|
|
Songs Title
|
Film/Album
|
Duration
|
Song Number
|
|
|
|
Woh Jo Hum Mein Tum Mein
|
woh jo hum mein tum mein qaraar tha tumhen yaad ho ki na yaad ho wohi yaani waada nibaah kaa tumhen yaad ho ki na yaad ho woh jo hum mein tum mein qaraar tha woh naye gile wo shikayaten woh maje maje ki hiqaayten woh har ek baat par roothna tumhen yaad ho ki na yaad ho koi baat aisi agar huyi jo tumhare jee ko buri lagi koi baat aisi agar huyi jo tumhare jee ko buri lagi to bayaan se pehle hi bhoolna tumhen yaad ho ki na yaad ho woh jo hum mein tum mein qaraar tha jise aap ginte the aashna jise aap kehte the baavfaa main wohi hoon monin e muqtala tumhen yaad ho ki na yaad ho woh jo hum mein tum mein qaraar tha
Chitra Singh
|
03:18
|
36759
|
|
|
|
Duration : 03:18 Song Number : 36759
|
|
|
Woh Kehte Hai Humse
|
woh kehte hai humse woh kehte hai humse abhi umar nahin hai pyaar ki naadaan hai wo kya jaane kab kali khili bahaar ki woh kehte hai humse abhi umar nahin hai pyaar ki naadaan hai wo kya jaane kab kali khili bahaar ki woh kehte hai humse kamsin ho yaa jawaan ho jab pyaar jaagta hai kamsin ho yaa jawaan ho jab pyaar jaagta hai kab umr dekhta hai dil kaa jaana dil ka aa jaana yeh baat nahin ikhtiyaar ki naadaan hai wo kya jaane kab kali khili bahaar ki woh kehte hai humse dharti ke saath ambar chanda ke saath taare dharti ke saath ambar chanda ke saath taare nadiyaa ke sang kinaare koi nahi tanha koi nahi tanha hai reet yahi sansaar ki naadaan hai wo kya jaane kab kali khili bahaar ki woh kehte hai humse abhi umar nahin hai pyaar ki naadaan hai wo kya jaane kab kali khili bahaar ki woh kehte hai humse lal lal la lal lal la lal lal lara la la lal lal la lal lal la la la lara lara la lal lal la lal lal la lara lara lara lal lal la lal lal la la la la la lara la
Dariya Dil (1988)
|
05:27
|
18754
|
|
|
|
Duration : 05:27 Song Number : 18754
|
|
|
Woh Khush Naseeb Hain
|
woh khush naseeb hai jin ko yahan qaraar mila humein to dil jo mila woh bhi beqaraar mila woh khush naseeb hain jin ko yahan qaraar mila humein to dil jo mila woh bhi beqaraar mila woh khush naseeb hain mili hain pyaar mein dar dar ki thokarein hum ko mili hain pyaar mein dar dar ki thokarein hum ko lagaye rakhate hain seene se har ghadi ghum ko jo khatm ho na kabhi aisa intezaar mila humein to dil jo mila woh bhi beqaraar mila woh khush naseeb hain sitam hai ghum ke samandar mein har kushi doobi sitam hai ghum ke samandar mein har kushi doobi hamaare ashq mein khud apni zindagi doobi sahara de koi aisa na ek baar mila humein to dil jo mila woh bhi beqaraar mila woh khush naseeb hain jin ko yahan qaraar mila humein to dil jo mila woh bhi beqaraar mila woh khush naseeb hain
Hill Station (1957)
|
03:17
|
13335
|
|
|
|
Duration : 03:17 Song Number : 13335
|
|
|
Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai
|
hey hey hey hey hey hey aaaa haa haa haa haa haa hmm hmm hmm hmm hmm hmm kabhi mujhko hasaaye kabhi mujhko rulaaye mujhe kitna satati hai kabhi mujhko hasaaye kabhi mujhko rulaaye mujhe kitna satati hai wo ladki bahut yaad aati hai wo ladki bahut yaad aati hai wo ladki bahut yaad aati hai wo ladki bahut yaad aati hai mere sapnon mein aaye mere dil ko churaaye mujhe kitna satata hai mere sapnon mein aaye mere dil ko churaaye mujhe kitna satata hai wo ladka bahut yaad aata hai wo ladka bahut yaad aata hai dekha usse jab pehli baar ban gaya deewana main yaar karke anjaana ikraar le gayi dil ka chaen qaraar dekha usse jab pehli baar ban gaya deewana main yaar karke anjaana ikraar le gayi dil ka chaen qaraar thodi si ghabrai thi thodi si sharmai thi itna pyaara mukhda hai wo to chand ka tukda hai jaane kahan chhup jaati hai wo ladki bahut yaad aati hai wo ladki bahut yaad aati hai wo ladki bahut yaad aati hai wo ladki bahut yaad aati hai main to uspe marti hoon duniya
Qayamat (City Under Threat) (2003)
|
06:29
|
18615
|
|
|
|
Duration : 06:29 Song Number : 18615
|
|
|
Woh Lamhe Woh Baatein
|
ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho woh lamhe woh baatein koi na jaane thi kaisi raatein ho ho ho barsaatein woh bheegi bheegi yaadein woh bheegi bheegi yaadein na main jaanu na tu jaane kaisa hai ye mausam koi na jaane kahin se ye khiza aayi ghumon ki dhoop sang laayi khafa ho gaye hum juda ho gaye hum woh lamhe woh baatein koi na jaane thi kaisi raatein ho ho ho barsaatein woh bheegi bheegi yaadein woh bheegi bheegi yaadein hoo ho ho ho saagar ki gehraayi se gehra hai apna pyaar sehraaon ki inn hawaaon mein kaise aayegi bahaar kahaan se ye hawaa aayi ghataayein khali kyun chhanyi khafa ho gaye hum juda ho gaye hum woh lamhe woh baatein koi na jaane thi kaisi raatein ho ho ho barsaatein woh bheegi bheegi yaadein woh bheegi bheegi yaadein ho ho ho ho ho ho hohohohohoho ho hoho hoh ho ho hoh hohoho aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa
Zeher (A Love Story) (2005)
|
05:19
|
21411
|
|
|
|
Duration : 05:19 Song Number : 21411
|
|
|
Woh Saadgi Kahen Ise
|
woh saadgi kahen ise deewangi kahen woh saadgi kahen ise deewangi kahen unka badha jo haath yahaan dil luta diya unka badha jo haath yahaan dil luta diya pehle pehal ke dard ki lazzat na poochhiye pehle pehal ke dard ki lazzat na poochhiye lazzat na poochhiye uthi jo dil mein hook to main muskura diya uthi jo dil mein hook to main muskura diya unka badha jo haath yahaan dil luta diya unka badha jo haath yahaan dil luta diya ye kaun sochta hai ke sajda kubool hoooooo ye kaun sochta hai ke sajda kubool ho sajda kubool ho ye kaun dekhta hai kahaan sar jhuka diya ye kaun dekhta hai kahaan sar jhuka diya unka badha jo haath yahaan dil luta diya unka badha jo haath yahaan dil luta diya aanchal ki oth ho ke na ho ab naseeb mein aanchal ki oth ho ke na ho ab naseeb mein ab naseeb mein maine charaag aaj hawaa mein jala diya maine charaag aaj hawaa mein jala diya unka badha jo haath yahaan dil luta diya unka badha jo haath yahaan dil luta diya woh saadgi kahen ise deewangi
Shama (1961)
|
04:09
|
14222
|
|
|
|
Duration : 04:09 Song Number : 14222
|
|
|
Woh Saath Humara De Na Sake
|
woh saath humaara de na sake hum naam pe unke jeete hain do din ko khushi ke paaye the kyaa kahiye kaise beete hain woh saath humaara de na sake tanhaayi bahaaron se milkar jab unki yaad dilaati hai tanhaayi bahaaron se milkar jab unki yaad dilaati hai ummeed ke kachche dhaage se zakhmon ko apne seete hain woh saath humaara de na sake jaa aur kahin ab ae saavan kyun thandi aag lagaataa hai jaa aur kahin ab ae saavan kyun thandi aag lagaataa hai hum laayen kahaan se ab aansu aankhon ke sarovar reete hain woh saath humaara de na sake woh jitne hum se door huye is dil ki tadap utni hi badhi woh jitne hum se door huye is dil ki tadap utni hi badhi le jaam uthaa ab ae saaqi hum khoon e tamannaa peete hain woh saath humaara de na sake hum naam pe unke jeete hain do din ko khushi ke paaye the kyaa kahiye kaise beete hain woh saath humaara de na sake
Hemant Kumar
|
03:11
|
18935
|
|
|
|
Duration : 03:11 Song Number : 18935
|
|
|
Woh Subah
|
inn kaali sadiyon ke sar se jab raat ka aanchal dhalkega jab dukh ke baadal pighlenge jab sukh ka saagar chhalkega jab ambar jhoom ke naachega jab dharti nagmein gaayegi woh subah hami se aayegi woh subah hami se aayegi woh subah hami se aayegi woh subah hami se aayegi jis subah ki khatir jug jug se hum sab mar mar ke jeete hain jis subah ki amrit ki dhun mein hum zehar ke pyaale peete hain in bhookhi pyaasi roohon par ik din toh karam pharmaayegi woh subah hami se aayegi woh subah hami se aayegi woh subah hami se aayegi woh subah hami se aayegi maana ke abhi tere mere armaanon ki keemat kuchh bhi nahin mitti ka bhi hai kuchh mol magar insaanon ki keemat kuchh bhi nahin insaanon ki izzat jab jhoothe sikkon mein na toli jaayegi woh subah hami se aayegi woh subah hami se aayegi woh subah hami se aayegi woh subah hami se aayegi woh subah hami se aayegi woh subah hami se aayegi
Begum Jaan (2017)
|
04:38
|
40833
|
|
|
|
Duration : 04:38 Song Number : 40833
|
|
|
Woh Subah Kabhi To Aayegi
|
woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi in kaali sadiyon ke sar se jab raat ka aanchal dhalkega jab dukh ke baadal pighlenge jab sukh ka sagar chalkega jab ambar jhoom ke naachega jab dharti nagme gaayegi woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi hm hm hm hm hm a a a a jis subah ki khatir yug yug se hum sab mar mar kar jeete hai a a a a a a a a jis subah ke amrit ki dhun mein hum zahar ke pyaale peete hai hm hm hm hm in bhookhi pyaasi roohon par ik din to karam farmayegi woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi a a a hm hm hm hm hm a a a mana ke abhi tere mere armano ki keemat kuch bhi nahi hm hm hm hm mitthi ka bhi hai kuch mol magar insanon ki keemat kuch bhi nahi a a a a insanon ki izzat jab jhute sikko mein na toli jaayegi woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi
Phir Subha Hogi (1958)
|
03:31
|
11814
|
|
|
|
Duration : 03:31 Song Number : 11814
|
|
|
Woh To Chale Gaye
|
woh to chale gaye ae dil yaad se unki pyaar kar woh to chale gaye ae dil yaad se unki pyaar kar jeene mein kya maza raha maut ka intezaar kar woh to chale gaye ae dil yaad se unki pyaar kar tujhko khushi se kya garaz ghum hai tere naseeb mein tujhko khushi se kya garaz ghum hai tere naseeb mein khushiyon ki aas chhod de ghum ko gale ka haar kar jeene mein kya maza raha maut ka intezaar kar woh to chale gaye ae dil yaad se unki pyaar kar bhool ja din bahaar ke dekh na khwaab pyaar ke bhool ja din bahaar ke dekh na khwaab pyaar ke dil to nisaar kar diya jaan bhi ab nisaar kar jeene mein kya maza raha maut ka intezaar kar woh to chale gaye ae dil yaad se unki pyaar kar
Sangdil (1952)
|
03:20
|
35983
|
|
|
|
Duration : 03:20 Song Number : 35983
|
|
|
Woh To Rootha Hai
|
wo to lootha hai mana lenge wo to bigla hai bana lenge wo to lota hai hansa lenge aahhhh rootha hai to mana lenge rootha hai to mana lenge bigda hai to bana lenge rota hai to hansa lenge phir bhi na mana to phir bhi na mana to na mana to deke khilona behla lenge haye haye hooo hooo rootha hai to mana lenge bigda hai to bana lenge rota hai to hansa lenge phir bhi na mana to phir bhi na mana to na mana to deke khilona behla lenge rootha hai to mana lenge pyaar mein gussa hai gusse mein pyaar hai are pyaar mein gussa hai gusse mein pyaar hai jhuthe inkaar mein sachcha ikraar hai naadan ko samjha lenge hum jaal mein fansa lenge beimaan ko fusla lenge beimaan ko fusla lenge phir bhi na mana to phir bhi na mana to na mana to deke khilona behla lenge rootha hai to mana lenge dil ka meetha hai kadwa zubaan ka dil ka meetha hai kadwa zubaan ka banta hai sayaana buddhu jahaan ka hum dhoke se behka lenge takraar se manwa lenge ek pyaal se tanta malenge ek pyaal se tanta
Jwar Bhata (1973)
|
03:49
|
12023
|
|
|
|
Duration : 03:49 Song Number : 12023
|
|
|
Woh Zindagi Ae Meri Bebasi
|
oh zindagi ae meri bebasi oh zindagi ae meri bebasi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai oh zindagi ae meri bebasi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai hum sailaani ghar na gharaana kaam humaara chalte jaana kaam humaara chalte jaana apni kabhi koi manzil na thi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai aankh se jo ek boond giri hai har sapne ka mol yahi hai har sapne ka mol yahi hai ae dil ki kari koi kimat na thi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai jo ye sapne sach ho jaate to ye sapne kyun kehlaate to ye sapne kyun kehlaate aur iss ghadi neend kyun tootti apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai oh zindagi ae meri bebasi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai oh zindagi ae meri bebasi apna koi na tha apna koi nahin is duniya mein haai
Sapnon Ka Saudagar (1968)
|
07:10
|
14147
|
|
|
|
Duration : 07:10 Song Number : 14147
|
|
|
Wohi Chandani Hai Wohi Aasmaan Hai
|
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm wohi chaandani hai wohi aasmaan hai bahaaren wohi aur wohi gulsitaan hai wohi chaandani hai wohi aasmaan hai bahaaren wohi aur wohi gulsitaan hai magar jis se roshan ye dil ka jahaan hai chhupaa chaand jaa kar wo mera kahaan hai wohi chaandani hai wohi aasmaan hai bahaaren wohi aur wohi gulsitaan hai wohi dil wohi main mohabbat bhi wohi nigaahon mein ab tak hai soorat bhi wohi magar naa wo mehfil naa wo daastaan hai magar naa wo mehfil naa wo daastaan hai naa wo daastaan hai wohi chaandani hai wohi aasmaan hai bahaaren wohi aur wohi gulsitaan hai aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa mehkti hai kaliyaan to chubhate hain kaante sisakte hain gunche to lagte hain chaante magar dekhata kaun ye meharbaan hai magar dekhata kaun ye meharbaan hai ye meharbaan hai wohi chaandani hai wohi aasmaan hai bahaaren wohi aur wohi gulsitaan hai
Rishta (1954)
|
03:51
|
15658
|
|
|
|
Duration : 03:51 Song Number : 15658
|
|
|
Wohi Palkon Ka Jhapakna
|
wohi palkon ka jhapakna wohi jaadu tere wohi palkon ka jhapakna wohi jaadu tere saare andaaz chura laayi hai khushboo tere wohi palkon ka jhapakna wohi jaadu tere saare andaaz chura laayi hai khushboo tere wohi palkon ka jhapakna wohi jaadu tere aur kuchh der agar tez hawa chalti rahi aur kuchh der agar tez hawa chalti rahi aur kuchh der agar tez hawa chalti rahi meri baahon mein bikhar jaayenge gesu tere wohi palkon ka jhapakna wohi jaadu tere tujhse main jism churata tha magar ilm na tha tujhse main jism churata tha magar ilm na tha tujhse main jism churata tha magar ilm na tha mere saaye se lipat jaayenge baaju tere wohi palkon ka jhapakna wohi jaadu tere teri aankhon mein pighalti rahi soorat meri teri aankhon mein pighalti rahi soorat meri teri aankhon mein pighalti rahi soorat meri meri tasveer pe girte rahe aansoo tere wohi palkon ka jhapakna wohi jaadu tere saare andaaz chura laayi hai khushboo tere wohi palkon ka jhapakna wohi jaadu tere
Ghulam Ali
|
05:51
|
36623
|
|
|
|
Duration : 05:51 Song Number : 36623
|
|
|
Wonderful
|
she belongs there left with her liberty never known as a non believer she laughs and stays in the won won won wonderful she knew how to gather the forest when god reached softly and moved her body one golden locket quite young and loving her mother and father farther down the path was a mystery through the recess the chalk and numbers a boy bumped into her won won won wonderful all fall down and lost in a mystery lost in love to a non believer and all that's left is a girl who's loved by her mother and father she'll return in love with a liberty just a wait from the non believer she'll sigh and thank god for won won won wonderful
In the Style of The Beach Boys
|
02:07
|
35101
|
|
|
|
Duration : 02:07 Song Number : 35101
|
|
|
Worli Ka Naka Duniya
|
ri ri ka raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka ri ri ka raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka duniya dhamaka kadam kadam pe chhodo ik pataakha ri ri ka raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka duniya dhamaka kadam kadam pe chhodo ik pataakha haa ho ho haaye garibon ka ye jeena haye jale hai dekh dekh seena haye kaam to karta budha kallu maze se khaaye sambhu kaka ri ri ka raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka duniya dhamaka kadam kadam pe chhodo ik pataakha tumhein jo aata hai jhukaana thukega lala ye zamaana duniya hai zaalim maanegi usko jo ho duniya ka chacha ri ri ra raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka duniya dhamaka kadam kadam pe chhodo ik pataakha kaisi nigahein teri kafir haye raste pe luta hai musafir haye aaj tamaasha ho gaya ulta daku pe pad gaya daaka ri ri ra raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka duniya dhamaka kadam kadam pe chhodo ik pataakha haaa ha ho galiyon mein jhoom jhoom gaata husn ko ishq sikhaata mera
Do Ustad (1959)
|
05:27
|
39751
|
|
|
|
Duration : 05:27 Song Number : 39751
|
|
|
Would I Lie To You
|
Would I lie to you? Oh yeah Would I lie to you, honey? Now would I say something that wasn''t true? I''m askin'' you, sugar, would I lie to you? My friends know what''s in store: I won''t be here anymore I''ve packed my bags, I''ve cleaned the floor Watch me walking, walking out the door Believe me, I''ll make it, make it Believe me, I''ll make it, make it Would I lie to you? Would I lie to you, honey? Now would I say something that wasn''t true? I''m askin'' you, sugar, would I lie to you? Tell you straight, no intervention, to your face, no deception You''re the biggest fake, that much is true Had all I can take, now I''m leaving you Wooh, ah, hey eeh yeah, ah Believe me, I''ll make it, make it Ah yes, I will, Believe me, I''ll make it, make it Would I lie to you? Would I lie to you, honey? Now would I say something that wasn''t true? I''m askin'' you, sugar, would I lie? Oh yeah! Would I lie to you? Would I lie to you, honey? Now would I say
In the Style of Annie Lennox
|
04:25
|
10766
|
|
|
|
Duration : 04:25 Song Number : 10766
|
|
|
X Picchi Y Picchi
|
oo ya ho oo ya ho oo ya ho ye oo ya ho oo ya ya ho oo ya ho ye o rari daari o rari daari trarara taarara va va va va va va va oo ye x picchi y picchi yedo picchi tune chesi paadanante yekkunu picchi x picchi y picchi yedo picchi tune chesi paadanante yekkunu picchi naa paruvalanni nooru paallu padi chaccheranta poragallu adugettina chotalla anu yuddhale modalayye anthe x picchi y picchi yedo picchi tune chesi paadanante yekkunu picchi paruvalanni nooru paallu padi chaccheranta poragallu adugettina chotalla anu yuddhale modalayye anthe thoragane arigela naa chuttu raa thippukona saripole adirela oka pattune pattukona garu dosu valle yegiri dooki raana english channallalle ninnu munchi pona yentha vundi ippudaindi konte x picchi y picchi yedo picchi tune chesi paadanante yekkunu picchi paruvalanni nooru paallu padi chaccheranta poragallu adugettina chotalla anu yuddhale modalayye anthe mruduvaina pegini rasikathale prachurinchu mullu leni rojani madilone sangrinchu
Ghajini (2005)
|
04:12
|
10317
|
|
|
|
Duration : 04:12 Song Number : 10317
|
|
|
Y O G A
|
y o g a y o g a karo yoga yoga rom rom mein om basa kar shuru karo tum yoga rom rom mein om basa kar shuru karo tum yoga jaise chaho badan tumhara hoga karo yoga yoga yoga yoga yoga raaj yoga karam yoga mantra yoga tantra yoga karo yoga jaise chaho badan tumhara hoga karo yoga yoga yoga yoga yoga pet ke bal let ke badan seedha tek ke aediyaan jodoooo dharti pe hatheli rakh ke dheere saans andar kheecho dheere bahar chhodo saanson ki safaai hogi seene ki golaayi hogi kad ki lambai hogi ang ang bas mein hoga yoga karo yoga yoga yoga yoga yoga pranaam main maharishiyon ka chela kisi ki khatir dekhne aaya hoon aapka ye mela yes that''s right thank you shirsh aasan aur aise bilkul galat abhi batata hoon hey sir ko zameen pe rakho aur apni donon taange uppar uthaao duniyaa se door ho ke dhyaan mein magan ho ke gyaan bhadaao tann mein lachak aaye mann ki kasak jaaye chehre pe chamak aayegi nazron mein naya noor hoga yoga yoga yoga yoga yoga yoga petrol ki taaqat se moter
Haadsaa (1983)
|
06:04
|
18363
|
|
|
|
Duration : 06:04 Song Number : 18363
|
|
|
Ya Ali Reham Ali
|
ya ali reham ali ya ali yaar pe qurbaan hain sabhi ya ali madad ali ya ali ye meri jaan ye zindagi ishq pe haan mitaa doon lutaa doon main apni khudi yaar pe haan lutaa doon mitaa doon main ye hasti ya ali reham ali ya ali yaar pe qurbaan hain sabhi ya ali madad ali ya ali ye meri jaan ye zindagi mujhe kuchh pal de kurbat ke fakiram teri chahat ke rahein bechain dil kab tak milein kuchh pal to rahat ke chahat pe ishq pe haan mitaa doon lutaa doon main apni khudi yaar pe haan lutaa doon mitaa doon main ye hasti ya ali reham ali ya ali yaar pe qurbaan hain sabhi ya ali madad ali ya ali ye meri jaan ye zindagi bina tere na ik pal ho na bin tere kabhi kal ho ye dil ban jaaye patthar ka na iss mein koi hulchul ho sanam pe haan ishq pe haan mitaa doon lutaa doon main apni khudi kasam se haan lutaa doon mitaa doon main ye hastii ya ali reham ali ya ali yaar pe qurbaan hain sabhi ya ali madad ali ya ali ye meri jaan ye zindagi
Gangster (A Love Story) (2006)
|
05:01
|
21415
|
|
|
|
Duration : 05:01 Song Number : 21415
|