Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ho chhediyalya tara ho chhediyalya tara he geet yeina julun geet yeina julun ho chhediyalya tara ho chhediyalya tara phulate na phool toch jaay pakali galun phulate na phool toch jaay pakali galun ho chhediyalya tara ho chhediyalya tara aakarun yet kahi aakarun yet kahi virate nimishaat tehi virate nimishaat tehi swapnachitra pusuni jaay rang rang oghalun ho chhediyalya tara ho chhediyalya tara kshitijachya paar door mrugjalas yei pur kshitijachya paar door mrugjalas yei pur laslasate ankur he laslasate ankur he yeth chalale jalun laslasate ankur he yeth chalale jalun ho chhediyalya tara ho chhediyalya tara ho chhediyalya tara
chhedo dhun matwalon ki behki behki chaalon ki sheher se door nashe mein choor picnic hai dilwaalon ki kya kya jalwe dikhlata hoon dekho mere sang iske nainon ka jaadu uske anchal ka rang kya kya jalwe dikhlata hoon dekho mere sang iske nainon ka jaadu uske anchal ka rang chali hawa udi ghata lambi zulfon waalon ki chali hawa udi ghata lambi zulfon waalon ki monday tuesday wednesday thursday friday saturday chheh din tak papad bele tab aaya hai sunday monday tuesday wednesday thursday friday saturday chheh din tak papad bele tab aaya hai sunday lagi rahe saji rahe ye mehfil gore kaalon ki lagi rahe saji rahe ye mehfil gore kaalon ki
chhedo na meri zulfen sab log kya kahenge sab log kya kahenge humko deewana tumko kaali ghata kahenge kaali ghata kahenge chhedo na meri zulfen aati hai sharam humko roko ye pyari baatein aati hai sharam humko roko ye pyari baatein jo tumko jaante hain wo jaante hain tumhari baatein tum keh lo sharam isko hum to ada kahenge hum to ada kahenge chhedo na meri zulfen sab log kya kahenge sab log kya kahenge chhedo na meri zulfen main pyaar hoon tumhara mera salaam le lo main pyaar hoon tumhara mera salaam le lo tum isko pyaar samjho tum isko chahat ka naam de lo lekin zamaane wale iss ko khata kahenge iss ko khata kahenge humko deewana tumko kaali ghata kahenge kaali ghata kahenge chhedo na meri zulfen tauba teri nazar ke masti bhare ishaare tauba teri nazar ke masti bhare ishaare dekhenge hum ko tum ko to muskura ke ye sab nazaare ulfat mein do dilon ko behka hua kahenge behka hua kahenge chhedo na meri zulfen sab log kya kahenge sab log kya kahenge humko deewana
chelaji re mari hatu patanthi patoda mohngha lavjo chelaji re mari hatu patanthi patoda mohngha lavjo aema ruda re moraliya chitravjo patan thi patoda mohngha lavjo raang rasumbal koor kasumbal palav pran bichavjo re patan thi patoda mohngha lavjo chelaji re mari hatu patanthi patoda mohngha lavjo oliva patan shaherni re mare thavu padamni naar oliva patan shaherni re mare thavu padamni naar odhi ange patodu re eani relavu rangdhar heere madhela chudlani jod moghi madhavjo re patan thi patoda mohngha lavjo chelaji re mari hatu patanthi patoda mohngha lavjo oli rang nitarti re mane paamer gamti re oli rang nitarti re mane paamer gamti re aene paherta pagma re payal chham chham ti re nathni lavigyani zumka mohenga moti madhavjo re patan thi patoda mohngha lavjo chelaji re mari hatu patanthi patoda mohngha lavjo
haan kaanch ki neend aayi patthar ke khaab laayi kaanch ki neend aayi patthar ke khaab laayi jaane rab jaane kab zhakhmon se mil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chitthi jaave na jaave sandesaa sajan gayo kis des toote dil ki jag bhi nahin sunta naahi sune darvesh tukda tukda in saanson ka seene mein hai bikhra pada tukda tukda in saanson ka seene mein hai bikhra pada sookha hua samandar hai aankhon ke andar dhadkan chalegi kaise dil mein chubhe hai khanjar dil kaale kaale lage lagti hai kaali kaali raina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina kaanch ki neend aayi patthar ke khaab laayi kaanch ki neend aayi patthar ke khaab laayi jaane rab jaane kab zhakhmon se mil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye naina chhil gaye
chhod aaye hum wo galiyaan chhod aaye hum wo galiyaan chhod aaye hum wo galiyaan chhod aaye hum wo galiyaan jahaan tere pairon ke kanwal gira karte the hanse to do gaalon mein bhanwar pada karte the jahaan tere pairon ke kanwal gira karte the hanse to do gaalon mein bhanwar pada karte the heyyyyy teri kamar ke bal pe nadi muda karti thi hansi teri sun sun ke fasal paka karti thi chhod aaye hum wo galiyaan chhod aaye hum wo galiyaan hooo jahaan teri edi se dhoop uda karti thi suna hai uss chaukhat pe ab shaam raha karti hai jahaan teri edi se dhoop uda karti thi suna hai uss chaukhat pe ab shaam raha karti hai latto se uljhi lipti ik raat hua karti thi hooo kabhi kabhi takiye pe wo bhi milaa karti hai chhod aaye hum wo galiyaan chhod aaye hum wo galiyaan dil dard ka tukda hai pathar ki dali si hai ik andha kunwaa hai yaa ik band gali si hai ik chhota sa lamha hai jo khatam nahin hota main laakh jalaata hoon ye bhasm nahin hota ye bhasm nahin hota chhod aaye hum wo
chhod baabul ka ghar mohe pee ke nagar aaj jaana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada sang sakhiyon ke bachpan bitati thi main byah gudiyon ka hans hans rachaati thi main sabse muhn mod kar kya bataaun kidhar dil lagaana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada yaad maike ki dil se bhulaaye chali preet saajan ki mann mein basaaye chali yaad kar ke ye ghar royi aankhen magar muskurana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada pehan ulfat ka gehna dulhan main bani dola aaya piya ka sakhi main chali ye tha jhootha nagar isliye chhod kar mohe jaana pada ooooo oooooo ooooo aaj jaana pada
chhod bhi de majhdhaar mein naav lekar uska naam paar utaare ya wo duboye jaane apne kaam aadmi chiraag hai uski chalegi kya chalti hawa ke saamne tu bhi majboor hai main bhi majboor hoon uski rajaa ke saamne ho ho aadmi chiraag hai uski chalegi kya chalti hawa ke saamne tera kaam hai yahi bas kaam kiye jaa mat soch ye tu anjaam hai kya tera kaam hai yahi bas kaam kiye jaa mat soch ye tu anjaam hai kya wo kaanton ke sej de ya phoolon ki jhukne ke siwa tera kaam hai kya jhukne ke siwa tera kaam hai kya aadmi chiraag hai uski chalegi kya chalti hawa ke saamne ho ho tu bhi majboor hai main bhi majboor hoon uski rajaa ke saamne kayi doob ke bhanwar mein bhi bach nikle kayi reh gaye doob ke kinaare par kayi doob ke bhanwar mein bhi bach nikle kayi reh gaye doob ke kinaare par wo nadi ho ya naav ya aandhi ho sabhi chalte hain uske ishaare par sabhi chalte hain uske ishaare par aadmi chiraag hai uski chalegi kya chalti hawa ke saamne ho ho tu bhi majboor hai main bhi
chhod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale chhod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale banvaasi banraaj dulaare sab se naata tod chale mukh mod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale chala ram ka sevak ban kar laxman jaisa bhai chali jaanki ban kar apne preetam ki parchaayi nar naari pashu panchhi sab ka mann ab naata tod chale mukh mod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale jaise bachhade chhin jane par dekha karti gayaiya jaise bachhade chhin jane par dekha karti gayaiya waise hi ro ro kar dekhen ram lakhan ko maiyaan maya mamata mahal mohini sab se naata tod chale mukh mod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale laxman bina mahal hai soona seeta bina rasoyi ram bina hai sooni ayodhya saari praja royi chhod ke kaliyon ki galiyan kaanton se naata jod chale mukh mod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale aaj humare ram ayodhya chhod chale
kahaan chalaa aye mere jogiiii jeevan se tu bhaag ke kisi ek dil ke kaaran yun saari duniyaa tyaag ke chhod de saari duniyaa kisi ke liye ye munaasib nahin aadmi ke liye pyaar se bhi zuroori kayi kaam hai pyaar sab kuchh nahin zindagi ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye tann se tann ka milan ho naa paaya to kya mann se mann kaa milan koi kam to nahin mann se mann kaa milan koi kam to nahin khushboo aati rahe door hi se sahi saamne ho chaman koi kam to nahin saamne ho chaman koi kam to nahin chaand miltaa nahin sabko sansaar mein hai diyaa hi bahot roshani ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye itni hasrat se takti hain kaliyaan tumhen kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin kyun bahaaron ko phir se bulaate nahin ek duniyaa ujad hi gayi hai to kya doosra tum jahaan kyun basaate nahin dil naa chaahe bhi to saath sansaar ke chalna padta hai sab ki khushi ke liye chhod de saari duniyaa kisi ke liye
aah chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa o o o chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa ha ha ha in adaaon ka zamaanaa bhi hai diwaanaa diwaanaa kyaa kahegaa o o o chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa ha ha ha in adaaon ka zamaanaa bhi hai diwaanaa diwaanaa kyaa kahegaa aa ha ha chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa main chali main chali ab khoob chhedo pyaar ke afsaane kuchh mausam hai diwaanaa kuchh tum bhi ho diwaane main chali ab khoob chhedo pyaar ke afsaane kuchh mausam hai diwaanaa kuchh tum bhi ho diwaane zaraa sunnaa jaan e tamnnaa o zaraa sunnaa jaan e tamnnaa itnaa to sochiye mausam suhaanaa kyaa kahegaa o o o chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa ha ha ha in adaaon ka zamaanaa bhi hai diwaanaa diwaanaa kyaa kahegaa aa ha ha chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa o ho ho ho ho ho aa ha ha ha o ho ho ho ho ho aa ha ha ha o ho ho ho ho ho umm hmm hmm hmmm yun na dekho jaag jaaye pyaar ki angdaai ye rastaa ye tanhaai lo dil ne thokar khaayee yahi din
chhod gaye baalam mujhe haaye akela chhod gaye chhod gaye baalam mera pyaar bhara dil tod gaye chhod gaye baalam mujhe haaye akela chhod gaye chhoot gaya baalam haaye saath humara chhoot gaya toot gaya baalam mera pyaar bhara dil toot gaya phool sang muskaaye kaliyaan main kaise muskaaun baadal dekh ke bhar aayin ankhiyaan baadal dekh ke bhar aayin ankhiyaan chham chham neer bahaaun main chham chham neer bahaaun chhoot gaya baalam haaye saath humara chhoot gaya toot gaya baalam mera pyaar bhara dil toot gaya dil ki lagi ko kya koi jaane main jaane dil jaane palkon ki chhayaa mein naachen palkon ki chhayaa mein naachen dard bhare afsaane haaye dard bhare afsaane chhod gaye baalam mujhe haaye akela chhod gaye chhod gaye baalam mera pyaar bhara dil tod gaye pehle mann mein aag lagi aur phir barsi barsaat aisi chali birhaa ki aandhi aisi chali birhaa ki aandhi tadpat hoon din raat haaye main tadpat hoon din raat chhoot gaya baalam haaye saath humara chhoot gaya chhod
chhod kar tere pyaar ka daaman chhod kar tere pyaar ka daaman ye bata de ke hum kidhar jaayen humko darr hai ke teri baahon mein humko darr hai ke teri baahon mein hum khushi se naa aaj marr jaayen mil gaye aaj kaafile dil ke hum khade hain kareeb manzil ke muskuraa kar jo tumne dekh liya mit gaye hans ke sab gile dil ke kitni pyaari hai ye haseen ghadiyaan inn se keh do yahin thehar jaayen humko darr hai ke teri baahon mein hum khushi se naa aaj marr jaayen tere kadmon pe zindagi rakh doon apni aankhon ki roshni rakh doon tu agar khush ho main tere dil mein apne dil ki har ek khushi rakh doon mere humdam meri khushi ye hai tu nazar aaye hum jidhar jaayen chhod kar tere pyaar ka daaman ye bata de ke hum kidhar jaayen humko darr hai ke teri baahon mein hum khushi se naa aaj marr jaayen
hmm hmm hmm hmm chhod mera haath chhod mera haath mujhe peene de chhod mera haath mujhe peene de aaj saari raat mujhe peene de chaak gireban mujhe seene de pyaasi mar jaungi mujhe jeene de chhod mera haath mujhe peene de tu kya jane kya hai sharaab lakhon sawalon ka hai yeh ek jawaab tu kya jane kya hai sharaab lakhon sawalon ka hai yeh ek jawaab de mera saath de mera saath mujhe peene de chhod mera haath mujhe peene de aaj saari raat mujhe peene de main kyun karun ab intezaar mai phir mile naa mile kya hai aitbaar main kyun karun ab intezaar mai phir mile naa mile kya hai aitbaar mann meri baat maan meri baat mujhe peene de pyaasi mar jaungi mujhe jeene de chhod mera haath mujhe peene de sun le meri tu daastaan jeeta hai kismat ki baazi yeh jahaan sun le meri tu daastaan jeeta hai kismat ki baazi yeh jahaan maine khayi maat maine khayi maat mujhe peene de chhod mera haath mujhe peene de aaj saari raat mujhe peene de chaak gireban mujhe seene de pyaasi mar jaungi
aaaaaaaaaaa chhod musafir maya nagar ab prem nagar ko jaana hai ab prem nagar ko jaana hai ab prem nagar ko jaana hai chhod musafir maya nagar ab prem nagar ko jaana hai iss duniyan kiiiiii iss duniyan ki safar badi hai jeevan ka na thikana hai ab prem nagar ko jaana hai chhod musafir maya nagar ab prem nagar ko jaana hai aalam sara jaa raha hai tera din bhiiiiiii aa raha hai aalam sara jaa raha hai tera din bhi aa raha hai prem ka sauda kar le musafir prem ka sauda kar le musafir pichhe nahin pachhtana hai prem ka sauda kar le musafir pichhe nahin pachhtana hai prem nagar ko jaana hai chhod musaafir maya nagar ab prem nagar ko jaana hai putra pota koi na apna koi na apna koi na apna putra pota koi na apna koi na apna koi na apna maya ras ka jhutha sapna maya ras ka jhutha sapna dekh musafir kadam kadam parrrrrrrrrrrr dekh musafir kadam kadam par jag ka dhanda chhudana hai prem nagar ko jaana hai ab prem nagar ko jaana hai chhod musaafir maya nagar ab prem nagar ko
ye chhodo bhi ye nakhra karo pyaar humse aaya hai mausam masti ka jhoom ke chhodo bhi ye nakhra karo pyaar humse aaya hai mausam masti ka jhoom ke jaane na do ye mauka bahaar ka maan jaao kehna dildaar ka jaane na do ye mauka bahaar ka maan jaao kehna dildaar ka chhodo bhi ye nakhra karo pyaar humse aaya hai mausam masti ka jhoom ke suno re piya dhadke jiya aanchal mera keh raha aa bhi ja aa bhi jaa suno re piya dhadke jiya aanchal mera keh raha aa bhi ja aa bhi jaa dil nashin hai haseen ho ho dil nashin hai haseen aaj sama bhi saajna saajna chhodo bhi ye nakhra karo pyaar humse aaya hai mausam masti ka jhoom ke lala la lala la la la la la laaaa la la la la la la la la la la la tere liye main mere liye tu doori hai phir aaj ki raat kyun bolo na tere liye main mere liye tu doori hai phir aaj ki raat kyun bolo na silsila pyaar ka ho ho silsila pyaar ka ab shuru bhi karo baalama baalama chhodo bhi ye nakhra karo pyaar humse aaya hai mausam masti ka jhoom ke chhodo bhi
mann mein muraliyaaa aayi main chhup ke yahi apraadh kya kam hai sach kehti thi sakhiyan meri bada chhaliya krishan mohan hai sach kehti thi sakhiyan meri mann mein muraliyaaa chhodo chhodo mori baiyan sanwre chhodo chhodo mori baiyan sanwre laaj ke maare main to paani paani huyi jaaun chhodo chhodo mori baiyan sanwre chhodo chhodo mori baiyan sanwre hmmm naar naveli main gaaon ki gwalan janu na ye preet ki paheli ho naar naveli main gaaon ki gwalan janu na ye preet ki paheli mohe darr lage mohe darr lage jhooth mooth main kahin badnaam na ho jaaun chhodo chhodo mori baiyan sanwre chhodo chhodo mori baiyan sanwre hooo mitwaaa hoo mitwaa neer bharan ke roz bahane karun chori chori aaun tose milne ho neer bharan ke roz bahane karun chori chori aaun tose milne tose nit jaane kyaaaa tose nit jaane kya kahne ko aaun bina kahe chale jaaun chhodo chhodo mori baiyan sanwre chhodo chhodo mori baiyan sanwre aaj nahin to kal bhed khulega jab aate jaate duniya degi taane ho
chhodo ji chhodo ji chhodo ji kanhaiya kalaiyaan humaar haaye daiya daudo ji daudo ji daudo ji haaye dekhe hai maiya humaar oho chhodo ji chhodo ji chhodo ji kanhaiya kalaiyaan humaar natkhat hathile chhaile chhabile pakdo humari na baiyaan natkhat hathile chhaile chhabile pakdo humari na baiyaan laaj ki maari tumse main haari ae ji laaj ki maari tumse main haari lo ji padoon tore paiyaan jao ji jao ji jao ji aye ji lo na balaiyaan humaar ho chhodo ji chhodo ji chhodo ji kanhaiya kalaiyaan humaar achchhi nahin ye batiyaan chhichhori kaahe karo jora jori achchhi nahin ye batiyaan chhichhori kaahe karo jora jori chhoti nanandiya devegi taana aye ji chhoti nanandiya devegi taana khencho chunariya na mori todo na todo na todo ji aye ji patli kalaiyaan humaar ho o chhodo ji chhodo ji chhodo ji kanhaiya kalaiyaan humaar chalti dagariya beech bajariya chhedo na chhedo na chhedo saanwariya chalti dagariya beech bajariya chhedo na chhedo na chhedo saanwariya maano na maano
chhodo kal ki baatein kal ki baat purani naye daur mein likhenge mil kar nayi kahani hum hindustani hum hindustani hum hindustani hum hindustani aaj purani zanjeeron ko tod chuke hain kya dekhe uss manzil ko jo chhod chuke hain chaand ke dar pe jaa pahuncha hai aaj zamaana naye jagat se hum bhi naata jod chuke hain naya khoon hai nayi umenge ab hai nayi jawaani hum hindustani chhodo kal ki baatein kal ki baat purani naye daur mein likhenge mil kar nayi kahani hum hindustani hum hindustani aao mehnat ko apna imaan banaaye apne haathon ko apna bhagwaan banaaye raam ki iss dharti ko gautam ki bhumi ko sapnon se bhi pyaara hindustaan banaaye naya khoon hai nayi umenge ab hai nayi jawaani hum hindustani chhodo kal ki baatein kal ki baat purani naye daur mein likhenge mil kar nayi kahani hum hindustani hum hindustani har zarra hai moti aankh utha kar dekho maati mein sona hai haath bada kar dekho sone ki ye ganga hai chandi ki yamuna chaho to pathar se dhaan ugaa kar
aaaaaaa aaaa aaaa aaa aaaa aaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaa aaaaa saiyaaaan saiyaaaan chhodo mori baiyaan saiyaaaan saiyaaaan chhodo mori baiyaan saiyaaaan saiyaaaan haaye chhodo naa mori haayi chhodo mori baiyaan maano bhi kanhaayi hogi jag hansaayiiiiii maano bhi kanhaayi hogi jag hansaayiiiiii dekhooooo dekhooooo dekh rahin hain saari baiyaan dekho saiyaaaan chhodo saiyaaaaaaaaan chhodo mori baiyaan saiyaaaan chhdo re mori baiyaan chhodo naa mori baiyaan saiyaaaan chudi jo koi tooti maathe se bindiyaa chhuti haaye chudi jo koi tooti maathe se bindiyaa chhuti ghar kya bataungi main haaye mar jaaungi main ghar kya bataungi main haaye mar jaaungi main jaane do mohe kaanha kaanha ji more kaanha kaanha jaane do mohe kaanha re jaane do jaane do mohe kaanha saiyaaaaaaan chhodo naa mori baiyaan chhodo mori baiyaan haaye chhodo naa mori haaye chhodo mori baiyaan saiyaaaan chhodo naa mori baiyaan haaye saiyaaaaaaan chhodo baiyaan haaye baiyaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chhediyalya Tara Pt Vasantrao Deshpande 03:00 15937
 
Poster of Pt Vasantrao Deshpande
 
Category
Marathi
Lyricist
Shanta Shelke
Music Director- 
Jitendra Abhisheki
Duration : 03:00   Song Number : 15937   

Chhedo Dhun Matwalon Ki Ghar Sansar (1958) 02:38 36968
 
Poster of Ghar Sansar (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 02:38   Song Number : 36968   

Chhedo Na Meri Zulfen Ganga Ki Lahren (1964) 03:58 32442
 
Poster of Ganga Ki Lahren (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 03:58   Song Number : 32442   

Chhelaji Re Mari Haru Patan Thi Patola Priti Gajjar Ghosh 03:22 11439
 
Poster of Priti Gajjar Ghosh
 
Category
Gujarati
Duration : 03:22   Song Number : 11439   

Chhil Gaye Naina NH10 (2015) 03:13 37208
 
Poster of NH10 (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Kumaar
Music Director- 
Sanjeev Darshan
On Screen Actors- 
Neil Bhoopalam, Anushka Sharma
Duration : 03:13   Song Number : 37208   

Chhod Aaye Hum Maachis (1996) 05:05 10691
 
Poster of Maachis (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
Singer- 
Suresh Wadkar, K K
On Screen Actors- 
Tabu, Chandrachur Singh, Om Puri
Duration : 05:05   Song Number : 10691   

Chhod Baabul Ka Ghar Babul (1950) 03:15 12777
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Raag- 
Marwa
Duration : 03:15   Song Number : 12777   

Chhod Bhi De Manjhdhar Naav Barkha (1959) 03:53 19238
 
Poster of Barkha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jagdeep
Duration : 03:53   Song Number : 19238   

Chhod Chale Aaj Humare Ram Ayodhyapati (1956) 03:35 16545
 
Poster of Ayodhyapati (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Abhi Bhattacharya
Duration : 03:35   Song Number : 16545   

Chhod De Saari Duniyaa Saraswatichandra (1968) 03:32 20285
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:32   Song Number : 20285   

Chhod Do Aanchal Zamaanaa Kyaa Kahegaa Paying Guest (1957) 04:29 12086
 
Poster of Paying Guest (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Duration : 04:29   Song Number : 12086   

Chhod Gaye Baalam Barsaat (1949) 03:24 11812
 
Poster of Barsaat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:24   Song Number : 11812   

Chhod Kar Tere Pyaar Ka Woh Kaun Thi (1964) 03:16 12063
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Helen
Duration : 03:16   Song Number : 12063   

Chhod Mera Haath Mujhe Peene De Subha O Sham (1972) 04:19 37296
 
Poster of Subha O Sham (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:19   Song Number : 37296   

Chhod Musafir Maya Nagar (Bhajan) Pankaj Mullick 03:21 15038
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Bhajan
Singer- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:21   Song Number : 15038   

Chhodo Bhi Ye Dil Sey Miley Dil (1978) 04:58 37079
 
Poster of Dil Sey Miley Dil (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyamli
Duration : 04:58   Song Number : 37079   

Chhodo Chhodo Mori Baiyan Miya Bibi Razi (1960) 04:05 13755
 
Poster of Miya Bibi Razi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Kamini Kadam
Duration : 04:05   Song Number : 13755   

Chhodo Ji Kalaiyan Humaar Bahar (1951) 03:36 11840
 
Poster of Bahar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:36   Song Number : 11840   

Chhodo Kal Ki Baatein Hum Hindustani (1960) 03:21 20286
 
Poster of Hum Hindustani (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:21   Song Number : 20286   

Chhodo More Baiyaan Zubeidaa (2001) 04:07 16763
 
Poster of Zubeidaa (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Richa Sharma
On Screen Actors- 
Karishma Kapoor
Duration : 04:07   Song Number : 16763