Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ab ke baras wo haal hai laga gazab ka saal hai ji ab ke baras wo haal hai laga gazab ka saal hai ji hoo jiya mora bas mein naa aaye raama haaye raama mast nazar ka jaal hai behki behki chaal hai ji mast nazar ka jaal hai behki behki chaal hai jiya mora bas mein naa aaye raama haaye raama ab ke baras haan ab ke baras ab ke baras wo haal hai ji rang armaanon ka barse piya mere piya tu aa jaa na hoo ho rang armaanon ka barse piya mere piya tu aa jaa na chaahat pinjre mein tarse ab na mujhe tu tarsaana dhadkan mein sur taal hai dhadkan mein sur taal hai phir bhi mann behaal hai ji hoo jiya mora bas mein naa aaye raama haaye raama ab ke baras wo haal hai laga gazab ka saal hai ji shabnam gaalon pe dole aaye koi aaye mujhe apnaaye aye hey shabnam gaalon pe dole aaye koi aaye mujhe apnaaye angdaayi mose bole mera koi mera ab ban jaaye baahar to barsaat hai baahar to barsaat hai haan mann mein pyar ki baat hai ji hoo jiya mora bas mein naa aaye raama haaye raama ab ke
ab ke baras bhej bhaiya ko babul sawan ne lee jo bulaaye re lautengi jab mere bachpan ki sakhiyan dijo sandesa bhijaay re ab ke baras bhej bhaiya ko babul ambava tale phir se jhoole padenge rimjhim padengi phuharen lautengi phir tere aangan mein babul sawan ki thandi bahaaren chhalke nayan mora kaske re jiyara bachpan ki jab yaad aaye re ab ke baras bhej bhaiya ko babul bairan jawaani ne chheene khilaune aur meri gudiya churayee babul thi main tere naazon ki paali phir kyun huyi main paraayee beete re jug koi chitthiyaa na paati na koi naihar se aaye re ab ke baras bhej bhaiya ko babul sawan ne lee jo bulaaye re lautengi jab mere bachpan ki sakhiyan dijo sandesa bhijaay re ab ke baras bhej bhaiya ko babul
heyyyyyyyy haaaannnnnn aaaaaaa gaaaaaa reeeeeeeee aaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa ab ke hum bichhade bichhade ab ke hum bichhade to shaaaaaaayaddddddd kabhi khaabon mein milen ab ke hum bichhade to shaaaaayad kabhi khaabon mein milen jis tarah sooooookhe huye jis tarah sookhe phool kitaabon mein mile ab ke hum bichhade to dhundhe ujade huye dhuuuuunnnnn dhuuuuunnnnnn dhundhe ujade huye logoooooooooooon dhundhe ujade dhundhe ujade huye logon mein wafaa ke moti wafaaon ke motiiiiiiiiii motiiii wafaaon ke wafaaon ke wafaa ke dhundhe ujade dhuuunnnnnndh dhuuuuuuuunnnndhe dhundhe ujade dhundhe ujade huye logon ujade huye logon mein logon mein logon mein logon mein dhundhe ujade huye logon mein wafaa ke moti ye khazaane tujhe mumkin hai kharaabon milen ye khazaane tujhe mumkin hai kharaabon milen jis tarah sookhe phool kitaabon mein mile ab
ab ke hum bichhde to shayad kabhi khaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad kabhi khaabon mein milen jiss tarah sookhe huye phool kitaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad dhoondh ujade huye logon mein wafaa ke moti dhoondh ujade huye logon mein wafaa ke moti ye khizaan mein tujhe mumkin hain kairaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad tu khuda hai naa mera ishq farishton jaisa tu khuda hai naa mera ishq farishton jaisa donon insaan hain to kyun itne hizaabon mein milen jiss tarah sookhe huye phool kitaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad ghum e duniyaan bhi ghum e yaar mein shaamil kar lo ghum e duniyaan bhi ghum e yaar mein shaamil kar lo nashaa badhtaa hai sharaaben jo sharaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad ab naa main hoon naa tu hai naa wo maazi hai faraaq ab naa main hoon naa tu hai naa wo maazi hai faraaq jaise do saaye tamanna ke saraabon mein milen jiss tarah sookhe huye phool kitaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad
hooo ab ke naa saawan barse ab ke naa saawan barse hooooooo ab ke baras to barsengi ankhiyaan ab ke naa saawan barse hooooooo ab ke baras to barsengi ankhiyaan ab ke naa saawan barse jaane kaise ab ke ye mausam beete aaaaa aaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa jaane kaise ab ke ye mausam beete beetegi jo tere bin wo kam beete tere bina saawan sookheeee tere bina ab to ye mann tarse ab ke naa saawan barse hooooooo ab ke baras to barsengi ankhiyaan ab ke naa saawan barse jaane kab aaye din din dhal jaaye din dhal jaaye jaane kab aaye din din dhal jaaye tere bin ankhiyon se raat naa jaaye tere bina raat naa jaaye tere bina ab to ye din tarse ab ke naa saawan barse hooooooo ab ke baras to barsengi ankhiyaan ab ke naa saawan barse
ab ke saawan mein jee dare rim jhim tann pe paani gire ab ke saawan mein jee dare rim jhim tann pe paani gire mann mein lage aag si hooooo ooooo ooooo ab ke saawan mein jee dare rim jhim tann pe paani gire mann mein lage aag si hoooooooooo aisa mausam pehle kabhi bhi aaya nahin aisa baadal ambar pe sajnaa chhaaya nahin oooo oooooo aisa mausam pehle kabhi bhi aaya nahin aisa baadal ambar pe sajnaa chhaaya nahin hooooo ye suhaana samaa prem ki khoj mein mauj mein hoooo hoooo paagal premi ban ke phire rim jhim tann pe paani gire mann mein lage aag si hooooo ooooo ooooo ab ke saawan mein jee dare hmmmm rim jhim tann pe paani gire mann mein lage aag si aa tujhko aankhon mein chhupaa loon iss raat mein kajraa gajraa beh jaayega ri barsaat mein oooo oooooo aa tujhko aankhon mein chhupaa loon iss raat mein ho kajraa gajraa beh jaayega ri barsaat mein hooooo hosh se kaam lo raam kaa naam lo thaam loooo hoooo ooooo jaane bairan rutt kya kare hmmmm rim jhim tann pe paani gire
ab ke saawan mein jee dare rimjhim tan pe paani gire ab ke saawan mein jee dare rimjhim tan pe paani gire mann mein lageeeeee aag siii hoooo oooo oooo ooooo ab ke saawan mein jee dare rimjhim tan pe paani gire mann mein lageeeeee aag siii hoooooooo aisa mausam pelhe kabhi bhi aaya nahin aisa baadal ambar pe sajnaa chhaya nahin hooo oooo aisa mausam pelhe kabhi bhi aaya nahin aisa baadal ambar pe sajnaa chhaya nahin ho ye suhaana samaa prem ki khoj mein mauj meinnnnn hooooo ooooo pagal premi ban ke phire rimjhim tan pe paani gire mann mein lageeeeee aag siii hoooo oooo oooo ooooo ab ke saawan mein jee dare rimjhim tan pe paani gire mann mein lageeeeee aag siii aa tujh ko aankhon mein chhupa loon iss raat mein kajra gajra beh jaayega ri barsaat mein hoooo ooooo aa tujh ko aankhon mein chhupa loon iss raat mein kajra gajra beh jaayega ri barsaat mein hoooo hosh se kaam lo raam ka naam lo thaam loo oooo ooooo jaane bairan rutt kya kare rimjhim tan pe paani gire mann
ab ke sajan sawan mein ab ke sajan sawan mein aag lagegi badan mein ghata barsegi magar tarsegi nazar mil na sakenge do man ek hi aangan mein ab ke sajan sawan mein aag lagegi badan mein ghata barsegi magar tarsegi nazar mil na sakenge do man ek hi aangan mein ab ke sajan sawan mein do dilon ke beech khadi kitni deewarein haai do dilon ke beech khadi kitni deewarein kaise sunungi main piya prem ki pukarein chori chupke se tum lakh karo jatan lakh karo jatan sajan mil na sakenge do man ek hi aangan mein ab ke sajan sawan mein lala lala lala lala laaaaaa lala lala lala lala la itne bade ghar mein nahin ek bhi jharokha itne bade ghar mein nahin ek bhi jharokha kis tarah hum denge bhala duniya ko dhoka raat bhar jagayegi ye mast mast pawan mast mast pawan sajan mil na sakenge do man ek hi aangan mein ab ke sajan sawan mein tere mere pyar ka ye saal bura hoga are tere mere pyar ka ye saal bura hoga jab bahar aayegi to haal bura hoga kaante lagayega ye phoolon bhara
ab khushi hai na koi dard rulaane waala ab khushi hai na koi dard rulaane waala humne apna liya har rang zamaane waala ab khushi hai na koi dard rulaane waalaa us ko ruksat kiya tha mujhe maloom na tha us ko ruksat kiya tha mujhe maloom na tha saara ghar le gaya ghar chhod ke jaane waala saara ghar le gaya ghar chhod ke jaane waalaa ik musafir ke safar jaisi hai sab ki duniya ik musafir ke safar jaisi hai sab ki duniya koi jaldi mein koi der se jaane waala koi jaldi mein koi der se jaane waalaa ek be chehra see ummeed hai chehra chehra ek be chehra see ummeed hai chehra chehra jis taraf dekhiye aane ko hai aane waala humne apna liya har rang zamaane waala ab khushi hai na koi dard rulaane waalaa
ab ki baras bada julam hua mori baali umarya gayi kabhi sharmaye jiya kabhi ghabraye main to solah baras ki bhayi bhayi reee main to solah baras ki bhayi ab ki baras bada julam hua mori baali umarya gayi kabhi sharmaye jiya kabhi ghabraye main to solah baras ki bhayi bhayi reee main to solah baras ki bhayi apne paraye mohe dekhen ruk ruk ke reh jaye akhiyaan mori jhuk jhuk ke apne paraye mohe dekhen ruk ruk ke reh jaye akhiyaan mori jhuk jhuk ke chadhti umarya ke sang sang aye kaisi mussibat nayi main to solah baras ki bhayi bhayi reee main to solah baras ki bhayi ab ki baras bada julam hua mori baali umarya gayi kabhi sharmaye jiya kabhi ghabraye main to solah baras ki bhayi bhayi reee main to solah baras ki bhayi har koi kahe zara chalna sambhal ke jane kaise ghadi ghadi achara dhalke har koi kahe zara chalna sambhal ke jane kaise ghadi ghadi achara dhalke sang saheliyon ko maare mohe tana baatein kare kayi kayi bhayi main to solah baras ki bhayi bhayi reee main
ab kise pata kal ho kya dil hi diya to chaahe jo ho so ho kise pata kal ho kya dil hi diya to chaahe jo ho so ho muddat ke baad mile the dilon ke dwaar khule the masti si chha chuki thi ee jaise neend aa chuki thi muddat ke baad mile the dilon ke dwaar khule the masti si chha chuki thi ee jaise neend aa chuki thi aankh jo khuli to dekha wo jaa chuki thi ab koi chale koi jale dil hi diya to chaahe jo ho so ho kise pata kal ho kya dil hi diya to chaahe jo ho so ho aakhir kal mauka paa ke jhoomen ye geet gaa ke naina jab se lade hain nashe mein hum pade hain aakhir kal mauka paa ke jhoomen ye geet gaa ke naina jab se lade hain nashe mein hum pade hain aankh jo khuli to dekha pa pa khade hain ab rona pade gaana pade dil hi diya to chaahe jo ho so ho kise pata kal ho kya dil hi diya to chaahe jo ho so ho
ab koiiiiiii gulshan na ujde ab koiiiiiii gulshan na ujjjde ab watan aazaad hai ab koiiiiiii gulshan na ujjjde ab watan aazaad hai rooh ganga ki himaala ka badan aazaad hai rooh gangaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa khetiyaaaannnn sona ugaayen waadiyaan moti lootayen aaj gautam ki zamin tulsi ka ban aazaad hai oooooooo oooo oooooooo ooooooo oooooooo oooooo ooooo ooooo ooooo ooo mandiron mein shankh baaje masjidon mein hoooooo azaaan aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa shaikh ka dharam shaikh ka dharam aur deen e barhaman aazaad hai loot kaisi bhi ho ab iss desh mein rehne naa paayen aaj sabke waaste aaj sabke waaste dharti ka dhan aazaad hai ab koiiiiiii gulshan naa ujdeeeeeeeeee gulshan naa ujdeeeeeee
haay haay ab kya bataun main tere milne se kya mila haaaay irfaane ghum hua mujhe dil ka pata milaa irfaane ghum hua mujhe dil ka pata milaa irfaane ghum hua mujhe dil ka pata milaa irfaane ghum hua mujhe dil ka pata milaa jab door tak na koi faqeer aashna milaa hey jab door tak na koi faqeer aashna milaa veeranaiya azmand tere dar se jaa mila veeranaiya azmand tere dar se jaa mila manzil mili muraad mili mudda milaa haay manzil mili muraad mili mudda milaa sab kuchh mujhe mila jo tera nakshefa mila sab kuchh mujhe mila jo tera nakshefa mila ya zakhm e dil ko chheel ke seene se faink dee ya zakhm e dil ko chheel ke seene se faink dee ya aitraaf kar ke nishane wafaa mila ya aitraaf kar ke nishane wafaa mila ab kya bataun main tere milne se kya mila seemab ko saguftana dekha tamaam umr seemab ko saguftana dekha tamaam umr kambakht jab mila humen ghum aashna mila kambakht jab mila humen ghum aashna mila ab kya bataun main tere milne se kya mila
kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad aawaaz de rahi hain meri zindagi mujhe aawaaz de rahi hain meri zindagi mujhe jaaun main yaa naa jaaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad kaabe ka ehtaraam bhi meri nazar mein hai kaabe ka ehtaraam bhi meri nazar mein hai sar kiss taraf jhukaaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad teri nighaah e mast ne makhmoor kar diya teri nighaah e mast ne makhmoor kar diya kya maikade ko jaaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad nazron mein taabe deed hi baaki nahin rahe nazron mein taabe deed hi baaki nahin rahe kiss se nazar milaaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun
ab kya misaal doon main tumhare shabaab ki insaan ban gayi hai kiran maahtaab ki ab kya misaal doon chehre mein ghul gaya hai haseen chaandni ka noor aankhon mein hai chaman ki jawaan raat ka suroor gardan hai ik jhuki huyi daali daali gulab ki ab kya misaal doon main tumhare shabaab ki ab kya misaal doon gesu khule to shaam ke dil se dhuan uthe chhoo le kadam to jhuk ke na phir aasman uthe sau baar jhilmilaye shamma shamma aaftaab ki ab kya misaal doon deewaar o dar ka rang ye aanchal ye pairhan ghar ka mere charaag hai boota sa ye badan tasveer ho tumhin mere jannat ke jannat ke khwaab ki ab kya misaal doon main tumhare shabaab ki insaan ban gayi hai kiran maahtaab ki ab kya misaal doon
ab kya soochen kya hona hai jo hoga achchhaa hoga ab kya soochen kya hona hai jo hoga achchhaa hoga pehle socha hota pagal ab rone se kya hoga ab kya soochen kya hona hai jo hoga achchhaa hoga yaar se ghum keh kar to khush ho lekin tum ye kya jaano yaar se ghum keh kar to khush ho lekin tum ye kya jaano tum dil ka rona rote the wo dil mein hanstaa hoga aaaaaaa ab kya soochen kya hona hai jo hoga achchhaa hoga aaj kisi ne dil toda to hum ko jaise dhyaan aaya aaj kisi ne dil toda to hum ko jaise dhyaan aaya jis ka dil hum ne toda tha wo jaane kaisa hoga aaaaaaa ab kya soochen kya hona hai jo hoga achchhaa hoga mere kuchh pal mujhko de do baaki saare din logon mere kuchh pal mujhko de do baaki saare din logon tum jaisa jaisa kehte ho sab waisa waisa hoga ab kya soochen kya hona hai jo hoga achchhaa hoga pehle socha hota pagal ab rone se kya hoga aaaaaaa ab kya soochen kya hona hai jo hoga achchhaa hoga aaaaaaa aaa aaaaaa ab kya soochen kya hona hai jo hoga achchhaa
Ab Mera Kaun Sahara
ab mere paas tum aayi ho to kya aayi ho ab mere paas tum aayi ho to kya aayi ho maine mana ki tum ek paikar e ranaayi ho chaman e deher mein ruh e chamnarayi ho talte mehar ho phir das ki barnai ho bint e mehtaab ho gardu se utar aayi ho mujhse milne mein aabandesha e ruswaai hai mujhse milne mein aabandesha e ruswaai hai maine khud apne kiye ki saja paayi hai ab mere paas tum aayi ho to kya aayi ho un dinon mujhpe qayamat ka junoon tari tha sar pe sarshari o ishrat ka junoon tari tha mahaparon se mohabbat ka junoon tari tha sahar yaaron se rakabat ka junoon tari tha bistar e makhmal o sanzaab thi duniya meri ek rangeen o haseen khwab thi duniya meri kya sunogi meri majrooh jawani ki pukar meri fariyad e jigar doz mera naal e zaar shiddte kard mein doobi hui meri guftar main ke khud apne majaak e tarbaagi ka shikar wo gudaz e dil e marhoom kahan se laun wo gudaz e dil e marhoom kahan se laun ab main wo jazba e masoom kahan se laaun ab mere paas tum aayi ho to kya
ab na bani to ab na bani to phir na banegi nar tan baar baar nahin milta ab na bani to phir na banegi nar tan baar baar nahin milta heera sa janam kyun birtha ganwaayo heera sa janam kyun birtha ganwaayo na satsang kiyo hari gun gaayo na satsang kiyo hari gun gaayo janani teri tujhe phir na janegi janani teri tujhe phir na janegi nar tan baar baar nahin milta ab na bani to ab na bani to phir na banegi nar tan baar baar nahin milta teri jawaani bharam bhulaani teri jawaani bharam bhulaani guru pitu maat ki baat na maani guru pitu maat ki baat na maani naiyya kaho kaise paar lagegi naiyya kaho kaise paar lagegi nar tan baar baar nahin milta ab na bani to ab na bani to phir na banegi nar tan baar baar nahin milta o prani teri kaaya maati o prani teri kaaya maati gharni ki rat hai patang jyun kaati gharni ki rat hai patang jyun kaati maati mein maati mil ke rahegi maati mein maati mil ke rahegi nar tan baar baar nahin milta ab na bani to ab na bani to phir na banegi
aa jaao tadapte hain armaan aa jaao tadapte hain armaan ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai main roun yahan tum chup ho wahan ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai o chaand ki rangat udne lagi wo taaron ke dil ab doob gaye doob gaye hai dard bhara bechain samaa ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai iss chaand ke dole mein aayi nazar iss chaand ke dole mein aayi nazar ye raat ki dulhan chal di kidhar chal di kidhar aawaaz to do khoye ho kahan ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai ghabra ke nazar bhi haar gayi ghabra ke nazar bhi haar gayi taqdeer ko bhi neend aane lagi neend aane lagi tum aate nahin main jaaoon kahan ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ab Ke Baras Suneeta Rao 03:40 15033
 
Poster of Suneeta Rao
 
Category
Indipop
Lyricist
Rajesh Johari
Music Director- 
Indrani Rizvi, Rajkumar Rizvi
Singer- 
Sunita Rao
Duration : 03:40   Song Number : 15033   

Ab Ke Baras Bhej Bhaiya Bandini (1963) 03:46 12821
 
Poster of Bandini (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Pilu
Duration : 03:46   Song Number : 12821   

Ab Ke Hum Bichhade Mehdi Hassan 14:44 18428
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 14:44   Song Number : 18428   

Ab Ke Hum Bichhde (Mehdi Hasan) Jagjit Singh 04:49 11428
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 04:49   Song Number : 11428   

Ab Ke Naa Saawan Barse Kinara (1977) 04:14 13549
 
Poster of Kinara (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 04:14   Song Number : 13549   

Ab Ke Saawan Dil Vil Pyar Vyar (2002) 05:11 20092
 
Poster of Dil Vil Pyar Vyar (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Bablu Chakraborty
On Screen Actors- 
Namrata Shirodker, Sanjay Suri
Duration : 05:11   Song Number : 20092   

Ab Ke Saawan Mein Jaise Ko Taisa (1973) 04:23 15113
 
Poster of Jaise Ko Taisa (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Reena Roy, Jeetendra
Duration : 04:23   Song Number : 15113   

Ab Ke Sajan Saawan Mein Chupke Chupke (1975) 04:31 20093
 
Poster of Chupke Chupke (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 04:31   Song Number : 20093   

Ab Khushi Hai Na Koi Dard Rulaane Waala Jagjit Singh 05:46 15996
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:46   Song Number : 15996   

Ab Ki Baras Bada Zulam Hua Morchha (1980) 05:37 32299
 
Poster of Morchha (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Ramesh Pant
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Usha Mangeshkar
On Screen Actors- 
Aruna
Duration : 05:37   Song Number : 32299   

Ab Kise Pata Kal Ho Kya Manzil (1960) 03:22 18233
 
Poster of Manzil (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:22   Song Number : 18233   

Ab Koi Gulshan Na Ujde Mujhe Jeene Do (1963) 03:55 13798
 
Poster of Mujhe Jeene Do (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:55   Song Number : 13798   

Ab Kya Bataun Mere Tere Milne Se Kya Mila K L Saigal 03:14 37052
 
Poster of K L Saigal
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Seemab Akbarabadi
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:14   Song Number : 37052   

Ab Kya Ghazal Sunaun Talat Aziz 05:54 18387
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 05:54   Song Number : 18387   

Ab Kya Misaal Aarti (1962) 03:28 20094
 
Poster of Aarti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Khamaj
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:28   Song Number : 20094   

Ab Kya Soochen Nusrat Fateh Ali Khan 07:08 15701
 
Poster of Nusrat Fateh Ali Khan
 
Category
Ghazal
Duration : 07:08   Song Number : 15701   

Ab Mera Kaun Sahaara Barsaat (1949) 03:17 38055
 
Poster of Barsaat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:17   Song Number : 38055   

Ab Mere Paas Tum Aaye Jagjit Singh 04:43 37291
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:43   Song Number : 37291   

Ab Na Bani To Phir Na Banegi Hari Om Sharan 05:20 19740
 
Poster of Hari Om Sharan
 
Category
Devotional
Lyricist
Hari Om Sharan
Music Director- 
Hari Om Sharan
Singer- 
Hari Om Sharan
Duration : 05:20   Song Number : 19740   

Ab Raat Guzarne Waali Awara (1951) 03:51 20007
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:51   Song Number : 20007