Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


maine ik geet likha hai jo tumko sunaati hoon soye huye rangeen khwabon ko saanson se sajaati hoon maine ik geet likha hai jo tumko sunaati hoon soye huye rangeen khwabon ko saanson se sajaati hoon maine ik geet likha hai jo tumko sunaati hoon soye huye rangeen khwabon ko saanson se sajaati hoon maine ik geet likha hai hanste huye phoolon pe thehri huyi shabnam hai ye kaun sa nagma hai ye kaun si sargam hai hanste huye phoolon pe thehri huyi shabnam hai ye kaun sa nagma hai ye kaun si sargam hai ik saaz jo gumsum hai main usko jagaati hoon maine ik geet likha hai jo tumko sunaati hoon soye huye rangeen khwabon ko saanson se sajaati hoon maine ik geet likha hai ye dhoop khatkti si soye huye saaye hain ye dhoop khatkti si soye huye saaye hain kis desh se chal kar ye iss desh mein aaye hain main inki sadaa bankar uss paar se aati hoon saanson mein samaati hoon maine ik geet likha hai jo tumko sunaati hoon soye huye rangeen khwabon ko saanson se sajaati hoon maine ik
maine jo li angdai dhire se muskai teri mehfil se sada ye aayi oo aa aa aaaa main akeli laakhon deewane dil ke waar pe waar kiye jate hai nazre mil ke ji mil ke ji mil ke main akeli laakhon deewane dil ke waar pe waar kiye jate hai nazre mil ke ji mil ke ji mil ke oooo dekh lo meri chhoti si jaan pe kaisi ye aafat aayi re oooo dekh lo meri chhoti si jaan pe kaisi ye aafat aayi re maine jo li angdai dhire se muskai teri mehfil se sada ye aayi oo aa aa aa gaal gulabi aankhe meri neelam ki main hansi log samjhe ke bijli chamki re chamki re chamki gaal gulabi aankhe meri neelam ki main hansi log samjhe ke bijli chamki re chamki re chamki ho oo meri latt lahrayi ke jaise kali ghata lehrayi re oo meri latt lehrayi ke jaise kali ghata lehrayi re maine jo li angdai dhire se muskai teri mehfil se sada ye aayi ho oo aa aa
maine kab tumse kaha tha ke mujhe pyaar karo maine kab tumse kaha tha ke mujhe pyaar karo pyaar jab tumne kiya tha to nibhaaya hota maine kab tumse kaha tha mere khaabon ko na hone diya pura tumne pyaar ke geet ko chhoda hai adhura tumne nagma e dil na mujhe tumne sunaaya hota pyaar jab tumne kiya tha to nibhaaya hota maine kab tumse kaha tha laa ke mazdhaar mein kashti ko dubone waale zindagi de ke mujhe mere na hone waale dil ki duniya ko banaa ke na mitaaya hota pyaar jab tumne kiya tha to nibhaaya hota maine kab tumse kaha tha ke mujhe pyaar karo maine kab tumse kaha tha kaun hai kisne mohabbat mein khushi paayi hai mujhko dekho ki meri jaan pe ban aayi hai kaash tumne mujhe apna na banaaya hota pyaar jab tumne kiya tha to nibhaaya hota maine kab tumse kaha tha ke mujhe pyaar karo
maine kaha miss what is this maine kaha miss what is this pehli mulakaat mein hi kiya diss miss kabhi kahe that kabhi kahe this kabhi kahe that kabhi kahe this tere this that mein na aayegi ye miss maine kaha miss miss miss what is this maar daala maar daala gori mem ne loot liya loot liya tere prem ne maar daala maar daala gori mem ne loot liya loot liya tere prem ne chal re lahori tu hai bada jhutha billo billo keh ke mera dil loota chal re lahori tu hai bada jhutha billo billo keh ke mera dil loota na tu mera mister babu na main teri miss na tu mera mister babu na main teri miss miss maine kaha miss what is this han maine kaha miss what is this pehli mulaqaat mein hi kiya diss miss kabhi kahe that that kabhi kahe this this kabhi kahe that kabhi kahe this tere this that mein na aayegi ye miss hmmm maine kaha miss what is this mujhe na sata lahori ja ja ja jaake tu rasoyi mein chapatiyaan bana mujhe na sata lahori ja ja ja jaake tu rasoyi mein chapatiyaan bana
hey mujhko hawaon ne roka are kaali ghataon ne roka de ke dhoka magar raasta kaat kar de ke dhoka magar raasta kaat kar apne chahne walon ke main dil mein samaa gaya maine kaha tha main aaunga hey hey hey wada kiya tha main aa gaya doston ke dushmanon ke dilon pe chhaa gaya heyy maine kaha tha main aaunga hey hey hey wada kiya tha main aa gaya doston ke dushmanon ke dilon pe chhaa gaya heyyyy karte huye meri baaten are guzren hazaaron ki raaten aye haseenon suno dil zara thaam lo aye haseenon suno dil zara thaam lo phir na kehna zaalim sabki neenden udaa gaya maine kaha tha main aaunga hey hey hey wada kiya tha main aa gaya doston ke dushmanon ke dilon pe chhaa gaya heyyyy saara shaher jaanta hai are surat ye pehchaanta hai iss jahaan mein kahin koi mujhsa nahin iss jahaan mein kahin koi mujhsa nahin main sab ke dil mein apni tasveer laga gaya maine kaha tha main aaunga hey hey hey wada kiya tha main aa gaya doston ke dushmanon ke dilon pe chhaa gaya heyy maine
pine apple papaiya papaiya papaiya le banana co co nut coconut maine kaha tha aana sunday ko sunday ko monday ko chale aaye kyun milna jo chaahe dil tumse ji tumse ji tumse to bolo kya karun maine kaha tha aana sunday ko sunday ko monday ko chale aaye kyun milna jo chaahe dil tumse ji tumse ji tumse to bolo kya karun roz roz aana bhi achha nahin itana sataana bhi achha nahin isiliye kehta hoon jaan e jigar dil kaa jalaana bhi achha nahin hoo roz roz aana bhi achha nahin itana sataana bhi achha nahin are isiliye kehta hoon jaan e jigar dil kaa jalaana bhi achha nahin aye pyaar kiya to dekho jalke ji jalke ji jalke ji darte ho kyun milne ke jhuthe vaade humse ji humse ji humse ji karte ho kyun maine kaha tha aana sunday ko sunday ko monday ko chale aaye kyun milna jo chaahe dil tumse ji tumse ji tumse to bolo kya karun baar baar deti ho taana mujhe samjho naa itna deewana mujhe isiliye kehti hoon jaan e jigar tumne abhi tak naa jaana mujhe are baar baar deti ho taana
oo oo oo oo oo oo oo maine kaha ae jee maine kaha tumse humein pyaar hai maine kaha ae jee maine kaha humko kab inkaar hai maine kaha ae jee ye to bata do ki huyi hai kya baat kyun main tere sapne dekhun saari saari raat ae jee ye to bata do ki huyi hai kya baat kyun main tere sapne dekhun saari saari raat main kya janu shayad yahi pyaar hai maine kaha humko kab inkaar hai maine kaha ho oo ooo oooo humko bhi tanhaiyon mein neend na aayi le lo chahe chaand sitaaron se gavahi humko bhi tanhaiyon mein neend na aayi le lo chahe chaand sitaaron se gavahi jane bhi do humko aitbaar hai maine kaha tumse hamein pyaar hai maine kaha abb to tamanna hai tere dil mein hi rahen hum bhi yahi chaahte hain aur kya kahen abb to tamanna hai tere dil mein hi rahen hum bhi yahi chaahte hain aur kya kahen phir meri jaan haan meri jaan bahaar hi bahaar hai maine kaha tumse hamein pyaar hai maine kaha humko kab inkaar hai maine kaha ho oo oo oo oo oo oo ho oo oo oo oo oo oo
maine kaha zid chhod de dupatta mod de besharam maine kaha zid chhod de dupatta mod de besharam yayaya yayaya laralala yayaya yayaya maine kaha zid chhod de tu dil mod de o sanam maine kaha zid chhod de tu dil mod de o sanam aiyaya aiyaya aiyaya aiyaya badle mein dupatte ke chhalla de anguthi de badle mein dupatte ke chhalla de anguthi de koi to nishani honi chahiye mere dil deewane ko logon ko sunaane ko koi to kahani honi chahiye yayaya yayaya laralala yayaya yayaya aisi waisi baaton mein do hi mulakaton mein aisi waisi baaton mein do hi mulakaton mein main to badnam ho jaungi thodi si sharafat se thodi si mohabbat se teri main gulam ho jaungi aiyaya ya laralala laralala ya aiyaya ha ya laralala laralala achchhaa to ye wada kar kal aayegi mere ghar achchhaa to ye wada kar kal aayegi mere ghar na aayi to yaari toot jayegi achchha kal to aane de aaj to jaane de warna teri pyari rooth jayegi aiyaya aiyaya lararala aiyaya lalalalaa maine kaha zid chhod de tu dil mod
maine kahaa phoolon se maine kahaa phoolon se hanson to wo khil khila ke hans diye aur ye kahaa jeevan hai bhai mere bhai hansne ke liye hooo maine kahaa phoolon se hanson to wo khil khila ke hans diye aur ye kahaa jeevan hai bhai mere bhai hansne ke liye hansne ke liye sooraj hansaa to bikhar bikhar gayi kirne sooraj hansaa to bikhar bikhar gayi kirne sooraj hansa re kiran kiran chun kar dharti ye sajj ke sunhari ban gayi re maine kahaa hooo maine kahaa sapnon se sajjon to wo muskuraa ke sajj gaye aur ye kahaa jeevan hai bhai mere bhai sajjne ke liye sajjne ke liye ye shaam to yun hanse jaise hanse dulhan ye shaam to yun hanse jaise hanse dulhan ye shaam to neele neele saanwale ambar mein rang jo gulaabi lage bharne maine kahaa hooo maine kahaa rangon se chhalko to wo jag ye saara rang gaye aur ye kahaa jeevan hai bhai mere bhai rangne ke liye rangne ke liye mausam milaa wo kahin ek din mujhko mausam milaa wo kahin ek din mujhko mausam milaa re maine kaha ruko
maine kuchh khoya hai maine kuchh paaya hai tere pyaar mein maine kuchh khoya hai maine kuchh paaya hai tere pyaar mein maine kuchh khoya hai maine kuchh paaya hai tere pyaar mein mere kuchh waade hain mere kuchh armaan hain mere kuchh sapne hain haan maine kuchh khoya hai maine kuchh paaya hai tere pyaar mein khafa hone ka ye koi daur nahin tere siwa mera koi aur nahin khafa hone ka ye koi daur nahin tere siwa mera koi aur nahin duniyaa ki aankhon se bachenge hum kahaan aur kareeb aur kareeb aa jaane jahaan main tere peechhe hoon koi mere peechhe hai dushman itne hain haan maine kuchh khoya hai maine kuchh paaya hai tere pyaar mein teri bholi adaa pe bechain hoon main abhi tujhe pata nahin kaun hoon main teri bholi adaa pe bechain hoon main abhi tujhe pata nahin kaun hoon main mann mera paapi hai bacha mujhe sanam hanso nahin jo main kahun sach hai teri kasam are kya jaane tu nahin pehchaane tu mujhe ghum kitne hain haan maine kuchh khoya hai maine kuchh paaya hai
maine maa ko dekha hai dekha hai maa ko dekha hai maa ka pyaar nahin dekha maine maa ko dekha hai maa ka pyaar nahin dekha maine phool to dekhe hain dekhe hain phool to dekhe hain phoolo ka haar nahin dekha maine maa ko dekha hai maa ka pyaar nahin dekha maine maa ko dekha hai waise to ghar mein maa ki tasveer hai waise to ghar mein maa ki tasveer hai lekin meri aisi kab takdeer hai kabhi jo ghabraaun gale se lag jaaun agar na neend aaye to lori wo gaaye mera mann jis ka pyaasa hai pyaasa hai jis ka pyaasa hai wo laad dulaar nahin dekha maine maa ko dekha hai maa ka pyaar nahin dekha maine maa ko dekha hai waise meri maa ka dil to shakht nahin waise meri maa ka dil to shakht nahin par us ke paas jara bhi waqt nahin hai us ka naam bada hai us ko kaam bada wo devi mamta ki hai leader janta ki maa ki photo ke bina bina ji photo ke bina koi akhbaar nahin dekha maine maa ko dekha hai maa ka pyaar nahin dekha maine maa ko dekha hai pyaari pyaari hai wo bholi aisi haii
maine maine payal hai chankai ab to aaja tu harjaai maine payal hai chankai ab to aaja tu harjaai meri saanson mein tu hai basaa o sajna aaja na ab tarsaa o sajna aaja na ab tarsaa maine payal hai chankai ab to aaja tu harjaai meri saanson mein tu hai basaa o sajna aaja na ab tarsaa o sajna aaja na ab tarsaa chale jab ye purvaai baje dil mein shehnai tuhi mere sapnon ka o sajna aa aa aa aa chale jab ye purvaai baje dil mein shehnai tuhi mere sapnon ka o sajna aa aa aa aa maine maine chunari hai lahrai ab to aaja tu harjaai meri saanson mein tu hai basaa o sajna aaja na ab tarsaa o sajna aaja na ab tarsaa main din bhar soch mein doobun main raat mein jaagu na soun tuhi dil mein rehta hai o sajna aa aa aa aa main din bhar soch mein doobun main raat mein jaagu na soun tuhi dil mein rehta hai o sajna aa aa aa aa maine maine chudi hai khankai ab to aaja tu harjaai meri saanson mein tu hai basaa o sajna aaja na ab tarsaa o sajna aaja na ab tarsaa
maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon main zaleel hoon main zaleel hoon tumko kya kahun are tumko kya kahun tumko kya kahun maine pee sharab tum piyo to thik hum piye to paap tu jiyo to punn hum jeeye to paap tum piyo to thik hum piye to paap tu jiyo to punn hum jeeye to paap tum shareef log tum ameer log hum tabaah haal hum fakeer log zindagi bhi rog maut bhi ajaab maine pee sharab maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon maine pee sharab tum kaho to sach hum kahen to jhooth tum ko sab muaaf zulm ho ke loot tum kaho to sach hum kahen to jhooth tum ko sab muaaf zulm ho ke loot tumne kitne dil chaak kar diye kitne baste ghar khaak kar diye maine to kiya khud ko hi kharaab maine pee sharab maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon maine pee sharab reet aur riwaaz sab tumhare saath dharm aur samaaj sab tumhare saath
maine peena seekh liya maine peena seekh liya maine peena seekh liya maine peena seekh liya paap kaho ya punay kaho maine peena seekh liya maine peena seekh liyaa ek chhavi thi laakhon mein aan basi in ankhon mein ek kali muskayi thi mann bhanvre ko bhaai thi ek din pyaar ka phool khila mere sur ko geet mila par kismat laayi rang naye sur chhute aur geet gaye bheech bhanwar tune chhoda bhare prem mein munh moda pyaar pe aisa waar kiya ufff jeena uff jeena dushwaar kiya ab sharab ne saath diya to tujh bin jeena seekh liya maine peena seekh liya maine peena seekh liya log kahen kyun ha ha ha ha ha ha log kahen kyun peete ho mann kehta kyun jeete ho jeene ki koi chaah nahin marne ki koi raah nahin jeevan hi jab rog yahaan bolo iski dawa kahan pyaar ke jaam na peete hum kho kar hosh na paate ghum humne manzil dhundhi thi lekin kismat roothi thi raah mein saathi haayeee raah mein saathi chhoot gaya thes lagi dil toot gaya ab to isi nashe ke dhagon se dil seena seekh
Maine Hi Pahli Baar Dekha Gussa
maine poochha chaand se ke dekha hai kahin mere yaar sa hansi chaand ne kahaa chandani ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se ke dekha hai kahin mere yaar sa hansi chaand ne kahaa chandani ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se maine ye hizaab tera dhoondha har jagah shabaab tera dhoodha kaliyon se misaal teri poochhi phoolon mein jawaab tera dhoondha maine poochha baagh se falak ho yaa zamin aisa phool hai kahin baagh ne kahaa har kali ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se hooo chaal hai ke mauj ki rawaani zulf hai ke raat ki kahaani honth hai ke aaine kanwal ke aankh hai ke mahkadon ki raani maine poochha jaam se falak ho yaa zamin aisi mai bhi hai kahin jaam ne kahaa maikashi ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se khoobsurti jo toone paayi loot gayi khuda ki bas khudaayi meer ki gazal kahoon tujhe main ya kahoon khayaam ki rubaai main jo poonchoo shaayaron se aisa dilnashin koi sher hai kahin shaayar kahe shaayari
maine pyaar kiya pyaar kiya to darna kya maine pyaar kiya pyaar kiya to darna kya akele hum akele tum kabhi khushi kabhi yeh ghum akele hum akele tum kabhi khushi kabhi yeh ghum mujhe kuchh kehna hai kuchh kuchh hota hai maine pyaar kiya pyaar kiya to darna kya maine pyaar kiya pyaar kiya to darna kya hodley hodley ho yedley yedley yee ho ho ho ho ho ho ho ho ho hoo qayamat se qayamat tak hum tumhare hai sanam yeh silsila hai pyaar ka oh sanam teri kasam pyaar kiya hai pyaar karenge dilwale dulhaniya le jayenge pyaar kiya hai pyaar karenge dilwale dulhaniya le jayenge chori chori chupke chupke sajan ashiq laila majnu heer ranjha pyaar kiye jaa mujhe kuchh kehna hai kuchh kuchh hota hai hai aye aye maine pyaar kiya pyaar kiya to darna kya maine pyaar kiya pyaar kiya to darna kya do raaste do badan hum hai raahi pyaar ke hum dono dulha dulhan hum panchi ek daal ke daaku haseena dil se nageena chandni roja julie heena daaku haseena dil se nageena chandni roja julie
hmmm hmmmmmm hmm hmmm hmmm hmmm ooooo oooooo oooooo ooooo aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa ooooo oooooo oooooo ooooo ooooo oooo ooooo oooooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo ooooo oooooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo dil de ke dard e muhabbat liya hai soch samjh ke ye sauda kiya hai maine o maine ke maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai hooooooo dil de ke dard e muhabbat liya hai soch samjh ke ye sauda kiya hai maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai hooooooo hooo hooo hooo hooo aaaa haaa aaaa haaa hooo hooo hooo hooo aaaaaaaaaaaa hmmmm hmmm hmmm hmmm pehle pehal jab use maine dekha wo ban gayi meri kismat ki rekha khabar kya thi ye baat itni badegi muhabbat mein mehnat bhi karni padegi dilwale mehnat se darte nahin hain darte hai wo pyaar karte nahin hain maine o maine ke maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai hooooooo
maine pyaar kiya hoye maine pyaar kiya to thik kiya izhaar kiya to thik kiya maine pyaar kiya to thik kiya izhaar kiya to thik kiya ek baar kiya to thik kiya sau baar kiya to thik kiya ab to teri hi lagan hai dil tujhe paa kar magan hai ab to teri hi lagan hai dil tujhe paa kar magan hai sun meri rani khil jayegi jawaani tune baat jo meri maani maine pyaar kiya maine pyaar kiya to thik kiya izhaar kiya to thik kiya ek baar kiya to thik kiya sau baar kiya to thik kiya pehle milan mein pehli nazar ka teer jo tune maara ho tujhko maine jeeta lekin tujhse hi main haara hua matwala dil jaye na sambhala tune jane kya kar daala maine pyaar kiya maine pyaar kiya to thik kiya izhaar kiya to thik kiya ek baar kiya to thik kiya sau baar kiya to thik kiya main tujhe apna maan chuka hoon tu chaahe maane ya na maane ho mere siwa bhi honge na jane kitne tere deewane sabko bhulana mujhe apna banana kisi aur se dil na lagana maine pyaar kiya maine pyaar kiya to thik kiya izhaar
ya habibi ya habibi ya habibi ya habibi maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat tum bhi kuchh achchhaa saa rakh do apne deewaane kaa naam tum bhi kuchh achchhaa saa rakh do apne deewaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat kis qadar koobsoorat hai tere deedaar ki duniyaa meri nazron ki jannat hai zulf o rukhsaar ki duniyaa kis qadar koobsoorat hai tere deedaar ki duniyaa tumhein pehchaanaa hai khudaa ko samjhaa hai khudaa ko jaanaa hai maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat dil pe tum haath jo rakh do meri taskeen ho jaaye jaaneman zindagi meri kuchh to rangeen ho jaaye dil pe tum haath jo rakh do meri taskeen ho jaaye nazar mil jaane do qayaamat aati hai qayaamat aane do maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat ishq par kya guzarti hai husn ye raaz kya jaane mere dil ke tadapne ka koi andaaz kya jaane ishq par
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Maine Ik Geet Likha Yeh Nazdeekiyan (1982) 06:10 37988
 
Poster of Yeh Nazdeekiyan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
J P Dixit
Music Director- 
Raghunath Seth
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Marc Zuber
Duration : 06:10   Song Number : 37988   

Maine Jo Li Angdai Jagte Raho (1956) 03:04 36211
 
Poster of Jagte Raho (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Moti Lal, Sumitra
Duration : 03:04   Song Number : 36211   

Maine Kab Tumse Kaha Ram Aur Shyam (1967) 03:42 14062
 
Poster of Ram Aur Shyam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Dileep Kumar
Duration : 03:42   Song Number : 14062   

Maine Kaha Miss Mitti Mein Sona (1960) 03:31 40159
 
Poster of Mitti Mein Sona (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:31   Song Number : 40159   

Maine Kaha Tha Amne Samne (1982) 04:09 18232
 
Poster of Amne Samne (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 04:09   Song Number : 18232   

Maine Kaha Tha Ustadon Ke Ustad (1963) 04:51 32345
 
Poster of Ustadon Ke Ustad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Johny Walker, Helen
Duration : 04:51   Song Number : 32345   

Maine Kaha Tumse Maa Beta (1962) 03:27 36213
 
Poster of Maa Beta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Ameeta
Duration : 03:27   Song Number : 36213   

Maine Kaha Zid Chhod De Rickshawala (1973) 04:56 37635
 
Poster of Rickshawala (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Neetu Singh
Duration : 04:56   Song Number : 37635   

Maine Kahaa Phoolon Se Mili (1975) 04:56 20880
 
Poster of Mili (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 04:56   Song Number : 20880   

Maine Kuchh Khoya Hai Mere Sajana (1975) 06:38 16277
 
Poster of Mere Sajana (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal
Duration : 06:38   Song Number : 16277   

Maine Maa Ko Dekha Hai Mastana (1970) 04:31 13694
 
Poster of Mastana (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mehmood, Others
Duration : 04:31   Song Number : 13694   

Maine Payal Hai Chankai Falguni Pathak 04:37 17889
 
Poster of Falguni Pathak
 
Category
Indipop
Music Director- 
Lalit Sen
Singer- 
Falguni Pathak
Duration : 04:37   Song Number : 17889   

Maine Pee Sharab Naya Raasta (1970) 05:30 13859
 
Poster of Naya Raasta (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 05:30   Song Number : 13859   

Maine Peena Seekh Liya Goonj Uthi Shehnai (1959) 03:31 36860
 
Poster of Goonj Uthi Shehnai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Ameeta
Duration : 03:31   Song Number : 36860   

Maine Pehli Hi Baar Dekha Gussa Dharkan (1972) 03:02 37237
 
Poster of Dharkan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Mumtaj
Duration : 03:02   Song Number : 37237   

Maine Poochha Chaand Se Abdullah (1980) 05:05 18053
 
Poster of Abdullah (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 05:05   Song Number : 18053   

Maine Pyaar Kiya C I D Moosa (2003) 04:28 17079
 
Poster of C I D Moosa (2003)
 
Category
Malayalam
Year- 
2003
Duration : 04:28   Song Number : 17079   

Maine Pyaar Kiya Maine Pyar Kiya (1989) 06:51 15160
 
Poster of Maine Pyar Kiya (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Salman Khan, Bhagya Shri
Duration : 06:51   Song Number : 15160   

Maine Pyaar Kiya To Thik Kiya Surakksha (1979) 04:32 15676
 
Poster of Surakksha (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ramesh Pant
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Ranjeeta, Mithun Chakravarti
Duration : 04:32   Song Number : 15676   

Maine Rakkhaa Hai Shabnam (1964) 05:29 14204
 
Poster of Shabnam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anwar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 05:29   Song Number : 14204