Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Tu Hai Meri Diwani
aaaaa aaaaa aaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa tu hai rabb mera rabb jaanda ae tu hai rabb mera tu hai rabb mera rabb jaanda ae tu hai rabb mera rabb jaanda ae mainu kaafir keh ke na saddeya kar mainu mod de mainu mod de panve lakh vari mainu mod de panve lakh vari mere ishq da maan ta rakheya kar tu hai rabb mera rabb jaanda ae tu hai rabb mera rabb jaanda aeee tere dar pe baitha main ban ke jogi jag hasdaye te hasda rave tere dar pe baitha main ban ke jogi jag hasdaye te hasda rave jag kardaye koi makhol mera soniya tu na ave hasyea kar tu hai rabb mera rabb jaanda ae tu hai rabb mera rabb jaanda ae mainu kaafir keh ke na saddeya kar mainu mod de mainu mod de panve lakh vari mainu mod de panve lakh vari mere ishq da maaaan ta rakheya kar sa sa re ga ma pa ma ga ma re ga sa re sa sa re ga ma pa ma ga ma re ga sa re ma pa pa dha ni sa re sa ni dha dha ni pa ga pa dha pa ma ga re sa re sa sa mera makka tu hi kaaba vi tu teri deed hi chaandan eid da haiiii mera makka tu hi
tu hai ya nahin bhagwaan tu hai ya nahin bhagwaan tu hai ya nahin bhagwaan kabhi hota bharosa kabhi hota bharam pada uljhan mein hai insaan kabhi hota bharosa kabhi hota bharam pada uljhan mein hai insaan tu hai ya nahin bhagwaan mat uljhan mein pad insaan ooo oooo mat uljhan mein pad insaan tere soche bina jab hota hai sab to samajh le kahin hai bhagwaan mat uljhan mein pad insaan mat uljhan mein pad insaan tu hai ya nahin bhagwaan tu hai ya nahin bhagwaan wo hai agar to kyun de na dikhayi wo hai agar to kyun na de dikhayi kaisi yeh ulti reet hai wo hai agar to kyun na de dikhayi kaisi yeh ulti reet hai jhootha hai wo uske jhoothe hi bhay se jhootha jagat bhaybheet hai ghan ghan garajti huyi yeh ghatayein ghan ghan garajti huyi yeh ghatayein kis ka sunaati geet hain lehraate saagar ki lehron mein goonje lehraate saagar ki lehron mein goonje kis ka amar sangeet hai kis ka amar sangeet hai jo daata hai sabka mahaan ooooo oooooo jo daata hai sabka mahaan diya jisne
waaqif to huye tere dil ki baat se chhupaya jise tune qayanat se waaqif toh huye tere uss khayal se chhupaya jise tune apne aap se kahin na kahin teri aankhein teri baatein padh rahe hain hum kahin na kahin tere dil mein dhadkanon mein dhal rahe hain hum tu har lamhaaa tha mujhse judaaaaa haa chahe door tha mainnnnn ya paas rahaaa aaaa uss din tu haan udaas rahe tujhe jiss din hum na dikhe na mile uss din tu chup chaap rahe tujhe jiss din kuchh na kahen na sunen main hoon ban chuka jeene ki ik wajah iss baat ko khud se tu na chhupaa tu har lamhaaaa tha mujhse judaaaa haa chahe door tha mainnnnn ya paas rahaaa aaaa lab se bhale tu kuchh na kahe tere dil mein hum hi to base ya rahe saansein teri iqraar karen tera haath agar chhoo lein pakden teri khwahishein kar bhi de tu bayaan yahi baat hai inke izhaar kaaaa tu har lamhaaaaa tha mujhse judaaaaa ha chahe door tha mainnnnn ya paas rahaaaa aaaa
o mere mohalle mein chaand jo aaya hai eid jo laaya hai tu hi toh nahin ammi ne meri jo suit silaaya hai khwaab dikhaaya hai tu hi toh nahin haan jiske liye dil bigadne lagaa hai woh kaun hai tu hi hai jiske liye dil sambhalne lagaa hai woh kaun hai tu hi hai door ye kaun hai paas ye kaun hai khaas ye kaun hai tu hi hai jiske liye maine saari haseenon ke dil tode jaana hai tu hi toh nahin jiske liye mujhko jeete hi jaana hai beema karaana hai tu hi toh nahin aane se jiske aa jaati hai saansein woh kaun hai tu hi hai hmm jaane se jiske jaati hain jaanen woh kaun hai tu hi hai door ye kaun hai paas ye kaun hai khaas ye kaun hai tu hi hai mere sheron mein ye kaun hai meri shayari mein kaun hai meri diary mein kaun hai tu hi hai gubbaaron mein ye kaun hai khumaaron mein ye kaun hai guitaron mein ye kaun hai tu hi hai o oo oo oooo
Tu Hi Hai Aashiqui (Duet)
tu hi haqeeqat khaab tu dariyaa tu hi pyaas tu tu hi dil ki beqaraari tu sukoon tu sukoon jaaun main ab jab jiss jagah paaun main tujhko uss jagah saath ho ke naa ho tu hai ru ba roo ru ba roo tu humsafar tu humkadam tu humnawaa mere yaar tu humsafar tu humkadam tu humnawaa mere yaar aa tujhe inn baahon mein bhar ke aur bhi kar loon main kareeb tu zudaa ho to lage hai aata jaata har pal ajeeb iss jahaan mein hai aur naa hoga mujhsa koi bhi khushnaseeb tune mujhko dil diya hai main hoon tere sab se kareeb main hi to tere dil mein hoon main hi to saanson mein basun tere dil ki dhadkanon mein main hi hoon main hi hoon tu humsafar tu humkadam tu humnawaa mere yaar tu humsafar tu humkadam tu humnawaa mere yaar hoooo oooo oooo oooo kab bhala ab ye waqt guzre kuchh pata chalta hi nahin jab se mujhko tu mila hai hosh kuchh bhi apna nahin uff ye teri palken ghani si chhanv inki hai dilnasheen ab kise darr dhoop ka hai kyun ki hai ye mujh pe bichhi tere bina naa saans loon
meri bhool kshama karna maa main baalak naadan toote phoote sur hain mere gaane ka nahin gyaan nahin maangta sona chaandi naa maangun koi daan ghar ghar tere geet gunjaa doon aisa de vardaaaaaaan aisa de vardaan o mata aisa de vardaan tu hi jal mein basi hai tu hi thal mein basi hai kan kan mein basi hai tu hi maa hey santoshi maa hey santoshi maa teri soorat suhaani sukhkaari manbhaani madhu mangalkaari maa hey santoshi maa hey santoshi maa sabke liye khula hai tere mandir ka darwaajaa sabke liye khula hai tere mandir ka darwaajaa jiss par teri kripa huyi wo bane rank se raaja wo bane rank se raaja teri mahima niraali hey chatur bhujha waali teri mahima niraali hey chatur bhujha waali beda paar lagaane waali maa hey santoshi maa hey santoshi maa nain heen ko nain mile aur gunga mukh se bole nain heen ko nain mile aur gunga mukh se bole behra sune ye jag saara tere chamatkaar se dole tere chamatkaar se dole moorat manhaari hum jaayen balihaari moorat manhaari hum
ho tere ishq mein dooba rahe din raat yunhi sada mere khwaab se aankhein teri ek pal na hoye juda mera naam tu haathon pe apne likhe baarhaa aye kaash ke aisa bhi ek din laaye woh khuda tu hi mera mera mera tu hi mera mera mera tu hi mera mera mera tu hi mera mera mera tu hi mera mera mera tu hi mera mera mera tu hi mera mera mera tu hi mera mera mera tu hi mera aa aa aa aa tu hi mera aa aa aa aa tu hi mera mera mera tu hi mera mera mera tu hi mera mera mera tu hi mera mera mera hai teri chahat meri zaroorat sooni hai tujh bin duniya meri naa reh sakoonga main door inse hai meri jannat galiyaan teri ho ho ho ho hooo hai teri chahat meri zaroorat sooni hai tujh bin duniya meri naa reh sakoonga main door inse hai meri jannat galiyaan teri ummeed ye seene mein leke main hoon jee raha kabhi tu mile mujhse kahe ke main hoon bas tera tu hi mera mera mera tu hi mera mera mera tu hi mera mera mera tu hi mera mera mera tu hi mera mera mera tu hi mera mera mera tu hi mera
tu hi meri laxmi tu hi meri chhaya duniya mein aaya to teri khatir aaya oh laxmi chhaya tu hi meri laxmi tu hi meri chhaya duniya mein aaya to teri khatir aaya oh laxmi chhaya jaani ki tu jaani haath bada deewani pyaar ka tu sapna tu hai man ki rani jaani ki tu jaani haath bada deewani pyaar ka tu sapna tu hai man ki rani tera hi taraana maine har dum gaaya duniya mein aaya to teri khatir aaya oh laxmi chhaya tu hi meri laxmi tu hi meri chhaya duniya mein aaya to teri khatir aaya oh laxmi chhaya patli patli ungli pyaari pyaari ungli jaise lady finger ya majnu ki pasli patli patli ungli pyaari pyaari ungli jaise lady finger ya majnu ki pasli maine tujhko dekha dil mera lalchaya duniya mein aaya to teri khatir aaya oh laxmi chhaya tu hi meri laxmi tu hi meri chhaya duniya mein aaya to teri khatir aaya oh laxmi chhaya gori ye kalaayi jaise doodh malaayi jaagi uski kismat jin haathon mein aayi gori ye kalaayi jaise doodh malaayi jaagi uski kismat jin haathon mein aayi
tu hi meri shab hai subah hai tu hi din hai mera tu hi mera rab hai jahaan hai tu hi meri duniya tu waqt mere liye main hoon tera lamha kaise rahega bhalaa hoke tu mujhse judaa tu hi meri shab hai subah hai tu hi din hai mera tu hi mera rab hai jahaan hai tu hi meri duniya tu waqt mere liye main hoon tera lamha kaise rahega bhalaa hoke tu mujhse judaa aankhon se padhke tujhe dil pe maine likha tu ban gaya hai mere jeene ki ik wajah hoo aankhon se padhke tujhe dil pe maine likha tu ban gaya hai mere jeene ki ik wajah teri hasi teri adaa auron se hai bilkul judaa aankhen teri shabnami chehra tera aaina tu hai udaasi bhari koi haseen dastaan hoo aankhen teri shabnami chehra tera aaina tu hai udaasi bhari koi hasee dastaan dil mein hai kya kuchh to bataa kyon hai bhalaa khud se khafa tu hi meri shab hai subah hai tu hi din hai mera tu hi mera rab hai jahaan hai tu hi meri duniya tu waqt mere liye main hoon tera lamha kaise rahega bhalaa hoke tu mujhse judaa
tu hi re tu hi re tere bina main kaise jeeyun aaja re aaja re yun hi tadpa na tu mujhko jaan re jaan re in sanson mein bas jaa tu chand re chand re aaja dil ki zameen pe tu chaahat hai agar aake mujhse mil jaa tu ya phir aisa kar dharti se mila de mujhko tu hi re tu hi re tere bina main kaise jeeyun aaja re aaja re yun hi tadpa na tu mujhko in saanson ka dekho tum paagalpan ke aaye nahin inhein chein mujhse ye boli main raahon mein teri apne bicha doon ye nain in oonche pahadon se jaan de doongaa main gar tum na aayu kahin tum udhar jaana umeed meri jo todo idhar ye jahaan choodu main maut aur zindagi tere haathon mein de diya re aayi re aayi re le main aayi hoon tere liye toda re toda re har bandhan ko pyaar ke liye jaan re jaan re aaj tujh mein samaa jaaoon main dil re dil re teri saanson mein bas jaaoon main chaahat hai agar aake mujhse mil jaa tu ya phir aisa kar dharti se mila de mujhko tu hi re tu hi re tere bina main kaise jeeyun aaja re aaja re yun hi tadpa
tu hi saagarrrrrrrr tu hi saagar hai tu hi kinaara dhundhtaa hai tu kiska saharaa dhundhtaa hai tu kiska saharaa uska saaya hai tu uska darpan tere seene mein hai uski dhadkan uska saaya hai tu uska darpan tere seene mein hai uski dhadkan teri aankhon mein uska ishaara dhundhtaa hai tu kiska saharaa dhundhtaa hai tu kiska saharaa paap kya punn hai kya ye bhula de karm kar phal ki chinta mita de paap kya punn hai kya ye bhula de karm kar phal ki chinta mita de ye pariksha naa hogi dubaara dhundhtaa hai tu kiska saharaa dhundhtaa hai tu kiska saharaa tu hi saagarrrrrrrr tu hi saagar hai tu hi kinaara dhundhtaa hai tu kiska saharaa dhundhtaa hai tu kiska saharaa
aawargi karta hoon par main aawara nahin chhoda khulla dil ko magar khud ko bigaada nahin aisa lage tere bina ab toh guzara nahin kisi ka bhi hoga na main hua jo tumhara nahin tu hi toh hai khayal mera tu hi toh hai karaar mera jhoothe nashe jahaan mein kabhi tu hi toh hai khumar mera haan tu hi toh hai khayal mera tu hi toh hai karaar mera jhoothe nashe jahaan mein kabhi tu hi toh hai khumar mera zinda hoon tujhpe mar ke bhoola sab tujhko padh ke kaise hai pyaar tera haan main yaara tere aage dekho dil hara hoon main yaara jaise bhi hoon jo bhi hoon tumhara hoon jo teri chahatein samete woh kinaara hoon kaise main yeh kahoon main yaara tere liye zameen pe utaara hoon main teri bholi bhaali aankhon ka ishara hoon jo teri chahatein samete woh kinaara hoon kaise main yeh kahoon tu paas bhi tu pyaas bhi tu raaz bhi main ho gaya hoon tera tu hi toh hai khayal mera tu hi toh hai karaar mera jhoothe nashe jahaan mein kabhi tu hi toh hai khumaar mera tu hi toh hai khayal
tu hi tu hai main dekha karun tu hi tu hai main dekha karun saamne baitha ho tu mere saamne baitha ho tu mere aur main pooja karun tu hi tu hai main dekha karun tu hi tu hai main dekha karun tere aage main banwariya yun hi nachun saari umariya tere aage main banwariya yun hi nachun saari umariya paayal jaaye saath chhod do paayal jaaye saath chhod do charnon pe gir padun tu hi tu hai main dekha karun tu hi tu hai main dekha karun shaam savere dekhun sapne tohe basa loon man mein apne shaam savere dekhun sapne tohe basa loon man mein apne jab ji chahe tohe dekh loon jab ji chahe tohe dekh loon sang liye main phirun tu hi tu hai main dekha karun tu hi tu hai main dekha karun saamne baitha ho tu mere saamne baitha ho tu mere aur main pooja karun tu hi tu hai main dekha karun tu hi tu hai main dekha karun
hooooo ho ho hoooo hoooooooo hoooo ho hoooo ho ho hooooo tu hi wo haseen hai tu hi wo haseen hai jiski tasveer khayalon mein muddat se bani hai tu hi wo haseen hai hoo tu hi wo haseen hai jiski tasveer khayalon mein muddat se bani hai tu hi wo haseen hai haai tu hi wo haseen hai rukh e roshan pe zulfein bikhraye huye jaise chanda pe badal ho chhaye huye maine dekha tujhe to mera dil mujhe yehi kehne laga hoo maine dekha tujhe to mera dil mujhe yehi kehne laga dhoonde nazrein jisse din raat koi aur nahin hai tu hi wo haseen hai haai tu hi wo haseen hai meri awaara tabiyat ko itrahe mustekil mil gayi ab na tarsoonga mein rahat ko mujhe khwabon ki manzil mil gayi sangemarmar ki murat hai tarashi huyi meri aankhon ko barso mein tasalli huyi maine dekha tujhe to mera dil mujhe yehi kehne laga haaye maine dekha tujhe to mera dil mujhe yahi kehne laga aisi hi kissi murat ki mere mandir mein kami hai tu hi wo haseen hai hoo tu hi wo haseen hai jiski tasveer khayalon mein
tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega achha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai tujh ko kisi majhab se koi kaam nahin hai achha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai tujh ko kisi majhab se koi kaam nahin hai jis ilam ne insaan ko takseem kiya hai us ilam ka tujh par koi ilzaam nahin hai tu badle huye waqt ki pehchaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega maalik ne har insaan ko insaan banaaya humne usse hindu ya musalmaan banaaya maalik ne har insaan ko insaan banaaya humne usse hindu ya musalmaan banaaya kudrat ne to bakshi thi humen ek hi dharti humne kahin bharat kahin iraan banaaya jo tod de har band wo tufaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega nafrat jo sikhaye wo dharam tera nahin hai insaan ko jo
tu humko dekh aur humaari nazar se dekh meethi adaa se pyaar se pyaari nazar se dekh tu humko dekh rangat gulon se chaand se ujli si chaandni bulbul se taraane liye koyal se raagini rangat gulon se chaand se ujli si chaandni sab husn e dil fareb kiye moorti bani tu humko dekh tu humko dekh hum wo nahin ke ho na asar jinki chaah mein ye yaad rakh ke tu hai humaari nigaah mein hum wo nahin ke ho na asar jinki chaah mein lekin hai ek shart mohabbat ki raah mein tu humko dekh tu humko dekh phoolon se khelnaa hai bahaaron se aake mil milne ki baat hai ye zara muskuraa ke mil phoolon se khelnaa hai bahaaron se aake mil ae hoshdaar hosh ka pardaa utha ke mil tu humko dekh tu humko dekh aur humaari nazar se dekh meethi adaa se pyaar se pyaari nazar se dekh tu humko dekh
tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon main isse aage kya kahoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon oooo soniye oooo mere mahivaal aa aaja oye aaja paar nadi ke mere yaar ka dera yaar ka dera hoye yaar ka dera tere havaale rabba dilbar mera dilbar mera oye dilbar mera raat balaa ki badhata jaaye leharon ka ghera kasam khuda ki aaj hai mushkil milna mera khair karin rabba rabba khair karin rabba khair karin rabba rabba khair karin rabba khair karin rabba rabba khair karin rabba hooooooo saath jiyenge saath marenge yehi hai fasaana oye tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon main isse aage kya kahoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon kahaan saleem ka rutba kahaan anaarkali kahaan saleem ka rutba kahaan anaarkali ye aisi
tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai ye aasmaan ye baadal ye raaste ye hawa ye aasmaan ye baadal ye raaste ye hawa har ek cheez hai apni jagaah thikaane se kayi dinon se shikaayat nahin zamaane se ye zindagi hai safar tu safar ki manzil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tere bagair jahaan mein koi kamin si thi tere bagair jahaan mein koi kamin si thi bhatak rahi thi jawaani andheri raahon mein sukun dil ko mila aa ke teri baahon mein main ek khoyi huyi mauz hoon tu saahil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tere zamaal se roshan hai kaaynaat meri tere zamaal se roshan hai kaaynaat meri meri talaash teri dilkashi rahe baaki khuda kare ke ye deewaangi rahe baaki teri wafa hi meri har khushi ka haasil hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tu Hai Meri Deewani Pyara Dushman (1980) 06:53 37592
 
Poster of Pyara Dushman (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Amjad Khan, Vidya Sinha
Duration : 06:53   Song Number : 37592   

Tu Hai Rabb Mera Jugaad (2009) 06:31 11606
 
Poster of Jugaad (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Krishna, Sachin Gupta
Singer- 
Krishna
On Screen Actors- 
Govinda
Duration : 06:31   Song Number : 11606   

Tu Hai Ya Nahin Bhagwan Janam Janam Ke Phere (1957) 04:35 40428
 
Poster of Janam Janam Ke Phere (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
Duration : 04:35   Song Number : 40428   

Tu Har Lamha Khamoshiyan (2015) 04:32 36530
 
Poster of Khamoshiyan (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Bobby Imraan
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Sapna Pabbi, Ali Fazal
Duration : 04:32   Song Number : 36530   

Tu Hi Hai Dear Zindagi (2016) 03:21 40259
 
Poster of Dear Zindagi (2016)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2016
Lyricist
Kausar Munir
Music Director- 
Amit Trivedi
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Alia Bhatt, Ali Zafar
Duration : 03:21   Song Number : 40259   

Tu Hi Hai Aashiqui (Duet) Dishkiyaoon (2014) 04:58 37204
 
Poster of Dishkiyaoon (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Music Director- 
Palash Muchhal
On Screen Actors- 
Harman Baweja, Ayesha Khanna
Duration : 04:58   Song Number : 37204   

Tu Hi Haqeeqat Tum Mile (2009) 05:04 17014
 
Poster of Tum Mile (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Soha Ali Khan
Duration : 05:04   Song Number : 17014   

Tu Hi Jal Mein Basi Santoshi Maa Ki Mahima (1985) 06:10 18395
 
Poster of Santoshi Maa Ki Mahima (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Asit Sen
Duration : 06:10   Song Number : 18395   

Tu Hi Mera Jannat 2 (2012) 04:57 17068
 
Poster of Jannat 2 (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam Chakravarty
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 04:57   Song Number : 17068   

Tu Hi Meri Laxmi Duniya (1968) 04:21 19160
 
Poster of Duniya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 04:21   Song Number : 19160   

Tu Hi Meri Shab Hai Gangster (A Love Story) (2006) 06:34 21322
 
Poster of Gangster (A Love Story) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Kangana Ranaut
Duration : 06:34   Song Number : 21322   

Tu Hi Re Bombay (1995) 07:17 18085
 
Poster of Bombay (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Arvind Swamy, Manisha Koirala
Duration : 07:17   Song Number : 18085   

Tu Hi Saagar Tu Hi Sankalp (1974) 03:09 14142
 
Poster of Sankalp (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Sulaxna Pandit
Raag- 
Bhairav
Duration : 03:09   Song Number : 14142   

Tu Hi Toh Hai Holiday (2014) 03:59 36037
 
Poster of Holiday (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Singer- 
Kunal Ganjawala
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Sonakshi Sinha
Duration : 03:59   Song Number : 36037   

Tu Hi Tu Hai Main Dekha Karun Sunehri Nagin (1963) 03:35 37960
 
Poster of Sunehri Nagin (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 03:35   Song Number : 37960   

Tu Hi Wo Haseen Hai Jiski Tasveer Khwab (1980) 04:50 31530
 
Poster of Khwab (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:50   Song Number : 31530   

Tu Hindu Banega Na Dhool Ka Phool (1959) 05:43 21323
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:43   Song Number : 21323   

Tu Humko Dekh Zindagi Aur Hum (1962) 03:18 19933
 
Poster of Zindagi Aur Hum (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Veer Mohammed Puri
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:18   Song Number : 19933   

Tu Husn Hai Main Ishq Hoon Hamraaz (1967) 08:30 13310
 
Poster of Hamraaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vimi, Mumtaz
Duration : 08:30   Song Number : 13310   

Tu Is Tarah Aap To Aise Na The (1980) 06:44 12589
 
Poster of Aap To Aise Na The (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Fazali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Babbar
Raag- 
Durga
Duration : 06:44   Song Number : 12589