Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the chhupke pahron mera deedaar kiya karte the main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the kal tak the tum hi deewane mere tum hi ab ho nazren phereee uspe duniya ke sitam hain tanha dil hai laakh ghum hain main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the chhupke pahron mera deedaar kiya karte the main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the tumne na jaani chahat ki rasmein vaade bhoole todi kasmein guzre din aur beeti raatein khwab hain wo saari baatein main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the chhupke pahron mera deedaar kiya karte the main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the roothe ho aise beganon jaise ab manaun tumko kaise jaan bhi chaho to le lo mere dil se yun na khelo main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the chhupke pahron mera deedaar kiya karte the main wohi hoon jise tum pyaar kiya karte the
main wohi wohi baat main wohi wohi baat mere liye to har din naya din har raat nayi raat main wohi wohi baat main wohi achhchhi yaa kharaab pee lee jaisi mili sharaab pee li saaki naya hai jaam puraana saaki naya hai jaam puraana rang naya hai naam puraana naam puraana subah ho yaa shaam mujhe masti se kaam kyunke har din naya din har raat nayi raat main wohi wohi baat main wohi huuuuu huuuuu huuuu huuuuu huuuuuu apna hi lahoo pee raha hoon marne ke liye jee raha hoon dil apna hai ghum apne hai dil apna hai ghum apne hai duniyaa paraayi hum apne hai hum apne hai mujhe aaye naa qaraar main rahoon beqaraar kyunke har din naya din har raat nayi raat main wohi
main yahaan tu kahaan mera dil tujhe pukaare jhuki jhuki hai nazar jhoome jhoome re jigar koi kyun humen pukaare main yahaan tu kahaan mera dil tujhe pukaare jhuki jhuki hai nazar jhoome jhoome re jigar koi kyun humen pukaare main yahaan tu kahaan khil rahi chandani raat hai jaise chaandi ki barsaat hai khil rahi chandani raat hai jaise chaandi ki barsaat hai aaj keh do naa jee khol ke jo dil mein chhupi baat hai main yahaan tu kahaan mera dil tujhe pukaare jhuki jhuki hai nazar jhoome jhoome re jigar koi kyun humen pukaare main yahaan tu kahaan sach keh doon tumhen o balam bichhadenge nahin tum hum sach keh doon tumhen o balam bichhadenge nahin tum hum ik pal bhi nahin door hon chaand taaron ki hum ko kasam main yahaan tu kahaan mera dil tujhe pukaare jhuki jhuki hai nazar jhoome jhoome re jigar koi kyun humen pukaare main yahaan tu kahaan aaaa haaa haaa haaa haaa haaaa haaa haaa haaa oooo hoooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo
hmm hmm hmmmm hmmmm main ye soch kar uske dar se utha tha ke wo rok legi mana lege mujhko hawaaon mein lehraata aata tha daaman ke daaman pakad kar bitha legi mujhko kadam aise andaaz se uth rahe the ke aawaaz de kar bulaa legi mujhko magar usne roka na usne manaaya na daaman hi pakada na mujhko bithaaya na aawaaz hi di na waapas bulaaya main aahista aahista badhata hi aaya yahaan tak ke usse judaa ho gaya main yahaan tak ke usse judaa ho gaya main judaa ho gaya main judaa ho gaya main judaa ho gaya main judaa ho gaya main
Main Yunhi Guzar Deta
main zindagi ka saath nibhata chala gaya har fikr ko dhuven mein udataa chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa barbaadiyon ka sog manana fizul tha barbaadiyon ka sog manana fizul tha manana fizul tha manana fizul tha barbaadiyon ka jashan manata chala gaya barbaadiyon ka jashan manata chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa jo mil gaya ussi ko muqaddar samjh liya jo mil gaya ussi ko muqaddar samjh liya muqaddar samjh liya muqaddar samjh liya jo kho gaya main usko bhulata chala gaya jo kho gaya main usko bhulata chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa ghum aur khushi mein fark naa mehsoos ho jahaan ghum aur khushi mein fark naa mehsoos ho jahaan naa mehsoos ho jahaan naa mehsoos ho jahaan main dil ko uss maqaam pe laata chala gaya main dil ko uss maqaam pe laata chala gaya main zindagi ka saath nibhata chala gaya har fikr ko dhuven mein udataa chala gaya
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm aa hoo aa aa aa aa aaa aa haa aaa ha ha haaa nirisa dhasani panidhagama papa gamapanini sasa panisaripama ga ga mapapa marini panimaarinidha gamapapa mapanini panisari aaa aa aa aa aa aa aa mainaakam kadalil ninnuyarunnuvo chirakulla meghangalaay sisirangal thirayunnuvo mainaakam kadalil ninnuyarunnuvo chirakulla meghangalaay sisirangal thirayunnuvo mazhaneer kanamaay thaazhathu veezhaan vidhikaathunilkkum jaladangal pole mazhaneer kanamaay thaazhathu veezhaan vidhikaathunilkkum jaladangal pole mounangalakum vaalmeekamennil valarunnu padarunnu thakarunnu jodiyidaykkakam ennennum mainaakam kadalil ninnuyarunnuvo chirakulla meghangalaay sisirangal thirayunnuvo nidhikal nirayum khanithediyoro vanabhoomi thorum parathunnu hridayam pamadhasani dhanisamaaga nidhaa aa aa aa aa aa aa gamapanini panisagaaga magasanidhapasa vanabhoomi thorum parathunnu hridayam veeshunna kaattin moolunna pattil vanikayil orukula malarinu
maine maine aaj piya ke aayaa honthon ka pyaala maine aaj piya ke aayaa honthon ka pyaala amrit ko bhi jo sharma de amrit ko bhi jo sharma de aag laga kar aag bujha de aiseeeee aise mad ke ek ghoont se bujha chuka main dil ka jwaala piya ke aaya honthon ka pyaala maine aaj piya ke aayaa honthon ka pyaala rag rag mein rag rag mein rag rag mein rag rag mein jisne duada dii ek bijli ki lehar ghoomti duniyan meri nazar mein pal bhar gayi thehar maine dil ko bante dekha befikar matwaala maine dil ko bante dekha befikar matwaala main yaad karunga jab bhi iss shaam ke neele pal ko honthon mein jalan si hogi aur pyaas lagegi mann ko tab aankhon meinnn tab aankhon mein chhaa jaayega iss din ka prem ujala piya ke aaya honthon ka pyaalaaa honthon ka pyaala
maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai tumne ik dard mujhe de ke qayamat ki hai maine aye jaane wafaa iss bharose pe ke mil jaaye sahaara mujh ko iss bharose pe ke mil jaaye sahaara mujh ko tumpe qurbaan tumpe qurbaan dil o jaan ki daulat ki hai maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai tumne ik dard mujhe de ke qayamat ki hai maine aye jaane wafaa husn sad ke ho kisi par ye kahaan mumkin tha husn sad ke ho kisi par ye kahaan mumkin tha tumne mujh par tumne mujh par mera dil le ke inaayat ki hai maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai dil jo apna tha kabhi aaj tumhara hai sanam dil jo apna tha kabhi aaj tumhara hai sanam ye tumhare ye tumhare hain nighaahon ne sharaarat ki hai maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai tumne ik dard mujhe de ke qayamat ki hai maine aye jaane wafaa
maine bhi husn ki nazron mein jagah paayi hai tum mile ho to muhabbat pe bahaar aayi hai mere seene pe zara haath ko rakh kar dekho dil ki dhadkan ye nahin pyaar ki shehnaai hai maine bhi husn ki nazron mein jagah paayi hai tum mile ho to muhabbat pe bahaar aayi hai ye haseen roop ye zulfon ke nasheele saaye jaise bharpoor qayaamat pe shabaab aa jaaye ye haseen roop ye zulfon ke nasheele saaye jaise bharpoor qayaamat pe shabaab aa jaaye rukh se parde ko zara der hata rehne do tumko dekhega wohi jiski qazaa aayi hai rukh se parde ko zara der hata rehne do tumko dekhega wohi jiski qazaa aayi hai mere seene pe zara haath to rakh kar dekho dil ki dhadkan ye nahin pyaar ki shehnaai hai dil to kya jaan bhi main tum pe loota sakta hoon zindagi maut ke parden mein chhupa sakta hoon mujhe ghum do ke khushi ab hai tumhari marzi maine to ishq mein mitne ki kasam khaayi hai mere seene pe zara haath to rakh kar dekho dil ki dhadkan ye nahin pyaar ki shehnaai hai ishq ki raah
maine bulaya aur tum aaye ab dil chahe kya aanchal mein hain phool khushi ke tumsa meet mila aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna tum hanse aur mere dil mein roshni ho gayi zindagi pyaar ki ragini ke sang kho gayi aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna maine bulaya aur tum aaye ab dil chahe kya aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna tum mile mil gaye mujhko jaise dono jahaan tum jahaan dil wahaan tumse zindagi tumse jaan aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna maine bulaya aur tum aaye ab dil chahe kya aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna door ki bansuri do dilon ko bhane lagi o madbhari chandani ab idhar bhi aane lagi aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna maine bulaya aur tum aaye ab dil chahe kya aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna aanchal mein hain phool khushi ke tumsa meet mila aao tumhein palkon mein rakh loon sach kar loon sapna
maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi mujhko raaton ki siyahi ke siwaa kuchh na mila maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi main wo nagma hoon jise pyaar ki mehfil na mili main wo nagma hoon jise pyaar ki mehfil na mili wo musafir hoon jise koi bhi manzil na mili wo musafir hoon jise koi bhi manzil na mili zakhm paaye hain baharon ki tamanna ki thi maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi kisi gesu kisi aanchal ka sahara bhi nahin kisi gesu kisi aanchal ka sahara bhi nahin raaste mein koi dhundhlata sitara bhi nahin raaste mein koi dhundhlata sitara bhi nahin meri nazaron ne nazaron ki tamanna ki thi maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi mujhko raaton ki siyahi ke siwaa kuchh na mila maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi meri raahon se judaa ho gayi raahein unki meri raahon se judaa ho gayi raahein unki aaj badli nazar aati hain nigahein unki aaj badli nazar aati hain nigahein unki jinpe iss dil ne
maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai jhilmilaate sitaaron mein koi phool dekha hai koi phool dekha hai muskuraati bahaaron mein maine chaand dekha hai aisa khaab dekha hai jo kisi se nahin miltaa ik gulaab dekha hai jo kahin pe nahin khilta ik hanseen dekha hai ik hanseen dekha hai ek hai jo hazaaron mein maine chaand dekha hai apne shokh haathon se usne ghunghat banaaya hai apna roop ghunghat mein usne aise chhupaaya hai jaise chaand chhuptaa hai jaise chaand chhuptaa hai baadlon ki qataaron mein maine chaand dekha hai sun lo beqaraari kaa ye fasaana jahaan waalo keh lo shouk se mujhko tum deewana jahaan waalo likh lo naam mera bhi likh lo naam mera bhi aaj se beqaraaro mein maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai jhilmilaate sitaaron mein maine chaand dekha hai
maine dekha ik sapna kya dekha bolo bolo na bolo na bolo na kab se dhadke dil kitna haai kitna bolo bolo na bolo na bolo na dekha paagal sa ik naujawaan teri raahon mein hai aur tu paaglon ki tarah uski baahon mein hai maine dekha ik sapna kya dekha bolo bolo na bolo na bolo na kab se dhadke dil kitna haai kitna bolo bolo na bolo na bolo na dekha paagal sa ik naujawaan teri raahon mein hai aur tu paaglon ki tarah uski baahon mein hai woh naujawaan khelta hi rahaa tere baalon se baalon se aur tauba tauba tere haath the uske gaalon pe woh naujawaan khelta hi rahaa tere baalon se baalon se aur tauba tauba tere haath the uske gaalon pe latte teri padi kahin aanchal tera aur kahin hai aage bhi kuchh dekha tha ji magar mujhe yaad nahin hai maine bhi dekha ik sapna kya dekha bolo bolo na bolo na bolo na kab se dhadke dil kitna haai kitna bolo bolo na bolo na bolo na dekha pyaara sa ik naujawaan meri raahon mein hai aur mera rangeela badan uski baahon mein hai bilkul
maine dekha tujhe tune dekha mujhe maine dekha tujhe tune dekha mujhe aankhon aankhon mein donon ke dil mil gaye dil se dil jo mile chal pade silsile dil se dil jo mile chal pade silsile sharm aur shokhiyon ke kamal khil gaye maine dekha tujhe tune dekha mujhe phool milne lage chhupke shaakhon tale aa aa aa aa phool milne lage chhupke shaakhon tale maine sooraj ki jalti kiran choom li saare gulshan mein charche chhide pyaar ke saare gulshan mein charche chhide pyaar ke prem ke dhaage mein do jism sil gaye maine dekha tujhe tune dekha mujhe parvaton pe baraf ka pighalta badan aa aa aa aa parvaton pe baraf ka pighalta badan dharti aur ye gagan ka tadapta milan ye hawaaon ki galiyaan jame raaste ye hawaaon ki galiyaan jame raaste saans bante hain saanson mein ghul mil gaye maine dekha tujhe tune dekha mujhe preet ke gaaon mein dhoop mein chhaon mein baandh kar manzilon ko chale paon mein raat ke munh pe humne saveraa kiya raat ke munh pe humne saveraa kiya baat kuchh
maine dekha tune dekha maine dekha tune dekha isne dekha usne dekha sab ne dekha maine dekha tune dekha isne dekha usne dekha sab ne dekha kya dekha kya dekha ek dushman jo doston se pyaara hai ek dushman jo doston se pyaara hai maine dekha tune dekha maine dekha tune dekha isne dekha usne dekha sab ne dekha kya dekha kya dekha ik gaanv jo shehron se bhi nyaara hai ik gaanv jo shehron se bhi nyaara hai dushman dushman jo doston se pyaara hai aaj sazaa denge tujh ko hum teri sab bhoolon ki aaj sazaa denge tujh ko hum teri sab bhoolon ki tere gale mein hum daalenge ye maala phoolon ki iss gaanv ki reet yahi hai jeevan sangeet yahi hai aaj ke din kaa geet yahi hai yahi hai maine dekha tune dekha maine dekha tune dekha isne dekha usne dekha sab ne dekha kya dekha kya dekha ik chaand jo sab ki aankh ka taara hai ik chaand jo sab ki aankh ka taara hai dushman dushman jo doston se pyaara hai zanzeeron se bhi pakke hain prem ke kachche dhaage zanzeeron se bhi pakke hain
maine dekhi jag ki reet meet sab jhoote pad gaye hooooo mera baalam itna dosh ke tum sang naina lad gaye meet sab jhoote pad gaye hooooo mera baalam itna dosh ke tum sang naina lad gaye meet sab jhoote pad gaye maine dekhi jag ki reet meet sab jhoote pad gaye rasiyaa sataaye humen ab jaan jaan ke bada dukh paaya maine dil ka kaha maan ke rasiyaa sataaye humen ab jaan jaan ke bada dukh paaya maine dil ka kaha maan ke hooooo teri meri preet puraani re balam kaahe ko bigad gaye meet sab jhoote pad gaye hooooo teri meri preet puraani re balam kaahe ko bigad gaye meet sab jhoote pad gaye maine dekhi jag ki reet meet sab jhoote pad gaye ik dil dukh zamaane bhar ke haaye re zamaane bhar ke hum to bharose re rasiya hai bas tumhare kar ke haaye re tumhare kar ke hooooo mere bhole bhaale dil pe sajan kya jaadoo kar gaye meet sab jhoote pad gaye hooooo mere bhole bhaale dil pe sajan kya jaadoo kar gaye meet sab jhoote pad gaye maine dekhi jag ki reet meet sab jhoote pad gaye
ho maine dil diya dil diya dil diya ghabra ke ho sathiya ho tune dil liya dil liya dil liya tadpake o sathiya ho maine dil diya dil diya dil diya ghabra ke ho sathiya ho tune dil liya dil liya dil liya tadpake o sathiya ho maine dil diya dil diya dil diya ghabra ke ho sathiya milne ko to pehle bhi hum milte the aksar yahan jo aaj hai saanson mein thi kal tak ye khushboo kahan milne ko to pehle bhi hum milte the aksar yahan jo aaj hai saanson mein thi kal tak ye khushboo kahan ho gul khil gaya khil gaya khil gaya kahan aake o sathiya ho maine dil diya dil diya dil diya ghabra ke ho sathiya lalala lalala har pal mere dil mein hai tu ab main kahin bhi rahun kehna to main chahun magar tujhse ye kaise kahun har pal mere dil mein hai tu ab main kahin bhi rahun kehna to main chahun magar tujhse ye kaise kahun kya mil gaya mil gaya mil gaya tujhe paa ke o sathiya ho tune dil liya dil liya dil liya tadpake o sathiya jo bhi hua achha hua ye raaz e dil khul gaya dil ki nayi
maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi maine dil se kahaa dhoondh laana khushi bechaara kahaan jaanta hai khalish hai ye kya khalaa hai shaher bhar ki khushi se ye dard mera bhala hai jashn ye raas na aaye mazaa to bus ghum mein aaya hai maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi kabhi hai ishq ka ujaala kabhi hai maut ka andhera batao kaun bhes hoga main jogi banu ya lootera kai chehre hai iss dil ke na jaane kaun sa mera maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi hazaaron aise faasle the jo tai karne chale the raahen magar chal padi thi aur pichhe hum reh gaye the kadam do chaar chal paaye kiye phere tere mann ke maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi
maine dekha hai ki phoolon se ladi shaakhon mein tum lachakti huyi yun mere qareeb aayi ho aa aaaa aaaa jaise muddat se yunhi saath raha ho apna jaise ab ki nahin sadiyon ki shanasai ho maine dekha hai ki gaate huye jharanon ke qareeb apni betaabi e jazbaat kahi hai tumne hmmmmm kaanpte hothon se rukti huyi aawaaz ke saath jo mere dil mein thi wo baat kahi hai tumne hmmm hmmm hmm hmmmm aanch dene laga kadmon ke tale barf ka pharsh aaj jaana ke mohabbat mein hai garmi kitni hmm hmmm sangemarmar ki tarah sakht badan mein tere aa gayi hai mere chhu lene se narmi kitni hmmmm hmmmm hmm hmmmmm hum chale jaate hain aur door talak koi nahin hum chale jaate hain aur door talak koi nahin sirf patton ke chatakhne ki sada aati hai dil mein kuchh aise khayaalaat ne karvat li hai mujh ko tum se nahin apne se haya aati hai hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm maine dekha hai ki kohre se bhari vaadi mein main ye kehta hoon chalo aaj kahin kho jaayen hmmmm hmmm main ye kehti hoon ki
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Wohi Hoon Jise Tum Main Wohi Hoon (1966) 05:04 38056
 
Poster of Main Wohi Hoon (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum, Firoz Khan
Duration : 05:04   Song Number : 38056   

Main Wohi Wohi Baat Naya Din Nai Raat (1974) 03:29 13858
 
Poster of Naya Din Nai Raat (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 03:29   Song Number : 13858   

Main Yahaan Tu Kahaan Bedard Zamana Kya Jane (1959) 03:42 12869
 
Poster of Bedard Zamana Kya Jane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Niroopa Roy
Duration : 03:42   Song Number : 12869   

Main Ye Soch Kar Uske Haqeeqat (1964) 03:37 11842
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sudheer
Duration : 03:37   Song Number : 11842   

Main Yunhi Guzaar Deta Anup Jalota 05:03 38978
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 05:03   Song Number : 38978   

Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya Hum Dono (1961) 03:51 20877
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Khamaj
Duration : 03:51   Song Number : 20877   

Mainaakam Thrishna (1981) 05:21 39663
 
Poster of Thrishna (1981)
 
Category
Malayalam
Year- 
1981
Lyricist
Bichu Thirumala
Music Director- 
Shyam
Singer- 
S Janaki
On Screen Actors- 
Swapna Khanna
Duration : 05:21   Song Number : 39663   

Maine Aaj Piya (Geet) Pankaj Mullick 03:25 15041
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:25   Song Number : 15041   

Maine Aye Jaane Wafaa Bedaag (1965) 03:19 12867
 
Poster of Bedaag (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nanda
Duration : 03:19   Song Number : 12867   

Maine Bhi Husn Ki Nazron Mein Wanted (1961) 03:36 15685
 
Poster of Wanted (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Nazir Husain, Saida Khan
Duration : 03:36   Song Number : 15685   

Maine Bulaya Aur Tum Aaye Apne Huye Paraye (1964) 05:35 37509
 
Poster of Apne Huye Paraye (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Manoj Kumar
Duration : 05:35   Song Number : 37509   

Maine Chaand Aur Sitaron Ki Chandrakanta (1956) 05:59 15149
 
Poster of Chandrakanta (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Beena Roy
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:59   Song Number : 15149   

Maine Chaand Dekha Hai Woh Din Yaad Karo (1971) 04:12 14408
 
Poster of Woh Din Yaad Karo (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:12   Song Number : 14408   

Maine Dekha Ik Sapna Samadhi (1972) 05:19 14125
 
Poster of Samadhi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Jaya Bachchan
Duration : 05:19   Song Number : 14125   

Maine Dekha Tujhe Karm (1977) 04:53 13523
 
Poster of Karm (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Vidhya Sinha
Duration : 04:53   Song Number : 13523   

Maine Dekha Tune Dekha Dushman (1971) 06:46 20878
 
Poster of Dushman (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj
Duration : 06:46   Song Number : 20878   

Maine Dekhi Jag Sunehre Din (1949) 03:12 14297
 
Poster of Sunehre Din (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Gyan Dutt
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:12   Song Number : 14297   

Maine Dil Diya Zameen Aasman (1984) 05:54 37445
 
Poster of Zameen Aasman (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sunjay Dutt, Anita Raj
Duration : 05:54   Song Number : 37445   

Maine Dil Se Kahaa Rog (When Love Is A Disease) (2005) 05:15 20879
 
Poster of Rog (When Love Is A Disease) (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Irfan Khan
Duration : 05:15   Song Number : 20879   

Maine Ek Khwab Sa Dekha Waqt (1965) 05:48 13599
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Sadhana
Duration : 05:48   Song Number : 13599