Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


husn jaana ki taarif mumkin nahin husn jaana ki taarif mumkin nahin aafreen aafreen aafreen aafreen hey tu bhi dekhe agar to kahe humnasheen aafreen aafreen aafreen aafreen aisa dekha nahin khubsurat koi jism jaise ajantaa ki murat koi jism jaise nighaahon pe jaadoo koi jism naghma koi jism khushboo koi jism jaise machalti huyi raagni jism jaise mehkati huyi chaandani jism jaise pe khiltaa hua ik chaman jism jaise pe sooraj ki pehli kiran jism tarsha hua dil kasho dilnasheen sandali sandali marmari marmari aafreen aafreen aafreen aafreen aafreen aafreen aafreen aafreen aafreen aafreen aafreen aafreen aafreen aafreen chehra ek phool ki tarah shaahdaab hai chehra uska hai yaa koi maahtaab hai chehra jaise ghazal chehra jaane ghazal chehra jaise pari chehra jaise kanwal chehra jaise tasavur bhi tasveer bhi chehra ik khaab bhi chehra taabeer bhi chehra koi alif lail vi daastaan chehra ik pal yakeen chehra ik pal gumaan chehra jaisa ke chehra kahin bhi nahin maahrooh
aag hai lagi huyi aag hai lagi huyi har taraf yahaan wahaan jal rahi hai ye zameen jal raha hai aasmaan aag hai lagi huyi har taraf yahaan wahaan jal rahi hai ye zameen jal raha hai aasmaan aag hai lagi huyi dil kya hai ha ha kaanch ka khilona hai sapan ek salona hai dil bada naazuk hai ye toot naa jaaye kahin khelte hain dil se jo ye khabar unko nahin dil bada naazuk hai ye toot naa jaaye kahin khelte hain dil se jo ye khabar unko nahin dil gaya to kya raha dil ke saath hai jahaan jal rahi hai ye zameen jal raha hai aasmaan aag hai lagi huyi cheez kya hai pyaar ye ik dawaa hai yaar ye ye dawaa kabhi kabhi ghum ka jaam ban gayi zindagi ki har suhab ek shaam ban gayi roshni chali gayi roshni chali gayi reh gaya dhuwaan dhuwaan jal rahi hai ye zameen jal raha hai aasmaan dor toot jaati hai jode gaanth aati hai shaadi aur byaah hai rishtaa aitbaar ka saat janam ke vaaste ek waada pyaar ka shaadi aur byaah hai rishtaa aitbaar ka saat janam ke vaaste ek waada pyaar ka
hey aag laga di paani mein dekho bhari jawaani ne loot liya hai dil sab ka haye jannat ki raani ne haye jannat ki raani ne aag laga di paani mein dekho bhari jawaani ne loot liya hai dil sab ka haye jannat ki raani ne haye jannat ki raani ne hay aag laga di paani mein haay dhoodh se bhi hain ahaa gori baahen raat se bhi hain are kaali nigahen bol pindaliya kya kehne pehne bundon ke gehne bol pindaliya kya kehne pehne bundon ke gehne apna dilbar samajh liya hai tumko is begaani ne haye jannat ki raani ne hey aag laga di paani mein haye laal honth hani badami chehra kamar to dekho are chaand ka ghera husn dekh na lalchaiye mango tumko jo chahiye husn dekh na lalchaiye mango tumko jo chahiye aaj tumhe to dil ka tohfa bheja hai maharaani ne haye jannat ki raani ne hay aag laga di paani mein haye aag aur paani ke ye mele shola to leharon se khele machla ji nazaaron ka dhadka dil kinaaron ka machla ji nazaaron ka dhadka dil kinaaron ka pyaar ki daawat sab ko di hai masti
aagadu yendu kailaagadu yendu kaikatti kulitaree aagadu yendu kaikatti kulitaree saagadu kelasavu munde manasondiddare margavu untu kecchede erabekendu kecchede erabekendendu aagadu yendu kailaagadu yendu kaikatti kulitaree saagadu kelasavu munde saagadu kelasavu munde kettalaagadu kaggallendu yedegundiddare shilpeee kettalaagadu kaggallendu yedegundiddare shilpeee aagutitte kalegala beedu gommateshana nelenaadu bealooru halebeedu bealooru halebeedu kettalaagadu kaggallendu yedegundiddare shilpeee aagutitte kalegala beedu gommateshana nelenaadu bealooru halebeedu bealooru halebeedu aagadu yendu kailaagadu yendu kaikatti kulitaree saagadu kelasavu munde saagadu kelasavu munde kaaveariyanu hariyalu bittuu kaaveariyanu hariyalu bittuu vishveswarayya shramapadadiddare kannambadiya kattadiddaree kaaveariyanu hariyalu bittuu vishveswarayya shramapadadiddare kannambadiya kattadiddaree bangaara beleva honnadu aha bangaara beleva honnadu aaguttitte ee naadu kannada siri
agaye panthalile ponoonjal aduthama agaye panthalile ponoonjal aduthama orrgolam povoma ullam annge oduthamma orrgolam povoma ullam annge oduthamma agaye panthalile ponoonjal aduthama ho ho ho hoo hoo ho ho ho hoo hoo aa aa aa aa aa aaa aaa aaaa poochudi puthu pattu naan chudi malarchendu kayenthi naam angge povoma meenalin kungumathay meenalin kungumathay naanale vendumama maanodu neerade manjal kondu chelvoma agaye panthalile ponoonjal aduthama orrgolam povoma ullam annge oduthamma paalvannam palatattu pongkinnam manapenin thaay thanthe seerage kaanboma oraarin sannithiyil onrage vendumamma thaayendrum seyendrum tanthayendrum avoma agaye panthalile ponoonjal aduthama orrgolam povoma ullam annge oduthamma aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa
aagaayam mele aadhaalam keezhe aananda ulagam naduvinile aagaayam mele aadhaalam keezhe aananda ulagam naduvinile aha naan dhaan adi nee thaan magore aagaayam mele aadhaalam keezhe aananda ulagam naduvinile illamal chuzhalum bhoomiyidh ellarum nadikkum medaiidh illamal chuzhalum bhoomiyidh ellarum nadikkum medaiidh potten naanum veshangalai padithen vazhkkai paadangalai nadithen undan manjathile idam pidithen undhan nenjathile naadakamaa innum saahasamaa indha oodalgal enakk aagaathamma aagaayam mele aadhaalam keezhe aananda ulagam naduvinile aha naandhaan free bird adi nee yen love bird ponnaga minnum njaan thottath unmeedh endan kai pattath ini mel unnai yaar vittadh ilamai sughangal ver vittadh pennee endan ennappadi adi kanne ennai kattipidi poonkodiye thiru maankaniye undan kangalil aayiram kaadhal kadhai aagaayam mele aadhaalam keezhe aananda ulagam naduvinile la lala lala la la lala lala la la lala lala la la lala lala la la lala lala la lala lala la lala
aage bhi jaane na tu peechhe bhi jaane na tu jo bhi hai bas yahi ik pal hai aage bhi jaane na tu peechhe bhi jaane na tu jo bhi hai bas yahi ik pal hai aage bhi jaane na tu anjaane saayo kaa raahon mein dera hai andekhi baahon ne hum sabko ghera hai ye pal ujala hai baaki andhera hai ye pal gavana na ye pal hi tera hai jeene waale soch le yahi waqt hai kar le poori aarzoo aage bhi jaane na tu peechhe bhi jaane na tu jo bhi hai bas yahi ik pal hai iss pal ke jalwon ne mehfil sanvari hai iss pal ki garmi ne dhadkan ubhari hai iss pal ke hone se duniya humari hai ye pal jo dekho to sadiyon pe bhaari hai jeene waale soch le yahi waqt hai kar le poori aarzoo aage bhi jaane na tu peechhe bhi jaane na tu jo bhi hai bas yahi ik pal hai aage bhi jaane na tu la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la lal la iss pal ke saaye mein apna thikana hai iss pal ke aage bhi har sheh fasana hai kal kisne dekha hai kal kisne jaana hai iss pal se
aage chaloon kabhi main chaloon peeche aage chaloon waise chaho jaise tum aage chaloon kabhi main chaloon peeche aage chaloon waise chaho jaise tum duniya deewaani saath chale na chale main to chaloon waise chaloon jaise tum haan haan sankoshiyan koi kare to kare main to rahun teri yaadon mein gum duniya deewaani saath chale na chale main to chaloon waise chaloon jaise tum chalo chalein chalo aage chalo aage chalo chalein chalo gaata rahun yunhi pyaar ka taraana masti mein dolun waise dolo jaise tum jhoome humaare sang saara zamaana sune sunaane waali gaaun waisi dhun ho ho shamma jale ya jale parwaana main raat din gaata rahun ye hi dhun na jaane pyaar mein hua main kyun deewaana sunta wahi hoon main suno jise tum chalo chalein chalo aage chalo aage chalo chalein chalo aage chaloon kabhi main chaloon peeche aage chaloon waise chaho jaise tum duniya deewaani saath chale na chale main to chaloon waise chaloon jaise tum aage chaloon kabhi main chaloon peeche aage
kyun aage peechhe dolte ho bhanwaron ki tarah kyun dekhte ho mujhko yun besabron ki tarah kyun aage peechhe dolte ho bhanwaron ki tarah kyun dekhte ho mujhko yun besabron ki tarah kya mere deewane ho nahin nahin kya koi parwaane ho nahin nahin kya mere deewane ho kya koi parwaane ho kaam kya hai mujhse itna keh do jee zara bol de pyaar hai khaamosh kyun hai khada hum agar hote to bol diyaa hota kyun aage peechhe dolte ho bhanwaron ki tarah kyun dekhte ho mujhko yun besabron ki tarah khidki pe meri kyun rakhte ho ankhiyaan karte ho kyun tum meri hi batiyaan karte ho kyun tum meri hi batiyaan khidki pe meri kyun rakhte ho ankhiyaan karte ho kyun tum meri hi batiyaan mere liye aate ho nahin to geet gungunaate ho na na mere liye aate ho geet gungunaate ho baat kya hai dil mein tumhaare tumko hi pata chhod de ye sharam tu paas usko bula hum agar hote to bula liya hota kyun aage peechhe dolte ho bhanwaron ki tarah kyun dekhte ho mujhko yun besabron ki tarah haathon mein
aagre se ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaaungi aagre se ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaaungi mela dekhan jaaungi re main to mela dekhan jaaungi mela dekhan jaaungi main to mela dekhan jaaungi aagre se ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaaungi ghaghre ke upar saiyaan taaj ki tasveer ho ghaghre ke upar saiyaan taaj ki tasveer ho kinaare kinaare behta jamuna ji ka neer ho jamuna ji mein naiya hooooo jamuna ji mein naiya ho aur tujh jaisa khevaiya ho manga de rasiya ki main to mela dekhan jaungi aagre se ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaungi champa jaaye chameli jaaye main kaise reh jaaungi champa jaaye chameli jaaye main kaise reh jaaungi pathala ke paas jalebi baith sadak pe khaaungi main to dekhun mela main to dekhun mela main to dekhun mela duniya dekhe mero ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaungi aagre se ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaungi dar mat chhaila nayo ghaghro
aah ko chahiye ik umr asar hone tak aah ko chahiye ik umr asar hone tak kaun jeeta hai teri zulf ke sar hone tak aah ko chahiye aashiqui sabr talab aashiqui sabr talab aur tamnna betaab aashiqui sabr talab aur tamnna betaab dil ka kya rang karoon khoon e jigar hone tak dil ka kya rang karoon khoon e jigar hone tak aah ko chahiye ik umr asar hone tak aah ko chahiye humne maana humne maana ke tagaful na karoge lekin humne maana ke tagaful na karoge lekin khaakh ho jaayenge hum tum ko khabar hone tak khaakh ho jaayenge hum tum ko khabar hone tak aah ko chahiye ik umr asar hone tak aah ko chahiye partave khur se hai partave khur se hai shabnam ko fanaah ki taalim partave khur se hai shabnam ko fanaah ki taalim main bhi hoon ek inaayat ki nazar hone tak main bhi hoon ek inaayat ki nazar hone tak aah ko chahiye ik umr asar hone tak aah ko chahiye ghum e hasti ka asad ghum e hasti ka asad kiss se ho juzz marg ilaaj ghum e hasti ka asad kiss se ho juzz marg ilaaj shamma
aah ko chahiye ek umr asar hone tak aah ko chahiye ek umr asar hone tak kaun jitaa hai teri zulf ke sar hone tak kaun jitaa hai teri zulf ke sar hone tak aashiqi sabr talab aur tamanna betaab aashiqi sabr talab aur tamanna betaab dil ka kya rang karun khoon e jigar hone tak dil ka kya rang karun khoon e jigar hone tak hum ne maana ke tagaful na karoge lekin hum ne maana ke tagaful na karoge lekin khaak ho jaayenge hum tumko khabar hone tak aah ko chahiye ek umr asar hone tak ghum e hasti ka asad kisse ho juz marg e ilaaj ghum e hasti ka asad kisse ho juz marg e ilaaj shamaa har rang jalti hai sahar hone tak aah ko chahiye ek umr asar hone tak kaun jitaa hai tere zulf ke sar hone tak
aah ko chahiye ik umr asar hone tak aah ko chahiye ik umr asar hone tak kaun jeeta hai teri zulf ke sar hone tak aashique sabar talab aur tamanna betaab aashique sabar talab aur tamanna betaab dil ka kya rang karun khoon e jigar hone tak dil ka kya rang karun khoon e jigar hone tak khoon e jigar hone tak khoon e jigar hone tak humne maana ke tagaphul na karoge lekin humne maana ke tagaphul na karoge lekin khaakh ho jaayenge hum tumko khabar hone tak khaakh ho jaayenge hum tumko khabar hone tak tumko khabar hone tak tumko khabar hone tak ghum e hasti ka asad kiss se ho zuzmarz ilaaz ghum e hasti ka asad kiss se ho zuzmarz ilaaz shamma har rang mein jalti hai sehar hone tak shamma har rang mein jalti hai sehar hone tak aah ko chahiye ik umr asar hone tak umr asar hone tak umr asar hone tak
ilesa isa oho saagali isa oho thelali isa oho saagali isa oho aaha mysooru mallige dhundu mallige nannaa aa aa olavaina siriyaagi aralutha cheluvaagi mansali neene thumbiruve mansali neene thumbiruve ale ale naliyuthide hani hani chimmuthide ale ale naliyuthide hani hani chimmuthide mugilakade chapan chapan naari sundhari node vayyari vayaari o ho ho oo oooo o ho cheluvaantha chennigaa nanna chenniga ninna aaaa sogasige beragaadhe maathige marulaadhe nannali neene thumbiruve baalemba kadalalli naanu kande bangaaradha hennu neenu baalemba kadalalli naanu kande bangaaradha hennu neenu kannindha bale beesi seledhe sereyaagi manasothu nadedhe jothegaara neenaadhe nanage ahaa jothegaara neenaadhe nanage baa geleya ahaa nanniya chenna innu endhu ninnadhe hrudya ilesa isa ilesa isa ilesa isa o ho cheluvaantha chennigaa nanna chenniga ninna sogasige beragaadhe maathige marulaadhe nannali neene thumbiruve kai bale aadutha ghal ghal ennalu nannedhe soluthaa haai haai ennalu
aaha rim jhim ke ye pyare pyare geet liye aayi raat suhaani dekho preet liye meet mere suno zara hawa kahe kyaa aa aa aa suno to zara jheengar bole cheeki meeki cheeki meeki rim jhim ke ye pyare pyare geet liye aaha rim jhim ke ye pyare pyare geet liye aayi raat suhaani dekho preet liye meet mere suno zara hawa kahe kyaa aa aa aa suno to zara jheengar bole cheeki meeki cheeki meeki rim jhim ke ye pyare pyare geet liye khoi si bheegi bheegi raat jhoome aankhon mein sapno ki baraat jhoome khoi si bheegi bheegi raat jhoome aankhon mein sapno ki baraat jhoome dil ki ye duniya aaj baadlon ke saath jhoome aaha rim jhim ke ye pyare pyare geet liye aayi raat suhaani dekho preet liye meet mere suno zara hawa kahe kyaa aa aa aa suno to zara jheengar bole cheeki meeki cheeki meeki rim jhim ke ye pyare pyare geet liye aa haa haa aa aa haa haa aa haa haa aa aa haa haa ha ha aa haa haa aa aa haa haa aa haa haa aa aa haa haa ha ha aa jaao dil mein basa loon tumhein aankhon ka
la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la aaaaaaaa ta ran ta ran ta ran ta ran ta ran ta ran ta ran ta aagaya gangai poondhaen malar soodi ponmaan vizhi thaedi meadai katti maelam thatti paadudhae mangalam naadudhae sangamam kunguma thaeril naan thaediya dhaevan seetha pughazh raaman thaalam thottu raagam thottu paaduvaan mangalam naaduvaan sangamam kaadhal nenjil maela thaalam kadhal nenjil hey maela thaalam aah kaalai vaelai paadum bhoopaalam mannaayae nee un tholilay padarum kodinanae paruvap poodhaenae poomanjam un maeni yennaalil arangaerumo kunguma thaeril naan thaediya dhaevan seetha pughazh raaman meadai katti maelam thatti paaduvan mangalam naaduvaan sangamam thaevaiyaavum theerindhapinnum thaevaiyaavum hey hey hey hey theerindhapinnum oo oo oo poovai nenjil naanam pooraadum oru koodiae uravaanadhum tharuvaen palanooru parugakanichaaru thaliraadum en maeni thaangaadhu un kobham aagaya gangai poondhaen malar soodi ponmaan vizhi
hmm hmmm hmmm hmmmm hmm hmmm hmmm hmmmm aur aahista kijiye baatein dhadkane koi sun raha hoga aur aahista kijiye baatein dhadkane koi sun raha hoga labz girne na paaye honthon se waqt ke haath inko chun lenge kaan rakhte hain ye dar o deewar raaz ki saari baat sun lenge aur aahista kijiye baatein aise bolo ke dil ka afsaana dil sune aur nigaah dohraaye aise bolo ke dil ka afsaana dil sune aur nigaah dohraaye apne chaaron taraf ki ye duniyan saans ka shor bhi na sun paaye na sun paaye aur aahista kijiye baatein hmm hmmm hmmm dhadkane koi sun raha hoga labz girne na paaye honthon se waqt ke haath inko chun lenge kaan rakhte hain ye dar o deewar raaz ki saari baat sun lenge aur aahista kijiye baatein aa aaaa aaa aaa aa aaaa aaa aaa aaiye band kar lein darwaaze aaa aaaa aaaa raat sapne churaa na le jaaye aaa aaaa aaaa aaiye band kar lein darwaaze raat sapne churaa na le jaaye koi jhonka hawa ka awaara dil ki baaton ko udda na le jaaye na le jaaye aur aahista kijiye
aahista aahista aahista aahista milte hain dil sanam aahista aahista milte hain dil sanam kyun naa kar len aap se pyaar hum aahista aahista heyyyyy la lalaaaaa la laaaaa laaaa la lala baat hi baat mein iss mulaqaat mein la lala lala la hooo baat hi baat mein iss mulaqaat mein aisa kya ho gaya ho gaye hosh kam ooooo ooooo ooooo ooooo aahista aahista milte hain dil sanam kyun naa kar len aap se pyaar hum jeene ki aas tum dil ka ehsaas tum la lala lala la hooo jeene ki aas tum dil ka ehsaas tum sang tumhara humen chaahiye har janam ooooo ooooo ooooo ooooo aahista aahista milte hain dil sanam kyun naa kar len aap se pyaar hum raaste ye naye inn mein hum kho gaye hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmmmm raaste ye naye inn mein hum kho gaye manzilon ka pataa mil ke dhundhenge hum ooooo ooooo ooooo ooooo aahista aahista milte hain dil sanam aahista aahista milte hain dil sanam kyun naa kar len aap se pyaar hum aahista aahista
kaddi te hans bol ve na jind saddi ron ve kaddi te hans bol ve na jind saddi ron ve tu aaja dil jaaniya ve kar meherbaaniya tu aaja dil jaaniya ve kar meherbaaniya aa saanu teri lod ve na jind saddi ron ve mohabbat mushkil bhaari badi hi mast bimaari you wanna let it going on mohabbat lambi yaari bina permit ke jaari but get u ride it on yeah come on mohabbat mushkil bhaari badi hi mast bimaari you wanna let it going on mohabbat lambi yaari bina permit ke jaari but get u ride it on yeah come on o o ho din ne dil mangna wangna ishq mein ranga wangna jeete ji isne hai rab nu milana akkh lad jaana mar mukk jaana ek hoye kahaani bus badle zamaana aahun aahun aahun aahun aahun aahun aahun aahun aahun aahun aahun aahun aahun aahun aahun aahun aahun aahun aahun aahun aahun aahun aahun aahun aahun aahun mohabbat dislan baazi puraani hoker taazi you never see it going old mohabbat se rab raazi dilon ki saude baazi before you know it ur heart is sold naino ka ladna wadna
aai yai yaa karoon main kya sukoo sukoo aai yai yaa karoon main kya sukoo sukoo kho gaya dil mera sukoo sukoo aai yai yaa karoon main kya sukoo sukoo koi mastaana kahe koi deewana kahe koi parwaana kahe jalne ko beqaraar chaahat ka mujhpe asar main duniyaa se bekhabar chalta hoon apni dagar manzil hai meri pyaar aai yai yaa karoon main kya sukoo sukoo kho gaya dil mera sukoo sukoo aai yai yaa karoon main kya sukoo sukoo chaunkon mat aye doston yunhin mujhse mat daro mere bhole pyaar ko naadaani naa samjho haathon mein jo haath hai jeevan bhar ka saath hai seedhi sachchi baat hai kahaani naa samjho aai yai yaa karoon main kya sukoo sukoo kho gaya dil mera sukoo sukoo aai yai yaa karoon main kya sukoo sukoo meri aankhon mein nasha meri baaton mein nasha meri saanson mein nasha behka main bin piye ghutti ghutti bebasi sehmi sehmi har ghadi bin chaahat kya zindagi jeeta main kiss liye aai yai yaa karoon main kya sukoo sukoo kho gaya dil mera sukoo sukoo aai yai yaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aafreen Aafreen Nusrat Fateh Ali Khan 09:31 18850
 
Poster of Nusrat Fateh Ali Khan
 
Category
Indipop
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Nusrat Fateh Ali Khan
Duration : 09:31   Song Number : 18850   

Aag Hai Lagi Huyi Swarg Narak (1978) 06:00 18373
 
Poster of Swarg Narak (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 06:00   Song Number : 18373   

Aag Laga Di Paani Mein Agent 009 (1980) 04:40 36416
 
Poster of Agent 009 (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Varma Malik
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vijendra Mittal, Rehana Sultan
Duration : 04:40   Song Number : 36416   

Aagadu Yendu Kailaagadu Yendu Bangarada Manushya (1972) 05:40 19014
 
Poster of Bangarada Manushya (1972)
 
Category
Kannada
Year- 
1972
Lyricist
R N Jayagopal
Music Director- 
G K Venkatesh
Singer- 
P B Sreenivas
On Screen Actors- 
Dr Rajkumar, Bharathi
Duration : 05:40   Song Number : 19014   

Aagaya Panthalile Ponnunnjal (1973) 03:15 14615
 
Poster of Ponnunnjal (1973)
 
Category
Tamil
Year- 
1973
Lyricist
Kannadasan
Music Director- 
M S Viswanathan
On Screen Actors- 
Sivaji Ganesan, Usha Nandhini
Duration : 03:15   Song Number : 14615   

Aagayam Melle Naan Vaazha Vaippen (1979) 04:43 14584
 
Poster of Naan Vaazha Vaippen (1979)
 
Category
Tamil
Year- 
1979
Lyricist
Vaali
Music Director- 
Ilaiyaraaja
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Rajnikant
Duration : 04:43   Song Number : 14584   

Aage Bhi Jaane Na Tu Waqt (1965) 07:33 20013
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 07:33   Song Number : 20013   

Aage Chaloon Ali Haider 04:32 19312
 
Poster of Ali Haider
 
Category
Indipop
Lyricist
Ali Haider
Music Director- 
Ali Haider
Singer- 
Ali Haider
Duration : 04:32   Song Number : 19312   

Aage Peechhe Golmaal (Fun Unlimited) (2006) 03:45 18797
 
Poster of Golmaal (Fun Unlimited) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Vishal Dadlani, Kumar
Music Director- 
Vishal Shekhar
Singer- 
Shekhar, Sneha Pant
On Screen Actors- 
Paresh Rawal, Sushmita Mukherji
Duration : 03:45   Song Number : 18797   

Aagre Se Ghaghro Manga Chor Machaye Shor (1974) 05:11 39604
 
Poster of Chor Machaye Shor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravinder Jain
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Mumtaz
Duration : 05:11   Song Number : 39604   

Aah Ko Chahiye Ghulam Ali 06:57 18811
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Ghulam Ali
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 06:57   Song Number : 18811   

Aah Ko Chahiye Jagjit Singh 04:21 19385
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Duration : 04:21   Song Number : 19385   

Aah Ko Chahiye Ik Umr Mirza Ghalib (1954) 03:24 20014
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:24   Song Number : 20014   

Aaha Mysooru Mallige Bangarada Manushya (1972) 05:52 21527
 
Poster of Bangarada Manushya (1972)
 
Category
Kannada
Year- 
1972
Lyricist
Chi Udayashankar
Music Director- 
G K Venkatesh
On Screen Actors- 
Rajkumar, Bharathi
Duration : 05:52   Song Number : 21527   

Aaha Rim Jhim Ke Ye Pyare Pyare Usne Kaha Tha (1960) 05:35 12089
 
Poster of Usne Kaha Tha (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nanda
Duration : 05:35   Song Number : 12089   

Aahaya Gangai Dharma Yuddham (1979) 04:43 14968
 
Poster of Dharma Yuddham (1979)
 
Category
Tamil
Year- 
1979
Lyricist
Kannadasan
Music Director- 
Ilaiyaraaja
On Screen Actors- 
Shri Devi, Rajnikant
Duration : 04:43   Song Number : 14968   

Aahista Pankaj Udhas 07:15 17992
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 07:15   Song Number : 17992   

Aahista Aahista Yeh Zindagi Ka Safar (2001) 05:02 18081
 
Poster of Yeh Zindagi Ka Safar (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Faiz Anwar
Music Director- 
Daboo Malik
On Screen Actors- 
Jimmy Shergill, Amisha Patel
Duration : 05:02   Song Number : 18081   

Aahun Aahun Love Aaj Kal (2009) 04:53 37206
 
Poster of Love Aaj Kal (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Singer- 
Neeraj Shridhar
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Deepika Padukone
Duration : 04:53   Song Number : 37206   

Aai Aai Yaa Sukoo Sukoo Junglee (1961) 03:20 20016
 
Poster of Junglee (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sayra Banu
Duration : 03:20   Song Number : 20016