehte hain ke deewana hua hai badnaam mere pyaar kaa afsaana hua hai deewane bhi kehte hain ke deewana hua hai bajte hain khayalon mein teri yaad ke ghunghru bajte hain khayalon mein teri yaad ke ghunghru kuchh din se mera ghar bhi parikhana hua hai deewane bhi kehte hain ke deewana hua hai badnaam mere pyaar kaa afsaana hua hai deewane bhi kehte hain ke deewana hua hai mausam ne banaaya hai nighahon
badnaam badnaam mohabbat kaun kare badnaam badnaam mohabbat kaun kare aur ishq ko rusvaa kaun kare aur ishq ko rusvaa kaun kare badnaam jab de diyaa dil hi haathon se jab de diyaa dil hi haathon se phir aap se shikvaa kaun kare phir aap se shikvaa kaun kare badnaam aankhon mein samaaye jab tum ho aur dil mein samaaye jab tum ho aankhon mein samaaye jab tum ho aur dil mein samaaye jab tum ho phir tum hi bataa do aake zaraa phir tum hi bataa do aake zaraa duniyaa ki tamannaa kaun kare duniyaa ki tamannaa kaun kare badnaam badnaam mohabbat kaun kare aur ishq ko rusvaa kaun kare badnaam aansu to kiye hain khushk magar itnaa bhi bataa do ab aakar aansu to kiye hain khushk magar itnaa bhi bataa do ab aakar jo aag lagi hai seene mein jo aag lagi hai seene mein us aag ko thandaa kaun kare us aag ko thandaa kaun kare badnaam badnaam mohabbat kaun kare aur ishq ko rusvaa kaun kare aur ishq ko rusvaa kaun kare badnaam
badnaam na ho jaaye badnaam na ho jaaye muhobbat ka fasaana o dard bhare aansuon aankhon mein na aana badnaam na ho jaaye badnaam na ho jaaye muhobbat ka fasaana o dard bhare aansuon aankhon mein na aana duniyaa mein muhabbat ki yahi reet hai aye dil duniyaa mein muhabbat ki yahi reet hai aye dil yahi reet hai aye dil yahi reet hai aye dil jal jaana magar honthon pe fariyaad na laana o dard bhare aansuon aankhon mein na aana badnaam na ho jaaye badnaam na ho jaaye muhobbat ka fasaana o dard bhare aansuon aankhon mein na aana keh de na kahin aankh mere dil ki kahaani keh de na kahin aankh mere dil ki kahaani mere dil ki kahaani mere dil ki kahaani aye dil teri dhadkan kahin sun le na zamaana o dard bhare aansuon aankhon mein na aana badnaam na ho jaaye badnaam na ho jaaye muhobbat ka fasaana o dard bhare aansuon aankhon mein na aana aye jaane muhabbat yahi bas meri dua hai aye jaane muhabbat yahi bas meri dua hai yahi bas meri dua hai yahi bas meri dua hai ho jaaye
badnaam zindagi se shikwaa bhi kya karenge jab tu hi bewafa hai teri yaad kya karenge badnaam zindagi se shikwaa bhi kya karenge jab tu hi bewafa hai teri yaad kya karenge badnaam zindagi se jeene ko jee rahe hain marne ka dar nahin hai apni duwaaon mein ab shayad asar nahin hai shayad asar nahin hai sunta nahin hai koi faryaad kya karenge jab tu hi bewafa hai teri yaad kya karenge badnaam zindagi se barbaadiyon ke saaye mein ghar basa rahe hain le ab tere jahaan se hum door ja rahe hain hum door ja rahe hain barbaad hone waale barbaad kya karenge jab tu hi bewafa hai teri yaad kya karenge badnaam zindagi se maana ke bewafa hum tum bhi to bewafa ho phir kaun si khata thi jis par ke tum khafa ho jis par ke tum khafa ho khushiyaan tumhen mubaarak na shaad hum rahenge jab tu hi bewafa hai teri yaad kya karenge badnaam zindagi se
badnaam habe jeneo tobu bhalo bese chhilaam chand mukh dekhe kaalonko hok na tao cheye chhilam badnaam habe jeneo tobu bhalo bese chhilaam o e basante na geye gaan thakte pare ki o e basante na geye gaan thakte pare ki shunle nupur baashi ke nirab rakhte pare ki jouban holo saagor tari dola y bhese chhilam jouban holo saagor tari dola y bhese chhilaam badnaam habe jeneo tobu bhalo bese chhilaam ei premer ful jodi chai kata ke ar bhoy ki pai ei premer ful jodi chai kata ke ar bhoy ki pai tumra mitthe jaake bhabchho take sotti kore jai sotti kore jai jay ja hariye nar kakhuno firse na se to jodi jaay tori dube tire yaar firse na se to ami kanna ke bhalobese se din hese chhilaam ami kanna ke bhalobese se din hese chhilaam badnam habe jeneo tobu bhalo bese chhilaam chand mukh dekhe kaalonko hok na tao cheye chhilam badnam habe jeneo tobu bhalo bese chhilaam
aaaaaa aaaaaa aaaaa aaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaa badra tu jaaa jaa re jaa badra tu jaaa jaa re jaa badra tu jaaa mora le jaa sandesvaa piya bin kuchh bhi bhaaye naa kachhu bhaaye naa jaa re jaa badra tu jaaa jaa re jaa badra tu jaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaa baras baras mann mora zarave garaj garaj kaahe jeeya vich hook aave binti karat paiyaan padat jaa re jaa badra tu jaaa jaa re jaa badra tu jaaaaaaa daras daras ik baar dikhaa de agan agan janmon ki bhujhaa de piyu ke bin heda va chadat jaa re jaa badra tu jaaa jaa re jaa badra tu jaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Badi Mushkil Se Dil Naghma (1953) 06:27 13810
 
Poster of Naghma (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Shaukat Dehalvi Nashad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nadira
Duration : 06:27   Song Number : 13810   

Badi Nazuk Hai Ye Manzil Jagjit Singh 04:58 37713
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Year- 
2003
Lyricist
Zameer Kaazami
Music Director- 
Tabun Sutradhar
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Perizaad Zorabian, Khalid Siddiqui
Duration : 04:58   Song Number : 37713   

Badi Pyaari Kahani Hai Do Roti (1957) 02:47 36570
 
Poster of Do Roti (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Niroopa Roy, Johny Walker
Duration : 02:47   Song Number : 36570   

Badi Sooni Sooni Hai Zindagi Mili (1975) 03:49 20187
 
Poster of Mili (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan
Duration : 03:49   Song Number : 20187   

Badkamma Ekad Boto Ra Shatranj (1969) 05:19 15665
 
Poster of Shatranj (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Kiran
On Screen Actors- 
Mahamood, Helen
Duration : 05:19   Song Number : 15665   

Badla Badla Badlapur (2015) 03:24 39389
 
Poster of Badlapur (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Music Director- 
Sachin, Jigar
Duration : 03:24   Song Number : 39389   

Badla Sara Zamana Paigham (1959) 03:05 32333
 
Poster of Paigham (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Pradeep
On Screen Actors- 
Johny Walker, Meenu Mumtaaj
Duration : 03:05   Song Number : 32333   

Badle Badle Mere Chaudhvin Ka Chand (1960) 04:51 12968
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Jaijaiwanti
Duration : 04:51   Song Number : 12968   

Badle Rang Zamaana C H Atma 03:21 36575
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kanu Ghosh
Singer- 
C H Atma
Duration : 03:21   Song Number : 36575   

Badli Badli Duniyaa Hai Sangeet Samrat Tansen (1962) 03:16 14137
 
Poster of Sangeet Samrat Tansen (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Aneeta Guha
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:16   Song Number : 14137   

Badli Hai Zamaane Ki Nazar Majboor (1964) 04:47 37565
 
Poster of Majboor (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Malgunji
Duration : 04:47   Song Number : 37565   

Badli Mein Chhupe Chaand Ne Shatranj (1956) 03:15 16478
 
Poster of Shatranj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari
Duration : 03:15   Song Number : 16478   

Badli Se Nikla Hai Chaand Sanjog (1961) 03:55 14141
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anita Guha
Duration : 03:55   Song Number : 14141   

Badli Teri Nazar Badi Bahu (1951) 03:10 38893
 
Poster of Badi Bahu (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Anil Krishna Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:10   Song Number : 38893   

Badnaam Mere Pyaar Kaa Anup Jalota 06:29 17977
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Singer- 
Anup Jalota
On Screen Actors- 
Anup Jalota
Duration : 06:29   Song Number : 17977   

Badnaam Mohabbat Kaun Kare Dost (1944) 03:02 17180
 
Poster of Dost (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
Shams Lakhnavi
Music Director- 
Sajjad Hussain
Singer- 
Noor Jehan
Duration : 03:02   Song Number : 17180   

Badnaam Na Ho Jaaye Shaheed (1948) 04:05 11934
 
Poster of Shaheed (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Gulam Haidar
Singer- 
Surindar Kaur
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Kamini Kaushal
Duration : 04:05   Song Number : 11934   

Badnaam Zindagi Se Majboori (1986) 04:43 37563
 
Poster of Majboori (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
K Kashmiri
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:43   Song Number : 37563   

Badnam Habe Jeneo Tarun Banerjee 03:04 39629
 
Poster of Tarun Banerjee
 
Lyricist
Shyamal Gupta
Music Director- 
Tarun Banerjee
Singer- 
Tarun Banerjee
Duration : 03:04   Song Number : 39629   

Badra Rupali Dalal 04:37 17595
 
Poster of Rupali Dalal
 
Category
Indipop
Singer- 
Rupali Dalal
Duration : 04:37   Song Number : 17595