Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kajra laga ke gajra saja ke kajra laga ke gajra saja ke bijuri gira ke jaiyo na nain mila ke chain chura ke nindiya uda ke jaiyo na haan kajra laga ke gajra saja ke bijuri gira ke jaiyo na nain mila ke chain chura ke nindiya uda ke jaiyo na haan kajraa ho gajraa ho mukhada na dekho darpan mein jhaanko zara mere mann mein mukhada na dekho na dekho mukhada na dekho darpan mein jhaanko zara mere mann mein aise jiya pe chhaai ho jaise ghataayen saawan mein raat aur din tumhare bin mann mein aur kaun hai ab zid chhodo na aage aage daudo dil na mera todo ghunghata gira ke ghunghata gira ke mukhada chhupa ke bijuri gira ke jaiyo na nain mila ke chain chura ke nindiya uda ke jaiyo na haan kajra ho gajra ho chhodo meri kalaayi ko sun lo meri duhaayi ko chhodo meri ho ho zulmi chhodo meri kalaayi ko sun lo meri duhaayi ko kyun chhedate ho raste mein ladki kisi paraayi ko mera naam ho badnaam ye jo koi dekh le chalo hato jaao jiya na dhadkaao dekho baaj aao apna bana ke apna
kajra laga ke re bindiyaa saja ke ho aayi main to aayi re aayi mohe laayi milan dhun piya ki ho kajra laga ke re bindiyaa saja ke ho aayi main to aayi re aayi mohe laayi milan dhun piya ki lehar leti chaal deti madhur taal ho aayi main to aayi re aayi mohe laayi milan dhun piya ki ho kajra laga ke re bindiyaa saja ke ho aayi main to aayi re aayi mohe laayi milan dhun piya ki aye tum na bologe yunhin tum na bologe na bolo na bolo hum sang na sang na hum sang na dologe yunhin sang na dologe na dolo na dolo main bhi bolungi nahin tum sang dolungi nahin karun par main kya bas mein nahin jiya ho aayi main to aayi re aayi mohe laayi milan dhun piya ki ho kajra laga ke re bindiyaa saja ke ho aayi main to aayi re aayi mohe laayi milan dhun piya ki lo main hi haari re lo main hi haari re haari re haari bhai tumpe tumpe bhai tumpe waari re saiyaan tumpe waari re waari re waari aye ji ab to bol do maan jaao akhiyaan khol do pal mein jaago re garwaa laago more ho aayi main to
kajraa muhabbat waala ankhiyon mein aisa daala kajre ne le li meri jaan haaye re main tere qurbaan duniyaa hai mere peechhe lekin main tere peechhe apna bana le meri jaan haaye re main tere qurbaan kajraa muhabbat waala ankhiyon mein aisa daala kajre ne le li meri jaan haaye re main tere qurbaan aayi ho kahaan se gori aankhon mein pyaar le ke aayi ho kahaan se gori aankhon mein pyaar le ke chadti jawaani ki ye pehli bahaar le ke dilli shehar ka saara meena bazar le ke dilli shehar ka saara meena bazar le ke jhumka bareli waala kaanon mein aisa daala jhumke ne le li meri jaan haaye re main tere qurbaan duniyaa hai mere peechhe lekin main tere peechhe apna bana le meri jaan haaye re main tere qurbaan motor naa bangla maangun jhumka naa haar maangun motor naa bangla maangun jhumka naa haar maangun dil ko jalaane waale dil ka qaraar maangun saiyaan bedardi mere thoda sa pyaar maangun saiyaan bedardi mere thoda sa pyaar maangun kismat bana de meri duniyaa basaa de meri
kajre badarwa re kajre badarwa re marzi teri hai kya zaalima aise na baras zulmi keh na dun kisiko main baalma kajre badarwaa kahin gir jaye na bindiya kahin ud jaye na nindiya aaa kahin gir jaye na bindiya kahin ud jaye na nindiya kaali kaali aane waali kaali kaali aane waali barakhaa ki raat hai kajre badarwaa rim jhim waali chunariya odhe huye aayi badariya aaaaa rim jhim waali chunariya odhe huye aayi badariya jhoome aise gori jaise jhoome aise gori jaise sajanaa ke saath hai kajre badarwaa iss bheegi bheegi hawa ne kaanon mein kaha kya na jaane aaaa iss bheegi bheegi hawa ne kaanon mein kaha kya na jaane main sharmaai main ghabraai main sharmaai main ghabraai aisi koi baat hai kajre badarwaa
bhalle bhalle bhalle bhalle bhalle bhalle kakinada kaaja kaaja kaikalooru baaja baaja kanipaakam ganapathi pooja manadelee kakinada kaaja kaaja kaikalooru baaja baaja kanipaakam ganapathi pooja manadelee hoooo oo oo hoooo kotappa kondapai perantam simhadri guttapai sayanthram venkanna karunatho kalyanam manadele siddanti pettina sumuhoortham peddollu cheppina siddhantham sigganta jaraga sramadanam manadele lagu lahire lagu lagu lahire lagu lagu lahire lagireeee lagu lahire lagu lagu lahire lagire lagu lahire lagu lagu lahire lagu lagu lahire lagireeee lagu lahire lagu lagu lahire lagire kakinada kaaja kaaja kaikalooru baaja baaja kanipaakam ganapathi pooja manadelee kakinada kaaja kaaja kaikalooru baaja baaja chinni gundene neeku danda cheyyana hey chinna vaadi asalanni katta katti kalike mette veyyana kanne janmane neeku katnamivvana thalaleni prema putti thaali kattinappude thappakunda thallameyyana hoooo oo oo hoooo nee bhama charyale prarambham naa bhramma
kakoli kujano aaj bhomer modhu gunjone e ki sada paay go e ki sada paay je phagun elo aaj jibone amar tulonato nai taar tulonato nai kakoli kujano aaj bhomer modhu gunjone godhuro lilay bandha dilo phul keno surobhi bilaay go godhuro lilay tare jeno mono go bhore nite chai go bhore nite chai je phagun elo aaj jibone amar tulonato nai taar tulonato nai kakoli kujano aaj bhomer modhu gunjone khone khone pai aaj suni khone khone pai aaj suni nikhile nikhle oi baje phalguni suni baje phalguni alosh o belaay surer e polash lage moner e khelaay go alosh o belaay aponer e baare baare tai bhule jai go tai bhule jai je phagun elo aaj jibone amar tulonato nai taar tulonato nai kakoli kujano aaj bhomer modhu gunjone e ki sada paay go e ki sada paay
mujhe jab jab bahaaron ka zamaana yaad aayega kahin apna bhi tha ek aashiyaana yaad aayega kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha mujhko barbaadi ka koi ghum nahin mujhko barbaadi ka koi ghum nahin ghum hai barbaadi ka kyun charcha hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha ek chhota sa tha mera aashiyaan ek chhota sa tha mera aashiyaan aaj tinke se alag tinka hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha sochta hoon apne ghar ko dekh kar sochta hoon apne ghar ko dekh kar ho na ho ye hai mera dekha hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha dekhne waalon ne dekha hai dhunwa dekhne waalon ne dekha hai dhunwa kisne dekha dil mera jalta hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha
heyeee naaaaa heyeeee naaaaa re re re naaaaaa heyeee ayeeeeee ayeee ayeeee aaaaaaa andaaz apne dekhte hain aaine mein wo andaaz apne dekhte hain aaine mein wo aur ye bhi dekhte hain koi dekhta naa ho kal chaudhvin ki raat thi shab bhar raha charcha tera kal chaudhvin ki raat thi shab bhar raha charcha tera kuchh ne kaha ye chaand hai kuchh ne kaha ye chaand hai kuchh ne kaha chehra tera kal chaudhvin ki raat thi shab bhar raha charcha tera kal chaudhvin ki raat thi shab bhar raha charcha tera kal chaudhvin ki raat thi kal chaudhvin ki raat thi shab bhar raha charcha tera kuchh ne kaha ye chaand hai kuchh ne kaha ye chaand hai kuchh ne kaha chehra tera kal chaudhvin ki raat thi shab bhar raha charcha tera iss shehar mein kiss se mile hum se to chhuti mehfilennnnn aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa iss shehar mein kiss se mileeee kiss se milee
kal chaudhvin ki raat thi shab bhar raha charcha tera kal chaudhvin ki raat thi kuchh ne kaha ye chaand hai kuchh ne kaha ye chaand hai kuchh ne kaha chehra tera kal chaudhvin ki raat thi hum bhi wahin maujud the hum bhi wahin maujud the humse bhi sab poochha kiye hum bhi wahin maujud the humse bhi sab poochha kiye hum hans diye hum chup rahe hum hans diye hum chup rahe manzoor tha parda tera kal chaudhvin ki raat thi kal chaudhvin ki raat thi iss shaher mein kiss se mileeeeennnnn iss shaher mein kiss se milen humse to chhuti mehfilen iss shaher mein kiss se milen humse to chhuti mehfilen har shaks tera naam le har shaks tera naam le har shaks deewana tera kal chaudhvin ki raat thi kal chaudhvin ki raat thi shab bhar raha charcha tera kal chaudhvin ki raat thi kooche ko tere chhod kar kooche ko tere chhod kar jogi hi ban jaayen magar kooche ko tere chhod karrrrr kooche ko tere chhod kar jogi hi ban jaayen magar jungle tere parbat tere jungle tere parbat tere basti
kal kokhon asbe bolo na kal kokhon asbe bolo na na ele je bhalo lagena na ele je bhalo lagena kal kokhon asbe bolo na kal kokhon asbe bolo na kalke ektu somoy hate rekho aajker moto deri na hoy dekho kalke ektu somoy hate rekho aajker moto deri na hoy dekho na to sondhay holei bolbe jai jai dekhe jeno bhule jeo na dekhe jeno bhule jeo na na ele je bhalo lagena na ele je bhalo lagena kal kokhon asbe bolo na kal kokhon asbe bolo na kalke ekhane noi ektu dure dujonate hai aasbo ghure kalke ekhane noi ektu dure dujonate hai aasbo ghure jani bhabchho ki mone mone pouchhe debo go bhoi peao na pouchhe debo go bhoi peao na na ele je bhalo lagena na ele je bhalo lagena kal kokhon asbe bolo na bolo na kal kokhon asbe bolo na
kal ke apne naa jane kyun ho gaye aaj paraye kal ke apne naa jane kyun ho gaye aaj paraye ret ka sagar pyaar ka sapna pyasa hi tarsaye kal ke apne naa jane kyun ho gaye aaj paraye pyaar ne kya kya rang bhare the likhi thi do takdeeren pyaar ne kya kya rang bhare the likhi thi do takdeeren aayi jo aandhi ban kar mit gayi badal ki tasveeren pyaar ka rang hai jaane kaisa rang daag ban jaaye kal ke apne naa jane kyun ho gaye aaj paraye dosh nahi hai toofano ka maajhi hi le doobe dosh nahi hai toofano ka maajhi hi le doobe deewanapan ban kar reh gaye man ke ye mansoobe taasho ka ghar kaam na aaye bante hi gir jaye kal ke apne naa jane kyun ho gaye aaj paraye ret ka sagar pyaar ka sapna pyasa hi tarsaye kal ke apne naa jane kyun ho gaye aaj paraye
aaaaa aaaa aaaaa aaaa kal ke sapne aaj bhi aana kal ke sapne aaj bhi aana preetam ko bhi saath mein lana preetam ko bhi saath mein laana kal ke sapne aaj bhi aana aaj bhi din hai madhur suhaana baaj rahi hai mann ki basuriyaa naino ke tatt pe prem ke rath pe laut ke ab to aa jaa sanwariyaa main bhi sunaaun dil ka taraana main bhi sunaaun dil ka taraana kal ke sapne aaj bhi aana aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa jhoomte baadal gaate jharne aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaj kisi ko dhundh rahe hain main to ye jaanun saare nazaare sajna tujhi ko dhundh rahe hain aaj mujhe bhi daras dikhana aaj mujhe bhi daras dikhana kal ke sapne aaj bhi aana meri nagariyaa aa mere rasiyaa dagar dagar main ankhiyaan bichhaun dil mein bitha ke nain mila ke janam janam ki pyaas bhujaaun tohe sikhaun preet nibhana tohe sikhaun preet nibhana kal ke sapne aaj bhi aana preetam ko bhi saath mein lana kal ke sapne aaj bhi aana
kal ki daulat aaj ki khushiyaan unki mehfil apni galiyaan asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mereeeeee asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mereeee kal ki daulat aaj ki khushiyaan unki mehfil apni galiyaan asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mereeeeee asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mereeee tod ke jhute naate rishte aaya main dilwaalon mein sach kehta hoon chor the jyaada daulat ke rakhwaalon mein tod ke jhute naate rishte aaya main dilwaalon mein sach kehta hoon chor the jyaada daulat ke rakhwaalon mein kal ki daulat aaj ki khushiyaan unki mehfil apni galiyaan asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mere asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mere uss duniyaa ne baat naa poochhi iss duniyaa ne pyaar diya baitha mann ke rajmehal mein sapnon kaa sansaar diya uss duniyaa ne baat naa poochhi iss duniyaa ne pyaar diya baitha mann ke rajmehal mein sapnon kaa sansaar diya kal ki daulat aaj ki khushiyaan unki mehfil apni galiyaan asli kya
kal ki haseen mulaaqat ke liye aaj raat ke liye hum tum juda ho jaate hain achha chalo so jaate hain kal ki haseen mulaaqat ke liye aaj raat ke liye hum tum juda ho jaate hain achha chalo so jaate hain kal ki haseen mulaaqat ke liye aaj raat ke liye hum tum juda ho jaate hain achha chalo so jaate hain aap neend nahin kya aayi neend meri aap ne churaayi neend nahin kya aayi neend meri aap ne churaayi main to nahin soyi aadhi raat khoyi aap ko hua kya khaas wajah koi akele mein hum ghabraa gaye chale gaye the phir aa gaye to maaf karna iss baat ke liye aaj raat ke liye hum tum juda ho jaate hain achha chalo so jaate hain aap ab hai kya majboori haan kaam tha ek zaroori ab hai kya majboori haan kaam tha ek zaroori lambi lambi raatein chhoti mulaaqatein bhool gaya tha main do chaar baatein baaton se na dil apne bhare aankhon mein kayi sapne bhare to sapnon ki iss baarat ke liye aaj raat ke liye hum tum juda ho jaate hain achha chalo so jaate hain main aaya aap jaate
kal ki na karo baat are baat karo aaj ki kal ki na karo baat baat karo aaj ki kal ki na karo baat baat karo aaj ki ye zindagi to jhoom ke gaane ki liye hai gaane ke liye haiiiii kal ki na karo baat baat karo aaj ki ye zindagi to jhoom ke gaane ki liye hai gaane ke liye haiiiii jeevan ke ye din chaar bade pyaar se guzre iqraar se guzre kabhi taqraar se guzreeeee jeevan ke ye din chaar bade pyaar se guzre iqraar se guzre kabhi taqraar se guzreeeee aur inki yaad dil mein basaane ke liya hai basaane ke liyeeeee kal ki na karo baat baat karo aaj ki ye zindagi to jhoom ke gaane ki liye hai gaane ke liye haiiiii iss raat ki subah naa ho ye apni duaa hai chhaya hua har dil par muhabbat ka nasha haiiiii iss raat ki subah naa ho ye apni duaa hai chhaya hua har dil par muhabbat ka nasha haiiiii ye raat saari raat jagaane ke liye hai jagaane ke liyeiiiii kal ki na karo baat baat karo aaj ki ye zindagi to jhoom ke gaane ki liye hai gaane ke liye haiiiii gaane ke liye haiiiii
kal kya hoga kisko pata abhi zindagi ka le lo mazaa kal kya hoga kisko pata abhi zindagi ka le lo mazaa kal kya hoga kisko pata abhi zindagi ka le lo mazaa kal kya hoga kisko pata abhi zindagi ka le lo mazaa hey dil waalon duniyaa ki aysi teisi har pal apna hai din kaisa raat kaisi ho ho ho hoo huu huu huu huu huu huu hey aish karo naacho gaao khaao peeo hey are jeena hai to masti mein reh ke jeeo arra rampa arra rampa arra rampa arra rampa heyi heyi hey hey hey hey hey hey lala lala laa laa laa la la kal kya hoga kisko pata abhi zindagi ka le lo mazaa hey hey hey hey hum jahaan halla gulla hoga wahin hum se ye duniya hai duniya se hum nahin hey jab tak dum mein hai dum pyaare hey tab tak kaahe ka hai ghum pyaare arra rampa arra rampa arra rampa arra rampa heyi heyi hey hey hey hey hey hey lala lala laa laa laa la la kal kya hoga kisko pata abhi zindagi ka le lo mazaa kal kya hoga kisko pata abhi zindagi ka le lo mazaa
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm kal meri tarah mujhko salaam aap karenge kal meri tarah mujhko salaam aap karenge khamosh rahunga main kalaam aap karenge kal meri tarah mujhko salaam aap karenge dikhla ke jhalak hosh talak chheen liya hai saaqi ne mujhe maike e vaz pyaas diya hai mahkhane mein aankhon ke jise band kiya hai khud pesh kisi din wohi jaam aap karenge khamosh rahunga main kalaam aap karenge kal meri tarah mujhko salaam aap karenge raatein na rahin meri na ab dinrahe mere raatein na rahin meri na ab dinrahe mere rahte hain sada aap khayalaat ko ghere rukhsaar pe bikhra ke ye zulfon ke andhere zulfon ke andhere kab tak ke yun hi subah ko shaam aap karenge khamosh rahunga main kalaam aap karenge kal meri tarah mujhko salaam aap karenge nazren hain kisi ki yahin aur dil bhi yahin hai kaise kahoon chahat ka asar un pe nahin hai lag jayegi kuchh der magar mujhko yakeen hai mujhko yakeen hai lag jayegi kuchh der magar mujhko yakeen hai ek roz mere
Kal Nahin Paye Jiya
aauch kal raat waali mulaqaat ke liye har baat ke liye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye kal raat waali mulaqaat ke liye har baat ke liye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye aauch aaina naa dekhiye meri soorat dekhiye seedhi saadhi bholi bhaali meri moorat dekhiye aadmi shareef nahin hoon main kya bhala kaabil e taarif nahin hoon main kya bhala aap hi ye insaaf kijiye aap hi ye insaaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye aauch meri kya majaal hai jo main daaman thaam loon tauba tauba meri tauba aap kaa main naam loon wo parwaana wo mastaana koi aur tha main nahin tha wo deewana koi aur tha maan jaaiye dil saaf kijiye maan jaaiye dil saaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye aauch suniye janaab ye meri pehli bhool hai pehli bhool maaf ho ye duniyaa ka usool hai aap jo naa honge aji humpe meharbaan aapko sitamgar kahega ye jahaan aur kya kahoon maaf kijiye aur kya kahoon maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye
kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi lab thartharaa rahe the magar baat ho gayi kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi ik husn saamne tha qayaamat ke roop mein ik khawaab jalwaagar tha haqeeqat ke roop mein chehra wohi gulaab ki rangat liye huye nazren wohi payaam e muhabbat liye huye zulfen wohi ke jaise dhundhal kaa ho shaam kaa aankhen wohi jin aankhon pe dhokha ho jaam ka kuchh der ko tasaali e jazbaat ho gayi lab thartharaa rahe the magar baat ho gayi kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi dekha use to daaman e rukhsaar nam bhi tha wallah uske dil ko kuchh ehsaas e ghum bhi tha the uski hasraton ke khazaane lute huye lab par tadap rahe the phasaane ghute huye kaanten chubhe huye the sisakti umang mein doobi huyi thi phir bhi wafaaon ke rang mein dam bhar ko khatam gardish e haalat ho gayi lab thartharaa rahe the magar baat ho gayi kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi aye meri rooh e ishq meri jaan e shaayari dil maanta
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kajra Laga Ke Gajra Saja Ke Apna Desh (1972) 04:31 20734
 
Poster of Apna Desh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 04:31   Song Number : 20734   

Kajra Laga Ke Re Bindiyaa Jal Bin Machhli Nritya Bin Bijli (1971) 05:02 13409
 
Poster of Jal Bin Machhli Nritya Bin Bijli (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 05:02   Song Number : 13409   

Kajraa Mohabbat Waala Kismat (1968) 06:28 11940
 
Poster of Kismat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Babita, Uma Dutt
Duration : 06:28   Song Number : 11940   

Kajre Badarwa Re Pati Patni (1966) 03:40 36403
 
Poster of Pati Patni (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Raag- 
Pilu
Duration : 03:40   Song Number : 36403   

Kakinada Kaaja Aata (2007) 04:34 10473
 
Poster of Aata (2007)
 
Category
Telugu
Year- 
2007
Lyricist
Chandrabose
Music Director- 
Devi Sri Prasad
On Screen Actors- 
Sidharth, Ileana D'Cruz
Duration : 04:34   Song Number : 10473   

Kakoli Kujane Pathe Holo Deri (1957) 02:57 17609
 
Poster of Pathe Holo Deri (1957)
 
Year- 
1957
Music Director- 
Robin Chatterjee
Singer- 
Alpana Banerjee
On Screen Actors- 
Suchitra Sen, Uttam Kumar
Duration : 02:57   Song Number : 17609   

Kal Chaman Tha Khandan (1965) 04:44 13545
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:44   Song Number : 13545   

Kal Chaudhvin Ki Raat Thi (Long Version) Ghulam Ali 12:06 17873
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 12:06   Song Number : 17873   

Kal Chaudhvin Ki Raat Thi (Short Version) Ghulam Ali 05:48 178731
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 05:48   Song Number : 178731   

Kal Kakhon Ashbe R D Burman 03:13 39901
 
Poster of R D Burman
 
Lyricist
Sapan Chakraborty
Singer- 
R D Burman
Duration : 03:13   Song Number : 39901   

Kal Ke Apne Naa Jane Amanush (1975) 04:26 12642
 
Poster of Amanush (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shyamal Mitra
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Uttam Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 04:26   Song Number : 12642   

Kal Ke Sapne Aaj Bhi Aadmi (1968) 03:52 20736
 
Poster of Aadmi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 03:52   Song Number : 20736   

Kal Ki Daulat Aaj Ki Asli-Naqli (1962) 03:30 12747
 
Poster of Asli-Naqli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:30   Song Number : 12747   

Kal Ki Haseen Mulaaqat Charas (1976) 05:57 20737
 
Poster of Charas (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 05:57   Song Number : 20737   

Kal Ki Na Karo Baat Jangal Mein Mangal (1972) 04:28 13419
 
Poster of Jangal Mein Mangal (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri, Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Pran, Reena Roy
Duration : 04:28   Song Number : 13419   

Kal Kya Hoga Kasme Vaade (1978) 03:27 18168
 
Poster of Kasme Vaade (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 03:27   Song Number : 18168   

Kal Meri Tarah Mujhko Salaam Mere Gharib Nawaz (1973) 05:41 36355
 
Poster of Mere Gharib Nawaz (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Mahboob Sarvar
Music Director- 
Kamal Rajasthani
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anwar Ali, Nasir Husain, Satish, Beena, Jalal Agha
Duration : 05:41   Song Number : 36355   

Kal Nahin Paaye Jiya Chhoti Si Mulaqat (1967) 05:02 39093
 
Poster of Chhoti Si Mulaqat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 05:02   Song Number : 39093   

Kal Raat Waali Mulaqaat Raja Saab (1969) 04:26 14049
 
Poster of Raja Saab (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:26   Song Number : 14049   

Kal Raat Zindagi Se Palki (1967) 06:09 13904
 
Poster of Palki (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 06:09   Song Number : 13904