Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mere dil se dillagi na kar mere dil se dillagi na kar dil dhadak gaya to kya hoga dil dhadak gaya to kya hoga halka sa beech mein parda hai halka sa beech mein parda hai halka sa beech mein parda hai ye sarak gaya to kya hoga ye sarak gaya to kya hoga mere dil se dillagi na kar mere dil se dillagi na kar man paapi hai tan ghayal hai tham tham ke chal pag paayal hai man paapi hai tan ghayal hai tham tham ke chal pag paayal hai teri paayal ka koi ghunghru teri paayal ka koi ghunghru jo chhanak gaya to kya hoga jo chhanak gaya to kya hoga mere dil se dillagi na kar mere dil se dillagi na kar aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa hmmm mmmm hmmm mmmm hmmm mmmm mat chhed tu hum deewanon ko hum chhed na dein armaanon ko mat chhed tu hum deewanon ko hum chhed na dein armaanon ko dil sheesha hai dil guncha hai dil sheesha hai dil guncha hai ye chatak gaya to kya hoga ye chatak gaya to kya hoga mere dil se dillagi na kar mere dil se dillagi na kar teri aankhon ke kaajal se lagta
mere dil se yeh nain mile rehne do jaan e man mere dil se yeh nain mile rehne do jaan e man ke do ghadi behal jaata hai dil deewaana lalaalaalaalaaa hmmmm hmmmm hmmm hmmm ke do ghadi behal jaata hai dil deewaana deewaana deewaana deewaana inke bina yahaan wahaan aise phiroon uljhan ka maara ooooooooo ooooooooo inke bina yahaan wahaan aise phiroon uljhan ka maara pairon tale jaise koi rakhata chale jalta angaara ho dukh mera ye jaane ho ya jaane mera haal ye veeraanaa oooo mere dil se yeh nain mile rehne do jaan e man ke do ghadi behal jaata hai dil deewaana deewaana deewaana deewaana tum bhi mujhe dekho yun hi hoti rahe dil ki do baaten aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaa tum bhi mujhe dekho yun hi hoti rahe dil ki do baaten tum hi se to mile mujhe jeevan ke din jeevan ki raaten hoo ye raat din ruk jaayen hoo phir bhi na ruk paaye ye afsaanaa ooooooo mere dil se yeh nain mile rehne do jaan e mann ke do ghadi behal jaata hai dil deewaana mere dil se yeh nain mile rehne
mere dildaar ka baakpann haye baakpann hoye baakpann allah allah mere dildaar ka baakpann allah allah chandni se tarasha badan allah allah dekh kar jisko hoorein bhi sajda karein sajda karein haan sajda karein haye haye sajda karein wo meri nazneen wo meri nazneen gulbadan allah allah uss haseen mahzabeen ki phaban allah allah phool se honth resham sa tan allah allah mere dildaar ka baakpann allah allah wo kankhiyon se unka humein dekhna haan humein dekhna haye humein dekhna haye jab se use dekha hai deewanon si halat hai betaab hai har dhadkan bechain tabiyat hai wo sar se kadam tak ik mehki hui zannat hai chhoo le jo badan maske is darza nazakat hai guftar karishma hai raftaar qayamat hai duniya mein wazood uska kudrat ki inayat hai wo jispe karam kar de wo sahib e kismat hai wo kankhiyon se unka humein dekhna haan humein dekhna haye humein dekhna teer tirchhe teer tirchhe chalane ka fann allah allah teer tirchhe chalane ka fann allah allah mere dildaar ka
ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho hmm hmm hmmmm ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho mere do anmol ratan mere do anmol ratan ek hai raam to ek lakhan raam lakhan raam lakhan raam lakhan raam lakhan ho ho ho mere do anmol ratan aa aa aaa aa aa aa aaaa aa aa aa mere do anmol ratan mere do anmol ratan ek hai raam to ek lakhan raam lakhan raam lakhan raam lakhan raam lakhan mere do anmol ratan oo oo oo oo oo oo oooo oo oo oo oo oo oo hoo oo oo oo oo oo hoo hoo oo oo
mere do naina matwareeeee kiske liye bechain hain chaand sitareeee kiske liye bheege hai raat mere dil ke saath barsa ho pyaar jaise hoo ooo ooo mere do naina matwareeeee kiske liye bechain hain chaand sitareeee kiske liye hooo oooo rang laayi hai ajab ye rang laayi hai ajab ye shokh dhadkan pyaar kiiiiii hai wohi duniya magar hai wohi duniya magar har baat lagti hai nayiiiii hooooo dhadkta dil mera machalti har ada dhadkta dil mera ye dekhe maine jalwe aaj pehli baar ulfat ke hooo ooooo mere do naina matwareeeee kiske liye bechain hain chaand sitareeee kiske liye hooo oooo pyaar ki nazren inaayat pyaar ki nazren inaayat jab se hum par ho gayiiiiiii khushnuma khwabon mein hans kar khushnuma khwabon mein hans kar zindagi ye kho gayiiiii hoooooo jawaan har khawab hai ye dil betaab haiiii jawaan har khawab hai deewana kar na de dil ko ishaare ye mohabbat ke hooo ooooo mere do naina matwareeeee kiske liye bechain hain chaand sitareeee kiske liye
tamnnaon ki duniyan yun to har insaan basata hai magar paata wohi hai jo yahan taqdeer laata hai mere dost tujhe tera meet mubaraq mere dost tujhe tera meet mubaraq yeh saaz naya naya geet mubaraq mere dost tujhe tera meet mubaraq mere dost tujhe tera meet mubaraq kheli hai bahaar se yeh phoolon ki kali khawabon ki dulhan bade naazon mein pali kheli hai bahaar se yeh phoolon ki kali khawabon ki dulhan bade naazon mein pali palkon pe bithana aise sukh denaa yaad na kare ye kabhi babul ki gali apne babul ki gali gaye khushi ke tarane aisi preet mubaraq gaye khushi ke tarane aisi preet mubaraq yeh saaz naya naya geet mubaraq mere dost tujhe tera meet mubaraq mere dost tujhe tera meet mubaraq chamke kyun na tara uski qismat ka jisko mila ho yeh haseen tohfa chamke kyun na tara uski qismat ka jisko mila ho yeh haseen tohfa bada hi naseeb wala hai wo jag mein haath mein ho jiske aisi pyaari rekha aisi nyaari rekha aaj haar bhi kahe tujhe jeet mubaraq aaj haar bhi kahe
mere dukh ki koi dawa na karo mere dukh ki koi dawa na karo mujhko mujhse abhi juda na karo mere dukh ki koi dawa na karo naa khuda ko khuda ka gumaan hai to phir naa khuda ko khuda ka gumaan hai to phir doob jaao khuda khuda na karo doob jaao khuda khuda na karo mere dukh ki koi dawa na karo ye sikhaya hai dosti ne humen ye sikhaya hai dosti ne humen ye sikhaya hai dosti ne humen dost ban kar kabhi wafaa na karo dost ban kar kabhi wafaa na karo mere dukh ki koi dawa na karo ishq hai ishq ye mazaak nahin ishq hai ishq ye mazaak nahin chand lamhon mein faislaa na karo chand lamhon mein faislaa na karo mere dukh ki koi dawa na karo aashiqui ho ke bandagi faaqir aashiqui ho ke bandagi faaqir aashiqui ho ke bandagi faaqir bedili se to ipteda na karo bedili se to ipteda na karo mere dukh ki koi dawa na karo mujhko mujhse abhi juda na karo mere dukh ki koi dawa na karo
jung to chand roz hoti hai jung to chand roz hoti hai zindagi barson talak roti hai sannaate ki gehri chhaanv khaamoshi se jalte gaanv ye nadiyon par toote huey pul dharti ghaayal aur vyaakul ye khet gamon se jhulse huey ye khaali raste sehme huey ye maatam karta saara samaa ye jalte ghar ye kaala dhuaan ye jalte ghar ye kaala dhuaan ho ho ho ho ho ho mere dushman mere bhai mere humsaaye mere dushman mere bhai mere humsaaye mujhse tujhse hum dono se ye jalte ghar kuchh kehte hain barbaadi ke saare manzar kuchh kehte hain haai mere dushman mere bhai mere humsaaye ho ho ho ho ho ho baarood se bojhal saari fiza hai maut ki dhoop hai laati hawa zakhmon pe hai chhaayi laachaari galiyon mein hai phirti beemaari ye marte bachche haathon mein ye maaon ka rona raaton mein murda basti murda hai nagar chehre patthar hain dil patthar chehre patthar hain dil patthar ho ho ho ho ho ho mere dushman mere bhai mere humsaaye mere dushman mere bhai mere humsaaye mujhse tujhse hum
mere dil se sitamgar toone achchhi dillagi ki hai ke ban ke dost apne doston se dushmani ki hai mere dushman tu meri dosti ko tarse mere dushman tu meri dosti ko tarse mujhe ghum dene waale tu khushi ko tarse mere dushman tu phool bane patjhad ka tujhpe bahaar na aaye kabhi meri hi tarha tu tadpe tujhko qaraar na aaye kabhi tujhko qaraar na aaye kabhi jiye tu iss tarah ke zindagi ko tarse mere dushman tu meri dosti ko tarse mere dushman itna to asar kar jaayen meri wafaayen o bewafa ik roz tujhe yaad aayen apni jafaayen o bewafa apni jafaayen o bewafa pashemaan ho ke roye tu hansi ko tarse mere dushman tu meri dosti ko tarse mere dushman tere gulshan se zyada veeraan koi veeraana na ho iss duniya mein koi tera apna to kya begaana na ho apna to kya begaana na ho kisi ka pyaar kya tu berukhi ko tarse mere dushman tu meri dosti ko tarse mujhe ghum dene waale tu khushi ko tarse mere dushman
mere geeton ka singaar ho tum jeevan ka pehlaa pyaar ho tum jeevan ka pehlaa pyaar ho tum mere geeton ka singaar ho tum nainon mein milan ka sapnaa jeene ka sahaara apnaa nainon mein milan ka sapnaa jeene ka sahaara apnaa kyaa keh kar tujhe pukaaroon aasha ki nayi bahaar ho tum mere geeton ka singaar ho tum jeevan ka pehlaa pyaar ho tum jeevan ka pehlaa pyaar ho tum mere geeton ka singaar ho tum ye sheetal pawan jhakoley kaanon mein amrit gholey ye sheetal pawan jhakoley kaanon mein amrit gholey aa kab se baat nihaaroon meri khushiyon ka aadhaar ho tum mere geeton ka singaar ho tum jeevan ka pehlaa pyaar ho tum jeevan ka pehlaa pyaar ho tum mere geeton ka singaar ho tum
mere geeton mein meri kahaaniyan hain mere geeton mein meri kahaaniyan hain ho kaliyon ka bachpan hai phoolon ki jawaaniyan hain geeton mein mere geeton mein meri kahaaniyan hain mere geeton mein meri kahaaniyan hain ho kaliyon ka bachpan hai phoolon ki jawaaniyan hain geeton mein mere geeton mein meri kahaaniyan hain mere geeton mein meri kahaaniyan hain rut pe bahaar hai dil bekaraar hai kuchh intezaar sa hai kehte hain saare ho na ho pyaare ye haal pyaar sa hai ho ye mohabbat ki pehli nishaaniyan hain geeton mein mere geeton mein meri kahaaniyan hain mere geeton mein meri kahaaniyan hain aye dil deewane duniya kya jaane kyun geet gaata hoon main geeton ke bahaane dil ke fasane usko sunata hoon main ho jiski mujhpe badi meharbaniyan hain geeton mein mere geeton mein meri kahaaniyan hain mere geeton mein meri kahaaniyan hain dilkash kamaal si nazuk khayal si daali gulaab ki hai ladki hai lekin lagta hai wo ek botal sharaab ki hai ho uski akhiyaan badi mastaaniyan
mere ghar aayi mere ghar aayi ek nanhi pari ek nanhi pari chandani ke haseen rath pe sawaar mere ghar aayi ho o o o mere ghar aayi ek nanhi pari ek nanhi pari uski baaton mein shehad jaisi mithaas uski saanson mein itr ki mehkaas honth jaise ke bheege bheege gulaab gaal jaise ke dehke dehke anaar mere ghar aayi ho o o o mere ghar aayi ek nanhi pari ek nanhi pari uske aane se mere aagan mein khil uthe phool gungunaayi bahaar dekh kar usko ji nahin bharta chaahe dekhun use hazaaron baar chaahe dekhun use hazaaron baar mere ghar aayi ho o o o mere ghar aayi ek nanhi pari ek nanhi pari maine poochha use ke kaun hai tu haske boli ke main hoon tera pyaar main tere dil mein thi hamesha se ghar mein aayi hoon aaj pehli baar mere ghar aayi ho o o o mere ghar aayi ek nanhi pari ek nanhi pari chandani ke haseen rath pe sawaar mere ghar aayi mere ghar aayi ek nanhi pari ek nanhi pari ek nanhi pari
mere ghar se pyaar ki paalki chali gayi mere ghar se pyaar ki paalki chali gayi ghar mera ujad gaya zindagi chali gayi mere ghar se pyaar ki paalki chali gayi aashiya mera jala aur main dekhta raha uske yaad ke siwa mere pass kya raha kya raha deke mujhko ranj o ghum har khushi chali gayi mere ghar se pyaar ki paalki chali gayi ghar mera ujad gaya zindagi chali gayi ek khaab ban gaya aaj tum mere liye chha gayi udasiyan charsu mere liye bujh gaya chraag e dil roshni chali gayi mere ghar se pyaar ki paalki chali gayi dil mera ujad gaya zindagi chali gayi pyaar jab jawaan hua maut meharban huyi dil ka jab chaman khila khatam daastan huyi daastan huyi dil to rah gaya magar dilkashi chali gayi mere ghar se pyaar ki paalki chali gayi
mere ghunghar waale baal ho raja ghunghar waale baal ho dil mein umangen aankh me jaadu sar pe sunehra jaal ho raaja sar pe sunehra jaal ho raaja more raaja mere ghunghar waale baal ho raaja ghunghar waale baal ho dil mein umangen aankh mein jaadu sar pe sunehra jaal ho raaja sar pe sunehra jaal ho raaja more raajaaaa ho dilwaale ho dilwaale dilwaale is jaal mein phans kar kabhi nikal na paaye kabhi nikal na paaye dilwaale is jaal mein phans kar kabhi nikal na paaye kabhi nikal na paaye thandi aahen bhare bichaare phadak phadak reh jaaye thandi aahen bhare bichaare phadak phadak reh jaaye kahe munh sena dil kaa haal ho raaja munh se na dil kaa haal ho dil mein umangen aankh me jaadu sar pe sunehra jaal ho raaja sar pe sunehra jaal ho raaja more raajaaaaa ho dekh mere ho dekh mere dekh mere matwaale naynaa duniyaa pukaare haay duniyaa pukaare haay dekh mere matwaale naynaa duniyaa pukaare haay duniyaa pukaare haay chalun mai jis dam patali kamariyaa lachak lachak
mere gore gore gaal mere kaale kaale baal mera husn lajawab meri ada bemisaal thats all tere neele neele nain tere meethe meethe bain loote mere dil ka chain kya kahun main dil ka haal thats all mere gore gore gaal mere kaale kaale baal mera husn lajawab meri ada bemisaal husn wale kahte nahin kitne ham hain hasin apne husn par unhen hota nahin hai yakin o husn wale kahte nahin kitne ham hain hasin apne husn par unhen hota nahin hai yakin poochhe kaun husn ko na ishq ki jo shay mile poochhe kaun husn ko na ishq ki jo shay mile chahne walon ki nazar ka hai ye sab kamal thats all mere gore gore gaal mere kaale kaale baal mera husn lajawab meri ada bemisaal thats all tere neele neele nain tere meethe meethe bain loote mere dil ka chain kya kahun main dil ka haal pehle kisi butt pe kabhi marna nahin chahiye marr gaye to shor kabhi karna nahin chahiye o pehle kisi butt pe kabhi marna nahin chahiye marr gaye to shor kabhi karna nahin chahiye aaye the ye ban ke chacha
mere gunaah maaf kar mera zameer saaf kar mere gunaah maaf kar mera zameer saaf kar mere yesu mere khuda o mere parmaatmaa dekhe jo husn e zindagi aisi mujhe nighaah de aaya hoon sharmsaar main ab to mujhe panaah de ab to mujhe panaah de mere gunaah maaf kar mera zameer saaf kar mere yesu mere khuda o mere parmaatmaa koi bhi imtehaan le kaise bhi mujhko aazmaa apne karam se ab magar apna hi raasta dikha apna hi raasta dikha mere gunaah maaf kar mera zameer saaf kar mere yesu mere khuda o mere parmaatmaa auron ke waaste jiyun apne liye to jee chuka khoon e jigar bhi ab piyun khushiyon ke jaam pee chuka khushiyon ke jaam pee chuka mere gunaah maaf kar mera zameer saaf kar mere yesu mere khuda o mere parmaatmaa o mere parmaatmaa o mere parmaatmaa
mere haathon mein nau nau chudiyan hain thoda thehro sajan majbooriyan hain mere haathon mein nau nau chudiyan hain thoda thehro sajan majbooriyan hain milan hoga abhi ik raat ki dooriyan hain lambi lambi te kaali kaali raaton mein kaahe chudiyan khanakti hain haathon mein lambi lambi ho lambi lambi te kaali kaali raaton mein kaahe chudiyan khanakti hain haathon mein le jaa vaapas tu apni baraat mundiya main nahin jaana nahin jaana tere saath mundiya le jaa vapas ho le jaa vapas tu apni baraat mundiya main nahin jaana nahin jaana tere saath mundiya sataayega jagaayega tu saari raat mundiya aate jaate gali mein mera dil dhadke mere peeche pade hain aath dus ladke aate jaate gali mein mera dil dhadke mere peeche pade hain aath dus ladke hai meri ghutnon se lambi hai meri choti hai hai meri aakh shatranj di goti hai mere ghutnon se lambi meri choti hai meri aakh shatranj di goti hai mere babul na phir kehna abhi tu chhoti hai mere darzi se aaj meri jung ho gayee kal
mere hatheele shaam mere hatheele shaam main bhi hath pe adaa hoon thokar laga de main tere raste pe pada hoon mere hatheele shaam o bhagne wale tujhe rukna hi padega mujh ko uthane ke liye jhukna hi padega o bhagne wale tujhe rukna hi padega mujh ko uthane ke liye jhukna hi padega zakhmin hoon zakhmin hoon zakhmin hoon tera teer ki nokon se lada hoon thokar laga de main tere raste pe pada hoon mere hatheele shaam mujh ko ujada tujhko bhi basne nahin doonga jab tak na hansun main tujhe hansne nahin doonga mujh ko ujada tujhko bhi basne nahin doonga jab tak na hansun main tujhe hansne nahin doonga tu sabse bada tu sabse bada tu sabse bada aur main tujhse bhi bada hoon thokar laga de main tere raste pe pada hoon mere hatheele shaam maana ke tera aur mera saath nahin hai par yaad bhulana bhi tere haath nahin hai maana ke tera aur mera saath nahin hai par yaad bhulana bhi tere haath nahin hai aye dariya dil tu dekh aye dariya dil tu dekh main lehron pe khada hoon
mere hosh le lo deewana bana do mere hosh le lo deewana bana do koi baat chhedo fasaana bana do mere hosh le lo deewana bana do koi baat chhedo fasaana bana do nazaaron ko dil ki kahaani suna kar bahaaron ka mausam suhaana bana do mere hosh le lo deewana bana do koi baat chhedo fasaana bana do ye jee chahtaa hai zara jee ke dekhen ye jee chahtaa hai zara jee ke dekhen muhabbat ka meetha zehar pee ke dekhen muhabbat ka meetha zehar pee ke dekhen bahaano ko chhodo bahaana bana do koi baat chhedo fasaana bana do mere hosh le lo deewana bana do na yun sharm se tum nighahen jhuka lo mujhe zindagi do mujhe maar daalo na yun sharm se tum nighahen jhuka lo mujhe zindagi do mujhe maar daalo mujhe iss nazar ka nishaana bana do mere hosh le lo deewana bana do jo tumne kaha hai jo humne kaha hai jo tumne kaha hai jo humne kaha hai zara socho thehro ye sab kuchh naya hai zara socho thehro ye sab kuchh naya hai naye pyaar ko tum puraana bana do koi baat chhedo fasaana bana do
mere humnashi mere humnawa mere humnashi mere humnawa mujhe tujhse koi gila nahin tu nazar se door sahi magar tera gham to dil se juda nahin mere humnashi mere humnawa tera tazkra teri guftgoo teri justzoo teri aarzoo teri justzoo teri aarzoo mujhe zindagi mein hai kya kami mere paas jeene ko kya nahin mere humnashi mere humnawa teri anjuman se utha hoon yun dil e ghamzada ko liye huye dil e ghamzada ko liye huye ke phir uske baad se aaj tak kisi anjuman mein gaya nahin mere humnashi mere humnawa karoon tujhse koi gila to kya main khuda se maangun dua to kya main khuda se maangun dua to kya tujhe kuchh dinon se gumaan hai ye mera jaise koi khuda nahin mere humnashi mere humnawa mere humnawa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mere Dil Se Dillagi Na Kar Woh 7 Din (1983) 06:58 38150
 
Poster of Woh 7 Din (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Padmini Kolhapure
Duration : 06:58   Song Number : 38150   

Mere Dil Se Yeh Nain Zehreela Insaan (1974) 04:22 14442
 
Poster of Zehreela Insaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee, Rishi Kapoor
Duration : 04:22   Song Number : 14442   

Mere Dildaar Ka Deedar-E-Yaar (1982) 07:12 13038
 
Poster of Deedar-E-Yaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Rishi Kapoor, Rekha, Tina Munim
Duration : 07:12   Song Number : 13038   

Mere Do Anmol Ratan Ram Lakhan (1989) 05:16 36502
 
Poster of Ram Lakhan (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rakhi, Jackie Shroff, Anil Kapoor
Duration : 05:16   Song Number : 36502   

Mere Do Naina Matware Namaste Ji (1965) 03:44 37591
 
Poster of Namaste Ji (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
G S Kohli
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:44   Song Number : 37591   

Mere Dost Tujhe Tera Meet Mubaraq Dharkan (1972) 04:08 16221
 
Poster of Dharkan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:08   Song Number : 16221   

Mere Dukh Ki Koi Dawa Na Karo Chitra Singh 07:04 14699
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 07:04   Song Number : 14699   

Mere Dushman Mere Bhai Border (1997) 09:59 18667
 
Poster of Border (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Hariharan, Chorus
Duration : 09:59   Song Number : 18667   

Mere Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse Aaye Din Bahar Ke (1966) 05:21 20920
 
Poster of Aaye Din Bahar Ke (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Asha Parekh
Duration : 05:21   Song Number : 20920   

Mere Geeton Ka Singaar Ho Tum Mohd Rafi 03:10 39871
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Mohammed Zahur Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:10   Song Number : 39871   

Mere Geeton Mein Meri Kahaaniyaa Hain Teri Kasam (1982) 04:51 18039
 
Poster of Teri Kasam (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav Dagaonkar
Duration : 04:51   Song Number : 18039   

Mere Ghar Aayi Ek Nanhi Pari Kabhi Kabhie (1976) 03:22 11945
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 03:22   Song Number : 11945   

Mere Ghar Se Pyaar Palki (1967) 04:03 37775
 
Poster of Palki (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Duration : 04:03   Song Number : 37775   

Mere Ghunghar Waale Baal Pardes (1950) 03:26 19908
 
Poster of Pardes (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Shamshad Begum
Duration : 03:26   Song Number : 19908   

Mere Gore Gore Gaal Dulhan (1958) 03:07 37588
 
Poster of Dulhan (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Pyarelal Santoshi
Music Director- 
Ravi
Duration : 03:07   Song Number : 37588   

Mere Gunaah Maaf Sachaai (1969) 04:28 14102
 
Poster of Sachaai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:28   Song Number : 14102   

Mere Haathon Mein Nau Nau Chudiyan Chandni (1989) 05:45 12961
 
Poster of Chandni (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sridevi, Rishi Kapoor
Duration : 05:45   Song Number : 12961   

Mere Hatheele Shaam Pankaj Mullick 03:16 15042
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:16   Song Number : 15042   

Mere Hosh Le Lo Bandish (1980) 05:42 18526
 
Poster of Bandish (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Hema Malini, Rajesh Khanna
Duration : 05:42   Song Number : 18526   

Mere Hum Nasheen Mere Hum Nava Talat Mahmood 03:34 19755
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shamim Jaipuri
Music Director- 
Yunus Mallik
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:34   Song Number : 19755